मंगलवार 3 मार्च 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
003/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum rūp basant hō , tumhārē mukh sē sadaiv gyān ratna hī nikalnē chāhiē , jab bhī nayā kōī āyē tō usē bāp key|kī pahchān dō ' '
1Essence: Sweet children, you are rup and basant. 2Only jewels of this knowledge should constantly emerge from your mouths. 3When new people come, give them the Father’s introduction.
Question
2Praśhna : apnī avasthā kō ēkras banānē kā sādhan kaun sā hai ?
4Question: What is the way to make your stage constant and stable?
Answer
3Uttar : saṅg key|kī sambhāl karō tō avasthā ēkras bantī jāyēgī .
5Answer: Be cautious about the company you keep and you will continue to make your stage constant and stable.
4Hamēśhā achchhē serviceable student kā saṅg karnā chāhiē .
6Constantly keep the company of good, serviceable students.
5Agar kōī gyān aur yōg K|kē sivāē ulṭī bātē̃ kartē haĩ , mukh sē ratnō̃ kē badlē patthar nikāltē haĩ tō unkē saṅg sē hamēśhā sāvdhān rahnā chāhiē .
7If anyone speaks about wrong things instead of things of this knowledge and yoga or allows stones instead of jewels to emerge from his mouth, you should always be very wary of the company of that person.
Song
6Gīt : rāt K|kē rāhī …
8Song: O traveller of the night, do not become weary.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Gyān aur vigyān .
10Gyan and vigyan.
9Iskō kahē̃gē alpha aur bē . 10Bāp gyān dētē haĩ alpha aur bē kā .
11This is also called Alpha and beta; the Father gives you the knowledge of Alpha and beta.
11Dēhlī mē̃ vigyān bhavan hai parantu vah kōī arth|earth nahī̃ jāntē .
12There is Vigyan Bhavan in Delhi but they don’t know the meaning of that.
12Tum bachchē jāntē hō gyān aur yōg .
13You children know that it means this knowledge and yoga.
13Yōg sē ham pavitra bantē haĩ , gyān sē hamārī chōlī raṅgtī hai .
14Through yoga we become pure and through this knowledge our costumes are coloured.
14Ham sārē chakra kō jān jātē haĩ .
15We come to know the whole cycle.
15Yōg key|kī yātrā kē liē bhī yah gyān miltā hai .
16We receive this knowledge for the pilgrimage of yoga.
16Vah kōī yōg kē liē gyān nahī̃ dētē haĩ . 17Vah tō sthūl mē̃ drill ādi sikhātē haĩ .
17Those people don’t give knowledge for yoga; they teach physical drill etc.
18Yah hai sūkṣhma aur mūl bāt .
18This is a subtle and main aspect.
19Gīt bhī unsē tailuk ( sambandh ) rakhtē haĩ .
19The song is also connected with it.
20Bāp kahtē haĩ hē bachchō̃ , hē mūlvatan K|kē rāhī , patit-pāvan bāp hī sarv kā sadgati dātā hai .
20The Father says: O children, O travellers to the incorporeal world, only the Purifier Father is the Bestower of Salvation for All.
21Vahī sabkō rāstā batāyēṅgē ghar jānē kā .
21Only He can show everyone the way home.
22Tumhārē pās|pass manuṣhya ātē haĩ samajhnē kē liē .
22People come to you to understand these things.
23Kiskē pās|pass ātē haĩ ?
23To whom do they come?
24Prajāpitā brahmākumār kumāriyō̃ kē pās ātē haĩ tō tumkō unsē pūchhnā chāhiē - tum kiskē pās|pass āyē hō ?
24They come to the Prajapita Brahma Kumars and Kumaris. 25Therefore, you should ask them: Whom have you come to?
25Manuṣhya sādhū sant mahātmā kē pās jātē haĩ .
26People go to sages, holy men and great souls.
26Unkā nām bhī rahtā hai - phalānē mahātmā jī .
27They are called: Such-and-such a great soul.
27Yahā̃ tō nām hī hai prajāpitā brahmākumār kumārī .
28Here, the name is just Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.
28Be|B . K|kē . tō ḍhēr haĩ .
29There are many Brahma Kumars and Kumaris.
29Tumkō pūchhnā hai - kiskē pās|pass āyē hō ?
30Ask them: Whom have you come to?
