मंगलवार 7 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

007/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - jab bhī samay milē tō ēkānt mē̃ baiṭh sachchē māśhūk kō yād karō kyōṅki yād sē hī svarg kī bādśhāhī milēgī ' '

1Essence: Sweet children, whenever you have time, sit in solitude and remember your true Beloved because it is only by having remembrance that you will receive the sovereignty of heaven.

Question

2Praśhna  : bāp milā hai tō kaun sā albēlāpan samāpt hō jānā chāhiē  ?

2Question: Now that you have found the Father, what carelessness should finish?

Answer

3Uttar  : kaī bachchē albēlē hō kahtē haĩ ham tō bābā K|kē haĩ hī .

3Answer: Some children become careless and say that they belong to Baba anyway.

4Yād kī mēhnat nahī̃ kartē . 5Ghaṛī-ghaṛī yād bhūl jātī hai .

4They don’t make effort to stay in remembrance; they repeatedly forget to stay in remembrance.

6Yahī hai albēlāpan .

5This is carelessness.

7Bābā kahtē bachchē , agar yād mē̃ rahō tō andar sthāī khuśhī rahēgī .

6Baba says: Children, if you stay in remembrance, you will experience permanent happiness.

8Kisī bhī prakār kā ghuṭkā nahī̃ āyēgā .

7There won’t be any type of choking.

9Jaisē bāndhēliyā̃ yād mē̃ taṛaphtī haĩ , din-rāt yād kartī haĩ , aisē tumhē̃ bhī nirantar yād rahnī chāhiē .

8Just as those in bondage stay in remembrance desperately, day and night, in the same way, you also have to stay in constant remembrance.

Song

10Gīt  : takdīr jagākar āī hū̃ …

9Song: I have come having awakened my fortune.

Murli

11Ōm śhānti .

10Om shanti.

12Bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai - tum bhī kahtē hō ōm śhānti .

11The Father explained this to you children and you also say, “Om shanti”.

13Bāp bhī kahtē haĩ ōm śhānti arthāt tum ātmāyē̃ śhānt svarūp hō .

12The Father too says: Om shanti. 13This means that you souls are embodiments of peace.

14Bāp bhī śhānt svarūp hai , ātmā kā svadharm śhānt hai .

14The Father too is an embodiment of peace. 15The original religion of souls is peace.

15Paramātmā kā bhī svadharm śhānt hai .

16The original religion of the Supreme Soul too is peace.

16Tum bhī śhāntidhām mē̃ rahnē vālē hō .

17You are also residents of the land of peace.

17Bāp bhī kahtē haĩ - maĩ bhī vahā̃ kā rahnē vālā hū̃ .

18The Father says: I too am the Resident of that place.

18Tum bachchē punarjanma mē̃ ātē hō , maĩ nahī̃ ātā . 19Maĩ is rath mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

19You children take rebirth; I don’t, I enter this chariot.

20Yah mērā rath hai .

20This is My chariot.

21Śhaṅkar sē agar pūchhē̃gē , pūchh tō nahī̃ saktē parantu samjhō sūkṣhmavatan mē̃ jākar kōī pūchhē tō kahē̃gē yah sūkṣhma śharīr hamārā hai .

21If you were to ask Shankar – you cannot really ask him, but if, for instance, you were to go to the subtle region and ask him, he would reply that that subtle body is his.

22Śhivbābā kahtē haĩ yah hamārā śharīr nahī̃ hai .

22Shiv Baba says: This is not My body.

23Yah hamnē udhār liyā hai kyōṅki mujhē bhī karmēndriyō̃ kā ādhār chāhiē .

23I have taken it on loan because I too need the support of physical organs.

24Pahlī-pahlī mukhya bāt samjhānī hai ki patit-pāvan , gyān kā sāgar śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ hai .

24The first and foremost thing to be explained is that Shri Krishna is neither the Purifier nor the Ocean of Knowledge.

25Śhrīkr̥iṣhṇa sarv ātmāō̃ kō patit sē pāvan nahī̃ banātē haĩ , vō tō ākar pāvan duniyā mē̃ rājya kartē haĩ .

