शुक्रवार 27 मार्च 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
027/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - gyān sāgar bāp dvārā tum master gyān sāgar banē hō , tumhē̃ gyān kā tīsrā nētra milā hai , isliē tum hō trinētrī , trikāldarśhī aur trilōkīnāth ' '
1Essence: Sweet children, through the Father, the Ocean of Knowledge, you have become master oceans of knowledge. 2Each of you has received a third eye of knowledge and you are therefore trinetri, trikaldarshi and trilokinath.
Question
2Praśhna : viśhva key|kī rūhānī sēvā tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī nahī̃ kar saktā hai - kyō̃ ?
3Question: No one, apart from you children, can do spiritual service of the world. 4Why?
Answer
3Uttar : kyōṅki tumhē̃ hī supreme rūh ( śhivbābā ) key|kī śhakti miltī hai .
5Answer: Because only you receive power from the Supreme Spirit.
4Pahlē tum ātmāō̃ kō supreme rūh dvārā gyān kā injection lagtā hai , jissē tum 5 vikārō̃ par svayã bhī vijay prāpt kartē aur dūsrō̃ kō bhī karātē hō .
6You souls first receive the injection of knowledge from the Supreme Spirit, through which you gain victory over the five vices, and you are then able to do the same for others.
5Aisī sēvā aur kōī kar na sakē . 6Kalp-kalp tum bachchē hī yah rūhānī sēvā kartē hō .
7No one else can do such service; only you children do this spiritual service every cycle.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bāp kī yād mē̃ baiṭhnā hai aur kōī bhī dēhdhārī key|kī yād mē̃ nahī̃ baiṭhnā hai .
9You have to sit in remembrance of the Father. 10You mustn't sit in remembrance of bodily beings.
9Nayē-nayē jō ātē haĩ bāp kō tō jāntē hī nahī̃ haĩ .
11New ones who come don't know the Father.
10Unkā nām tō baṛā sahaj hai śhivbābā .
12His name is very easy: Shiv Baba.
11Bāp kō bachchē nahī̃ jāntē , kitnā wonder hai .
13It is such a wonder that children don't know the Father.
12Śhivbābā ūñch tē ūñch , sarv kā sadgati dātā hai .
14Shiv Baba is the Highest on High, the Bestower of Salvation for All.
13Sarv patitō̃ kā pāvan kartā , sarv kā duḥkh hartā bhī kahtē haĩ parantu vah kaun hai , yah kōī nahī̃ jāntē , sivāē tum be|B . K|kē . K|kē .
15He purifies all the impure ones; He is also called the Remover of everyone’s sorrow. 16However, no one, apart from you Brahma Kumaris, knows who He is.
14Tum hō unkē pōtrē pōtriyā̃ .
17You are His grandsons and granddaughters.
15Sō tō jarūr apnē bāp aur unkī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānē̃gē .
18Therefore, you definitely know the Father and the beginning, the middle and the end of His creation.
16Bāp dvārā bachchē hī sab kuchh jān jātē haĩ .
19You children come to know everything from the Father.
17Yah hai hī patit duniyā .
20This is an impure world.
18Sarv kaliyugī patitō̃ kō satyugī pāvan kaisē banātē haĩ sō tō be|B . K|kē . K|kē sivāē duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .
21No one in the world, except you Brahma Kumaris, knows how He purifies all the iron-aged, impure ones and makes them golden aged.
19Kaliyugī durgati sē nikālnē vālā satyugī sadgati dātā bāp hī hai .
22Only the Father removes you from iron-aged degradation and grants you golden-aged salvation.
20Śhiv jayantī bhī bhārat mē̃ hī hōtī hai .
23It is only in Bharat that they celebrate the birthday of Shiva.
21Jarūr vah ātē haĩ parantu bhārat kō kyā ākar dētē haĩ , yah bhāratvāsī nahī̃ jāntē .
24He definitely does come, but the people of Bharat do not know what He gives.
22Her|har varṣh śhiv jayantī manātē haĩ parantu gyān kā tīsrā nētra nahī̃ hai isliē bāp kō nahī̃ jāntē .
25People celebrate the birthday of Shiva every year, but they don’t have a third eye of knowledge. 26That is why they don't know the Father.
Song
23Gīt : nayanhīn kō rāh dikhāō …
27Song: Show the path to us blind ones, o God!
