बुधवार 1 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
001-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
001/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp jō hai , jaisā hai , tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār pahchāntē haĩ , agar sab pahchān lē̃ tō bahut bhīṛ mach jāyē ' '
1Essence: Sweet children, you children are numberwise in knowing the Father as He is and what He is. 2If everyone were to recognise Him, there would be a huge crowd here.
Question
2Praśhna : chārō̃ ōr pratyakṣhatā kā āvāj kab phailēgā ?
3Question: When will the sound of revelation spread everywhere?
Answer
3Uttar : jab manuṣhyō̃ kō patā paṛēgā ki svayã bhagvān is purānī duniyā kā vināśh karākē naī duniyā sthāpan karnē āyē haĩ .
4Answer: When human beings find out that God, Himself, has come to establish a new world by destroying this old world.
42 - ham sabkī sadgati karnē vālā bāp hamē̃ bhakti kā phal dēnē āyā hai .
5The Father who bestows salvation on everyone has come to grant us the fruit of our devotion.
5Yah niśhchay hō tō pratyakṣhatā hō jāē . 6Chārō̃ ōr halchal mach jāē .
6When there is this faith, revelation will take place and there will be upheaval everywhere.
Song
7Gīt : jō piyā kē sāth hai …
7Song: The rain of this knowledge is for those who are with the Beloved.
Murli
8Ōm śhānti .
8Om shanti.
9Bachchō̃ nē gīt kī dō line sunī .
9You children heard two lines of the song.
10Jō piyā kē sāth hai , ab piyā kaun hai !
10This rain is for those who are with the Beloved.
11Yah duniyā nahī̃ jāntī .
11The world doesn’t know who the Beloved is.
12Bhal ḍhēr bachchē haĩ , unmē̃ bhī bahut haĩ jō nahī̃ jāntē haĩ ki kis prakār sē bāp kō yād karnā chāhiē .
12Although there are many children, many of them don’t know how they should remember the Father.
13Vah yād karnē nahī̃ ātā . 14Ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
13They don’t know how to remember Him; they repeatedly forget Him.
15Bāp samjhātē haĩ bachchē apnē kō ātmā samjhō , ham bindī haĩ .
14The Father explains: Children, consider yourselves to be souls. 15You are points.
16Bāp , gyān kā sāgar hai , unkō hī yād karnā hai .
16The Father is the Ocean of Knowledge and you have to remember Him.
17Yād karnē key|kī aisī practice paṛ jāē jō nirantar yād ṭhahar jāyē .
17Instil in yourselves such a practice of remembrance that remembrance becomes constant.
18Pichhāṛī mē̃ yahī yād rahē ki ham ātmā haĩ , śharīr tō hai parantu yah gyān buddhi mē̃ rakhnā hai ki ham ātmā haĩ .
18At the end, only remember: I am a soul. 19Each of you has a body, but keep the knowledge of being a soul in your intellect.
19Bāp kā direction milā huā hai maĩ jō hū̃ , us rūp mē̃ kōī virlā yād kartē haĩ .
20You have received the Father’s direction. 21Hardly anyone remembers Me as I am.
20Dēh-abhimān mē̃ bachchē bahut ā jātē haĩ .
22Some children become very body conscious.
21Bāp nē samjhāyā hai , kōī kō bhī jab tak bāp kā parichay nahī̃ diyā hai tab tak kuchh bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .
23The Father has explained that, until you give the Father’s introduction to someone, he or she won’t be able to understand anything.
22Pahlē tō unhō̃ kō yah mālūm paṛē ki vah nirākār hamārā bāp , gītā kā bhagvān hai , vahī sarv kā sadgati dātā hai .
24First of all, they should know that that incorporeal One is our Father, the God of the Gita, that He is the Bestower of Salvation for All.
23Vah is samay sadgati karnē kā part bajā rahē haĩ .
25At this time, He is playing the part of granting salvation.
