शुक्रवार 20 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-02-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
020/02/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ kamāī kā bahut śhauk hōnā chāhiē , is paṛhāī mē̃ hī kamāī hai ' '
1Essence: Sweet children, have a lot of interest in earning an income. 2An income is earned through this study.
Question
2Praśhna : gyān K|kē bigar kaun see|sī|C khuśhī key|kī bāt bhī vighna rūp ban jātī hai ?
3Question: What is it that brings happiness but becomes an obstacle when there isn't this knowledge?
Answer
3Uttar : sākṣhātkār hōnā , yah hai tō khuśhī key|kī bāt lēkin agar yathārth rūp sē gyān nahī̃ hai tō aur hī mūnjh jātē haĩ .
4Answer: To have visions is a matter of great happiness, but if you don't have the knowledge accurately, you become even more confused.
4Samjhō kisī kō bāp kā sākṣhātkār huā , bindū dēkhā tō kyā samajhē̃gē aur hī mūnjhē̃gē , isliē gyān K|kē bigar sākṣhātkār sē kōī bhī phāydā nahī̃ , ismē̃ aur hī māyā K|kē vighna paṛnē lagtē haĩ .
5For instance, if someone has a vision of the Father, He sees the form of a point. 6What would he understand by that? 7He would become even more confused. 8This is why there is no benefit in having visions when you don't have this knowledge. 9There are even more of Maya’s obstacles in that.
5Kaiyō̃ kō sākṣhātkār kā ulṭā naśhā bhī chaṛh jātā hai .
10Many have wrong intoxication by having visions.
Song
6Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
11Song: I have come having awakened my fortune.
Murli
7Ōm śhānti .
12Om shanti.
8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
13You sweetest, spiritual children heard the song.
9Nayō̃ nē bhī sunā , purānō̃ nē bhī sunā .
14The new ones heard it and the old ones also heard it.
10Kumār nē bhī sunā ki yah pāṭhśhālā hai .
15Kumars also heard that this is a school.
11Pāṭhśhālā mē̃ kōī na kōī takdīr banāī jātī hai .
16One type of fortune or other is created in a school.
12Vahā̃ tō anēk prakār key|kī takdīr hai .
17There are all varieties of fortune there.
13Kōī surgeon bannē key|kī , kōī barrister bannē key|kī takdīr banātē haĩ .
18Some make their fortune of becoming a surgeon and others make their fortune of becoming a barrister.
14Takdīr kō aim-object kahā jātā hai .
19One’s fortune is said to be one’s aim and objective.
15Takdīr banānē bigar pāṭhśhālā mē̃ kyā paṛhē̃gē .
20What would you study at a school other than how to make your fortune?
16Ab yahā̃ bachchē jāntē haĩ ki ham bhī takdīr banākar āyē haĩ .
21Here, you children know that you have come having created your fortune.
17Naī duniyā kē liē apnā rājya-bhāgya lēnē āyē haĩ .
22You have come here to claim your fortune of the kingdom of the new world.
18Yah rājyōg hai hī naī duniyā kē liē .
23This Raja Yoga is for the new world.
19Vah hai purānī duniyā kē liē .
24Theirs is for the old world.
20Vah purānī duniyā kē liē barrister , engineer , surgeon ādi bantē haĩ .
25They become surgeons, barristers or engineers, etc. of the old world.
21Vah bantē-bantē abhī purānī duniyā kā tō time bahut thōṛā rahā hai . 22Vah tō khatm hō jāyēṅgē .
26There is now very little time of this old world left to become that; they will all be destroyed.
23Vah takdīr hai is mr̥ityulōk kē liē yāni is janm kē liē .
27That fortune is for this land of death, that is, it is for this birth.
24Tumhārī yah paṛhāī hai naī duniyā kē liē .
28This study of yours is for that new world.
25Tum naī duniyā kē liē takdīr banākar āyē hō .
29You have come here to make your fortune for a new world.
26Naī duniyā mē̃ tumkō rājya-bhāgya milēgā .
30You will receive your fortune of the kingdom in that new world.
27Kaun paṛhātē haĩ ?
31Who is teaching you?
28Bēhad kā bāp , jinsē hī varsā pānā hai .
32The unlimited Father from whom you have to claim your inheritance.
29Jaisē doctor sē ḍôkṭarī kā varsā pātē haĩ , vah hō jātā hai is janm kā varsā .
33When someone receives an inheritance from a doctor of becoming a doctor, that is an inheritance for this birth.
30Ēk tō varsā miltā hai bāp sē , dūsrā varsā miltā hai apnī paṛhāī kā .