Murli
24Yah manuṣhyō̃ kā hī banāyā huā gīt hai ki ham sab nayanhīn haĩ .
28This song, composed by human beings, says that they are without sight.
25Yah sthūl nayan tō sabkō haĩ parantu apnē kō nayanhīn kyō̃ kahtē haĩ ?
29Everyone has physical eyes, so why do they say that they are without sight?
26Vah bāp baiṭh samjhātē haĩ ki gyān kā tīsrā nētra kōī kō hai nahī̃ .
30The Father sits here and explains that no one has a third eye of knowledge.
27Bāp kō nahī̃ jānnā yah huā agyān .
31Not to know the Father is called ignorance.
28Bāp kō bāp dvārā jānnā iskō kahā jātā hai gyān .
32To know the Father from the Father is knowledge.
29Bāp gyān kā tīsrā nētra dētē haĩ , jissē tum sārī rachnā K|kē ādi madhya ant kō jāntē hō .
33The Father gives each of you a third eye of this knowledge, with which you know the beginning, the middle and the end of the entire creation.
30Gyān sāgar K|kē bachchē tum master gyān sāgar ban jātē hō .
34You children of the Ocean of Knowledge become master oceans of knowledge.
31Tīsrā nētra mānā hī trinētrī , trikāldarśhī , trilōkīnāth ban jātē hō .
35To have a third eye means you become trinetri, trikaldarshi and trilokinath.
32Bhāratvāsī yah nahī̃ jāntē ki yah lakṣhmī-nārāyaṇ jō satyug K|kē mālik thē , inkō yah varsā kaisē milā ?
36The people of Bharat do not know how Lakshmi and Narayan, who were the masters of the golden age, received their inheritance.
33Vah kab āyē ?
37When did they come?
34Phir kahā̃ gayē ?
38Where did they go?
35Phir kaisē rājya liyā ?
39How did they receive their kingdom?
36Kuchh bhī nahī jāntē haĩ .
40People don't know any of this.
37Yah dēvtāyē̃ pāvan haĩ nā .
41Deities are pure.
38Pāvan tō jarūr bāp hī banāyēṅgē .
42Definitely, only the Father makes them pure.
39Tum bhāratvāsiyō̃ kō bāp baiṭh samjhātē haĩ . 40Jō dēvtāō̃ kō , śhiv kō māntē haĩ .
43The Father sits here and explains to you people of Bharat who believe in the deities and in Shiva.
41Śhiv kā janm bhī bhārat mē̃ huā hai .
44The birth of Shiva took place in Bharat.
42Ūñch tē ūñch hai bhagvān .
45The Highest on High is God.
43Śhiv jayantī bhī yahā̃ manātē haĩ .
46It is here that people celebrate the birthday of Shiva.
44Jagat ambā , jagat pitā brahmā aur sarasvatī kā bhī janm yahā̃ hī hai .
47The birthdays of Jagadamba and Jagadpita, Saraswati and Brahma also take place here; they are only celebrated in Bharat.
45Lakṣhmī-nārāyaṇ kā janm bhī yahā̃ hī hōtā hai , vahī rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ , yah bhī bhāratvāsī nahī̃ jāntē .
48Achcha, Lakshmi and Narayan also take birth here; they are Radhe and Krishna. 49People of Bharat don't even understand this.
46Kahtē haĩ patit-pāvan āō tō jarūr sab patit haĩ .
50They say: O Purifier, come! 51Therefore, everyone is definitely impure.
47Sādhū sant r̥iṣhi muni ādi sab pukārtē haĩ ki hamkō pāvan banānē āō .
52Sages and holy men, rishis and munis all call out: Come and purify us!
48Dūsrē taraph kumbha K|kē mēlē ādi mē̃ jātē haĩ pāp dhōnē . 49Samajhtē haĩ gaṅgā patit-pāvnī hai .
53On the other hand, they go to wash away their sins at the Kumbha Mela because they believe the Ganges to be the Purifier.
50Pukārtē haĩ ki patit-pāvan āō tō manuṣhya kiskō kaisē pāvan banā saktē ?
54They call out to the Purifier to come and purify them, but how could a human being purify anyone?
51Bāp samjhātē haĩ tum pahlē dēvī-dēvtā dharm K|kē thē tō sab pāvan thē . 52Abhī patit haĩ .
