सोमवार 16 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

016-02-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

016/02/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - prāṇēśhvar bāp āyā hai tum bachchō̃ kō prāṇdān dēnē , prāṇdān milnā arthāt tamōpradhān sē satōpradhān bannā ' '

1Essence: Sweet children, the Father, the Lord of Life, has come to give you children the donation of life. 2To receive the donation of life means to become satopradhan from tamopradhan.

Question

2Praśhna  : drama K|kē her|har rāz kō jānnē K|kē kāraṇ kaun-sī scene tumhārē liē naī nahī̃ hai  ?

3Question: Since you know every secret of the drama, which scene of the drama is not new for you?

Answer

3Uttar  : is samay jō sārī duniyā mē̃ haṅgāmē̃ haĩ , vināśh kālē viparīt buddhi ban apnē hī kul kā khūn karnē liē anēk sādhan banātē jātē haĩ .

4Answer: Upheaval at this time throughout the whole world is nothing new for you. 5Those whose intellects have no love at the time of destruction are preparing things to kill their own clan.

4Yah kōī naī bāt nahī̃ kyōṅki tum jāntē hō yah duniyā tō badalnī hī hai .

6You know that this world has to change is nothing new for you.

5Mahābhārat laṛāī kē bād hī hamārī naī duniyā āyēgī .

7Only after the Mahabharat War will our new world come.

Song

6Gīt  : yah kaun āj āyā …

8Song: Who has come here early in the morning?

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Savērē-savērē yah kaun ākar murlī bajātē haĩ  ?

10Who comes early in the morning and plays the flute?

9Duniyā tō bilkul hī ghōr andhiyārē mē̃ hai .

11The world is in total darkness.

10Tum abhī murlī sun rahē hō . 11Gyān sāgar , patit-pāvan prāṇēśhvar bāp sē .

12You are now listening to the flute of the Ocean of Knowledge, the Purifier Father, the Lord of Life.

12Vah hai prāṇ bachānē vālā īśhvar .

13He is the God who saves life.

13Kahtē haĩ nā - hē īśhvar is duḥkh sē bachāō .

14People say: O God, save me from this sorrow!

14Vah had key|kī madad māṅgtē haĩ .

15They ask for limited help.

15Abhī tum bachchō̃ kō miltī hai bēhad key|kī madad kyōṅki bēhad kā bāp hai nā .

16You children are now receiving unlimited help because He is the unlimited Father.

16Tum jāntē hō - ātmā bhī gupta hai .

17You know that souls are incognito.

17Bachchō̃ kā śharīr pratyakṣha hai .

18The bodies of the children are visible.

18Tō bāp key|kī śhrīmat hai bachchō̃ prati .

19The Father's shrimat is for the children.

19Sarv śhāstramaī śhirōmaṇī gītā maśhhūr hai .

20The Gita, the jewel of all scriptures, is very well known.

20Sirph unmē̃ nām ḍāl diyā hai śhrīkr̥iṣhṇa kā .

21It is just that they have put Shri Krishna’s name into it.

21Ab tum jāntē hō śhrīmat bhagvānuvāch hai .

22You now know that elevated instructions (shrimat) are the versions of God.

22Yah bhī samajh gayē ki bhraṣhṭāchārī kō śhrēṣhṭhāchārī banānē vālā ēk hī bāp hai .

23You also understand that only the one Father can make those who are degraded into elevated beings.

23Vahī nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .

24He changes ordinary humans into Narayan.

24Kathā bhī hai satya nārāyaṇ key|kī .

25There is the story of the true Narayan.

25Gāyā jātā hai amarkathā .

26The story of immortality is remembered.

26Amarpurī kā mālik banānē athavā nar sē nārāyaṇ banānē key|kī bāt ēk hī hai .

27To make you into the masters of the land of immortality and to change you from an ordinary human into Narayan are the same thing.

27Yah hai mr̥ityulōk .

28This is a land of death.

28Bhārat hī amarpurī thā . 29Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .

29No one knows that Bharat was a land of immortality.