34People receive an inheritance from their father and another inheritance comes from their studies.
31Achchhā , phir jab būṛhē hōtē haĩ tab gurū kē pās jātē haĩ .
35Then, when they grow old, they go to their guru.
32Kyā chāhtē haĩ ?
36What do they want?
33Kahtē haĩ hamkō śhāntidhām mē̃ jānē key|kī śhikṣhā dō .
37They say: “Give us teachings to go to the land of peace.
34Hamkō sadgati dō .
38Grant us salvation.
35Yahā̃ sē nikāl śhāntidhām lē jāō .
39Take us away from here to the land of peace.”
36Ab bāp sē varsā miltā hai , teacher sē bhī varsā miltā hai is janm kē liē , bākī gurū sē kuchh bhī miltā nahī̃ .
40They receive an inheritance from their father and also one from their teacher for this birth, but they don't receive anything from a guru.
37Teacher sē paṛhkar kuchh na kuchh varsā pātē haĩ .
41They study with a teacher and receive a small inheritance.
38Teacher banē̃ , sewing teacher ( silāī teacher ) banē̃ , kyōṅki ājīvikā tō chāhiē nā .
42They would become teachers, sewing teachers, because they need to earn an income.
39Bāp kā varsā hōtē huē bhī paṛhtē haĩ ki ham bhī apnī kamāī karē̃ .
43Even though they have their father's inheritance, they study to earn their income.
40Gurū sē tō kuchh bhī kamāī hōtī nahī̃ .
44There is no income earned from a guru.
41Hā̃ kōī-kōī gītā ādi achchhī rīti paṛhkar phir gītā par bhāṣhaṇ ādi kartē haĩ .
45Yes, some study the Gita, etc. very well and then give lectures, etc. based on that.
42Yah sab haĩ alpkāl sukh kē liē .
46All of that is for temporary happiness.
43Ab tō is mr̥ityulōk mē̃ haĩ thōṛā samay . 44Purānī duniyā khatm hōnī hai .
47You are now in this land of death for a short while longer; this old world is to be destroyed.
45Tum jāntē hō ham naī duniyā key|kī takdīr banānē āyē haĩ .
48You understand that you have come here to make your fortune for a new world.
46Yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
49This old world is to be destroyed.
47Bāp key|kī vā apnī milkiyat bhī bhasma hō jāyēgī .
50Your property and your father's property will be burnt.
48Hāth phir khālī hō jāyēṅgē .
51You will become penniless.
49Abhī tō kamāī chāhiē - naī duniyā kē liē .
52The income you now need is for that new world.
50Purānī duniyā K|kē manuṣhya tō vah karā nahī̃ sakē̃gē .
53People of this old world are unable to help you earn that.
51Naī duniyā kē liē kamāī karānē vālā hai śhivbābā .
54It is Shiv Baba who enables you to earn an income for that new world.
52Yahā̃ tum naī duniyā kē liē takdīr banānē āyē hō .
55You have come here to make your fortune for that new world.
53Vah bāp hī tumhārā bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
56That Father is your Father, your Teacher and your Guru.
54Aur vah ātē bhī haĩ saṅgam par .
57He comes at the confluence age.
55Bhaviṣhya kē liē kamāī karnā sikhātē haĩ .
58He teaches you how to earn an income for the future.
56Ab is purānī duniyā mē̃ thōṛē rōz haĩ .
59There are now only a few more days of this old world left.
57Yah duniyā K|kē manuṣhya nahī̃ jāntē .
60People of the world don't know this.
58Kahē̃gē naī duniyā phir kab āyēgī , yah gapōṛā mārnē vālē haĩ . 59Aisē samajhnē vālē bhī bahut haĩ .
61They ask: When will a world come? 62There are many who say that these people are just telling lies.
60Bāp kahē̃gē naī duniyā sthāpan hōtī hai .
63The Father says: That new world is being established.
61Bachchā kahēgā yah gapōṛā hai .
64A child would say that these are lies.
62Tum bachchē samajhtē hō naī duniyā kē liē yah hamārā bāp , teacher , satgurū hai .
65You children understand that that One is your Father, Teacher and Satguru for that new world.
63Bāp ātē hī haĩ śhāntidhām , sukhdhām mē̃ lē jānē .
66The Father comes to take you to the land of peace and the land of happiness.
64Kōī takdīr nahī̃ banātē haĩ gōyā kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
67When someone is not making his fortune, it means he hasn't understood anything.
65Ēk hī ghar mē̃ strī paṛhtī hai , puruṣh nahī̃ paṛhēgā ; bachchē paṛhē̃gē , mā̃-bāp nahī̃ paṛhē̃gē .
