सोमवार 16 मार्च 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
016/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ sadgati key|kī sabsē nyārī mat milī hai ki dēh K|kē sab dharm tyāg ātma abhimānī bhav , māmēkam yād karō ' '
1Essence: Sweet children, you have received unique directions for salvation: Renounce all bodily religions and become soul conscious! 2Constantly remember Me alone!
Question
2Praśhna : jō paramātmā kō nām rūp sē nyārā kahtē haĩ , unsē tum kaun sā praśhna pūchh saktē hō ?
3Question: Which question should you ask those who say that God is beyond name and form?
Answer
3Uttar : unsē pūchhō - gītā mē̃ jō dikhātē haĩ arjun kō akhaṇḍ jyōti svarūp kā sākṣhātkār huā , bōlā bas karō ham sahan nahī̃ kar saktē .
4Answer: Ask them: In the Gita, it says that Arjuna had a vision of infinite light and that he asked for it to be stopped because he was unable to tolerate it.
4Tō phir nām rūp sē nyārā kaisē kahtē hō .
5So, how can God be beyond name and form?
5Bābā kahtē haĩ maĩ tō tumhārā bāp hū̃ .
6Baba says: I am your Father.
6Bāp kā rūp dēkhkar bachchā khuśh hōgā , vah kaisē kahēgā maĩ sahan nahī̃ kar saktā .
7A child would be happy to see his father's form. 8How could he say that he couldn't tolerate that?
Song
7Gīt : tērē dvār khaṛā …
9Song: God is standing at your doorstep. 10O devotee, fill your apron!
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Bhakta kahtē haĩ ham bahut kaṅgāl ban gayē haĩ .
12Devotees sing: We have become very poverty-stricken.
10Hē bābā ham sabkī jhōlī bhar dō .
13O Baba, fill the aprons of all of us.
11Bhagat gātē rahtē haĩ janm by janm .
14Devotees continue to sing this for birth after birth.
12Satyug mē̃ bhakti hōtī nahī̃ .
15There is no devotion in the golden age.
13Vahā̃ pāvan dēvī dēvtā hōtē haĩ .
16There are pure deities there.
14Bhaktō̃ kō kabhī dēvtā nahī̃ kahā jātā .
17Devotees can never be called deities.
15Jō svargvāsī dēvī dēvtā hōtē haĩ vah phir punarjanma lētē-lētē narkvāsī , pujārī , bhagat , kaṅgāl bantē haĩ .
18After taking rebirth, the deities, who are the residents of heaven, become the residents of hell, worshippers, devotees and poverty-stricken.
16Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
19The Father sits here and explains to you children.
17Bāp kō ēk bhī manuṣhya nahī̃ jāntē .
20Not a single human being knows the Father.
18Bāp jab āyē tab ākar apnā parichay dēvē .
21Only when the Father comes can He give His own introduction.
19Bhagvān kō hī bābā kahā jātā hai .
22Only God is called Baba.
20Sab bhaktō̃ kā hai ēk bhagvān .
23There is the one God for all the devotees.
21Bākī sab haĩ bhagat .
24All are devotees.
22Church ādi mē̃ jātē haĩ tō jarūr bhakta ṭhaharē nā .
25People who go to church are also definitely devotees.
23Is samay sab patit tamōpradhān haĩ , isliē sab pukārtē haĩ hē patitō̃ kō pāvan banānē vālē āō .
26At this time, all are impure and tamopradhan and this is why they all call out: Purifier of the impure, come!
24Hē bābā ham bhaktō̃ key|kī jhōlī bhar dō .
27O Baba, fill the aprons of us devotees.
25Bhakta bhagvān sē dhan māṅgtē haĩ .
28Devotees ask God for wealth.
26Tum bachchē kyā māṅgtē hō ?
29What do you children ask for?
27Tum kahtē hō bābā hamkō svarg kā mālik banāō .
30You say: Baba, make us into the masters of heaven.
