मंगलवार 31 मार्च 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-03-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

031/03/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ūñch pad pānā hai tō sachchē bāp kē sāth sadā sachchē rahō , kōī bhī bhūl hō tō bāp sē kṣhamā lē lō , apnī mat par nahī̃ chalō ' '

1Essence: Sweet children, in order to claim a high status, always be honest with the true Father. 2If you make a mistake, ask the Father for forgiveness. 3Don’t follow the dictates of your own mind.

Question

2Praśhna  : kaun sē lāl kabhī chhip nahī̃ saktē haĩ  ?

4Question: Which especially loved children can never remain hidden?

Answer

3Uttar  : jinkā īśhvarīy parivār sē pyār hai , jinhē̃ rāt-din service kā hī ōnā rahtā hai , aisē serviceable jō pharamān-baradār aur vaphādār haĩ , kabhī bhī manmat par nahī̃ chaltē haĩ , bāp sē sachchē aur sāph dil haĩ vah kabhī bhī chhip nahī̃ saktē haĩ .

5Answer: The serviceable children who love God’s family, those who are concerned to do service day and night, those who are serviceable, obedient and faithful and never follow the dictates of their own minds, and who have honest hearts and are true to the Father, can never remain hidden.

Song

4Gīt  : tumhī̃ hō mātā pitā …

6Song: You are the Mother and You are the Father.

Murli

5Ōm śhānti .

7Om shanti.

6Gīt mē̃ guarantee kiskī thī  ?

8What does this song guarantee?

7Māt-pitā kē sāth bachchō̃ key|kī guarantee hai ki bābā hamārē tō ēk āp hō dūsrā na kōī .

9The children give a guarantee to the Mother and Father: Baba, I have You alone and none other.

8Kitnī ūñch mañjil hai .

10This is such a high destination.

9Aisē śhrēṣhṭh bāp key|kī śhrīmat par kōī chalē tō guarantee hai , varsā jarūr ūñch pāyēṅgē .

11It is guaranteed for anyone who follows the shrimat of such an elevated Father that he will definitely claim a high inheritance.

10Parantu buddhi kahtī hai baṛī ūñchī mañjil dēkhnē mē̃ ātī hai .

12However, the intellect feels that the destination is very high.

11Jō kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ kōī sirph mālā K|kē dānē bantē haĩ .

13This is why only a handful out of multimillions become the beads of the rosary.

12Kahtē bhī haĩ tum māt-pitā parantu māyā itnī dustar hai , jō kōī muśhkil hī guarantee par chal sakē .

14It is said: You are the Mother and Father, but Maya is so powerful that hardly anyone is able to follow that guarantee.

13Har ēk apnē sē pūchh saktē haĩ ki sach-sach maĩ māt-pitā kā banā hū̃  ?

15Each one of you can ask yourself: Do I truly belong to the Mother and Father?

14Bāp kahtē haĩ nahī̃ . 15Bahut thōṛē haĩ tab tō dēkhō mālā kitnō̃ key|kī bantī hai  ? 16Kitnē kōṭō̃ mē̃ sirph 8 key|kī vaijayantī mālā bantī hai , kaī kahtē ēk haĩ , kartē dūsrā haĩ isliē bāp bhī kahtē haĩ - dēkhō kaisā wonder hai .

16The Father says: No, there are very few of you. 17This is why you can see just how many beads of the rosary there are: out of multimillions, there is the rosary of victory of just eight. 18Some say one thing and do something else. 19This is why the Father says: Look at this wonder!

17Bābā kitnā prēm sē samjhātē haĩ parantu sapūt bachchē bahut thōṛē nikaltē haĩ , ( mālā K|kē dānē ) .

20Baba explains with so much love, but there are very few children who are worthy (those who are beads of the rosary).

18Bachchō̃ mē̃ itnī tākat nahī̃ hai jō śhrīmat par chal sakē̃ , tō jarūr rāvaṇ mat par haĩ isliē itnā pad nahī̃ pā saktē haĩ .

21Children don’t have that much strength to follow shrimat. 22Therefore, they are definitely following the dictates of Ravan. 23This is why they are unable to claim such a high status.

19Kōī birlē hī mālā kā dānā bantē haĩ , vah bhī lāl chhipē nahī̃ rahtē . 20Vah dil par chaṛhē rahtē haĩ .

24It is only a few rare ones who become the beads of the rosary. 25Such especially loved children cannot remain hidden; they remain seated in Baba’s heart.

