मंगलवार 17 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

017-02-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

017/02/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum abhī amarlōk sthāpan karnē kē nimitt hō , jahā̃ kōī bhī duḥkh vā pāp nahī̃ hōgā , vah hai hī viceless world ' '

1Essence: Sweet children, you are now the instruments to establish the land of immortality where there won't be any sorrow or sin. 2That is a viceless world.

Question

2Praśhna  : godly family kā wonderful plan kaun sā hai  ?

3Question: What is the wonderful plan of the Godly family?

Answer

3Uttar  : godly family kā plan hai - «  family planning karnā ' ' . 4Ēk sat dharm sthāpan kar anēk dharmō̃ kā vināśh karnā .

4Answer: The plan of the Godly family is to have family planning and to establish the one religion of truth and destroy all the innumerable religions.

5Manuṣhya birth control karnē K|kē plans banātē , bāp kahtē unkē plans chal na sakē̃ .

5People make plans for birth control. 6The Father says: Their plans cannot work.

6Maĩ hī naī duniyā kī sthāpanā kartā hū̃ tō bākī sab ātmāyē̃ ūpar ghar mē̃ chalī jātī haĩ .

7Only I come to establish that new world; all other souls will then go back to their home up above.

7Bahut thōṛī ātmāyē̃ hī rahtī haĩ .

8Very few souls will remain.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Yah ghar bhī hai , university bhī hai aur institution bhī hai .

10This is a home, a university and also an institution.

10Tum bachchō̃ key|kī ātmā jāntī hai ki vah hai śhivbābā . 11Ātmāyē̃ haĩ sāligrām . 12Jinkā yah śharīr hai , śharīr nahī̃ kahēgā hamārī ātmā .

11You children, you souls, understand that He is Shiv Baba and that a soul is a saligram to whom the body belongs. 12The body doesn’t say, "My soul".

13Ātmā kahtī hai hamārā śharīr .

13The soul says, “My body”.

14Ātmā hai avināśhī , śharīr hai vināśhī .

14Souls are imperishable and bodies are perishable.

15Abhī tum apnē kō ātmā samajhtē hō .

15You now consider yourselves to be souls.

16Hamārā bābā śhiv hai , vah hai supreme father .

16Our Baba is Shiva and He is the Supreme Father.

17Ātmā jāntī hai vah hamārā supreme bābā bhī hai .

17You souls know that He is your Supreme Baba.

18Supreme teacher bhī hai , supreme gurū bhī hai .

18He is also the Supreme Teacher and the Supreme Guru.

19Bhaktimārg mē̃ bhī bulātē haĩ - ō god father .

19On the path of devotion, people call out: O God, the Father!

20Marnē samay bhī kahtē haĩ - hē bhagvān , hē īśhvar .

20Even on the point of death, too, they say: O God! 21Hey Ishwar!

21Pukārtē haĩ nā . 22Parantu kiskī buddhi mē̃ yathārth rīti baiṭhtā nahī̃ hai . 23Father tō sab ātmāō̃ kā ēk hō gayā , phir kahā jātā hai - hē patit-pāvan .

22They call out, but it doesn't sit in anyone's intellect accurately that the Father of all souls is One. 23“O Purifier” is said.

24Tō gurū bhī hō gayā .

24Therefore, He is also the Guru.

25Kahtē haĩ duḥkh sē hamkō liberate kar śhāntidhām mē̃ lē jāō .

25They say: Liberate us from sorrow and take us to the land of peace.

26Tō bāp bhī huā phir patit-pāvan satgurū bhī huā , phir sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai , manuṣhya 84 janm kaisē lētē haĩ , vah bēhad key|kī history-geography sunātē haĩ isliē supreme teacher bhī huā .

26Therefore, He is the Father and He is also the Purifier Satguru. 27Then, because He explains to us how the world cycle turns, how human beings take 84 births and, because He also explains the unlimited history and geography of the world, He is the Supreme Teacher.

27Agyān-kāl mē̃ bāp alag , teacher alag , gurū alag hōtē haĩ .

28On the path of ignorance, fathers, teachers and gurus are all separate.

28Yah bēhad kā bāp , teacher , gurū ēk hī hai .

29Here, the unlimited Father, Teacher and Guru are all one.

29Kitnā fark hō gayā .

30There is so much difference!

30Bēhad kā bāp bēhad kā varsā dētē haĩ bachchō̃ kō .

31The unlimited Father gives you children the unlimited inheritance.

31Vah bhī had kā varsā dētē haĩ .