30Prajāpitā brahmā tumhārā kyā lagtā hai ?
31What is Prajapita Brahma to you?
31Vah tō sabkā bāp ṭhaharā|ṭhahrā nā .
32He is the father of all.
32Kōī kahtē haĩ āpkē mahātmā jī , gurū jī kā darśhan karē̃ .
33Some say: I want to have a glimpse of your mahatma, your guruji.
33Bōlō , tum gurū kaisē kahtē hō .
34Ask them: How can you say that he is a guru?
34Nām hī rakhā huā hai prajāpitā brahmākumārī tō vah bāp huā nā , na ki gurū .
35The name here is Prajapita Brahma Kumaris and so that means he is a father, not a guru.
35Prajāpitā brahmākumār kumārī mānā hī inkā kōī bāp hai .
36Prajapita Brahma Kumars and Kumaris means that they have a father.
36Vah tō tumhārā bhī bāp ṭhaharā|ṭhahrā .
37He is your father too.
37Bōlō , ham be|B . K|kē . K|kē bāp sē milnē chāhtē haĩ .
38You should say: I want to meet the father of the Brahma Kumaris.
38Prajāpitā kā nām kabhī sunā hai ?
39Have you ever heard the name “Prajapita” (Father of Humanity)?
39Itnē bachchē aur bachchiyā̃ haĩ .
40There are so many sons and daughters.
40Bāp kā mālūm paṛē tab samajhē̃ bēhad kā bāp hai .
41Only when they understand about the father can they understand that he is an unlimited father.
41Prajāpitā brahmā kā bhī jarūr kōī bāp hōgā .
42There must definitely be the Father of Prajapita Brahma too.
42Tō kōī bhī ātē haĩ unsē pūchhnā hai kiskē pās|pass āyē hō ?
43Ask anyone who comes here: Whom have you come to?
43Board par kyā likhā huā hai ?
44What does it say on the board?
44Jabki itnē ḍhēr centres haĩ . 45Brahmākumār kumārī itnē haĩ tō jarūr bāp hōgā . 46Gurū hō na sakē .
45Since there are so many centres and so many Brahma Kumars and Kumaris, he must definitely be a father, he cannot be a guru.
47Pahlē tō yah buddhi sē nikalē , samajhē̃ ki yah ghar hai , kōī family mē̃ āyā hū̃ .
46First, that should be removed from their intellects. 47They should understand that this is a home and that they have come to a family.
48Ham prajāpitā brahmā key|kī santān haĩ tō jarūr tum bhī hōṅgē .
48“We are the children of Prajapita Brahma and you must definitely be that too”.
49Achchhā vah brahmā phir kiskā bachchā hai ?
49Achcha, whose child is Brahma?
50Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā rachayitā tō parampitā paramātmā śhiv hai .
50The Creator of Brahma, Vishnu and Shankar is Shiva, the Supreme Father, the Supreme Soul.
51Vah hai hī bindī .
51He is just a point.
52Unkā nām hai śhiv .
52His name is Shiva.
53Vah hamārā dādā hai .
53He is our Grandfather.
54Tumhārī ātmā bhī unkī santān hai .
54You, a soul, are His child.
55Brahmā K|kē tum bhī santān hō .
55You are also a child of Brahma.
56Tō tum aisē kahō ki ham bāpdādā sē milnē chāhtē haĩ .
56You should say that you have come to meet BapDada.
57Unkō aisē samjhānā chāhiē jō unkī buddhi chalī jāē bāp key|kī taraph . 58Samajhē̃ maĩ kiskē pās|pass āyā hū̃ . 59Prajāpitā brahmā hamārā bāp hai . 60Vah hai sab ātmāō̃ kā bāp .
57Explain to him in such a way that his intellect goes to that Father and he understands whom he has come to, that this Prajapita Brahma is his father and that One is the Father of all souls.
61Tō pahlē yah samjhō ham kiskē pās|pass āyē haĩ .
58So, first of all, understand whom you have come to.
62Aisē yukti sē samjhānā hai jō unkō patā paṛē ki yah śhivbābā key|kī santān haĩ . 63Yah ēk family hai . 64Unkō bāp aur dādā kā parichay hō jāē .
59Explain to them diplomatically so that they understand you are the children of Shiv Baba and that this is a family and they receive the introduction to Bap and Dada.