30Yahā̃ hī amar bābā nē pārvatiyō̃ kō sunāyā hai .

30It was here that Amar (Immortal) Baba spoke this knowledge to you Parvatis.

31Ēk pārvatī vā ēk drōpadī nahī̃ thī . 32Yah tō bahut bachchē sun rahē haĩ .

31There wasn't just one Parvati or one Draupadi; many children listen to this.

33Śhivbābā sunātē haĩ brahmā dvārā .

32Shiv Baba spoke everything to you through Brahma.

34Bāp kahtē haĩ maĩ brahmā dvārā mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhātā hū̃ .

33The Father says: I explain to you sweetest children through Brahma.

35Bāp nē samjhāyā hai bachchō̃ kō ātma-abhimānī jarūr bannā hai .

34The Father has explained to you children that you definitely do have to become soul conscious.

36Bāp hī banā saktē haĩ .

35Only the Father can make you this.

37Duniyā mē̃ ēk bhī manuṣhya mātra nahī̃ jiskō ātmā kā gyān hō .

36Not a single human being in the world has this knowledge of souls.

38Ātmā kā hī gyān nahī̃ hai tō paramātmā kā gyān kaisē hō saktā hai .

37Since they don’t have this knowledge of souls, how could they have any knowledge of the Supreme Soul?

39Kah dētē haĩ ham ātmā sō paramātmā .

38They say: I, this soul, am the Supreme Soul.

40Kitnī bhārī bhūl mē̃ sārī duniyā phansī huī hai .

39The whole world is trapped in such a big mistake.

41Bilkul hī patthar buddhi haĩ .

40They have completely stone intellects.

42Vilāyat vālē bhī pattharbuddhi cum|kam nahī̃ haĩ , yah buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai ki ham yah jō bombs ādi banā rahē haĩ , yah tō apnā bhī khūn , sārī duniyā kā bhī khūn karnē kē liē banā rahē haĩ .

41The intellects of people abroad are no less stone. 42It doesn’t enter their intellects that the bombs they are manufacturing are being made to kill themselves as well as the whole world.

43Tō is samay buddhi kōī kām key|kī nahī̃ rahī hai .

43At this time, their intellects are of no use.

44Apnē hī vināśh kē liē sārī taiyārī kar rahē haĩ .

44All the preparations they make are for their own destruction.

45Tum bachchō̃ kē liē yah kōī naī bāt nahī̃ hai .

45This is nothing new for you children.

46Jāntē hō drama anusār unhō̃ kā bhī part hai .

46You know that, according to the drama, such are their parts.

47Drama K|kē bandhan mē̃ bāndhē huē haĩ .

47They are bound by the bondage of the drama.

48Pattharbuddhi na hō̃ tō aisē kām kar saktē haĩ kyā  ?

48Would they carry out such work if they didn't have stone intellects?

49Sārē kul kā vināśh kar rahē haĩ .

49It is a wonder that they are destroying their whole clan.

50Wonder hai nā - kyā kar rahē haĩ .

50It is a wonder what they are doing.

51Baiṭhē-baiṭhē āj ṭhīk chal rahā hai , kal military bigaṛī tō president kō bhī mār dētē .

51While just sitting around, today, everything is fine but, tomorrow, if the military become upset, they would even kill the President.

52Aisē-aisē itaphāk hōtē rahtē haĩ .

52Such incidents continue to take place.

53Kiskō bhī sahan nahī̃ kartē haĩ . 54Powerful haĩ nā .

53They don't tolerate anyone because they are powerful.

55Ājkal kī duniyā mē̃ haṅgāmā bahut hai , pattharbuddhi bhī athāh haĩ .

54There is a lot of upheaval in today's world. 55There are many who have stone intellects.

56Abhī tum bachchē jāntē hō vināśh kālē jō bāp sē viparīt buddhi haĩ , unkē liē vinaśhantī gāyā huā hai .

56You children understand that there are many at the time of destruction whose intellects have no love for the Father. 57It is said that they will be led to destruction.

57Abhī is duniyā kō badalnā hai .

