शुक्रवार 13 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-02-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

013/02/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yahā̃ tumhārā sab kuchh gupta hai , isliē tumhē̃ kōī bhī ṭhāṭh nahī̃ karnā hai , apnī naī rājdhānī K|kē naśhē mē̃ rahnā hai ' '

1Essence: Sweet children, everything of yours here is incognito, and this is why you mustn't have any external show. 2Maintain the intoxication of your new kingdom.

Question

2Praśhna  : śhrēṣhṭh dharm aur daivī karma key|kī sthāpanā kē liē tum bachchē kaun see|sī|C mēhnat kartē hō  ?

3Question: What effort do you children make to establish your elevated religion and divine actions (dharma and karma)?

Answer

3Uttar  : tum abhī 5 vikārō̃ kō chhōṛnē key|kī mēhnat kartē hō , kyōṅki in vikārō̃ nē hī sabkō bhraṣhṭa banāyā hai .

4Answer: You are now making effort to renounce the five vices, because these vices have corrupted everyone.

4Tum jāntē hō is samay sabhī daivī dharm aur karma sē bhraṣhṭa haĩ .

5You know that, at this time, all have become degraded and moved away from their divine religion and actions.

5Bāp hī śhrīmat dēkar śhrēṣhṭh dharm aur śhrēṣhṭh daivī karma key|kī sthāpanā kartē haĩ .

6The Father gives you shrimat and establishes your elevated religion and divine actions.

6Tum śhrīmat par chal bāp kī yād sē vikārō̃ par vijay pātē hō .

7You conquer the vices by following shrimat and having remembrance of the Father.

7Paṛhāī sē apnē āpkō rājtilak dētē hō .

8Each of you gives yourself a tilak of sovereignty through this study.

Song

8Gīt  : tumhē̃ pākē …

9Song: Having found You, we have found the whole world. 10The earth and the sky all belong to us.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē yah gīt sunā .

12You sweetest, spiritual children heard this song.

11Rūhānī bachchē hī kahtē haĩ ki bābā .

13Only you spiritual children say: “Baba.”

12Bachchē jāntē haĩ yah bēhad kā bāp , bēhad kā sukh dēnē vālā hai arthāt vah sabhī kā bāp hai .

14You children know that He is the unlimited Father, the One who gives you unlimited happiness, that is, He is the Father of all.

13Unkō sab bēhad K|kē bachchē , ātmāyē̃ yād kartē rahtē haĩ . 14Kis na kis prakār sē yād kartē haĩ parantu unkō yah patā nahī̃ hai ki hamkō kōī us parampitā paramātmā sē viśhva kī bādśhāhī miltī hai .

15All of the unlimited children, the souls, continue to remember Him; they remember Him in one way or another. 16However, they don't know that they can receive the sovereignty of the world from that Supreme Father, the Supreme Soul.

15Tum jāntē hō hamkō bāp jō satyugī viśhva kī bādśhāhī dētē haĩ , vah aṭal akhaṇḍ , aḍōl hai , vah hamārī bādśhāhī 21 janm kāyam rahtī hai .

17You know that the sovereignty of the golden-aged world that the Father gives you is constant, unshakeable and immovable. 18That sovereignty of ours lasts for 21 births.

16Sārē viśhva par hamārī rājāī rahtī hai jiskō kōī chhīn nahī̃ saktā , lūṭ nahī̃ saktā .

19There is our kingdom over the whole world and no one can snatch it away from us. 20No one can loot it.

17Hamārī rājāī hai aḍōl kyōṅki vahā̃ ēk hī dharm hai , dvēt hai nahī̃ .

21Our kingdom is unshakeable, because there is only one religion there; there is no duality there.

18Vah hai advait rājya .

22That is an undivided kingdom.

19Bachchē jab bhī gīt suntē haĩ tō apnī rājdhānī kā naśhā ānā chāhiē .