55The Father explains: When you first belonged to the deity religion, you were all pure but you are now impure.
53Kahtē haĩ ki rāh batāō prabhū .
56They say: God, show us the path!
54Tō kahā̃ key|kī rāh ?
57Show the path to where?
55Kahtē haĩ bābā jīvanmukti key|kī rāh batāō .
58They say: Baba, show us the path to liberation-in-life!
56Hamārē mē̃ 5 vikār haĩ .
59We have five vices in us.
57Bābā ham sab svarg mē̃ thē tō nirvikārī thē .
60Baba, when we were all in heaven, we were viceless.
58Abhī vikārī patit ban paṛē haĩ , iskā kuchh rāz tō samjhāō .
61We have now become vicious and impure; tell us the secret of this.
59Yah kōī dant kathāyē̃ nahī̃ haĩ .
62These are not tall stories.
60Bāp samjhātē haĩ - śhrīmat bhagavat gītā athavā paramātmā key|kī sunāī huī gītā hai .
63The Father explains: The Shrimad Bhagawad Gita is the Gita spoken by God.
61Patitō̃ kō pāvan banānē vālā hai nirākār bhagvān .
64Incorporeal God is the One who purifies the impure.
62Manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kah saktē .
65Human beings cannot be called God.
63Bāp kahtē - itnē baṛē-baṛē gurū hōtē bhī bhārat itnā patit kauṛī jaisā kyō̃ banā hai .
66The Father says: Even though there are so many great gurus here, why has Bharat become impure and like a shell?
64Kal key|kī bāt hai ki bhārat khaṇḍ svarg thā .
67It is only a matter of yesterday when Bharat was heaven.
65Bābā nē bhāratavarṣa kō svarg key|kī saugāt dī thī .
68Baba gave Bharat the gift of heaven.
66Bhāratvāsī patitō̃ kō ākar rājyōg sikhlāē pāvan banāyā thā .
69He came and taught Raja Yoga to the impure people of Bharat and made them pure.
67Ab phir bāp bachchō̃ kē pās āyā hai sēvādhārī ban .
70The Father has now come once again to you children as your Server.
68Bāp hai rūhānī sēvādhārī .
71The Father is the Spiritual Server.
69Bākī tō sab manuṣhya mātra haĩ jismānī sēvādhārī .
72Human beings are all physical servers.
70Sannyāsī bhī jismānī sēvādhārī haĩ .
73Even sannyasis are physical servers.
71Vah pustak ādi baiṭh sunātē haĩ .
74They sit and relate the scriptures etc.
72Bāp kahtē haĩ ki maĩ nirākār sākār sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ pravēśh kar bachchō̃ kō ākar samjhātā hū̃ . 73Hē bhāratvāsī bachchō̃ , dēkhō rūhānī bāp rūhō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
75The Father says: I, the incorporeal One, enter an ordinary, old, corporeal body and explain to you children: O children of Bharat! 76Look, the spiritual Father sits here and explains to spirits.
74Yah brahmā nahī̃ sunātē haĩ lēkin vah nirākār bāp is tan kā ādhār lētē haĩ .
77It is not Brahma who is speaking this, but the incorporeal Father who takes the support of this body.
75Śhiv kō tō apnā śharīr nahī̃ hai .
78Shiva doesn't have a body of His own.
76Sāligrām ātmāō̃ kō tō apnā-apnā śharīr hai .
79Saligram souls have their own bodies.
77Punarjanma mē̃ ātē-ātē patit ban jātē haĩ .
80While taking rebirth, they become impure.
78Ab tō sārī duniyā patit hai . 79Pāvan ēk bhī nahī̃ .
81The whole world is now impure; not a single one is pure.
80Tum satōpradhān thē phir khād paṛnē sē satō sē rajō tamō mē̃ āyē hō .
82You were satopradhan and then, as alloy became mixed in you, you went through the stages of sato, rajo and then tamo.
81Tum bhāratvāsiyō̃ kē pās śhivbābā ākar śharīr dhāraṇ kartē haĩ jiskō bhāgīrath bhī kahtē haĩ .
83Shiv Baba comes to you people of Bharat and adopts a body which is called The Lucky Chariot.
82Mandirō̃ mē̃ śhaṅkar kā chitra dikhātē haĩ kyōṅki vah śhiv śhaṅkar ikaṭṭhā samajh lētē haĩ .
