शुक्रवार 10 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
010/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ , bhārat kō salvage karnē , tum bachchē is samay bāp K|kē madadgār bantē hō , bhārat hī prāchīn khaṇḍ hai ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to salvage Bharat. 2At this time, you children become the Father’s helpers. 3Only Bharat is an ancient land.
Question
2Praśhna : ūñchī mañjil mē̃ rūkāvaṭ ḍālnē vālī chhōṭī-chhōṭī bātē̃ kaun see|sī|C haĩ ?
4Question: What small things obstruct you from climbing up to the high destination?
Answer
3Uttar : agar jarā bhī kōī śhauk hai , anāsakt vr̥itti nahī̃ hai . 4Achchhā pahannē , khānē mē̃ buddhi bhaṭaktī rahtī hai … tō yah bātē̃ ūñchī mañjil par pahuñchnē mē̃ aṭak ( rukāvaṭ ) ḍāltī haĩ isliē bābā kahtē bachchē , vanvāh mē̃ rahō .
5Answer: If there is the slightest interest in anything, if you don’t have an attitude free from attraction, if your intellect is engrossed in wearing good clothes or eating good food, then those things obstruct you from reaching the high destination. 6This is why Baba says: Children, have simplicity.
5Tumhē̃ tō sab kuchh bhūlnā hai .
7You have to forget everything.
6Yah śharīr bhī yād na rahē .
8Even your body should not be remembered.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Bachchō̃ kō yah samjhāyā hai ki yah bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai aur iskā asul nām hai hī bhārat khaṇḍ . 9Hindustān nām tō bād mē̃ paṛā hai .
10It has been explained to you children that this Bharat is an imperishable land and that its original name is Bharat; the name Hindustan was given later.
10Bhārat kō kahā jātā hai - spiritual khaṇḍ .
11Bharat is called a spiritual land.
11Yah prāchīn khaṇḍ hai .
12It is an ancient land.
12Naī duniyā mē̃ jab bhārat khaṇḍ thā tō aur kōī khaṇḍ thē nahī̃ .
13When there was the land of Bharat in the new world, there were no other lands.
13Mukhya haĩ hī islāmī , bauddhī aur kriściyan .
14The main religions are those of Islam, Buddhism and Christianity.
14Abhī tō bahut khaṇḍ hō gayē haĩ .
15There are now so many lands.
15Bhārat avināśhī khaṇḍ hai , uskō hī svarg , heaven kahtē haĩ .
16Bharat is an imperishable land. 17It was called heaven, swarg.
16Naī duniyā mē̃ nayā khaṇḍ ēk bhārat hī hai .
18In the new world, there is only the one land of Bharat.
17Naī duniyā rachnē vālā hai parampitā paramātmā , svarg kā rachayitā heavenly god father .
19The Creator of that new world is the Supreme Father, the Supreme Soul, the Creator of Heaven, Heavenly God, the Father.
18Bhāratvāsī jāntē haĩ ki yah bhārat avināśhī khaṇḍ hai .
20The people of Bharat know that this Bharat is an imperishable land.
19Bhārat svarg thā .
21Bharat was heaven.
20Jab kōī martā hai tō kahtē haĩ svarg padhārā , samajhtē haĩ svarg kahā̃ ūpar mē̃ hai .
22When someone dies, people say that he has gone to heaven, as though heaven were up above.
21Dēlvāṛā mandir mē̃ bhī vaikuṇṭha K|kē chitra chhat mē̃ dikhāyē haĩ .
23They have shown images of heaven in the Dilwala Temple above on the ceiling.
22Yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātā ki bhārat hī heaven thā , ab nahī̃ hai . 23Abhī tō hell hai .
24It doesn’t enter anyone’s intellect that Bharat used to be heaven. 25However, it is no longer that; it is now hell.
24Tō yah bhī agyān ṭhaharā|ṭhahrā .
26This is ignorance.
25Gyān aur agyān dō chījē̃ hōtī haĩ .
27There are the two things: knowledge and ignorance.
26Gyān kō kahā jātā hai din , agyān kō rāt .
28Knowledge is called the day and ignorance is called the night.
27Ghōr sōjharā aur ghōr andhiyārā kahā jātā hai .
29It is said, “Extreme light and extreme darkness”.
28Sōjharā mānā rise , andhiyārā mānā fall .
30Light means the rise, and darkness means the fall.
29Manuṣhya sūrya kā fall dēkhnē kē liē sanasēṭ par jātē haĩ . 30Ab vah tō hai had key|kī bāt .
31People go to see the sun setting, to see the sunset, but that is a limited matter.
31Iskē liē kahā jātā hai brahmā kā din , brahmā kī rāt .
32For this, it is said: The day of Brahma and the night of Brahma.
32Ab brahmā tō hai prajāpitā .
33Brahma is the Father of People.
