मंगलवार 10 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-02-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
010/02/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - khudā tumhārā dost hai , rāvaṇ duśhman hai , isliē tum khudā kō pyār kartē aur rāvaṇ kō jalātē hō ' '
1Essence: Sweet children, God is your Friend and Ravan is your enemy. 2Therefore, you love God and burn Ravan.
Question
2Praśhna : kin bachchō̃ kō anēkō̃ key|kī āśhīrvād svataḥ miltī jātī hai ?
3Question: Which children automatically receive blessings from many others?
Answer
3Uttar : jō bachchē yād mē̃ rah svayã bhī pavitra bantē aur dūsrō̃ kō bhī āp samān banātē haĩ . 4Unhē̃ anēkō̃ key|kī āśhīrvād mil jātī hai , vē|way bahut ūñch pad pātē haĩ .
4Answer: The children who stay in remembrance and purify themselves and also make others similar to themselves continue to receive blessings from many others. 5They claim a very high status.
5Bāp tum bachchō̃ kō śhrēṣhṭh bannē key|kī ēk hī śhrīmat dētē haĩ - bachchē kisī bhī dēhdhārī kō yād na kar mujhē yād karō .
6The Father just gives you one shrimat to make you elevated. 7He says: Children, don't remember any bodily beings, but just remember Me alone.
Song
6Gīt : ākhir vah din āyā āj …
8Song: At last the day for which we had been waiting has come!
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Ōm śhānti kā arth|earth tō rūhānī bāp nē rūhānī bachchō̃ kō samjhāyā hai .
10The spiritual Father has explained the meaning of “Om shanti” to you children.
9Ōm mānā maĩ ātmā hū̃ aur yah mērā śharīr hai .
11“Om” means I am a soul and this is my body.
10Ātmā tō dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī hai .
12The soul is not visible.
11Ātmā mē̃ hī achchhē vā burē saṅskār rahtē haĩ .
13Good and bad sanskars are in each soul.
12Ātmā mē̃ hī man-buddhi hai .
14Each soul has a mind and intellect.
13Śharīr mē̃ buddhi nahī̃ hai .
15The intellect is not in the body.
14Mukhya hai ātmā .
16The main thing is the soul.
15Śharīr tō mērā hai .
17This body is mine.
16Ātmā kō kōī dēkh nahī̃ saktē .
18No one can see the soul.
17Śharīr kō ātmā dēkhtī hai . 18Ātmā kō śharīr nahī̃ dēkh saktā .
19The soul sees the body; the body does not see the soul.
19Ātmā nikal jātī hai tō śharīr jaṛ ban jātā hai .
20When a soul leaves his body, that body becomes non-living.
20Ātmā dēkhī nahī̃ jā saktī . 21Śharīr dēkhā jātā hai .
21A soul cannot be seen but a body can.
22Vaisē hī ātmā kā jō bāp hai , jiskō ō god father kahtē haĩ vah bhī dēkhnē mē̃ nahī̃ ātē haĩ , unkō samjhā jātā hai , jānā jātā hai .
22Similarly, even the Father of souls, to whom everyone calls out, "O God, the Father!" cannot be seen. 23He can be realised or known.
23Ham ātmāyē̃ sab brothers haĩ .
24All of us souls are brothers.
24Śharīr mē̃ ātē haĩ tō kahē̃gē yah bhāī haĩ , yah bahan-bhāī haĩ .
25When you enter bodies, it is said that you are brothers or that you are brothers and sisters.
25Ātmāyē̃ tō sab bhāī-bhāī hī haĩ .
26All souls are actually brothers.
26Ātmāō̃ kā bāp hai - parampitā paramātmā .
27The Father of all souls is the Supreme Father, the Supreme Soul.
27Jismānī bhāī-bahin ēk-dō kō dēkh saktē haĩ .
28Physical brothers and sisters can see one another.
28Ātmāō̃ kā bāp ēk hai , unkō dēkh nahī̃ saktē .
29The Father of souls is One; He cannot be seen.
29Tō ab bāp āyē haĩ , purānī duniyā kō nayā banānē .
30The Father has now come to make this old world new.
30Naī duniyā satyug thī .
31The golden age was a new world.
31Ab purānī duniyā kaliyug hai , inkō ab badalnā hai .