68In the same home, the wife would be studying this study but the husband wouldn't, or the children would be studying this study but their parents wouldn't.
66Aisē hōtā rahtā hai .
69This continues to happen all the time.
67Śhurū mē̃ kuṭumb K|kē kuṭumb āyē parantu māyā kā tūphān lagnē sē āśhcharyavat sunantī , kathantī , bāp kō chhōṛ chalē gayē .
70In the beginning, many whole families came. 71However, when the storms of Maya came, those who were amazed on hearing this knowledge, those who related it to others, then left the Father.
68Gāyā huā bhī hai āśhcharyavat sunantī , bāp kā banē̃gē , paṛhāī paṛhē̃gē phir bhī . . . . hāy kudrat drama key|kī .
72It is remembered: Those who are amazed on hearing this knowledge will belong to the Father. 73They will study this and then... 74It is the wonder of the drama.
69Bāp khud kahtē haĩ hāy drama , hāy māyā .
75The Father Himself says: It is a wonder of the drama and of Maya.
70Drama key|kī hī bāt huī nā .
76This is an aspect of the drama.
71Strī-puruṣh ēk-dō kō divorce dētē haĩ . 72Bachchē bāp kō phārkatī dētē haĩ yahā̃ tō vah nahī̃ hai .
77Husband and wife divorce one another, and children can divorce their father. 78It is not like that here.
73Yahā̃ tō divorce dē na sakē̃ .
79You cannot divorce anyone here.
74Bāp tō āyē hī haĩ bachchō̃ kō sachchī kamāī karānē .
80The Father has come to make you children earn a true income.
75Bāp thōṛēhī kiskō khaḍḍē mē̃ ḍālē̃gē .
81The Father does not put anyone into a pit.
76Bāp tō hai hī patit-pāvan , merciful .
82The Father is the Purifier, the Merciful One.
77Bāp ākar duḥkh sē liberate kartē haĩ aur guide ban sāth lē jānē vālā hai .
83The Father comes and liberates you from sorrow. 84He also becomes your Guide and takes you back with Him.
78Aisē kōī laukik gurū nahī̃ kahē̃gē ki maĩ tumkō sāth lē jāūṅgā .
85A physical guru doesn’t say that he will take you back with him.
79Aisē gurū kabhī dēkhā , kabhī sunā ?
86Have you ever seen or heard this from a guru?
80Gurū lōgō̃ sē tum pūchhō - itnē āpkē jō followers haĩ , tum śharīr chhōṛ jāyēṅgē phir kyā in followers kō bhī sāth lē jāyēṅgē ?
87You can ask those gurus: “You have so many followers. 88When you leave your body, will you take your followers with you too?”
81Aisē tō kabhī kōī nahī̃ kahēgā ki maĩ followers kō sāth lē jāūṅgā .
89None of them would say that he will take his followers with him.
82Yah tō hō na sakē .
90That is not possible.
83Kabhī kōī kah na sakē ki maĩ tum sabkō nirvāṇdhām vā muktidhām mē̃ lē jāūṅgā .
91No one would say that he can take everyone to the land of nirvana or the land of liberation.
84Aisā praśhna kōī pūchh bhī na sakē ki hamkō āp sāth lē jāyēṅgē ?
92No one could even ask such a question as: “Will you take us with you?”
85Śhāstrō̃ mē̃ hai bhagvānuvāch , maĩ tumkō lē jāūṅgā .
93In that scripture, there are the versions of God: I will take all of you back.
86Machchharō̃ sadr̥iśhya sab jātē haĩ .
94Everyone goes back like a swarm of mosquitoes.
87Satyug mē̃ tō manuṣhya thōṛē hōtē haĩ . 88Kaliyug mē̃ tō ḍhēr manuṣhya haĩ .
95There are few human beings in the golden age, whereas there are many human beings in the iron age.
89Śharīr chhōṛ bākī ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar chalī jāyēṅgī .
96Souls will shed their bodies, settle their karmic accounts and return home.
90Bhāgnā jarūr hai , itnē manuṣhya rah na sakē̃ .
97They definitely have to race back. 98So many people cannot stay here.
91Tum bachchē achchhī rīti jāntē hō - abhī hamkō jānā hai ghar .
99You children understand very clearly that you now have to return home.
92Yah śharīr tō chhōṛnā hai .
100You have to shed your bodies.
93Āp muyē mar gaī duniyā .
101When you die, the world is dead for you.
94Apnē kō sirph ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
102Simply consider yourselves to be souls and remember the Father.
95Yah purānā chōlā tō chhōṛnā hai .