21Rāt din service kā hī ōnā rahtā hai .

26Their only concern, day and night, is to do service.

22Īśhvarīy sambandh sē lav|love rahtā hai .

27They love all of God’s family.

23Bāhar mē̃ unkī buddhi kahā̃ nahī̃ jātī .

28Their intellects are not pulled outside anywhere.

24Aisā lav|love daivī parivār sē rakhnā hai .

29You have to have such love for the divine family.

25Agyān kāl mē̃ bhī bachchō̃ kā bāp sē , bahan-bhāiyō̃ kā āpas mē̃ bahut hī lav|love rahtā hai .

30On the path of ignorance, too, children have a lot of love for their father; brothers and sisters have a lot of love for each other.

26Yahā̃ tō kōī-kōī kā riñchak mātra bhī bāp sē yōg nahī̃ hai .

31Here, some don’t have even the slightest yoga with the Father.

27Guarantee tō bahut kartē haĩ . 28Bhakti mārg mē̃ gātē haĩ , abhī tō bachchē sammukh haĩ .

32Many give a guarantee and they still sing this on the path of devotion. 33You children are now personally in front of the Father.

29Vichār kiyā jātā hai bhakti mārg mē̃ jō gātē rahtē haĩ , kitnā lav|love sē yād kartē haĩ .

34Just think about it: whatever people sing on the path of devotion, they remember God with so much love!

30Yahā̃ tō yād hī nahī̃ kartē .

35Here, they don’t remember Him.

31Bābā kā bannē sē māyā duśhman ban paṛtī hai . 32Buddhi bāhar chalī jātī hai tō māyā achchhā hī girā dētī hai .

36When you belong to Baba, Maya becomes your enemy and your intellects are pulled outside. 37So, Maya makes you fall very hard.

33Vah khud nahī̃ samajhtē ki ham jō kuchh kartē haĩ vah girnē kē liē hī kartē haĩ .

38They don’t understand that what they themselves do will make them fall.

34Apnī mat par girtē rahtē haĩ .

39Due to following their own dictates, they continue to fall.

35Unkō patā hī nahī̃ paṛtā ki ham kyā kar rahē haĩ .

40They are not aware of what they are doing at all.

36Kuchh tō khāmiyā̃ bachchō̃ mē̃ haĩ nā . 37Kahtē ēk haĩ kartē dūsrā haĩ .

41Some children have weaknesses; they say one thing and do another.

38Nahī̃ tō bāp sē varsā kitnā ūñch miltā hai .

42Otherwise, they could receive such an elevated inheritance from the Father.

39Sachchāī sē kitnā bāp key|kī service mē̃ lag jānā chāhiē .

43You should engage yourselves in doing the Father’s service with so much honesty.

40Parantu māyā kitnī dustar hai . 41Kōṭō̃ mē̃ kōī bāp kō pūrā pahchāntē haĩ .

44However, Maya is so powerful that only a handful out of multimillions recognise the Father fully.

42Bāp kahtē haĩ , kalp-kalp aisē hī hōtā hai .

45The Father says: The same thing happens every cycle.

43Pūrā vaphādār , pharmānbardār na hōnē K|kē kāraṇ un bichārō̃ kā pad aisā hō paṛtā hai .

46Because they are not completely faithful and obedient, the status of those poor ones becomes like that.

44Kahtē bhī haĩ bābā ham rājyōg sīkh nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī banē̃gē .

47They say: Baba, I will study Raja Yoga and become Narayan from an ordinary man or Lakshmi from an ordinary woman.

45Rām sītā nahī̃ banē̃gē .

48I will not become Rama or Sita.

46Hāth bhī uṭhātē haĩ parantu chalan bhī tō aisī chāhiē nā .

49They even raise their hands. 50However, some activity to match that is also required.

47Bēhad kā bāp varsā dēnē kē liē āyē haĩ , unkī śhrīmat par kitnā chalnā chāhiē .

51The unlimited Father has come to give you your inheritance. 52You should follow His shrimat.

48Bahut haĩ jinhōnnē kasam khāyā huā hai ham śhrīmat par nahī̃ chalē̃gē .

53There are many who have taken an oath that they will not follow shrimat.

49Vah chhipē nahī̃ rahtē .

54Such ones cannot remain hidden.

50Kōī key|kī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō dēh-abhimān pahlē thappaṛ lagātā hai phir hai kām .

55When it is not in their fortune, they are first slapped by body consciousness and then by lust.

51Kām nahī̃ tō krōdh , lōbh hai .