32Those fathers give limited inheritances.

32Paṛhāī bhī had kī hai .

33Those studies are also limited.

33World key|kī history-geography kō tō kōī jāntē nahī̃ .

34No one knows the world history and geography.

34Yah kiskō patā nahī̃ hai - lakṣhmī-nārāyaṇ nē rājya kaisē pāyā  ? 35Kitnā samay vah rājya chalā  ? 36Phir trētā K|kē rām-sītā nē kitnā samay rājya kiyā  ?

35No one knows how Lakshmi and Narayan attained their kingdom or for how long their kingdom lasted or for how long Rama and Sita ruled in the silver age.

37Kuchh nahī̃ jāntē .

36They don’t know anything at all.

38Abhī tum bachchē samajhtē hō bēhad kā bāp āyē haĩ hamkō paṛhānē .

37You children now understand that the unlimited Father has come to teach you.

39Phir bābā sadgati kā rāstā batātē haĩ .

38Baba also shows you the path to salvation.

40Tum 84 janm lētē-lētē patit bantē hō .

39You became impure while taking 84 births.

41Ab pāvan bannā hai .

40You now have to become pure.

42Yah hai tamōpradhān duniyā .

41This is a tamopradhan world.

43Satō , rajō , tamō mē̃ her|har chīz ātī hai .

42Everything goes through the stages of sato, rajo and tamo.

44Yah jō sr̥iṣhṭi hai , unkī bhī āyu hai naī sō purānī , purānī sō phir naī hōtī hai .

43Even the age of this world becomes old from new and then new from old.

45Yah tō sab jāntē haĩ . 46Satyug mē̃ bhārat hī thā , unmē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

44Everyone knows that there was only Bharat in the golden age and that the deities used to rule there.

47God goddess kā rājya thā .

45It used to be the kingdom of gods and goddesses.

48Achchhā phir kyā huā  ?

46Achcha, so what happened then?

49Unhōnnē punarjanma liyā .

47They took rebirth.

50Satōpradhān sē satō , satō sē rajō tamō mē̃ āyē . 51Itnē-itnē janma liē .

48From being satopradhan, they became sato, rajo and then tamo; they took such-and-such a number of births.

52Bhārat mē̃ 5 hazār varṣh pahlē jab lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā tō vahā̃ manuṣhyō̃ key|kī āyu average 125-150 varṣh hōtī hai .

49Five thousand years ago in Bharat, when it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, the average lifespan of a human being was 125 to 150 years.

53Uskō amarlōk kahā jātā hai . 54Akālē mr̥iityu kabhī hōtā nahī̃ .

50That is called a land of immortality; there is never untimely death there.

55Yah hai mr̥ityulōk .

51This is a land of death.

56Amarlōk mē̃ manuṣhya amar rahtē haĩ , āyu baṛī rahtī hai .

52In that land of immortality, people remain immortal; they have long lifespans.

57Satyug mē̃ pavitra gr̥ihasth āśhram thā .

53In the golden age, it is a pure household ashram.

58Viceless world kahā jātā hai .

54It is called a viceless world.

59Abhī hai vicious world .

55This is now a vicious world.

60Abhī tum bachchē jāntē hō ham śhivbābā key|kī santān haĩ .

56You children now know that you are the children of Shiv Baba.

61Varsā śhivbābā sē miltā hai .

57You receive the inheritance from Shiv Baba.

62Yah dādā , vah ḍāḍā ( grand-father ) varsā ḍāḍē kā miltā hai .

58This one is Dada (senior brother) and that One is the Grandfather. 59You receive the inheritance from the Grandfather.

63Ḍāḍē key|kī property par sabkā hak rahtā hai .

60Everyone has a right to the Grandfather's property.

64Brahmā kō kahā jātā hai prajāpitā .

61Brahma is called the Father of People (Prajapita).

65Adam aur Eve , Adam bībī .

62Adam and Eve: Adam and his wife.

66Vah hai nirākār god father .

63That One is incorporeal God, the Father.

67Yah ( prajāpitā ) hō gayā sākārī father .

64This one (Prajapita) is the corporeal father.

68Inkō apnā śharīr hai . 69Śhivbābā kō apnā śharīr nahī̃ hai .

65He has his own body, whereas Shiv Baba doesn't have a body of His own.

70Tō tumkō varsā miltā hai śhivbābā sē brahmā dvārā .

66You receive your inheritance from Shiv Baba through Brahma Baba.

71Ḍāḍē key|kī milkiyat milēgī tō bāp dvārā nā .