28Vahā̃ tō athāh dhan hōtā hai . 29Hīrē javāharāt K|kē mahal hōtē haĩ .
31There is limitless wealth there; there are palaces studded with diamonds and jewels.
30Abhī tum jāntē hō ham bhagvān dvārā rājāī kā varsā pā rahē haĩ .
32You now know that you are to receive your inheritance of the kingdom from God.
31Yah sachchī gītā hai . 32Vah gītā nahī̃ .
33This is the true Gita; that is not the Gita.
33Vah tō pustak ādi bhaktimārg kē liē banāyē haĩ .
34They have written those religious books, etc. for the path of devotion.
34Unkō bhagvān nē gyān nahī̃ diyā .
35God didn't give them this knowledge.
35Bhagvān tō is samay nar sē nārāyaṇ banānē kē liē rājyōg sikhātē haĩ .
36God teaches you Raja Yoga at this time in order to change you from ordinary humans into Narayan.
36Rājā kē sāth prajā bhī jarūr hōgī . 37Sirph lakṣhmī-nārāyaṇ tō nahī̃ banē̃gē . 38Sārī rājdhānī bantī hai .
37There would definitely be subjects with the king; there would not just be Lakshmi and Narayan; there would be the whole kingdom.
39Ab tum bachchē jāntē hō ki bhagvān kaun hai aur kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē .
38You children now understand who God is. 39No other human beings know Him.
40Bāp kahtē haĩ tum kahtē hō ō god father , tō batāō tumhārē god father kā nām , rūp , dēśh , kāl kyā hai ?
40The Father says: You speak of God, the Father. 41So, tell Me, what is the name, form, land and time period of your God the Father?
41Na bhagvān kō jāntē haĩ , na unkī rachnā kō jāntē haĩ .
42They neither know God nor His creation.
42Bāp ākar kahtē haĩ kalp-kalp K|kē saṅgam par ātā hū̃ .
43The Father comes and says: I come at the confluence age of every cycle.
43Sārī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz maĩ « rachtā ' ' hī ākar samjhātā hū̃ .
44Only I, the Creator, come and tell you the secrets of the beginning, the middle and the end of the whole of creation.
44Kaī tō kahtē haĩ - vah nām rūp sē nyārā hai , vah ā nahī̃ saktā .
45Some people say that He is beyond name and form and that He therefore cannot come.
45Tum jāntē hō bāp āyā hai .
46You know that the Father has come.
46Śhiv jayantī bhī nirākār key|kī gāī jātī hai tō śhrīkr̥iṣhṇa jayantī bhī gāī jātī hai .
47The birthday of Shiva, the incorporeal One, is remembered and the birthday of Krishna is also remembered.
47Ab śhiv jayantī kab hōtī hai , vah mālūm hōnā chāhiē nā . 48Jaisē kriściyan kō mālūm hai ki Christ kā janm kab huā , kriściyan dharm kab sthāpan huā .
48People should know when it is the birthday of Shiva, just as Christians know when Christ took birth and when he established that religion.
49Yah tō hai bhārat key|kī bāt .
49This refers to Bharat.
50Bhagvān bhārat key|kī jhōlī kab bhartē haĩ ?
50When does God fill the aprons of Bharat?
51Bhagat pukārtē haĩ hē bhagvān jhōlī bhar dō .
51Devotees call out: O God, fill our aprons!
52Sadgati mē̃ lē jāō kyōṅki ham durgati mē̃ paṛē haĩ , tamōpradhān haĩ .
52Take us into salvation because we are in degradation and tamopradhan.
53Ātmā hī śharīr kē sāth bhōgtī hai .
53Souls experience everything through their bodies.
54Kaī manuṣhya sādhu sant ādi kahtē haĩ ki ātmā nirlēp hai .
54People, sages and holy men, etc. say that souls are immune to the effect of action.