56If not lust, then there is anger or greed.

52Haĩ tō sabhī duśhman .

57All of these vices are your enemies.

53Mōh bhī aisī chīz hai jō bilkul hī satyānāśh kar dētā hai .

58Attachment is also such that it totally destroys all truth.

54Lōbh bhī cum|kam nahī̃ hai .

59Greed is no less.

55Baṛē kaṛē duśhman haĩ .

60These are very powerful enemies.

56Pāī paisē key|kī chīz chōrī kar lē̃gē .

61They would steal something only worth a few pennies.

57Yah bhī lōbh hai nā .

62That too is greed.

58Chōrī key|kī bahut gandī ādat hai .

63The habit of stealing is very bad.

59Andar mē̃ dil khānā chāhiē ki ham pāp kartē rahtē haĩ tō kyā pad pāyēṅgē .

64If you continue to commit sin, your conscience will bite, so what status will you receive?

60Śhivbābā K|kē yagya mē̃ ākar bābā kē pās ham aisē kām kaisē kar saktē haĩ .

65How can we perform such actions after coming into Shiv Baba's sacrificial fire?

61Māyā bahut ulṭē kām karātī hai .

66Maya makes them perform many wrong actions.

62Kitnā bhī samjhāō phir bhī ādat miṭtī nahī̃ hai .

67No matter how much is explained to them, they do not break their habits.

63Kōī nām rūp mē̃ phans paṛtē haĩ .

68Some are trapped in name and form.

64Dēh-abhimān K|kē kāraṇ nām rūp mē̃ bhī ā jātē haĩ .

69Because of body consciousness, they become trapped in name and form.

65Har ēk centre kā bābā kō sārā mālūm rahtā hai nā .

70Baba knows everything about all the centres.

66Bābā bhī kyā karē , samjhānā tō paṛē .

71What can Baba do? 72He has to explain.

67Kitnē centres haĩ .

73There are so many centres.

68Kitnē bābā kē pās samāchār ātē haĩ . 69Phikarāt tō rahtī hai nā .

74Baba receives so much news that He is concerned.

70Phir samjhānā paṛtā hai , māyā cum|kam nahī̃ hai . 71Bahut taṅg kartī hai .

75Therefore, He has to explain. 76Maya is no less; she harasses you a lot.

72Achchhē-achchhē bachchō̃ kō kahā jātā hai baṛā kahāvanā baṛā duḥkh pānā .

77It is said to very good children: To seek a high position is to receive a lot of sorrow.

73Yahā̃ tō duḥkh key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

78Here, there is no question of sorrow.

74Jāntē haĩ kalp pahlē bhī aisē huā thā .

79You understand that the same thing happened in the previous cycle.

75Īśhvar kā bankar phir bhī māyā K|kē vaśh hō jātē haĩ . 76Kōī na kōī vikarma kar lētē haĩ , tab bāp kahtē haĩ pratigyā tō bahut bachchē kartē haĩ ki bābā ham āpkī śhrīmat par jarūr chalē̃gē , parantu chaltē nahī̃ haĩ isliē mālā dēkhō kitnī chhōṭī bantī hai , bākī tō hai prajā .

80After belonging to God, they are caught by Maya and then perform one sinful action or other. 81This is why the Father says: Many children promise Baba: I will definitely follow Your shrimat, but they don’t follow it. 82Therefore, just look how small the rosary is! 83All the rest are subjects.

77Kitnī baṛī mañjil hai , ismē̃ dil key|kī baṛī saphāī chāhiē .

84The destination is so high. 85Cleanliness of the heart is required for this.

78Kahāvat bhī hai - sach tō biṭhō nach .

86There is a saying: When there is honesty, the heart dances.

79Agar bāp kē sāth sachchā chaltā rahē tō satyug mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth jākar dance karē̃gē .

87When you continue to be honest with the Father, you will definitely dance with Krishna in the golden age.

80Satyug mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā dance hī maśhhūr hai .

88The golden-aged dance of Krishna is very well known.

81Rās līlā , rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī hī dikhātē haĩ .

89They show the Raas-leela dance (the divine activities) of Radhe and Krishna.

82Pīchhē rāmalīlā dikhātē haĩ .

90Then they show the Rama-leela dance, the divine activities of Rama and Sita.

83Parantu number one mē̃ rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī rās līlā hai kyōṅki is samay vah bāp sē bahut hī sachchē bantē haĩ tō kitnā ūñch pad pātē haĩ .