32The iron age is now an old world and it has to change.
32Purānī duniyā tō khatm hōnī chāhiē nā .
33This old world now has to be destroyed.
33Purānā ghar khatm hō , nayā ghar bantā hai nā , vaisē yah purānī duniyā bhī khalās hōnī hai .
34Just as an old building is demolished and a new one built, in the same way, this old world has to be destroyed.
34Satyug kē bād phir trētā , dvāpar , kaliyug phir satyug ānā jarūr hai . 35World key|kī history-geography repeat hōnī hai .
35After the golden age, there will be the silver, copper and iron ages and then the golden age definitely has to come again; the history and geography of the world have to repeat.
36Satyug mē̃ hōtā hai dēvī-dēvatāō̃ kā rājya .
36In the golden age, there is the kingdom of the deities.
37Sūrya-vanśhī aur chandravanśhī , unkō kahā jātā hai lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī dynasty , rām-sītā key|kī dynasty .
37There are the sun and moon dynasties; they are called the dynasty of Lakshmi and Narayan and the dynasty of Rama and Sita.
38Yah tō sahaj hai nā .
38This is easy, is it not?
39Phir dvāpar-kaliyug mē̃ aur dharm ātē haĩ .
39Then, in the copper and iron ages, the other religions come.
40Phir dēvtāyē̃ jō pavitra thē vah apavitr ban jātē , inkō kahā jātā hai rāvaṇ rājya .
40The deities who were pure became impure; this is called the kingdom of Ravan.
41Rāvaṇ kō varṣh-varṣh jalātē ātē haĩ parantu jaltā hī nahī̃ phir-phir jalātē rahtē haĩ .
41People continue to burn an effigy of Ravan every year, but he doesn’t get burnt. 42They continue to burn it again and again.
42Yah hai sabkā baṛā duśhman isliē unkō jalānē key|kī rasam paṛ gaī hai .
43He is everyone's biggest enemy which is why there is the system of burning it.
43Bhārat kā number one duśhman kaun hai ?
44Who is the number one enemy of Bharat? 45(Ravan).
44Aur phir number one dost , sadā sukh dēnē vālā hai khudā .
46The number one Friend, the One who gives constant happiness, is God.
45Khudā kō dost kahtē haĩ nā .
47God is said to be the Friend.
46Is par ēk kahānī bhī hai .
48There is a story based on this.
47Tō khudā hai dost , rāvaṇ hai duśhman .
49Therefore, God is the Friend and Ravan is the enemy.
48Khudā jō dost hai , unkō kabhī jalāyēṅgē nahī̃ .
50God, the Friend, is never burnt.
49Vah hai duśhman isliē 10 śhīśh vālā rāvaṇ banāē unkō varṣh-varṣh jalātē haĩ .
51The other one is the enemy. 52This is why they create an effigy of Ravan with ten heads and burn it every year.
50Gāndhī jī bhī kahtē thē hamkō rāmrājya chāhiē .
53Gandhiji also used to say: We want the kingdom of Rama.
51Rāmrājya mē̃ sukh hai , rāvaṇrājya mē̃ duḥkh hai .
54There is happiness in the kingdom of Rama and sorrow in the kingdom of Ravan.
52Ab yah kaun baiṭh samjhātē haĩ ?
55Who sits here and explains all of this?
53Patit-pāvan bāp .
56The Purifier Father.
54Śhivbābā , brahmā hai dādā .
57Shiva is Baba and Brahma is Dada.
55Bābā hamēśhā sahī bhī kartē haĩ bāpdādā .
58Baba always signs: BapDada.
56Prajāpitā brahmā bhī tō sabkā hō gayā .
59The Father of People (Prajapita) Brahma belongs to everyone.
57Jiskō Adam bhī kahā jātā hai .
60He is also called Adam.
58Unkō great-great grand father kahā jātā hai .
61He is called the great-great-grandfather too.
59Manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ prajāpitā huā .
62He is the Father of people of the human world.
60Prajāpitā brahmā dvārā brāhmaṇ rachē jātē haĩ phir brāhmaṇ sō dēvtā bantē haĩ .
63Brahmins are created through Prajapita Brahma and then those Brahmins become deities.
61Dēvtāyē̃ phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra ban jātē haĩ .
64Deities then become warriors, merchants and shudras.