84In the temples they show an image of Shankar, because they believe Shiva and Shankar to be combined.
83Yah samajhtē nahī̃ ki śhiv tō nirākār hai , śhaṅkar tō ākārī hai .
85They don’t understand that Shiva is the incorporeal One and that Shankar is subtle.
84Śhiv śhaṅkar ikaṭṭhā kaisē kahtē haĩ .
86How could Shiva and Shankar be combined?
85Achchhā phir bail par savārī kaun kartē haĩ .
87Achcha, who then rides the bull?
86Śhiv vā śhaṅkar ?
88Shiva or Shankar?
87Sūkṣhmavatan mē̃ bail kahā̃ sē āyā ?
89Where would a bull come from in the subtle region?
88Śhiv rahtā hai mūlvatan mē̃ , śhaṅkar sūkṣhmavatan mē̃ .
90Shiva resides in the incorporeal world, whereas Shankar is in the subtle region.
89Mūlvatan mē̃ sab ātmāyē̃ haĩ .
91All souls are in the incorporeal world.
90Sūkṣhmavatan mē̃ sirph brahmā viṣhṇu śhaṅkar haĩ , vahā̃ jānvar hōtē nahī̃ .
92In the subtle region, there are just Brahma, Vishnu and Shankar. 93There are no animals there.
91Bāp kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ pravēśh kar tumkō samjhātā hū̃ .
94The Father says: I enter this ordinary old body and explain to you.
92Tum bachchē apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .
95You children do not know your own births.
93Satyug sē lēkar tumnē kitnē janma liē haĩ ?
96How many births have you taken from the golden age onwards?
9484 janma liē .
97You have taken 84 births.
95Abhī yah hai pichhāṛī kā janm .
98This is now your last birth.
96Bhārat jō amarlōk pāvan thā , vah ab mr̥ityulōk patit hai .
99Bharat, which was a pure land of immortality, has now become an impure land of death.
97Sarv kā sadgatidātā tō ēk hai nā .
100The Bestower of Salvation for All is One.
98Rūdra mālā hai hī parampitā paramātmā nirākār śhiv key|kī .
101The rosary of Rudra is the rosary of the Supreme Father, the Supreme Soul, incorporeal Shiva.
99Śhrī śhrī 108 rūdra mālā kahī jātī hai . 100Sab śhiv K|kē galē kā hār haĩ .
102It is said: The rosary of Rudra Shri Shri 108. All are part of the garland around Shiva's neck.
101Bāp tō hai patit-pāvan sarv kā sadgati dātā , sarv kō varsā dēnē vālā .
103So, the Father is the Purifier, the Bestower of Salvation for All, the One who gives everyone their inheritance.
102Laukik bāp sē had kā varsā miltā hai jiskō sannyāsī kāg viṣhṭā samān sukh samajhtē haĩ .
104A limited inheritance is received from a physical father. 105Sannyasis consider that to be happiness that is like the droppings of a crow.
103Bāp kahtē haĩ ki barōbar yah tumhārā sukh kāg viṣhṭā samān hai .
106The Father says: That happiness of yours is truly like the droppings of a crow.
104Bāp hī ākar patitō̃ kō pāvan athavā kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē haĩ knowledge sē .
107Only the Father comes and purifies the impure, that is, He changes thorns into flowers with this knowledge.
105Yah gītā key|kī knowledge hai .
108This is the knowledge of the Gita.
106Yah gyān kōī manuṣhya nahī̃ samjhā saktē haĩ .
109No human being can explain this knowledge.
107Gyān kā sāgar patit-pāvan bāp hī samjhā saktē haĩ .
110Only the Ocean of Knowledge, the Purifier Father, can explain it.
108Bāp sē hī varsā miltā hai jō tum lē rahē hō .
111The inheritance that you are now receiving can only be received from the Father.
109Tum hī sirph sadgati taraph jā rahē hō .
112Only you are going into salvation.
110Abhī tō saṅgam par hō , vah tō kaliyug mē̃ haĩ .
113You are now at the confluence age, whereas others are in the iron age.
111Abhī hai kaliyug kā ant .
114It is now the end of the iron age.
112Mahābhārat laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .
115The Mahabharat War is in front of you.
1135 hajār varṣh pahlē bhī jab tum rājyōg sīkhtē thē tō bhambhōr kō āg lagī thī .