55Kahtē bhī haĩ ki achchhē vā burē saṅskār ātmā mē̃ rahtē haĩ .
55They say that good and bad sanskars are in each soul.
56Us ādhār par ātmā janma lētī hai .
56It is on the basis of this that souls take birth.
57Phir kahtē ātmā tō nirlēp hai .
57Then they say that souls are immune to the effect of action.
58Kōī bhī buddhivān manuṣhya nahī̃ jō samjhāyē .
58There isn’t a single intelligent person who can explain this.
59Ismē̃ bhī anēk mat haĩ .
59There are also innumerable opinions about this.
60Jō ghar sē rūṭhtē vah śhāstra banā dētē .
60Those who sulk with their homes and families go and create scriptures.
61Śhrīmat bhagavat gītā hai ēk .
61There is only the one Shrimad Bhagawad Gita.
62Vyās nē jō śhlōk ādi banāyē vah kōī bhagvān nē nahī̃ gāyē haĩ .
62The slokhas (verses) written by Vyas were not spoken by God.
63Bhagvān nirākār jō gyān kā sāgar hai , vah baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki bhagvān ēk hai .
63Incorporeal God, who is the Ocean of Knowledge, sits here and explains to you children that God is one.
64Bhāratvāsiyō̃ kō yah patā nahī̃ hai .
64The people of Bharat do not know this.
65Gātē bhī haĩ īśhvar key|kī gat mat nyārī hai .
65They sing that the ways and means of God are unique.
66Achchhā kaun see|sī|C gat mat nyārī hai ?
66Achcha, which ways and means are unique?
67Īśhvar key|kī gat mat nyārī hai yah kisnē kahā ?
67Who said that the ways and means of God are unique?
68Ātmā kahtī hai , uskī sadgati kē liē jō mat hai , uskō śhrīmat kahā jātā hai .
68It is the soul that says this. 69The directions that He gives for salvation are called shrimat.
69Kalp-kalp tumkō ākar samjhātā hū̃ - manmanābhav .
70I come every cycle and tell you: Manmanabhav!
70Dēh K|kē sab dharm tyāg ātma-abhimānī bhav .
71Renounce all the religions of the body and become soul conscious!
71Māmēkam yād karō .
72Constantly remember Me alone!”
72Abhī tum manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .
73You are now becoming deities from human beings.
73Is rājyōg key|kī aim object hai hī lakṣhmī-nārāyaṇ bannā .
74The aim and objective of this Raja Yoga is to become Lakshmi and Narayan.
74Paṛhāī sē kōī rājā bantē nahī̃ haĩ . 75Aisā kōī school nahī̃ hai .
75There is no other school where you can become a king by studying.
76Gītā mē̃ hī hai , tum bachchō̃ kō rājyōg sikhātā hū̃ .
76Only in the Gita does it say: I teach you children Raja Yoga.
77Ātā bhī tab hū̃ jabki kōī bhī rājā kā rājya nahī̃ rahtā .
77Only when none of the kings have any kingdoms do I come.
78Mujhē ēk bhī manuṣhya bilkul nahī̃ jāntē .
78Not a single human being knows Me at all.
79Bābā kahtē haĩ ki tum bachchō̃ nē itnā baṛā liṅg jō banāyā hai , vah mērā kōī yah rūp nahī̃ hai .
79Baba says: The big Shivlingam that you children have made is not My form.
80Manuṣhya kah dētē ki akhaṇḍ jyōti rūp paramātmā , tējōmay hai .
80People say that God is an eternal and infinite light and that He is very bright.
81Arjun nē dēkhkar kahā bas karō , maĩ sahan nahī̃ kar saktā hū̃ .
81Arjuna saw this and said: Stop it! 82I can't tolerate it any more!
82Arē bachchā bāp kā rūp dēkh sahan na kar sakē , yah kaisē hō saktā hai .
83Oh! 84But, how could it be possible that when a child sees his father, he says that he can't bear to see his form?
