गुरुवार 5 मार्च 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
005/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp kō gyānī tū ātmā bachchē hī priya haĩ isliē bāp samān master gyān sāgar banō ' '
1Essence: Sweet children, the Father loves knowledgeable souls. 2Therefore, become master oceans of this knowledge, the same as the Father.
Question
2Praśhna : kalyāṇkārī yug mē̃ bāp sabhī bachchō̃ kō kaun see|sī|C smr̥iti dilātē haĩ ?
3Question: What does the Father remind you children about in this benevolent age?
Answer
3Uttar : bachchē tumhē̃ apnā ghar chhōṛē 5 hazār varṣh huē haĩ .
4Answer: Children, it has now been 5000 years since you left your home.
4Tumnē 5 hazār varṣh mē̃ 84 janma liē , ab yah antim janm hai , vānaprasth avasthā hai isliē ab ghar jānē key|kī taiyārī karō phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē .
5In 5000 years you have taken 84 births and this is now your last birth; it is your stage of retirement. 6Therefore, now make preparations to return home. 7You will then go to the land of happiness.
5Bhal gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahō lēkin is antim janm mē̃ pavitra ban bāp kō yād karō .
8You may live at home with your families, but become pure for this last birth and remember the Father.
Song
6Gīt : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …
9Song: The Flame has ignited in the gathering of moths.
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Bachchō̃ nē yah samjhā hai ki bhagvān ēk hai , god is one .
11You children have understood that God is One. 12God is One.
9Sabhī ātmāō̃ kā pitā ēk hai .
13The Father of all souls is One.
10Unkō parampitā paramātmā kahā jātā hai .
14He is called the Supreme Father, the Supreme Soul.
11Sr̥iṣhṭi kā rachayitā ēk hai . 12Anēk hō hī nahī̃ saktē .
15The Creator of the world is One; there cannot be many.
13Is siddhānt anusār manuṣhya apnē kō bhagvān kahlā nahī̃ saktē .
16According to this principle, human beings cannot call themselves God.
14Abhī tum īśhvarīy service kē nimitt banē hō .
17You have now become instruments for doing Godly service.
15Īśhvar naī duniyā sthāpan kar rahē haĩ , jiskō satyug kahā jātā hai , uskē liē tum lāyak ban rahē hō .
18God is establishing the new world which is called the golden age. 19You are becoming worthy of that.
16Satyug mē̃ kōī patit nahī̃ rahtē .
20No one is impure in the golden age.
17Abhī tum pāvan ban rahē hō .
21You are now becoming pure.
18Kahtē haĩ patit-pāvan maĩ hū̃ aur tum bachchō̃ kō śhrēṣhṭh mat dētā hū̃ ki mujh apnē nirākār bāp kō yād karnē sē tum patit tamōpradhān sē pāvan satōpradhān ban jāyēṅgē .
22He says: I am the Purifier and I give you children elevated directions: Remember Me, your incorporeal Father, and you will become pure and satopradhan from impure and tamopradhan.
19Yād rūpī yōg agni sē tumhārē pāp nāśh hō jāyēṅgē .
23Your sins will be absolved with the fire of yoga, of remembrance.
20Sādhū ādi tō kah dētē haĩ īśhvar sarvavyāpī hai .
24Sages and holy men say that God is omnipresent.
21Ēk taraph kahtē bhagvān ēk hai phir yahā̃ tō bahut apnē kō bhagvān kahlātē haĩ .
25On the one hand, they say that God is one, and then here, (in this world) there are many who call themselves God.
22Śhrī-śhrī 108 jagatgurū kahlātē haĩ .
26They call themselves "Shri Shri Jagadguru 108".
23Ab jagat kā gurū tō ēk hī bāp hai .
27The Guru of the world is only the one Father.
24Sārē jagat kō pāvan banānē vālā ēk paramātmā sārī duniyā kō liberate kartā hai duḥkh sē .
28The Supreme Soul, the One who purifies the whole world, liberates the whole world from sorrow.
25Vahī duḥkh hartā sukh kartā hai .
29Only He is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
26Manuṣhyō̃ kō yah nahī̃ kahā jā saktā hai .
30Human beings cannot be called that.
27Yah bhī tum bachchē samajhtē hō .
31Only you children understand this.
28Yah hai hī patit duniyā . 29Sab patit haĩ .
32This is an impure world and all are impure.