25Shri Krishna does not purify impure souls. 26He just comes and rules in the pure world.

26Pahlē prince bantē haĩ phir mahārājā bantē haĩ .

27First, he becomes a prince and then, an emperor.

27Unmē̃ bhī yah gyān nahī̃ hai .

28He doesn’t have this knowledge.

28Rachnā kā gyān tō rachtā mē̃ hī hōgā nā .

29Only the Creator has this knowledge of creation.

29Śhrīkr̥iṣhṇa kō rachnā kahā jātā hai .

30Shri Krishna is called a creation.

30Rachtā bāp hī ākar gyān dētē haĩ .

31Only the Father, the Creator, comes and gives you this knowledge.

31Abhī bāp rach rahē haĩ , kahtē haĩ tum hamārē bachchē hō .

32The Father is now creating and says: You are My children.

32Tum bhī kahtē hō bābā ham āpkē haĩ .

33You say, “Baba, I belong to You.”

33Kahā bhī jātā hai brahmā dvārā brāhmaṇō̃ key|kī sthāpanā .

34It is said that Brahmins are created through Brahma.

34Nahī̃ tō brāhmaṇ kahā̃ sē āyē .

35Where else would Brahmins come from?

35Sūkṣhmavatan vālā brahmā kōī dūsrā nahī̃ hai .

36There isn’t any other Brahma of the subtle region.

36Ūpar vālā sō nīchē vālā sō ūpar vālā . 37Ēk hī hai .

37The one up above is the one down below. 38He is the one up above; he is the same one.

38Achchhā viṣhṇu aur lakṣhmī-nārāyaṇ bhī ēk hī bāt hai .

39Achcha, then Vishnu and Lakshmi and Narayan are also the same.

39Vah kahā̃ K|kē haĩ  ?

40Where do they come from?

40Brahmā sō viṣhṇu bantē haĩ .

41Brahma becomes Vishnu.

41Brahmā-sarasvatī hī sō lakṣhmī-nārāyaṇ phir vahī sārā kalp 84 janmō̃ kē bād ākar saṅgam par brahmā-sarasvatī bantē haĩ .

42Brahma and Saraswati become Narayan and Lakshmi and then they go around the cycle of 84 births and become Brahma and Saraswati again at the confluence age.

42Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī manuṣhya haĩ , unkā dēvī dēvtā dharm hai .

43Lakshmi and Narayan are human beings and they belong to the deity religion.

43Viṣhṇu kō bhī 4 bhujāyē̃ dī haĩ . 44Yah pravr̥itti mārg dikhāyā hai .

44Vishnu has been portrayed with four arms: that symbolises the family path.

45Bhārat mē̃ śhurū sē hī pravr̥itti mārg chalā ātā hai isliē viṣhṇu kō 4 bhujāyē̃ dī haĩ .

45The family path has continued in Bharat from the beginning. 46This is why Vishnu has been given four arms.

46Yahā̃ hai brahmā-sarasvatī , vah sarasvatī adopted bachchī hai .

47Here, there are Brahma and Saraswati. 48Saraswati is an adopted child.

47Inkā asul nām lakhīrāj thā , phir inkā nām rakhā brahmā .

49This one’s real name was Lekhraj and then he was named Brahma.

48Śhivbābā nē ismē̃ pravēśh kiyā aur rādhē kō apnā banāyā , nām rakhā sarasvatī .

50Shiv Baba entered this one and then made Radhe belong to Him and named her Saraswati.

49Sarasvatī kā brahmā kōī laukik bāp nahī̃ ṭhaharā|ṭhahrā .

51Brahma is not the physical father of Saraswati.

50In dōnō̃ K|kē laukik bāp apnē-apnē thē . 51Abhī vah nahī̃ haĩ .

52Both of them had their own physical fathers; they are no longer here.

52Yah śhivbābā nē brahmā dvārā adopt kiyā hai .

53Shiv Baba adopted her through Brahma.

53Tum hō adopted children .

54You are adopted children.

54Brahmā bhī śhivbābā kā bachchā hai .