65Tum samjhā saktē hō - sarv kā sadgati dātā nirākār bāp hai .
60You can explain that the incorporeal Father is the Bestower of Salvation for All.
66Vah prajāpitā brahmā dvārā sarv key|kī sadgati kartē haĩ .
61He grants salvation to everyone through Prajapita Brahma.
67Unkō sab pukārtē haĩ .
62Everyone calls out to Him.
68Dēkhtē hō nā - kitnē bachchē haĩ jō ākar bāp sē varsā lētē haĩ .
63You can see how many children come here and claim their inheritance from the Father.
69Pahlē unkō bāp kā parichay milē tab samajhē̃ ham bāpdādā sē milnē āyē haĩ .
64First of all, they should receive the Father’s introduction so they can understand that they have come to meet BapDada.
70Bōlō , ham unkō bāpdādā kahtē haĩ .
65Tell them: We call them BapDada.
71Knowledgeful , patit-pāvan vah śhivbābā hai nā .
66Shiv Baba is the knowledge-full One and the Purifier.
72Phir samjhānā chāhiē - bhagvān sarv kā sadgati dātā nirākār hai , vah gyān kā sāgar hai .
67Then, explain that God, the incorporeal One, is the Bestower of Salvation for All. 68He is the Ocean of Knowledge.
73Brahmā dvārā bēhad kā varsā lē rahē haĩ .
69We are claiming our unlimited inheritance through Brahma.
74Tō vah samajhē̃ yah brahmākumār kumāriyā̃ śhivbābā key|kī santān haĩ , vahī sabkā bāp hai .
70They should understand that you Brahma Kumars and Kumaris are the children of Shiv Baba and that He is the Father of all.
75Bhagvān ēk hai .
71God is one.
76Vahī ādi sanātan dēvī dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
72Only He establishes the original, eternal deity religion.
77Vah svarg kā rachayitā , sarv kā bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
73He is the Creator of heaven, the Father of all, the Teacher and also the Guru.
78Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ arthāt trikāldarśhī banātē haĩ .
74He explains the secrets of the beginning, the middle and the end of the world, that is, He makes us trikaldarshi, knowers of the three aspects of time.
79Jō bhī dēkhō - samajhnē lāyak hai tō unkō yah samjhānā chāhiē .
75Whomever you meet, if you feel he would understand, then explain this to him.
80Pahlē tō pūchhō - tumhārē bāp kitnē haĩ ?
76First of all, ask him: How many fathers do you have?
81Laukik aur pārlaukik .
77The worldly (lokik) one and the One from beyond (Parlokik).
82Bāp tō sarvavyāpī hō na sakē .
78The Father cannot be omnipresent.
83Laukik bāp sē yah varsā miltā hai , pārlaukik sē yah varsā miltā hai .
79You receive that inheritance from your worldly father and this inheritance from the Father beyond.
84Phir unkō sarvavyāpī kaisē kah saktē haĩ .
80How can you say that He is omnipresent?
85Yah akṣhar note kar dhāraṇ karō .
81Note these words down and imbibe them.
86Yah samjhānā jarūr paṛtā hai .
82It is essential to explain this.
87Samjhānē vālē tum ṭhaharē . 88Yah ghar hai , hamārā gurū nahī̃ hai .
83You are those who have to explain to others: this is our home; we don’t have a guru.
89Dēkhtē hō yah sab brahmākumār kumāriyā̃ haĩ .
84You can see that all of these are Brahma Kumars and Kumaris.
90Varsā hamkō nirākār śhivbābā hī dētē haĩ jō sarv kā sadgati dātā hai .
85Only incorporeal Shiv Baba, who is the Bestower of Salvation for All, gives us the inheritance.
91Brahmā kō sarv kā sadgati dātā patit-pāvan liberator nahī̃ kahā jā saktā .
86Brahma is not called the Bestower of Salvation for All, the Purifier or the Liberator.
92Yah śhivbābā key|kī hī mahimā hai jō bhī āyē unkō yahī samjhāō ki yah sarv kā bāpdādā hai .
87This is the praise of Shiv Baba alone. 88Explain to anyone who comes that this is the BapDada of everyone.
93Vahī bāp svarg kā rachayitā hai .
89That Father is the Creator of heaven.
94Brahmā dvārā viṣhṇupurī key|kī sthāpanā kartē haĩ .
