शुक्रवार 3 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

003/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp samān merciful ban anēkō̃ kō rāstā batāō , jō bachchē din rāt service mē̃ lagē rahtē haĩ - vahī bahādur haĩ ' '

1Essence: Sweet children, become as merciful as the Father and show many others this path. 2The children who remain busy in doing service day and night are courageous ones.

Question

2Praśhna  : ūñchī takdīr kā mukhya ādhār kis bāt par hai  ?

3Question: What is the main basis of an elevated fortune?

Answer

3Uttar  : yād kī yātrā par .

4Answer: The pilgrimage of remembrance.

4Jitnā jō yād kartā hai utnī ūñchī takdīr banātā hai .

5To the extent that you stay in remembrance, you accordingly elevate your fortune.

5Śharīr nirvāh arth|earth karma kartē bāp aur varsē kō yād kartē rahō tō takdīr ūñchī bantī jāyēgī .

6While doing everything for the livelihood of your body, continue to remember the Father and the inheritance and your fortune will continue to become elevated.

Song

6Gīt  : takdīr jagākar āī hū̃ …

7Song: I have come having awakened my fortune.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Bachchē jab paidā hōtē haĩ tō apnē sāth karmō̃ anusār takdīr lē ātē haĩ .

9When children are born, they bring their fortune with them according to their karma.

9Kōī sāhūkār pās|pass , kōī garīb kē pās janma lētē haĩ .

10Some take birth to wealthy parents whereas others take birth to poor parents.

10Bāp bhī samajhtē haĩ ki vāris āyā hai .

11The father would understand that an heir has come.

11Jaisē-jaisē dān puṇya kiyā hai , us anusār janm miltā hai .

12Each one receives a birth according to how much he has donated and how much charity he has performed.

12Ab tum mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ kō kalp bād phir sē bāp nē ākar samjhāyā hai .

13The Father has once again come after a cycle and explained to you sweetest, beloved long-lost and now-found children.

13Bachchē bhī jāntē haĩ ki ham apnī takdīr lē āyē haĩ .

14You children also know that you have brought your fortune with you.

14Svarg kī bādśhāhī key|kī takdīr lē āyē haĩ , jinhōnnē achchhī tarah sē jānā hai aur bāp kō yād kar rahē haĩ .

15You have brought your fortune of the sovereignty of heaven with you. 16This applies to those who understand this very clearly and who remember the Father.

15Yād kē sāth takdīr kā connection hai .

17Fortune is connected with remembrance.

16Janma liyā hai - tō bāp kī yād bhī hōnī chāhiē .

18You have taken birth and so there should be remembrance of the Father.

17Jitnā yād karē̃gē utnī takdīr ūñchī rahēgī .

19The more remembrance you have, the higher your fortune will be.

18Kitnī sahaj bāt hai . 19Second mē̃ jīvanmukti mil jātī hai .

20It is such an easy matter; you receive liberation-in-life in a second.

20Tum āyē hō sukhdhām key|kī takdīr prāpt karnē .

21You have come to attain your fortune of the land of happiness.

21Abhī har ēk puruṣhārth kar rahē haĩ .

22Each of you is now making effort.

22Har ēk apnē kō dēkh rahē haĩ ki ham kaisē puruṣhārth kar rahē haĩ .

23Each of you can look at yourself to see how you make effort.

23Jaisē mama bābā aur serviceable bachchē puruṣhārth kartē haĩ unkō follow karnā chāhiē .

24Just as Mama, Baba and the serviceable children are making effort, so you too should follow them. 25Give everyone the Father’s introduction.

24Sabkō bāp kā parichay dēnā chāhiē . 25Bāp kā parichay diyā tō rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā bhī ā jāyēgā .

26When you give the Father’s introduction, it should also include the introduction of the beginning, the middle and the end of creation.

26R̥iṣhi , muni ādi kōī bhī rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge dē nahī̃ saktē .

27None of the rishis or munis can give this knowledge of the Creator or of the beginning, the middle and the end of creation.

27Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārā chakra smr̥iti mē̃ rahtā hai .

28Your intellects are now aware of the whole cycle.

28Duniyā mē̃ kōī bhī bāp aur varsē kō nahī̃ jāntē .

29No one in the world knows the Father or the inheritance.

29Tum bachchē ab bāp kō aur apnī takdīr kō jāntē hō . 30Ab bāp kō yād karnā hai .

30Now, you children know the Father and your fortune and you have to remember the Father.

31Śharīr nirvāh arth|earth karma bhī karnā hai .

31You definitely have to perform actions for the livelihood of your bodies.

32Gharbār bhī sambhālnā hai .

32You also have to look after your households.

33Kōī nirbandhan haĩ tō vah achchhī service kar saktē haĩ .

33Anyone who is free from bondage can do very good service.

34Bāl-bachchē kōī nahī̃ tō unkō service karnē kā achchhā chance hai .

34Those who don’t have children have a very good chance to do service.

35Strī kō pati vā bachchō̃ kā bandhan hōtā hai .

35Otherwise, a woman has the bondage of her husband and children.

36Agar bachchē nahī̃ haĩ tō bandhanmukt ṭhaharē nā . 37Vah jaisē vānaprasthī hō gayē .

36If she doesn’t have children, she is free from bondage; that is being in the stage of retirement.

38Phir muktidhām mē̃ jānē kē liē saṅg chāhiē .

37Then, company is needed to go to the land of liberation.

39Bhakti mārg mē̃ tō saṅg miltā hai - sādhuō̃ ādi kā , nivr̥itti mārg vālō̃ kā .

38On the path of devotion, they take the company of sages etc. and those on the path of isolation.

40Vah nivr̥itti mārg vālē pravr̥itti mārg kā varsā dilā na sakē̃ .

39Those on the path of isolation cannot enable anyone to receive the inheritance of the family path.

41Tum bachchē hī dilā saktē hō .

40Only you children can enable people to receive it.

42Tumkō bāp nē rāstā batāyā hai .

41The Father has shown you the path.

43Bhārat key|kī history-geography 84 janmō̃ key|kī baiṭh samjhāō .

42Sit and relate the history and geography of Bharat and of your 84 births.

44Bhāratvāsī hī 84 janma lētē haĩ .

43Only the people of Bharat take 84 births.

45Ēk key|kī bāt nahī̃ hai .

44It is not a question of just one birth.

46Sūryavanśhī sō phir chandravanśhī , phir vaiśhyavanśhī . . . . gharānē mē̃ ātē haĩ , number-vār tō hōtē haĩ nā .

45Those who belong to the sun dynasty then go into the moon dynasty, then the merchant dynasty; it is numberwise.

47Bhārat kā pahlā number prince hai śhrīkr̥iṣhṇa , jiskō jhūlē mē̃ jhulātē haĩ .

46The number one prince of Bharat is Shri Krishna, whom they rock in a cradle.

48Dūsrē number kō jhulātē hī nahī̃ haĩ kyōṅki kalā kam hō gaī .

47They don’t rock the second number because the degrees have reduced.

49Jō pahlā number hai , pūjā uskī hōtī hai .

48The number one is worshipped.

50Manuṣhya samajhtē nahī̃ ki śhrīkr̥iṣhṇa ēk hai vā dō tīn haĩ .

49People don’t understand whether there is one Shri Krishna or two or three Shri Krishnas.

51Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī dynasty chaltī hai , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .

50No one knows that there is the dynasty of Shri Krishna.

52Pūjā sirph number one key|kī hōtī hai .

51Only the number one is worshipped.

53Marks tō number-vār hī miltē haĩ .

52Marks are received, numberwise.

54Tō puruṣhārth karnā chāhiē ki kyō̃ na ham pahlē number mē̃ āyē̃ .

53Therefore, effort has to be made: Why should I not claim number one?

55Mama bābā kō follow karē̃ , unkī rājdhānī lē lēvē̃ .