30Pāvan duniyā mē̃ haĩ yathā mahārājā-mahārānī tathā prajā .
33In that pure world, as are the emperor and empress, so the subjects.
31Satyug mē̃ pūjya mahārājā-mahārānī hōtē haĩ .
34In the golden age, they are worthy-of-worship emperors and empresses.
32Phir bhakti mārg mē̃ pujārī ban jātē haĩ .
35Then, on the path of devotion, they become worshippers.
33Satyug mē̃ jō mahārājā-mahārānī haĩ , unkī jab dō kalāyē̃ kam hōtī haĩ tō rājā-rānī kahā jātā hai .
36When two degrees of the emperor and empress of the golden age are reduced, they are called a king and queen.
34Yah sab bātē̃ detail kī haĩ .
37All of these are detailed matters.
35Nahī̃ tō ēk second mē̃ jīvanmukti .
38Otherwise, there is liberation-in-life in a second.
36Bāp samjhātē haĩ bhal gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahō parantu yah antim janm pavitra rahō .
39The Father explains: You may live at home with your families, but remain pure for this last birth.
37Ab vānaprasth avasthā hai .
40It is now your stage of retirement.
38Vānaprasth vā śhāntidhām ēk hī bāt hai .
41The land of retirement and the land of peace are the same thing.
39Yahā̃ ātmāyē̃ brahm tatva mē̃ rahtī haĩ , jiskō brahmāṇḍ kahtē haĩ .
42Souls reside there in the brahm element which is also called Brahmand.
40Vāstav mē̃ ātmāyē̃ kōī aṇḍē misal nahī̃ haĩ .
43In fact, souls are not egg shaped.
41Ātmā tō star hai .
44A soul is a star.
42Bābā nē samjhāyā hai jō bhī ātmāyē̃ haĩ is drama mē̃ actors haĩ .
45Baba has explained that all the souls in this drama are actors.
43Jaisē actors nāṭak mē̃ dress badaltē haĩ , bhinn-bhinn part bajātē haĩ , yah bhī bēhad kā nāṭak hai .
46Just as actors in a play change into different costumes as they play their different parts, so this too is an unlimited play.
44Ātmāyē̃ is sr̥iṣhṭi par 5 tatvō̃ K|kē banē huē śharīr mē̃ pravēśh kar part bajātī haĩ - śhurū sē lēkar .
47From the beginning, souls come onto earth and enter bodies made of the five elements and play their parts.
45Paramātmā aur brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar sab actors haĩ .
48The Supreme Soul and Brahma, Vishnu and Shankar are all actors.
46Nāṭak mē̃ bhinn-bhinn prakār key|kī dress miltī hai part bajānē .
49You are given various costumes to play your parts in this play.
47Ghar mē̃ ātmāyē̃ sab śharīr K|kē bigar rahtī haĩ .
50At home, all souls are without bodies.
48Phir jab 5 tatvō̃ kā śharīr taiyār hōtā hai , tab unmē̃ pravēśh kartī hai .
51Then, when a body of the five elements is ready, a soul enters it.
4984 śharīr miltē haĩ tō nām bhī itnē badaltē haĩ .
52A soul takes 84 bodies and so he also has that many names.
50Ātmā kā nām ēk hai .
53Souls have just the one name.
51Ab śhivbābā tō hai hī patit-pāvan .
54Shiv Baba is the Purifier.
52Unkō apnā śharīr nahī̃ hai .
55He doesn’t have a body of His own.
53Śharīr kā ādhār lēnā paṛtā hai .
56He has to take the support of a body.
54Kahtē haĩ mērā nām śhiv hī hai .
57He says: My name is Shiva.
55Bhal purānē śharīr mē̃ ātā hū̃ . 56Inkē śharīr kā nām apnā hai .
58Although I enter an old body, the name of this one's body belongs to him.
57Inkā vyakt nām hai , phir avyakti nām paṛā hai .
59He has a worldly name and he is then given a spiritual name.
58Ēk dharm vālā dūsrē dharm mē̃ jātā hai tō nām badaltā hai .
60When someone converts from one religion to another, his name is changed.
59Tum bhī śhūdra dharm sē badal brāhmaṇ dharm mē̃ āyē hō tō nām badalā hai .
61You too have changed from the shudra religion and come into the Brahmin religion and so your names are changed.
60Tum likhtē hō śhivbābā through brahmā .
62You write: Shiv Baba through Brahma.