91However, the Raas-leela of Radhe and Krishna is number one. 92Why? 93Because they remain very honest with the Father at this time. 94Therefore, they claim such a high status.

84Hāth tō bahut uṭhātē haĩ , parantu māyā kaisī hai .

95Many children raise their hands. 96However, what is Maya like?

85Pratigyā kartē haĩ tō us par chalnā paṛē nā . 86Māyā K|kē bhūtō̃ kō bhagānā hai .

97You have to fulfil the promise you make to chase away the evil spirits of Maya.

87Dēh-abhimān kē pīchhē sab bhūt chaṭak jātē haĩ .

98After you become body conscious, all the other evil spirits also cling to you.

88Bābā kahtē haĩ dēhī-abhimānī ban bāp kō yād karō .

99Baba says: Become soul conscious and remember the Father.

89Usmē̃ bhī savērē-savērē baiṭh bātē̃ karō .

100In that, too, sit and talk to Baba early in the morning.

90Bābā key|kī mahimā karō .

101Praise Baba.

91Bhaktimārg mē̃ bhal yād kartē haĩ parantu mahimā tō kōī kī hai nahī̃ .

102On the path of devotion, although they remember many, there is no real praise of anyone.

92Śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karē̃gē . 93Mahimā karē̃gē - mākhan churāyā , unkō bhagāyā . 94Akāsur , bakāsur kō mārā , yah kiyā .

103They remember Krishna, sing his praise and say that he stole butter, that he abducted women, that he killed the demons, Akasur and Bakasur, that he did this and that.

95Bas aur kyā kahē̃gē .

104What else do they say?

96Yah hai sab jhūṭh .

105All of those are lies.

97Sach key|kī rattī nahī̃ .

106There isn’t an ounce of truth in them.

98Phir rāstā kyā batāyēṅgē  !

107So, how could he show you the path?

99Mukti kō hī nahī̃ jāntē .

108They don't know about liberation at all.

100Is samay sārē viśhva par rāvaṇ kā rājya hai .

109At this time, there is the kingdom of Ravan over the whole world.

101Sab is samay patit haĩ .

110Everyone is impure at this time.

102Manuṣhya bhraṣhṭāchārī kā arth|earth bhī nahī̃ samajhtē haĩ .

111Human beings don’t even understand the meaning of the word “corrupt”.

103Yah bhī nahī̃ jāntē ki satyug mē̃ nirvikārī dēvtāyē̃ thē .

112They don’t even understand that, in the golden age, there were viceless deities.

104Gātē bhī haĩ sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ .

113They sing: You are full of all virtues, 16 celestial degrees full.

105Parantu phir kah dētē - vahā̃ bhī rāvaṇ , kaṅs , jarāsandhī ādi thē .

114In spite of that, they say that Ravan, Kans, Jarasandha, etc. also exist there.

106Kahā jātā hai pavitra banō , tō kahtē haĩ dēvtāō̃ kō bhī tō bachchē ādi thē nā .

115When they are told to remain pure, they reply that the deities still had children.

107Arē , tum gātē hō sarvguṇ sampann . . sampūrṇ nirvikārī phir vikār key|kī bāt kaisē hō saktī .

116Oh! 117But you sing: You are full of all virtues, completely viceless, and so how can there be any question of vice?

108Tum bhī nirvikārī banō tō kahtē haĩ sr̥iṣhṭi kaisē baṛhēgī .

118When you tell them to become viceless, they reply: How would the world population grow?

109Bachchē kaisē paidā hōṅgē .

119How would children be born?

110Mandirō̃ mē̃ jākar mahimā gātē haĩ . 111Ghar mē̃ ānē sē vah mahimā bhī bhūl jātē haĩ .

120They sing praise at the temple and when they go back home, they even forget that praise.

112Bhal tum jāñch karkē dēkhō .

121Go and see this for yourselves.

113Ghar mē̃ jākar samjhāō tō mānē̃gē nahī̃ .

122When you go to explain at their homes, they do not listen to you.

114Vahā̃ key|kī bāt vahā̃ hī rahī .

123Whatever they heard there (at the exhibitions) was left there.

115Pavitra bannē kē liē kahō tō kahē̃gē vāh  ! 116Iskē bigar duniyā kaisē chalēgī .

124Tell them to become pure and they will reply: Wonderful, but how can the world continue without this?

117Unkō patā hī nahī̃ ki viceless duniyā kaisē chaltī hai .