33Tō jarūr prajā kā pitā huā .
34Therefore, he is definitely the father of all people.
34Gyān añjan satgurū diyā , agyān andhēr vināśh .
35When the Satguru gives the ointment of this knowledge, the darkness of ignorance is dispelled.
35Yah bātē̃ duniyā mē̃ kōī bhī nahī̃ samajhtē haĩ .
36No one in the world understands these things.
36Yah hai naī duniyā kē liē naī knowledge .
37This is new knowledge for the new world.
37Heaven kē liē heavenly god father key|kī knowledge chāhiē .
38For heaven, you need knowledge from Heavenly God, the Father.
38Gātē bhī haĩ father is knowledgeful .
39It is sung: The Father is knowledge-full.
39Tō teacher hō gayā .
40He is therefore the Teacher.
40Father kō kahā hī jātā hai patit-pāvan aur kōī kō patit-pāvan kah nahī̃ saktē .
41The Father is called the Purifier. 42No one else can be called the Purifier.
41Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī nahī̃ kah saktē .
43Even Shri Krishna cannot be called that.
42Father tō sabkā ēk hī hai .
44The Father of all is One.
43Śhrīkr̥iṣhṇa tō sabkā father hai nahī̃ .
45Shri Krishna cannot be the Father of all.
44Vah tō jab baṛā hō , śhādī karē tab ēk dō bachchē kā bāp banēgā .
46When he grows up and marries, he becomes the father of one or two children.
45Rādhē-kr̥iṣhṇa kō prince princess kahā jātā hai .
47Radhe and Krishna are called a princess and prince.
46Kabhī svayamvar bhī huā hōgā .
48They must have married at some point.
47Śhādī kē bād hī mā̃ bāp ban saktē haĩ .
49Only after their marriage can they become parents.
48Unkō kabhī kōī world god father kah nahī̃ saktē .
50They couldn’t be called God, the World Father.
49World god father sirph ēk hī nirākār bāp kō kahā jātā hai .
51Only the one incorporeal Father can be called God, the World Father.
50Great-great grand father śhivbābā kō nahī̃ kah saktē .
52Shiv Baba cannot be called the great-great-grandfather.
51Great-great grand father hai prajāpitā brahmā . 52Unsē birādrī nikaltī hai .
53The great-great-grandfather is Prajapita Brahma; the genealogical tree emerges from him.
53Vah incorporeal god father , nirākār ātmāō̃ kā bāp hai .
54That One is incorporeal God, the Father. 55He is the Father of all incorporeal souls.
54Nirākārī ātmāyē̃ jab yahā̃ śharīr mē̃ haĩ tab bhakti mārg mē̃ pukārtī haĩ .
56On the path of devotion, incorporeal souls here, in bodies, call out to Him.
55Yah sab tum naī bātē̃ suntē hō .
57You are listening to all of these new things.
56Yathārth rīti kōī bhī śhāstra mē̃ nahī̃ hai .
58These are not written accurately in any of the scriptures.
57Bāp kahtē haĩ , maĩ sammukh baiṭh tum bachchō̃ kō samjhātā hū̃ .
59The Father says: I sit here and personally explain to you children.
58Phir yah gyān sārā gum hō jātā hai .
60All of this knowledge then disappears.
59Phir jab bāp āyē tab ākar yathārth gyān sunāyē .
61Then, when the Father comes, He gives this accurate knowledge.
60Bachchō̃ kō hī sammukh samjhākar varsā dētē haĩ .
62Only to you children does He explain personally and give the inheritance.
61Phir bād mē̃ śhāstra bantē haĩ .
63Later on, the scriptures are created.
62Yathārth tō ban na sakē̃ kyōṅki sach key|kī duniyā hī khatm hō jhūṭh khaṇḍ hō jātā hai .
64They cannot be created accurately, because the world of truth finishes and it becomes a land of falsehood.
63Tō jhūṭhī chīz hī hōgī kyōṅki utartī kalā hī hōtī hai .
65Therefore, there would only be false things, because there is only the stage of descent.
64Sach sē tō chaṛhtī kalā hōtī hai .
66It is with truth that there is the stage of ascent.
65Bhakti hai rāt , andhiyārē mē̃ ṭhōkarē̃ khānī paṛtī haĩ . 66Māthā ṭēktē rahtē haĩ .
67Devotion is the night. 68People stumble around in the darkness of the night; they continue to bow their heads.
67Aisā ghōr andhiyārā hai .
69There is such extreme darkness.
68Manuṣhyō̃ kō tō kuchh bhī patā nahī̃ rahtā hai .
70People don’t know anything.
69Dar-dar dhakkē khātē rahtē haĩ .
71They continue to stumble from door to door.
70Is sūrya kā bhī rise aur fall hōtā hai , jō bachchē jākar dēkhtē haĩ .