24Is point mē̃ niśhchaybuddhi hō jāē̃ tō phir jō bhī itnē sādhū-santa ādi haĩ sab ēk second mē̃ ā jāyē̃ . 25Bhārat mē̃ baṛā haṅgāmā mach jāyē .
26If their intellects had faith regarding this point, all the sages and holy men, etc. would come here in a second; there would be great chaos in Bharat.
26Abhī mālūm paṛ jāyē ki yah duniyā vināśh hōnē vālī hai . 27Is bāt kā niśhchay hō jāē tō bambaī sē lēkar ābū tak queue lag jāyē .
27If they were to know that this world is now to be destroyed, there would be a queue from Bombay to Abu.
28Lēkin itnā jaldī kōī kō niśhchay nahī̃ hō saktā .
28However, no one can have such faith that quickly.
29Tum jāntē hō vināśh hōnā hai , yah sab ghōr nidrā mē̃ sōyē hī rahnē haĩ .
29You know that destruction has to take place. 30All of them will remain sleeping in a deep slumber.
30Phir ant samay tumhārā prabhāv nikalēgā .
31Then, at the end, your influence will spread.
31Māsī kā ghar nahī̃ hai jō is bāt mē̃ niśhchay hō jāē ki gītā kā bhagvān parampitā paramātmā śhiv hai .
32To have faith in the aspect of the God of the Gita being the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, is not like going to your aunty’s home!
32Yah prasiddh hō jāē tō sārē bhārat mē̃ āvāj hō jāyē .
33If this were to become well known, there would be that sound throughout the whole of Bharat.
33Abhī tō tum ēk kō samjhāyēṅgē tō dūsrā kahēgā tumkō jādū lag gayā hai .
34As yet, when you explain to someone, someone else would tell him that a magic spell has been cast on him.
34Yah jhāṛ bahut dhīrē-dhīrē baṛhnā hai .
35This tree has to grow very slowly.
35Abhī thōṛā time hai phir bhī puruṣhārth karnē mē̃ harjā nahī̃ hai .
36There is still a little time left. 37You still have time to make effort.
36Tum baṛē-baṛē lōgō̃ kō samjhātē hō , parantu vē|way kuchh bhī samajhtē thōṛēhī haĩ .
38You explain to prominent people but they don’t understand anything.
37Bachchō̃ mē̃ bhī kaī is knowledge kō samajhtē nahī̃ haĩ .
39Among you children too, some of you don’t understand this knowledge.
38Bāp kī yād nahī̃ tō vah avasthā nahī̃ .
40If there isn’t remembrance of the Father, there cannot be that stage.
39Bāp jāntē haĩ niśhchay kiskō kahā jātā hai .
41The Father understands what your faith is.
40Abhī tō kōī 1-2 percent bhī muśhkil bāp kō yād kartē haĩ .
42As yet, some of you hardly remember the Father even one or two per cent.
41Bhal yahā̃ baiṭhē haĩ , bāp kē sāth vah lav|love nahī̃ rahtā .
43Although they may be sitting here, they don’t have that love for the Father.
42Ismē̃ lav|love chāhiē , takdīr chāhiē .
44There has to be love and fortune here.
43Bāp sē lav|love hō tō samajhē̃ , hamkō kadam-kadam śhrīmat par chalnā hai .
45If they had love for the Father, they would understand that they have to follow shrimat at every step.
44Ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
46We are becoming the masters of the world.
45Ādhākalp kā dēh-abhimān baiṭhā huā hai sō ab dēhī-abhimānī bannē mē̃ baṛī mēhnat lagtī hai .
47There is the body consciousness of half a cycle and this is why it now takes a lot of effort to become soul conscious.
46Apnē kō ātmā samajh most beloved bāp kō yād karnā māsī kā ghar nahī̃ hai .
48To consider yourself to be a soul and to remember the most beloved Father is not like going to your aunty’s home!
47Unkē chēhrē mē̃ hī raunak ā jāē .
49If they did this, there would be such a sparkle on their faces.
