गुरुवार 19 मार्च 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

019/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - jaisē bāpdādā dōnō̃ nirahaṅkārī haĩ , dēhī-abhimānī haĩ , aisē follow father karō , tō sadā unnati hōtī rahēgī ' '

1Essence: Sweet children, just as both Bap and Dada are egoless and soul conscious, so you must follow the Father in the same way and you will continue to make constant progress.

Question

2Praśhna  : ūñch pad key|kī prāpti kē liē kaun see|sī|C khabardārī rakhnā jarūrī hai  ?

2Question: In order to attain a high status, what must you be cautious about?

Answer

3Uttar  : ūñch pad pānā hai tō khabardārī rakhō ki mansā sē bhī kisī kō mērē dvārā duḥkh na hō , 2 - kisī bhī paristhiti mē̃ krōdh na āyē , 3 - bāp kā bankar bāp K|kē kārya mē̃ , is rūdra yagya mē̃ vighna rūp na banē̃ .

3Answer: If you want to attain a high status, pay attention that you: 1. Do not cause sorrow for anyone even in your mind. 42. Never get angry in any situation. 53. After belonging to the Father, do not become an obstacle in the Father's task and this sacrificial fire of Rudra.

4Agar kōī mukh sē bābā-bābā kahē aur chalan royal na hō tō ūñch pad nahī̃ mil saktā .

6Some continue to say, "Baba, Baba," but their behaviour is not royal and so they cannot claim a high status.

Murli

5Ōm śhānti .

7Om shanti.

6Bachchē achchhī tarah sē jāntē haĩ ki bāp sē varsā pānā hai jarūr .

8You children understand very well that you definitely have to claim your inheritance from the Father.

7Kaisē  ?

9How?

8Śhrīmat par .

10By following shrimat.

9Bāp nē samjhāyā hai ēk hī gītā śhāstra hai jismē̃ śhrīmat bhagvānuvāch hai .

11The Father has explained that there is only one scripture, the Gita, in which there are the elevated versions spoken by God.

10Bhagvān tō sabkā bāp hai .

12God is the Father of all.

11Śhrīmat bhagvānuvāch .

13Elevated versions are spoken by God.

12Tō jarūr bhagvān nē ākar śhrēṣhṭh banāyā hōgā , tab tō uskī mahimā hai .

14God must definitely have come and made souls elevated. 15That is why He is praised.

13Śhrīmat bhagavat gītā arthāt śhrīmat bhagvānuvāch .

16“Shrimad Bhagawad Gita” means the elevated versions spoken by God.

14Bhagvān tō jarūr ūñch tē ūñch ṭhaharā|ṭhahrā .

17God is definitely the Highest on High.

15Śhrīmat bhī us hī ēk śhāstra mē̃ gāī huī hai aur kōī śhāstra mē̃ śhrīmat bhagvānuvāch nahī̃ hai .

18From only that one scripture are elevated versions remembered. 19No other scripture has elevated versions spoken by God.

16Śhrīmat kiskī hōnī chāhiē , vah likhnē vālē bhī samajh na sakē̃ .

20Even the writer didn't understand whose elevated versions they were.

17Usmē̃ bhūl kyō̃ huī hai  ?

21Why was that mistake made?

18Vah bhī bāp ākar samjhātē haĩ .

22The Father comes and explains all of that.

19Rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē hī rāvaṇ mat par chal paṛtē haĩ .

23As soon as the kingdom of Ravan began, they started to follow the dictates of Ravan.

20Pahlē kaṛē tē kaṛī bhūl in rāvaṇ mat vālō̃ nē kī hai .

24The first big mistake is made by those who follow the dictates of Ravan.

21Rāvaṇ key|kī chamāṭ lagtī hai .

25They are slapped by Ravan.

22Jaisē kahā jātā hai śhaṅkar prērak hai , bombs ādi banavāyē haĩ . 23Vaisē 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ prērak hai manuṣhya kō patit banānē kā , tab tō pukārtē haĩ patit-pāvan āō .

26Just as it is said that Shankar inspires those people to make bombs, etc., in the same way, Ravan, the five vices, inspires human beings to become impure. 27This is why they call out: “O Purifier, come!”

