शनिवार 28 मार्च 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
028/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - har ēk K|kē pāp chūsnē vālā first class blotting paper ēk śhivbābā hai , uskō yād karō tō pāp khatm hō ' '
1Essence: Sweet children, only Shiv Baba is first-class blotting paper who absorbs everyone's sins. 2Remember Him and your sins will be absolved.
Question
2Praśhna : ātmā par sabsē gaharē dāg kaun sē haĩ , uskō miṭānē liē kaun see|sī|C mēhnat karō ?
3Question: What are the deepest stains on souls? 4What effort do you need to make to erase them?
Answer
3Uttar : ātmā par dēh-abhimān K|kē bahut gaharē dāg paṛē huē haĩ , ghaṛī-ghaṛī kisī dēhdhārī K|kē nām-rūp mē̃ phans paṛtī hai .
5Answer: There are very deep stains of body consciousness on souls. 6Souls repeatedly become trapped in someone's name and form.
4Bāp kō yād na kar dēhdhāriyō̃ kō yād kartī rahtī .
7Souls don't remember the Father but continue to remember bodily beings.
5Ēk dō key|kī dil kō duḥkh dētī hai .
8They continue to cause sorrow for one another's hearts.
6Is dāg kō miṭānē kē liē dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat karō .
9In order to erase these stains, make effort to become soul conscious.
Song
7Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
10Song: Look at your face in the mirror of your heart!
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Mīṭhē-mīṭhē sabhī centres K|kē bachchō̃ nē gīt sunā .
12Sweetest children at all the centres heard the song.
10Ab apnē kō dēkh lō ki kitnē puṇya haĩ aur kitnē pāp miṭē haĩ .
13Look at yourselves and see how much charity you have performed and how many sins you have erased.
11Sārī duniyā sādhū sant ādi pukārtē haĩ ki hē patit-pāvan , ēk hī patit sē pāvan banānē vālā bāp hai .
14The whole world, including the sages and holy men, call out: O Purifier. 15Only the one Father purifies the impure.
12Bākī sabhī mē̃ haĩ pāp .
16All others have sin in them.
13Yah tō tum jāntē hō ki ātmā mē̃ hī pāp haĩ .
17You know that sins are in souls.
14Puṇya bhī ātmā mē̃ haĩ .
18Charity is also accumulated in souls.
15Ātmā hī pāvan , ātmā hī patit bantī hai .
19It is souls that become pure and souls that become impure.
16Yahā̃ sab ātmāyē̃ patit haĩ . 17Pāpō̃ K|kē dāg lagē huē haĩ isliē pāp ātmā kahā jātā hai .
20All souls here are impure; they are covered with stains of sin and this is why they are called sinful souls.
18Ab pāp nikalē kaisē ?
21How can those sins be removed?
19Jab kōī chīz par syāhī vā tēl gir jātā hai tō blotting paper ( sōkhtā ) rakhtē haĩ . 20Vah sārā chūs lētā hai .
22When oil or ink is spilt somewhere, blotting paper is used to absorb it.
21Ab sabhī manuṣhya yād kartē haĩ ēk kō kyōṅki vahī blotting paper hai , patit-pāvan hai .
23All human beings remember the One because He is the Blotting Paper, the Purifier.
22Sivāē us ēk K|kē aur kōī blotting paper hai nahī̃ .
24No one, apart from Him, is the Blotting Paper.
23Vah tō janm janm gaṅgā snān kartē aur hī patit huē haĩ .
25Those people bathe in the Ganges for birth after birth and become even more impure.
24Patitō̃ kō pāvan karnē vālā ēk hī śhivbābā blotting paper hai .
26Only Shiv Baba is the Blotting Paper that purifies the impure.
25Hai bhī chhōṭē tē chhōṭī ēk bindī .
27He is the tiniest of the tiny, just a point.
26Sabkā pāp naṣhṭ kartē haĩ .
28He absolves everyone's sins.
27Kis yukti sē ?
29With what method?
28Sirph kahtē haĩ mujh blotting paper kō yād karō .
30He simply says: Remember Me, the Blotting Paper!
29Maĩ tō chaitanya hū̃ nā .
