रविवार 22 फ़रवरी 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-02-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 05-02-09 madhuban 1Sēvā kartē double light sthiti dvārā phariśhtēpan key|kī avasthā mē̃ rahō , aśharīrī bannē kā abhyās karō

022/02/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 05/02/2009 1While doing service, stay in the double light, angelic stage; practise being bodiless. 2Today, BapDada is seeing three forms of the children everywhere.

2Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē tīn rūp dēkh rahē haĩ - jaisē bāp K|kē tīn rūp jāntē hō , aisē bachchō̃ K|kē bhī tīn rūp dēkh rahē haĩ .

3Just as you know the three forms of the Father, in the same way, He was seeing three forms of you children, which are their aim and qualifications at this confluence age.

3Jō is saṅgamyug kā lakṣhya aur lakṣhaṇ hai , pahlā svarūp brāhmaṇ , dūsrā phariśhtā , tīsrā dēvtā .

4One is the Brahmin form, the second is the angelic form and the third is the deity form.

4Brāhmaṇ sō phariśhtā , phariśhtā sō dēvtā .

5Brahmins are to become angels and angels are to become deities.

5Tō vartamān samay abhī viśhēṣh kyā lakṣhya sāmnē rahtā hai  ?

6So, at present, what is the special aim that remains in front of you?

6Kyōṅki phariśhtā bannē K|kē binā dēvtā nahī̃ ban saktē .

7You cannot become deities without becoming angels.

7Tō vartamān samay aur svayã K|kē puruṣhārth pramāṇ abhī lakṣhya yahī hai phariśhtā .

8So, according to the present time and your efforts, your aim is to become an angel.

8Saṅgamyug kā sampann svarūp phariśhtā sō dēvtā bannā hai .

9The perfect form of the confluence age is an angel who is to become a deity.

9Phariśhtē key|kī paribhāṣhā jāntē bhī hō , phariśhtā arthāt purānī duniyā K|kē sambandh , saṅskār , saṅkalp sē halkā hō .

10You know the definition of an angel. 11An angel means one who is light in relationships, sanskars and thoughts in the old world; light even in the old sanskars.

10Purānē saṅskār sabmē̃ halkē hō̃ . 11Sirph apnē saṅskār svabhāv , saṅsār mē̃ halkāpan nahī̃ , lēkin phariśhtā arthāt sarv K|kē sambandh mē̃ ātē sarv K|kē svabhāv saṅskār mē̃ halkāpan .

12Not just to be light in your old sanskars, nature and the world, but an angel means one who has lightness while having a relationship with everyone and being light with everyone’s nature and sanskars.

12Is halkēpan key|kī niśhānī kyā hai  ?

13What is the sign of this lightness?

13Vah phariśhtā ātmā sarv K|kē pyārē hōṅgē . 14Kōī kōī K|kē pyārē nahī̃ , sarv K|kē pyārē .

14Those angelic souls would have love for everyone, not just love for some, but love for all, just as they do for the Father.

15Jaisē brahmā bāp kō har ēk samajhtā hai mērā hai .

15For Father Brahma, you all consider him to be your father.

16Mērā bābā kahtē haĩ .

16You say, “My Baba!”

17Aisē phariśhtā arthāt sarv K|kē priya .

17Such an angel means one who is loved by everyone.

18Kaī bachchē sōchtē haĩ ki brahmā bābā tō brahmā hī thā , lēkin āp sabnē āp samān brāhmaṇ ātmāō̃ mē̃ dēkhā ki āp sabkī pyārī dādī , jiskō sabhī pyār sē anubhav kartē rahē ki mērī dādī hai .

18Some children think that Brahma Baba was Brahma, but all of you have seen among Brahmin souls just like yourselves that your beloved Dadi was loved by everyone, and that everyone said from their own experience, with a lot of love, “My Dadi”.

19Sarv taraph svabhāv , saṅskār aur is purānē saṅsār mē̃ rahtē nyārī aur pyārī , sab hak sē kahtē hamārī dādī .

19In terms of nature, sanskars and while living in this old world, she remained loving and detached. 20Everyone said with a right, “My Dadi!”

20Tō kāraṇ kyā  ?

21So what was the reason?

21Svayã svabhāv , saṅskār mē̃ halkē .

22She herself was light in her nature and sanskars.