125They don’t even understand how the viceless world functions.

118Bachchō̃ nē gīt bhī sunā . 119Pratigyā kartē haĩ - tumhārī mat par chalē̃gē kyōṅki śhrīmat par chalnē mē̃ kalyāṇ hai .

126You children heard the song and you also promised: I will follow Your shrimat, because there is benefit in following shrimat.

120Bāp tō kahtē rahtē haĩ śhrīmat par chalō , nahī̃ tō ākhir maut ā jāyēgā .

127The Father says: Follow shrimat. 128Otherwise, death will come!

121Phir tribunal mē̃ sab batānā paṛēgā .

129Then, everything will have to be revealed at the Tribunal.

122Tumnē hī yah pāp kiyē haĩ .

130You committed these sins.

123Apnī mat par chalkar phir kalp-kalp kā dāg lag jāyēgā .

131You followed your own dictates and so there is this stain every cycle.

124Aisē nahī̃ ki ēk bār fail huā tō dūsrē tīsrē varṣh mē̃ paṛhēgā .

132It isn’t that if you fail once, you can then study again in the second or third year.

125Nahī̃ . 126Abhī nā-pass huā tō kalp-kalp hōtā rahēgā , isliē puruṣhārth bahut karnā hai .

133No, if you fail now, you fail every cycle. 134This is why you must make a lot of effort.

127Kadam-kadam śhrīmat par chalō .

135Follow shrimat at every step.

128Andar kuchh bhī ganda na rahē .

136Let there be nothing dirty within you.

129Hr̥iday kō śhuddha banānā hai .

137Make your heart pure and clean.

130Nārad kō bhī kahā nā - apnī śhakla āinē mē̃ dēkhō .

138Narad was told to look at his face in the mirror.

131Tō dēkhā maĩ tō bandar misal hū̃ .

139He then saw that he was like a monkey.

132Yah ēk dr̥iṣhṭānt hai .

140That too is just an example.

133Apnē sē pūchhnā hai ki ham kahā̃ tak śhrīmat par chal rahē haĩ .

141Ask yourself: To what extent do I follow shrimat?

134Buddhiyōg kahā̃ bāhar tō nahī̃ bhaṭaktā hai  ?

142Is my intellect’s yoga wandering outside?

135Dēh-abhimān mē̃ tō nahī̃ hū̃  ?

143I am not body conscious, am I?

136Dēhī-abhimānī tō service mē̃ lagā rahēgā .

144Those who are soul conscious will remain engaged in doing service.

137Sārā madār yōg par hai .

145Everything depends on yoga.

138Bhārat kā yōg maśhhūr hai .

146The yoga of Bharat is very well known.

139Vah tō nirākār bāp hī nirākār bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

147The incorporeal Father only explains to the incorporeal children.

140Iskō kahā jātā hai sahaj rājyōg .

148This is called easy Raja Yoga.

141Likhā huā bhī hai nirākār bāp nē sahaj rājyōg sikhāyā .

149It is written that the incorporeal Father taught easy Raja Yoga.

142Sirph śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .

150It is just that they inserted Krishna’s name.

143Tum jāntē hō hamkō aisā lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai .

151You know that you have to become like Lakshmi and Narayan.

144Puṇya ātmā bannā hai .

152You have to become pure and charitable souls.

145Pāp key|kī kōī bāt nahī̃ .

153There is no question of sin.

146Bāp kī yād mē̃ hī rahkar unkī service mē̃ rahnā hai .

154Stay in remembrance of the Father and engage yourself in doing His service.

147Itnā ūñch pad pānā hai tō kuchh tō mēhnat karē̃gē nā .

155If you want to claim a high status, you will make effort, will you not?

148Sannyāsī ādi tō kah dētē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah kamal fool|phūl samān rahē̃ , yah hō nahī̃ saktā .

156Sannyasis say that it is impossible to live at home with your family and remain as pure as a lotus.

149Sampūrṇ bannē mē̃ bahut fail hō jātē haĩ kyōṅki yād nahī̃ kar saktē haĩ .

157Many children fail to become perfect because they’re unable to stay in remembrance.

150Abhī prāchīn yōg bāp sikhlā rahē haĩ .

158The Father is now teaching you ancient yoga.

151Bāp kahtē haĩ yōg tō maĩ svayã hī ākar sikhlātā hū̃ , ab mujhē yād karō .

159The Father says: I come and teach you yoga Myself. 160Now remember Me!

152Tumkō mērē pās|pass ānā hai .