61Śhivbābā parampitā paramātmā hai , unkā nām nahī̃ badaltā hai .
63The Supreme Father, the Supreme Soul, is Shiv Baba. 64His name doesn't change.
62Śhivbābā brahmā dvārā sthāpanā karā rahē haĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī .
65Through Brahma, Shiv Baba is now establishing the original eternal deity religion which has disappeared.
63Jō prāyaḥlōp hō gayā hai , jō pāvan pūjya thē vē|way hī patit pujārī bantē haĩ .
66Those who were pure and worthy of worship become impure and worshippers.
6484 janm pūrē kiyē haĩ .
67You have completed 84 births.
65Ab phir sē dēvī-dēvtā dharm sthāpan hōtā hai .
68The deity religion is now being established once again.
66Gāyā huā hai parampitā paramātmā ākar brahmā dvārā phir sē sthāpanā karātē haĩ tō brāhmaṇ jarūr chāhiē .
69It is remembered that the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and establishes this again through Brahma. 70Therefore, Brahmins are definitely needed.
67Brahmā aur brāhmaṇ kahā̃ sē āyē ?
71Where do Brahma and Brahmins come from?
68Śhivbābā ākar brahmā dvārā adopt kartē haĩ .
72Shiv Baba comes and adopts you through Brahma.
69Kahtē haĩ tum hamārē hō .
73He says: You belong to Me.
70Śhivbābā K|kē bachchē tō hō hī phir brahmā dvārā pōtrē hō jātē hō .
74You are Shiv Baba’s children anyway, and then, through Brahma, you become grandchildren.
71Pitā tō ēk hai sārī prajā kā .
75The Father of all people is one.
72Itnē sab bachchē kumār-kumāriyā̃ haĩ .
76All of these children are kumars and kumaris.
73Unkō śhivbābā brahmā dvārā adopt kartē haĩ .
77Shiv Baba adopts them through Brahma.
74Manuṣhyō̃ kō patā thōṛēhī hai . 75Bāp ākar ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm sthāpan kartē haĩ .
78People don’t know that the Father comes and establishes the original eternal deity religion.
76Tō aisē nahī̃ ki nayēsir ātē rahtē haĩ .
79It isn’t that new souls come.
77Jaisē dikhātē haĩ pralay huī phir pattē par sāgar mē̃ āyā . . . . .
80They show that annihilation took place and that Shri Krishna then came floating in the ocean on a pipal leaf.
78Ab yah tō sab kahāniyā̃ banāī huī haĩ .
81They have made up all of those stories.
79Yah world key|kī history-geography repeat hōtī rahtī hai .
82The history and geography of the world continue to repeat.
80Ātmā amar hai . 81Usmē̃ part bhī amar hai . 82Part kabhī ghistā nahī̃ hai .
83Souls are immortal and the part in each soul is eternal; the part is never erased.
83Satyug mē̃ vahī lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī sūryavanśhī rājdhānī chaltī ātī hai . 84Kabhī badaltī nahī̃ .
84In the golden age, there is the sun-dynasty kingdom of Lakshmi and Narayan; it never changes.
85Duniyā naī sē purānī , purānī sē naī hōtī rahtī hai .
85The world continues to change from new to old and old to new.
86Har ēk kō avināśhī part milā huā hai .
86Each one has received his imperishable part.
87Bāp kahtē haĩ bhakti mārg mē̃ bhakta jis-jis bhāvnā sē bhakti kartē haĩ vaisā sākṣhātkār karātā hū̃ .
87The Father says: On the path of devotion, with whatever feelings devotees perform their worship, I grant them visions accordingly.
88Kōī kō hanūmān kā , gaṇēśh kā bhī sākṣhātkār karātā hū̃ .
88I grant some a vision of Hanuman and others a vision of Ganesh.
89Unkī vah śhubh bhāvnā pūrī kartā hū̃ .
89I fulfil their devotional feelings.
90Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
90This too is fixed in the drama.
91Manuṣhya phir samajhtē haĩ ki bhagvān sabmē̃ hai isliē sarvavyāpī kah dētē haĩ .
91People then think that God is in everyone. 92This is why they say that He is omnipresent.
92Bhakta mālā bhī hai , males mē̃ nārad śhirōmaṇī gāyā jātā hai , female mē̃ mīrā .
93There is a rosary of devotees. 94It is remembered that Narad is the main one among the males and Meera among the females.