22Sabkō mērāpan anubhav karāyā .

23She gave everyone the feeling of belonging.

23Tō example rahā .

24She was an example.

24Jagat ambā kā bhī dēkhā lēkin kaī sōchtē haĩ vah tō jagat ambā thī nā .

25You also saw Jagadamba. 26Some think that she was the World Mother.

25Lēkin dādī āp brāhmaṇ parivār jaisī sāthī thī .

27However, Dadi was a companion of your Brahmin family.

26Unsē agar puruṣhārth suntē vā pūchhtē tō unkē mukh mē̃ sadaiv ēk hī śhabda rahā - «  ab karmātīt bannā hai .

28Whenever you heard of her efforts or if you asked her about it, she would always say: We have to become karmateet.

27' ' karmātīt bannē key|kī lagan mē̃ aurō̃ kō bhī yahī śhabda bār-bār yād dilātī rahī .

29In her deep desire to become karmateet, she would also repeatedly remind others of the same thing.

28Tō her|har brāhmaṇ kā abhī lakṣhya aur lakṣhaṇ viśhēṣh yahī rahnā chāhiē , hai bhī lēkin number-vār hai . 29Yahī lagan hō ab phariśhtā bannā hī hai .

30So, this should be the special aim and qualification of every Brahmin. 31It is, but it is numberwise. 32There should only be this desire now: We definitely have to become angels.

30Phariśhtā arthāt is dēh , sākār dēh sē nyārā , sadā light K|kē dēhdhārī .

33Angels means those who are detached from their physical bodies, those who always have bodies of light.

31Phariśhtā arthāt is karmēndriyō̃ K|kē rājā .

34Angels means kings of their physical organs.

32Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā ki sārē sr̥iṣhṭi chakra K|kē andar ēk hī bāpdādā hai jō phalak sē kahtē haĩ ki mērā ēk ēk bachchā rājā bachchā hai , svarājya adhikārī hai .

35BapDada also told you earlier that, in the whole cycle, there is only one BapDada who can say with that pure pride: Each child of Mine is a king child, a master of himself.

33Tō phariśhtā arthāt svarājya adhikārī .

36An angel is one who is a self-sovereign.

34Aisā svarājya adhikārī ātmā , light K|kē svarūpadhārī .

37Such a self-sovereign is one with a form of light.

35Kōī bhī aisē light K|kē double halkēpan key|kī sthiti mē̃ sthit hōṅkē agar kōī kō bhī miltē haĩ tō unkē mastak mē̃ ātmā jyōti kā bhān chaltē phirtē bhī dikhāī dēgā .

38Whenever you meet anyone who is stable in the double-light stage, then the awareness of the soul, the light, would be visible on that one’s forehead.

36Abhī yah tīvr puruṣhārth kā lakṣhya aur lakṣhaṇ sadā emerge rakhō .

39Now, always keep the aim and qualifications of intense effort emerged.

37Jaisē brahmā bāp mē̃ dēkhā agar kōī bhī miltā , dr̥iṣhṭi lētā tō bāt kartē-kartē kyā dikhāī dētā  ?

40You saw what was visible in Father Brahma when anyone met him or took drishti from him.

38Aur last mē̃ anubhav kiyā ki brahmā bāp bāt kartē-kartē bhī mīṭhī aśharīrī sthiti mē̃ sthit hō jātā .

41In his last period, you experienced that, even while talking, Father Brahma would mostly remain stable in a sweet, bodiless stage.

39Chāhē kitnā bhī service samāchār hō , lēkin dūsrō̃ kō bhī second mē̃ aśharīrīpan kā anubhav karātē rahē aur kōī bhī murlī mē̃ check karō , tō bār-bār maĩ aśharīrī ātmā hū̃ , ātmā kā pāṭh ēk hī murlī mē̃ kitnī bār yād dilātē rahē .

42No matter how much service news others had to share, Baba would give them the experience of being bodiless in a second. 43So, if you were to check in the murlis, you would see how many times Baba would remind you of the same lesson of the soul again and again, “I am a bodiless soul.”

40Tō abhī samay anusār chhōṭī-chhōṭī vistār key|kī bātē̃ , svabhāv-sanskār key|kī bātē̃ aśharīrī avasthā sē dūr kar dētī haĩ .