67You receive the Grandfather's property through the father.

72Śhivbābā sē bhī brahmā dvārā tum phir manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .

68You are once again being made into deities from human beings by Shiv Baba through Brahma Baba.

73Manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār … kisnē banāyā  ?

69They sing His praise in the Granth (Sikh scripture), “It didn't take God long to change humans into deities.” 70Who made you that?

74Bhagvān nē .

71God.

75Mahimā kartē haĩ nā granth mē̃ . 76Mahimā bahut hai .

72There is a lot of praise in the Granth.

77Jaisē bābā kahtē haĩ alpha kō yād karō tō bē bādśhāhī tumhārī .

73Baba says: Remember Alpha and then beta, the kingdom, will be yours.

78Gurūnānak bhī kahtē jap sāhēb kō tō sukh milē .

74Even Guru Nanak said: Chant the name of the Lord and you will receive happiness.

79Us nirākār akālmūrt bāp key|kī hī mahimā gātē haĩ .

75They sing praise of that incorporeal Immortal Image of the Father.

80Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō sukh milē .

76The Father says: Remember Me and you will receive happiness.

81Abhī bāp kō hī yād kartē haĩ .

77Now, everyone remembers the Father.

82Laṛāī pūrī hōgī phir lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya mē̃ ēk hī dharm hōgā .

78When the war is over, there will just be the one religion in the kingdom of Lakshmi and Narayan.

83Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

79These matters have to be understood.

84Bhagvānuvāch - patit-pāvan gyān kā sāgar bhagvān kō kahā jātā hai .

80God speaks: Only God is called the Purifier and the Ocean of Knowledge.

85Vahī duḥkh hartā sukh kartā hai .

81He alone is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

86Jab ham bāp K|kē bachchē haĩ tō jarūr ham sukh mē̃ hōnē chāhiē .

82Since we are children of the Father, we should definitely have happiness.

87Barōbar bhāratvāsī satyug mē̃ thē .

83Truly, the people of Bharat existed in the golden age.

88Bākī sab ātmāyē̃ śhānti-dhām mē̃ thī .

84All the rest of the souls were in the land of peace.

89Abhī tō sab ātmāyē̃ yahā̃ ā rahī haĩ .

85All the souls are now coming down here.

90Phir ham jākar dēvī-dēvtā banē̃gē . 91Svarg mē̃ part bajātē haĩ .

86We will then go and become deities and play our parts in heaven.

92Yah purānī duniyā hai duḥkhdhām , naī duniyā hai sukhdhām .

87This old world is a land of sorrow, whereas that new world is a land of happiness.

93Purānā ghar hōtā hai tō phir unmē̃ chūhē sarp ādi nikaltē haĩ .

88When a house becomes old, rats and snakes emerge.

94Yah duniyā bhī aisī hai .

89This world is also like that.

95Is kalp key|kī āyu 5 hazār varṣh hai .

90The duration of this cycle is 5000 years.

96Abhī hai ant .

91It is now the end.

97Gāndhī jī bhī chāhtē thē naī duniyā naī dēhlī hō , rāmrājya hō .

92Gandhiji too wanted there to be a new world, a New Delhi, the kingdom of God (Rama).

98Parantu yah tō bāp kā hī kām hai .

93However, this is only the task of the Father.

99Dēvtāō̃ K|kē rājya kō hī rāmrājya kahtē haĩ .

94Only the kingdom of deities is called the kingdom of Rama.

100Naī duniyā mē̃ tō jarūr lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōgā .

95There will definitely be the kingdom of Lakshmi and Narayan in that new world.

101Pahlē tō rādhē-kr̥iṣhṇa dōnō̃ alag-alag rājdhānī K|kē haĩ phir unhō̃ key|kī sagāī huī tō lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

96First of all, Radhe and Krishna belong to separate kingdoms and then, on their marriage, they become Lakshmi and Narayan.

102Jarūr is samay aisē karma kartē hōṅgē .

97They must definitely have performed such actions in this birth.

103Bāp tumkō karma-akarma-vikarma kī gati baiṭh samjhātē haĩ .

98The Father sits here and explains to you the philosophy of action, neutral action and sinful action.

104Rāvaṇ rājya mē̃ manuṣhya jō karma karē̃gē vah karma vikarma ban jātē haĩ .

99Whatever actions people in the kingdom of Ravan perform, they are sinful actions.

105Satyug mē̃ karma akarma hōtē haĩ .

100In the golden age, actions are neutral.

106Gītā mē̃ bhī hai parantu nām badal liyā hai .