83Bachchā tō bāp kō dēkh khuśh hōgā nā .
85A child would be happy to see his father, would he not?
84Bāp kahtē haĩ ki mērā kōī aisā rūp thōṛēhī hai .
86The Father says: I don’t have such a form.
85Maĩ hū̃ hī parampitā arthāt parē tē parē rahnē vālā param ātmā mānā paramātmā .
87I am the Supreme Father, that is, I am God, the Supreme Soul, who lives beyond.
86Phir gātē haĩ paramātmā manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .
88It is also remembered that God is the Seed of the human world tree.
87Unkī bhagat mahimā kartē haĩ .
89Devotees praise Him.
88Satyug trētā mē̃ kōī mahimā nahī̃ kartē kyōṅki vahā̃ tō hai sukh .
90No one praises Him in the golden and silver ages because there is happiness there.
89Gātē bhī haĩ duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ , sukh mē̃ karē na kōī .
91It is said that everyone remembers God at times of sorrow and that no one remembers Him at times of happiness.
90Inkā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
92People don't understand the meaning of this.
91Tōtē muāphik sab kahtē rahtē haĩ .
93They simply continue to repeat it like parrots.
92Sukh kab hōtā hai , duḥkh kab hōtā hai .
94When is there happiness and when is there sorrow?
93Bhārat key|kī hī tō bāt hai nā .
95This is a matter of Bharat.
945 hajār varṣh pahlē svarg thā phir trētā mē̃ dō kalā kam huī .
96It was heaven 5000 years ago and it then reduced by two degrees in the silver age.
95Satyug trētā mē̃ duḥkh kā nām nahī̃ rahtā .
97There is no mention of sorrow in the golden and silver ages.
96Hai hī sukhdhām .
98That is a land of happiness.
97Svarg kahnē sē mukh mīṭhā hōtā hai .
99Your mouth becomes sweet on saying: Heaven.
98Heaven mē̃ phir duḥkh kahā̃ sē āyā .
100How can there be sorrow in heaven?
99Kahtē haĩ ki vahā̃ bhī kaṅs jarāsandhī ādi thē , parantu yah hō nahī̃ saktā .
101It is said that there were devils such as Kans and Jarasanda etc. there, but that is not possible.
100Bhakta samajhtē haĩ ki ham naudhā bhakti kartē haĩ tō dīdār hōtā hai . 101Dīdār hōnā gōyā hamkō bhagvān milā .
102Devotees believe that they will have visions by doing intense devotion, and that to have a vision of God means to meet God.
102Lakṣhmī key|kī pūjā kī , unkā darśhan huā bas ham tō pār hō gayē , ismē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .
103When they worship Lakshmi and have a vision of her, they believe that they have attained everything and they become happy with just that.
103Parantu hai kuchh bhī nahī̃ . 104Alpkāl kē liē sukh miltā hai .
104However, that is nothing, they only receive temporary happiness.
105Darśhan huā khalās .
105They had a vision and that was it.
106Aisē tō nahī̃ mukti jīvanmukti kō pā liyā , kuchh bhī nahī̃ .
106It isn't that they received liberation or liberation-in-life; not at all.
107Bābā nē sīṛhī par bhī samjhāyā hai - bhārat ūñch tē ūñch thā .
107Baba has explained about the ladder and how Bharat is the highest on high.
108Bhagvān bhī ūñch tē ūñch hai .
108God is also the Highest on High.
109Bhārat mē̃ ūñch tē ūñch varsā hai in lakṣhmī-nārāyaṇ kā .
109It was Lakshmi and Narayan who received the highest inheritance in Bharat.
110Jab svarg thā , satōpradhān thē phir kaliyug ant mē̃ sab tamōpradhān hōtē haĩ .
110When it was heaven, everyone was satopradhan and then, by the end of the iron age, everyone is tamopradhan.
111Pukārtē haĩ ham bilkul patit hō gayē haĩ .