58This world now has to change.

58Yah bhī jāntē hō barōbar mahābhārat laṛāī lagī thī .

59You know that the Mahabharat War did take place.

59Bāp nē rājyōg sikhāyā thā .

60The Father taught you Raja Yoga.

60Śhāstrō̃ mē̃ tō total vināśh dikhā diyā hai .

61In the scriptures, they have shown total destruction.

61Parantu total vināśh tō hōtā nahī̃ hai phir tō pralay hō jāē . 62Manuṣhya kōī bhī na rahē̃ , sirph 5 tatva rah jāē̃ . 63Aisē tō hō nahī̃ saktā .

62However, total destruction doesn't take place. 63If it did, there would be annihilation; it is not possible for there to be no human beings and for just the five elements to remain.

64Pralay hō jāē tō phir manuṣhya kahā̃ sē āyē .

64If annihilation did take place, where did human beings come from?

65Dikhātē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa aṅgūṭhā chūstā huā pīpal K|kē pattē par sāgar mē̃ āyā .

65They show that Shri Krishna came on a pipal leaf floating in the ocean, sucking his big toe.

66Bālak aisē ā kaisē saktā  ?

66How can a baby come like that?

67Śhāstrō̃ mē̃ aisī-aisī bātē̃ likh dī haĩ jō bāt mat pūchhō .

67They have written such stories in the scriptures, don't even ask!

68Abhī tum kumāriyō̃ dvārā in vidvānō̃ , bhīṣhma pitāmah ādi kō bhī gyān bāṇ lagtē haĩ .

68Scholars, Bhishampitamai, etc. are also being struck by arrows of this knowledge through you kumaris.

69Vah bhī āgē chalkar āyēṅgē .

69They too will come as you progress further.

70Jitnā-jitnā tum service mē̃ jōr bharē̃gē , bāp kā parichay sabkō dētē rahē̃gē utnā tumhārā prabhāv baṛhēgā .

70The more powerful your service becomes and the more you continue to give the Father's introduction to everyone, the more of an impact you will make on others.

71Hā̃ vighna bhī paṛē̃gē .

71Yes, there will also be obstacles.

72Yah bhī gāyā huā hai āsurī sampradāy K|kē is gyān yagya mē̃ bahut vighna paṛtē haĩ .

72It is remembered that there were many obstacles created in this sacrificial fire by the devilish community.

73Bichārē pattharbuddhi manuṣhya kuchh nahī̃ jāntē ki yah kyā hai  ?

73Poor people with stone intellects don't understand anything about this.

74Kahtē haĩ inhō̃ kā tō gyān hī nyārā hai .

74They say that your knowledge is unique.

75Yah bhī tum samajhtē hō naī duniyā kē liē naī bātē̃ haĩ .

75You understand that these are new things for the new world.

76Bāp kahtē haĩ yah rājyōg tumkō aur kōī sikhlā nahī̃ sakē̃gē .

76The Father says: No one else can teach you this Raja Yoga.

77Gyān aur yōg bāp hī sikhlā rahē haĩ .

77Only the Father teaches you knowledge and yoga.

78Sadgati dātā ēk hī bāp hai , vahī patit-pāvan hai tō jarūr patitō̃ kō hī gyān dēgē nā .

78Only the one Father is the Bestower of Salvation. 79Only He is the Purifier. 80Therefore, He would definitely give this knowledge to those who are impure.

79Tum bachchē samajhtē hō - ham pārasbuddhi ban pārasnāth bantē haĩ .

81You children understand that you are becoming those with divine intellects and that you will then become lords of divinity.

80Manuṣhyō̃ nē mandir kitnē ḍhēr banāyē haĩ . 81Parantu vah kaun haĩ , kyā karkē gayē haĩ , arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .

82People have built so many temples, they don’t understand who they (deities) were or what tasks they performed.

82Pārasnāth kā bhī mandir hai , parantu kiskō bhī patā nahī̃ hai . 83Bhārat pāraspurī thā , sōnē hīrē-javāharātō̃ K|kē mahal thē . 84Kal key|kī bāt hai .