101This is also mentioned in the Gita, but they have changed the name.

107Yah hai bhūl .

102That is a mistake.

108Kr̥iṣhṇa jayantī tō hōtī hai satyug mē̃ .

103Shri Krishna’s birth takes place in the golden age.

109Śhiv hai nirākār parampitā , śhrīkr̥iṣhṇa tō sākār mē̃ hai .

104Shiva is the incorporeal Supreme Father. 105Shri Krishna is a corporeal human being.

110Pahlē śhivjayantī hōtī hai phir śhrīkr̥iṣhṇa jayantī bhārat mē̃ hī manātē haĩ .

106First, there is Shiva’s birthday. 107Then, they celebrate Shri Krishna’s birthday in Bharat.

111Śhivrātri kahtē haĩ .

108They speak of Shiv Ratri (Night of Shiva).

112Bāp ākar bhārat kō svarg kā rājya dētē haĩ .

109The Father comes and gives Bharat the kingdom of heaven.

113Śhivjayantī kē bād hai kr̥iṣhṇa jayantī .

110After Shiva’s birthday there is Shri Krishna’s birthday.

114Unkē bīch mē̃ hōtī hai rākhī kyōṅki pavitratā chāhiē .

111Between these two, there is Rakhi, because purity is needed.

115Purānī duniyā kā vināśh bhī chāhiē .

112There also has to be the destruction of the old world.

116Phir laṛāī lagtī hai tō sab khatm hō jātē haĩ phir tum ākar naī duniyā mē̃ rājya karē̃gē .

113Therefore, the war takes place and everything is destroyed, and you then come and rule in the new world.

117Tum is purānī duniyā , mr̥ityulōk kē liē nahī̃ paṛhtē hō .

114You are not studying for this old world, this land of death.

118Tumhārī paṛhāī hai naī duniyā amarlōk kē liē .

115Your study is for the new world, that land of immortality.

119Aisā tō kōī college nahī̃ hōgā .

116There isn’t any other such college.

120Ab bāp kahtē haĩ is mr̥ityulōk kā ant hai isliē jaldī paṛhkar hōśhiyār hōnā hai .

117The Father says: It is now the end of the land of death and you therefore have to study and quickly become clever.

121Vah bāp bhī hai , patit-pāvan bhī hai , paṛhātē bhī haĩ .

118He is the Father, the Purifier and He also teaches you.

122Tō yah god fatherly university hai .

119This is the Godfatherly University.

123Bhagvānuvāch hai nā . 124Kr̥iṣhṇa tō satyug kā prince hai .

120God speaks: Shri Krishna is the prince of the golden age.

125Vah bhī śhivbābā sē varsā lētē haĩ .

121He too receives the inheritance from Shiv Baba.

126Is samay sab bhaviṣhya kē liē varsā lē rahē haĩ phir jitnā paṛhē̃gē utnā varsā milēgā .

122At this time, all of you are claiming your future inheritance. 123You will receive the inheritance according to how much you study.

127Nahī̃ paṛhē̃gē tō pad kam hō jāyēgā .

124If you don't study, your status becomes lower.

128Kahā̃ bhī rahō , paṛhtē rahō .

125No matter where you live, you must continue to study.

129Murlī tō vilāyat mē̃ bhī jā saktī hai .

126The murlis are sent abroad too.

130Bābā rōz sāvadhānī bhī dētē rahtē haĩ .

127Baba continues to caution you every day.

131Bachchē bāp kō yād karō issē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

128Children, remember the Father, because your sins will be absolved by doing this.

132Ātmā mē̃ jō khād paṛī hai vah nikal jāyēgī .

129The alloy in souls will be removed.

133Ātmā 100 percent pure bannī hai .

130Souls have to become 100% pure.

134Abhī tō impure hai .

131They are now impure.

135Bhakti tō manuṣhya bahut kartē haĩ , tīrthō̃ par , mēlō̃ par lākhō̃ manuṣhya jātē haĩ .

132People perform a lot of devotion. 133Hundreds of thousands of people go on pilgrimages and to gatherings.

136Yah tō janma-janmāntar sē chalā ātā hai .

134That has continued for birth after birth.

137Kitnē mandir ādi banātē , mēhnat kartē haĩ .

135They build so many temples, etc. and make so much effort.

138Phir bhī sīṛhī utartē ātē haĩ .

136In spite of that, they have continued to come down the ladder.

139Abhī tum jāntē hō - ham chaṛhtī kalā sē sukhdhām mē̃ jāyēṅgē , phir hamkō utarnā hai .