103You have to shed your old bodies.
96Yah duniyā bhī purānī hai .
104This world is also old.
97Jaisē purānē ghar mē̃ baiṭhē huē nayā ghar sāmnē taiyār hōtā rahtā tō samajhē̃gē hamārē liē ban rahā hai .
105When you are sitting in an old house and a new house is being built, you understand that a new house is being built for you.
98Buddhi chalī jāyēgī nayē ghar taraph .
106Your intellect would go to the new house.
99Ismē̃ yah banāō , yah karō .
107"Make this in this house. 108Do this here."
100Mamatva sārā purānē sē miṭkar nayē mē̃ juṭ jātā hai .
109All attachment is broken away from the old house and your connection is with the new one.
101Vah huī had key|kī bāt . 102Yah hai bēhad K|kē duniyā key|kī bāt .
110That is a limited aspect, whereas this aspect is of the unlimited world.
103Purānī duniyā sē mamatva miṭānā hai aur naī duniyā mē̃ lagānā hai .
111You have to break your attachment away from this old world and connect yourself to that new world.
104Jāntē haĩ yah purānī duniyā tō khatm hō jānī hai .
112You know that this old world is to be destroyed.
105Naī duniyā hai svarg .
113That new world is heaven.
106Usmē̃ ham rājāī pad pātē haĩ .
114We will claim a royal status there.
107Jitnā yōg mē̃ rahē̃gē , gyān key|kī dhārṇā karē̃gē , aurō̃ kō samjhāyēṅgē , utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā .
115The more you stay in yoga, the more of this knowledge you will be able to imbibe and explain to others and the more your mercury of happiness will rise.
108Baṛā bhārī imtahān hai .
116This is a very important examination.
109Ham svarg kā 21 janm kē liē varsā pā rahē haĩ .
117We are receiving the inheritance of heaven for 21 births.
110Sāhūkār bannā tō achchhā hai nā .
118It is good to become wealthy, is it not?
111Baṛī āyu milī tō achchhā hai nā .
119If you receive a long lifespan, that is good, is it not?
112Sr̥iṣhṭi chakra kō yād karē̃gē , jitnā jō āpsamān banāyēṅgē utnā phāydā hai .
120If you remember the world cycle and make others similar to yourselves, you will benefit to that extent.
113Rājā bannā hai tō prajā bhī banānī hai .
121If you want to become kings, you also have to create your subjects.
114Pradarśhanī mē̃ itnē ḍhēr ātē haĩ .
122So many come to the exhibitions.
115Vah sārī prajā bantī jāyēgī kyōṅki is avināśhī gyān kā vināśh tō hōtā nahī̃ hai .
123All of them will continue to become subjects, because this imperishable knowledge is never destroyed.
116Buddhi mē̃ ā jāyēgā - pavitra ban pavitra duniyā kā mālik bannā hai .
124It enters your intellects that you have to become pure and become the masters of that pure world.
117Puruṣhārth jāstī karē̃gē tō prajā mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .
125If you make a lot of effort, you can claim a high status among the subjects.
118Nahī̃ tō cum|kam darjē vālī prajā banē̃gē .
126Otherwise, you will become lower-class subjects.
119Number-vār tō hōtē haĩ nā .
127Everything is numberwise.
120Rāmrājya key|kī sthāpanā hō rahī hai . 121Rāvaṇ rājya kā vināśh hō jāyēgā .
128The kingdom of Rama is being established and the kingdom of Ravan will then be destroyed.
122Satyug mē̃ tō hōṅgē hī dēvtāyē̃ .
129In the golden age, there will only be deities.
123Bābā nē samjhāyā hai - yād kī yātrā sē tum satōpradhān duniyā K|kē mālik banē̃gē . 124Mālik tō rājā prajā sab hōtē haĩ .
130Baba has explained: By staying on the pilgrimage of remembrance you will become the masters of that satopradhan world; all the subjects and the kings are masters.
125Prajā bhī kahēgī bhārat hamārā sabsē ūñchā hai .
131Even the subjects say: “Our Bharat is the most elevated.”
126Barōbar bhārat bahut ūñch thā .
132Bharat really was the highest.
127Abhī thōṛēhī hai , thā jarūr .
133It is not that now; it definitely was that.
128Abhī tō bilkul hī garīb hō gayā hai .
134It has now become impoverished.
129Prāchīn bhārat sabsē sāhūkār thā .
135Ancient Bharat was the wealthiest of all.
130Tum jāntē hō - barōbar ham bhāratvāsī sabsē ūñch dēvī-dēvtā kul K|kē thē .
136You know that we people of Bharat really did belong to the most elevated deity clan.