24Tō patit-pāvan ēk hī ṭhaharā|ṭhahrā nā .

28So the Purifier is only One.

25Issē siddha hai ki patit banānē vālā aur hai , pāvan banānē vālā aur hai . 26Dōnō̃ ēk hō nahī̃ saktē .

29This proves that the one who makes everyone impure is different from the One who purifies you; the two cannot be the same.

27Yah bātē̃ tum hī samajhtē hō - number-vār puruṣhārth anusār .

30Only you understand these things, numberwise, according to the efforts you make.

28Aisē mat samajhnā ki sabhī kō niśhchay hai . 29Number-vār haĩ .

31Don't think that everyone has faith; it is numberwise.

30Jitnā niśhchay hai utnī khuśhī baṛhtī hai .

32The more faith you have, the more your happiness increases.

31Bāp key|kī mat par chalnā hōtā hai .

33You have to follow the Father's directions.

32Śhrīmat par hamkō yah svarājya pad pānā hai .

34We have to follow shrimat in order to receive the status of self-sovereignty.

33Manuṣhya sē dēvtā bannē mē̃ dērī nahī̃ lagtī hai .

35It doesn’t take long to change from ordinary humans into deities.

34Tum puruṣhārth kartē hō .

36You are making effort.

35Mama bābā kō follow kartē hō .

37You are following Mama and Baba.

36Jaisē vah āp samān banānē key|kī service kar rahē haĩ , tum bhī samajhtē hō ham kyā service kar rahē haĩ aur mama bābā kyā service kar rahē haĩ .

38They are serving to make others similar to themselves. 39Therefore, you too can understand for yourselves what service you do compared to the service they do.

37Bābā nē samjhāyā thā ki śhivbābā aur brahmā dādā dōnō̃ ikaṭṭhē haĩ .

40Baba has explained that Shiv Baba and Brahma Dada are combined.

38Tō samajhnā chāhiē ki sabsē najdīk haĩ .

41Therefore, you have to understand that he is the closest of all.

39Inkā hī sampūrṇ rūp sūkṣhmavatan mē̃ dēkhtē haĩ tō jarūr yah tīkhā hōgā .

42It is his (Brahma's) perfect form that is seen in the subtle region. 43Therefore, he must definitely be ahead of everyone.

40Parantu jaisē bāp nirahaṅkārī hai , dēhī-abhimānī hai vaisē yah dādā bhī nirahaṅkārī hai .

44However, just as the Father is egoless and soul conscious, so this Dada too is egoless.

41Kahtē haĩ ki śhivbābā hī samjhātē rahtē haĩ .

45He says: Shiv Baba continues to explain to you.

42Jab murlī chaltī hai tō bābā khud kahtē haĩ ki samjhō ki śhivbābā in dvārā sunā rahē haĩ .

46When a murli is being spoken, this Baba says: Understand that it is Shiv Baba who is speaking through this one.

43Yah brahmā bhī jarūr suntā hōgā .

47This Brahma must definitely be listening as well.

44Yah na sunē aur na sunāyē tō ūñch pad kaisē pāyē .

48If he didn't listen to it or relate it, how could he claim a high status?

45Parantu apnā dēh-abhimān chhōṛ kahtē haĩ ki aisē samjhō ki śhivbābā hī sunātē haĩ .

49However, he lets go of his own body consciousness and says: Understand that it is Shiv Baba who is saying everything.

46Ham puruṣhārth kartē rahtē haĩ .

50I am still making effort.

47Śhivbābā hī samjhātē haĩ .

51Only Shiv Baba explains everything.

48Isnē tō patit-panā pās|pass kiyā huā hai .

52This one has been through the stage of becoming impure.

49Mama tō kumārī thī . 50Tō mama ūñch chalī gaī .

53Mama was a kumari, and she therefore went ahead.

51Tum bhī kumāriyā̃ mama kō follow karō .

54You kumaris also have to follow Mama.

52Gr̥ihasthiyō̃ kō bābā kō follow karnā chāhiē .

55The householders need to follow Baba.