44So now, according to the time, little things of detail, things of people’s nature and sanskars take you far from the bodiless stage.

41Abhī ismē̃ parivartan chāhiē .

45Now, there has to be transformation.

42Bāpdādā nē dēkhā sēvā mē̃ result achchhī hō rahī hai , sēvā kē liē majority kō umaṅg-utsāh hai , plan bhī banātē rahtē haĩ , sandēśh dēnā yah bhī āvaśhyak hai aur bāpdādā nē āj bhī bhinn-bhinn varg key|kī , bhinn-bhinn sthān K|kē sēvā key|kī achchhī result dēkhī lēkin sēvā kē sāth aśharīrīpan kā vāyumaṇḍal mēhnat cum|kam aur prabhāv jyādā ḍāltā hai .

46BapDada saw that the result of service is good. 47The majority of you have zeal and enthusiasm for doing service, and you also continue to make plans, but, along with doing service, it is also necessary to give the message. 48Today, too, BapDada saw the good result of the service of the different wings and different places. 49However, the atmosphere of being bodiless requires less effort, yet creates a greater impact.

43Sunā huā achchhā tō lagtā hai , lēkin vāyumaṇḍal sē aśharīrīpan key|kī dr̥iṣhṭi sē anubhav kartē haĩ aur anubhav bhūltā nahī̃ hai .

50Of course, people enjoy what they hear, but when they have an experience through the atmosphere and the drishti of being bodiless, that experience is never forgotten.

44Tō phariśhtēpan key|kī dhun abhī sēvā mē̃ viśhēṣh addition karō .

51So now, in service, let there be the addition of the concern for becoming angelic.

45Kōī na kōī śhānti kā , khuśhī kā , sukh kā , ātmik prēm kā anubhav karāō .

52Give one or other experience of peace, happiness, joy or spiritual love.

46Chalan mē̃ pyār prēm aur jō khātirī kartē hō , sambandh sē , parivār sē vah tō anubhav karkē jātē haĩ lēkin atīndriya sukh key|kī feeling , śhānti kā rūhānī naśhā abhī vāyumaṇḍal aur vibration dvārā viśhēṣh attention mē̃ rakhō .

53Through the love in your behaviour and the hospitality you offer, through your relationships and family, they leave with an experience, but now specially pay attention to giving the feeling of supersensuous joy and spiritual intoxication of peace through the atmosphere and vibrations.

47Viśhēṣh anubhav karāō , kōī na kōī anubhav karāō .

54Give them a special experience of one thing or another.

48Jaisē system mē̃ prabhāvit hōkē jātē haĩ aisī system parivār K|kē pyār key|kī aur kahā̃ bhī nahī̃ miltī , aisē abhī kōī na kōī śhakti kā , kōī na kōī prāpti kā anubhav karkē jāyē̃ .

55Just as they leave here impressed with the systems they see here, because they haven’t found such a system of family love anywhere else; so let them leave having experienced some such power or attainment too here. 56Now, 72 years are coming to an end.

49Abhī 70-72 varṣh pūrē hō rahē haĩ , itnē samay key|kī result mē̃ kyā dēkhā  !

57What did Baba see as a result at the present time? 58That you have worked hard.

50Mēhnat kī hai , lēkin abhī tak brahmākumāriyā̃ kām kar rahī haĩ , brahmākumāriyō̃ kā gyān achchhā hai .

59However, up to now, they have just been saying that the Brahma Kumaris are doing this work and that the knowledge of the Brahma Kumaris is good.

51Dēnē vālā kaun  !

60Who is the One who is giving it?

52Chalānē vālā kaun  !

61Who is running all of this?

53Source kaun  !

62Who is the Source?

54Āp sabsē bābā śhabda sun karkē kahtē bhī haĩ bābā hai inhō̃ kā , lēkin mērā vahī bābā hai , bāp key|kī pratyakṣhatā abhī gupta rūp mē̃ hai .

63Hearing the word “Baba” from all of you, they say, “Their Baba”, but for them to say, “My Baba is that same One”, that revelation of the Father is still to take place.

55Bābā bābā kahtē haĩ , lēkin mērā bābā , maĩ bābā kā , bābā mērā , yah kōṭō̃ mē̃ kōī K|kē mukh sē nikaltā hai .