23When you children hear this song, you should feel intoxicated about your kingdom.

20Aisē-aisē gīt ghar mē̃ rahnē chāhiē .

24Have such songs in your home.

21Tumhārā sab kuchh hai gupta aur baṛē-baṛē ādamiyō̃ kā bahut ṭhāṭh hōtā hai .

25Everything of yours is incognito, whereas important people have a lot of external show.

22Tumkō kōī ṭhāṭh nahī̃ hai .

26You don’t have any external show.

23Tum dēkhtē hō bābā nē jismē̃ pravēśh kiyā hai vah bhī kitnā sādhāraṇ rahtē haĩ .

27You can see that the one whom Baba enters is also very ordinary.

24Yah bhī bachchē jāntē haĩ yahā̃ har ēk manuṣhya unrighteous chhī-chhī kām hī kartē haĩ , isliē bēsamajh kahā jātā hai . 25Buddhi kō bilkul hī tālā lagā huā hai .

28You children understand that all human beings here perform unrighteous and dirty actions and that this is why they are said to be senseless; their intellects are completely locked.

26Tum kitnē samajhdār thē . 27Viśhva K|kē mālik thē .

29You were so sensible, you were the masters of the world.

28Abhī māyā nē itnā bēsamajh banā diyā hai jō kōī kām K|kē nahī̃ rahē haĩ .

30Maya has now made everyone so senseless that they are no longer of any use.

29Bāp kē pās jānē kē liē yagya-tap ādi bahut kartē rahtē haĩ parantu miltā kuchh bhī nahī̃ hai .

31People do a lot of penance and hold sacrificial fires, etc. to find the Father, but they don't attain anything.

30Aisē hī dhakkē khātē rahtē haĩ .

32They simply continue to stumble along in that way.

31Din-pratidin akalyāṇ hī hōtā jātā hai .

33Day by day, they become increasingly unfortunate.

32Jitnā-jitnā manuṣhya tamōpradhān hō jātē haĩ , utnā-utnā akalyāṇ hōnā hī hai .

34The more tamopradhan human beings become, the more misfortune there is.

33R̥iṣhi-muni jinkā gāyan hai vah pavitra rahtē thē .

35Rishis and munis, who are remembered, used to remain pure.

34Nētī-nētī kahtē thē .

36They would say, “Neti neti” (neither this nor that).

35Abhī tamōpradhān ban gayē haĩ tō kahtē haĩ śhivōham tattvam , sarvavyāpī hai , tērē-mērē mē̃ sabmē̃ hai .

37Now that they have become tamopradhan, they say, "I am Shiva, and the same applies to you" (Shivohum! 38Tatwam!). 39Or, that He is omnipresent and in everyone.

36Vō lōg sirph paramātmā kah dētē haĩ .

40Those people simply say, "Supreme Soul".

37Parampitā kabhī nahī̃ kahē̃gē .

41They never say "Supreme Father".

38Parampitā , unkō phir sarvavyāpī kahnā yah tō wrong hō jātā hai isliē phir īśhvar vā paramātmā kah dētē .

42To call the Supreme Father omnipresent is wrong. 43This is why they say "Ishwar" or "Supreme Soul".

39Pitā akṣhar buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai .

44The word "Father" never enters their intellects.

40Karkē kōī kahtē bhī haĩ tō bhī kahnē mātra .

45Even when some people do say it, that is just for the sake of it.

41Agar parampitā samajhē̃ tō buddhi ēkdam chamak uṭhē .

46If they truly believed Him to be the Supreme Father, their intellects would be sparkling.

42Bāp svarg kā varsā dētē haĩ , vah hai hī heavenly god father .

47The Father gives you the inheritance of heaven. 48He is Heavenly God, the Father.

43Phir ham nark mē̃ kyō̃ paṛē haĩ .

49So, why are we still in hell?

44Ab ham mukti-jīvanmukti kaisē pā saktē haĩ .