83There is a temple to the Lord of Divinity, but no one knows that Bharat was a land of divinity. 84There were golden palaces studded with diamonds and jewels; it was a matter of only yesterday.

85Vah tō lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ sirph ēk satyug kō . 86Aur bāp kahtē haĩ sārā drama hī 5 hazār varṣh kā hai isliē kahā jātā hai - āj kā bhārat kyā hai  ! 87Kal kā bhārat kyā thā  !

85Those people say that the duration of just the golden age was hundreds of thousands of years, whereas the Father says that the whole drama is only 5000 years. 86This is why it is said: What is Bharat today and what was Bharat yesterday?

88Lākhō̃ varṣh key|kī tō kiskō smr̥iti rah na sakē .

87No one would be able to remember anything that is hundreds of thousands of years old.

89Tum bachchō̃ kō ab smr̥iti milī hai .

88You children have now remembered everything.

90Jāntē hō bābā her|har 5 hazār varṣh bād ākar hamkō smr̥iti dilātē haĩ .

89You know that Baba comes every 5000 years and reminds you of everything.

91Tum bachchē svarg K|kē mālik thē .

90You children were the masters of heaven.

925 hazār varṣh key|kī bāt hai .

91It is a matter of 5000 years.

93Kōī sē bhī pūchhā jāē , in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kab thā  ? 94Kitnē varṣh huē  ? 95Tō lākhō̃ varṣh kah dēgē .

92You can ask anyone when it was the kingdom of Lakshmi and Narayan and how many years it has been since they existed, and they would reply that it was hundreds of thousands of years ago.

96Tum samjhā saktē hō yah tō 5 hazār varṣh key|kī bāt hai .

93You can explain that this is a matter of 5000 years.

97Kahtē bhī haĩ Christ sē itnā samay pahlē paradise thā .

94They say: It was Paradise so many years before Christ.

98Bāp ātē hī haĩ bhārat mē̃ .

95The Father only comes in Bharat.

99Yah bhī bachchō̃ kō samjhāyā hai - bābā key|kī jayantī manātē haĩ tō jarūr kuchh karnē āyā hōgā . 100Patit-pāvan hai tō jarūr ākar pāvan banātā hōgā .

96This is only explained to you children. 97Since people celebrate Baba’s birthday, He must definitely have come to do something. 98He is the Purifier. 99Therefore, He must definitely have come to make everyone pure.

101Gyān sāgar hai tō jarūr gyān dēgē nā .

100He is the Ocean of Knowledge. 101Therefore, He would definitely give you this knowledge, would He not?

102Yōg mē̃ baiṭhō , apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō , yah gyān huā nā .

102When you sit in yoga, consider yourselves to be souls and remember the Father. 103This is knowledge, is it not?

103Vah tō haĩ haṭhyōgī .

104Those people do hatha yoga when they sit with each leg crossed over the other.

104Ṭāṅg , ṭāṅg par chaṛhākar baiṭhtē haĩ . 105Kyā-kyā kartē haĩ .

105Look at all the different types of things they do!

106Tum mātāyē̃ tō aisē kar na sakō .

106You mothers cannot do that.

107Baiṭh bhī na sakō .

107You cannot even sit like they do.

108Bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē , yah kuchh karnē key|kī tumkō darkār nahī̃ hai .

108The Father says: Sweet children, there is no need to do any of that.

109School mē̃ student kāydēsir tō baiṭhtē haĩ nā .

109Students in a school sit with discipline.

110Bāp tō vah bhī nahī̃ kahtē haĩ .

110The Father doesn't even tell you to do that.

111Jaisē chāhē vaisē baiṭhō .

111You can sit as you please.

112Baiṭhkar thak jāō tō achchhā sō jāō .

112If you become tired sitting down, then lie down.

113Bābā kōī bāt mē̃ manā nahī̃ kartē haĩ .

113Baba doesn't forbid you to do anything.