54Follow Mama and Baba and claim their kingdom.

56Jō achchhī service karē̃gē vah achchhē mahārājā K|kē ghar mē̃ janma lē̃gē .

55Those who serve well will take birth in a good home of an emperor.

57Vahā̃ tō hai hī mahārājā mahārānī .

56There, there are only emperors and empresses.

58Us samay kōī rājā-rānī kā title nahī̃ hōtā hai . 59Vah bād mē̃ śhurū hōtā hai .

57There are no such titles as kings and queens at that time; they come into existence later.

60Dvāpar sē jab patit bantē haĩ tō unmē̃ baṛī property vālē kō mahārājā kahā jātā hai phir rājā kā lakab kam hō jātā hai .

58When they become impure in the copper age, those who have huge properties take the title of king. 59The status of an emperor becomes less; it disappears.

61Phir jab bhakti mārg hōtā hai tō garīb , sāhūkār mē̃ fark tō rahtā hai nā .

60When the path of devotion begins, there is a difference between those who are wealthy and those who are poor.

62Ab tum bachchē hī śhiv-bābā kō yād kartē hō aur unsē varsā lē rahē hō .

61Now, only you children remember Shiv Baba and claim your inheritance from Him.

63Aur satsaṅgō̃ mē̃ manuṣhya baiṭh kathā sunātē haĩ , manuṣhya , manuṣhya kō bhakti sikhlātē haĩ . 64Vē|way gyān dēkar sadgati nahī̃ kar saktē .

62In other spiritual gatherings, people sit and relate religious stories. 63Human beings only teach devotion to human beings; they cannot give this knowledge or grant salvation.

65Vēd , śhāstra ādi sab haĩ bhakti mārg K|kē .

64The Vedas and scriptures belong to the path of devotion.

66Sadgati tō gyān sē hōtī hai .

65Only through this knowledge is there salvation.

67Punarjanma kō bhī māntē haĩ .

66People believe in rebirth.

68Bīch mē̃ tō kōī bhī vāpis jā na sakē .

67No one can return home in between.

69Ant mē̃ hī bāp ākar sabkō lē jātē haĩ .

68It is only at the end that the Father comes and takes everyone back home.

70Itnī sab ātmāyē̃ kahā̃ jākar ṭhaharē̃gī  ?

69Where will all those souls go and reside?

71Sab dharm vālō̃ K|kē section tō alag-alag haĩ nā .

70Each religion has its own section.

72Tō yah bhī samjhānā hai .

71This also has to be explained.

73Yah kiskō patā nahī̃ hai ki ātmāō̃ kā bhī jhāṛ hai .

72No one knows that there is also a tree of souls.

74Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārē jhāṛ kā gyān rahtā hai .

73You children have this knowledge of the whole tree in your intellects.

75Ātmāō̃ kā jhāṛ bhī hai , jīv ātmāō̃ kā bhī jhāṛ hai .

74There is a tree of souls and also a tree of living beings.

76Bachchē jāntē haĩ ki ham yah purānā śharīr chhōṛkar ghar jā rahē haĩ .

75You children know that you will shed your old bodies and return home.

77 «  maĩ ātmā ' ' is śharīr sē alag hū̃ - yah samajhnā gōyā jītē jī marnā .

76To consider yourself to be separate from your body means to die alive.

78Āp muyē mar gaī duniyā .

77When you die, the world is dead to you.

79Mitr , sambandhī ādi sabkō chhōṛ diyā .

78You then leave all your friends and relatives.

80Pahlē pūrī śhikṣhā lēkar , martabē K|kē adhikārī ban phir jānā hai .

79You first of all take the full teachings and claim a right to a status and you then have to return home.

81Bāp kō yād karnā tō bahut sahaj hai .

80To remember the Father is very easy.

82Bhal kōī bīmār hō , unkō bhī kahtē rahnā chāhiē ki śhivbābā kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

81Even if someone is ill, you should continue to tell him: Remember Shiv Baba and your sins will be absolved.