90He is establishing the land of Vishnu through Brahma.
95Aisē tum kiskō bhī samjhāyēṅgē tō phir bāp kē pās ānē key|kī darkār hī nahī̃ rahēgī .
91If you explain to anyone in this way, they won’t need to come to the father.
96Vah tō hirē huē haĩ ( ādat paṛī huī hai ) , kahē̃gē gurū jī kā darśhan karē̃ . . .
92They have that habit and so they ask to have a glimpse of the guru.
97Bhakti mārg mē̃ gurū kī bahut mahimā kartē haĩ .
93On the path of devotion, they praise gurus a great deal.
98Vēd śhāstra yātrā ādi sab gurū hī sikhlātē haĩ .
94It is gurus who teach the Vedas, the scriptures and go on pilgrimage.
99Tumkō samjhānā hai manuṣhya gurū hō nahī̃ saktē .
95You have to explain that human beings cannot be gurus.
100Ham brahmā kō bhī gurū nahī̃ kahtē .
96We don’t even call Brahma a guru.
101Satgurū ēk hai .
97There is only the one Satguru.
102Kōī manuṣhya gyān kā sāgar hō nahī̃ saktā .
98No human being can be the Ocean of Knowledge.
103Vah sab haĩ bhaktimārg K|kē śhāstra paṛhnē vālē .
99All of them are those who study the scriptures of the path of devotion.
104Unkō śhāstrō̃ kā gyān kahā jātā hai , jiskō philosophy kahtē haĩ .
100That is called the knowledge of the scriptures, also known as philosophy.
105Yahā̃ hamkō gyān sāgar bāp paṛhātē haĩ .
101Here, it is the Father, the Ocean of Knowledge, who is teaching you.
106Yah spiritual knowledge hai .
102This is spiritual knowledge.
107Gyān sāgar brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō nahī̃ kah saktē , tō manuṣhya kō kaisē kah saktē .
103Brahma, Vishnu and Shankar cannot be the Ocean of Knowledge. 104Therefore, how could human beings be called that?
108Gyān key|kī authority manuṣhya hō na sakē .
105Human beings cannot be authorities of this knowledge.
109Śhāstrō̃ key|kī authority bhī parampitā paramātmā kō kahā jātā hai .
106It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who is also called the Authority of the Scriptures.
110Dikhātē haĩ , parampitā paramātmā brahmā dvārā sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār inkē dvārā samjhātē haĩ .
107It is shown that the Supreme Father, the Supreme Soul, explains the essence of all the Vedas and scriptures through this one, Brahma.
111Bāp kahtē haĩ mujhē kōī jāntē hī nahī̃ tō varsā kahā̃ sē milē .
108The Father says: No one knows Me, so how can they receive the inheritance?
112Bēhad kā varsā bēhad K|kē bāp dvārā hī miltā hai .
109Only from the unlimited Father do you receive the unlimited inheritance.
113Ab yah bābā kyā kar rahē haĩ ?
110What is this Baba doing now?
114Yah hōlī|holy aur dhuriyā hai nā .
111This is Holi and Dhuriya.
115Gyān aur vigyān akṣhar sirph dō haĩ .
112There are just the two terms: knowledge and yoga.
116Manmanābhav kā bhī gyān dētē haĩ . 117Mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
113He also gives us the knowledge of “Manmanabhav”: remember Me and your sins will be absolved.
118Tō yah gyān vigyān hai - hōlī|holy aur dhuriyā .
114Therefore, this is gyan and vigyan, Holi and Dhuriya.
119Manuṣhyō̃ mē̃ gyān na hōnē K|kē kāraṇ vah tō ēk dō K|kē mukh mē̃ dhūl ḍāltē haĩ .
115Because people don’t have this knowledge, they throw coloured powder at one another’s face.
120Haĩ bhī aisē .
116It truly is like that.
121Gati sadgati kiskī bhī hōtī nahī̃ .
117No one receives liberation or salvation.
122Dhūl hī mukh mē̃ ḍāltē haĩ .
118They only throw dust at one another’s face.
123Gyān kā tīsrā nētra kiskō bhī hai nahī̃ .
119No one has a third eye of this knowledge.
124Dant kathāyē̃ suntē āyē haĩ .
120They have been listening to tall stories.