114Yah tō bilkul sahaj samajhnē key|kī bāt hai , ismē̃ kōī taklīph key|kī bāt nahī̃ . 115Bhal kitnā bhī bīmār hō .

114These things are very easy to understand. 115There is no question of any difficulty in this, no matter how ill you may be.

116Patā nahī̃ suntē-suntē śhivbābā key|kī yād mē̃ rahtē-rahtē aur prāṇ tan sē nikal jāē̃ .

116You never know, while listening to this and staying in remembrance of Shiv Baba, you might leave your body.

117Gāyā jātā hai nā - gaṅgā kā taṭ hō , gaṅgā jal mukh mē̃ hō tab prāṇ tan sē nikalē̃ .

117It is remembered: When you leave your body, it should be on the banks of the River Ganges, with the Ganges in your mouth.

118Vah tō sab haĩ bhakti mārg key|kī bātē̃ .

118All of those things belong to the path of devotion.

119Vāstav mē̃ hai yah gyān amr̥it key|kī bāt .

119In fact, that refers to the nectar of this knowledge.

120Tum jāntē hō - sachmuch aisē hī prāṇ nikalnē haĩ .

120You understand how you really will leave your bodies in that way.

121Tum bachchē ātē hō paramdhām sē .

121You children came from the supreme abode.

122Hamkō chhōṛkar jātē hō .

122You departed and left Me.

123Bāp kahtē haĩ maĩ tō tum bachchō̃ kō sāth lē jāūṅgā .

123The Father says: I will take you children back with Me.

124Maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kō ghar lē jānē kē liē .

124I have come to take you children back home.

125Tumkō na apnē ghar kā patā hai , na ātmā kā patā hai .

125You are neither aware of your home, nor of souls.

126Māyā nē bilkul hī paṅkh kāṭ ḍālē haĩ , isliē ātmā uṛ nahī̃ saktī kyōṅki tamōpradhān hai .

126Maya has completely cut off your wings. 127Because you souls have become tamopradhan, you cannot fly.

127Jab tak satōpradhān banē tab tak śhāntidhām mē̃ jā kaisē saktī .

128Until you become satopradhan, how can you go to the land of peace?

128Yah bhī jāntē haĩ - drama plan anusār sabkō tamōpradhān bannā hī hai .

129You know that, according to the drama plan, everyone has to become tamopradhan.

129Is samay sārā jhāṛ bilkul tamōpradhān jaṛ-jaṛībhūt hō gayā hai .

130At this time, the whole tree has become completely tamopradhan and reached a state of total decay.

130Bachchē jāntē haĩ sab ātmāyē̃ tamōpradhān haĩ .

131You children know that all souls are tamopradhan.

131Naī duniyā mē̃ hōtī haĩ satōpradhān .

132In the new world, everyone is satopradhan.

132Yahā̃ kiskī satō-pradhān avasthā hō na sakē .

133No one here can have a satopradhan stage.

133Yahā̃ ātmā pavitra ban jāē tō phir yahā̃ ṭhaharē nahī̃ , ēkdam bhāg jāē .

134If a soul became pure here, he could no longer remain here; he would just run away.

134Sab bhakti kartē hī haĩ mukti kē liē athavā śhāntidhām mē̃ jānē kē liē .

135Everyone performs devotion in order to receive liberation and go to the land of peace.

135Parantu kōī bhī vāpis jā nahī̃ saktē . 136Law nahī̃ kahtā .

136However, it isn't the law for anyone to return there yet.

137Bāp yah sab rāz baiṭh samjhātē haĩ dhāraṇ karnē liē , phir bhī mukhya bāt hai bāp kō yād karnā , svadarśhan chakradhārī bannā .

137The Father sits here and explains all of these secrets for you to imbibe. 138Nevertheless, the main thing is for you to remember the Father and become spinners of the discus of self-realisation.

138Bīj kō yād karnē sē sārā jhāṛ buddhi mē̃ ā jāyēgā .

139When you remember the Seed, the whole tree will emerge in your intellects.

139Jhāṛ pahlē chhōṭā hōtā hai phir baṛā hōtā jātā hai .