131Dūsrē kōī kō dēvtā nahī̃ kahā jātā .
137No one else can be called deities.
132Ab tum bachchiyā̃ yah paṛhtī hō phir aurō̃ kō samjhānā hai . 133Manuṣhyō̃ kō samjhānā tō hai nā .
138You daughters study this and you then have to explain to others; you have to explain to human beings.
134Tumhārē pās|pass chitra bhī haĩ , tum siddh kar batlā saktē hō - inhōnnē yah pad kaisē pāyā ?
139You also have pictures with which you can show people how they (Lakshmi and Narayan) claimed their status.
135Aṅgē akṣharē ( tithi-tārīkh sahit ) tum siddh kar saktē hō .
140You can show them everything in precise detail, giving the exact time and date.
136Ab phir sē yah pad pā rahē haĩ śhivbābā sē .
141They are once again claiming their status from Shiv Baba.
137Unkā chitra bhī hai .
142Their images also exist.
138Śhiv hai parampitā paramātmā .
143Shiva is the Supreme Father, the Supreme Soul.
139Bāp kahtē haĩ brahmā dvārā tumkō yōgbal sē 21 janm kā varsā miltā hai .
144The Father says: By having the power of yoga, you receive your inheritance of 21 births through Brahma.
140Sūryavanśhī dēvī-dēvtā viṣhṇupurī K|kē tum mālik ban saktē hō .
145You can become the sun-dynasty deities, the masters of the land of Vishnu.
141Śhivbābā dādā brahmā dvārā yah varsā dē rahē haĩ .
146Shiv Baba is giving you this inheritance through Dada (elder brother) Brahma.
142Pahlē inkī ātmā suntī hai , ātmā hī dhāraṇ kartī hai .
147This one's soul hears everything first. 148It is the soul that imbibes everything.
143Mūl bāt tō hai hī yah .
149This is the main thing.
144Chitra tō śhiv kā dikhātē haĩ .
150They show an image of Shiva.
145Yah chitra parampitā paramātmā śhiv kā hai .
151That image is of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.
146Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar haĩ sūkṣhmavatan K|kē dēvtāyē̃ .
152Brahma, Vishnu and Shankar are the deities of the subtle region.
147Prajāpitā brahmā tō jarūr yahā̃ chāhiē .
153Prajapita Brahma definitely has to exist here.
148Prajāpitā brahmā K|kē bachchē brahmākumār-kumāriyā̃ ḍhēr haĩ .
154There are many Brahma Kumars and Kumaris, children of Prajapita Brahma.
149Jab tak brahmā K|kē bachchē na banē̃ , tō brāhmaṇ na banē̃ , tō śhivbābā sē varsā kaisē lē̃gē .
155Unless you become the children of Prajapita Brahma and become Brahmins, how can you receive your inheritance from Shiv Baba?
150Kukh key|kī paidāis tō hō na sakē .
156This cannot be a physical creation.
151Gāyā bhī jātā hai mukh vaṅśhāvalī .
157“The mouth-born creation” is remembered.
152Tum kahē̃gē ham prajāpitā brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī haĩ .
158You say that you are the mouth-born creation of Prajapita Brahma.
153Vah gurūō̃ K|kē followers hōtē haĩ .
159They are followers of gurus.
154Yahā̃ tum ēk kō hī bāp-teacher-satgurū kahtē hō .
160Here, you call that One “The Father, the Teacher and the Satguru”.
155Sō bhī inkō nahī̃ kahtē hō .
161You don't call this one that.
156Nirākār śhivbābā bhī hai .
162There is incorporeal Shiv Baba.
157Gyān kā sāgar hai .
163He is also the Ocean of Knowledge.
158Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān dētē haĩ .
164He gives you this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
159Teacher bhī vah nirākār hai jō sākār dvārā gyān sunātē haĩ .
165The incorporeal One is also the Teacher and He gives you this knowledge through the corporeal one.
160Ātmā hī bōltī hai .
166It is the soul that speaks.
161Ātmā kahtī hai mērē śharīr kō taṅg mat karō .
167The soul says: Don't hurt my body.
162Ātmā duḥkhī hōtī hai tō samjhānī dī jātī hai jabki vināśh sāmnē khaṛā hai , pārlaukik bāp ātē hī haĩ ant mē̃ sabkō vāpis lē jānē .
168When souls become unhappy, they are given an explanation. 169Destruction lies just ahead and the parlokik Father comes at the end to take everyone back home.
163Bākī jō bhī kuchh hai , yah sab vināśh hōnē kā hai .
170Everything that exists is going to be destroyed.