125Unkō kahā jātā hai blind faith .
121That is called blind faith.
126Ab tum ātmāō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai .
122Each of you souls has now received a third eye of this knowledge.
127Tum bachchō̃ kō bāp sē varsē key|kī prāpti kē liē rāy dēnī hai tō unkō patā paṛē . 128Yah varsā lē rahē haĩ brahmā dvārā aur kōī dvārā mil nahī̃ saktā .
123You children have to give them advice about receiving the inheritance from the Father so that they can understand that you are receiving the inheritance through Brahma, that it cannot be received from anyone else.
129Sab centres par yah nām likhā huā hai - prajāpitā brahmākumār kumāriyā̃ .
124The name “Prajapita Brahma Kumars and Kumaris” is written at all centres.
130Agar gītā pāṭhśhālā likhē̃ tō common bāt hō jātī hai .
125To write “Gita Pathshala"” is a common thing.
131Ab tum bhī be|B . K|kē . likhō tab tō bāp kā parichay dē sakō .
126Only when you write “Brahma Kumaris” can you give the Father’s introduction.
132Manuṣhya be|B . K|kē . nām sunkar ḍar jātē haĩ isliē gītā pāṭhśhālā nām likhtē haĩ .
127People become afraid when they hear the name "Brahma Kumaris", for this is why some have written “Gita Pathshala”.
133Parantu ismē̃ ḍarnē key|kī kōī bāt nahī̃ .
128However, there is no question of being afraid about this.
134Bōlō yah ghar hai .
129Tell them: This is a home.
135Tum jāntē hō kiskē ghar āyē haĩ ?
130Do you know whose home you have come to?
136In sabkā bāp hai prajāpitā brahmā .
131The father of all of them is Prajapita Brahma.
137Bhāratvāsī prajāpitā brahmā kō māntē haĩ .
132The people of Bharat believe in Prajapita Brahma.
138Kriściyan bhī samajhtē haĩ ādi dēv hōkar gayē haĩ , jiskē yah manuṣhya vaṅśhāvalī haĩ . 139Bākī vah mānē̃gē tō apnē Christ kō hī , Christ kō , buddha kō father samajhtē haĩ .
133Christians also understand that Adi Dev did exist and that they are his human creation, but they still only believe in Christ. 134People consider Christ or Buddha to be their father.
140Sijarā hai nā .
135There is the genealogical tree.
141Asul mē̃ bāp nē brahmā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kī hai .
136In fact, the Father established the original, eternal deity religion through Brahma.
142Vah hō gayā great-great grand father .
137So, Brahma is the great-great-grandfather.
143Pahlē bāp kā parichay dēnā hai .
138First of all, give the Father’s introduction.
144Vah kahē ham āpkē bāp sē milnē chāhtē haĩ .
139They should say that they want to meet your father.
145Bōlō , varsā śhivbābā sē miltā hai , na ki brahmā bābā sē .
140Tell them: You receive the inheritance from Shiv Baba, not Brahma Baba.
146Tumhārā bāp kaun hai ?
141Who is your Father?
147Gītā kā bhagvān kaun hai ?
142Who is the God of the Gita?
148Ādi sanātan dēvī dēvtā dharm key|kī sthāpanā kisnē key|kī ?
143Who established the original, eternal deity religion?
149Bāp nām kahnē sē samajhē̃gē yah sab brahmākumār kumāriyā̃ śhivbābā key|kī aulād haĩ .
144When they hear the name of the Father, they will understand that all the Brahma Kumars and Kumaris are the children of Shiv Baba.
150Varsā miltā hai śhiv sē brahmā dvārā gati vā sadgati kā .
145You receive your inheritance of liberation and salvation from Shiva through Brahma.
151Vah is samay hamkō jīvanmukti dē rahē haĩ .
146He is giving us liberation-in-life at present.
152Bākī sab mukti mē̃ chalē jāyēṅgē .
147All the rest will go into liberation.
153Yah gyān tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
148This knowledge should remain in the intellects of you children.
154Kōī bhī āyē tō uskō samjhāō , kiskō milnē chāhtē hō ? 155Vah tō hamārā bhī aur tumhārā bhī bāp hai .
149When anyone comes, explain to them about whom they have come to meet: He is our father and also your father.
156Gurū gōsāī tō haĩ hī nahī̃ .