62Inkō kahā jātā hai prajāpitā brahmā , manuṣhya sr̥iṣhṭi kā baṛā .
65This one is called Prajapita Brahma, the ancestor of the human world.
63Prajāpitā brahmā K|kē kitnē ḍhēr bachchē haĩ . 64Bābā-bābā kahtē rahtē haĩ .
66Prajapita Brahma has so many children; they continue to say, "Baba, Baba."
65Yah hai sākār bābā . 66Śhivbābā hai nirākār bābā .
67This one is the corporeal Baba, whereas Shiv Baba is the incorporeal Baba.
67Gāyā bhī jātā hai prajāpitā brahmā dvārā naī manuṣhya sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .
68It is also remembered that the new human world is created through Prajapita Brahma.
68Ab tumhārī yah purānī khāl hai .
69Those are now your old skins.
69Yah hai hī patit duniyā , rāvaṇ rājya .
70This world is the impure kingdom of Ravan.
70Ab rāvaṇ key|kī āsurī duniyā khatm hō jāyēgī .
71This devilish old world of Ravan is now to be destroyed.
71Uskē liē hī yah mahā-bhārat laṛāī hai .
72There is this Mahabharat War for that.
72Phir satyug mē̃ is rāvaṇ duśhman kō kōī jalāyēṅgē hī nahī̃ .
73Afterwards, in the golden age, no one will burn the enemy Ravan.
73Rāvaṇ hōgā hī nahī̃ .
74Ravan won’t exist there.
74Rāvaṇ nē hī duḥkh key|kī duniyā banāī hai .
75It was Ravan who created the world of sorrow.
75Aisē nahī̃ jinkē pās|pass paisē bahut haĩ , baṛē-baṛē mahal haĩ , vah svarg mē̃ haĩ .
76It isn't that those who have a lot of wealth and live in big palaces are in heaven.
76Bāp samjhātē haĩ , bhal kiskē pās|pass krōṛ haĩ , parantu yah tō sab miṭṭī mē̃ mil jānē vālē haĩ .
77The Father explains that, although someone may have millions, all of that is going to turn to dust.
77Naī duniyā mē̃ phir naī khāniyā̃ nikaltī haĩ , jissē naī duniyā K|kē mahal ādi sārē banāyē jātē haĩ .
78In that new world, new mines will emerge from which you will build your palaces, etc. in the new world.
78Yah purānī duniyā ab khatm hōnī hai .
79This old world is now to finish.
79Manuṣhya bhakti kartē hī haĩ sadgati kē liē , hamkō pāvan banāō , ham vicious ban gayē haĩ .
80People perform devotion in order to receive salvation. 81They say: Come and purify us, because we have become vicious!
80Vicious kō patit kahā jātā hai .
82Those who are vicious are said to be impure.
81Satyug mē̃ hai hī viceless , sampūrṇ nirvikārī haĩ .
83In the golden age, everyone is viceless, completely viceless.
82Vahā̃ bachchē yōgbal sē paidā hōtē haĩ , vikār vahā̃ hōtā hī nahī̃ . 83Na dēh-abhimān , na kām , krōdh . . . . . . 5 vikār hōtē nahī̃ isliē vahā̃ kabhī rāvaṇ kō jalātē hī nahī̃ .
84Children there are born through the power of yoga. 85There are no vices there; there is no body consciousness, lust or anger. 86The five vices don't exist there and that is why they never burn Ravan there.
84Yahā̃ tō rāvaṇrājya hai .
87Here, it is the kingdom of Ravan.
85Ab bāp kahtē haĩ tum pavitra banō .
88The Father now says: Become pure!
86Yah patit duniyā khatm hōnī hai jō śhrīmat par pavitra rahtē haĩ vahī bāp key|kī mat par chal viśhva kī bādśhāhī kā varsā pātē haĩ .
89This impure world is to be destroyed. 90Those who remain pure according to shrimat and those who follow the directions of the Father, claim their inheritance of the sovereignty of the world.
87In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā .
91There used to be the kingdom of Laskhmi and Narayan.
88Abhī tō rāvaṇ rājya hai jō khatm hōnā hai .
92It is now the kingdom of Ravan. 93That has to be destroyed.
89Satyugī rāmrājya sthāpan hōnā hai .