83Jō pakkē yōgī haĩ unkē liē jaldī marnā ( śharīr chhōṛnā ) bhī achchhā nahī̃ hai kyōṅki vah yōg mē̃ rahkar rūhānī sēvā kartē haĩ .

82It is not good for those who are firm yogis to die soon because they are doing spiritual service while staying in yoga.

84Mar jāyēṅgē tō sēvā kar nahī̃ sakē̃gē .

83If they die they won’t be able to do service.

85Sēvā karnē sē apnā ūñch pad banātē rahē̃gē aur bhāī-bahinō̃ key|kī sēvā bhī hōgī .

84By doing service, you continue to elevate your status and you are also able to serve your brothers and sisters.

86Vah bhī bāp sē varsā pā lē̃gē .

85You will also claim your inheritance from the Father.

87Ham āpas mē̃ bhāī haĩ , ēk bāp K|kē bachchē haĩ .

86We are brothers, children of the one Father.

88Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

87The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

89Āgē bhī aisē kahā thā .

88He said this previously too.

90Kiskō bhī samjhā saktē hō , bahan jī athavā bhāī jī , tumhārī ātmā tamōpradhān ban gaī hai .

89You can explain to anyone: Brothers and sisters, you souls have become tamopradhan.

91Jō satōpradhān thī ab phir tamōpradhān sē satōpradhān ban satōpradhān duniyā mē̃ chalnā hai .

90You were satopradhan and you now have to change from tamopradhan to satopradhan and go to the satopradhan world.

92Ātmā kō satōpradhān banānā hai yād kī yātrā sē .

91Souls have to be made satopradhan with the pilgrimage of remembrance.

93Yād kā pūrā chart rakhnā chāhiē .

92You have to keep a proper chart of remembrance.

94Gyān kā chart nahī̃ rakh sakē̃gē .

93You won’t be able to keep a chart of this knowledge.

95Bāp tō gyān dētē rahtē haĩ .

94The Father continues to give you this knowledge.

96Jāñch rakhnī hai ki hamārē ūpar jō vikarmō̃ kā bōjhā hai , vah kaisē utarē isliē yād kā chart rakhā jātā hai .

95You have to check how to remove your burden of sin. 96This is why charts of remembrance are kept.

97Hamnē kitnā ghaṇṭā yād kiyā  ?

97How many hours did I stay in remembrance?

98Mūlvatan kō bhī yād kartē haĩ phir naī duniyā kō bhī yād kartē haĩ .

98You remember the incorporeal world and you also remember that new world.

99Uthal-puthal hōnī hai .

99Upheaval has to come.

100Uskī bhī taiyārī hō rahī hai . 101Bombs ādi bhī bantē jāyēṅgē .

100Preparations are being made for that; they continue to manufacture bombs.

102Ēk taraph kahtē haĩ ki ham aisē-aisē maut kē liē sāmān banā rahē haĩ . 103Dūsrī taraph kahtē maut kā sāmān nahī̃ banāō .

101On the one hand, they say they are inventing materials to bring about death and, on the other hand, they say: Don’t manufacture anything for death.

104Samudra kē nīchē bhī mārnē kā sāmān rakhā hai , ūpar ākar bombs chhōṛ phir samudra mē̃ chalē jāyēṅgē .

102They even have deadly things beneath the sea. 103They will come up from beneath the sea (in submarines), launch the bombs and then submerge again.

105Aisī-aisī chīzē banātē rahtē haĩ .

104They continue to manufacture such things.

106Yah apnē hī vināśh kē liē kar rahē haĩ .

105They are doing all of that for their own destruction.

107Maut sāmnē khaṛā hai .

106Death is standing just ahead.

108Itnē baṛē-baṛē mahal banā rahē haĩ . 109Tum jāntē hō yah sab miṭṭī mē̃ mil jāyēṅgē .

107So many huge palaces are being built but you know that all of them will be turned to dust.

110Kinkī dabī rahī dhūl mē̃ . . . laṛāī jarūr hōgī .