93Bhakta mālā alag hai , rūdra mālā alag hai , gyān key|kī mālā alag hai .
95The rosary of devotees, the rosary of Rudra and the rosary of this knowledge are all separate.
94Bhaktō̃ key|kī mālā kabhī pūjtē nahī̃ .
96The rosary of devotees is never worshipped.
95Ruṇḍ mālā ( vaijayantī mālā ) pūjī jātī hai .
97The rosary of Rudra is worshipped, the rosary of victory is worshipped.
96Ūpar hai fool|phūl phir mērū . . . phir haĩ bachchē , jō rājgaddī par baiṭhtē haĩ .
98At the top is the Flower (tassel) and then the dual-bead, and then the children who sit on the royal throne.
97Vaijayantī mālā hī viṣhṇu key|kī mālā hai .
99The rosary of Runda is the rosary of Vishnu.
98Bhaktō̃ key|kī mālā kā sirph gāyan hōtā hai .
100The rosary of devotees is just praised.
99Yah rūdra mālā tō sab phērtē haĩ .
101All of them turn the beads of a rosary of Rudra.
100Tum bhakta nahī̃ gyānī hō .
102You are not devotees, but knowledgeable souls.
101Bāp kahtē haĩ mujhē gyānī tū ātmā priya lagtē haĩ .
103The Father says: I love the knowledgeable souls.
102Bāp hī gyān kā sāgar hai , tum bachchō̃ kō gyān dē rahē haĩ .
104The Father is the Ocean of Knowledge and is giving you children this knowledge.
103Mālā bhī tumhārī pūjī jātī hai .
105Your rosary is worshipped.
1048 ratnō̃ kā bhī pūjan hōtā hai kyōṅki gyānī tū ātmā haĩ tō unkī pūjā hōtī hai .
106There is worship of the eight jewels; it is because they are knowledgeable souls that they are worshipped.
105Aṅgūṭhī banākar pahantē haĩ kyōṅki yah bhārat kō svarg banātē haĩ .
107People make a ring to represent this and wear it because of the ones who make Bharat into heaven.
106Pass with honour hōtē haĩ tō unkā gāyan hai .
108They pass with honours and so they are praised.
1079 vā̃ dānā bīch mē̃ śhivbābā kō rakhtē haĩ . 108Uskō kahtē haĩ 9 ratna .
109The ninth jewel is Shiv Baba, placed in the middle; they call that the nine jewels.
109Yah hai detail key|kī samjhānī .
110This is a detailed explanation.
110Bāp tō sirph kahtē haĩ bāp aur varsē kō yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē phir tum chalē jāyēṅgē .
111The Father simply says: Remember the Father and the inheritance and your sins will be absolved and you will return home.
111Patit ātmāyē̃ pāvan duniyā mē̃ jā na sakē̃ .
112Impure souls cannot go to the pure world.
112Yahā̃ sab patit haĩ .
113Here, all are impure.
113Dēvtāō̃ K|kē śharīr tō pavitra nirvikārī haĩ . 114Vah haĩ pūjya , yathā rājā-rānī tathā prajā pūjya haĩ .
114The bodies of the deities are pure and viceless; they are worthy of worship. 115As are the king and queen, so the subjects; they are worthy of worship.
115Yahā̃ sab haĩ pujārī .
116Here, all are worshippers.
116Vahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ .
117There is no question of sorrow there.
117Unkō kahā jātā hai svarg , sukh-dhām .
118That is called heaven, the land of happiness.
118Vahā̃ sukh , sampatti , śhānti sab thī .
119There, there was happiness, wealth and peace, everything.
119Ab tō kuchh nahī̃ hai isliē iskō nark , unkō svarg kahā jātā hai .
120Now there is nothing. 121This is why this is called hell and that is called heaven.
120Ham ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ rahnē vālī haĩ .
122We souls are residents of the land of peace.
121Vahā̃ sē ātī haĩ part bajānē .
123We come from there to play our parts.
12284 janm pūrē bhōgnē paṛtē haĩ .
124We have to take the full 84 births.
123Abhī duḥkhdhām hai phir ham jātē haĩ śhāntidhām phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē .
125This is now a land of sorrow, and we will then go to that land of peace and then to the land of happiness.
124Bāp sukhdhām kā mālik banānē , manuṣhya sē dēvtā banānē puruṣhārth karvā rahē haĩ .
126The Father is inspiring you to make effort to become the masters of that land of happiness and to change from humans into deities.