53Har ēk kō samajhnā hai ki maĩ patit hū̃ , mujhē pāvan bannā hai .

56Each of you has to understand that you are impure and that you have to become pure.

54Mukhya bāt bāp nē yād K|kē yātrā key|kī sikhlāī hai .

57The main thing that the Father teaches you is the pilgrimage of remembrance.

55Ismē̃ dēh-abhimān nahī̃ rahnā chāhiē .

58There mustn’t be any body consciousness in this.

56Achchhā kōī murlī nahī̃ sunā saktē tō yād kī yātrā par rahō .

59Achcha, if any of you are not able to give this knowledge, then stay on the pilgrimage of remembrance.

57Yātrā par rahtē murlī chalā saktē haĩ .

60By staying on the pilgrimage of remembrance, you can give this knowledge.

58Parantu yātrā bhūl jātē haĩ tō bhī harjā nahī̃ .

61However, if you forget to stay on the pilgrimage of remembrance, it doesn't matter.

59Murlī chalākar phir yātrā par lag jāō kyōṅki vah vāṇī sē parē vānaprasth avasthā hai .

62Give this knowledge and then engage yourself in the pilgrimage of remembrance, because that stage of going beyond sound is the stage of retirement.

60Mūl bāt hai dēhī-abhimānī hō bāp kō yād kartē rahē̃ aur chakra kō yād kartē rahē̃ .

63The main thing is to be soul conscious and to continue to remember the Father and the cycle.

61Kisī kō duḥkh na dē̃ .

64Don't cause anyone sorrow.

62Yahī samjhātē rahē̃ bāp kō yād karō . 63Yah hai yātrā .

65Simply continue to explain: Remember the Father; this is a pilgrimage.

64Manuṣhya jab martē haĩ tō kahtē haĩ - svarg padhārā .

66When someone dies, they say that he has gone to heaven.

65Agyān kāl mē̃ kōī svarg kō yād nahī̃ kartē haĩ .

67No one on the path of ignorance remembers heaven.

66Svarg kō yād karnā mānā yahā̃ sē marnā .

68To remember heaven means to be dead to everything here.

67Aisē tō kōī yād nahī̃ kartē .

69No one remembers it just like that.

68Abhī tum bachchē jāntē hō hamkō vāpis jānā hai .

70You children now understand that you have to return home.

69Bāp kahtē haĩ - jitnā tum yād karē̃gē utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā , varsā yād rahēgā .

71The Father says: The more you remember Baba, the higher your mercury of happiness will rise. 72Also remember your inheritance.

70Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā harṣhit bhī rahē̃gē .

73To the extent that you remember the Father, to that extent, you will also remain cheerful.

71Bāp kō yād na karnē sē mūnjhtē haĩ . 72Ghuṭkā khātē rahtē haĩ .

74By not remembering the Father, you become confused and continue to choke.

73Tum itnā samay yād kar nahī̃ saktē .

75You cannot stay in remembrance for that length of time.

74Bābā nē āśhik māśhūk kā misāl batāyā hai .

76Baba has given you the example of a lover and beloved.

75Vah bhal dhandhā kartē haĩ aur vah bhal charkhā chalātī rahtī tō bhī uskē sāmnē māśhūk ākar khaṛā hō jātā .

77Although he is doing his work and she is at the spinning wheel, her beloved comes and appears to her.

76Āśhik māśhūk kō yād kartē , māśhūk phir āśhik kō yād kartē .

78The lover remembers the beloved. 79The beloved then remembers the lover.

77Yahā̃ tō sirph tumkō ēk bāp kō yād karnā hai .

80Here, you just have to remember the one Father.

78Vah sabkā māśhūk hai .

81The Father doesn’t have to remember you.

79Tum bachchē likhtē hō ki bābā āp hamkō yād kartē hō  ?

82The Father is everyone's Beloved. 83You children write: Baba, do You remember me?

80Arē jō sabkā māśhūk hai vah phir tum āśhikō̃ kō yād kaisē kar sakē̃gē  ?

84Oh! but how can the Beloved of everyone remember you lovers?

81Hō nahī̃ saktā .