72There is the rise and fall of this sun, which the children go to see.
71Ab tō tum bachchō̃ kō gyān sūrya kā uday hōnā dēkhnā hai .
73You children now have to see the rise of the Sun of Knowledge.
72Rise of|off bhārat aur down fall of|off bhārat .
74There is the rise of Bharat and the downfall of Bharat.
73Bhārat aisē ḍūbtā hai jaisē sūrya ḍūbtā hai .
75Bharat sinks just like the sun.
74Satyanārāyaṇ key|kī kathā mē̃ yah dikhātē haĩ ki bhārat kā bēṛā nīchē chalā jātā hai phir bāp ākar unkō salvage kartē haĩ .
76In the story of the true Narayan, they show how the boat of Bharat sinks. 77Then the Father comes and salvages it.
75Tum is bhārat kō phir sē salvage kartē hō .
78You are once again salvaging this Bharat.
76Yah tum bachchē hī jāntē hō .
79Only you children understand this.
77Tum nimantraṇ bhī dētē hō , nav-nirmāṇ pradarśhanī bhī nām ṭhīk hai .
80You send out invitations for this exhibition and the title of it, “Construction of the New World”, is correct.
78Naī duniyā kaisē sthāpan hōtī hai , uskī pradarśhanī .
81It is an exhibition of how that new world is established.
79Chitrō̃ dvārā samjhānī dī jātī hai .
82This explanation is given with pictures.
80Tō vahī nām chalā āyē tō achchhā hai .
83Therefore, it will be good if that name continues.
81Naī duniyā kaisē sthāpan hōtī hai vā rise kaisē hōtī hai , yah tum dikhātē hō .
84You show how that new world is established and how there is the rise of that new world.
82Jarūr purānī duniyā fall hōtī hai tab dikhātē haĩ ki rise kaisē hōtā hai .
85There is definitely the fall of this old world and that is why you show how there is the rise.
83Yah bhī ēk story|storey hai - rājya lēnā aur ganvānā .
86There is also a story of how you claim the kingdom and how you then lose it.
845 hajār varṣh pahlē kyā thā ?
87What was there 5000 years ago?
85Kahē̃gē , sūryavanśhiyō̃ kā rājya thā .
88It would be said that there was the sun-dynasty kingdom.
86Phir chandravanśhī rājya sthāpan huā .
89Then the moon-dynasty kingdom was established.
87Vah tō ēk dō sē rājya lētē haĩ .
90Those people claim the kingdom from one another.
88Dikhātē haĩ phalānē sē rājya liyā .
91They show that they claimed the kingdom from so-and-so.
89Vah kōī sīṛhī nahī̃ samajhtē .
92They do not understand the picture of the ladder.
90Yah tō bāp samjhātē haĩ ki tum golden age sē silver age mē̃ gayē , sīṛhī utartē āyē .
93Only the Father explains how you went into the silver age from the golden age, how you continued to come down the ladder.
91Yah 84 janmō̃ key|kī sīṛhī hai .
94This is a ladder of 84 births.
92Sīṛhī utarnī hōtī hai phir chaṛhnī bhī hōtī hai .
95You have to come down this ladder and then go up it.
93Down fall kā bhī rāz samjhānā hōtā hai . 94Bhārat kā down fall kitnā samay , rise kitnā samay ?
96The secret of the downfall has to be explained: for how long there is the downfall of Bharat and for how long there is the rise of Bharat.
95Fall and rise of|off bhāratvāsī .
97The fall and rise are of the people of Bharat.
96Vichār sāgar manthan karnā hōtā hai . 97Manuṣhyō̃ kō temptation mē̃ kaisē lāyē̃ aur phir nimantraṇ bhī dēnā hai . 98Bhāiyō̃-bahanō̃ ākar samjhō .
98You have to churn the ocean of this knowledge about how to tempt people. 99Then, you also have to send them invitations: Brothers and sisters, come and understand.
99Bāp key|kī mahimā tō pahlē batānī hai .
100First, tell them the Father’s praise.
100Śhivbābā key|kī mahimā kā ēk board hōnā chāhiē . 101Patit-pāvan gyān kā sāgar , pavitratā , sukh-śhānti kā sāgar , sampatti kā sāgar , sarv kā sadgati dātā , jagat-pitā , jagat-śikṣak , jagat-gurū śhivbābā sē ākar apnā sūryavanśhī , chandravanśhī varsā lō|low .
101There should be a board with Shiv Baba’s praise on it: Come and claim your sun and moon dynasty inheritance from Shiv Baba, the Purifier, the Ocean of Knowledge, the Ocean of Purity, the Ocean of Happiness and Peace, the Ocean of Prosperity, the Bestower of Salvation for All, the Father of the World, the Teacher of the World and the Guru of the World.
102Tō manuṣhyō̃ kō bāp kā patā paṛē .