137You now understand that you will go to the land of happiness with your stage of ascent and that you will then have to come down.

140Phir kalā kamtī hōtī jātī hai .

138The degrees will then continue to decrease.

141Nayē makān kā 10 varṣh kē bād bhabhkā jarūr kam hō jāyēgā .

139The splendour of a new home definitely decreases after 10 years.

142Tum naī duniyā satyug mē̃ thē .

140You were in the new world of the golden age.

1431250 varṣh kē bād rāmrājya śhurū hō gayā , abhī tō bilkul hī tamōpradhān haĩ .

141Then, after 1250 years, the kingdom of Rama began. 142The world is now completely tamopradhan.

144Manuṣhya kitnē hō gayē haĩ .

143There are so many human beings.

145Duniyā purānī hō gaī hai .

144This world has become old.

146Vē|way lōg tō family planning K|kē plan banātē rahtē haĩ .

145Those people continue to make plans for family planning.

147Kitnā mūnjhtē rahtē haĩ .

146They continue to become so confused.

148Ham likhtē haĩ yah tō god father kā hī kām hai .

147We write that this is the task of God, the Father, alone.

149Satyug mē̃ 9-10 lākh manuṣhya jākar rahē̃gē .

148Nine hundred thousand to a million people will go and live in the golden age.

150Bākī sab apnē ghar sweet home mē̃ chalē jāyēṅgē .

149All the rest will go and stay in their sweet home.

151Yah godly family planning hai . 152Ēk dharm key|kī sthāpanā , bākī sab dharmō̃ kā vināśh .

150This is Godly family planning: construction of the one religion and the destruction of all the other religions.

153Yah tō bāp apnā kām kar rahē haĩ .

151The Father is doing His work.

154Vah kahtē haĩ vikār mē̃ bhal jāō parantu bachchā na hō .

152Those people say: You are allowed to indulge in lust, but don't have any more children.

155Aisē kartē-kartē hōgā kuchh bhī nahī̃ .

153Nothing is accomplished in that way.

156Yah planning tō bēhad bāp K|kē hāth mē̃ haĩ .

154This planning is in the hands of only the unlimited Father.

157Bāp kahtē haĩ maĩ hī duḥkhdhām sē sukhdhām banānē āyā hū̃ .

155The Father says: Only I come to make this land of sorrow into that land of happiness.

158Her|har 5 hazār varṣh bād maĩ ātā hū̃ . 159Kaliyug K|kē ant aur satyug K|kē ādi mē̃ .

156I come every 5000 years, between the end of the iron age and the beginning of the golden age.

160Abhī yah hai saṅgam jabki patit duniyā sē pāvan duniyā bantī hai .

157This is now the confluence age when this impure world becomes that pure world.

161Purānī duniyā kā vināśh aur naī duniyā kī sthāpanā yah tō bāp kā hī kām hai .

158It is only the task of the Father to establish that new world and destroy this old world.

162Satyug mē̃ thā hī ēk dharm .

159There was just the one religion in the golden age.

163Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik , mahārājā-mahārānī thē .

160Lakshmi and Narayan were the masters of the world, the empress and emperor.

164Yah bhī tum jāntē hō , yah mālā kiskī banī huī hai .

161You also know in whose memory the rosary is created.

165Ūpar mē̃ hai fool|phūl śhivbābā phir hai yugal dānā brahmā-sarasvatī .

162At the top, there is the Flower (tassel), Shiv Baba, and then there is the dual-bead, Brahma and Saraswati.

166Unhō̃ key|kī yah mālā hai jō viśhva kō nark sē svarg , patit sē pāvan banātē haĩ .

163This is their rosary; it is of those who change the world from hell to heaven, from impure to pure.

167Jō service karkē jātē haĩ , unhō̃ key|kī hī yād rahtī hai .

164Those who have departed after doing service are remembered.

168Tō bāp samjhātē haĩ - yah satyug mē̃ pavitra thē nā . 169Pravr̥itti mārg pavitra thā .

165The Father explains: They were pure in the golden age; it was a pure family path.

170Abhī tō patit haĩ .

166They are now impure.

171Gātē bhī haĩ patit-pāvan āō , ākar hamkō pāvan banāō .

167It is sung: O Purifier, come! 168Come and purify us!

172Satyug mē̃ thōṛēhī aisē pukārē̃gē .

169You will not call out in this way in the golden age.

173Sukh mē̃ kōī bhī bāp kā simraṇ nahī̃ kartē haĩ .