164Iskō kahā jātā hai mr̥ityulōk .
171This is called a land of death.
165Svarg tō yahā̃ pr̥ithvī par hōtā hai .
172Heaven exists here on this earth.
166Dēlvāṛā mandir banā huā hai .
173The Dilwala Temple has been built.
167Nīchē tapasyā kar rahē haĩ , ūpar mē̃ hai svarg .
174They are shown on the ground doing tapasya and heaven is shown above them.
168Nahī̃ tō kahā̃ dikhāvē̃ .
175Where else would they show it?
169Ūpar mē̃ dēvtāō̃ K|kē chitra dikhāyē haĩ .
176They have shown images of the deities up above.
170Vah bhī hōṅgē tō yahā̃ nā .
177They too would exist here.
171Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
178You need to explain with tact.
172Mandirō̃ mē̃ jākar samjhānā chāhiē - yah śhivbābā kā yādgār hai , jō śhivbābā hamkō paṛhā rahā hai .
179You should go to the temples and explain to them: “This is the memorial of Shiv Baba who is teaching us.”
173Śhiv hai vāstav mē̃ bindī , parantu bindī key|kī pūjā kaisē kī jāē , phal fool|phūl kaisē chaṛhāyē jāyē̃ isliē baṛā rūp banāyā hai .
180In fact, Shiva is just a point, but how can a point be worshipped? 181How can flowers be offered to that? 182This is why they have given Him a huge form.
174Itnā baṛā kōī hōtā nahī̃ hai .
183He isn't that big.
175Gāyā bhī jātā hai bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā .
184It is remembered that a wonderful star sparkles in the centre of the forehead.
176Hai bhī ati sūkṣhma , bindī hai .
185It is extremely subtle, just a point.
177Baṛī chīz hō tō science ādi vālē jhaṭ unkō pakaṛ lē̃ .
186If it were something big, scientists would very quickly be able to catch it.
178Na itnā hazār sūrya sē tēj vālā hai , kuchh bhī nahī̃ .
187He is not as bright as a thousand suns either; nothing like that.
179Kōī-kōī bhagat lōg bhī ātē haĩ nā , kahtē haĩ bas hamkō yah chēhrā dēkhnē mē̃ ātā hai .
188Some devotees who come here say: “We can only see this face.”
180Bābā samajhtē haĩ , unkō parampitā paramātmā kā pūrā parichay milā nahī̃ hai .
189Baba understands that they haven't received the full introduction of the Supreme Father, the Supreme Soul.
181Abhī takdīr hī nahī̃ khulī hai .
190Their fortune hasn't opened yet.
182Jab tak bāp kō na jānē̃ , yah na samajhē̃ ki hamārī ātmā bindī samān hai , śhivbābā bhī bindī hai , unkō yād karnā hai .
191Until they know the Father, they won't know that a soul is a point and that Shiv Baba is also a point and that they have to remember Him.
183Aisē samajh jab yād karē̃ tab vikarma vināśh hō̃ .
192Only when they understand this and remember Him can their sins be absolved.
184Bākī yah dēkhnē mē̃ ātā hai , aisā dikhtā , vaisā dikhtā . . . , iskō phir māyā kā vighna kahā jātā hai .
193However, when they say, “I can see Him. 194I see Him like this”, that is said to be an obstacle of Maya.
185Tum bachchē tō abhī khuśhī sē kahtē hō ki hamkō bāp milā hai .
195You are now happy that you have found the Father.
186Manuṣhya tō śhrīkr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār kar bahut khuśhī mē̃ dance ādi kartē haĩ parantu unsē kōī sadgati nahī̃ hōtī .
196The Father says: When they have a vision of Krishna, they dance, etc. with a lot of happiness, but no one receives salvation through that.
187Yah sākṣhātkār tō anāyās hī hō jātā hai .
197They have visions just by chance.
188Agar achchhī tarah sē paṛhē̃gē nahī̃ tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
198If you don’t study well, you join the subjects.
189Sākṣhātkār kā bhī phāydā tō milnā hai nā .
199One should receive benefit by having visions.
190Bhakti mārg mē̃ baṛī mēhnat kartē haĩ tab sākṣhātkār hōtā hai .
200People on the path of devotion have visions when they have made a lot of effort.
191Yahā̃ thōṛī bhī mēhnat kartē haĩ tō sākṣhātkār hōtā hai lēkin phāydā kuchh nahī̃ .
201Here, they have visions by making just a little effort, but there is no benefit in that.
192Śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ sādhāraṇ prajā ādi jākar banē̃gē .
202They will go and become ordinary subjects, etc. in the land of Krishna.