64They say, “Baba, Baba”, but it only emerges from the mouths of a handful out of multimillions. 65“This is My Baba; I belong to Baba and Baba is mine”.

56Tō saṅgamyug kā lakṣhya kyā hai  ?

66So, what is the aim of the confluence age?

57Ham sab ātmāō̃ kā bāp ā gayā , varsā tō bāp dvārā milēgā nā  !

67That the Father of all of us has come. 68You are going to receive an inheritance from the Father, are you not?

58Vah prabhāv phariśhtā avasthā sē vāyumaṇḍal phailēgā .

69That influence will spread into the atmosphere through your angelic stage.

59Inhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi sē light miltī hai , inhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi mē̃ rūhāniyat key|kī light nazar ātī hai , tō abhī tīvr puruṣhārth kā yahī lakṣhya rakhō maĩ double light phariśhtā hū̃ , chaltē phirtē phariśhtā svarūp key|kī anubhūti kō baṛhāō .

70They say that they receive light through your drishti, that the light of spirituality is visible in their drishti. 71So, now have the aim of making intense effort to become a double-light angel. 72While walking and moving around, increase the experience of the angelic form.

60Aśharīrīpan K|kē anubhav kō baṛhāō .

73Increase the experience of the bodiless stage.

61Second mē̃ kōī bhī saṅkalpō̃ kō samāpt karnē mē̃ , saṅskār svabhāv mē̃ double light .

74Be double light in your nature and sanskars, in order to finish any thoughts within a second.

62Kaī bachchē kahtē haĩ ham tō halkē rahtē haĩ lēkin hamkō dūsrē jāntē nahī̃ haĩ .

75Some children say that they do remain light, but that others don’t know them.

63Lēkin aisē double light phariśhtā , tō double light key|kī light kyā chhip saktī hai  ?

76However, the light of such double-light angels, those who are double light, cannot remain hidden.

64Chhōṭī see|sī|C sthūl light torch hō yā mācis key|kī tīlī hō light kahā̃ bhī jalēgī , chhipēgī nahī̃ aur yah tō rūhānī light hai , tō apnē vāyumaṇḍal sē unhō̃ kō anubhav karāō ki yah kaun haĩ  !

77Even a small torch light or a lit matchstick cannot remain hidden, whereas this is spiritual light, and so, through your atmosphere, give them the experience of who you are.

65Chāhē jagadambā chāhē dādī nē kahā nahī̃ ki mujhē jāntē nahī̃ haĩ .

78Whether it was Jagadamba or Dadi, they didn’t say that no one knows them.

66Apnē vāyumaṇḍal sē sarv key|kī pyārī rahī , isīliē dādī kā misāl dētē haĩ kyōṅki brahmā bāp kē liē bhī sōchtē haĩ brahmā bābā mē̃ tō śhivbābā thā , śhiv bāp kē liē bhī sōchtē ki vah tō hai hī nirākār , nyārā aur nirākār , ham tō sthūl śharīrdhārī haĩ .

79Through the atmosphere they created, they remained loving to all. 80This is why the example of Dadi is given because, for Father Brahma, you think that Shiv Baba was in him. 81For Father Shiva, you think: “He is incorporeal anyway; He is detached and incorporeal, whereas we are corporeal bodily beings.

67Itnē baṛē saṅgaṭhan mē̃ rahnē vālē haĩ , har ēk K|kē saṅskār K|kē bīch mē̃ rahnē vālē haĩ , saṅskār kō milānā arthāt phariśhtā bannā .

82We are living in such a big gathering, we are living in the midst of everyone’s sanskars.” 83To harmonise your sanskars means to become angels.

68Saṅskār kō dēkh kaī bachchē dilśhikasta bhī hō jātē haĩ , bābā bahut achchhā , brahmā bāp bahut achchhā , gyān bahut achchhā , prāptiyā̃ bahut achchhī , lēkin saṅskār svabhāv milānā arthāt sarv K|kē pyārē bannā . 69Kōī kōī K|kē pyārē nahī̃ , kyōṅki kaī bachchē kahtē haĩ ki kōī kōī sē pyār viśhēṣhtā kō dēkh karkē bhī hō jātā hai .