55Brahma too is a child of Shiv Baba.

55Brahmā K|kē mukh kamal sē rachtē haĩ isliē brahmā kō bhī mātā kahā jātā hai .

56He creates creation through the lotus mouth of Brahma, and this is why Brahma is also called the mother.

56Tum māt pitā ham bālak tērē , tumharī kr̥ipā sē sukh ghanērē . . gātē haĩ nā .

57It is sung: You are the Mother and Father and we are Your children. 58We experience a lot of happiness through Your mercy.

57Tum brāhmaṇ ākar bālak banē hō .

59You Brahmins have become children.

58Ismē̃ samajhnē key|kī buddhi baṛī achchhī chāhiē .

60A very broad intellect is needed to understand this.

59Tum bachchē śhivbābā sē varsā lētē hō .

61You children are receiving your inheritance from Shiv Baba.

60Brahmā kōī svarg kā rachayitā vā gyān sāgar nahī̃ hai .

62Brahma is neither the Creator of heaven nor the Ocean of Knowledge.

61Gyān kā sāgar ēk hī bāp hai .

63Only the one Father is the Ocean of Knowledge.

62Ātmā kā bāp hī gyān kā sāgar hai .

64The Father of souls is the Ocean of Knowledge.

63Ātmā bhī gyān sāgar bantī hai parantu inkō gyān sāgar nahī̃ kahē̃gē kyōṅki sāgar ēk hī hai .

65Souls also become oceans of knowledge, but they are not called oceans of knowledge because there is only the one Ocean.

64Tum sab nadiyā̃ hō .

66All of you are rivers.

65Sāgar kō apnā śharīr nahī̃ hai . 66Nadiyō̃ kō hai .

67The Ocean doesn’t have a body of His own, whereas you rivers do.

67Tum hō gyān nadiyā̃ .

68You are rivers of knowledge.

68Kalkattā mē̃ brahmaputrā nadī bahut baṛī hai kyōṅki unkā sāgar sē connection hai .

69The River Brahmaputra is very long because it has a connection with the ocean in Calcutta.

69Unkā mēlā bahut baṛā lagtā hai .

70The confluence (mela) is very big.

70Yahā̃ bhī mēlā lagtā hai .

71A mela also takes place here.

71Sāgar aur brahmaputrā dōnō̃ combined haĩ .

72The Ocean and Brahmaputra are combined.

72Yah hai chaitanya , vah hai jaṛ .

73This confluence is living, whereas the other one is non-living.

73Yah bātē̃ bāp samjhātē haĩ . 74Śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .

74The Father explains these things; they are not mentioned in the scriptures.

75Śhāstra haĩ bhakti mārg key|kī department .

75The scriptures are a department of the path of devotion.

76Yah hai gyān mārg , vah hai bhakti mārg .

76This path is of this knowledge whereas that is the path of devotion.

77Ādhākalp bhakti mārg key|kī department chalī hai .

77That department of the path of devotion has continued for half a cycle.

78Usmē̃ gyān sāgar hai nahī̃ .

78The Ocean of Knowledge is not there.

79Parampitā paramātmā , gyān kā sāgar bāp saṅgam par ākar gyān snān sē sabkī sadgati kartē haĩ .

79The Father, the Supreme Father, the Supreme Soul, the Ocean of Knowledge, comes at the confluence age and grants salvation to you all by bathing you in this knowledge.

80Tum jāntē hō ki ham bēhad K|kē bāp sē svarg K|kē sukhō̃ key|kī takdīr banā rahē haĩ .

80You understand that you are making your fortune of the happiness of heaven through the unlimited Father.

81Barōbar ham satyug , trētā mē̃ pūjya dēvī dēvtā thē .

81We truly were worthy-of-worship deities in the golden and silver ages.

82Abhī ham pujārī manuṣhya haĩ .

82We are now human beings who are worshippers.

83Phir manuṣhya sē tum dēvtā bantē hō .

83Then, from human beings, we will become deities.

84Brāhmaṇ sō dēvtā dharm mē̃ āyē phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra banē̃ .

84Brahmins went into the deity religion and then became warriors, merchants and shudras.