94The golden-aged kingdom of Rama has to be established.
90Satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya rahtē haĩ .
95There are very few human beings in the golden age.
91Capital dēhlī hī rahtī hai . 92Jahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōtā hai .
96The capital will still be Delhi where there will be the kingdom of Lakshmi and Narayan.
93Dēhlī satyug mē̃ paristān thī .
97Delhi used to be a land of angels in the golden age.
94Dēhlī hī gaddī thī .
98The throne used to be in Delhi.
95Rāvaṇ rājya mē̃ bhī dēhlī capital hai , rāmrājya mē̃ bhī dēhlī capital rahtī hai .
99Delhi is the capital in the kingdom of Ravan and also the capital in the kingdom of Rama.
96Parantu rāmrājya mē̃ tō hīrō̃ javāharātō̃ K|kē mahal thē . 97Athāh sukh thā .
100However, in the kingdom of Rama, there were palaces studded with diamonds and jewels; there was limitless happiness.
98Abhī bāp kahtē haĩ tumnē viśhva kā rājya ganvāyā hai , maĩ phir tumkō dētā hū̃ .
101The Father now says: You lost the kingdom of the world. 102I am now giving it back to you once again.
99Tum mērī mat par chalō .
103Just follow My directions.
100Śhrēṣhṭh bannā hai tō sirph mujhē yād karō aur kisī dēhdhārī kō yād na karō .
104If you want to become elevated, simply remember Me and not any bodily beings.
101Apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō tō tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
105Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father, and you will become satopradhan from tamopradhan.
102Tum mērē pās|pass chalē āyēṅgē . 103Mērē galē key|kī mālā bankar phir viṣhṇu key|kī mālā ban jāyēṅgē .
106You will then come to Me; you will become the garland around My neck and then the garland around the neck of Vishnu.
104Mālā mē̃ ūpar mē̃ maĩ hū̃ phir dō haĩ brahmā-sarasvatī .
107In a rosary, I am the tassel (flower) at the top, and then there is the dual-bead of Brahma and Saraswati.
105Vahī satyug K|kē mahārājā-mahārānī bantē haĩ .
108They then become the emperor and empress of the golden age.
106Unhō̃ key|kī phir sārī mālā hai jō number-vār gaddī par baiṭhtē haĩ .
109The rosary is then of those who sit on the throne, numberwise.
107Maĩ is bhārat kō in brahmā sarasvatī aur brāhmaṇō̃ dvārā svarg banātā hū̃ .
110I make this Bharat into heaven through Brahma and Saraswati and you Brahmins.
108Jō mēhnat kartē haĩ unhō̃ K|kē hī phir yādgār bantē haĩ .
111Memorials are created of those who make effort.
109Vah hai rūdra mālā aur vah viṣhṇu key|kī mālā .
112That is the rosary of Rudra and this is the rosary of Vishnu.
110Rūdra mālā hai - ātmāō̃ key|kī aur viṣhṇu key|kī mālā hai manuṣhyō̃ key|kī .
113The rosary of Rudra is of souls and then there is the rosary of Vishnu, of human beings.
111Ātmāō̃ K|kē rahnē kā sthān vah nirākārī paramdhām hai , jiskō brahmāṇḍ bhī kahtē haĩ .
114The residence of souls is the incorporeal supreme abode which is also called Brahmand.
112Ātmā kōī aṇḍē misal nahī̃ hai , ātmā tō bindī misal hai .
115Souls are not egg shaped; souls are just like tiny points.
113Ham sab ātmāyē̃ vahā̃ sweet home mē̃ rahnē vālī haĩ .
116All of us souls are residents of that sweet home.
114Bāp kē sāth ham ātmāyē̃ rahtī haĩ .
117We souls reside there with the Father.
115Vah hai muktidhām .
118That is the land of liberation.
116Manuṣhya sab chāhtē haĩ muktidhām mē̃ jāyē̃ parantu vāpis kōī ēk bhī jā nahī̃ saktē . 117Sabkō part mē̃ ānā hī hai , tab tak bāp tumkō taiyār karātē rahtē haĩ .
119All human beings want to go to the land of liberation, but not a single being can return home; everyone has to come to play his part. 120Until then, the Father continues to prepare you.
118Tum taiyār hō jāyēṅgē tō phir jō bhī ātmāyē̃ haĩ , vah sab ā jāyēṅgī .