84Seeing the sanskars, some children become disheartened. 85Baba is very good, Father Brahma is very good, this knowledge is very good, the attainment is very good. 86However, to harmonise your sanskars means to be loving to everyone, not loving to just some, because some children say that you develop love for some on seeing their specialities.

70Inkā bhāṣhaṇ bahut achchhā hai , ismē̃ phalānī viśhēṣhtā bahut achchhī hai , vāṇī bahut achchhī hai , phariśhtā bannē mē̃ yah vighna ātā hai .

87“This one’s talk is very good. 88This one has this very good speciality. 89This one speaks very well.” 90These obstacles come in your becoming angels.

71Pyārā bhalē banāō , lēkin maĩ ātmā nyārī hū̃ , nyārī stage sē pyārā banāō .

91You may be loving, but you, each soul, are detached: be loving to all with your stage of detachment.

72Viśhēṣhtā sē pyārā nahī̃ .

92Do not be loving because of the speciality.

73Yah iskā guṇ mujhē bahut achchhā lagtā hai nā , vah dhāraṇ bhalē karō lēkin iskē kāraṇ sirph pyārā bannā vah wrong hai .

93“I like this one’s virtue very much.” 94You may imbibe that, but to be loving just because of that is wrong. 95An angel loves everyone.

74Phariśhtā sabhī kā pyārā .

96Each one should say, “Mine”.

75Har ēk kahē mērā , apnāpan anubhav hō .

97There should be the feeling of belonging.

76Aisī phariśhtē avasthā mē̃ vighna dō chīzē̃ ḍāltī haĩ .

98Two things create obstacles to such an angelic stage.

77Ēk tō dēh bhān , vah tō natural sabkō anubhav hai , 63 janm kā phir phir dēhbhān pragaṭ hō jātā hai aur dūsrā hai dēh abhimān , dēh bhān aur dēh abhimān , gyān mē̃ jitnā āgē jātē haĩ , tō svayã kē prati bhī kabhī kabhī dēh-abhimān ā jātā hai , vah abhimān nīchē girātā hai , dēh abhimān kyā ātā hai  ?

99One is the awareness (bhaan) of the body and you all have a natural experience of that; the awareness of the body of 63 births arises naturally. 100The other is the ego (abhimaan) of the body. 101The awareness of the body and the ego of the body. 102The further you progress in this knowledge, the more you sometimes have ego about your own self and that ego brings you down.

78Jō bhī kōī viśhēṣhtā hai nā , us viśhēṣhtā K|kē kāraṇ abhimān rahtā hai , maĩ kōī cum|kam hū̃ , mērā bhāṣhaṇ sabkō pasand ātā hai .

103Why is there ego of the body? 104Whatever speciality you have, there is arrogance because of that speciality. 105“Am I any less?

79Mērī sēvā kā prabhāv paṛtā hai , kōī bhī kalā , mērī handling bahut achchhī hai , mērā course karānā bahut achchhā hai .

106Everyone loves my talks. 107The service that I do creates an impact. 108My handling is very good. 109The way I give courses is good.”

80Kōī na kōī gyān mē̃ āgē baṛhnē mē̃ , sēvā mē̃ āgē baṛhnē mē̃ yah abhimān apnē prati bhī ātā aur dūsrē K|kē guṇ yā kalā yā viśhēṣhtā prati bhī pyār hō jātā .

110As you make further progress in this knowledge or in service, you have this arrogance about yourself, or you have love for the virtue, talent or speciality of others.

81Lēkin yād kaun āyēgā  ?

111However, whom would you remember?

82Dēhbhān hī yād āyēgā nā , phalānā buddhi kā bahut achchhā hai , mērī handling bahut achchhī hai , yah abhimān sēvā vā puruṣhārth mē̃ āgē baṛhnē vālō̃ kō abhimān K|kē rūp mē̃ ātā hai .

112You would only be aware of body consciousness. 113“So and so has a very good intellect. 114My handling is very good.” 115Those who move forward in service or their efforts have this arrogance.

83Tō yah bhī check karnā hai aur abhimān vālē kō abhimān hai tō iskō check karnē kā sādhan hai , abhimān vālē kō jarā bhī kōī nē apmān kiyā , uskē vichār kā , uskī rāy kā , uskī kalā kā , uskī handling kā apmān bahut jaldī mahsūs hōgā .