31I am the Sentient Being.
30Tumkō aur kōī taklīph nahī̃ dētā hū̃ .
32I don't give you any other difficulty.
31Tum bhī ātmā bindī , bāp bhī bindī hai .
33You are souls, points, and I too am a point.
32Kahtē haĩ - sirph mujhē yād karō tō tumhārē sab pāp miṭ jāyēṅgē .
34He says: Simply remember Me and your sins will be erased.
33Ab har ēk apnī dil sē pūchhē ki yād sē kitnē pāp miṭē haĩ ? 34Aur kitnē hamnē kiyē haĩ ?
35Now, each of you should ask your heart: How many sins have been erased with remembrance and how many sins have I committed?
35Bākī kitnē pāp rahē haĩ ?
36How many sins still remain?
36Yah mālūm paṛē kaisē ?
37How can you know this?
37Dūsrē kō bhī rāstā batātē rahō ki ēk blotting paper kō yād karō .
38Continue to show others the path of remembering the one Blotting Paper.
38Sabkō yah rāy dēnā tō achchhā hai nā , yah bhī wonder hai , jinkō rāy dētē haĩ vah tō bāp kō yād karnē mē̃ lag jātē haĩ , aur rāy dēnē vālē khud yād nahī̃ kartē haĩ isliē pāp kaṭtē nahī̃ haĩ .
39It is good to give this advice to everyone. 40It is also a wonder how those who are given this advice begin to remember the Father, whereas those who give the advice don’t remember Him. 41This is why their sins are not cut away.
39Patit-pāvan tō ēk kō hī kahā jātā hai .
42Only the One is called the Purifier.
40Anēk pāp lagē huē haĩ .
43Many sins have been accumulated.
41Kām kā pāp , dēh-abhimān kā tō pahlē number pāp hai , jō sabsē kharāb hai .
44There is the sin of lust. 45The sin of body consciousness is the number one sin which is the worst sin of all.
42Ab bāp kahtē haĩ dēhī-abhimānī banō .
46The Father says: Now, become soul conscious!
43Jitnā māmēkam yād karōgē tō jō tumhārē mē̃ khād paṛī hai , vah bhasma hōgī .
47The more you constantly remember Him alone, the more the alloy will be burnt away.
44Yād karnā hai .
48You have to remember Him.
45Aurō̃ kō bhī yah rāstā batānā hai .
49Also show this path to others.
46Jitnā aurō̃ kō samjhāyēṅgē tō tumhārā bhī bhalā hōgā .
50The more you explain to others, the more you will benefit.
47Is dhandhē mē̃ hī lag jāō .
51Engage yourself in this business.
48Aurō̃ kō bhī yah samjhānā hai ki bāp kō yād karō tō puṇya ātmā ban jāyēṅgē .
52Also tell others: Remember the Father and you will become a charitable soul.
49Tumhārā kām hai dūsrō̃ kō bhī yah batānā ki patit-pāvan ēk hai .
53It is your duty to tell others that there is only the one Purifier.
50Bhal tum gyān nadiyā̃ anēk hō lēkin tum sabkō kahtē hō ki ēk kō yād karō .
54Although there are many rivers of this knowledge, you have to tell everyone to remember the One.
51Vah ēk hī patit-pāvan hai .
55Only He is the Purifier.
52Unkī bahut mahimā hai .
56There is a lot of praise of Him.
53Gyān kā sāgar bhī vah hai .
57He is also the Ocean of Knowledge.
54Us ēk bāp kō yād karnā , dēhī-abhimānī hō rahnā - yah ēk hī bāt difficult hai .
58To remember that one Father and to remain soul conscious is the one difficult thing.
55Bāp sirph tumhārē liē nahī̃ kahtē , balki bābā K|kē dhyān mē̃ tō sabhī centres K|kē bachchē haĩ .
59The Father is not only telling you; He has the children of all the centres in His mind.
56Bāp tō sab bachchō̃ kō dēkhtē haĩ nā , kahā̃ achchhē serviceable bachchē rahtē haĩ , śhivbābā key|kī phulvāṛī hai nā .