193Abhī tum bachchē jāntē hō śhivbābā hamkō yah knowledge sunā rahē haĩ .
203You children now understand that it is Shiv Baba who is giving you this knowledge.
194Bāp kā pharmān hai pavitra jarūr bannā hai .
204The Father’s orders are: Definitely become pure!
195Parantu kōī-kōī pavitra bhī rah nahī̃ saktē haĩ , kabhī patit bhī yahā̃ chhipkar ā jātē haĩ .
205However, some are unable to remain pure. 206Sometimes, even impure ones come here secretly.
196Vah apnā hī nuksān kartē haĩ . 197Apnē kō ṭhagtē haĩ .
207They only cause themselves a loss; they deceive themselves.
198Bāp kō ṭhagnē key|kī bāt hī nahī̃ .
208There is no question of deceiving the Father.
199Bāp sē ṭhagī karkē kōī paisā lēnā hai kyā ?
209Are you going to receive wealth by deceiving the Father?
200Śhivbābā key|kī śhrīmat par kāydēsir nahī̃ chaltē haĩ tō kyā hall|hāl hōgā .
210What will your condition be if you don’t follow Shiv Baba’s shrimat accurately?
201Samjhā jāyēgā takdīr mē̃ nahī̃ hai .
211It will be understood that it is not in your fortune.
202Nahī̃ paṛhtē haĩ aur hī aurō̃ kō duḥkh dētē rahē̃gē , tō ēk tō bahut sazāyē̃ khānī paṛēgī aur dūsrā phir pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
212If you don’t study but continue to cause sorrow for others, there will have to be a lot of punishment and, secondly, your status will be destroyed.
203Kōī bhī kāydē K|kē virūddh kām nahī̃ karnā chāhiē .
213Don’t do anything against the law.
204Bāp tō samjhāyēṅgē nā ki tumhārī chalan ṭhīk nahī̃ hai .
214The Father explains that your activity is not good.
205Bāp tō kamāī karnē kā rāstā batātē haĩ phir kōī karē na karē , unkī takdīr .
215The Father shows you the way to earn an income but then whether you follow that or not, it is in your fortune.
206Sazāyē̃ khākar vāpis śhāntidhām tō jānā hī hai .
216After experiencing punishment, everyone has to return to the land of peace.
207Pad bhraṣhṭa hō jāyēgā . 208Kuchh bhī milēgā nahī̃ .
217The status would be destroyed and you wouldn’t receive anything.
209Ātē tō bahut haĩ parantu yahā̃ tō bāp sē varsā lēnē key|kī bāt hai .
218Many come here, but it is a question of claiming an inheritance from the Father.
210Bachchē kahtē haĩ bābā ham tō svarg kā sūryavanśhī rājāī pad pāyēṅgē .
219Children say: “Baba, I will claim the sun-dynasty status of heaven.”
211Rājyōg hai nā .
220This is Raja Yoga.
212Student scholarship bhī lētē haĩ nā .
221Students claim a scholarship.
213Pās|pass hōnē vālō̃ kō scholarship miltī hai .
222Those who pass receive a scholarship.
214Yah mālā unhō̃ key|kī banī huī hai jinhōnnē scholarship lī hai .
223This rosary is created of those who claim a scholarship.
215Jitnā-jitnā jaisā pās|pass hōgā aisē-aisē scholarship milēgī .
224To the extent that someone passes, he accordingly receives a scholarship.
216Yah mālā banī huī hai .
225This rosary is created.
217Scholarship vālō̃ key|kī vr̥iddhi hōtē-hōtē hazārō̃ ban jātē haĩ . 218Rājāī pad hai scholarship .
226The number of those who claim a scholarship grows gradually until there are thousands of them; a royal status is a scholarship.
219Jō achchhī rīti paṛhāī paṛhtē haĩ vah gupta nahī̃ rah saktē haĩ .
227Those who study well cannot remain incognito.
220Bahut nayē-nayē bhī purānō̃ sē āgē nikal paṛē̃gē .
228Many new ones go ahead of the old ones.
221Jaisē dēkhō kaī bachchiyā̃ ātī haĩ , kahtī haĩ hamkō yah paṛhāī tō bahut achchhī lagtī hai , ham praṇ kartī haĩ yah jismānī paṛhāī kā course pūrā kar phir is paṛhāī mē̃ lag jāyēṅgī . 222Apnā hīrē jaisā jīvan banāyēṅgī .
229Many daughters come and say that they like this study very much and they promise that, after they have completed their worldly education, they will engage themselves in this study and that they will make their lives like a diamond.