125Tumhārā hai yah saṅgamyug .
127This is your confluence age.
126Bāp kahtē haĩ maĩ kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ , yugē-yugē nahī̃ .
128The Father says: I come at the confluence age of every cycle, not in every age.
127Maĩ saṅgamyug mē̃ ēk hī bār sr̥iṣhṭi kō badalnē ātā hū̃ .
129I only come once in each cycle at the confluence age in order to change the world.
128Satyug thā , ab kaliyug hai phir satyug ānā chāhiē , yah hai kalyāṇkārī saṅgamyug .
130It was the golden age and it is now the iron age and the golden age then has to come. 131This is the benevolent confluence age.
129Sabkā kalyāṇ hōnā hai , sabkō rāvaṇ key|kī jēl sē chhuṛātē haĩ .
132Everyone has to benefit. 133Everyone is liberated from the jail of Ravan.
130Unkō duḥkh hartā sukh kartā kahā jātā hai .
134He is called the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
131Yahā̃ sab duḥkhī haĩ .
135Here, all are unhappy.
132Tum puruṣhārth kartē hō sukhdhām mē̃ jānē kē liē .
136You are making effort to go to that land of happiness.
133Sukhdhām jānā hai tō pahlē śhāntidhām mē̃ jānā hai .
137In order to go to that land of happiness, you first have to go to the land of peace.
134Tumkō part bajātē-bajātē 5 hazār varṣh huē haĩ .
138It has now been 5000 years since you began playing your parts.
135Bāp samjhātē haĩ tumkō apnā ghar chhōṛē 5 hazār varṣh huē haĩ . 136Usmē̃ tum bhāratvāsiyō̃ nē 84 janma liē haĩ .
139The Father explains: It has been 5000 years since you left your home and, in that time, you people of Bharat have taken 84 births.
137Ab tumhārā antim janm hai , sabkī vānaprasth avasthā hai .
140It is now your last birth; it is everyone’s stage of retirement.
138Sabkō jānā hai .
141Everyone has to return home.
139Gāyan bhī hai gyān kā sāgar vā rūdra .
142It is remembered that He is the Ocean of Knowledge, Rudra.
140Yah hai śhiv gyān yagya .
143This is the sacrificial fire of the knowledge of Shiva.
141Patit-pāvan śhiv hai , paramātmā bhī śhiv hai .
144Shiva is the Purifier; He is also the Supreme Soul.
142Rūdra nām bhaktō̃ nē rakh diyā hai .
145Devotees have given Him the name, Rudra.
143Unkā asul nām ēk hī śhiv hai .
146His real name is just Shiva.
144Śhivbābā prajāpitā brahmā dvārā sthāpanā karvātē haĩ .
147Shiv Baba carries out the establishment through Prajapita Brahma.
145Brahmā ēk hī hai .
148There is only one Brahma.
146Yah patit phir vahī brahmā pāvan bantā hai tō phariśhtā ban jātā hai .
149This one is impure and this same Brahma then becomes pure and so he becomes an angel.
147Jō sūkṣhma-vatan mē̃ dikhātē haĩ , vah dūsrā brahmā nahī̃ hai .
150The Brahma shown in the subtle region is not a different Brahma.
148Brahmā ēk hai .
151There is only one Brahma.
149Yah vyakt vah avyakt .
152This one is the corporeal one and that one is a subtle one.
150Yah sampūrṇ pāvan hō jāyēṅgē tō sūkṣhmavatan mē̃ dēkhē̃gē .
153When this one becomes completely pure, he will be seen in the subtle region.
151Vahā̃ haḍḍī ādi hōtī nahī̃ .
154There are no flesh and bones there.
152Bābā nē samjhāyā thā - jis ātmā kō śharīr nahī̃ miltā hai vah bhaṭaktī rahtī hai .
155Shiv Baba has explained: Souls who don’t have bodies continue to wander around; they are called ghosts.
153Unkō bhūt kahtē haĩ . 154Jab tak śharīr milē tab tak bhaṭaktī hai .
156They continue to wander around until they receive a body.
155Kōī achchhī hōtī hai , kōī burī hōtī hai .
157Some of them are good and others are bad.
156Tō bāp har ēk bāt key|kī samjhānī dētē haĩ .
158The Father explains everything to you.
157Vah gyān kā sāgar hai tō jarūr samjhāyēṅgē nā .