161You have to come to Me.

153Yah hai yād kī yātrā .

162This is the pilgrimage of remembrance.

154Tumhārā sweet silence home vah hai .

163That is your sweet silence home.

155Yah bhī jāntē haĩ ki ham hī bāp sē pūrā varsā pāyēṅgē .

164You residents of Bharat understand that you will go to Bharat and claim your full inheritance.

156Tō bāp bār-bār samjhātē haĩ , pratigyā par pūrē rahō .

165The Father repeatedly explains to you: Fulfil your promise fully.

157Bhūl hō jātī hai tō bāp sē kṣhamā lēnī chāhiē .

166If you make a mistake, ask the Father for forgiveness.

158Dēkhō , yah bachchā kṣhamā lēnē liē khās bābā kē pās ēk din kē liē āyā hai .

167Look, this child has especially come to Baba for one day to ask for forgiveness.

159Thōṛī bhūl huī hai tō bhāgā hai kyōṅki dil kō khātā hai tō samjhā sammukh jākar bābā kō sunāyē̃ .

168He made a slight mistake and has therefore come running here. 169Because his conscience is biting, he thought he would come personally to Baba and confess everything to Baba.

160Kitnā bāp kē prati regard hai .

170He has so much regard for the Father.

161Bahut bachchē haĩ jō issē bhī jāstī vikarma kartē rahtē haĩ , patā bhī nahī̃ paṛtā .

171Many children perform much more sinful actions than this and they are not even aware of it.

162Ham tō kahtē haĩ vāh bachchā , baṛā achchhā hai .

172The Father says: Wonderful child! 173You are very good.

163Thōṛī see|sī|C bhūl key|kī kṣhamā lēnē āyā hai .

174You made a slight mistake and you came to ask for forgiveness.

164Bābā kā hamēśhā kahnā hai ki bhūl batākar kṣhamā lē lō .

175Baba says: Always tell Baba about your mistake and ask for forgiveness.

165Nahī̃ tō vah pāp vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē . 166Phir gir paṛē̃gē .

176Otherwise, that sin would continue to grow and you would then fall.

167Mukhya yōg sē hī bach sakē̃gē .

177It is only by having yoga, the main thing, that you can be saved.

168Jis yōg key|kī bahut kamī hai .

178This yoga is greatly lacking.

169Gyān tō bahut sahaj hai .

179This knowledge is very easy.

170Yah tō jaisē ēk kahānī hai ki āj sē 5 hajār varṣh pahlē kiskā rājya thā , kaisē rājya kiyā , kitnā samay kiyā , phir rājya kartē-kartē kaisē vikārō̃ mē̃ phansē .

180It is like a story: whose kingdom it was 5000 years ago and how they ruled it; for how long they ruled it and how they became trapped in the vices while ruling the kingdom.

171Kōī nē chaṛhāī nahī̃ key|kī . 172Chaṛhāī tō bād mē̃ jab vaiśhya banē̃ tab huī hai .

181No one conquered them; they were conquered later, when they became merchants.

173Unhō̃ sē tō rāvaṇ nē rājya chhīnā .

182Ravan snatched their kingdom away from them.

174Tum phir rāvaṇ par jīt pākar rājya lētē hō , yah bhī kiskī buddhi mē̃ muśhkil baiṭhtā hai .

183You are once again conquering Ravan and claiming back your kingdom. 184Even this hardly sits in anyone’s intellect.

175Tumhē̃ bāp sē pūrā vaphādār , pharmānbardār hōkar rahnā haĩ .

185There are those who are completely faithful and obedient to the Father.

176Agyānkāl mē̃ bhī kōī vaphādār , pharmānbardār hōtē haĩ .

186On the path of ignorance, too, some are faithful and obedient.

177Kōī naukar bhī baṛē imāndār hōtē haĩ .

187Some servants are very trustworthy.

178Lākhō̃ rūpayē paṛē rahē̃ , kabhī ēk bhī uṭhāyēṅgē nahī̃ .

188Even though there may be hundreds of thousands of rupees lying around, they would not take even one rupee.

179Kahtē haĩ - sēṭh jī āp cābiyā̃ chhōṛ gayē thē , ham sambhāl kar liyē baiṭhē haĩ .

189They would say: Master, you left the keys and so I have carefully brought them back to you.

180Aisē bhī hōtē haĩ .

190There are still such people.

181Bāp tō bahut achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ .

191The Father continues to explain to you very clearly.