170No one remembers the Father when they are happy.

174Duḥkh mē̃ sab simraṇ kartē haĩ .

171Everyone remembers Him at times of sorrow.

175Bāp hai hī liberator , merciful , blissful , ākar sabkō mukti-jīvanmukti dētē haĩ .

172The Father is the Liberator, the Merciful and Blissful One. 173He comes and gives everyone liberation and liberation-in-life.

176Bulātē bhī unkō haĩ , ākar sweet home mē̃ lē chalō .

174People call out to Him: Come and take us to our sweet home.

177Abhī sukh hai nahī̃ .

175There is no happiness now.

178Yah hai prajā kā prajā par rājya .

176It is now government of the people by the people.

179Satyug mē̃ tō rājā , rānī , prajā hōtē haĩ .

177In the golden age, there are the king, queen and subjects.

180Bāp batātē haĩ - tum kaisē viśhva K|kē mālik bantē hō .

178The Father tells you how you become the masters of the world.

181Vahā̃ tumhārē pās|pass athāh , anginat dhan rahtā hai .

179There, you have plenty of wealth, infinite wealth.

182Sōnē key|kī īṭō̃ K|kē makān bantē haĩ .

180The buildings there are built of gold bricks.

183Machine sē sōnē key|kī īṭē̃ nikaltī rahtī haĩ .

181Bricks of gold emerge from machines.

184Phir usmē̃ bhī hīrē-javāharō̃ key|kī jaṛit kartē haĩ .

182Then they even set diamonds and jewels into those bricks.

185Dvāpar mē̃ bhī kitnē hīrē thē , jō lūṭkar lē gayē .

183Even in the copper age, there were so many diamonds! 184They were then looted.

186Abhī tō kuchh sōnā dikhāī hī nahī̃ paṛtā hai .

185Now, no gold is visible anywhere.

187Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

186This too is fixed in the drama.

188Bāp kahtē haĩ maĩ her|har 5 hazār varṣh bād ātā hū̃ .

187The Father says: I come every 5000 years.

189Purānī duniyā K|kē vināśh kē liē yah atomic bombs ādi banē haĩ .

188Atomic bombs etc. have been created for the destruction of this old world.

190Yah hai science .

189That is science.

191Buddhi sē aisī-aisī chījē̃ nikālī haĩ , jissē apnē hī kul kā vināśh karē̃gē .

190They use their intellects to invent such things with which they will destroy their own clan.

192Yah kōī rakhnē kē liē thōṛēhī banātē haĩ . 193Yah rehearsal hōtī rahēgī .

191They aren't manufacturing those things simply to store them; rehearsals continue to take place.

194Jab tak rājdhānī sthāpan nahī̃ huī hai tab tak laṛāī nahī̃ lag saktī .

192The war cannot start until the kingdom is established.

195Taiyāriyā̃ tō hō rahī haĩ , uskē sāth natural calamities bhī hōgī .

193Preparations are being made; natural calamities are also included in all of that.

196Itnē ādmī hōṅgē nahī̃ .

194There won't be so many people.

197Ab bachchō̃ kō is purānī duniyā kō bhūl jānā hai .

195You children now have to forget this old world.

198Bākī sweet home svarg kī bādśhāhī kō yād karnā hai .

196Simply remember your sweet home and the sovereignty of heaven.

199Jaisē nayā ghar banātē haĩ tō phir buddhi mē̃ nayā ghar hī yād rahtā hai nā .

197When a new home is being built, one’s intellect only remembers the new home.

200Ab bhī naī duniyā kī sthāpanā hō rahī hai .

198That new world is now being established.

201Bāp hai sarv kā sadgati dātā .

199The Father is the Bestower of Salvation for All.

202Ātmāyē̃ sab chalī jāyēṅgī . 203Bākī śharīr yahā̃ khatm hō jāyēṅgē .

200All souls will return home and their bodies will be destroyed here.

204Ātmā pavitra banēgī , bāp kī yād sē .

201Souls become pure by having remembrance of the Father.

205Pavitra jarūr bannā hai .

202You must definitely become pure.

206Dēvtāyē̃ pavitra haĩ nā .

203Deities are pure.

207Unhō̃ kē āgē kab bīṛī tobacco ādi nahī̃ rakhī jātī hai , vah vaiṣhṇav haĩ .

204Cigarettes and tobacco, etc. are never placed in front of the deity idols; they are Vaishnavs.

208Viṣhṇupurī kahā jātā hai .

205That is called the land of Vishnu.