48Kanyā śhādī kartī hai , zewar ādi pahantī hai tō chēhrē mē̃ ēkdam khuśhī ā jātī hai .
50When a girl gets married and puts on jewellery, there is so much happiness on her face.
49Parantu yahā̃ tō sājan kō yād hī nahī̃ kartē tō vah śhakla murjhāī huī rahtī hai . 50Bāt mat pūchhō .
51However, here, some don’t even remember the Bridegroom, and so their faces remain wilted, don’t even ask.
51Kanyā śhādī kartī hai tō chēhrā khuśhnumaḥ hō jātā hai . 52Kōī key|kī tō śhādī kē bād bhī śhakla murdē jaisī rahtī hai .
52When a girl gets married, her face becomes very happy, whereas the faces of some girls remain like that of a corpse even after getting married.
53Kisam-kisam K|kē hōtē haĩ .
53There are all sorts.
54Kōī tō dūsrē ghar mē̃ jākar mūnjh paṛtī haĩ .
54Some become confused when they go to the other home.
55Tō yahā̃ bhī aisē hai .
55It is the same here.
56Bāp kō yād karnē key|kī mēhnat hai .
56Effort is needed to remember the Father.
57Yah gāyan ant kā hai ki atīndriya sukh gōpī vallabh K|kē gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
57It is remembered of the final moments: “Ask the gopes and gopis about supersensuous joy.”
58Apnē kō gōp-gōpī samajhnā aur nirantar bāp kō yād karnā , vah avasthā hōnī hai .
58You have to create the stage of considering yourselves to be gopes and gopis and of having constant remembrance of the Father.
59Bāp kā parichay sabkō dēnā hai .
59Give everyone the Father’s introduction.
60Bāp āyā huā hai vō varsā dē rahē haĩ .
60The Father has come and is giving you that inheritance.
61Ismē̃ sārī knowledge ā jātī hai .
61All of this knowledge is included in this.
62Lakṣhmī-nārāyaṇ nē jab 84 janm pūrē kiyē tab bāp nē ant mē̃ ākar unhō̃ kō rājyōg sikhākar rājāī dī|the .
62At the end, when Lakshmi and Narayan were completing their 84 births, the Father came and taught them Raja Yoga and gave them their kingdom.
63Lakṣhmī-nārāyaṇ kā yah chitra hai number one .
63The picture of Lakshmi and Narayan is a number one picture.
64Tum jāntē hō unhōnnē āgē janm mē̃ aisē karma kiyē haĩ , vah karma ab bāp sikhlā rahē haĩ .
64You know that they performed such actions in their previous birth and the Father is now teaching you how to perform those actions.
65Kahtē haĩ manmanābhav , pavitra rahō .
65He says: Become “Manmanabhav”! 66Remain pure!
66Kōī bhī pāp mat karō kyōṅki tum abhī svarg K|kē mālik , puṇya ātmā bantē hō .
67Don’t commit any sin, because you are now becoming charitable souls, the masters of heaven.
67Ādhākalp māyā rāvaṇ pāp karātī āī hai .
68Maya, Ravan, has made you commit sin for half a cycle.
68Ab apnē sē pūchhnā hai - hamsē kōī pāp tō nahī̃ hōtā hai ?
69Now, each of you ask yourself: Do I commit any sins?
69Puṇya kā kām kartē rahtē haĩ ?
70Do I continue to perform charitable actions?
70Andhō̃ kī lāṭhī banē haĩ ?
71Have I become a stick for the blind?
71Bāp kahtē haĩ manmanābhav .
72The Father says: Become “Manmanabhav”!
72Yah bhī pūchhnā hōtā hai ki manmanābhav kisnē kahā ?
73You have to ask: Who said: Manmanabhav?
73Vah kahē̃gē śhrīkr̥iṣhṇa nē kahā .
74Those people claim that Krishna said this.
74Tum māntē hō parampitā paramātmā śhiv nē kahā .
75You know that the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, said it.
75Rāt-din kā phark hai .
76There is the difference of day and night.