60The Father sees all the children. 61There are Shiv Baba's flower gardens where His good serviceable children are.
57Jō achchhī phulvāṛī hōgī unkō hī bābā yād karē̃gē .
62Baba remembers those who are in good flower gardens.
58Sāhūkār ādmī kō 4-5 bachchē hōṅgē tō jō baṛā bachchā hōgā unkō yād karē̃gē .
63When a wealthy person has four or five children, he remembers the eldest son.
59Phūlō̃ key|kī variety hōtī hai nā .
64There are varieties of flowers.
60Tō bābā bhī apnē baṛē bagīchō̃ kō yād kartē haĩ .
65So, Baba also remembers His larger gardens.
61Kōī kō bhī yah rāstā batānā sahaj hai , śhivbābā kō yād karō .
66It is easy to show this path to anyone: Remember Shiv Baba.
62Vahī patit-pāvan hai .
67He alone is the Purifier.
63Khud kahtē haĩ mujhē yād karnē sē tumhārē pāp bhasma hōṅgē .
68He Himself says: By remembering Me, your sins will be burnt away.
64Kitnā first class blotting paper hai sārī duniyā kē liē .
69He is such first-class Blotting Paper for the whole world.
65Sabhī unkō yād kartē haĩ .
70Everyone remembers Him.
66Kōī kō bhī yah rāstā batānā sahaj hai , śhivbābā kō yād karō .
71It is easy to show this path to anyone: Remember Shiv Baba!
67Bāp nē yukti batāī hai ki mujhē yād karnē sē tumhārē par jō dēh-abhimān K|kē dāg haĩ vah miṭ jāyēṅgē .
72The Father has shown you the way to remember Him so that the stains of body consciousness that cover you are erased.
68Mēhnat hai dēhī-abhimānī bannē key|kī .
73Effort is required to become soul conscious.
69Bābā kō kōī sach batātē nahī̃ haĩ .
74No one tells Baba the truth.
70Kōī-kōī chart likh bhējtē haĩ phir thak jātē haĩ .
75Some write a chart and send it to Baba and then become tired.
71Baṛī mañjil hai .
76The destination is very high.
72Māyā naśhā ēkdam tōṛ ḍāltī hai tō phir likhnā bhī chhōṛ dētē haĩ .
77Maya completely breaks all their intoxication and they then stop writing it.
73Ādhākalp kā dēh-abhimān hai , vah chhūṭtā nahī̃ hai .
78The body consciousness of half a cycle cannot be shed.
74Bāp kahtē haĩ sirph yahī dhandhā kartē rahō .
79The Father says: Simply continue to do this business.
75Bāp kō yād karō aur dūsrō̃ kō karāō . 76Bas sabsē ūñch dhandhā hai yah .
80Remember the Father and inspire others to do the same; that’s all! 81This is the highest business of all.
77Jō khud yād nahī kartē vah yah dhandhā karē̃gē hī nahī̃ .
82Those who don't stay in remembrance will not do this business.
78Bāp kī yād - yah hai yōg agni , jissē pāp bhasma hōṅgē isliē pūchhā jātā hai kahā̃ tak pāp bhasma huē haĩ ?
83The remembrance of the Father is the fire of yoga with which your sins are burnt away. 84This is why you are asked to what extent your sins have been burnt away.
79Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā khuśhī kā pārā chaṛhā rahēgā .
85The more you remember the Father, the higher your mercury of happiness will remain.
80Har ēk key|kī dil kō jān saktē haĩ .
86Each of you can know your own heart.
81Dūsrē kō bhī unkī service sē jān saktē haĩ .
87You can also know those of others from the service they do.
82Dūsrō̃ kō rāstā batātē haĩ - bābā kō yād karō .
88You show others the path to remember Baba.
83Vah patit-pāvan hai .
89He is the Purifier.
84Yahā̃ yah tō hai patit tamōpradhān duniyā .
90This here is an impure, tamopradhan world.
85Sabhī ātmāyē̃ aur śharīr tamōpradhān haĩ .
91All souls and their bodies are tamopradhan.
86Abhī vāpis jānā hai .
92You now have to return home.