182Vivēk kahtā hai ki is kāraṇ sē mālā kā dānā nahī̃ bantē haĩ .

192Reason says: Because of this, some are unable to become beads of the rosary.

183Phir vahā̃ jākar dās dāsĩyā̃ banē̃gē .

193Therefore, they go there and become maids and servants.

184Nahī̃ paṛhnē sē jarūr yah hall|hāl hōtā hōgā .

194Because they don’t study, that definitely becomes their condition.

185Śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ .

195They don’t follow shrimat.

186Bāp samjhātē haĩ tumhārī mañjil sārī hai yōg key|kī .

196The Father explains: Your focus is fully on yoga.

187Māyā ēkdam nāk sē pakaṛ yōg lagānē nahī̃ dētī .

197Maya completely catches hold of you by the nose and doesn’t allow you to have yoga.

188Yōg hō tō service bahut achchhī karē̃ . 189Pāpō̃ kā ḍar rahē .

198If they had yoga, they would do very good service; there would be the fear of committing sin.

190Jaisē yah bachchā tō bahut achchhā hai .

199This child is very good.

191Sachchāī hō tō aisī .

200If there is honesty, it would be like that.

192Achchhē-achchhē bachchō̃ sē inkā pad achchhā hai .

201This one’s status is higher than that of even some good children.

193Aur jō service kartē rahtē haĩ , vah kahā̃ na kahā̃ phansē rahtē haĩ . 194Kuchh bhī batātē nahī̃ haĩ .

202Those who do service are trapped somewhere or other; they don’t tell Baba anything.

195Kahnē sē chhōṛtē bhī nahī̃ haĩ .

203Even when they are asked to leave what they are trapped in, they don’t do so.

196Gīt mē̃ tō dēkhō , pratigyā kartē haĩ ki kuchh bhī hō jāē , kabhī aisī bhūl nahī̃ karē̃gē .

204In the song, they promised: No matter what happens, I will never make such a mistake again.

197Mūl bāt hai dēh-abhimān key|kī .

205The main thing is body consciousness.

198Dēh-abhimān sē hī bhūlē̃ hōtī haĩ .

206It is because of body consciousness that you make mistakes.

199Bahut bhūlē̃ kartē haĩ isliē sāvadhānī dī jātī hai .

207Many make mistakes and this is why you are cautioned.

200Bāp kā kām hai samjhānā .

208The Father’s duty is to explain to you.

201Na samjhāyē tō kahē̃gē hamkō kōī nē samjhāyā thōṛēhī .

209If He didn’t explain, you would say: No one told us about this.

202Is par ēk kahānī bhī hai .

210There is a story based on this.

203Bāp bhī kahtē haĩ bachchē khabardār rahō .

211The Father says: Children, be cautious!

204Nahī̃ tō bahut sajā khānī paṛēgī .

212Otherwise, a lot of punishment will have to be experienced.

205Phir aisē nahī̃ kahnā ki hamkō samjhāyā kyō̃ nahī̃ .

213Don’t then say: Why weren’t we told about this?

206Bāp sāph samjhātē haĩ thōṛā bhī pāp karnē sē bahut vr̥iddhi hō jātī hai . 207Phir bāp kē āgē sir bhī nahī̃ uṭhā sakē̃gē .

214The Father explains everything to you very clearly. 215When you commit even a slight sin, that increases a great deal and you then aren’t able to raise your head in front of the Father.

208Jhūṭh bōlnē sē tō tōbā̃-tōbā̃ karnī chāhiē .

216Instead of telling lies, confess and ask for forgiveness.

209Aisē nahī̃ samjhō ki śhivbābā hamkō dēkhtē thōṛēhī haĩ .

217Don’t think that Shiv Baba can’t see you.

210Arē agyān kāl mē̃ bhī vah sab jāntē haĩ tab tō pāp aur puṇya kā ēvajā dētē haĩ .

218He knows everything on the path of ignorance too for that is how He gives the return of sin and charity.

211Sāph kahtē haĩ ki tum pāp karē̃gē tō tumhārē liē bahut baṛī kaṛī sajā hai .

219He tells you very clearly: If you commit sin, there will be very severe punishment for you.

212Bāp sē varsā lēnē āyē hō , tō uskē badalē|badlē dōnō̃ kān tō nahī̃ kaṭānā chāhiē nā .

220You have come here to claim your inheritance from the Father. 221Let it not be that you cut both your ears off instead.

213Kahtē ēk haĩ aur yād kartē haĩ dūsrō̃ kō .