76Śhiv jayantī kē sāth hai gītā jayantī .
77Together with the birthday of Shiva, there is also the birthday of the Gita.
77Gītā jayantī kē sāth śhrīkr̥iṣhṇa jayantī .
78Together with the birthday of the Gita, there is also the birthday of Shri Krishna.
78Tum jāntē hō ham bhaviṣhya mē̃ prince banē̃gē .
79You know that you will become the future princes.
79Beggar to prince bannā hai .
80You have to change from beggars into princes.
80Yah aim-object hī rājyōg kī hai .
81This is the aim and objective of Raja Yoga.
81Tum siddh kar batāō ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ thā , vah tō nirākār thā . 82Tō sarvavyāpī kā gyān uṛ jāē .
82You can prove that the God of the Gita was not Shri Krishna, but the incorporeal One and the notion of omnipresence will then be thrown out.
83Sarv kā sadgati dātā , patit-pāvan bāp hai .
83Only the Father is the Bestower of Salvation for All and the Purifier.
84Kahtē bhī haĩ ki vah liberator hai , phir sarvavyāpī kah dētē .
84He is also called the Liberator. 85However, people say that He is omnipresent.
85Jō kuchh bōltē haĩ , samajhtē nahī̃ haĩ .
86They don’t understand anything they say.
86Dharm kē bārē mē̃ jō ātā hai , bōl dētē haĩ .
87They say of religion whatever enters their minds.
87Mukhya dharm haĩ tīn .
88There are three main religions.
88Dēvī dēvtā dharm tō ādhākalp chaltā hai .
89The deity religion continues for half a cycle.
89Tum jāntē hō bāp brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya dharm sthāpan kartē haĩ .
90You know the Father establishes the Brahmin, deity and warrior religions.
90Yah duniyā nahī̃ jāntī .
91The world doesn’t know this.
91Vah tō satyug kō hī lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
92They consider the duration of the golden age to be hundreds of thousands of years.
92Ādi sanātan dēvī dēvtā dharm hai sabsē ūñchā , parantu yah apnē dharm kō bhūl irreligious ban paṛē haĩ .
93The original, eternal deity religion is the most elevated of all religions. 94However, they have forgotten their own religion and have become irreligious.
93Kriściyan lōg apnē dharm kō nahī̃ chhōṛtē .
95Christians don’t renounce their religion.
94Vah jāntē haĩ - Christ nē hamārā dharm sthāpan kiyā thā .
96They know that Christ established their religion.
95Islāmī , bauddhī , phir kriściyan , yah haĩ mukhya dharm .
97Islam, Buddhism and Christianity are the main religions.
96Bākī tō chhōṭē-chhōṭē bahut haĩ .
98There are also many other smaller religions.
97Kahā̃ sē vr̥iddhi huī ? 98Yah kōī nahī̃ jāntā .
99No one knows when this expansion began.
99Muhammad kō abhī thōṛā samay huā hai , islāmī purānē haĩ .
100It has only been a short time since the existence of Mohammed. 101Those of Islam are very old.
100Kriściyan bhī maśhhūr haĩ . 101Bākī tō kitnē ḍhēr haĩ .
102The Christians are very well known, and there are also so many others.
102Sabkā apnā-apnā dharm hai .
103Everyone has his or her own religion.
103Apnā bhinn-bhinn dharm , bhinn-bhinn nām haĩ tō mūnjh gayē haĩ .
104They have their own different religions and different names and have therefore become confused.
104Yah nahī̃ jāntē ki mukhya dharmaśhāstra hī 4 haĩ .
105They don’t know that there are only four main religious scriptures.
105Ismē̃ Deityism , Brahmanism bhī ā jātē haĩ .
106Deityism and Brahmanism are included in those.
106Brāhmaṇ sō dēvtā , dēvtā sō kṣhatriya , yah kiskō patā nahī̃ .
107Brahmins become deities, who then become warriors. 108No one knows this.
107Gātē haĩ brāhmaṇ dēvtāē namaḥ .