150There are no gurus etc. here.
157Yah tō tum samajhtē hō .
151You understand this.
158Jaisē ki hōlī|holy dhuriyā karātē hō .
152Those people have Holi and Dhuriya.
159Nahī̃ tō hōlī|holy dhuriyā kā kōī arth|earth nahī̃ nikaltā .
153Otherwise, there is no meaning to Holi and Dhuriya.
160Gyān sē chōlī raṅgtē hō .
154Your costumes are coloured with this knowledge.
161Ātmā is chōlē K|kē andar haĩ .
155This soul is in this costume.
162Vah pavitra bannē sē śharīr bhī pavitra milēgā .
156When a soul becomes pure, he receives a pure body.
163Yah tō pavitra śharīr nahī̃ hai .
157This is not a pure body.
164Yah khalās hō jānā hai .
158This body is to be destroyed.
165Gaṅgā snān śharīr kō karātē haĩ parantu patit-pāvan bāp K|kē sivāē kōī hai nahī̃ .
159People bathe their bodies in the Ganges; but no one, apart from the Father, can be the Purifier.
166Patit ātmā bantī hai tō ātmā pānī K|kē snān sē pāvan hō nahī̃ saktī .
160It is souls who become impure, but souls cannot be purified by them bathing in water.
167Yah kiskō patā nahī̃ .
161No one knows this.
168Vah tō ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ . 169Ātmā nirlēp hai .
162They simply say that each soul is the Supreme Soul and that souls are immune to the effect of action.
170Abhī jō sensible banē haĩ , vē|way hī dhāraṇ kar aur karā saktē haĩ .
163Only those who have become sensible can imbibe this and inspire others to do the same.
171Jin bachchō̃ K|kē mukh sē sadaiv ratna hī nikaltē , unkō rūp-basant kahā jātā hai .
164The children who only allow jewels to emerge from their mouths are called rup and basant.
172Sivāē gyān vigyān K|kē bākī āpas mē̃ kuchh bhī lēn-dēn kartē haĩ gōyā patthar hī mārtē haĩ .
165If you have an exchange amongst yourselves about anything other than gyan and vigyan, it is like throwing stones.
173Service badalē|badlē disservice kartē haĩ .
166Then, instead of doing service, you are doing disservice.
17463 janm ēk dō kō patthar mārtē āyē .
167You have been throwing stones at one another for 63 births.
175Ab bāp kahtē haĩ tumkō gyān vigyān key|kī bātē̃ kar dil kō khuśh karnā hai .
168The Father says: You now have to talk about gyan and vigyan and please your hearts.
176Jharmuī jhagmuī key|kī bātē̃ nahī̃ sunnī chāhiē .
169Don’t listen to gossip.
177Yah gyān hai nā .
170This is knowledge.
178Patthar tō sārī duniyā ēk dō kō mārtī hai .
171The whole world throws stones at one another.
179Tum bachchē tō rūp-basant hō .
172You children are rup and basant.
180Tumkō gyān vigyān K|kē sivāē na kuchh sunnā hai , na sunānā hai .
173You mustn’t listen to or speak about anything other than gyan and vigyan.
181Jō ulṭī bātē̃ kartē haĩ unkā saṅg hī kharāb hai .
174The company of those who speak wrong things is bad.
182Jō bahut service karnē vālē haĩ , unkā saṅg tārē . . kōī brāhmaṇ rūp basant haĩ , kōī brāhmaṇ bankar phir ulṭī sulṭī bātē̃ kartē haĩ .
175The company of those who do a lot of service takes you across. 176Some Brahmins are rup and basant, whereas others who have become Brahmins also say wrong things.
183Aisē kā saṅg nahī̃ karnā chāhiē aur hī nuksān kar dēgē .
177You mustn’t keep the company of such ones. 178They create a further loss.
184Bābā bār-bār sāvadhānī dētē haĩ . 185Ulṭī sulṭī bātē̃ ēk dō mē̃ kabhī na karō .
179Baba repeatedly cautions you: Don’t speak about wrong things with each other.
186Nahī̃ tō apnī bhī satyānāśh , dūsrē key|kī bhī satyānāśh kar dētē haĩ tō phir pad bhraṣhṭa hō paṛtā hai .
180Otherwise, you will destroy all the truth within yourselves. 181You will also destroy all the truth within others and the status would then be destroyed.