50How can we now attain liberation and liberation-in-life?

45Yah kiskī bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai .

51This doesn’t enter anyone's intellect.

46Ātmā patit ban paṛī hai .

52Souls have become impure.

47Ātmā pahlē satōpradhān , samajhdār hōtī hai phir satō rajō tamō mē̃ ātī hai , bēsamajh ban paṛtī hai .

53At first, souls are satopradhan and sensible. 54Then souls go through the stages of sato, rajo and tamo and become senseless.

48Abhī tumkō samajh āī hai .

55You have now become sensible.

49Bābā nē hamkō yah smr̥iti dilāī hai . 50Jab naī duniyā bhārat thā tō hamārā rājya thā .

56Baba has now reminded you that when there is the new world of Bharat, it is your kingdom.

51Ēk hī mat , ēk hī bhāṣhā , ēk hī dharm , ēk hī mahārājā-mahārānī kā rājya thā , phir dvāpar mē̃ vām mārg śhurū hōtā hai phir har ēk K|kē karmō̃ par madār hō jātā hai .

57There is just one direction, one language, one religion and the kingdom of one emperor and empress. 58Then, in the copper age, the path of sin begins and everything then depends on each one's karma.

52Karmō̃ anusār ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .

59You shed a body and take another according to your karma.

53Abhī bāp kahtē haĩ maĩ tumkō aisē karma sikhātā hū̃ jō 21 janm tum bādśhāhī pātē hō .

60The Father says: I am now teaching you such actions that you attain sovereignty for 21 births.

54Bhal vahā̃ bhī had kā bāp tō miltā hai parantu vahā̃ yah gyān nahī̃ rahtā ki yah rājāī kā varsā bēhad K|kē bāp kā diyā huā hai .

61Although you have limited fathers there, you don’t have the knowledge there that you have received that inheritance of the kingdom from the unlimited Father.

55Phir dvāpar sē rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai , vikārī sambandh hō jātā hai .

62Then, in the copper age, the kingdom of Ravan begins and relationships become vicious.

56Phir karmō̃ anusār janm miltā hai .

63The birth you receive is according to your karma.

57Bhārat mē̃ pūjya rājāyē̃ bhī thē tō pujārī rājāyē̃ bhī haĩ .

64In Bharat, there are worthy-of-worship kings and also kings who perform worship.

58Satyug-trētā mē̃ sab pūjya hōtē haĩ . 59Vahā̃ pūjā vā bhakti kōī hōtī nahī̃ phir dvāpar mē̃ jab bhakti mārg śhurū hōtā hai tō yathā rājā-rānī tathā prajā pujārī , bhagat ban jātē haĩ .

65In the golden and silver ages, all are worthy of worship; there is no worshipping or devotion there. 66When the path of devotion begins in the copper age, the king, queen and all the subjects become worshippers and devotees.

60Baṛē sē baṛā rājā jō sūryavanśhī pūjya thā , vahī pujārī ban jātē .

67The greatest of all kings who belongs to the sun dynasty and is worthy of worship then becomes a worshipper.

61Abhī tum jō viceless bantē hō , uskī prālabdh 21 janma liē hai .

68The reward for your becoming viceless now lasts for 21 births.

62Phir bhaktimārg śhurū hōtā hai .

69Then the path of devotion begins.

63Dēvtāō̃ K|kē mandir banākar pūjā kartē rahtē haĩ .

70They build temples to the deities and worship them.

64Yah sirph bhārat mē̃ hī hōtā hai .

71This only happens in Bharat.

6584 janmō̃ key|kī kahānī jō bāp sunātē haĩ , yah bhī bhāratvāsiyō̃ kē liē hai .

72The story of 84 births that the Father tells is also only for the people of Bharat.

66Aur dharm vālē tō ātē hī bād mē̃ haĩ .

73Those of other religions come later.

67Phir tō vr̥iddhi hōtē-hōtē ḍhēr K|kē ḍhēr hō jātē haĩ .