87Vahā̃ sabhī ātmāyē̃ pavitra rahtī haĩ .
93There, all souls remain pure.
88Jab pavitra banē̃ tab ghar jāyē̃ .
94Only when they become pure can they return home.
89Dūsrō̃ kō bhī yahī rāstā dikhānā chāhiē .
95You also have to show others this path.
90Bāp yukti tō bahut sahaj batātē haĩ . 91Śhivbābā kō yād karō .
96The Father shows you a very good method: Remember Shiv Baba!
92Yahī blotting paper rakhō tō sab pāp chūs jāyēṅgē . 93Tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
97Use this Blotting Paper and all your sins will be absorbed and your sinful actions will be absolved.
94Mūl baṛī bāt hai pāvan bannā .
98The most important thing is to become pure.
95Manuṣhya patit banē haĩ tab tō bulātē haĩ hē patit-pāvan āō , ākar K|kē sabhī kō pāvan banāē sāth lē jāō .
99It is because human beings have become impure that they call out: O Purifier, come! 100Come and purify everyone and take us all back with You!
96Likhā huā bhī hai . 97Sab ātmāō̃ kō pāvan banāē lē jātē haĩ phir kōī bhī patit ātmā rahtī nahī̃ haĩ .
101It is written that He purifies all souls and takes them back home, so that not a single impure soul remains.
98Yah bhī samjhāyā hai pahlē-pahlē svarg-vāsī hī āyēṅgē .
102It is also explained that the residents of heaven will come in the beginning.
99Bāp jō davāī dētē haĩ - yah sabkē liē hai .
103The medicine that the Father gives is for everyone.
100Jō bhī milē unkō yahī davāī dēnī hai .
104Give everyone you meet this medicine.
101Tum father pās|pass jānā chāhtē hō - parantu ātmā patit hai isliē jā nahī̃ saktī .
105You want to go to the Father but, because you souls are impure, you cannot return there.
102Pāvan banō tab jā sakō .
106Become pure and you will be able to go there.
103Hē ātmāyē̃ mujhē yād karō tō maĩ lē jāūṅgā phir vahā̃ sē tumkō sukh mē̃ lē jāūṅgā phir jab purānī duniyā hōtī hai tab tum duḥkh pātē hō .
107O souls, remember Me and I will take you back with Me. 108Then, from there, I will send you to happiness. 109Then, when the world becomes old, you receive sorrow.
104Maĩ kiskō duḥkh nahī̃ dētā hū̃ .
110I don’t cause sorrow for anyone.
105Har ēk apnē kō dēkhē maĩ yād kartā hū̃ ?
111Each one of you should check yourself: Do I remember Baba?
106Jitnā yād karē̃gē utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā .
112The more you remember Him, the higher your mercury of happiness will rise.
107Kitnī sahaj davāī hai , aur kōī sādhū sant ādi is davāī kō nahī̃ jāntē haĩ .
113This is such easy medicine. 114None of the sages or holy men know about this medicine.
108Kahā̃ bhī likhā huā nahī̃ hai .
115It is not written anywhere.
109Yah bilkul naī bāt hai .
116This is something completely new.
110Pāpō̃ kā khātā kōī śharīr mē̃ lagā huā nahī̃ hai .
117The accounts of sin are not attached to bodies.
111Itnī chhōṭī ātmā bindī mē̃ hī sārā part bharā huā hai .
118The whole parts are recorded in such tiny souls.
112Ātmā patit hōgī tō jīv par bhī asar paṛēgā .
119When souls are impure, there is the effect of that on the living beings.
113Ātmā pāvan ban jātī hai - phir śharīr bhī pavitra miltā hai .
120When souls become pure, they receive pure bodies.
114Duḥkhī , sukhī ātmā bantī hai .
121It is souls that become happy and unhappy.
115Śharīr kō chōṭ lagnē sē ātmā kō duḥkh feel hōtā hai .
122When a body is hurt, it is the soul that feels the pain.
116Kahā bhī jātā hai yah duḥkhī ātmā hai , yah sukhī ātmā hai .
123It is said: This one is an unhappy soul and that one is a happy soul.
117Itnī chhōṭī see|sī|C ātmā kitnā part bajātī hai , wonder hai nā .