109It is sung: Salutations to the Brahmins.
108Parampitā nē brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya dharm key|kī sthāpanā key|kī , akṣhar haĩ parantu paṛhtē aisē haĩ jaisē tōtē .
110The Supreme Father, the Supreme Soul, came and established the Brahmin, deity and warrior religions. 111These terms exist but they read everything like parrots.
109Yah hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal .
112This is a jungle of thorns.
110Bhārat garden of|off flower thā , yah bhī māntē haĩ .
113People believe that Bharat used to be a garden of flowers.
111Parantu vah kab , kaisē , kisnē banāyā , paramātmā kyā chīz hai , yah kōī nahī̃ jāntē .
114However, no one knows when it was created, how it was created or who created it. 115They don’t know who the Supreme Soul is.
112Tō orphan hō gayē nā isliē yah laṛāī-jhagṛē ādi haĩ .
116Therefore, they have become orphans. 117This is why there is so much battling and fighting.
113Sirph bhakti mē̃ khuśh hōtē rahtē haĩ .
118They simply continue to become happy in performing devotion.
114Ab bāp āyē haĩ sōjharā karnē , second mē̃ jīvanmukt banā dētē haĩ .
119The Father has now come to bring light. 120He grants you liberation-in-life in a second.
115Gyān añjan satgurū diyā , agyān andhēr vināśh .
121When the Satguru gives you the ointment of this knowledge, the darkness of ignorance is dispelled.
116Abhī tum jāntē hō ham sōjharē mē̃ haĩ .
122You understand that we are now in the light.
117Bāp nē tīsrā nētra diyā hai .
123The Father has given each of you a third eye.
118Bhal dēvtāō̃ kō tīsrā nētra dikhātē haĩ parantu arth|earth nahī̃ jāntē .
124Although the deities have been shown with a third eye, people don’t understand the meaning of that.
119Vāstav mē̃ tīsrā nētra tumkō hai . 120Unhōnnē phir dē diyā hai dēvtāō̃ kō .
125In fact, you have a third eye, but they have shown the deities with a third eye.
121Gītā mē̃ brāhmaṇō̃ key|kī kōī bāt nahī̃ .
126There is no mention of Brahmins in the Gita.
122Usmē̃ tō phir kaurav , pāṇḍavō̃ ādi key|kī laṛāī , ghōṛē-gāṛī ādi likh dī hai , kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
127They have shown a war between the Kauravas and the Pandavas and a horse-drawn chariot in the Gita. 128They don’t understand anything.
123Tum samjhāyēṅgē tō kahē̃gē tum śhāstrō̃ ādi kō nahī̃ māntē .
129When you explain to them, they tell you: You don’t even believe in the scriptures!
124Tum kah saktē hō ham śhāstrō̃ kō māntē kyō̃ nahī̃ haĩ , jāntē haĩ - yah sab bhakti mārg kī sāmagrī hai .
130You can tell them why we don’t believe in the scriptures. 131It is because we know that all of them are the paraphernalia of the path of devotion.
125Gāyā huā hai gyān aur bhakti .
132Knowledge and devotion are remembered.
126Jab rāvaṇ rājya hōtā hai tab bhakti śhurū hōtī hai .
133Devotion begins when Ravan’s kingdom begins.
127Bhāratvāsī vām mārg mē̃ jākar dharm bhraṣhṭa aur karma bhraṣhṭa ban jātē haĩ isliē ab hindū kahlā diyā hai .
134The people of Bharat go onto the path of sin and become corrupt in their religion and actions, and this is why they now call themselves Hindus.
128Patit ban gayē haĩ .
135They have now become impure.
129Patit kisnē banāyā ?
136Who made them impure?
130Rāvaṇ nē .
137Ravan.
131Rāvaṇ kō jalātē bhī haĩ , samajhtē haĩ yah paramparā sē chalā ātā hai .
138People burn an effigy of Ravan. 139They think that that has continued since time immemorial.