74Then, as the population grows, there are many of them.

68Variety bhinn-bhinn dharm vālō̃ K|kē features , har ēk bāt mē̃ bhinn-bhinn hō jātē haĩ .

75The features of the variety of religions are different in every respect.

69Rasm-rivāz bhī bhinn-bhinn hōtī hai .

76Their customs and systems are different too.

70Bhakti mārg kē liē sāmagrī bhī chāhiē . 71Jaisē bīj chhōṭā hōtā hai , jhāṛ kitnā baṛā hai .

77All the paraphernalia is also needed for the path of devotion, just as a seed is tiny and the tree that emerges from it is huge.

72Jhāṛ K|kē pattē ādi gintī nahī̃ kar saktē . 73Vaisē bhakti kā bhī vistār hō jātā hai .

78Just as the leaves, etc. of a tree cannot be counted, in the same way, there is so much expansion in devotion.

74Ḍhēr K|kē ḍhēr śhāstra banātē jātē haĩ .

79They continue to produce so many scriptures.

75Ab bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ - yah bhakti mārg kī sāmagrī sab khatm hō jātī hai .

80The Father now says to you children: All the paraphernalia of the path of devotion has to end.

76Ab mujh bāp kō yād karō .

81Now remember Me, the Father.

77Bhakti kā prabhāv bhī bahut hai nā .

82There is a lot of influence of devotion.

78Kitnī ḵẖūbṣhūrat hai , nāch , tamāśhā , gāyan ādi kitnā kharchā kartē haĩ .

83It is so beautiful and there is so much dancing, external show, singing and expense, etc.

79Abhī bāp kahtē haĩ mujh bāp kō aur varsē kō yād karō .

84The Father says: Now remember Me and your inheritance.

80Ādi sanātan apnē dharm kō yād karō .

85Remember your original, eternal deity religion.

81Anēk prakār key|kī bhakti janma-janmāntar tum kartē āyē hō .

86You have been performing many different types of devotion for birth after birth.

82Sannyāsī bhī ātmāō̃ K|kē rahnē K|kē sthān , tatva kō paramātmā samajh lētē haĩ .

87Sannyasis consider the home of souls, the element of light, to be God.

83Brahm vā tatva kō hī yād kartē haĩ .

88They remember the brahm element.

84Vāstav mē̃ sannyāsī jab satōpradhān haĩ tō unhō̃ kō jaṅgal mē̃ jākar rahnā hai śhānti mē̃ .

89In fact, when sannyasis are satopradhan, they go and live in the jungles in peace.

85Aisē nahī̃ ki unhō̃ kō brahm mē̃ jākar līn hōnā hai .

90It isn't that they are going to merge into the brahm element.

86Vah samajhtē haĩ brahm key|kī yād mē̃ rahnē sē , śharīr chhōṛnē sē brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē .

91They believe that by shedding their bodies in remembrance of the brahm element, they will merge into that element.

87Bāp kahtē haĩ - līn kōī hō nahī̃ saktē . 88Ātmā tō avināśhī hai nā , vah līn kaisē hō saktī .

92The Father says: No one can merge into the brahm element; souls are imperishable. 93How can a soul merge into anything?

89Bhakti mārg mē̃ kitnā māthā kūṭ kartē haĩ , phir kahtē haĩ bhagvān kōī na kōī rūp mē̃ āyēṅgē .

94They beat their heads so much on the path of devotion, but then some say that God will definitely come in one form or another.

90Ab kaun right  ?

95Now, who is right?

91Vah kahtē ham brahm sē yōg lagāē brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē .

96They say that they will have yoga with the brahm element and merge into it.

92Gr̥ihastha dharm vālē kahtē bhagvān kisī na kisī rūp mē̃ patitō̃ kō pāvan banānē āyēṅgē .

97Those on the path of the household religion say that God will definitely come in one form or another to purify the impure.