85That is not possible.

82Vah hai hī māśhūk .

86He is the Beloved.

83Āśhik ban nahī saktā .

87He cannot be a lover.

84Tumkō hī yād karnā hai .

88You have to remember Him.

85Tum har ēk kō āśhik bannā hai , us ēk māśhūk kā .

89Each of you has to become a lover of that one Beloved.

86Agar vah āśhik banē tō kitnē kō yād karē .

90If He were to become a lover, how many would He remember?

87Yah tō hō nahī̃ saktā .

91That is not possible.

88Kahtā hai ki mērē ūpar pāpō̃ kā bōjh thōṛēhī hai jō kiskō yād karū̃ .

92He says: I don't have any burden of sin on Me that I would have to remember anyone.

89Tumhārē ūpar bōjhā hai .

93It is you who have a burden.

90Bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō pāpō̃ kā bōjhā nahī̃ utarēgā .

94If you don't remember the Father, your burden of sin will not be removed.

91Bākī mujhē kyō̃ kiskō yād karnā paṛē .

95Why would I have to remember anyone? 96You souls have to remember Me.

92Yād karnā hai tum ātmāō̃ kō . 93Jitnā yād karē̃gē utnā puṇya ātmā banē̃gē , pāp kaṭtē jāyēṅgē .

97The more you souls stay in remembrance, the more pure and charitable you souls will become and the more your sins will continue to be cut away.

94Baṛī mañjil hai .

98The destination is very high.

95Dēhī-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .

99Effort is required to become soul conscious.

96Yah knowledge sārī tumkō mil rahī hai .

100You are receiving all of this knowledge.

97Tum trikāldarśhī banē hō , number-vār puruṣhārth anusār .

101You become trikaldarshi, numberwise, according to the efforts you make.

98Sārā chakra tumhārī buddhi mē̃ rahnā chāhiē .

102Let the whole cycle remain in your intellects.

99Bāp samjhātē haĩ tum light house hō nā .

103The Father explains: You are lighthouses, are you not?

100Har ēk kō rāstā batānē vālē hō , śhāntidhām aur sukhdhām kā .

104You are those who show everyone the path to the land of peace and the land of happiness.

101Yah sab naī bātē̃ tum suntē hō .

105You listen to all of these new things.

102Jāntē hō ki barōbar ham ātmāyē̃ śhāntidhām K|kē rahvāsī haĩ .

106You souls know that you truly are residents of the land of peace.

103Yahā̃ part bajānē ātē haĩ .

107You come here to play your parts.

104Ham actor haĩ .

108We are actors.

105Yahī chintan buddhi mē̃ chaltā rahē tō mastī chaṛh jāyē .

109Continue to keep these thoughts in your intellects and you will become intoxicated.

106Bāp nē samjhāyā hai ādi sē lēkar ant tak tumhārā part hai .

110The Father has explained what your parts are from the beginning through the middle to the end.

107Abhī karmātīt avasthā mē̃ jarūr jānā hai phir golden age mē̃ ānā hai .

111You now definitely have to go into your karmateet stage and then go to the golden age.

108Is dhun mē̃ rahtē apnā kalyāṇ karnā hai .

112While maintaining this concern, benefit yourselves!

109Sirph paṇḍit nahī̃ bannā hai .

113Don’t just become pundits.

110Dūsrē kō sikhātē rahē̃gē , khud us avasthā mē̃ nahī̃ rahē̃gē tō asar paṛēgā nahī̃ .

114If you continue to teach others, but you don’t stay in that stage yourselves, it won't make any impact.

111Apnā bhī puruṣhārth karnā hai .

115Each of you also has to make your own effort.

112Bāp bhī batātē haĩ ki ham bhī yād karnē key|kī kōśhiśh kartā hū̃ .

116The Father also tells you how he makes effort to stay in remembrance.

113Kabhī māyā kā tūphān aisā ātā hai jō buddhi kā yōg tōṛ dētē haĩ .

117Sometimes, storms of Maya come in such a way that they break the intellect’s yoga.

114Bahut bachchē chart bhēj dētē haĩ .

118Many children send their charts.