111They call out that they have become completely impure.
112Bāp kahtē haĩ ki maĩ kalp K|kē saṅgamyug par ātā hū̃ , tumkō rājyōg sikhānē .
112The Father says: I come at the confluence age of the cycle to teach you Raja Yoga.
113Maĩ jō hū̃ jaisā hū̃ mujhē yathārth rīti kōī nahī̃ jāntē .
113No one knows Me accurately as I am or what I am.
114Tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār jāntē haĩ .
114Among you too, you know Me, numberwise, according to the efforts you make.
115Sīṛhī vālā chitra dikhānā hai .
115Show them the picture of the ladder.
116Yah bhārat key|kī sīṛhī hai .
116This is the ladder of Bharat.
117Satyug mē̃ dēvī dēvtā thē .
117There used to be deities in the golden age.
1185 hajār varṣh pahlē bhārat aisā thā .
118Bharat became like that 5000 years ago.
119Śhāstrō̃ mē̃ lākhō̃ varṣh kā kalp likh diyā hai .
119In the scriptures, they have shown the duration of each cycle to be hundreds of thousands of years.
120Bāp kahtē haĩ ki lākhō̃ varṣh kā nahī̃ , kalp 5 hajār varṣh kā hai .
120The Father says: It is not hundreds of thousands of years, but only 5000 years.
121Satyug trētā naī duniyā , dvāpar kaliyug purānī duniyā . 122Ādhā-ādhā hōtā hai nā .
121The golden and silver ages are a new world and the copper and iron ages are an old world; it is half and half.
123Naī duniyā mē̃ tum bhāratvāsī thē .
122You people of Bharat lived in a new world.
124Bāp samjhātē haĩ mīṭhē bachchē abhī tum apnē janmō̃ kō jāntē hō bākī kōī rath ādi key|kī bāt nahī̃ hai .
123The Father explains: Sweet children, you now know your births but there is no mention of a chariot etc.
125Śhrīkr̥iṣhṇa tō satyug kā prince hai .
124Krishna is a prince of the golden age.
126Śhrīkr̥iṣhṇa kā vah rūp sivāē divya dr̥iṣhṭi K|kē dēkhā nahī̃ jātā .
125That same form of Krishna cannot be seen except in a divine vision.
127Yah chaitanya rūp sē tō satyug mē̃ thē phir kab vah rūp mil nahī̃ saktā .
126He existed in the living form in the golden age; he cannot have that same form again at any other time.
128Phir tō nām rūp dēśh kāl badal jātā hai .
127His name, form, land and time period change.
12984 janma lētē haĩ .
128He takes 84 births.
13084 janmō̃ mē̃ 84 mā̃ bāp miltē haĩ .
129In 84 births, he receives 84 parents.
131Bhinn-bhinn nām rūp occupation hōtā hai .
130He has different names, forms and occupations.
132Ab yah bhārat key|kī hī sīṛhī hai .
131This is the ladder of Bharat alone.
133Tum hō abhī brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ .
132You are now the decoration of the Brahmin clan.
134Bāp nē kalp pahlē bhī ākar tumkō dēvī dēvtā banāyā thā .
133The Father made you into deities in the previous cycle too.
135Vahā̃ tum sarvōttam karma kartē thē .
134You used to perform the most elevated actions there.
136Tum sadā sukhī thē 21 janm .
135You were constantly happy for 21 births.
137Phir tumkō is durgati mē̃ kisnē pahuñchāyā ?
136Who then took you into degradation?
138Mainnē kalp pahlē tumkō sadgati dī thī phir 84 janm lētē jarūr utarnā paṛē .
137I granted you salvation in the previous cycle and you then definitely had to come down while taking 84 births.
139Sūryavanśhī mē̃ 8 janm , chandravanśhī mē̃ 12 janm phir aisē utartē āyē hō .
138You took eight births in the sun dynasty, 12 births in the moon dynasty and continued to come down in this way.