108Some people’s wealth will be buried under the ground… 109War will definitely take place.

111Kōśhiśh kar pocket sabkē khālī karē̃gē .

110They will try to empty everyone’s pocket.

112Chōr bhī kitnē ghus paṛtē haĩ .

111So many thieves go there.

113Laṛāī par kitnā kharchā kartē haĩ .

112They spend so much on war.

114Yah sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .

113All of that is going to turn to dust.

115Makān ādi sab girē̃gē .

114All the buildings etc. will fall.

116Bombs ādi girnē sē sr̥iṣhṭi K|kē 3 bhāg khalās hō jātē haĩ .

115When the bombs are launched, three quarters of the world will be destroyed.

117Bākī ēk bhāg bach jātā hai .

116Only one quarter will remain.

118Bhārat ēk hissē mē̃ hai nā .

117Bharat is in one quarter, is it not?

119Bākī tō sab bād mē̃ āyē huē haĩ .

118All the others came into existence later.

120Abhī bhāratkhaṇḍ kā hī bhāg bachēgā .

119Only the Bharat portion will remain.

121Maut tō sabkā hōnā hī hai tō kyō̃ na ham bāp sē pūrā varsā lē lēvē isliē bāp kahtē haĩ laukik sambandhiyō̃ sē bhī tōṛ nibhānā hai .

120Everyone is to die. 121Therefore, why should we not claim our full inheritance from the Father? 122This is why the Father says: You also have to fulfil your responsibility to your worldly relatives.

122Bākī bandhan nahī̃ hai tō bābā rāy dēgē ki kyō̃ nahī̃ service par lag jātē hō .

123If you have no bondage, Baba would advise you: Why don’t you become busy in doing service?

123Svatantr haĩ tō bahutō̃ kā bhalā kar saktē haĩ .

124You are free and you can therefore benefit many people.

124Achchhā kahā̃ bāhar na jāyē̃ tō apnē mitr sambandhiyō̃ par hī rahm karnā chāhiē .

125OK, you may not go out anywhere. 126You should at least have mercy for your friends and relatives.

125Āgē kahtē thē nā ki bābā rahm karō .

127Previously, you used to say: Baba, have mercy!

126Ab tō tumkō rāstā milā hai tō aurō̃ par bhī rahm karnā chāhiē , jaisē bāp rahm kartā hai .

128You have now been shown the path. 129Therefore, you should also have mercy for others just as the Father has mercy.

127Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

130The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

128Sannyāsī lōg tō haṭhyōg ādi key|kī kitnī mēhnat kartē haĩ .

131Sannyasis make so much effort in doing hatha yoga.

129Yahā̃ tō yah kuchh nahī̃ hai .

132Here, you don’t have to do any of that.

130Sirph yād karō tō pāp bhasma hō jāyēṅgē , ismē̃ kōī taklīph nahī̃ .

133You simply have to stay in remembrance so that your sins can be burnt away. 134There is no difficulty in this.

131Sirph yād K|kē yātrā key|kī bāt hai .

135It is just a matter of staying on the pilgrimage of remembrance.

132Uṭhō-baiṭhō , karmēndriyō̃ sē bhal karma bhī karō , sirph buddhi kā yōg bāp sē lagāō .

136When you sit, walk and move around, you do everything with your physical organs, but you connect your intellects in yoga to the Father.

133Sachchā-sachchā āśhik bannā hai us māśhūk kā .

137Become true lovers of that Beloved.

134Khud kahtē haĩ ki hē āśhikō̃ , hē bachchō̃  !

138He Himself says: O lovers! 139O children.

135Bhakti mārg mē̃ tō bahut yād kiyā .

140On the path of devotion, you remembered Me a great deal.

136Lēkin ab mujh māśhūk kō yād karō tō tumhārē pāp bhasma hōṅgē .

141Now remember Me, the Beloved, and your sins will be burnt away.

137Maĩ guarantee kartā hū̃ .

142I guarantee this.

138Kōī-kōī bāt śhāstrō̃ mē̃ ā gaī hai .