209Vah hai hī viceless world . 210Yah hai vicious world .

206That is a viceless world, whereas this is a vicious world.

211Ab viceless world mē̃ jānā hai .

207You now have to go to that viceless world.

212Samay bākī thōṛā hai .

208There is very little time left.

213Yah tō khud bhī samajhtē haĩ - atomic bombs sē sab khatm hō jāyēṅgē .

209You can understand for yourselves that everything will be destroyed with atomic bombs.

214Laṛāī tō lagnī hī hai .

210War will definitely take place.

215Bōltē haĩ hamkō kōī prērṇā karnē vālā hai , jō ham banā rahē haĩ .

211They say that someone is inspiring them to make all of those things and this is why they continue to make them.

216Jāntē bhī haĩ apnē kul kā vināśh hō rahā hai . 217Parantu banānē bigar rah nahī̃ saktē .

212Even though they know that their own clan will be destroyed by them, they cannot stop manufacturing them.

218Śhaṅkar dvārā vināśh , yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

213Destruction through Shankar is also fixed in the drama.

219Vināśh sāmnē khaṛā hai .

214Destruction is just ahead.

220Gyān yagya sē yah vināśh jvālā prajjvalit huī hai .

215The flames of destruction emerged through the sacrificial fire of this knowledge.

221Abhī tum svarg kā mālik bannē liē paṛh rahē hō .

216You are now studying in order to become the masters of heaven.

222Yah purānī duniyā khatm hō naī ban jāyēgī .

217This old world is to be destroyed and become new again.

223Yah chakra phirtā rahtā hai .

218This cycle continues to turn.

224History must repeat .

219History must repeat.

225Pahlē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā phir chandravanśhī kṣhatriya dharm phir uskē bād islāmī bauddhī ādi āyē phir jarūr pahlē number vālā āyēgā aur sab vināśh hō jāyēṅgē .

220First, there is the original eternal deity religion, then the moon-dynasty warrior religion. 221After that, those of Islam, the Buddhists, etc. come and then the first number definitely comes again and everything else is destroyed.

226Tum bachchō̃ kō kaun paṛhā rahē haĩ  ?

222Who is teaching you children?

227Vah nirākār śhivbābā . 228Vahī śhikṣhak hai , satgurū hai .

223Incorporeal Shiv Baba; He is the Teacher and the Satguru.

229Ānē sē hī paṛhāī śhurū kartē haĩ , isliē likhā huā hai śhivjayantī sō gītā jayantī .

224He starts teaching you as soon as He comes and this is why it is written: The birthday of Shiva is also the birthday of the Gita.

230Gītā jayantī sō śhrīkr̥iṣhṇa jayantī .

225The birthday of the Gita is also the birthday of Shri Krishna.

231Śhivbābā satyug key|kī sthāpanā kartē haĩ .

226Shiv Baba is establishing the golden age.

232Kr̥iṣhṇapurī satyug kō kahā jātā hai .

227The land of Krishna is called the golden age.

233Abhī tumkō paṛhānē vālā kōī sādhū , sant , manuṣhya nahī̃ hai .

228It is not a sage, saint or human being teaching you.

234Yah tō duḥkh hartā , sukh kartā , bēhad kā bāp hai .

229The unlimited Father, who is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, is teaching you.

23521 janmō̃ kē liē tumkō varsā dētē haĩ .

230He gives you the inheritance for 21 births.

236Vināśh tō hōnā hī hai , is samay kē liē hī kahā jātā hai - kinkī dabī rahī dhūl mē̃ , kinkī rājā khāē . . . . . chōrākārī bhī bahut hōgī .

231Destruction has to take place. 232It is of this time that it is said: Some people's wealth remained buried, some people's wealth was looted by the Government. 233There will be a lot of stealing etc.

237Āg bhī lagnī hai .

234There will also be fire.

238Is yagya mē̃ sab svāhā hō jāyēṅgē .

235Everything will be sacrificed into this sacrificial fire.

239Abhī thōṛī-thōṛī āg lagēgī phir band hō jāyēgī .

236When a small fire starts somewhere now, it is soon extinguished.

240Thōṛī ajun dērī hai .

237It will still take some time.

241Sab āpas mē̃ laṛē̃gē .

238Everyone will fight each other.

242Chhuṛānē vālā kōī rahēgā nahī̃ .

239There won't be anyone left to stop them fighting.

243Rakt key|kī nadiyō̃ kē bād phir dūdh key|kī nadiyā̃ bahē̃gī , iskō kahā jātā hai khūnē nāhēk khēl .