140To begin with, the tree is small and it then continues to grow larger.

140Anēk dharm haĩ nā .

141There are innumerable religions.

141Tum ēk second mē̃ jān lētē hō .

142You understand everything in a second.

142Duniyā mē̃ kiskō bhī patā nahī̃ hai . 143Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp sabkā ēk bāp hai .

143No one in the world knows that the Seed of the human world tree is the one Father.

144Bāp kabhī sarvavyāpī thōṛēhī hō saktā .

144The Father cannot be omnipresent.

145Baṛē tē baṛī bhūl hai yah .

145This is the biggest mistake.

146Tum samjhātē bhī hō manuṣhya kō kabhī bhagvān nahī̃ kahā jātā hai .

146You explain that no human being can ever be called God.

147Bāp bachchō̃ kō sab bātē̃ sahaj karkē samjhātē haĩ phir jinkī takdīr mē̃ hai , niśhchay hai tō vah jarūr bāp sē varsā lē̃gē .

147The Father explains everything to you children so easily. 148In spite of that, only those who have it in their fortune and have this firm faith will definitely claim the inheritance from the Father.

148Niśhchay nahī̃ hōgā tō kabhī bhī nahī̃ samajhē̃gē .

149If they don't have faith, they can never understand anything.

149Takdīr hī nahī̃ tō phir tadbīr bhī kyā karē̃gē .

150If it is not in their fortune, what effort would they make?

150Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō vah baiṭhtē hī aisē haĩ jō kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

151If it is not in their fortune, they sit as though they’re unable to understand anything.

151Itnā bhī niśhchay nahī̃ ki bāp āyē haĩ bēhad kā varsā dēnē .

152They don't even have the faith that the Father has come to give them the unlimited inheritance.

152Jaisē kōī nayā ādmī medical college mē̃ jākar baiṭhē tō kyā samajhē̃gē  ?

153What would a new student understand if he went and sat in a medical college?

153Kuchh bhī nahī̃ .

154Nothing at all.

154Yahā̃ bhī aisē ākar baiṭhtē haĩ .

155They come and sit here in the same way.

155Is avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā hai .

156This imperishable knowledge is never destroyed.

156Yah bhī bāp nē samjhāyā hai - rājdhānī sthāpan hōtī hai nā .

157The Father has explained that a kingdom is being established.

157Tō naukar chākar prajā , prajā K|kē bhī naukar chākar sab chāhiē nā .

158Therefore, all are needed: servants, maids and servants of the subjects.

158Tō aisē bhī ātē haĩ .

159Therefore, they come just like that.

159Kōī kō tō bahut achchhī rīti samajh mē̃ ā jāyēgā .

160Some are able to understand everything very well.

160Opinion bhī likhtē haĩ nā .

161They even write their opinions.

161Āgē chal kuchh chaṛhnē key|kī kōśhiśh karē̃gē .

162They try to make more progress.

162Parantu us samay hai muśhkil kyōṅki us samay tō bahut haṅgāmā hōgā .

163However, it will be difficult because there will be a lot of upheaval at that time.

163Din-pratidin tūphān baṛhtē jātē haĩ .

164Storms continue to increase day by day.

164Itnē centres haĩ .

165There are so many centres.

165Achchhī rīti samajhē̃gē bhī .

166They should understand everything very clearly.

166Yah bhī likhā huā hai - brahmā dvārā sthāpanā .

167It is written that establishment takes place through Brahma.

167Vināśh bhī sāmnē dēkhtē haĩ . 168Vināśh tō hōnā hī hai .

168Destruction too is just ahead; destruction definitely has to take place.

169Government kahtī hai janm cum|kam hō̃ , parantu ismē̃ kar hī kyā sakē̃gē  ?

169The Government asks for the population to be reduced, but what can anyone do about that?

170Jhāṛ key|kī vr̥iddhi tō hōnī hai .

170The tree has to grow.

171Jab tak bāp hai tab tak sab dharmō̃ key|kī ātmāō̃ kō yahā̃ rahnā hī hai .