115Wonder khātā hū̃ ki yah tō hamsē bhī tīkhē jātē haĩ .

119Baba is amazed at how they go ahead of me.

116Śhāyad vēg ātā hai tō chart likhnē mē̃ lag jātē haĩ parantu aisī agar tīkhī dauṛī pahanē̃ tō number one mē̃ chalē jāyē̃ . 117Parantu nahī̃ vah sirph chart likhnē tak hai .

120Perhaps they feel that force and they therefore start to write their charts. 121However, if they were to run in the race that quickly, they would claim number one, but no; that is just to the extent of writing their charts.

118Aisē nahī̃ likhtē ki bābā itnō̃ kō āp samān banāyā .

122They don't write about how many they have made similar to themselves.

119Aur vah bhī likhē bābā hamkō isnē yah rāstā batāyā hai .

123Others too don't write to Baba and say: Baba, this one showed me the path.

120Aisā samāchār nahī̃ ātā hai .

124Baba doesn't receive such news.

121Tō bābā kyā samajhē̃gē  ?

125So, what would Baba understand?

122Sirph chart bhējnē sē kām nahī̃ chaltā .

126Nothing will happen by just sending in your chart.

123Āp samān bhī banānā hai .

127You also have to make others similar to yourselves.

124Rūp aur basant dōnō̃ bannā hai .

128You have to become both rup and basant.

125Nahī̃ tō bāp samān nahī̃ ṭhaharē .

129Otherwise, you are not equal to the Father.

126Rūp bhī basant bhī accurate bannā hai , ismē̃ hī mēhnat hai .

130You have to become an accurate rup and basant. 131It is this that requires effort.

127Dēh-abhimān mār ḍāltā hai .

132Body consciousness kills you.

128Rāvaṇ nē dēh-abhimānī banāyā hai .

133Ravan has made you body conscious.

129Abhī tum dēhī-abhimānī bantē hō .

134You are now becoming soul conscious.

130Phir ādhākalp kē bād māyā rāvaṇ dēh-abhimānī banātī hai .

135Then, after half a cycle, Maya, Ravan, makes you body conscious.

131Dēhī-abhimānī tō bahut mīṭhā ban jātē haĩ .

136Those who are soul conscious become very sweet.

132Sampūrṇ tō abhī kōī bhī banā nahī̃ hai isliē bābā hamēśhā kahtē haĩ ki kisī K|kē bhī dil kō rañj nahī̃ karnā hai , duḥkh nahī̃ dēnā hai .

137No one has yet become complete. 138This is why Baba always says: Don't hurt anyone's heart. 139Don't cause sorrow.

133Sabkō bāp kā parichay dō .

140Give everyone the Father's introduction.

134Bōlnē karnē key|kī bhī baṛī royalty chāhiē .

141There has to be great royalty in your way of speaking and interacting.

135Īśhvarīy santān K|kē mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē .

142Let only jewels constantly emerge from the lips of God's children.

136Tum manuṣhyō̃ kō jīyadān dētē hō .

143You give human beings the donation of life.

137Rāstā batānā hai aur samjhānā hai . 138Tum paramātmā K|kē bachchē hō nā .

144Show them the path and tell them: You are God's children, are you not?

139Unsē tumkō svarg kī rājāī milnī chāhiē .

145You have to receive the kingdom of heaven from Him.

140Phir ab vah kyō̃ nahī̃ hai .

146So, why do you not have that at this time?

141Yād karō barōbar bāp sē varsā milā thā nā .

147Just remember: You truly did receive your inheritance from the Father, did you not?

142Tum bhāratvāsī dēvī dēvtāyē̃ thē , tumnē hī 84 janma liē .

148You people of Bharat were deities; you took 84 births.

143Tum samjhō ki ham hī lakṣhmī nārāyaṇ K|kē kul K|kē thē .

149Understand that you belonged to the clan of Lakshmi and Narayan.

144Apnē kō cum|kam kyō̃ samajhtē hō .

150Why do you consider yourselves to be anything less?