121When you are ready, all the souls who still remain will come down.
119Phir khalās .
122Then, everything will be destroyed.
120Tum jākar naī duniyā mē̃ rājya karē̃gē phir number-vār chakra chalēgā .
123You will then go to the new world and rule there and the cycle will turn, numberwise, (golden age, silver age...).
121Gīt mē̃ sunā nā - ākhir vah din āyā āj . . . . . tum jāntē hō jō bhāratvāsī ab narkvāsī haĩ , vah phir svargvāsī banē̃gē .
124You heard the song: At last that day has come. 125You know that the people of Bharat who are now residents of hell will then become residents of heaven.
122Bākī sab ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ chalī jāyēṅgī .
126All the rest of the souls will return to the land of peace.
123Samjhānā bahut thōṛā hai . 124Alpha bābā , bē bādśhāhī .
127You must only explain a little: Alpha is Baba and beta is the kingdom.
125Alpha kō bādśhāhī mil jātī hai .
128The first one receives the kingdom.
126Abhī bāp kahtē haĩ - maĩ vahī rājya phir sē sthāpan kartā hū̃ .
129The Father now says: I am now once again establishing that same kingdom.
127Tum 84 janm bhōg ab patit ban gayē hō .
130Having taken 84 births, you have now become impure.
128Patit banāyā hai rāvaṇ nē .
131It was Ravan who made you impure.
129Phir pāvan kaun banātē haĩ ?
132Who will then make you pure?
130Bhagvān jiskō patit-pāvan kahtē haĩ , tum kaisē patit sē pāvan , pāvan sē patit bantē hō , vah sārī history geography repeat hōgī .
133God, who is called the Purifier. 134The full history and geography will repeat: how you become pure from impure and impure from pure.
131Yah vināśh hai hī iskē liē .
135This destruction is just for that.
132Kahtē haĩ brahmā key|kī āyu śhāstrō̃ mē̃ 100 varṣh hai .
136It is said in the scriptures that Brahma’s age is 100 years.
133Yah jō brahmā hai , jismē̃ bāp baiṭh varsā dilātē haĩ , unkā bhī śharīr chhūṭ jāyēgā .
137This Brahma, in whom the Father sits and gives you your inheritance, will also shed his body.
134Ātmāō̃ kō baiṭh , ātmāō̃ kā jō bāp hai vah samjhātē haĩ .
138The Father of all souls sits here and explains to souls.
135Manuṣhya , manuṣhya kō pāvan banā na sakē̃ .
139Human beings cannot purify human beings.
136Dēvtāyē̃ kabhī vikār sē nahī̃ paidā hōtē haĩ .
140Deities are never born through vice.
137Punarjanma tō sab lētē ātē haĩ nā .
141Everyone has continued to take rebirth.
138Bāp kitnā achchhī tarah sē samjhātē haĩ ki kahā̃ takdīr jag jāē .
142The Father explains everything so well that your fortune can perhaps awaken.
139Bāp ātē hī haĩ manuṣhya mātra key|kī takdīr jagānē .
143The Father comes to awaken the fortune of human beings.
140Sab patit duḥkhī haĩ nā .
144All are impure and unhappy.
141Trāhi-trāhi kar vināśh hō jāyēṅgē isliē bāp kahtē haĩ trāhi-trāhi karnē K|kē pahlē mujh bēhad K|kē bāp sē varsā lē lō .
145Destruction will take place even while they are crying out in distress. 146This is why the Father says: Claim your inheritance from Me, your unlimited Father, before crying out in distress.
142Yah jō kuchh duniyā mē̃ dēkhtē hō , yah sab khatm hō jānā hai .
147Whatever you see in this world, it is to be destroyed.
143Fall of|off bhārat , rise of|off bhārat , iskā hī khēl hai .
148This play is about the rise and fall of Bharat.
144Rise of|off world .
149There is the rise of the world.
145Svarg mē̃ kaun-kaun rājya kartē haĩ , yah bāp hī baiṭh samjhātē haĩ .
150Only the Father sits here and explains who rules in heaven.
146Rise of|off bhārat , dēvtāō̃ kā rājya , fall of|off bhārat rāvaṇ rājya .