93Aisē nahī̃ ki ūpar sē prērṇā dvārā hī sikhlāyēṅgē .

98However, it isn't that He will teach you from up above by inspiring you.

94Teacher ghar baiṭhē prērṇā karē̃gē kyā  !

99Would a teacher sit at home and inspire everyone?

95Prērṇā akṣhar hai nahī̃ .

100There is no such thing as "inspiration".

96Prērṇā sē kōī kām nahī̃ hōtā .

101Nothing happens through inspiration.

97Bhal śhaṅkar key|kī prērṇā dvārā vināśh kahā jātā hai parantu hai yah drama key|kī nūndh .

102Although it is said that destruction takes place through the inspiration of Shankar, it is in fact fixed in the drama.

98Unhō̃ kō yah mūsal ādi tō banānē hī haĩ .

103They have to manufacture those missiles, etc.

99Yah sirph mahimā gāī jātī hai .

104That is just that praise for the sake of it.

100Kōī bhī apnē baṛō̃ key|kī mahimā nahī̃ jāntē .

105None of them knows the praise of their ancestors.

101Dharm sthāpak kō bhī gurū kah dētē haĩ lēkin vē|way tō sirph dharm sthāpan kartē haĩ .

106They even call the founders of religions their gurus. 107However, they simply establish their religions.

102Gurū unkō kahā jātā jō sadgati karē̃ .

108A guru is one who grants salvation.

103Vah tō dharm sthāpan karnē ātē haĩ , unkē pichhāṛī unkī vaṅśhāvalī ātī rahtī hai .

109Founders of religions come to establish their religions and then their dynasties (followers) come after them.

104Sadgati tō kiskī kartē hī nahī̃ .

110They don't grant salvation to anyone.

105Tō unkō gurū kaisē kahē̃gē .

111Therefore, why should they be called gurus?

106Gurū tō ēk hī hai jiskō sarv kā sadgati dātā kahā jātā hai .

112There is only the one Guru who is also called the Bestower of Salvation for All.

107Bhagvān bāp hī ākar sabkī sadgati kartē haĩ .

113Only God, the Father, comes and grants salvation to everyone.

108Mukti-jīvanmukti dētē haĩ .

114He grants liberation and liberation-in-life.

109Unkī yād kabhī kissē chhūṭ nahī̃ saktī .

115No one can stop remembering Him.

110Bhal pati sē kitnā bhī pyār hō phir bhī hē bhagvān , hē īśhvar jarūr kahē̃gē kyōṅki vahī sarv kā sadgati dātā hai .

116No matter how much a wife loves her husband, she still calls out, “O God! 117O Ishwar!”, because only He is the Bestower of Salvation for All.

111Bāp baiṭh samjhātē haĩ , yah sārī rachnā hai . 112Rachayitā bāp maĩ hū̃ .

118The Father sits here and explains that all of that is part of creation and that He is the Creator, the Father.

113Sabkō sukh dēnē vālā ēk hī bāp ṭhaharā|ṭhahrā .

119Only the one Father gives happiness to everyone.

114Bhāī , bhāī kō varsā nahī̃ dē saktē .

120A brother doesn’t give an inheritance to a brother.

115Varsā hamēśhā bāp sē miltā hai .

121An inheritance is always received from a father.

116Tum sabhī bēhad K|kē bachchō̃ kō bēhad kā varsā dētā hū̃ isliē hī mujhē yād kartē haĩ - hē parampitā , kṣhamā karō , rahm karō .

122I give all of you unlimited children your unlimited inheritance. 123This is why everyone remembers Me, “O Supreme Father, forgive Me! 124Have mercy for me!”

117Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .

125They don’t understand anything.

118Bhakti mārg mē̃ anēk prakār key|kī mahimā kartē haĩ , yah bhī drama anusār apnā part bajātē rahtē haĩ .

126On the path of devotion, they praise Him in so many different ways. 127He also plays His part according to the drama.