140Tum hī sō pūjya dēvtā thē , tum hī pujārī patit banē hō .
139You were worthy-of-worship deities and you have now become worshippers.
141Bhārat ab kaṅgāl hai .
140Bharat has now become poverty-stricken.
142Bhagvānuvāch , tum jō 100 pratiśhat pavitra aur solvent , ever healthy , ever wealthy thē .
141God speaks: You were 100% pure and solvent, ever healthy and ever wealthy.
143Kōī rōg duḥkh key|kī bāt nahī̃ thī , sukhdhām thā .
142There was no mention of disease or sorrow. 143It was a land of happiness.
144Unkō kahtē haĩ garden of|off allāh .
144That is called the garden of Allah.
145Allāh nē bagīchā sthāpan kiyā .
145God established the garden.
146Jō dēvī-dēvtā thē vah ab kāṇṭē banē haĩ .
146Those who were deities have now become thorns.
147Ab jaṅgal ban gayā hai .
147It has now become a jungle.
148Jaṅgal mē̃ kāṇṭē lagtē haĩ .
148Thorns in a jungle prick you.
149Bāp kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , in par jīt pahanō .
149The Father says: Lust is the greatest enemy; conquer it!
150Isnē ādi-madhy-ant tumkō duḥkh diyā hai .
150It has caused you sorrow from the time it began through the middle to the end.
151Ēk dō par kām kaṭārī chalānā yah sabsē baṛā pāp hai .
151To use the sword of lust on one another is the greatest sin.
152Bāp baiṭh apnā parichay dētē haĩ ki maĩ paramdhām mē̃ rahnē vālā param ātmā hū̃ .
152The Father sits here and gives His own introduction: I am the Supreme Soul who resides in the supreme abode.
153Mujhē kahtē haĩ maĩ sr̥iṣhṭi kā bījrūp param ātmā , maĩ sabkā bāp hū̃ .
153I am called the Seed of the world, the Supreme Soul, the Father of all.
154Sabhī ātmāyē̃ bāp kō pukārtī haĩ ki hē parampitā paramātmā .
154All souls call out to the Father: O Supreme Father, Supreme Soul!
155Jaisē tumhārī ātmā star misal hai , bābā bhī param ātmā star hai .
155Just as you souls are like stars, so too, Baba, the Supreme Soul, is also a star.
156Chhōṭā baṛā nahī̃ hai .
156He is no smaller or larger.
157Bāp kahtē haĩ maĩ aṅguṣhṭhē misal bhī nahī̃ hū̃ .
157The Father says: I am not thumb shaped.
158Maĩ param ātmā hū̃ . 159Tum sabkā bāp hū̃ .
158I am the Supreme Soul, the Father of all of you souls.
160Uskō kahā jātā hai supreme soul , knowledgeful .
159He is called the Supreme Soul, the knowledge-full One.
161Bāp samjhātē haĩ maĩ knowledgeful , manuṣhya sr̥iṣhṭi K|kē jhāḍ kā bījrūp hū̃ .
160The Father explains: I am the knowledge-full One, the Seed of the human world tree.
162Mujhē bhakta lōg kahtē haĩ ki paramātmā sat cit ānand svarūp hai , vah gyān kā sāgar hai , sukh kā sāgar hai .
161Devotees say that I am the Supreme Soul, God, the Truth, the Living Being and the Embodiment of Bliss, the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness.
163Mahimā kitnī hai .
162There is so much praise.
164Agar nām rūp dēśh kāl nahī̃ tō pukārē̃gē kiskō .
163If there were no name, form, land or time period, to whom would they call out?
165Sādhū sant ādi sab tumkō bhakti mārg K|kē śhāstra sunātē haĩ .
164Sages and holy men relate scriptures of the path of devotion to you.
166Maĩ tumkō ākar rājyōg sikhātā hū̃ .
165I come and teach you Raja Yoga.