132Parantu satyug mē̃ tō rāvaṇ rājya hī nahī̃ thā .
140However, the kingdom of Ravan didn’t exist in the golden age.
133Kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
141They don’t understand anything.
134Māyā bilkul hī pattharbuddhi banā dētī hai .
142Maya has made their intellects completely into stone.
135Patthar sē pāras bāp hī banātē haĩ .
143Only the Father changes you from stone into divine beings.
136Jab iron age mē̃ āyē tab tō ākar golden age sthāpan karē .
144It is only after He comes into the iron age that He establishes the golden age.
137Bāp samjhātē haĩ phir bhī baṛā muśhkil kiskī buddhi mē̃ baiṭhtā hai .
145The Father explains this, but it scarcely sits in anyone’s intellect.
138Tum kumāriyō̃ key|kī ab sagāī hōtī hai .
146You kumaris have now become engaged.
139Tumkō paṭrānī banātē haĩ .
147He is making you into queens.
140Tumkō bhagāyā arthāt tum ātmāō̃ kō kahtē haĩ - tum mērē thē phir tum mujhē bhūl gayē hō .
148You were abducted, that is, you souls are told: You belonged to Me and you then forgot Me.
141Dēh-abhimānī ban māyā K|kē ban gayē hō .
149You became body conscious and belonged to Maya.
142Bākī bhagānē ādi key|kī tō bāt nahī̃ hai .
150However, there is no question of running away or being abducted.
143Māmēkam yād karō .
151Constantly remember Me alone.
144Yād kī hī mēhnat hai .
152Only in remembrance is there effort.
145Bahut dēh-abhimān mē̃ ākar vikarma kartē haĩ .
153Many become body conscious and perform sinful actions.
146Bāp jāntē haĩ yah ātmā mujhē yād hī nahī̃ kartī hai .
154The Father knows that some souls don’t remember Him at all.
147Dēh-abhimān mē̃ ākar bahut pāp kartē haĩ tō pāp kā ghaṛā sauguṇā bhar jātā hai .
155They become body conscious and commit a lot of sin and thereby the urn of sin becomes one hundredfold full.
148Aurō̃ kō rāstā batānē kē badlē khud hī bhūl jātē haĩ .
156Instead of showing the path to others, they themselves forget the path.
149Aur hī jāstī durgati kō pā lētē haĩ .
157They then become even more degraded.
150Baṛī ūñchī mañjil hai .
158The destination is very high.
151Chaṛhē tō chākhē vaikuṇṭha ras , girē tō chaknāchūr .
159Those who climb up taste the sweetness of the nectar of heaven. 160Those who fall are totally crushed.
152Yah rājāī sthāpan hō rahī hai .
161A kingdom is being established.
153Ismē̃ fark dēkhō kitnā paṛ jātā hai .
162Look how much difference is created!
154Kōī tō paṛhkar āsmān mē̃ chaṛh jātē haĩ , kōī paṭ mē̃ paṛ jātē haĩ .
163Some study and reach the sky, whereas others fall to the ground.
155Buddhi dull hōtī hai tō paṛh nahī̃ saktē haĩ .
164If their intellects are dull, they cannot study.
156Kōī-kōī kahtē haĩ bābā ham kiskō samjhā nahī̃ saktē haĩ .
165Some tell Baba that they are unable to explain to others.
157Kahtā hū̃ achchhā sirph apnē kō ātmā samjhō , mujh bāp kō yād karō tō maĩ tumkō sukh dū̃gā .
166Baba says: OK, just consider yourselves to be souls and remember Me, your Father, and I will grant you happiness.
158Parantu yād hī nahī̃ kartē haĩ .
167However, you don’t remember Me at all.
159Yād karē̃ tō aurō̃ kō yād dilātē rahē̃ .
168If you remembered the Father, you would also remind others of this.
160Bāp kō yād karē̃ tō pāp naṣhṭ hō jāyē̃ .
169When you remember the Father, your sins are absolved.
161Unkī yād bigar tum sukhdhām mē̃ jā nahī̃ saktē hō .