116So check this. 117The way to check whether those who have arrogance truly do have that arrogance is: whenever someone insults (apmaan) them or their ideas, their advice, their talent or their handling even slightly, they would very quickly have feelings about that.

84Aur apmān mahsūs huā , uskī aur sūkṣhma niśhānī krōdh kā aṅśh paidā hōtā hai , rōb .

118When they feel insulted, an even more subtle sign of that is that it will make them angry. 119There is also bossiness.

85Vah phariśhtā bannē nahī̃ dētā .

120That will not allow you to become angels.

86Tō vartamān samay K|kē hisāb sē bāpdādā phir sē iśhārā dē rahā hai , apnā saṅgamyug kā last svarūp phariśhtā ab jīvan mē̃ pratyakṣha karō , sākār mē̃ lāō .

121So, according to the present time, BapDada is giving you a signal once again: Reveal your angelic form in your life, the last form of the confluence age. 122Put it into your corporeal form.

87Phariśhtā bannē sē aśharīrī bannā bahut sahaj hō jāyēgā .

123By becoming an angel, it will become very easy to become bodiless.

88Apnī checking karō , ki apnī viśhēṣhtā yā aur kiskī viśhēṣhtā sē sūkṣhma rūp mē̃ bhī kōī lagāv vā abhimān tō nahī̃ hai  ?

124Check yourself: there isn’t attachment to even your own speciality or to someone else’s, even in a subtle way, is there?

89Kaī bachchō̃ key|kī avasthā kōī chhōṭī see|sī|C bāt bhī hōgī nā tō nīchē ūpar hō jātī hai .

125Is there any arrogance? 126Sometimes, even over a trivial matter, some children’s stage fluctuates.

90Dilkhuśh , chēhrā khuśh … uskē bajāē yā chintan vālā chēhrā yā chintā vālā chēhrā hō jātā aur chaltē-chaltē dilśhikasta bhī hō jātē .

127Then, instead of having a happy heart and a happy face, their face is either full of thoughts or full of worry, and, while moving along, they become disheartened.

91Dilkhuśh kē bajāē dilśhikasta .

128Instead of being happy hearted, they become disheartened.

92Tō samjhā , ab apnē saṅgamyug key|kī last stage phariśhtēpan K|kē saṅskār emerge karō .

129So, do you understand? 130Now, make your sanskars of your angelic stage, the last stage of the confluence age, emerge.

93Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , follow father karnā hai nā .

131You saw Father Brahma. 132You have to follow the father, do you not?

94Bāt kartē-kartē last mē̃ kaī bachchō̃ kō anubhav hai , sunānē āyē samāchār lēkin samāchār sē parē , āvāj sē parē sthiti kā anubhav kiyā huā dēkhā hai . 95Kaī bātō̃ kā samāchār sunānē , bahut plan banākar ātē yah batāūṅgā , yah batāūṅgā , yah pūchūṅgā . . . lēkin sāmnē ātē kyā bōlnā thā vahī bhūl jātā .

133Many children experienced in the last period, when they came to relate their news, that Baba was beyond the news, beyond sound. 134They would come to relate news of situations, they would come having made many plans, thinking, “I will tell Baba about this and this. 135I will ask Baba this”, but when they came in front of Baba, they would forget what they had to say.

96Tō yah hai phariśhtā avasthā .

136That is the angelic stage.

97Tō āj kyā pāṭh pakkā kiyā  ?

137So, what lesson did you make firm today?

98Maĩ kaun  ?

138Who am I?

99Phariśhtā .

139An angel.

100Kisī bātō̃ sē , kisī key|kī viśhēṣhatāō̃ sē vā apnī viśhēṣhtā sē , dēh abhimān sē parē double light phariśhtā kyōṅki phariśhtā bannē K|kē binā dēvtā kā ūñchā pad nahī̃ milēgā .

140Remain beyond situations, specialities, your own specialities and the awareness of your bodies. 141Be a double-light angel, because without becoming an angel you cannot claim a high status of a deity.

101Satyug mē̃ tō ā jāyēṅgē , kyōṅki bachchē banē haĩ , varsā tō milēgā lēkin śhrēṣhṭh pad nahī̃ .

142You will go to the golden age, because you have become the children, and you will receive the inheritance, but not an elevated status.