145Agar kahtē ki bābā sab thōṛēhī banē̃gē . 146Tō bābā samajh jātā ki yah is kul kā nahī̃ . 147Abhī sē hī thirakanē lag paṛā hai .

151Baba understands that those who say that not everyone can become that don't belong to this clan, that they have now started to fluctuate.

148Tumnē 84 janma liē haĩ .

152You have taken 84 births.

149Bāp nē 21 janmō̃ key|kī prālabdh jamā karāī vah khāyā phir nā ( samāpt ) hōnā śhurū hō gaī .

153The Father enabled you to accumulate your reward for 21 births. 154You began to use it up and depleted it.

150Kaṭ chaṛhtē-chaṛhtē tamōpradhān kauṛī misal ban paṛē hō .

155You have been covered with rust and have now become tamopradhan and worth shells.

151Bhārat hī 100 pratiśhat solvent thā .

156Only Bharat was 100% solvent.

152Inhō̃ kō yah varsā kahā̃ sē milā  ?

157From where did they receive their inheritance?

153Actors hī batā sakē̃gē nā .

158Only the actors can tell you this.

154Manuṣhya hī actor haĩ .

159Human beings are actors.

155Unkō yah patā hōnā chāhiē ki in lakṣhmī-nārāyaṇ kō bādśhāhī milī kahā̃ sē  ?

160They should understand where Lakshmi and Narayan received their kingdom from.

156Kitnī achchhī-achchhī points haĩ .

161These are such good points.

157Jarūr āgē janm mē̃ hī yah rājya bhāgya pāyā hōgā .

162Surely, they must have received their fortune of the kingdom in their previous birth.

158Bāp hī patit-pāvan hai .

163Only the Father is the Purifier.

159Bāp kahtē haĩ ki maĩ tumkō karma , akarma aur vikarma key|kī gati samjhātā hū̃ .

164He says: I tell you the philosophy of action, neutral action and sinful action.

160Rāvaṇ rājya mē̃ manuṣhya K|kē karma vikarma hō jātē haĩ .

165In the kingdom of Ravan, the actions of human beings are sinful.

161Vahā̃ tumhārē karma akarma hōtē haĩ .

166Your actions there are neutral.

162Vah hai daivī sr̥iṣhṭi .

167That is a divine world.

163Maĩ rachtā hū̃ tō jarūr mujhē saṅgam par ānā paṛē .

168I am the Creator, and so I definitely have to come at the confluence age.

164Yah hai rāvaṇ rājya .

169This is Ravan's kingdom.

165Vah hai īśhvarīy rājya .

170That is God's kingdom.

166Īśhvar ab sthāpanā karā rahē haĩ .

171God is now establishing that.

167Tum sab īśhvar K|kē bachchē hō , tumkō varsā mil rahā hai .

172All of you are the children of God. 173You are receiving your inheritance.

168Bhāratvāsī hī solvent thē , ab insolvent ban gayē haĩ .

174The people of Bharat were solvent and have now become insolvent.

169Yah banā banāyā drama hai , ismē̃ fark nahī̃ hō saktā .

175This drama is predestined; there can be no difference in it.

170Sabkā jhāṛ apnā-apnā hai .

176Everyone belongs to their own part of the tree.

171Variety jhāṛ hai nā .

177This is a variety tree.

172Dēvtā dharm vālē hī phir dēvtā dharm mē̃ āyēṅgē .

178Those who belong to the deity religion will go into that deity religion again.

173Kriściyan dharm vālē apnē dharm mē̃ khuśh haĩ aurō̃ kō bhī apnē dharm mē̃ khīñch liyā hai .

179Christians are happy in their own religion; they have even attracted others into their religion.

174Bhāratvāsī apnē dharm kō bhūlnē K|kē kāraṇ vah dharm achchhā samajh chalē jātē haĩ .

180Because the people of Bharat have forgotten their own religion, they consider other religions to be better.

175Vilāyat mē̃ naukrī kē liē kitnē jātē haĩ kyōṅki vahā̃ kamāī bahut hai .

181So many people go abroad for employment because they can earn a good income there.

176Drama baṛā wonderful banā huā hai .

182This drama is created very wonderfully.