171For as long as the Father is here, souls of all the religions have to remain here.

172Jab jānē kā samay hōgā tab ātmāō̃ kā ānā band hōgā .

172When it is time to return, souls will stop coming down here.

173Abhī tō sabkō ānā hī hai .

173Now, everyone has to come here.

174Parantu yah bātē̃ kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

174However, no one understands these things.

175Bāpū jī bhī kahtē thē rāvaṇ rājya hai , hamkō rāmrājya chāhiē .

175Even Bapuji used to say that it is now the kingdom of Ravan and that he wants the kingdom of Rama.

176Kahtē haĩ phalānā svargvāsī huā tō iskā matlab yah nark hai nā .

176They say: So-and-so became a resident of heaven which means that this is hell.

177Manuṣhya itnā bhī samajhtē nahī̃ . 178Svarg-vāsī huā tō achchhā hai nā . 179Jarūr narkvāsī thā .

177Human beings don’t even understand this much; how it was good that he became a resident of heaven because he was definitely a resident of hell.

180Bābā samjhātē haĩ manuṣhyō̃ key|kī sūrat manuṣhya key|kī , sīrat bandar kī hai .

178Baba explains: Human beings have the faces of human beings and the character of monkeys.

181Sab gātē rahtē haĩ patit-pāvan sītārām .

179They all continue to sing: Purifier Rama of Sita.

182Ham patit haĩ , pāvan banānē vālā hai bāp .

180We are all impure. 181Only the Father purifies everyone.

183Vah sab haĩ bhakti mārg key|kī sītāyē̃ , bāp hai rām .

182All are Sitas of the path of devotion and the Father is Rama.

184Kiskō sīdhā kahō tō māntē nahī̃ .

183When you tell people this directly, they don't accept it.

185Rām kō bulātē haĩ .

184They call out to Rama.

186Abhī tum bachchō̃ kō bāp nē tīsrā nētra diyā hai .

185The Father has now given each of you children a third eye of knowledge.

187Tum jaisē alag duniyā K|kē hō gayē hō .

186It is as though you now belong to a different world.

188Purānī duniyā mē̃ kyā-kyā kartē rahtē haĩ .

187What do they continue to do in this old world?

189Abhī tum samajhtē hō .

188You now understand this.

190Tum bachchē bēsamajh sē samajhdār banē hō .

189You children have now become sensible from senseless.

191Rāvaṇ nē tumkō kitnā bēsamajh banā diyā hai .

190Ravan made you so senseless!

192Bāp samjhātē haĩ is samay sabhī manuṣhya tamōpradhān ban gayē haĩ , tab tō bāp ākar satōpradhān banātē haĩ .

191The Father explains: At this time, all human beings have become tamopradhan. 192This is why the Father comes and makes you all satopradhan.

193Bāp kahtē haĩ bhal tum bachchē apnī service bhī kartē rahō sirph ēk bāt yād rakhō - bāp kō yād karō .

193The Father says: Although you children continue to carry on with your service, simply remember one thing: Remember the Father.

194Tamōpradhān sē satōpradhān bannē kā rāstā aur kōī batā nahī̃ saktā .

194No one else can show you the way to become satopradhan from tamopradhan.

195Sarv kā rūhānī surgeon ēk hī hai .

195The spiritual Surgeon of all is just the One.

196Vahī ākar ātmāō̃ kō injection lagātē haĩ kyōṅki ātmā hī tamōpradhān banī hai .

196Because souls have become tamopradhan, He comes and injects you souls.

197Bāp kō avināśhī surgeon kahā jātā hai .

197The Father is called the Eternal Surgeon.

198Abhī ātmā satōpradhān sē tamōpradhān banī hai , inkō injection chāhiē .

198Souls have now become tamopradhan from satopradhan and so they need an injection.

199Bāp kahtē haĩ - bachchē , apnē kō ātmā niśhchay karō aur apnē bāp kō yād karō .

199The Father says: Children, have the faith that you are souls and remember your Father.

200Buddhiyōg ūpar sweet home mē̃ lagāō .