170You cannot go to the land of happiness unless you remember Him.
16221 janmō̃ kā varsā nirākār bāp sē mil saktā hai .
171You can receive your inheritance for 21 births from the incorporeal Father.
163Bākī tō sab alpkāl kā sukh dēnē vālē haĩ .
172All the rest only give temporary happiness.
164Kōī kō riddhi-siddhi sē bachchā mil gayā vā āśhīrvād sē lottery mil gaī tō bas viśhvās baiṭh jātā hai .
173When someone has a child or receives blessings and wins a lottery through occult power, that faith is then instilled.
165Kōī kō 2-4 krōṛ phāydā hō jāyēgā bas bahut mahimā karē̃gē . 166Parantu vah tō hai alpkāl kē liē . 16721 janmō̃ kē liē health wealth tō mil nahī̃ saktī nā .
174If someone benefits by two or four million, he praises the one from whom he received it, but all of that is temporary: he cannot receive health or wealth for 21 births.
168Parantu manuṣhya nahī̃ jāntē haĩ . 169Dōṣh bhī nahī̃ dē saktē haĩ .
175However, human beings don’t know anything, so you can’t blame them.
170Alpkāl K|kē sukh mē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .
176They simply become happy with temporary happiness.
171Bāp tum bachchō̃ kō rājyōg sikhlākar svarg kī bādśhāhī dētē haĩ .
177The Father teaches you children Raja Yoga and gives you the sovereignty of heaven.
172Kitnā sahaj hai .
178It is so easy!
173Kōī tō bilkul samjhā nahī̃ saktē .
179Some are unable to explain anything at all.
174Kōī samajhtē bhī haĩ parantu yōg pūrā na hōnē K|kē kāraṇ kōī kō tīr nahī̃ lagtā hai .
180Some do understand but, because they don’t have accurate yoga, the arrow doesn’t strike anyone.
175Dēh-abhimān mē̃ ānē sē kuchh na kuchh pāp hōtē rahtē haĩ .
181By becoming body conscious, one sin or another is committed.
176Yōg hī mukhya hai .
182Yoga is the main thing.
177Tum yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē hō .
183It is through the power of yoga that you become the masters of the world.
178Prāchīn yōg bhagvān nē sikhāyā thā , na ki śhrīkr̥iṣhṇa nē .
184God, not Shri Krishna, taught you ancient yoga.
179Yād kī yātrā baṛī achchhī hai .
185The pilgrimage of remembrance is very good.
180Tum drama dēkhkar āō tō buddhi mē̃ sārā sāmnē ā jāyēgā .
186When you go and see a drama, all the scenes emerge in your mind.
181Kōī kō batānē mē̃ time lagēgā .
187However, it would take time to narrate those to someone.
182Yah bhī aisē hai .
188It is the same here.
183Bīj aur jhāṛ . 184Yah chakra baṛā clear hai .
189The Seed and the tree; this cycle is very clear.
185Śhāntidhām , sukhdhām , duḥkhdhām . . . . second kā kām hai nā .
190It is a matter of a second: the land of peace, that land of happiness and this land of sorrow.
186Parantu yād bhī rahē nā .
191However, you should be able to remember that.
187Mukhya bāt hai bāp kā parichay .
192The main thing is the Father’s introduction.
188Bāp kahtē haĩ - mērē kō yād karnē sē tum sab kuchh jān jāyēṅgē .
193The Father says: By remembering Me, you will come to know everything.
189Achchhā .
194Achcha.
190Śhivbābā tum bachchō̃ kō yād kartē haĩ , brahmā bābā yād nahī̃ kartē haĩ .
195Shiv Baba remembers you children. 196Brahma Baba doesn’t remember you.
191Śhivbābā jāntē haĩ hamārē sapūt bachchē kaun-kaun haĩ .
197Shiv Baba knows who His worthy children are.
192Serviceable sapūt bachchō̃ kō tō yād kartē haĩ .