102Jō vāydā hai sadā sāth rahē̃gē , sāth-sāth rājya karē̃gē , takht par bhalē nahī̃ baiṭhē lēkin rājya adhikārī banē̃ , vahā̃ key|kī rājya sabhā dēkhī hai nā .

143You promised that you will remain constantly together, that you will rule together. 144You may not sit on the throne, but you would at least claim a right to the royal family. 145You have seen the royal court of that place, have you not?

103Jō bhī rājya sabhā K|kē adhikārī haĩ , vah tilak aur tājdhārī , rājya kā tilak , rājya kī niśhānī tāj .

146Those who have a right to the royal court also have a tilak and a crown; the tilak of the kingdom, and the sign of a kingdom is the crown.

104Tō bahut samay sē svarājya adhikārī , bīch-bīch mē̃ nahī̃ .

147So, be a self-sovereign over a long period of time, not just every now and then.

105Bahut samay K|kē svarājya adhikārī takht par bhalē nahī̃ baiṭhē lēkin royal family K|kē adhikārī ban jātē haĩ .

148Although a self-sovereign over a long period of time may not sit on the throne, he would at least claim a right to become part of the royal family.

106Achchhā .

149Achcha.

107Achchhā , āj jō pahlī bārī āyē haĩ vah uṭhō .

150Those who have come here for the first time, stand up!

108Achchhā , paunī sabhā tō uṭhī huī hai .

151At least three-quarters of the gathering has got up.

109Achchhā jō bhī pahlī bārī āyē haĩ , un sabhī kō bāp sē sākār mē̃ milnē key|kī , pahlē bārī key|kī janm key|kī mubārak hō .

152Birthday congratulations for meeting the Father in the corporeal form to those who have come here physically for the first time.

110Bāpdādā kā sabhī āyē huē bachchō̃ kō yahī vardān hai ki āyē toolate K|kē samay haĩ lēkin nayē āyē huē bachchō̃ prati ēk viśhēṣh vardān hai ki kabhī bhī yah saṅkalp nahī̃ karnā ki ham āgē kaisē jā saktē  ?

153BapDada gives all you children who have come here for the first time the blessing: You have come at the time of ‘Too Late’, but there is a special blessing for you new children who have come. 154Never have the thought, “How can we go forward?”

111Toolate ānē vālō̃ kō , abhī tō late|lēṭ mē̃ āyē hō , toolate mē̃ nahī̃ āyē hō aur abhī āp sabkō viśhēṣh bāpdādā aur nimitt banē huē brāhmaṇ parivār K|kē bhāī bahinō̃ key|kī viśhēṣh sahyōg key|kī bhāvnā hai ki agar āp thōṛē samay kō , ēk ēk second kō saphal karnē kā , kyōṅki thōṛē samay mē̃ bahut pānā hai , ēk second bhī vyarth nahī̃ ganvānā , karmayōgī bankē chalnā , karma nahī̃ chhōṛnā hai lēkin karma mē̃ yōg add kartē , karma aur yōg kā balance rakhnā hai .

155For those who have come ‘Too Late’ - at present, you have come at the time of being late, you are not too late, and BapDada and the brothers and sisters of the Brahmin family have special feelings of co-operation for all of you. 156In the short time left, use every second in a worthwhile way, because in a short time, you have to attain a lot. 157You must not waste even a second. 158Continue to move along as a karma yogi.

112Tō balance rakhnē vālē kō blessing extra miltī hai .

159Do not stop performing actions, but add yoga to karma and keep a balance of karma and yoga.

113Tō jō bhī late|lēṭ mē̃ āyē hō , toolate abhī āgē lagnā hai , āpkō chance hai , thōṛē samay mē̃ bahut puruṣhārth kar saktē hō .

160So, those who keep this balance receive extra blessings. 161Those who have come late - it will be too late in the future - still have a chance. 162You can make a lot of effort in a short time.

114Bāpdādā vardān dētē haĩ ki himmatē bachchē madadē bāp hai hī . 115Sabhī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā K|kē dil key|kī duāyē̃ , padamguṇā badhāīyā̃ aur mubārak dē rahē haĩ aur ānē vālē athavā jō patra email bhējtē haĩ unhō̃ kā second sē bhī cum|kam samay mē̃ bāpdādā kē pās pahuñch jātā hai .