151The rise of Bharat is the kingdom of the deities, and the fall of Bharat is the kingdom of Ravan.
147Abhī naī duniyā ban rahī hai .
152A new world is now being created.
148Bāp sē paṛh rahē hō naī duniyā kā varsā lēnē .
153You are studying with the Father to claim your inheritance of the new world.
149Kitnā sahaj hai .
154It is so easy!
150Yah hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī paṛhāī .
155This is the study to change from human beings into deities.
151Yah bhī achchhī rīti samajhnā hai . 152Kaun-kaun sē dharm kab ātē haĩ , dvāpar kē bād hī aur-aur dharm ātē haĩ .
156You have to understand very well which religions come and when they come. 157All other religions start to come in the copper age.
153Pahlē sukh bhōgtē haĩ phir duḥkh .
158You first experience happiness and then sorrow.
154Yah sārā chakra buddhi mē̃ biṭhānā hōtā hai .
159You have to make this whole cycle sit in your intellects.
155Jissē tum chakravartī mahārājā-mahārānī bantē hō .
160By doing this, you become the emperors and empresses who rule the globe.
156Sirph alpha aur bē kō samajhnā hai .
161You just have to understand Alpha and beta.
157Ab vināśh tō hōnā hī hai .
162Destruction has to take place.
158Haṅgāmā itnā hō jāyēgā jō vilāyat sē phir ā bhī nahī̃ sakē̃gē isliē bāp samjhātē haĩ - bhārat bhūmi sabsē uttam hai .
163There will be so much upheaval that no one will be able to come here from abroad. 164This is why the Father explains that the land of Bharat is the most elevated.
159Jabardast laṛāī lagēgī phir vahā̃ K|kē vahā̃ hī rah jāyēṅgē .
165The war will be so intense that you will be stranded where you are.
16050-60 lākh bhī dēgē tō bhī muśhkil ā sakē̃gē .
166Even if you gave five to six million, it would be difficult for you to go anywhere.
161Bhārat bhūmi sabsē uttam hai . 162Jahā̃ bāp ākar avatār lētē haĩ .
167The land of Bharat, where the Father incarnates, is the most elevated.
163Śhiv jayantī bhī yahā̃ manāī jātī hai .
168The birthday of Shiva is celebrated here.
164Sirph śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālnē sē sārī mahimā hī khatm hō gaī hai .
169Because Krishna’s name was used, all the praise has been lost.
165Sarv manuṣhya mātra kā liberator yahā̃ hī ākar avatār lētē haĩ .
170The Liberator of all human beings incarnates here.
166Śhiv jayantī bhī yahā̃ manātē haĩ .
171The birthday of Shiva is also celebrated here.
167God father hī haĩ jō ākar liberate kartē haĩ .
172Only God, the Father, comes and liberates everyone.
168Tō aisē bāp kō hī naman karnā chāhiē , unkī hī jayantī manānā chāhiē .
173Therefore, you should only respect such a Father and only celebrate His birthday.
169Vah bāp yahā̃ bhārat mē̃ ākar sabkō pāvan banātē haĩ .
174That Father comes here in Bharat and purifies everyone.
170Tō yah sabsē baṛā tīrtha ṭhaharā|ṭhahrā .
175Therefore, this is the greatest pilgrimage place.
171Sabkō durgati sē chhuṛāē sadgati dētē haĩ , yah drama banā huā hai .
176It is fixed in the drama for Him to liberate everyone from degradation and grant them salvation.
172Abhī tum ātmāyē̃ jāntī hō , hamārā bābā hamkō is śharīr dvārā yah rāz samjhā rahē haĩ , ham ātmā is śharīr dvārā suntī haĩ .
177We souls now know that our Baba is explaining this secret to us through this body. 178We souls are listening through our bodies.
173Ātma-abhimānī bannā hai .
179You have to become soul conscious.
174Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō kaṭ nikaltī jāyēgī aur pure ban tum bāp kē pās ā jāyēṅgē .
180Consider yourselves to be souls and remember the Father and the rust will be continue to be removed. 181You will become pure and go to the Father.
175Jitnā yād karē̃gē utnā pavitra banē̃gē .
182The more you remember Him, the purer you will become.
176Aurō̃ kō bhī āpsamān banāyēṅgē tō bahutō̃ key|kī āśhīrvād milēgī .