8584 janm lētē-lētē nīchē utarnā paṛā hai .

85You have to come down while taking 84 births.

86Yah bhī tumkō bāp nē batāyā hai . 87Tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē thē .

86The Father has told you that you didn’t know your own births.

8884 janm bhī tum hī lētē hō .

87Only you take 84 births.

89Jō pahlē-pahlē ātē haĩ , vahī pūrē 84 janma lētē haĩ .

88Those who come first take the full 84 births.

90Yōg sē hī khād nikaltī hai , yōg mē̃ hī mēhnat hai .

89The alloy can only be removed with yoga. 90There is effort in yoga.

91Bhal kaī bachchē gyān mē̃ tīkhē haĩ parantu yōg mē̃ kachchē haĩ .

91Some children are clever in this knowledge but weak in yoga.

92Bāndhēliyā̃ yōg mē̃ chuṭēliyō̃ sē bhī achchhī haĩ .

92Those in bondage are better in yoga than those who are free.

93Vah tō śhivbābā sē milnē kē liē rāt-din taṛaphtī haĩ . 94Tum milē hō .

93They are desperate day and night to meet Shiv Baba whereas you have already met Him.

95Tumkō kahā jātā hai yād karō tō tum ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē hō .

94You are told to stay in remembrance and yet you repeatedly forget Him.

96Tumkō tūphān bahut ātē haĩ . 97Vah yād mē̃ taṛaphtī haĩ .

95You experience many storms, whereas they are desperate in their remembrance.

98Tum taṛaphtē nahī̃ hō .

96You are not desperate.

99Unhō̃ kā ghar baiṭhē bhī ūñch pad hō jātā hai .

97They claim a high status while sitting at home.

100Tum bachchē jāntē hō - bābā key|kī yād mē̃ rahnē sē hamkō svarg kī bādśhāhī milēgī .

98You children know that you will receive the sovereignty of heaven by staying in remembrance of Shiv Baba.

101Jaisē bachchā garbh sē nikalnē kē liē taṛaphtā hai . 102Vaisē bāndhēliyā̃ taḍapatē-taṛapatē pukārtī haĩ , śhivbābā is bandhan sē nikālō .

99Just as an unborn child is desperate to come out of the womb, so too, those who are in bondage call out to Shiv Baba in desperation: Shiv Baba, liberate me from this bondage.

103Din-rāt yād kartī haĩ .

100They remember Him day and night.

104Tumkō bāp milā hai tō tum albēlē ban paṛē hō . 105Ham bābā K|kē bachchē haĩ .

101You have found the Father, but you become careless, thinking that you are Baba’s child anyway.

106Ham yah śharīr chhōṛ jāē prince banē̃gē , yah andar sthāī khuśhī rahnī chāhiē .

102I will shed this body and go and become a prince. 103There should be this happiness permanently inside you.

107Parantu māyā yād rakhnē nahī̃ dētī .

104However, Maya doesn’t allow you to stay in remembrance.

108Yād sē khuśhī mē̃ bahut rahē̃gē .

105By having remembrance, you would remain very happy.

109Yād nahī̃ karē̃gē tō ghuṭkā khātē rahē̃gē .

106If you don’t stay in remembrance, you would continue to choke.

110Ādhākalp tumnē rāvaṇ rājya mē̃ duḥkh dēkhā hai . 111Akālē mr̥iityu hōtā āyā hai .

107You have seen sorrow for half a cycle in this kingdom of Ravan; there has continued to be untimely death.

112Duḥkh tō hai hī hai . 113Bhal kitnā bhī sāhūkār hō , duḥkh tō hōtā hai . 114Akālē mr̥iityu hō jātī hai .

108There is sorrow anyway; no matter how wealthy someone may be, he still experiences sorrow; there is untimely death.

115Satyug mē̃ aisē akālē nahī̃ martē , kabhī bīmār nahī̃ hōṅgē .

109No one dies an untimely death in the golden age; they never fall ill.

116Samay par baiṭhē-baiṭhē āpēhī ēk śharīr chhōṛ dūsrā lē lētē haĩ .