124It is a wonder how such a tiny soul plays such a part.
118Bāp hai hī sukh dēnē vālā , isliē unkō yād kartē haĩ .
125The Father is the Bestower of Happiness. 126This is why people remember Him.
119Duḥkh dēnē vālā rāvaṇ hai .
127It is Ravan that causes sorrow.
120Sabsē pahlē ātā hai dēh-abhimān .
128It is body consciousness that comes first.
121Abhī bāp samjhātē haĩ tumkō ātma-abhimānī bannā hai , ismē̃ baṛī mēhnat hai .
129The Father explains: You now have to become soul conscious; this requires great effort.
122Bābā jāntē haĩ sachchī dil sē jis yukti sē yād karnā chāhiē , kōī muśhkil yād kartā hai .
130Baba knows that it is with great difficulty that you remember Him in your heart and in the way that you should.
123Yahā̃ rahtē bhī bahut bhūl jātē haĩ .
131Even while living here, many of you forget Him.
124Agar dēhī-abhimānī hōtē tō kōī pāp nahī̃ kartē .
132If you were soul conscious, you would not commit sin.
125Bāp kā pharmān hai hear no evil . . . bandar kē liē tō nahī̃ hai . 126Yah tō manuṣhya kē liē hai .
133The Father's orders are: Hear no evil! 134This doesn’t apply to monkeys (as is portrayed); it applies to human beings.
127Manuṣhya bandar misal haĩ tō bandar kā chitra banāyā hai .
135Because human beings are like monkeys, they use the images of monkeys.
128Bahut haĩ jō sārā din jharmuī jhagmuī kartē haĩ .
136There are many who continue to gossip throughout the day.
129Tō bāp kō samjhānī dēnī hōtī hai .
137Therefore, the Father has to explain.
130Sab centres par kōī na kōī aisē rahtē haĩ jō ēk dō kō duḥkh hī dētē rahtē haĩ .
138At all the centres, there are some people who continue to cause sorrow for one another.
131Kōī achchhē bhī haĩ jō bāp kī yād mē̃ rahtē haĩ .
139There are some good ones who stay in remembrance of the Father.
132Samajhtē haĩ mansā , vāchā , karmaṇā kōī kō duḥkh nahī̃ dēnā hai .
140They believe that they mustn't cause anyone sorrow with their thoughts, words or deeds.
133Vāchā bhī kōī kō duḥkh dēgē tō duḥkhī hōkar marē̃gē .
141If you cause anyone sorrow, even with your words, you will die in sorrow.
134Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kō sabkō sukh dēnā hai .
142The Father says: You children have to give everyone happiness.
135Sabkō kahnā hai ki dēhī-abhimānī banō .
143Tell everyone: Be soul conscious!
136Bāp kō yād karō aur kōī paisē K|kē lēn dēn key|kī bāt nahī̃ .
144Remember the Father and don't talk about any give and take of money.
137Sirph lovely bāp kō yād karō tō tumhārē vikarma bhasma hō jāyēṅgē . 138Tum viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .
145Simply remember the lovely Father and your sins will be burnt away and you will become the masters of the world.
139Bhagvānuvāch - manmanābhav ēk bāp kō aur varsē kō yād karō .
146God says: Manmanbhav! 147Constantly remember Me alone and also remember your inheritance!
140Aur kuchh bhī āpas mē̃ na bōlō sirph bāp kō yād karō . 141Dūsrē kā kalyāṇ karō .
148Don't talk about anything else amongst yourselves. 149Simply remember the Father and benefit others!
142Tum bachchō̃ key|kī avasthā aisī mīṭhī hō jō kōī bhī ākar dēkhē , bōlē bābā K|kē bachchē tō blotting papers haĩ .
150Your stage should be so sweet that anyone who comes would say: Baba's children are blotting paper.
143Abhī vah avasthā nahī̃ hai .
151You don't have that stage now.
144Bābā sē kōī pūchhē tō blotting paper tō kyā abhī kāgaj bhī nahī̃ haĩ .
152If anyone were to ask Baba, then, let alone blotting paper, you aren't even paper yet.