177Iskō samajhnē key|kī achchhī buddhi chāhiē .

183A very good intellect is needed to understand it.

178Vichār sāgar manthan karnē sē sab kuchh samajh mē̃ ā jātā hai .

184By churning the ocean of knowledge, you can understand everything.

179Yah banā banāyā anādi drama hai .

185This drama is eternally predestined.

180Tō tum bachchō̃ kō āpsamān sadā sukhī banānā hai .

186You children have to make others constantly happy, the same as yourselves.

181Yah tumhārā dhandhā hai patitō̃ sē pāvan banānā .

187It is your business to purify the impure.

182Jaisē bāp kā dhandhā vaisē tumhārā .

188As is the Father's task, so is yours.

183Tumhārā mukhṛā sadaiv dēvtāō̃ jaisā harṣhit hōnā chāhiē khuśhī mē̃ .

189Let your faces remain as constantly cheerful as those of the deities.

184Tum jāntē hō ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

190You know that you are becoming the masters of the world.

185Tum hō lovely children .

191Therefore, you are lovely children.

186Krōdh par baṛī khabardārī rakhnī hai .

192You have to be very cautious about anger.

187Bāp āyē haĩ bachchō̃ kō sukh kā varsā dēnē .

193The Father has come to give you children your inheritance of happiness.

188Svarg kā rāstā sabkō batānā hai .

194Show everyone the path to heaven.

189Bāp sukh kartā , duḥkh hartā hai .

195The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

190Tō tumkō bhī sukh kartā bannā hai .

196You also have to become bestowers of happiness.

191Kiskō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

197Don't cause anyone sorrow.

192Duḥkh dēgē tō tumhārī sazā 100 guṇā baṛh jāyēgī .

198If you cause anyone sorrow, your punishment increases one hundredfold.

193Kōī bhī sajā sē bach nahī̃ saktā .

199No one can be saved from punishment.

194Bachchō̃ kē liē tō khās tribunal baiṭhtī hai .

200There will be a special tribunal for the children.

195Bāp kahtē ki tum vighna ḍālē̃gē tō bahut sajā khāyēṅgē .

201The Father says: If you cause obstacles, you will experience a lot of punishment.

196Kalp-kalpāntar tum sākṣhātkār karē̃gē ki phalānē yah banē̃gē .

202Every cycle, you will have a vision of what so-and-so is to become.

197Āgē jab dēkhtē thē tō bābā manā kartē thē ki na sunāō .

203In the early days, they were shown these things, but Baba forbade them to tell others.

198Ant mē̃ tō accurate mālūm paṛtā jāyēgā .

204At the end, everyone will know accurately.

199Āgē chalkar jōr sē sākṣhātkār hōṅgē .

205As you make further progress, there will be visions with great force.

200Vr̥iddhi tō hōtī jāyēgī .

206There will continue to be expansion.

201Ābū tak queue lag jāyēgī .

207The queue will stretch down to Abu.

202Bābā sē kōī bhī mil nahī̃ sakē̃gē .

208No one will be able to meet Baba.

203Kahē̃gē ahō prabhū tērī līlā .

209They will say: “O God, Your divine activities.”

204Yah bhī gāyā huā tō hai nā .

210This too is remembered.

205Vidvān , paṇḍit ādi bhī pīchhē āyēṅgē . 206Unhō̃ K|kē siṃhāsan bhī hilē̃gē .

211Scholars and pundits will also come at the end; their thrones will shake.

207Tum bachchē tō bahut khuśhī mē̃ rahē̃gē .

212You children will be in a lot of happiness.

208Achchhā  !

213Achcha.

209Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār .

214To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love and remembrance from the Mother, the Father, BapDada.

210Aisī yādpyār ēk hī bār miltī hai .

215Only once do you receive such love and remembrance.

211Jitnā tum yād kartē hō utnā tum pyār pātē hō . 212Vikarma vināśh hōtē haĩ aur dhārṇā bhī hōtī hai .

216The more you stay in remembrance, the more love you receive, the more your sins are absolved and the more you are able to imbibe.

213Bachchō̃ kō khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .

217The mercury of happiness of you children should remain high.