167Bāp samjhātē haĩ ki tum patit-pāvan mujh gyān sāgar bāp kō kahtē hō .
166The Father explains: You call Me the Ocean of Knowledge, the Purifier.
168Tum bhī master gyān sāgar bantē hō .
167You become master oceans of this knowledge.
169Gyān sē sadgati mil jātī hai .
168You also receive salvation through knowledge.
170Bhārat kō sadgati bāp hī dēgē .
169Only the Father grants salvation to Bharat.
171Sarv kā sadgati dātā ēk hai .
170The Bestower of Salvation for all is One.
172Sarv key|kī durgati phir kaun kartā hai ?
171Who makes everyone degraded?
173Rāvaṇ .
172Ravan.
174Ab tumkō yah kaun samjhā rahē haĩ ?
173Who is explaining all of this to you?
175Yah hai param ātmā .
174It is the Supreme Soul.
176Ātmā tō ēk star misal ati sūkṣhma hai .
175A soul is extremely subtle, like a star.
177Paramātmā bhī drama mē̃ part bajātā hai .
176God too plays a part in the drama.
178Creator , director , mukhya actor hai .
177He is the Creator, Director and principal Actor.
179Bāp samjhātē haĩ ki ūñch tē ūñch pārṭdhārī kaun hai ?
178The Father explains who the highest-on-high Actor is.
180Ūñch tē ūñch bhagvān . 181Jiskē sāth tum ātmāyē̃ bachchē sab rahtē hō .
179He is God, the Highest on High, with whom all of you souls also reside.
182Kahtē bhī haĩ ki paramātmā sabkō bhējnē vālā hai .
180They say that God sends everyone down.
183Yah bhī samajhnē key|kī bāt hai .
181This is also something to be understood.
184Drama tō anādi banā huā hai .
182The drama is eternally predestined.
185Bāp kahtē haĩ ki mujhē tum kahtē hō gyān kā sāgar , sārī sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jānnē vālā .
183The Father says: You call Me the Ocean of Knowledge, the Knower of the beginning, middle and end of the whole world.
186Abhī yah jō śhāstra ādi paṛhtē haĩ , inkō bāp jāntē haĩ .
184The Father knows this one who studied the Vedas and scriptures.
187Bāp kahtē haĩ ki maĩ prajāpitā brahmā K|kē dvārā sabhī śhāstrō̃ kā sār ākar batātā hū̃ .
185The Father says: I tell you the essence of all the scriptures through Prajapita Brahma.
188Dikhātē haĩ ki viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā .
186Brahma is shown emerging from the navel of Vishnu.
189Tō kahā̃ nikalā ?
187Where did he emerge?
190Manuṣhya tō jarūr yahā̃ hī hōṅgē nā .
188Human beings definitely have to exist here.
191Inkī nābhī sē brahmā nikalā phir bhagvān nē baiṭh inkē dvārā sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār sunāyā .
189Brahma emerged from his navel and then God sat here and explained through him the essence of all the Vedas and scriptures to you.
192Apnā bhī nām rūp dēśh kāl samjhāyā hai .
190He also explained His own name, form, land and time period to you.
193Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai nā .
191He is the Seed of the human world tree.
194Is vr̥ikṣha key|kī utpatti , pālnā , vināśh kaisē hōtā hai , vah kōī bhī nahī̃ jāntē .
192No one knows how this tree is created, sustained and then destroyed.
195Iskō variety jhāṛ kahā jātā hai .
193This is called a variety tree.
196Sabhī number-vār apnē samay par ātē haĩ .
194All of them come down, numberwise, at their own time.
197Pahlē number mē̃ dēvī dēvtā dharm key|kī sthāpanā karātā hū̃ jabki vah dharm nahī̃ hai .
195I am establishing the first deity religion because that religion doesn't exist now.
198Bāp kahtē haĩ ki kitnē tuchchh buddhi hō gayē haĩ .
196The Father says: The intellect of everyone has become so degraded.