116Five thousand years ago, after you studied Raja Yoga, the haystack was set ablaze.
114Abhī tum rājyōg sīkh rahē hō , yah lakṣhmī-nārāyaṇ bannē kē liē .
117You are now studying Raja Yoga in order to become like Lakshmi and Narayan.
115Bākī tō hai bhakti mārg .
118Everything else is the path of devotion.
116Bāp jab ātē haĩ tō ākar svarg K|kē dvār khōltē haĩ .
119When the Father comes, He opens the gates to heaven.
117Bāp kahtē haĩ ki yah śhiv śhakti bhārat mātāyē̃ tō bhārat kō svarg banātī haĩ śhrīmat par .
120The Father says: You Shiv Shaktis, you mothers of Bharat, make Bharat into heaven by following shrimat.
118Tum hō śhiv śhakti bhārat mātāyē̃ , jō pūrē viśhva kō svarg banā rahī hō .
121You are the mothers of Bharat, the Shiv Shaktis who make Bharat into heaven.
119Tum hō hī śhiv key|kī aulād , uskō hī yād kartē hō .
122You are the children of Shiva. 123You remember Him.
120Śhiv sē śhakti lēkar 5 vikārō̃ rūpī śhatruō̃ par jīt pātē hō .
124You take power from Shiva and conquer the enemy, the five vices.
121Tum bachchō̃ nē 5 hajār varṣh pahlē bhī bhārat key|kī rūhānī sēvā kī thī .
125You children also did spiritual service of Bharat 5000 years ago.
122Vō social workers kartē haĩ jismānī sēvā .
126Those social workers do physical service.
123Yah hai rūhānī sēvā .
127This is spiritual service.
124Supreme rūh ākar ātmā kō injection lagātē haĩ , paṛhātē haĩ .
128The Supreme Spirit comes and gives you souls an injection; He teaches you.
125Ātmā hī suntī hai .
129It is you souls who listen.
126Tum ātmāyē̃ hō . 127Tum hī 84 janma lētē hō .
130You are souls and you take 84 births.
128Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē hō .
131Each of you sheds a body and takes another.
12984 janma lē 84 mā̃ bāp banāyē haĩ .
132You have 84 parents in 84 births.
130Satyug trētā mē̃ tumnē svarg K|kē sukh pāyē , ab phir bēhad K|kē bāp dvārā sukh kā varsā lē rahē hō .
133You received the happiness of heaven in the golden and silver ages. 134You are now once again to receive your inheritance of happiness from the unlimited Father.
131Barōbar bhārat khaṇḍ mē̃ yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
135Bharat really did receive this inheritance. 136It used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in Bharat.
132Vahā̃ daitya ādi kōī nahī̃ thē .
137There were no devils etc. there.
133Tum jāntē hō abhī is purānī duniyā kō āg lagnī hai .
138You understand that this old world is now to be set on fire.
134Maĩ ākar gyān yagya rachtā hū̃ .
139I come and create the sacrificial fire of this knowledge.
135Tum sab pavitra dēvtā bantē hō .
140All of you become pure deities.
136Hajārō̃ haĩ jō dēvtā bannē kā puruṣhārth kar rahē haĩ .
141Thousands of you are making effort to become deities.
137Bāp āyā hai bachchō̃ key|kī sadgati karnē .
142The Father has come to grant you children salvation.
138Tum bachchō̃ kō kāṇṭō̃ sē fool|phūl banā rahē haĩ .
143He is changing you from thorns into flowers.
139Tumkō gyān kā tīsrā nētra dē rahē haĩ jissē tum sārē drama kō , śhivbābā kā kyā part bajtā hai , sab jāntē hō .
144He is giving each of you a third eye of this knowledge with which you understand the whole drama and also what part Shiv Baba plays.
140Brahmā aur viṣhṇu kā connection kyā hai , vah bhī jāntē hō .
145You also understand what the connection between Brahma and Vishnu is.
141Vē|way dikhātē haĩ ki viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā .
146It is shown that Brahma emerged from the navel of Vishnu.
142Brahmā hī jākar viṣhṇu bantē haĩ . 143Brāhmaṇ sō phir dēvtā .
147Brahma becomes Vishnu; Brahmins then become deities.
144Viṣhṇu sē brahmā bannē mē̃ 5 hajār varṣh lagā .