187Bābā kitnā sahaj sunātē haĩ .
182Baba tells you everything so easily.
188Śhauk hōnā chāhiē , bābā ham jākar bahutō̃ kō yah knowledge dētē haĩ .
183You should be interested in going to relate this knowledge to many others.
189Vahī bāp K|kē sachchē bachchē haĩ .
184Only those who do this are true children of the Father.
190Serviceable bachchō̃ key|kī bāp bhī mahimā kartē haĩ .
185The Father praises the serviceable children.
191Unkā saṅg karnā chāhiē .
186You should keep their company.
192Kaun achchhē student kā saṅg rakhtē haĩ , bābā sē pūchhō tō batā saktē haĩ , kiskā saṅg karnā chāhiē .
187If you ask Baba, He can tell you who keeps the company of good students and whose company you should keep.
193Kaun bābā K|kē dil par chaṛhē huē haĩ , vah jhaṭ batāyēṅgē .
188He instantly tells you who is seated in Baba’s heart.
194Service karnē vālō̃ kā bābā kō bhī regard hai .
189Baba has regard for those who do service.
195Kōī-kōī tō service bhī nahī̃ kar saktē haĩ .
190Some are unable to do service.
196Aisē bahutō̃ kō kharāb saṅg milnē sē avasthā nīchē ūpar hō jātī hai .
191When they keep such bad company, their stage fluctuates.
197Hā̃ kōī sthūl service mē̃ achchhē haĩ , vah bhī achchhā varsā pā lētē haĩ .
192Yes, even those who are good at doing physical service can also claim a good inheritance.
198Alpha aur bē samajhnā tō baṛā sahaj hai .
193It is very easy to understand about Alpha and beta.
199Kōī kō bhī sirph bōlō - bāp kō aur varsē kō yād karō .
194Tell anyone: Simply remember the Father and the inheritance.
200Bas , akṣhar hī dō haĩ - alpha aur bē .
195There are only two words: Alpha and beta, that is all.
201Yah tō bilkul sahaj hai .
196This is absolutely easy.
202Kōī bhī āyē tō unkō sirph kahō - bābā kā pharmān hai māmēkam yād karō , bas .
197Tell anyone who comes: The Father’s orders are: Constantly remember Me alone, that's all.
203Sabsē baṛī khātirī yah hai .
198This is the greatest hospitality.
204Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumkō svarg kā varsā mil jāyēgā .
199The Father says: Remember me and you will receive the inheritance of heaven.
205Her|har centre mē̃ aisē number-vār haĩ .
200Children are numberwise at every centre.
206Kōī tō detail mē̃ samjhā saktē haĩ .
201Some are able to explain in detail.
207Nahī̃ samjhā saktē haĩ tō sirph yah batāō . 208Kalp pahlē bhī bāp nē kahā thā ki māmēkam yād karō aur kōī bhī dēhdhārī dēvtā ādi kō bhī yād na karō .
202If you are unable to explain, then just tell them: The Father said in the previous cycle too: Constantly remember Me alone. 203Don’t remember any bodily beings or deities, etc.
209Bākī jharmuī jhagmuī , phalānā aisē kahtē haĩ , yah kartē haĩ . . . kuchh bhī nahī̃ karō .
204Don’t engage yourself in gossip: that so-and-so is doing this or that.
210Yah bābā nē tumkō hōlī|holy aur dhuriyā khilāyā .
205Baba has played Holi and Dhuriya with you.
211Bākī raṅg ādi lagānā tō āsurī manuṣhyō̃ kā kām hai .
206It is the work of devilish people to throw coloured powder.
212Kōī kiskī glānī baiṭh sunāyē tō nahī̃ sunnā chāhiē .
207You shouldn’t sit and listen to anyone defaming others.
213Bābā kitnī achchhī bātē̃ sunātē haĩ - manmanābhav , madhyājī bhav .
208Baba tells you such good things: Manmanabhav and Madhyajibhav.
214Kōī bhī āyē tō uskō samjhāō - śhivbābā sabkā bāp hai , vah tō kahtē haĩ mujhē yād karō tō svarg kā varsā milēgā .
209Explain to anyone who comes: Shiv Baba is the Father of all. 210He says: Remember Me and you will receive the inheritance of heaven.