145Bābā sabhī centres K|kē bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
153Baba is speaking to you children at all the centres.
146Bambaī , kalkattā , dēhlī . . . sab jagah bachchē tō haĩ nā .
154There are children at all the centres in Bombay, Calcutta, Delhi etc.
147Report ātī hai bābā phalānē bahut taṅg kartē haĩ .
155Sometimes, Baba receives reports: Such-and such a child is causing a lot of trouble.
148Puṇya ātmā banānē badalē|badlē aur hī pāp ātmā banā dētē haĩ .
156Instead of making others into charitable souls, he makes them into even more sinful souls.
149Bābā sē kōī pūchhē tō jhaṭ batā dēgē .
157Baba would instantly tell anyone who asked Him.
150Śhivbābā tō sab kuchh jāntē haĩ .
158Shiv Baba knows everything.
151Unkē pās|pass sārā hisāb-kitāb hai .
159He has all the accounts.
152Yah bābā bhī batā saktē haĩ .
160Even this Baba can tell you.
153Śhakla sē hī sab mālūm paṛ jātā hai .
161Everything can be understood from your face.
154Yah bābā key|kī yād mē̃ mast haĩ , inkā chēhrā hī khuśhnumaḥ dēvtāō̃ jaisā hai .
162This Baba is also intoxicated with remembrance. 163His face is cheerful and happy like those of the deities.
155Ātmā khuśh hōgī tō śharīr bhī khuśh dēkhnē mē̃ āyēgā .
164When a soul is happy, his body also appears to be happy.
156Śharīr kō duḥkh hōnē sē ātmā kō duḥkh feel hōtā hai .
165When a body suffers, it is the soul that feels the pain.
157Ēk bāt sabkō sunātē rahō ki śhivbābā kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp vināśh hōṅgē .
166Continue to tell everyone one thing: Shiv Baba says: Remember Me and your sins will be absolved.
158Unhōnnē likh diyā hai śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch , śhrīkr̥iṣhṇa kō tō ḍhēr yād kartē haĩ parantu pāp tō miṭtē hī nahī̃ aur hī patit ban gayē haĩ .
167They have written: God Krishna speaks. 168So many people remember Krishna, yet their sins are not absolved. 169Instead, they become even more impure.
159Yah patā hī nahī̃ ki yād kiskō karnā hai , paramātmā kā rūp kyā hai .
170They don't even know whom they have to remember. 171They don't know the form of God.
160Agar sarvavyāpī kahē̃ tō bhī jaisē ātmā star hai vaisē paramātmā bhī star hai kyōṅki ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ tō is hisāb sē bhī bindī ṭhaharī .
172They say that He is omnipresent but, just as a soul is a star, so the Supreme Soul is also a star. 173Because they also say that each soul is the same as the Supreme Soul, so, in those terms, He too is a point.
161Chhōṭī see|sī|C bindī pravēśh kartī hai .
174Such a tiny soul enters this body.
162Sab bindiyō̃ kō kahtē haĩ bachchō̃ māmēkam yād karō .
175He says to all the points: Children, constantly remember Me alone!
163Organs dvārā bōltē haĩ .
176He speaks with these organs.
164Organs bigar tō ātmā āvāj kar na sakē .
177A soul cannot make a sound without organs.
165Tum kah saktē hō ātmā paramātmā kā rūp tō ēk hai nā .
178You can say that the form of each soul and the Supreme Soul are the same, can you not?
166Paramātmā kō baṛā liṅg vā kuchh kah na sakē̃ .
179The Supreme Soul cannot be a huge lingam image or anything else like that.
167Bāp kahtē haĩ maĩ bhī aisā bindī hū̃ parantu maĩ patit-pāvan hū̃ aur tum sabkī ātmāyē̃ patit haĩ .
180The Father says: I too am such a point, but I am the Purifier, whereas you souls are all impure.
168Kitnī sīdhī bāt hai .
181This is such a simple matter.
169Ab dēhī-abhimānī ban mujh bāp kō yād karō , aurō̃ kō bhī rāstā batāō .
182Now become soul conscious and remember Me, the Father, and show this path to others.