240After the rivers of blood, rivers of milk will flow. 241That is called bloodshed without cause.

244Bachchō̃ nē sākṣhātkār bhī kiyā hai phir in āṅkhō̃ sē bhī dēkhē̃gē .

242Some children have had visions, but you will also see all of it with your physical eyes at that time.

245Vināśh K|kē pahlē bāp kō yād karnā hai tō tamōpradhān sē ātmā satōpradhān ban jāē .

243Before destruction takes place, remember the Father and you souls will become satopradhan from tamopradhan.

246Bāp naī duniyā sthāpan karnē kē liē tumkō taiyār kar rahē haĩ .

244The Father is preparing you for the establishment of the new world.

247Rājdhānī pūrī sthāpan hō jāyēgī phir vināśh hōgā .

245When the kingdom is fully established, destruction will take place.

248Achchhā  !

246Achcha.

249Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

247To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

250Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

248The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

251Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

249Essence for dharna:

2521 ) viṣhṇupurī mē̃ chalnē kē liē svayã kō lāyak banānā hai .

2501. Make yourself worthy of going to the land of Vishnu.

253Sampūrṇ pāvan bannā hai , aśhuddh khān-pān tyāg kar dēnā hai .

251Become completely pure. 252Renounce impure food and drink.

254Vināśh K|kē pahlē apnā sab kuchh saphal karnā hai .

253Use everything you have in a worthwhile way before destruction takes place.

2552 ) jaldī-jaldī paṛhkar hōśhiyār hōnā hai . 256Kōī bhī vikarma na hō iskā dhyān rakhnā hai .

2542. Study and quickly become clever. 255Pay attention to not perform any sinful actions.

Blessing

257Vardān  : phariyād kō yād mē̃ parivartan karnē vālē svataḥ aur nirantar yōgī bhav

256Blessing: May you transform complaints (fariyaad) into remembrance (yaad) and become a natural and constant yogi.

258Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hai - abhī-abhī puruṣhārth , abhī-abhī pratyakṣhaphal .

257The speciality of the confluence age is that you make effort now and instantly receive the fruit of that.

259Abhī smr̥iti svarūp abhī prāpti kā anubhav .

258When you become an embodiment of remembrance for a minute, you immediately experience attainment.

260Bhaviṣhya key|kī guarantee tō hai hī lēkin bhaviṣhya sē śhrēṣhṭh bhāgya abhī kā hai .

259The future is guaranteed, but even more elevated than the future is your elevated present fortune.

261Is bhāgya K|kē naśhē mē̃ rahō tō svataḥ yād rahēgī .

260Maintain the intoxication of your fortune and you will have natural remembrance.

262Jahā̃ yād hai vahā̃ phariyād nahī̃ .

261Where there is remembrance, there cannot be complaints.

263Kyā karē̃ , kaisē karē̃ , yah hōtā nahī̃ hai , thōṛī madad dē dō - yah hai fariyād .

262“What can I do? 263How can I do this? 264I cannot do this, give me some help”. 265These are complaints.

264Tō phariyād kō chhōṛkar svataḥ yōgī nirantar yōgī banō .

266So, stop complaining and become a natural and constant yogi.

Slogan

265Slōgan  : jō svayã kō mēhmān samajhkar chaltē haĩ vahī mahān sthiti kā anubhav kartē haĩ .

267Slogan: Those who move along while considering themselves to be guests experience the stage of greatness.

268*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

266Yē avyakt iśhārē - ēktā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō

269Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success.

267Saṅgaṭhan kā bal , snēh kā bal , ēk dō kō sahyōg dēnē kā bal aur sahanśhīltā kā bal jamā karō tō māyā kabhī war|vār nahī̃ kar sakēgī , phir jayjaykār kā nārā lagēgā .

270When you have accumulated the power of the gathering, the power of love, the power of one another's co-operation and the power of tolerance, Maya will not then be able to attack you, and the drums of victory will then beat.

268Jab itnē sabhī anēk hōtē bhī ēk dikhāī dēgē , ēk key|kī hī lagan mē̃ magan , ēkras sthiti mē̃ sthit hōṅgē tab pratyakṣhatā key|kī niśhānī dēkhnē mē̃ āyēgī .

271When you are all seen to be united, when you remain lost in the love of the One, when you remain in a constant and stable stage, the signs of revelation will then become visible.

269Āp sabkī pratigyā hī pratyakṣhatā kō samīp lāyēgī .

272The promise of all of you will bring about this revelation.