143Some of these things are mentioned in the scriptures.

139Bhagvān dvārā gītā sunnē sē tum jīvanmukti pātē hō .

144By listening to the Gita from God you will receive liberation-in-life.

140Manuṣhya dvārā gītā sunnē sē jīvanbandh mē̃ ā gayē hō , sīṛhī utartē āyē hō .

145By listening to the Gita from human beings, you went into a life of bondage. 146You have continued to come down the ladder.

141Har ēk bāt mē̃ vichār sāgar manthan karnā hai .

147You have to churn the ocean of this knowledge about everything.

142Apnī buddhi chalānī hai .

148Use your intellects!

143Yah buddhi key|kī yātrā hai , jissē vikarma vināśh hōṅgē .

149This is the pilgrimage of the intellect through which your sins are absolved.

144Vēd , śhāstra , yagya , tap ādi karnē sē pāp nāśh nahī̃ hōṅgē .

150Sins will not be absolved by studying the Vedas and scriptures or by doing tapasya or having sacrificial fires.

145Nīchē hī girtē āyē . 146Abhī tumkō ūpar jānā hai .

151You come down and you then have to go up above.

147Sirph sīṛhī sē kōī samajh nahī̃ sakē̃gē , jab tak us par kōī samjhāyē nahī̃ .

152Unless someone explains it to them, no one will be able to understand anything from just the picture of the ladder.

148Jaisē chhōṭē bachchē kō chitra dikhākar sikhānā paṛtā hai - yah hāthī hai . 149Jab hāthī dēkhē̃gē tō chitra bhī yād āyēgā .

153Just as you teach small children by showing them pictures: this is an elephant, when he sees an elephant, he will remember that picture.

150Jaisē tumhārī buddhi mē̃ ā gayā hai .

154In the same way, this enters your intellects.

151Chitra mē̃ hamēśhā chhōṭī chīz dikhāī jātī hai .

155In the pictures, they have shown small images.

152Tum jāntē hō ki vaikuṇṭha tō baṛā hōgā nā .

156You know that Paradise will be very big.

153Baṛī rājdhānī hōgī .

157There will be a big kingdom there.

154Vahā̃ hīrē javāharātō̃ K|kē mahal hōtē haĩ , vah phir prāyaḥlōp hō jātē haĩ . 155Sab chīzē̃ gāyab hō jātī haĩ .

158There will be palaces of diamonds and jewels there. 159All of them will then disappear; everything will disappear.

156Nahī̃ tō yah bhārat garīb kaisē banā  ?

160How else would this Bharat have become poor?

157Sāhūkār sē garīb , garīb sē sāhūkār bannā hai .

161From poor, it has to become wealthy and from wealthy, poor.

158Yah drama banā-banāyā hai isliē sīṛhī par samjhāyā jātā hai , nayē-nayē ātē haĩ unkō samjhānē sē practice hōgī , mukh khul jāyēgā .

162This drama is predestined. 163This is why the picture of the ladder is explained. 164By explaining to new people who come, you will develop that practice and your mouths will open.

159Service lāyak bachchō̃ kō banāyā jātā hai .

165You children are being made worthy of doing service.

160Kaī centres par tō bahut bachchē aśhānti phailātē rahtē haĩ .

166In many centres, children spread a lot of peacelessness.

161Buddhiyōg bāhar bhaṭaktā hai tō nuksān kar dētē haĩ . 162Vāyumaṇḍal kharāb kar dētē haĩ .

167When their intellects’ yoga wanders outside, they cause damage and spoil the atmosphere.

163Number-vār tō haĩ nā .

168It is numberwise.

164Phir bāp kahēgā tumnē paṛhā nahī̃ , tō yah hall|hāl apnā dēkhō .

169So, the Father would say: You didn’t study and so now look what your state has become!

165Din-pratidin jāstī sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .

170Day by day, you will continue to have more visions.

166Pāp karnē vālō̃ kō sazāyē̃ bhī miltī rahē̃gī .