119Bāp kahtē haĩ maĩ kōī inhō̃ K|kē pukārnē par nahī̃ ātā hū̃ .

128The Father says: I don't come when they call Me.

120Yah tō drama banā huā hai .

129This drama is predestined.

121Drama mē̃ mērē ānē kā part nūndhā huā hai .

130The part of My coming is fixed in the drama.

122Anēk dharm vināśh , ēk dharm key|kī sthāpanā vā kaliyug kā vināśh , satyug key|kī sthāpanā karnī hōtī hai .

131I enable the establishment of the one religion and the destruction of innumerable religions, that is, the establishment of the golden age and destruction of the iron age.

123Maĩ apnē samay par āpēhī ātā hū̃ .

132I come by Myself at My own time.

124Is bhakti mārg kā bhī drama mē̃ part hai .

133The part of the path of devotion is also in the drama.

125Abhī jab bhakti mārg kā part pūrā huā tab āyā huā hū̃ .

134It is because the part of the path of devotion has now come to an end that I have now come.

126Bachchē bhī kahtē haĩ , abhī ham jān gayē , 5 hajār varṣh kē bād phir sē āpkē sāth milē haĩ .

135Children say: “I now understand that I have met You once again after 5000 years.

127Kalp pahlē bhī bābā āp brahmā tan mē̃ hī āyē thē .

136Baba, You entered the body of Brahma in the previous cycle too.”

128Yah gyān tumkō abhī miltā hai phir kabhī nahī̃ milēgā .

137You only receive this knowledge at this time. 138You don’t receive it again.

129Yah hai gyān , vah hai bhakti .

139This is knowledge and that is devotion.

130Gyān kī hai prālabdh , chaṛhtī kalā .

140The ascending stage is the reward of this knowledge.

131Second mē̃ jīvanmukti kahā jātā hai .

141It is said that you can receive liberation-in-life in a second.

132Kahtē haĩ janak nē second mē̃ jīvanmukti pāī .

142Janak received liberation-in-life in a second.

133Kyā sirph ēk janak nē jīvanmukti pāī  ?

143Was it just one Janak who attained liberation-in-life?

134Jīvanmukti arthāt jīvan kō mukt kartē haĩ , is rāvaṇ rājya sē .

144Liberation-in-life means a life liberated from this kingdom of Ravan.

135Bāp jāntē haĩ sab bachchō̃ key|kī kitnī durgati hō gaī hai .

145The Father knows that all the children have now become degraded.

136Unhō̃ key|kī phir sadgati hōnī hai .

146They are now to receive salvation.

137Durgati sē phir ūñch gati , mukti-jīvanmukti kō pātē haĩ .

147From degradation, they receive a high status of liberation and liberation-in-life.

138Pahlē mukti mē̃ jākar phir jīvanmukti mē̃ āyēṅgē .

148First, you will go into liberation and then into liberation-in-life.

139Śhānti sē phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē .

149From that land of peace, you will go to a land of happiness.

140Yah chakra kā sārā rāz bāp nē samjhāyā hai .

150The Father has explained the secrets of the whole cycle.

141Tumhārē sāth aur bhī dharm ātē jātē haĩ , manuṣhya sr̥iṣhṭi vr̥iddhi kō pātī jātī hai .

151The other religions come after you, and the human world population also continues to grow.

142Bāp kahtē haĩ is samay yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā jhāṛ tamōpradhān jaṛ jaṛībhūt hō gayā hai .

152The Father says: At this time, the human world tree has become tamopradhan and reached the state of total decay.

143Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā foundation sārā saṛ gayā hai .

153The whole foundation of the original, eternal deity tree has decayed.

144Bākī sab dharm khaṛē haĩ .

154All the other religions still exist.

145Bhārat mē̃ ēk bhī apnē kō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā samajhtā nahī̃ hai .