110At that time, they just naturally shed a body and take another.

117Uskā nām hī hai-sukhadhām .

111That is called a land of happiness.

118Manuṣhya tō svarg key|kī bātō̃ kō kalpanā samajhtē haĩ .

112People think that the things of heaven are just your imagination.

119Kahē̃gē , svarg kahā̃ sē āyā .

113They ask: Where did heaven come from?

120Tum jāntē hō ham tō svarg mē̃ rahnē vālē haĩ phir 84 janma lētē haĩ .

114You understand that you will be residents of heaven and take 84 births.

121Yah sārā khēl bhārat par hī banā huā hai .

115This whole play is based on Bharat.

122Tum jāntē hō ham 21 janm pāvan dēvtā thē phir ham kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra banē .

116You know that you become pure deities and warriors for 21 births and that you then become merchants and shudras.

123Ab phir brāhmaṇ banē haĩ .

117You have now become Brahmins once again.

124Yah svadarśhan chakra bahut sahaj hai .

118The discus of self-realisation is very easy.

125Yah śhivbābā baiṭh samjhātē haĩ .

119Shiv Baba sits here and explains it.

126Tum jāntē hō śhivbābā brahmā K|kē rath mē̃ āyā hai , jō brahmā hai vahī satyug ādi mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa thā .

120You understand that Shiv Baba has come into Brahma’s chariot. 121The one who is Brahma was Shri Krishna at the beginning of the golden age.

12784 janma lē patit banē haĩ phir inmē̃ bāp nē pravēśh kar adopt kiyā hai .

122He took 84 births and became impure and then the Father entered him and adopted him.

128Khud kahtē haĩ mainnē is tan kā ādhār lē tumkō apnā banāyā hai .

123He Himself says: I took the support of your body and made you belong to Me.

129Phir tumkō svarg key|kī rājdhānī kā lāyak banātā hū̃ , jō lāyak banē̃gē vahī rājāī mē̃ āyēṅgē .

124I am now making you worthy of the sovereignty of heaven. 125Those who become worthy will go into the kingdom.

130Ismē̃ manners achchhē chāhiē .

126Very good manners are needed for this.

131Mukhya hai hī pavitratā .

127The main thing is purity.

132Is par ablāō̃ par atyāchār hōtē haĩ .

128Innocent mothers are assaulted because of this.

133Kahā̃-kahā̃ puruṣhō̃ par bhī atyāchār hōtē haĩ .

129In some cases, even men are assaulted.

134Vikār kē liē ēk dō kō taṅg kartē haĩ .

130They continue to harass one another for vice.

135Yahā̃ mātāyē̃ bahut hōnē K|kē kāraṇ śhakti sēnā nām gāyā huā hai , vandē mātaram .

131Because there are many women here, the name “Shakti Army” is remembered. 132Salutations to the mothers!

136Abhī tum gyān-chitā par baiṭhē hō kām-chitā sē utar gōrē bannē kē liē .

133You have now come off the pyre of lust and are sitting on the pyre of this knowledge in order to become beautiful.

137Dvāpar sē lēkar kām-chitā par baiṭhē hō .

134You have been sitting on the pyre of lust since the copper age.

138Ēk dō kō vikār dēnē kā hathiyālā vikārī brāhmaṇ bāndhtē haĩ .

135It is impure brahmins who tie the bond of giving poison to one another.

139Tum hō nirvikārī brāhmaṇ .

136You are viceless Brahmins.

140Tum vah cancel karāē gyān-chitā par biṭhātē hō .

137You cancel that contract and make them sit on the pyre of this knowledge.

141Kām-chitā sē kālē banē haĩ , gyān-chitā sē gōrē ban jāyēṅgē .

138You became ugly on the pyre of lust and now, by sitting on the pyre of this knowledge, you are becoming beautiful.

142Bāp kahtē haĩ bhal ikaṭṭhē rahō parantu pratigyā karnī hai ham vikār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē , isliē bābā aṅgūṭhī bhī pahnātē haĩ .