170Maĩ akṣhar hī dō kahtā hū̃ - manmanābhav .
183I simply tell you: Manmanabhav!
171Phir thōṛā detail mē̃ batātā hū̃ ki yah ṭāl ṭāliyā̃ haĩ .
184Then, I explain a little detail about the twigs and branches.
172Pahlē satōpradhān satō , rajō , tamō . . . . . mē̃ ātē haĩ .
185First, you are satopradhan and you then go through the stages of sato, rajo and tamo.
173Pāp ātmā bannē sē kitnē dāg lag jātē haĩ .
186There are so many stains on souls when they become sinful souls.
174Vah dāg miṭē̃ kaisē ?
187How can those stains be removed?
175Vah samajhtē haĩ gaṅgā snān sē pāp miṭē̃gē .
188Those people believe that sins will be erased by bathing in the Ganges.
176Parantu vah tō śharīr kā snān hai .
189However, they are bathing their bodies.
177Ātmā bāp kō yād karnē sē hī pāvan ban saktī hai .
190A soul can only become pure by remembering the Father.
178Iskō yād kī yātrā kahā jātā hai .
191This is known as the pilgrimage of remembrance.
179Kitnī sahaj bāt hai , jō rōz-rōz bāp samjhātē rahtē haĩ .
192This is so simple. 193The Father continues to explain this to you every day.
180Gītā mē̃ bhī jōr is par hai - manmanābhav .
194In the Gita, too, they emphasise: “Manmanabhav”!
181Varsā tō milēgā hī sirph mujhē yād karō tō pāp miṭē̃ .
195You will definitely receive your inheritance, but you just have to remember Me so that your sins can be erased.
182Bāp avināśhī blotting paper hai nā .
196The Father is the imperishable Blotting Paper.
183Bāp kahtē haĩ mujhē yād karnē sē tum pāvan ban jātē hō phir rāvaṇ patit banātē haĩ tō aisē bāp kō yād karnā chāhiē nā .
197The Father says: By remembering Me, you become pure, whereas Ravan makes you impure. 198Therefore, you should remember such a Father.
184Aisā bhī hōtā hai jō yād nahī̃ kartē haĩ , unkā kyā hall|hāl hōgā .
199You can imagine the condition of those who don't remember Baba.
185Bāp samjhātē haĩ bachchō̃ aur sab bātē̃ chhōṛ dō .
200The Father explains: Children, renounce everything else!
186Sirph ēk bāt ki dēhī-abhimānī banō , māmēkam yād karō . 187Bas .
201Simply remember one thing: become soul conscious and constantly remember Me alone, that’s all.
188Yah tō jāntē hō ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
202You understand that each soul sheds his body and takes another.
189Ātmā hī duḥkh sukh bhōgtī hai .
203It is the soul that experiences happiness and sorrow.
190Kabhī bhī ēk dō K|kē dil kō nahī̃ duḥkhānā chāhiē .
204Never hurt one another's heart.
191Ēk dō kō sukh pahuñchānā chāhiē .
205Give happiness to one another.
192Tumhārā dhandhā yahī hai .
206This is your business.
193Bahut haĩ jō ēk dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ .
207There are many who continue to cause sorrow for one another.
194Ēk dō key|kī dēh mē̃ phansē rahtē haĩ .
208They remain trapped in the bodies of one another.
195Sārā din ēk dō kō yād kartē rahtē haĩ .
209They continue to remember one another throughout the day.
196Māyā bhī tīkhī hai .
210Maya is very clever.
197Bābā nām nahī̃ lētē haĩ , isliē bābā kahtē haĩ bachchē dēhī-abhimānī bhav .
211Baba does not mention any names. 212That is why Baba says: Children, may you be soul conscious!
198Gyān tō baṛā sahaj hai .
213This knowledge is very easy.
199Yād hī muśhkil hai .
214It is remembrance that is difficult.
200Vah knowledge tō phir bhī 15-20 varṣh paṛhtē haĩ . 201Kitnī subjects hōtī haĩ .
215Those people study so many subjects of that knowledge for 15 to 20 years.
202Yah knowledge tō baṛī sahaj hai .