171Those who commit sins will continue to receive punishment.

167Phir kahē̃gē - nāhēk hamnē pāp kiyā .

172They will then say: I committed sin for no reason.

168Bāp kō sunākar prāyaścit karnē sē kuchh kam hō saktā hai .

173When you tell the Father and repent, it can be reduced a little.

169Nahī̃ tō vr̥iddhi hōtī rahēgī .

174Otherwise, it will continue to increase.

170Aisā hōtā rahtā hai .

175This will continue to happen.

171Khud bhī mahsūs karē̃gē parantu phir kahtē kyā karē̃ - hamārī yah ādat miṭtī nahī̃ , issē tō ghar jākar rahē̃ .

176You will then feel it and say: What can I do? 177This habit of mine does not finish. 178Therefore, it would be better to go and live at home.

172Kōī tō achchhī service kartē haĩ .

179Some do very good service.

173Kōī dis-service bhī kartē haĩ .

180Some even do disservice.

174Hamārī sēnā mē̃ kaun-kaun bahādur haĩ , yah bāp baiṭh nām batātē haĩ .

181The Father sits here and gives you the names of those in His army who are brave and courageous.

175Bākī laṛāī ādi key|kī yahā̃ bāt nahī̃ hai .

182There is no question of a war here.

176Yah haĩ bēhad key|kī bātē̃ .

183These are unlimited matters.

177Achchhē bachchē hōṅgē tō bāp jarūr mahimā bhī karē̃gē .

184Good children are definitely praised by the Father.

178Bachchō̃ kō bahut merciful , kalyāṇkārī bannā hai .

185You children have to become very merciful and benevolent.

179Andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .

186Become sticks for the blind.

180Sabkō rāstā batānā hai ki bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

187Show everyone the path: Remember the Father and your sins will be absolved.

181Pāp ātmā aur puṇya ātmā kahtē haĩ nā .

188It is said: Sinful soul and charitable soul.

182Aisē thōṛēhī ki andar paramātmā hai vā ātmā kōī paramātmā ban jātī hai .

189It isn’t that the Supreme Soul is sitting in that one or that a soul becomes the Supreme Soul.

183Yah sab wrong hai .

190All of that is wrong.

184Paramātmā par thōṛēhī pāp lagtā hai .

191No sin can be accumulated by the Supreme Soul.

185Uskā tō drama mē̃ part hai service karnē kā .

192He has the part in this drama of doing service.

186Manuṣhya hī pāpātmā , puṇyātmā bantē haĩ .

193It is human beings who become sinful souls and charitable souls.

187Jō satōpradhān thē vahī tamōpradhān banē haĩ .

194Those who were satopradhan have become tamopradhan.

188Unkē tan mē̃ bāp baiṭh satōpradhān banātē haĩ tō unkī mat par chalnā paṛē nā .

195The Father sits in this one’s body and makes you satopradhan, and you should therefore follow His directions.

189Abhī bāp nē tum bachchō̃ kō viśhālbuddhi banāyā hai .

196The Father has now made your intellects very broad and unlimited.

190Abhī tum jāntē hō ki rājdhānī kaisē sthāpan hō rahī hai .

197You now know how that kingdom is being established.

191Bāp hī brahmā tan mē̃ ākar brahmā mukh vaṅśhāvalī bachchō̃ kō rājyōg sikhāē dēvī dēvtā banātē haĩ .

198The Father enters the body of Brahma and teaches Raja Yoga to you mouth-born creation of Brahma and makes you into deities.

192Phir punarjanma lē sīṛhī utartē haĩ .

199You then take rebirth and come down the ladder.

193Ab phir sab repeat karnā hai .

200All of that now has to repeat.

194Bāp phir brahmā dvārā sthāpanā karā rahē haĩ .

201The Father is once again carrying out this establishment through Brahma.

195Yōg bal sē tum 5 vikārō̃ par jīt pākar jagatjīt bantē hō .

202You conquer the five vices with the power of yoga and become conquerors of the world.