139The Father says: You may live together, but you must promise that you will never indulge in vice. 140This is why Baba gives you a ring to wear.

143Śhivbābā , bābā bhī hai , sājan bhī hai .

141Shiv Baba is Baba and also the Bridegroom.

144Sabhī sītāō̃ kā rām hai .

142He is the Rama of all the Sitas.

145Vahī patit-pāvan hai .

143Only He is the Purifier.

146Bākī raghupati rāghav rājārām key|kī bāt nahī̃ hai .

144It is not a question of the Rama who was the head of the Raghu clan.

147Usnē saṅgam par hī yah prālabdh pāī thī .

145That one attained this reward at the confluence age.

148Unkō hiṃsak bāṇ dikhānā wrong hai .

146It is wrong to show him with arrows, which are signs of violence.

149Chitra mē̃ bhī nahī̃ dēnā chāhiē .

147It shouldn’t even be shown in the pictures.

150Sirph likhnā hai chandravanśhī .

148You just have to write ‘Moon Dynasty’.

151Bachchō̃ kō samjhānā chāhiē śhivbābā is dvārā hamkō yah chakra kā rāz samjhā rahē haĩ .

149You children should explain that, through this, Shiv Baba explains the secrets of the cycle to us.

152Satya-nārāyaṇ key|kī kathā hōtī hai nā .

150There is the story of the true Narayan.

153Vah hai manuṣhyō̃ key|kī banāī huī kathā .

151That story is made up by human beings.

154Nar sē nārāyaṇ tō kōī bantē nahī̃ .

152No one changes from an ordinary man into Narayan (through that story).

155Satya nārāyaṇ kī kathā kā arth|earth hī hai nar sē nārāyaṇ bannā .

153The meaning of the story of the true Narayan is to change from an ordinary human into Narayan.

156Amarkathā bhī sunātē haĩ parantu amarpurī mē̃ tō kōī jātē nahī̃ .

154People narrate the story of immortality but no one goes to the land of immortality.

157Mr̥ityulōk 2500 varṣh chaltā hai .

155The land of death continues for 2500 years.

158Tījrī kī kathā mātāyē̃ suntī haĩ .

156Mothers listen to the story of the third eye.

159Vāstav mē̃ yah hai tīsrā gyān kā nētra dēnē key|kī kathā .

157In fact, it is the story of giving the third eye of this knowledge.

160Abhī gyān kā tīsrā nētra ātmā kō milā hai tō ātma-abhimānī bannā hai .

158Each of you souls has now received a third eye of this knowledge and you therefore have to become soul conscious.

161Maĩ is śharīr dvārā ab dēvtā bantī hū̃ .

159I, a soul, am now becoming a deity through this body.

162Mērē mē̃ hī saṅskār haĩ .

160I have these sanskars in me.

163Manuṣhya sab dēh-abhimānī haĩ .

161All human beings are body conscious.

164Bāp ākar dēhī-abhimānī banātē haĩ .

162The Father comes and makes you soul conscious.

165Lōg phir kah dētē haĩ ātmā paramātmā ēk hai . 166Paramātmā nē yah sab rūp dhāraṇ kiyē haĩ .

163People say that souls and the Supreme Soul are one and the same and that God has adopted all of those many forms.

167Bāp kahtē haĩ yah sab wrong hai , iskō mithyā abhimān , mithyā gyān kahā jātā hai .

164The Father says: That is wrong. 165That is called false arrogance and false knowledge.

168Bāp batlātē haĩ maĩ bindī misal hū̃ .

166The Father tells you that He is a point.

169Tum bhī nahī̃ jāntē thē , yah bhī nahī̃ jāntē thē .

167You didn’t know this previously, and this one didn’t know it either.

170Abhī bāp samjhātē haĩ - ismē̃ sanśhay nahī̃ ānā chāhiē .

168The Father now explains to you and so there should be no doubt about this.

171Niśhchay hōnā chāhiē . 172Bābā jarūr satya hī bōltē haĩ , sanśhaybuddhi vinaśyantī . 173Vah pūrā varsā nahī̃ pāyēṅgē .