216This knowledge is very easy.
203Drama kō jānnā ēk kahānī hai .
217To know the drama is like a story.
204Murlī chalānā baṛī bāt nahī̃ .
218It is not a big thing to conduct the murli.
205Yād kī hī bahut muśhkilāt hai .
219It is remembrance that causes great difficulty.
206Bābā phir kah dētē haĩ - drama .
220Baba then says: Drama!
207Phir bhī puruṣhārth kartē rahō .
221Nevertheless, continue to make effort.
208Bāp kō yād karō tō yōg agni sē tumhārē pāp bhasma hōṅgē .
222Remember the Father and your sins will be burnt away in the fire of yoga.
209Achchhē-achchhē bachchē ismē̃ fail hō jātē haĩ .
223Some very good children fail in this.
210Achchhā !
224Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
225To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
226The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
227Essence for dharna:
2141 ) kabhī bhī kisī key|kī dil kō duḥkhī nahī̃ karnā hai .
2281. Never hurt anyone's heart.
215Sabkō sukh pahuñchānā hai .
229Give happiness to everyone.
216Ēk bāp kī yād mē̃ rahnā aur sabkō yād dilānā hai .
230Stay in remembrance of the one Father and remind others of Him.
2172 ) pāpō̃ kā dāg miṭānē kē liē dēhī-abhimānī ban avināśhī blotting paper bāp kō yād karnā hai .
2312. In order to erase the stains of sins, become soul conscious and remember the Father, the imperishable Blotting Paper.
218Aisī mīṭhī avasthā banānī hai jō sabkā kalyāṇ hōtā rahē .
232Make your stage so sweet that you continue to benefit everyone.
Blessing
219Vardān : apnī śhrēṣhṭhatā dvārā navīntā kā jhaṇḍā laharānē vālē śhakti svarūp bhav
233Blessing: May you be an embodiment of power and hoist the flag of newness with your greatness.
220Abhī samay pramāṇ , samīpatā K|kē pramāṇ śhakti rūp kā prabhāv jab dūsrō̃ par ḍālē̃gē tab antim pratyakṣhatā samīp lā sakē̃gē .
234Now, according to the closeness of the time, when you influence others with your form of power, you will then be able to bring the final revelation closer.
221Jaisē snēh aur sahyōg kō pratyakṣha kiyā hai aisē service K|kē āinē mē̃ śhakti rūp kā anubhav karāō .
235Just as you have revealed love and co-operation, in the same way, give the experience of your form of power in the mirror of the service you do.
222Jab apnī śhrēṣhṭhatā dvārā śhakti rūp key|kī navīntā kā jhaṇḍā laharāyēṅgē tab pratyakṣhatā hōgī .
236When you hoist the flag of newness of your Shakti form with your greatness, revelation will take place.
223Apnē śhakti svarūp sē sarvśhaktimān bāp kā sākṣhātkār karāō .
237Give a vision of the Almighty Authority Father with your form of power.
Slogan
224Slōgan : mansā dvārā śhaktiyō̃ kā aur karma dvārā guṇō̃ kā dān dēnā hī mahādān hai .
238Slogan: To donate the powers with your mind and the virtues with your actions are great donations.
239*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
225Yē avyakt iśhārē - « niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "
240Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.
226Bāp kā bachchō̃ mē̃ pūrā faith hai ki yahī mērē bachchē vighna-vināśhak ātmāyē̃ haĩ , pūjya ātmāyē̃ haĩ , yah bachchē bāp sē bhī āgē haĩ .
241The Father has full faith in you children: You are My children who are destroyers of obstacles, worthy-of-worship souls; you children are ahead of the Father.
227Nimitt banē huē sadā bāp kō bhī niśhchinta karnē vālē haĩ , sadā khuśhkhabarī sunānē vālē har ēk viśhēṣh haĩ .
242You are instruments who make the Father carefree, and each one of you is a special soul who always gives good news.
228Svayã mē̃ bhī aisā faith rakh isī smr̥iti svarūp mē̃ rahō tō vijayī ban jāyēṅgē .
243Have such faith in yourself that you become an embodiment of this awareness and you will become victorious.