196Bākī laṛāī ādi key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

203There is no question of a war.

197Achchhā  !

204Achcha.

198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

205To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

206The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

200Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

207Essence for dharna:

2011 ) bandhanmukt ban bāp key|kī service mē̃ lag jānā hai , tab hī ūñchī takdīr banē̃gī .

2081. Become free from bondage and busy yourself in doing the Father’s service. 209Only then will you elevate your fortune.

202Merciful ban anēkō̃ kō rāstā batānā hai .

210Become merciful and show many others the path.

203Andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .

211Become a stick for the blind.

2042 ) is śharīr sē mamatva nikāl jītē jī marnā hai kyōṅki ab vāpis ghar jānā hai .

2122. Remove all attachment from your body and die alive because you now have to return home.

205Bīmārī mē̃ bhī ēk bāp kī yād rahē tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .

213Even if you are ill, just remember the one Father and your sins will be absolved.

Blessing

206Vardān  : kalyāṇ key|kī bhāvnā dvārā her|har ātmā K|kē saṅskārō̃ kō parivartan karnē vālē niśhchaybuddhi bhav

214Blessing: May your intellect be filled with faith so that you transform the sanskars of all souls with your benevolent feelings.

207Jaisē bāp mē̃ 100 pratiśhat niśhchaybuddhi hō , kōī kitnā bhī ḍagmag karnē key|kī kōśhiśh karē lēkin hō nahī̃ saktē , aisē daivī parivār vā sansārī ātmāō̃ dvārā bhal kōī kaisā bhī paper lē , krōdhī ban sāmnā karē vā kōī insult kar dē , gālī dē - usmē̃ bhī ḍagmag hō nahī̃ saktē , ismē̃ sirph her|har ātmā prati kalyāṇ key|kī bhāvnā hō , yah bhāvnā unkē saṅskārō̃ kō parivartan kar dēgī .

215Your intellect has 100% faith in the Father so that, no matter how much others try to shake you, they cannot. 216In the same way, no matter what type of paper souls in the divine family or in the worldly community give you, even if they get angry and oppose you, insult you or defame you, they cannot shake you. 217For this, simply have benevolent feelings for all souls, these feelings will then transform their sanskars.

208Ismē̃ sirph adhīrya nahī̃ hōnā hai , samay pramāṇ phal avaśhya nikalēgā - yah drama key|kī nūndh hai .

218You mustn’t become impatient in this. 219Fruit will definitely emerge at the right time: this is fixed in the drama.

Slogan

209Slōgan  : pavitratā key|kī śhakti sē apnē saṅkalpō̃ kō śhuddha , gyān svarūp banākar kamjōriyō̃ kō samāpt karō .

220Slogan: Use the power of purity to make your thoughts clean and pure and filled with this knowledge so that you finish your weaknesses.

221*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

210Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō

222Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.

211Vāchā mē̃ sadā satyatā aur madhurtā hō tō vāṇī key|kī marks jamā hōtī rahē̃gī .

223Let there constantly be truthfulness and sweetness in your words and you will continue to accumulate marks with your words.

212Madhurtā kā guṇ jīvan mē̃ hai tō her|har bōl mōtī samān hōṅgē .

224When you have the virtue of sweetness in your life, every word that you speak will be like a pearl.

213Aisē lagēgā jaisē bōl nahī̃ rahē haĩ , mōtiyō̃ key|kī varṣhā hō rahī hai .

225It will feel as though you are not speaking but showering pearls.

214Vē|way aisā bōl bōlē̃gē jō sunnē vālē sōchē̃gē ki aisā bōl ham bhī bōlē̃ .

226You will speak such words that those who hear them will feel: I too should speak such words.

215Sabkō sunkar sīkhnē key|kī , follow karnē key|kī prērṇā milēgī .

227Everyone who hears them will be inspired to follow you and learn to do the same.

216Aisē madhur bōl kā vibration sarv kō svataḥ hī khīñchtā hai .

228The vibrations of such sweet words automatically draw others to you.