222They say one thing and remember someone else.

214Bāp kō yād nahī̃ kartē tō batāō unkī gati kyā hōgī  ?

223What would be the condition of those who don’t remember the Father?

215Sach khānā , sach bōlnā , sach pahannā . . . . . yah bhī abhī key|kī bāt hai .

224To eat pure food, to speak the truth, to wear simple clothes also refers to this time.

216Jabki bāp ākar sikhātē haĩ tō unsē her|har bāt mē̃ sachchā rahnā chāhiē .

225Since the Father has come and is teaching you, you should remain honest with Him in every respect.

217Achchhā  !

226Achcha.

218Aisē sachchē vaphādār , pharmānbardār bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

227To such honest, faithful and obedient children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

228The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

229Essence for dharna:

2211 ) sachchāī sē bāp key|kī service mē̃ lag jānā hai .

2301. Engage yourself in doing the Father’s service with honesty.

222Pūrā vaphādār , pharmānbardār bannā hai .

231Remain completely honest and faithful.

223Īśhvarīy parivār sē sachchā lav|love rakhnā hai .

232Have true love for God’s family.

2242 ) śhrīmat mē̃ manmat vā rāvaṇ key|kī mat mix nahī̃ karnī hai .

2332. Don’t mix the dictates of your own mind or the dictates of Ravan with shrimat.

225Ēk bāp dūsrā na kōī is guarantee mē̃ pakkā rahnā hai .

234Make your guarantee of belonging to the one Father and none other firm.

226Hr̥iday kō śhuddha pavitra banānā hai .

235Keep your heart pure and clean.

Blessing

227Vardān  : rūhāniyat key|kī khuśhbū K|kē ādhār par sarv kō paramātma sandēśh dēnē vālē viśhva kalyāṇkārī bhav

236Blessing: May you be a world benefactor and give everyone God’s message with the fragrance of your spirituality.

228Rūhāniyat key|kī sarvśhaktiyā̃ svayã mē̃ dhāraṇ kar lō tō rūhāniyat key|kī khuśhbū sahaj hī anēk ātmāō̃ kō apnē taraph ākarṣhit karēgī .

237Imbibe all the powers of spirituality and your fragrance of spirituality will easily attract all souls to you.

229Jaisē mansā śhakti sē prakr̥iti kō tamōpradhān sē satōpradhān banātē hō vaisē anya viśhva key|kī ātmāyē̃ jō āp lōgō̃ kē āgē nahī̃ ā sakē̃gī unkō dūr rahtē huē bhī āp rūhāniyat key|kī śhakti sē bāp kā parichay vā mukhya sandēśh dē sakē̃gē .

238Since you are able to make tamopradhan matter satopradhan with the power of your mind, then use the power of your spirituality to be able to give even from a distance the Father’s main message to souls who are not able to come in front of you.

230Yah sūkṣhma machinery jab tēj karō tab anēk taṛaphtī huī ātmāō̃ kō añchalī milēgī aur āp viśhva kalyāṇkārī kahalāyēṅgē .

239When you speed up this subtle machinery, many desperate souls will receive a drop of something and you will be called a world benefactor.

Slogan

231Slōgan  : apnē pās|pass śhuddha vā śhrēṣhṭh saṅkalp emerge rakhō tō vyarth svataḥ merge hō jāyēṅgē .

240Slogan: Let pure and elevated thoughts emerge in yourself and any waste will automatically become merged.

241*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

232Yē avyakt iśhārē - «  niśhchay K|kē foundation kō majbūt kar sadā nirbhay aur niśhchint rahō "

242Avyakt Signal: Make your foundation of faith strong and remain constantly fearless and carefree.

233Jis samay kōī bhī paristhiti āyē tō bāp kō sāthī banā lō tō anubhav karē̃gē ki maĩ akēlā nahī̃ hū̃ , mērē sāth viśhēṣh śhakti hai .

243Whenever any adverse situation comes in front of you, make the Father your Companion and you will experience not being alone, but that some special power is with you.

234Jahā̃ bāp hai vahā̃ chāhē kitnē bhī tūphān hō̃ , vah tōphā ban jāyēṅgē .

244No matter how many storms come, those storms become a gift when the Father is present with you.

235Niśhchay buddhi vijayanti - is title key|kī smr̥iti sē vijayī banō aur vijayī varṣh manāō .

245Become a victorious soul and celebrate the year of victory with the awareness of the title, “Those whose intellects have faith are victorious.”