215Gītā kā bhagvān bhī vah hai .
211He is also the God of the Gita.
216Maut sāmnē khaṛā hai .
212Death is just ahead.
217Tō tum bachchō̃ kā kām hai service karnā .
213Therefore, it is the duty of you children to do service.
218Bāp kī yād dilānā .
214Remind everyone of the Father.
219Yah hai mahān mantra , jissē rājdhānī kā tilak mil jāyēgā .
215This is the great mantra through which you receive the tilak of sovereignty.
220Kitnī sahaj bāt hai bāp kō yād karō aur karāō tō bēṛā pār hō jāyēgā .
216This is such an easy matter. 217Remember the Father and remind others and your boat will go across.
221Achchhā !
218Achcha.
222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
219To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
220The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
224Dhārṇā kē liē mukhya sār :
221Essence for dharna:
2251 ) sensible ban sabkō bāp kā parichay dēnā hai .
2221. Become sensible and give everyone the Father’s message.
226Mukh sē kabhī patthar nikāl disservice nahī̃ karnī hai .
223Never allow stones to emerge from your mouth and thereby cause disservice.
227Gyān-yōg K|kē sivāē dūsrī kōī charchā nahī̃ karnī hai .
224Don’t discuss anything other than this knowledge and yoga.
2282 ) jō rūp-basant haĩ , serviceable haĩ unkā hī saṅg karnā hai .
2252. Only keep the company of those who are rup and basant and who are serviceable.
229Jō ulṭī-sulṭī bātē̃ sunāyē̃ unkā saṅg nahī̃ karnā hai .
226Don’t keep the company of those who speak about wrong things.
Blessing
230Vardān : knowledge dvārā rāvaṇ K|kē bahu rūpō̃ kō jānkar uskī attraction sē mukt rahnē vālē himmatvān bhav
227Blessing: May you be courageous and knowing the many forms of Ravan, remain free from their attraction.
231Jō bachchē knowledge dvārā rāvaṇ K|kē bahu rūpō̃ kō achchhī tarah sē jān gayē haĩ , unkē āgē vah najdīk bhī nahī̃ ā saktā .
228Ravan cannot even come close to the children who know the many forms of Ravan very well through this knowledge.
232Chāhē sōnē kā , chāhē hīrē kā rūp dhāraṇ karē lēkin uskī attraction mē̃ nahī̃ āyēṅgē .
229Even if he adopts a golden or a diamond form, such children would not be attracted by those forms.
233Aisī sachchī sītāyē̃ ban lakīr K|kē andar rahnē kā lakṣhya rakh , himmatvān banō .
230Be such true Sitas and become courageous by keeping your aim of staying within the line of the codes of conduct.
234Phir yah rāvaṇ key|kī bahu sēnā war|vār karnē kē bajāē āpkī sahyōgī ban jāyēgī .
231Then, the unlimited army of Ravan, instead of attacking you, will co-operate with you.
235Prakr̥iti K|kē 5 tatva aur 5 vikār transfer hōkar āpkī sēvā kē liē āyēṅgē .
232The five elements of matter and the five vices will be transferred and come to serve you.
Slogan
236Slōgan : sēvāō̃ mē̃ saphaltā prāpt karnā hai tō nirmāṇchit key|kī viśhēṣhtā kō dhāraṇ karō .
233Slogan: In order to achieve success in the service you do, imbibe the speciality of humility in your heart.
234*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
237Yē avyakt iśhārē - « niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "
235Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.
238Vijayī bannē kā foundation hai « niśhchay ' ' , foundation agar pakkā hai tō building hil nahī̃ saktī , niśhchint rahtē haĩ .
236The foundation for being victorious is faith. 237If your foundation is strong, the building cannot shake and you remain carefree.
239Agar foundation kachchā hai tō thōṛā-sā bhī tūphān āyēgā , thōṛī bhī dharnī hilēgī tō bhay hōgā ki yah building hamārī gir nahī̃ jāē yā crack ( darār ) nahī̃ hō jāē .
238If your foundation is weak, then, with the slightest storm, with the slightest upheaval of the earth, you would be afraid that the building will perhaps fall or develop cracks.
240Lēkin niśhchay kā foundation pakkā hōgā tō nirbhay aur niśhchint rahē̃gē .
239However, if your foundation of faith is strong, you will remain fearless and carefree.