169There should be firm faith that Baba definitely only speaks the truth. 170Those with doubting intellects are led to destruction; they will not claim the full inheritance.

174Ātma-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .

171Only in becoming soul conscious is there effort.

175Khānā pakātē buddhi bāp key|kī taraph lagī rahē .

172While cooking food, connect your intellects to the Father.

176Her|har bāt mē̃ yah practice karnī chāhiē .

173Practise this in every situation.

177Rōṭī bēltē , apnē māśhūk kō yād kartē rahnā - yah abhyās her|har bāt mē̃ chāhiē .

174While rolling chapattis, continue to remember your Beloved. 175You need to practise this in everything.

178Jitnā samay phursat milē yād karnā hai .

176Stay in remembrance whenever you have time.

179Yād sē hī tum satōpradhān banē̃gē .

177It is only by having remembrance that you will become satopradhan.

1808 ghaṇṭā karma kē liē chhuṭṭī hai .

178You have eight hours to do your work.

181Bīch mē̃ bhī ēkānt mē̃ jākar baiṭhnā chāhiē , tumhē̃ sabkō bāp kā parichay bhī sunānā hai .

179In between, go and sit in solitude. 180You have to give the Father’s introduction to everyone.

182Āj nahī̃ sunē̃gē tō kal sunē̃gē .

181If not today, they will listen to it tomorrow.

183Bāp svarg sthāpan kartē haĩ , ham svarg mē̃ thē abhī phir narkvāsī huē haĩ .

182The Father establishes heaven. 183We were in heaven and have now become residents of hell.

184Ab phir bāp sē varsā milnā chāhiē .

184We are now to receive our inheritance from the Father once again.

185Bhāratvāsiyō̃ kō hī samjhātē haĩ .

185The Father explains to the people of Bharat.

186Bāp ātē bhī bhārat mē̃ hī haĩ .

186He only comes in Bharat.

187Dēkhō , tumhārē pās|pass musalmān lōg bhī ātē haĩ , vō bhī centre sambhāltē haĩ .

188Kahtē haĩ śhivbābā kō yād karō .

189Sikkh bhī ātē haĩ , kriściyan bhī ātē haĩ , āgē chalkar bahut āyēṅgē .

187Sikhs and Christians also come. 188Many will come in the future.

190Yah gyān sabkē liē hai kyōṅki yah hai hī sahaj yād aur sahaj varsā bāp kā .

189This knowledge is for everyone because this is easy remembrance and an easy inheritance from the Father.

191Parantu pavitra tō jarūr bannā paṛēgā .

190However, you definitely do have to become pure.

192Dē dān tō chhūṭē grahaṇ .

191Make this donation and the eclipse of the bad omens will be removed.

193Abhī bhārat par rāhū kā grahaṇ hai phir brahaspati key|kī daśhā śhurū hōgī 21 janmō̃ kē liē .

192There are now bad omens of Rahu over Bharat and there will then be the omens of Jupiter for 21 births.

194Pahlē hōtī hai brahaspati key|kī daśhā . 195Phir chakra key|kī daśhā .

193First, there are the omens of Jupiter then the omens of Venus.

196Sūryavanśhiyō̃ par brahaspati key|kī daśhā , chandravanśhiyō̃ par chakra key|kī daśhā kahē̃gē .

194Those of the sun dynasty have the omens of Jupiter and those of the moon dynasty have the omens of Venus.

197Phir daśhā kamtī hōtī jātī hai .

195Then, the omens are reduced.

198Sabsē kharāb hai rāhū kī daśhā .

196The omens of Rahu are the worst.

199Brahaspati kōī gurū nahī̃ hōtā hai .

197Jupiter is not a guru.

200Yah daśhā hai vr̥ikṣhapati key|kī .

198There are the omens of the Lord of the Tree.

201Vr̥ikṣhapati bāp ātē haĩ tō brahaspati aur chakra key|kī daśhā hōtī hai .

199When the Father, the Lord of the Tree, comes, there are the omens of Jupiter and Venus.

202Rāvaṇ ātē haĩ tō rāhū kī daśhā hō jātī hai .