148It takes 5000 years for Vishnu to become Brahma.
145Yah tumkō gyān hai .
149You have this knowledge.
146Tum brāhmaṇō̃ K|kē nābhī kamal sē viṣhṇupurī pragaṭ hō rahī hai .
150The land of Vishnu emerges from the lotus navel of you Brahmins.
147Unhōnnē tō chitra banāyā hai ki viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā . 148Phir sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār sunāyā .
151They have created a picture showing Brahma emerging from the navel of Vishnu and relating the essence of all the Vedas and scriptures.
149Ab tum brahmā dvārā sārā sār samajhtē hō .
152You now understand the whole essence through Brahma.
150Bāp kahtē haĩ mukhya dharm-śhāstra haĩ 4 , pahlē daivī dharm kā śhāstra hai gītā .
153The Father says: There are four main religious scriptures. 154The scripture of the first deity religion is the Gita.
151Gītā kisnē gāī ?
155Who spoke the Gita?
152Śhivbābā nē .
156Shiv Baba.
153Gyān sāgar patit-pāvan , sukh kā sāgar śhivbābā hai .
157The Ocean of Knowledge, the Purifier, the Ocean of Happiness, is Shiv Baba.
154Usnē baiṭh bhāratkhaṇḍ kō svarg banāyā , na ki śhrīkr̥iṣhṇa nē .
158He, not Krishna, sat and made Bharat into heaven.
155Śhrīkr̥iṣhṇa tō mērē dvārā gyān sunkar phir śhrīkr̥iṣhṇa banā .
159Shri Krishna heard this knowledge from Me and became Shri Krishna.
156Tō yah gupta bāt huī nā .
160So, this is incognito, is it not?
157Nayē-nayē bachchē in bātō̃ kō samajh na sakē̃ .
161New children cannot understand these matters.
162This is called hell and that is called heaven.
158Śhivbābā nē svarg key|kī sthāpanā key|kī , usmē̃ yah lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē .
163Shiv Baba established heaven and Lakshmi and Narayan used to rule there.
159Ab tum manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .
164You are now becoming deities from human beings.
160Bāp kahtē haĩ is mr̥ityulōk , duḥkhdhām mē̃ tumhārā antim janm hai .
165The Father says: This is your last birth in this land of death, this land of sorrow.
161Bhārat amarlōk thā .
166Bharat used to be a land of immortality.
162Vahā̃ duḥkh kā nām nahī̃ thā .
167There was no mention of sorrow there.
163Bhārat paristān thā , ab kabristān banā hai , phir paristān hōgā .
168Bharat used to be a land of angels; it has now become a graveyard and is to become a land of angels again.
164Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
169All of these matters have to be understood.
165Yah hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī pāṭhśhālā .
170This is the study place for changing from human beings into deities.
166Yah kōī sannyāsiyō̃ kā satsaṅg nahī̃ hai , jahā̃ śhāstra baiṭh sunātē haĩ .
171This is not a spiritual gathering of sannyasis, where they sit and explain the scriptures.
167In bātō̃ kō nayā kōī samajh na sakē jab tak 7 din kā course nahī̃ kiyā hai .
172A new person will not be able to understand any of these things unless he has done the seven days' course.
168Is samay bhakta tō sab manuṣhya mātra haĩ , unhō̃ key|kī ātmā bhī yād kartī hai .
173At this time, all human beings are devotees. 174Those souls remember God.
169Paramātmā ēk māśhūk K|kē sab āśhik haĩ .
175They are all lovers of God, the one Beloved.
170Bāp ākar sachkhaṇḍ banātē haĩ .
176The Father comes and establishes that land of truth.
171Ādhākalp kē bād phir rāvaṇ ākar jhūṭh khaṇḍ banātē haĩ .
177Then, after half a cycle, Ravan comes and makes it into a land of falsehood.
172Abhī hai saṅgam .
178It is now the confluence age.
173Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
179All of these matters have to be understood.
174Achchhā !
180Achcha.
175Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
181To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
176Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
182The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
177Dhārṇā kē liē mukhya sār :
183Essence for dharna:
1781 ) bāp key|kī śhrīmat par chalkar sachchī-sachchī rūhānī sēvā karnī hai .