199Dēvtāō̃ key|kī , lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kartē haĩ parantu unhō̃ kā rājya sr̥iṣhṭi par kab thā vah kuchh nahī̃ jāntē haĩ .
197People worship the deities, Lakshmi and Narayan, but they don't know anything about when it was their kingdom in this world.
200Abhī bhārat kā vah dēvtā dharm hī nahī̃ hai , sirph chitra rah gayē haĩ .
198That deity religion of Bharat doesn't exist now; only the images remain.
201Achchhā !
199Achcha.
202Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
200To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
203Rūhānī bāp key|kī rūhānī bachchō̃ kā namastē .
201The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
204Dhārṇā kē liē mukhya sār :
202Essence for dharna:
2051 ) master gyān sāgar ban patit sē pāvan banānē key|kī sēvā karnī hai .
2031. Become master oceans of this knowledge and serve to purify the impure.
206Bāp nē jō sab śhāstrō̃ kā sār sunāyā hai vah buddhi mē̃ rakh sadā harṣhit rahnā hai .
204Remember the essence of all the scriptures that the Father has explained to you and remain constantly cheerful.
2072 ) ēk bāp key|kī śhrīmat her|har pal pālan karnā hai .
2052. Follow the shrimat of the one Father at every moment.
208Dēh K|kē sab dharm tyāg ātma-abhimānī bannē key|kī mēhnat karnī hai .
206Renounce all bodily religions and make effort to become soul conscious.
Blessing
209Vardān : vistār kō sār mē̃ samākar apnī śhrēṣhṭh sthiti banānē vālē bāp samān light might house bhav
207Blessing: May you merge all expansion into its essence and make your stage an elevated light and might house.
210Bāp samān light , might house bannē kē liē kōī bhī bāt dēkhtē vā suntē hō tō uskē sār kō jānkar ēk second mē̃ samā dēnē vā parivartan karnē kā abhyās karō .
208In order to become a “light-and-might house”, like the Father, when you see or hear about any situation, understand its essence and then practise merging it or transforming it in a second.
211Kyō̃ , kyā K|kē vistār mē̃ nahī̃ jāō kyōṅki kisī bhī bāt K|kē vistār mē̃ jānē sē samay aur śhaktiyā̃ vyarth jātī haĩ .
209Do not go into the expansion of “Why?” or “What?”, because energy and time are wasted by going into any type of expansion.
212Tō vistār kō samākar sār mē̃ sthit hōnē kā abhyās karō - issē anya ātmāō̃ kō bhī ēk second mē̃ sārē gyān kā sār anubhav karā sakē̃gē .
210So, merge all expansion and practise stabilising in the stage of its essence. 211By doing this, you will be able to make many other souls experience the essence of all this knowledge in a second.
Slogan
213Slōgan : apnī vr̥itti kō powerful banāō tō sēvā mē̃ vr̥iddhi svataḥ hōgī .
212Slogan: Make your attitude powerful and service will automatically increase.
213*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
214Yē avyakt iśhārē - « niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "
214Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.
215Yadi niśhchay rūpī foundation pakkā hai tō sahaj yōgī , nirmal svabhāv , śhubh bhāvnā key|kī vr̥itti aur ātmik dr̥iṣhṭi vālē hōṅgē .
215When your foundation of faith is strong, you easy yogis will then have a pure and gentle nature, an attitude of good wishes and soul-conscious vision.
216Chalan aur chēhrē sē her|har samay saraltā key|kī jhalak anubhav hōtī rahēgī .
216A sparkle of easiness will be experienced in your activities and on your faces at every moment.
217Tō harēk key|kī viśhēṣhtā kō smr̥iti mē̃ rakh ēk dō mē̃ faithful rahō tō unkī bātō̃ kā bhāv badal jāyēgā .
217So, keep everyone’s speciality in your awareness and be faithful with one another, and your intentions in any situation will change (if negative).