198He would of course remember His serviceable, worthy children.
193Yah thōṛēhī kiskō yād karē̃gē .
199This one would not remember anyone.
194Inkī ātmā kō tō direction hai māmēkam yād karō .
200This soul has received the direction: Constantly remember Me alone!
195Achchhā !
201Achcha.
196Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
202To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
197Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
203The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
198Dhārṇā kē liē mukhya sār :
204Essence for dharna:
1991 ) takdīrvān bannē kē liē ēk bāp sē sachchā-sachchā lav|love rakhnā hai .
2051. In order to become fortunate, have true love for the one Father.
200Lav|love rakhnā mānā kadam-kadam ēk key|kī hī śhrīmat par chaltē rahnā .
206To have love means to continue to follow the shrimat of the One at every step.
2012 ) rōz puṇya kā kām avaśhya karnā hai .
2072. Definitely perform acts of charity.
202Sabsē baṛā puṇya hai sabkō bāp kā parichay dēnā .
208The biggest act of charity is to give everyone the Father’s introduction.
203Bāp kō yād karnā aur sabkō bāp kī yād dilānā .
209Remember the Father and remind everyone of the Father.
Blessing
204Vardān : apnī dr̥iṣhṭi aur vr̥itti K|kē parivartan dvārā sr̥iṣhṭi kō badalnē vālē sākṣhātkārmūrt bhav
210Blessing: May you transform your vision and attitude and thereby transform the world by becoming an image that grants visions.
205Apnī vr̥itti K|kē parivartan sē dr̥iṣhṭi kō divya banāō tō dr̥iṣhṭi dvārā anēk ātmāyē̃ apnē yathārth rūp , yathārth ghar tathā yathārth rājdhānī dēkhē̃gī .
211Make your vision divine by transforming your attitude, and many souls will then see their real form, their real home and their real kingdom from your vision.
206Aisā yathārth sākṣhātkār karānē kē liē vr̥itti mē̃ jarā bhī dēh-abhimān key|kī chañchaltā na hō .
212In order to give them that real vision, let there not be the slightest mischievousness of body consciousness in your attitude.
207Tō vr̥itti K|kē sudhār sē dr̥iṣhṭi divya banāō tab yah sr̥iṣhṭi parivartan hōgī .
213Reform your attitude and make your vision divine and this world will be transformed.
208Dēkhnē vālē anubhav karē̃gē ki yah nain nahī̃ lēkin yah ēk jādū key|kī ḍibbiyā haĩ .
214Those who see you will experience your eyes to be not just eyes but containers of magic.
209Yah nain sākṣhātkār K|kē sādhan ban jāyēṅgē .
215Your eyes will become a means to give them visions.
Slogan
210Slōgan : sēvā K|kē umaṅg-utsāh kē sāth , bēhad key|kī vairāgya vr̥itti hī saphaltā kā ādhār hai .
216Slogan: Together with having zeal and enthusiasm for doing service, have an attitude of unlimited disinterest. 217This is your means of success.
218*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
211Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō
219Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.
212Madhurtā K|kē guṇ kō dhāraṇ karnē vālā yahā̃ bhī mahān bantā hai aur vahā̃ bhī martabā pātā hai .
220Those who imbibe the virtue of sweetness become great here and also attain a status there.
213Madhurtā vālō̃ kō sabhī mahān rūp sē dēkhtē haĩ .
221Everyone sees those who have sweetness as great souls.
214Tō yah madhurtā kā viśhēṣh guṇ her|har bachchē mē̃ hōnā chāhiē .
222So every child should especially have the virtue of sweetness.
223Only with sweetness will you be able to glorify the name of "Madhusudan" (a title of Krishna, sweet one).
215Madhurtā key|kī madhu jinkē sāth hai unhē̃ her|har kārya mē̃ saphaltā hī saphaltā hai .
224Those who have the honey of sweetness with them have nothing but success in every task they do.
216Unkē jīvan sē asaphaltā miṭ jāyēgī .
225Failure is removed from their lives.