183When you make others similar to yourselves, you will receive blessings from many and also claim a high status.
177Ūñch pad pā lē̃gē isliē gāyā jātā hai second mē̃ jīvanmukti .
184This is why it is remembered that you can receive liberation-in-life in a second.
178Achchhā !
185Achcha.
179Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
186To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
180Rūhānī bāp key|kī rūhānī bachchō̃ kā namastē .
187The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
181Dhārṇā kē liē mukhya sār :
188Essence for dharna:
1821 ) śhrīmat par pavitra ban , her|har kadam bāp key|kī mat par chal viśhva kī bādśhāhī lēnī hai .
1891. Become pure by following shrimat. 190Follow the Father's directions at every step and claim the sovereignty of the world.
183Bāp K|kē samān duḥkh hartā sukh kartā bannā hai .
191Become a remover of sorrow and a bestower of happiness, like the Father.
1842 ) manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī yah paṛhāī sadā paṛhtē rahnā hai .
1922. Constantly continue to study this study of changing from humans into deities.
185Sabkō āp samān banānē key|kī sēvā karkē āśhīrvād prāpt karnī hai .
193Serve everyone to make them similar to yourself and accept their blessings.
Blessing
186Vardān : kalyāṇ key|kī vr̥itti aur śhubhchintak bhāv dvārā viśhva kalyāṇ kē nimitt bannē vālē tīvr puruṣhārthī bhav
194Blessing: May you be an intense effort-maker and become an instrument to benefit the world with a benevolent attitude and by having pure and positive intentions.
187Tīvr puruṣhārthī vah haĩ jō sabhī kē prati kalyāṇ key|kī vr̥itti aur śhubhchintak bhāv rakhē .
195An intense effort-maker is one who has a benevolent attitude and pure and positive intentions towards everyone.
188Bhal kōī bār-bār girānē key|kī kōśhiśh karē , man kō ḍagmag karē , vighna rūp banē phir bhī āpkā uskē prati sadā śhubhchintak kā aḍōl bhāv hō , bāt K|kē kāraṇ bhāv na badalē|badlē .
196Even though someone may repeatedly try to make you fall, he or she may try to make your mind fluctuate or may become an obstacle, nevertheless you must constantly have pure and positive, unshakeable intentions towards that one and not change your feelings because of that situation.
189Her|har paristhiti mē̃ vr̥itti aur bhāv yathārth hō tō āpkē ūpar uskā prabhāv nahī̃ paṛēgā .
197Keep your attitude and intentions correct in every situation and you will not be affected by that situation.
190Phir kōī bhī vyarth bātē̃ dēkhnē mē̃ hī nahī̃ āyēṅgī , time bach jāyēgā .
198You will not even see anything wasteful and your time will then be saved.
191Yahī hai viśhva kalyāṇkārī stage .
199This is the world benefactor stage.
Slogan
192Slōgan : santuṣhṭatā jīvan kā śhrr̥iṅgār hai isliē santuṣhṭamaṇi ban santuṣhṭ rahō aur sarv kō santuṣhṭ karō .
200Slogan: Contentment is the decoration of life. 201Therefore, be a jewel of contentment, stay content and make everyone else content.
202*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
193Yē avyakt iśhārē - ēktā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō
203Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success.
194Ēkmat arthāt ēktā kā vātāvaraṇ banānē kē liē samānē key|kī śhakti dhāraṇ karō .
204To create an atmosphere of one direction, that is, of unity, imbibe the power to accommodate.
195Bhinnatā kō samāō .
205Accommodate the differences.
196Har ēk key|kī viśhēṣhatāō̃ kō dēkhō , kamiyō̃ kō tō bilkul dēkhnā hī nahī̃ hai .
206See each one’s specialities, and do not look at anyone’s weaknesses at all.
197Jaisē chandramā athavā sūrya kō grahaṇ lagtā hai tō kahtē haĩ ki dēkhnā nahī̃ chāhiē , nahī̃ tō grahachārī baiṭh jāyēgī .
207It is said that when there is an eclipse of the sun or the moon, you must not look at it, otherwise, there would be bad omens.
198Tō kiskī kamī bhī grahaṇ hai , usē kabhī nahī̃ dēkhō .
208Similarly, anyone’s weakness is also an eclipse, so do not look at it.