214Jō bhī āyē unkō rāstā batāyē̃ .

218Show the path to anyone who comes.

215Bēhad kā varsā bēhad K|kē bāp sē pānā hai .

219The unlimited inheritance has to be received from the unlimited Father.

216Cum|kam bāt hai kyā  ?

220Is this a small matter?

217Aisā puruṣhārth karnā chāhiē .

221Such effort has to be made.

218Achchhā  !

222Achcha.

219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

223To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from spiritual BapDada to you spiritual children.

220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

221Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2221 ) bōlnē chalnē mē̃ bahut royal bannā hai .

2261. Become very royal in your way of speaking and interacting.

223Mukh sē sadaiv ratna nikālnē haĩ .

227Only let jewels constantly emerge from your lips.

224Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

228Serve to make others similar to yourself.

225Kisī key|kī dil kō rañj nahī̃ karnā hai .

229Don't hurt anyone's heart.

2262 ) krōdh par baṛī khabardārī rakhnī hai .

2302. Be very cautious about anger.

227Mukhṛā sadaiv dēvtāō̃ jaisā harṣhit rakhnā hai .

231Let your face constantly be as cheerful as those of the deities.

228Svayã kō gyān yōgbal sē dēvtā banānā hai .

232Make yourself into a deity with the powers of this knowledge and yoga.

Blessing

229Vardān  : powerful darpaṇ dvārā sabhī kō svayã kā sākṣhātkār karānē vālē sākṣhātkārmūrt bhav

233Blessing: May you become an image that grants visions and grant everyone a true vision of themselves with your powerful mirror.

230Jaisē darpaṇ kē āgē jō bhī jātā hai , usē svayã kā spaṣhṭ sākṣhātkār hō jātā hai .

234When you go in front of a mirror, you have a very clear vision of yourself.

231Lēkin agar darpaṇ powerful nahī̃ tō real rūp kē bajāē aur rūp dikhāī dētā hai .

235However, if the mirror is not powerful, then, instead of your real form, you would see another form.

232Hōgā patlā dikhāī dēgā mōṭā , isliē āp aisē powerful darpaṇ ban jāō , jō sabhī kō svayã kā sākṣhātkār karā sakō arthāt āpkē sāmnē ātē hī dēh kō bhūl apnē dēhī rūp mē̃ sthit hō jāyē̃ - vāstavik service yah hai , isī sē jay-jayakār hōgī .

236You may be thin, but you would see yourself as fat. 237Therefore, you have to become such a powerful mirror that you can give everyone a vision of themselves, that is, as soon as they come in front of you, they forget their bodies and become stable in their soul-conscious form. 238This is real service, and there will be victory through this.

Slogan

233Slōgan  : śhikṣhāō̃ kō svarūp mē̃ lānē vālē hī gyān svarūp , prēm svarūp ātmā haĩ .

239Slogan: Those who put these teachings into practice are souls who are embodiments of this knowledge and embodiments of love.

240*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

234Yē avyakt iśhārē - «  niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "

241Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.

235Bāp mē̃ tō niśhchay hai lēkin apnē mē̃ bhī niśhchaybuddhi hōkar kārya karō tō phir vijay hī vijay hai .

242You have faith in the Father, but also carry out every task while your intellect has faith in yourself and you will then experience victory and nothing but victory.

236Vijay kē āgē samasyā kōī chīz nahī̃ hai .

243In front of victory, problems are nothing.

237Phir vah samasyā nahī̃ feel hōgī lēkin khēl feel hōgā . 238Khēl khuśhī sē kiyā jātā hai .

244You will then not feel anything to be a problem but will feel everything to be a game and a game is played in happiness.

239Kōī kārya sahaj hōtā hai tō kahā jātā yah tō bāyē̃ hāth kā khēl hai arthāt sahaj hai .

245When a task is easy, it is said: This is a game for the left hand, that is, it is easy.

240Tō yah bhī buddhi kā khēl hō jāyēgā .

246So, this will also be like a game for your intellect.

241Khēl mē̃ ghabrāyēṅgē nahī̃ .

247You will not be afraid in a game.