159He is the Ocean of Knowledge and He therefore definitely explains this knowledge.
158Ēk second mē̃ jīvanmukti hai .
160There is liberation-in-life in a second.
159Alpha aur bē kō yād karō tō second mē̃ jīvanmukti kā varsā milēgā .
161Remember Alpha and beta and you will receive the inheritance of liberation-in-life in a second.
160Kitnā sahaj hai .
162It is so easy!
161Nām hī hai sahaj rājyōg .
163The very name is easy Raja Yoga.
162Vah samajhtē haĩ bhārat kā yōg yah thā .
164They think that their yoga is the yoga of Bharat.
163Parantu vah sannyāsiyō̃ kā haṭhyōg hai .
165However, that is the hatha yoga of sannyasis.
164Yah tō bilkul hī sahaj hai .
166Yoga is absolutely easy.
165Yōg mānā yād .
167Yoga means remembrance.
166Unkā hai haṭhyōg .
168Theirs is hatha yoga.
167Yah hai sahaj .
169This is easy.
168Bāp kahtē haĩ mujhē is prakār yād karō .
170The Father says: Remember Me in this way.
169Kōī locket ādi lagānē key|kī darkār nahī̃ hai .
171There is no need to wear a locket, etc.
170Tum tō bachchē hō bāp K|kē .
172You are the children of the Father.
171Bāp kō sirph yād karō .
173Simply remember the Father.
172Tum yahā̃ part bajānē āyē hō .
174You came here to play your parts.
173Ab sabkō vāpis ghar jānā hai phir vahī part bajānā hai .
175You now all have to return home and you will then come to play those same parts again.
174Bhāratvāsī hī sūryavanśhī , chandravanśhī , vaiśhya vãnśhī , śhūdra vãnśhī bantē haĩ .
176It is the people of Bharat who become those of the sun dynasty, then the moon dynasty, then the merchant dynasty and then the shudra dynasty.
175Is bīch mē̃ aur dharm vālē bhī ātē haĩ .
177During this time, those of the other religions also come.
17684 janm tum lētē hō .
178You take 84 births.
177Phir tumkō hī number one mē̃ jānā hai .
179You then have to claim number one.
178Phir tum satyug mē̃ āyēṅgē tō aur sabhī śhāntidhām mē̃ hōṅgē .
180When you go to the golden age, everyone else will then be in the land of peace.
179Aur dharm vālō̃ K|kē varṇa nahī̃ haĩ .
181There isn’t a dynasty in other religions.
180Varṇa bhārat K|kē hī haĩ .
182Only in Bharat are there dynasties.
181Tum hī sūryavanśhī-chandravanśhī banē thē .
183You became part of the sun and moon dynasties.
182Abhī brāhmaṇ varṇa mē̃ hō .
184You are now in the Brahmin clan.
183Brahmā vãnśhī brāhmaṇ banē hō .
185You have become the Brahmins who belong to the clan of Brahma.
184Yah sab bātē̃ bāp baiṭh samjhātē haĩ .
186The Father sits here and explains all of these things.
185Jinkī buddhi mē̃ dhārṇā nahī̃ hō saktī , unkō kahtē haĩ sirph bāp kō yād karō .
187Those whose intellects are not able to imbibe anything are told to remember the Father.
186Jaisē bāp kō jānnē sē bachchē kō mālūm paṛ jātā hai yah milkiyat hai .
188By knowing about his father, a son becomes aware of what his property will be.
187Bachchī kō tō varsā nahī̃ miltā hai .
189A daughter doesn’t receive an inheritance.
188Yahā̃ tum sab śhivbābā K|kē bachchē hō , sabkā hak hai .
190Here, all of you are the children of Shiv Baba and all of you therefore have a right.
189Male|mail|mēl athavā female sabkā hak hai .
191All of you males and females have a right.
190Sabkō sikhānā hai - śhivbābā kō yād karō .
192Teach everyone how to remember Shiv Baba.
191Jitnā yād karē̃gē utnā vikarma vināśh hōṅgē , patit sē pāvan banē̃gē .
193The more you remember Him, the more your sins will be absolved and the more you will become pure from impure.
192Ātmā mē̃ jō khād paṛī hai vah nikalē kaisē ?
194How can the alloy in souls be removed?
193Bāp kahtē haĩ yōg sē hī tumhārī khād khatm hō jāyēgī .
195The Father says: It is only by your having yoga that the alloy will be removed.