155Not a single person in Bharat considers himself to belong to the original, eternal deity religion.

146Haĩ dēvtā dharm K|kē parantu is samay yah samajhtē nahī̃ haĩ - ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē thē kyōṅki dēvtāyē̃ tō pavitra thē .

156They belonged to the deity religion, but at this time they don't believe that they belonged to the deity religion because deities are pure.

147Samajhtē haĩ ham tō pavitra haĩ nahī̃ .

157They do not consider themselves to be pure.

148Ham apavitr patit apnē kō dēvtā kaisē kahlāyē̃  ?

158How can we impure beings call ourselves deities?

149Yah bhī drama K|kē plan anusār rasam paṛ jātī hai hindū kahlānē key|kī .

159The system of calling themselves Hindus is a system created according to the drama plan.

150Ādamśhumārī mē̃ bhī hindū dharm likh dētē haĩ .

160Even in the population census they put us down as belonging to the Hindu religion.

151Bhal gujarātī hōṅgē tō bhī hindū gujarātī kah dēgē .

161Even if they are Gujaratis they will be entered as Hindu Gujaratis.

152Unhō̃ sē pūchhō tō sahī ki hindū dharm kahā̃ sē āyā  ?

162At least, ask them where the Hindu religion came from.

153Tō kōī kō patā nahī̃ haĩ sirph kah dētē - hamārā dharm śhrīkr̥iṣhṇa nē sthāpan kiyā .

163No one knows. 164They simply say that their religion was established by Shri Krishna.

154Kab  ?

165When?

155Dvāpar mē̃ .

166In the copper age.

156Dvāpar sē hī yah lōg apnē dharm kō bhūl hindū kahlānē lagē haĩ isliē unhō̃ kō daivī dharm bhraṣhṭa kahā jātā hai .

167It was in the copper age that they forgot their religion and started to call themselves Hindus. 168This is why it is said that their divine religion and actions became degraded.

157Vahā̃ sab achchhā karma kartē haĩ .

169There, everyone performs good actions.

158Yahā̃ sab chhī-chhī karma kartē haĩ isliē dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa kahā jātā hai .

170Here, everyone performs dirty actions, and that is why it is said: The divine deity religion and actions became degraded.

159Ab phir śhrēṣhṭh dharm , śhrēṣhṭh daivī karma key|kī sthāpanā hō rahī hai isliē kahā jātā hai ab in 5 vikārō̃ kō chhōṛtē jāō .

171That elevated religion and those divine actions are now being established once again. 172That is why you are told to continue to renounce these five vices.

160Yah vikār ādhākalp sē rahē haĩ .

173These vices have existed for half a cycle.

161Ab ēk janm mē̃ inkō chhōṛnā - ismē̃ hī mēhnat lagtī hai .

174You now have to renounce them for one birth. 175Effort is needed for that.

162Mēhnat bigar thōṛēhī viśhva kī bādśhāhī milēgī .

176You cannot receive the sovereignty of the world without making some effort.

163Bāp kō yād karē̃gē tab hī apnē kō tum rājāī kā tilak dētē hō arthāt rājāī K|kē adhikārī bantē hō .

177Only when you remember the Father will you give yourself a tilak of sovereignty, that is, only then will you become worthy of a kingdom.

164Jitnā achchhī rīti yād mē̃ rahē̃gē , śhrīmat par chalē̃gē tō tum rājāō̃ kā rājā banē̃gē .

178The more you stay in remembrance and follow shrimat, so you will accordingly become the kings of kings.

165Paṛhānē vālā teacher tō āyā hai paṛhānē .

179The Teacher has come to teach you.

166Yah pāṭhśhālā hai hī manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī .

180This is a school to change from a human being into a deity.

167Nar sē nārāyaṇ banānē key|kī kathā sunātē haĩ .

181He tells you the story about changing from an ordinary human into Narayan.

168Yah kathā kitnī nāmīgrāmī hai .

182This story is very well known.