1841. Truly serve Bharat spiritually by following the Father's shrimat.
179Sarvśhaktimān bāp sē śhakti lē 5 vikārō̃ rūpī śhatruō̃ par vijay pānī hai .
185Take power from the Father, the Almighty Authority, and conquer your enemies, the five vices.
1802 ) manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē pavitra jarūr bannā hai .
1862. In order to become deities from human beings, definitely become pure.
181Knowledge kō dhāraṇ kar kāṇṭē sē fool|phūl bannā aur banānā hai .
187Imbibe this knowledge and become a flower from a thorn and enable others to do the same.
Blessing
182Vardān : vināśh K|kē samay paper mē̃ pās|pass hōnē vālē ākārī light rūpdhārī bhav
188Blessing: May you have a subtle form of light and pass your paper at the time of destruction.
183Vināśh K|kē samay paper mē̃ pās|pass hōnē vā sarv paristhitiyō̃ kā sāmnā karnē kē liē ākārī light rūpdhārī banō .
189In order to pass your paper at the time of destruction and face all adverse situations, be one with a subtle form of light.
184Jab chaltē phirtē light house hō jāyēṅgē tō āpkā yah rūp ( śharīr ) dikhāī nahī̃ dēgā .
190When you become a mobile lighthouse, your physical form will not be visible.
185Jaisē part bajānē samay chōlā dhāraṇ kartē hō , kārya samāpt huā chōlā utārā .
191It will be as though you wear a costume to play your part, and that as soon as you have finished your part, you take it off.
186Ēk second mē̃ dhāraṇ karō aur ēk second mē̃ nyārē hō jāō - jab yah abhyās hōgā tō dēkhnē vālē anubhav karē̃gē ki yah light K|kē vastradhārī haĩ , light hī inhō̃ kā śhraṅgār hai .
192Put it on in a second and then take it off in a second, that is, become detached. 193When you practise this, others who see you will see that you are wearing a costume of light and that light is your decoration.
Slogan
187Slōgan : umaṅg-utsāh K|kē paṅkh sadā sāth hō̃ tō her|har kārya mē̃ saphaltā sahaj miltī hai .
194Slogan: When you constantly wear your wings of zeal and enthusiasm, you will easily achieve success in every task you do.
195*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
188Yē avyakt iśhārē - « niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "
196Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.
189Bāp sarvśhaktivān hai tō uskā hāth pakaṛnē vālē pahũchē ki pahũchē - yah faith rakhō .
197The Father is the Almighty Authority, and so have the faith that, by holding His hand, you will reach your destination.
190Chāhē khud bhalē kamjōr bhī hō lēkin sāthī tō majbūt hai nā !
198Even if you yourself are weak, your Companion is strong, is He not?
191Isliē pār hō hī jāyēṅgē .
199So, you will definitely go across.
192Sadā aisē niśhchaybuddhi vijayī ratna haĩ , isī smr̥iti mē̃ rahō .
200Constantly remain aware that you are a victorious jewel whose intellect has faith.
193Bītī sō bītī , bindī lagākar āgē baṛhō .
201Let the past be the past, put a full stop and move ahead.
194Viśhēṣh note : āj pyārē bāpdādā key|kī ati lāḍlī , dēśh vidēśh K|kē sarv brāhmaṇ parivār key|kī jān , ham sabkē dilō̃ par rājya karnē vālī mīṭhī dādī jānkī jī kā puṇya smr̥iti divas hai .
202Special note: Today is the day of remembrance of Dadi Jankiji, beloved BapDada’s deeply loving child, the life of the whole Brahmin family in this land and abroad and someone who ruled the hearts of everyone.
195Dādī jī nē 104 varṣh key|kī āyu tak vidēhī va jīvanmukt sthiti mē̃ rah , gyān dān K|kē sāth-sāth guṇō̃ kā dān kartē pūrē parivār key|kī alaukik pālnā kī hai .
203Until the age of 104, Dadiji stayed in the bodiless and liberated in life stage. 204Along with donating this knowledge, she also donated virtues and gave spiritual sustenance to the whole family.
196Unkī sār garbhit anēk gyān K|kē guhya rahasyō̃ sē bharpūr classes sabhī kā mārgadarśan kartī rahī haĩ .
205Her essenceful classes full of deep points of this knowledge continued to guide many souls.