200Connect your intellects in yoga to your sweet home.

201Hamkō sweet silence home mē̃ jānā hai .

201We have to go to our sweet silence home.

202Nirvāṇdhām kō sweet home kahā jātā hai .

202The incorporeal world is called the sweet home.

203Achchhā  !

203Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2071 ) yah purānī duniyā vināśh huī paṛī hai isliē issē apnē āpkō alag samajhnā hai .

2071. This old world is already destroyed. 208Therefore, consider yourself to be separate from it.

208Jhāṛ key|kī vr̥iddhi K|kē sāth-sāth jō vighnō̃ rūpī tūphān ātē haĩ , unsē ḍarnā nahī̃ hai , pār hōnā hai .

209Don't be afraid of the obstacles and storms that come with the growth of the tree, but overcome them.

2092 ) ātmā kō satōpradhān banānē kē liē apnē kō gyān-yōg kā injection dēnā hai .

2102. In order to make the soul satopradhan, give yourself an injection of this knowledge and yoga.

210Apnā buddhiyōg sweet home mē̃ lagānā hai .

211Connect your intellect in yoga to the sweet home.

Blessing

211Vardān  : «  pahlē āp ' ' K|kē pāṭh dvārā tājdhārī bannē vālē chatursujān bhav

212Blessing: May you be the wisest crowned one by learning the lesson of, “You first”.

212Jaisē bāpdādā apnē kō obedient servant kahtē haĩ , servant kahnē sē tājadhānī svataḥ ban jātē haĩ , aisē āp bachchē bhī svayã namrachit ban dūsrē kō śhrēṣhṭh seat dē dō , unkō seat par biṭhāyēṅgē tō vah utarkar āpkō svataḥ hī biṭhā dēgā .

213Just as BapDada calls Himself your obedient Servant and, by calling Himself your Servant, He is automatically crowned, in the same way, you children have to be humble and give others an elevated seat. 214When you sit the other person on that seat, he will get off and make you sit on it.

213Agar āp baiṭhnē key|kī kōśhiśh karē̃gē tō vah baiṭhnē nahī̃ dēgā isliē biṭhānā hī baiṭhnā hai .

215If you try to sit on it, he would not let you do so. 216Therefore, to sit others on it is to sit on it yourself.

214Tō «  pahlē āp ' ' kā pāṭh pakkā karō phir saṅskār bhī sahaj hī mil jāyēṅgē , tājdhārī bhī ban jāyēṅgē , yahī chatursujān bannē kā tarīkā hai , ismē̃ mēhnat bhī nahī̃ prāpti bhī jyādā hai .

217So, make the lesson of “You first” firm. 218Your sanskars will then easily harmonise with theirs and you will be crowned. 219This is the way to become the wisest one. 220There is no effort involved in this and there is also greater attainment.

Slogan

215Slōgan  : avyakt sthiti kā anubhav karnē kē liē antarmukhī , ēkāntvāsī banō .

221Slogan: Introverted, elevated souls who stay in solitude are the ones who experience an avyakt stage.

222*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

216Yē avyakt iśhārē - ēktā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō

223Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success.

217Abhī tak alag-alag fool|phūl apnī-apnī raṅgat dikhā rahē haĩ lēkin jab guladastē K|kē rūp mē̃ apnī khuśhbū phailāyēṅgē , śhakti dal pratyakṣha hōgā tab yah saṅgaṭhan key|kī śhakti paramātma pratyakṣhatā kē nimitt banē̃gī .

224Until now, you different flowers have been showing your beauty individually. 225However, when you spread your fragrance from your form of a bouquet, when your Shakti Army is revealed, the power of this gathering will then become instrumental in God’s revelation.

218Abhī ēk-ēk alag hōnē K|kē kāraṇ mēhnat jyādā karnī paṛtī hai lēkin jab saṅgaṭhan ēkmat hōgā tō mēhnat cum|kam saphaltā jāstī hōgī .

226Now, because each one of you is individual, you have to work hard, but when your gathering is united in one direction, there will be less effort and greater success.