223Ham apnī sachchī kamāī kar 21 janmō̃ kē liē varsā pāyēṅgī .
230They say: “We will earn our true income and claim our inheritance for 21 births.”
224Kitnā khuśhī hōtī hai .
231They have so much happiness.
225Jāntē haĩ yah varsā ab nahī̃ liyā tō phir kabhī nahī̃ lē sakē̃gē .
232They understand that, if they don’t claim this inheritance now, they can never claim it.
226Paṛhāī kā śhauk hōtā hai nā .
233They are interested in studying.
227Kōī kō tō zarā bhī śhauk nahī̃ hai samajhnē kā .
234Some don’t have the slightest interest in understanding anything.
228Purānō̃ kō bhī itnā śhauk nahī̃ , jitnā nayō̃ kō hai .
235Even some old ones don’t have as much interest as the new ones.
229Wonder hai nā .
236It is a wonder.
230Kahē̃gē drama anusār takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bhagvān bhī kyā karē̃ .
237It would be said that, according to the drama, it is not in their fortune. 238So what can even God do?
231Teacher tō paṛhātē haĩ .
239The Teacher will continue to teach you.
232Achchhā !
240Achcha.
233Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
241To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
234Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
242The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
235Dhārṇā kē liē mukhya sār :
243Essence for dharna:
2361 ) apnī kamiyō̃ kō chhipānā bhī svayã kō ṭhagnā hai - isliē kabhī bhī apnē sē ṭhagī nahī̃ karnī hai .
2441. To hide your weaknesses is to deceive yourself. 245Therefore, never deceive yourself.
2372 ) apnī ūñch takdīr banānē kē liē kōī bhī kām kāydē K|kē virūddh nahī̃ karnā hai .
2462. In order to make your fortune elevated, don’t do anything against the law.
238Paṛhāī kā śhauk rakhnā hai .
247Have an interest in studying.
239Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .
248Do the service of making others similar to yourself.
Blessing
240Vardān : amr̥itvēlē key|kī madad vā śhrīmat key|kī pālnā dvārā smr̥iti kō samarthvān banānē vālē smr̥iti svarūp bhav
249Blessing: May you make your awareness powerful by taking the help of amrit vela and with the sustenance of shrimat, become an embodiment of remembrance.
241Apnī smr̥iti kō samarthvān banānā hai vā svataḥ smr̥iti svarūp bannā hai tō amr̥itvēlē K|kē samay key|kī value kō jānō .
250If you want to make your awareness powerful and become an embodiment of remembrance, then understand the value of the time of amrit vela.
242Jaisī śhrīmat hai usī pramāṇ samay kō pahchān kar samay pramāṇ chalō tō sahaj sarv prāpti kar sakē̃gē aur mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē .
251Just as you have shrimat, in the same way, understand the time and move along according to that time and you will then easily be able to attain all attainments and become free from having to work hard.
243Amr̥itvēlē K|kē mahatva kō samajhkar chalnē sē her|har karma mahatva pramāṇ hōṅgē .
252By moving along while understanding the importance of amrit vela, you will perform every action according to its importance.
244Us samay viśhēṣh silence rahtī hai isliē sahaj smr̥iti kō samarthvān banā saktē hō .
253At that time, there is special silence and so you can easily make your awareness powerful.
Slogan
245Slōgan : yād aur niḥsvārth sēvā dvārā māyājīt bannē vālē hī sadā vijayī haĩ .
254Slogan: Those who become conquerors of Maya by having remembrance and doing altruistic service are constantly victorious.
255*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
246Yē avyakt iśhārē - ēktā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō
256Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success.
247Saṅgaṭhit rūp mē̃ āp brāhmaṇ bachchō̃ key|kī āpas K|kē samparka key|kī bhāṣhā avyakt bhāv key|kī hōnī chāhiē .
257Let the language of all of you Brahmins together be of avyakt feelings.
248Jaisē phariśhtē athavā ātmāyē̃ ātmāō̃ sē bōl rahī haĩ .
258Let it be as though souls are speaking to angels or souls.
249Iskē liē kisī key|kī sunī huī galatī|galtī kō saṅkalp mē̃ bhī na svīkār karnā aur na karānā .
259For this, neither take, even in your thoughts, anyone's mistakes that you may have heard of, nor enable others to do so.
250Aisī jab sthiti hō tab hī bāp key|kī jō śhubh kāmnā hai - ēkmat saṅgaṭhan key|kī , vah practical mē̃ hōgī aur āpkē dvārā bāp pratyakṣha hōgā .
260When your stage is like this, the pure hopes of the Father for the gathering will then become practical and the Father will be revealed through you.