197Āj bhī unkī chhatrachhāyā aur unkē dvārā milī huī anmōl śhikṣhāyē̃ anēk brahmā vatsō̃ K|kē kānō̃ mē̃ gūñjtī rahtī haĩ .
206Even today, her canopy of protection and precious teachings continue to echo in the ears of the Brahmin children.
198Dādī jī sachchāī , saphāī aur sādgī key|kī pratimūrti thī .
207Dadiji was the epitome of honesty, cleanliness and simplicity.
199Dādī jī dvārā milī huī anēk anmōl śhikṣhāō̃ mē̃ sē kuchh śhikṣhāyē̃ likh rahē haĩ , sabhī inhē̃ ātmasāt karnā hī .
208Below are some of the precious teachings we received from Dadiji. 209So, please imbibe them.
2001 ) apnē sūkṣhma abhimān kō parakhkar usē jaldī sē khatm karnā hī apnē ūpar āśhīrvād karnā hai .
2101) To recognise your subtle ego and to finish it quickly is to bless yourself.
2012 ) adhik sōchnē , bōlnē aur chintā karnē sē śhakti kharcha hōtī hai , silence mē̃ rahō tō śhakti jamā hō .
2112) Energy is spent in thinking, speaking and worrying too much. 212Stay in silence and energy will be saved.
2023 ) kisī key|kī galatī|galtī chitt par na hō , chitt sāph rakhō tō chain sē rah sakē̃gē .
2133) Do not keep anyone’s mistake in your heart. 214Keep your heart clean and you will be able to live peacefully.
2034 ) samajh sē vyarth va negative kō khatm kar dō tō śhānti priya ban jāyēṅgē .
2154) Finish all waste and negativity with understanding and you will become one who loves peace.
2045 ) bābā sē prize lēnī hai tō niyamō̃ par chalō , thōṛā bhī kahā̃ lagāv jhukāv na hō .
2165) In order to claim a prize from Baba, follow the disciplines. 217Let there not be any attachment or subservience.
2056 ) karma aur sambandh kā patā guṇō̃ sē chaltā hai isliē karma mē̃ rūhāniyat aur sambandh mē̃ sachchāī hō .
2186) Actions and relationships can be known through your virtues. 219Therefore, let there be spirituality in your actions and honesty in your relationships.
2067 ) namratā aur satyatā kō apnā sāthī banā lō tō her|har bāt accurate hōgī .
2207) Make humility and truthfulness your companions and everything will be accurate.
2078 ) pyār māṅgnē kē bajāē svamān mē̃ rahō aur sabkō mān dō tō pyār K|kē pātr ban jāyēṅgē .
2218) Instead of asking for love, stay in your self-respect and give everyone regard, and you will become worthy of love.
2089 ) jō sachchē , svachchha aur serviceable haĩ , vahī paramātma pyār K|kē pātr haĩ .
2229) Those who are honest, clean and serviceable are worthy of God’s love.
20910 ) sēvā kartē double light rahnā , yahī sabsē baṛī sēvā hai .
22310) To remain double light while doing service is the biggest service of all.
21011 ) baṛī bāt kō chhōṭā kar dō tō sūlī bhī kāṇṭā hō jāyēgī .
22411) Make big things small and they will become like a thorn from a crucifix.
21112 ) chintan sādhnā mē̃ interfere kartā hai aur simraṇ sādhnā dvārā siddhi dilātā hai .
22512) Thinking interferes with your spiritual endeavour, whereas remembrance brings you success in your spiritual endeavour.
21213 ) khuśhī kā khajānā sadā kāyam rakhnā hai tō positive sōchnē kā tarīkā sīkh lō .
22613) In order to keep the treasure of happiness constantly with you, learn the art of positive thinking.
21314 ) ab key|kī sthiti hī ant mē̃ kām āyēgī isliē apnī sthiti banānē par dhyān dō .
22714) Your present stage will be useful in the final moments. 228Therefore, pay attention to creating your stage.
21415 ) manōbal aisā baṛhā lō jō kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal mē̃ khud bhī safe rahō aur dūsrō̃ kō bhī sahyōg dē sakō .
22915) Increase the power of your mind so that you remain safe in this forest of thorns and that you are also able to help others.
21516 ) apavitratā sē mukt hōnā hai tō āntarik vairāgya vr̥itti dhāraṇ karō .
23016) In order to become free from impurity, imbibe the inner attitude of disinterest.