194Yah patit śharīr tō yahā̃ hī chhōṛnā hai .
196These impure bodies have to be shed here.
195Ātmā pavitra ban jāyēgī .
197The souls will then become pure.
196Sab machchharō̃ sadr̥iśhya jāyēṅgē .
198All of you will return like a swarm of mosquitoes.
197Buddhi bhī kahtī hai satyug mē̃ bahut thōṛē rahtē haĩ .
199The intellect says that there will be very few people in the golden age.
198Is vināśh mē̃ kitnē manuṣhya marē̃gē .
200So many people will die in this destruction.
199Bākī thōṛē jākar rahē̃gē . 200Rājāyē̃ tō thōṛē rahē̃gē , bākī 9 lākh prajā satyug mē̃ rahtī hai .
201Only a few will then remain; there will only be a few kings and 900,000 subjects in the golden age.
201Is par gātē bhī hai nā - 9 lākh tārē , yānī prajā .
202They sing a song about this: there are 900,000 stars, that is, subjects.
202Jhāṛ pahlē chhōṭā hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātā hai .
203The tree is small at first and then it grows.
203Abhī tō kitnī ātmāyē̃ haĩ .
204Now, there are so many souls.
204Bāp ātē haĩ sabkā guide ban lē jātē haĩ .
205The Father comes and becomes everyone’s Guide and takes you all back.
205Achchhā !
206Achcha.
206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
207To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
208The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
208Dhārṇā kē liē mukhya sār :
209Essence for dharna:
2091 ) yōg agni sē vikarmō̃ key|kī khād kō bhasma kar pāvan bannā hai .
2101. Burn the alloy of sinful actions in the fire of yoga and become pure.
210Ab vānaprasth avasthā hai isliē vāpis ghar jānē kē liē sampūrṇ satōpradhān bannā hai .
211It is now your stage of retirement. 212Therefore, in order to return home, become completely satopradhan.
2112 ) is kalyāṇkārī yug mē̃ bāp samān duḥkh hartā sukh kartā bannā hai .
2132. In this benevolent age, become a remover of sorrow and a bestower of happiness, the same as the Father.
Blessing
212Vardān : sadā combined svarūp key|kī smr̥iti dvārā muśhkil kārya kō sahaj banānē vālē double light bhav
214Blessing: May you become double light and make difficult tasks easy by constantly remaining aware of your combined form.
213Jō bachchē nirantar yād mē̃ rahtē haĩ vē|way sadā sāth kā anubhav kartē haĩ .
215The children who constantly stay in remembrance constantly experience His Company.
214Unkē sāmnē kōī bhī samasyā āyēgī tō apnē kō combined anubhav karē̃gē , ghabrāyēṅgē nahī̃ .
216When any problem comes in front of them, they experience themselves to be combined and do not become afraid.
215Yē combined svarūp key|kī smr̥iti kōī bhī muśhkil kārya kō sahaj banā dētī hai .
217This awareness of the combined form makes any difficult task easy.
216Kabhī kōī baṛī bāt sāmnē āyē tō apnā bōjh bāp kē ūpar rakh svayã double light hō jāō .
218When any big situation comes in front of you, hand over your burdens to the Father and become double light.
217Tō phariśhtē samān din-rāt khuśhī mē̃ man sē dance kartē rahē̃gē .
219Your mind will then continue to dance in happiness day and night, like an angel’s.
Slogan
218Slōgan : kisī bhī kāraṇ kā nivāraṇ kar santuṣhṭ rahnē aur karnē vālē hī santuṣhṭamaṇi haĩ .
220Slogan: Those who find a solution to everything and remain content and make others content are jewels of contentment.
221*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
219Yē avyakt iśhārē - « niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "
222Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.
220Śhrīmat pramāṇ her|har kadam hō tō sadā niśhchint rahē̃gē aur niśhchint haĩ tō sadā yathārth nirṇay dēgē .
223When your every step is according to shrimat, you remain constantly carefree and when you are carefree you will constantly make accurate decisions.
221Jab nirṇay yathārth hōgā tō vijayī hōṅgē .
224When your decisions are accurate you become victorious.
222Trikāldarśhī ātmā sadā hī niśhchint rahtī hai kyōṅki usē niśhchay hai ki hamārī vijay huī hī paṛī hai .
225A soul who is trikaldarshi remains constantly carefree because such a soul has the faith that his victory is already accomplished.