200When Ravan comes, there are the omens of Rahu.

203Tum bachchō̃ par abhī brahaspati key|kī daśhā baiṭhtī hai .

201You children are now experiencing the omens of Jupiter.

204Sirph vr̥ikṣhapati kō yād karō , pavitra banō , bas .

202Simply remember the Lord of the Tree and remain pure, that’s all!

205Achchhā .

203Achcha.

206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to you the spiritual children.

Essence for dharna

208Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2091 ) her|har kārya kartē huē ātma-abhimānī bannē key|kī practice karnī hai .

2071. Practise being soul conscious while doing everything.

210Dēh kā ahaṅkār samāpt hō jāē , iskē liē hī mēhnat karnī hai .

208Make effort to finish any arrogance of your body.

2112 ) satyugī rājāī K|kē lāyak bannē kē liē apnē manners royal banānē haĩ .

2092. In order to become worthy of a golden-aged sovereignty, have royal manners.

212Pavitratā hī sabsē ūñchī chalan hai .

210Purity is the highest type of behaviour.

213Pavitra bannē sē hī pavitra duniyā K|kē mālik banē̃gē .

211It is only by becoming pure that you will become a master of that pure world.

Blessing

214Vardān  : karan-karāvanhār key|kī smr̥iti dvārā sahajyōg kā anubhav karnē vālē saphaltāmūrt bhav

212Blessing: May you remain aware of Karankaravanhar (The One who inspires you to act and the One who acts Himself) and experience easy yoga and so become an embodiment of success.

215Kōī bhī kārya kartē yahī smr̥iti rahē ki is kārya kē nimitt banānē vālā backbone kaun hai .

213While carrying out any task, remain aware of who the Backbone is, the One who made you an instrument.

216Binā backbone K|kē kōī bhī karma mē̃ saphaltā nahī̃ mil saktī , isliē kōī bhī kārya kartē sirph yah sōchō maĩ nimitt hū̃ , karānē vālā svayã sarv samarth bāp hai .

214You cannot achieve success in any task without the Backbone. 215So, while carrying out any task, simply think that you are an instrument and that it is the Almighty Father, Himself, who is getting everything done.

217Yah smr̥iti mē̃ rakh karma karō tō sahaj yōg key|kī anubhūti hōtī rahēgī .

216Do everything with this awareness and you will continue to experience yoga to be easy.

218Phir yah sahajyōg vahā̃ sahaj rājya karāyēgā .

217This easy yoga will then enable you to rule a kingdom easily.

219Yahā̃ K|kē saṅskār vahā̃ lē jāyēṅgē .

218Your sanskars here will take you there.

Slogan

220Slōgan  : ichchhāyē̃ parchhāī K|kē samān haĩ āp pīṭh kar dō tō pīchhē-pīchhē āyēṅgī .

219Slogan: Desires are like shadows; if you turn your back on them, they will follow you.

220*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

221Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō

221Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.

222Madhurtā aisī viśhēṣh dhārṇā hai jō kaṛavī dharnī kō bhī madhur banā dētī hai .

222Sweetness is such a special virtue that it even makes land filled with bitterness very sweet.

223Āp sabhī kō badalnē kā ādhār bāp K|kē dō madhur bōl haĩ . 224Mīṭhē bachchē tum mīṭhī śhuddha ātmā hō .

223The basis of the transformation of all of you are Baba's sweet words: Sweet children, you are pure, sweet souls.

225In dō madhur bōl nē hī badal diyā .

224These sweet words transformed you.

226Mīṭhī dr̥iṣhṭi nē badal diyā .

225Baba's sweet drishti transformed you.

227Aisē hī madhurtā dvārā aurō̃ kō bhī mudhar banāō .

226In the same way, with your sweetness, make others sweet.

228Yah mukh mīṭhā karō .

227Sweeten your mouth.

229Sadā is madhurtā key|kī saugāt kō sāth rakhō .

228Constantly keep this gift of sweetness with you.

230Isī sē sadā mīṭhā rahē̃gē aur mīṭhā banāyēṅgē .

229By doing this, you will remain constantly sweet and also make others sweet.