169Inkō amarkathā , satya nārāyaṇ kī kathā , tījrī kī kathā bhī kahtē haĩ .

183It is also called the story of immortality, the story of the true Narayan and the story of the third eye.

170Tīnō̃ kā arth|earth bhī bāp samjhātē haĩ .

184The Father explains the meaning of all three to you.

171Bhakti mārg key|kī tō bahut kathāyē̃ haĩ .

185There are many stories on the path of devotion.

172Tō dēkhō gīt kitnā achchhā hai .

186So, look how good this song is!

173Bābā hamkō sārē viśhva kā mālik banātē haĩ , jō mālikpanā kōī lūṭ na sakē .

187Baba is making us into the masters of the whole world in such a way that no one can snatch that status of being “the masters” away from us.

174Achchhā  !

188Achcha.

175Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

189To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

176Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

190The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

177Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

191Essence for dharna:

1781 ) sadā yah smr̥iti rakhnī hai ki ham ēk mat , ēk rājya , ēk dharm key|kī sthāpanā kē nimitt haĩ isliē ēk mat hōkar rahnā hai .

1921. Be constantly aware that you are instruments to establish one direction, one kingdom and one religion. 193Therefore, you have to become united and follow one direction.

1792 ) svayã kō rājāī kā tilak dēnē kē liē vikārō̃ kō chhōṛnē key|kī mēhnat karnī hai .

1942. In order to give yourself a tilak of sovereignty, make effort to renounce the vices.

180Paṛhāī par pūrā dhyān dēnā hai .

195Pay full attention to this study.

Blessing

181Vardān  : karmātīt stage par sthit hō chārō̃ ōr key|kī sēvāō̃ kō handle karnē vālē siddhi svarūp bhav

196Blessing: May you become an embodiment of success by remaining stable in your karmateet stage, as you handle all the service taking place everywhere.

182Āgē chalkar chārō̃ ōr key|kī sēvāō̃ K|kē vistār kō handle karnē kē liē bhinn-bhinn sādhan apnānē paṛē̃gē kyōṅki us samay patra vyavahār yā telegram , telephone ādi kām nahī̃ karē̃gē .

197As you progress, in order to handle all the expansion of service taking place everywhere, you will have to adopt various facilities, because letters, telegrams and telephones will not work at that time.

183Aisē samay par wireless set chāhiē .

198At such a time, you will need a wireless set.

184Iskē liē abhī-abhī kamayōgī , abhī-abhī karmātīt stage mē̃ sthit rahnē kā abhyās karō .

199For that, one minute be a karma yogi, the next minute, practise stabilising in your karmateet stage.

185Tab chārō̃ ōr saṅkalp key|kī siddhi dvārā sēvā mē̃ sahyōgī ban sakē̃gē .

200Then, with the success of your thoughts, you will be able to be co-operative everywhere.

Slogan

186Slōgan  : paramātma pyār key|kī pālnā kā svarūp - āpkī sahajyōgī jīvan hai .

201Slogan: God’s sustenance of love is shown in your easy yogi life.

202*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

187Yē avyakt iśhārē - ēktā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō

203Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success.

188Har ēk kō dō bātē̃ viśhēṣh dhyān mē̃ rakhnī haĩ - ēk sadā saṅskārō̃ kō milānē key|kī unity .

204Each one especially has to pay attention to two things: 1) Constantly to have unity in harmonising your sanskars.

189Dūsrā ēk dō mē̃ viśhvās rakh sadā santuṣhṭ rahnā hai aur sabkō santuṣhṭ karnā hai .

2052) To have faith in one another and to remain constantly content and make others content.

190Jab yah dōnō̃ bātē̃ sadā dhyān par rahē̃gī tab bāp jō hai jaisā hai , vaisā dikhāī dēgā aur pratyakṣhatā hōgī .

206When you constantly pay attention to both of these things, the Father will then be seen as He is and revelation will take place.