163BapDada is giving the blessing: When you children maintain courage, you definitely receive help from the Father. 164To all of you children everywhere, congratulations from the heart and multimillionfold greetings. 165To those who will be busy doing their service at Shiv Ratri, Baba is giving birthday greetings and congratulations for Shiv Ratri now.

116Unhō̃ kō bhī aur bāpdādā key|kī pyāsī ātmāyē̃ , bāndhēliyā̃ jō mār kō bhī galē kā hār banā dētī haĩ , aisī ātmāō̃ kō bhī yādpyār aur nayē-nayē snēhī ātmāyē̃ jō abhī nikal rahī haĩ , lēkin cum|kam . 117Snēhī aur sahyōgī double hōnā chāhiē .

166To those who are going to come, and those who send their letters and e-mails - they all reach BapDada in less than a second, to all of them and also to the souls who are thirsty for BapDada, to those who are in bondage and who even make the beatings they receive into a garland around their necks, love and remembrance to such souls too.

118Tō chārō̃ ōr K|kē sabhī yuvā , vr̥iddha , bachchē , mātāyē̃ , pāṇḍav , sabhī kō mubārak hō . 119Achchhā .

167To the new, loving souls that are emerging now, but who are not so many, they have to be loving and co-operative, they have to be double.

120Vardān  : sākār aur nirākār bāp kē sāth dvārā her|har saṅkalp mē̃ vijayī bannē vālē sadā saphalamūrta bhav

168To all the youth and old children everywhere, the mothers, the Pandavas, greetings for your birthday and the Father’s birthday in advance. 169Congratulations.

121Jaisē nirākār ātmā aur sākār śharīr dōnō̃ K|kē sambandh sē her|har kārya kar saktē hō , aisē hī nirākār aur sākār bāp dōnō̃ kō sāth vā sāmnē rakhtē huē her|har karma vā saṅkalp karō tō saphalamūrta ban jāyēṅgē kyōṅki jab bāpdādā sammukh haĩ tō jarūr unsē verify karā karkē niśhchay aur nirbhayatā sē karē̃gē .

170Achcha. 171Blessing: May you be constantly successful by becoming victorious in every thought with the company of the corporeal and incorporeal Fathers. 172Just as an incorporeal soul and a corporeal body, are able to do everything together, in the same way, when you keep both the corporeal and incorporeal Fathers with you or in front of you, while you every task and create every thought, you will become an embodiment of success.

122Issē samay aur saṅkalp key|kī bachat hōgī . 123Kuchh bhī vyarth nahī̃ jāyēgā , her|har karma svataḥ saphal hōgā .

173This is because when BapDada is personally in front of you, you would definitely have everything verified by Him and you would then carry that out with faith and fearlessness.

124Slōgan  : rūhānī snēh sampatti sē bhī adhik mūlyavān hai isliē master snēh K|kē sāgar banō .

174By doing this, you will save your time and thoughts. 175Nothing would be wasted and every action will then automatically be successful.

125 126Yē avyakt iśārē-ēkatā aur viśhvās key|kī viśhēṣhtā dvārā saphaltā sampann banō

176Slogan: Spiritual love is even more precious than physical wealth and so become a master ocean of love. 177 178*** Om Shanti ***

127Dharm sattā vālō̃ K|kē sāmnē pavitratā key|kī śhakti aur rājya sattā vālō̃ kē āgē ēktā key|kī śhakti kō siddh karō . 128In dōnō̃ hī śhaktiyō̃ kō siddha karnē sē īśhvarīy sattā kā jhaṇḍā bahut sahaj laharā jāyēgā .

179Avyakt Signal: With the speciality of unity and faith, become full of success. 180Prove the power of purity in front of the authority of religion and the power of unity in front of the authority of politics. 181By showing both of these powers, the flag of God's authority will be hoisted very quickly.

129Abhī in dōnō̃ key|kī taraph viśhēṣh attention chāhiē .

182There now has to be special attention paid to both of these.

130Jitnā-jitnā purity aur unity key|kī śhakti sē unhō̃ K|kē samīp samparka mē̃ ātē rahē̃gē utnā vah svayã hī apnā varṇan karnē lagē̃gē .

183The closer you continue to come into contact with them, while using your powers of purity and unity, the more they themselves will begin to talk about you.