102People would then know the Father.
103Bāp key|kī aur śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā alag-alag hai .
103The praise of the Father is different from the praise of Shri Krishna.
104Yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhā huā hai .
104This is in the intellects of you children.
105Serviceable bachchē jō haĩ vē|way sārā din dauṛā-dauṛī kartē rahtē haĩ .
105Serviceable children will run around all day.
106Apnī laukik service hōtē bhī chhuṭṭī lē service mē̃ lag jātē haĩ .
106They would even take leave from their worldly jobs and engage themselves in doing spiritual service.
107Yah hai hī īśhvarīy government .
107This is the Godly Government.
108Khās bachchiyā̃ agar aisī service mē̃ lag jāyē̃ tō bahut nām nikāl saktī haĩ .
108If you daughters especially engage yourselves in doing such service, you can glorify the name a great deal.
109Serviceable bachchō̃ key|kī pālnā tō achchhī rīti hōtī hī rahtī haĩ , kyōṅki śhivbābā kā bhaṇḍārā bharpūr hai .
109Serviceable children are sustained very well because Shiv Baba’s treasure store is overflowing.
110Jis bhaṇḍārē sē khāyā vah bhaṇḍārā bharpūr , kāl kaṇṭak dūr .
110The treasure store you eat from is always overflowing and it removes your sorrow and suffering.
111Tum hō śhiv vãnśhī .
111You belong to the clan of Shiva.
112Vah rachtā hai , yah rachnā hai .
112He is the Creator and this is His creation.
113Bābul nām bahut mīṭhā hai .
113The name “Babul” (Father) is very sweet.
114Śhiv sājan bhī tō hai nā .
114Shiva is also the Bridegroom.
115Śhivbābā key|kī mahimā hī alag hai .
115The praise of Shiv Baba is completely distinct.
116Nirākār akṣhar likhnē sē samajhtē haĩ ki unkā kōī ākār nahī̃ hai .
116When you write the word “incorporeal”, they think that He doesn’t have a form.
117Beloved most śhivbābā hai - parampriya tō likhnā hī hai .
117Shiv Baba is the most beloved. 118You definitely have to write ‘supremely beloved’.
118Is samay laṛāī kā maidān unkā bhī hai tō tumhārā bhī hai .
119At this time they have a battlefield and you also have a battlefield.
119Śhiv śhaktiyā̃ nôn-vāyalēnsa gāī jātī haĩ .
120“Non-violent Shiv Shaktis” has been remembered.
120Parantu chitrō̃ mē̃ dēviyō̃ kō bhī hathiyār dē hiṅsā dikhā dī hai .
121However, people have portrayed goddesses with weapons, and made them out to be violent.
121Vāstav mē̃ tum yōg athavā yād K|kē bal sē viśhva kī bādśhāhī lētē hō . 122Hathiyārō̃ ādi key|kī bāt hī nahī̃ hai .
122In fact, you claim the sovereignty of the world with remembrance and the power of yoga; there is no question of weapons etc.
123Gaṅgā kā prabhāv bahut hai .
123There is a lot of influence of the Ganges.
124Bahutō̃ kō sākṣhātkār bhī hōgā .
124Many will have visions.
125Bhakti mārg mē̃ samajhtē haĩ ki gaṅgā jal milē tab uddhār hō , isliē gupta gaṅgā kahtē rahtē haĩ .
125On the path of devotion, they believe that it is only when they take some water of the Ganges that they can receive salvation. 126That is why they continue to speak of the incognito Ganges.
126Kahtē haĩ , bāṇ mārā aur gaṅgā nikalī .
127They say that the Ganges emerged at the place where the arrow landed.
127Gaūmukh sē bhī gaṅgā dikhātē haĩ .
128They even show the Ganges emerging from a Gaumukh (cow’s mouth).
128Tum pūchhē̃gē tō kahē̃gē ki gupta gaṅgā nikal rahī hai .
129If you asked them, they would say that an incognito Ganges is emerging.
129Trivēṇī par bhī sarasvatī kō gupta dikhāyā hai .
130They have shown the incognito Saraswati at the Triveni (where three rivers meet).
130Manuṣhyō̃ nē tō bahut bātē̃ banā dī haĩ .
131They have made up many stories.
131Yahā̃ tō ēk hī bāt hai . 132Sirph alpha , bas .
132Here, there is just the one thing, just Alpha, that’s all.
133Allāh ākar bahiśht sthāpan kartē haĩ .
133Allah comes and establishes Bahist (heaven).
134Khudā heaven sthāpan kartē haĩ .
134Khuda establishes heaven.
135Īśhvar svarg sthāpan kartē haĩ .
135Ishwar establishes heaven.
136Vāstav mē̃ īśhvar tō ēk hai .
136In fact, God is One.
137Yah tō apnī-apnī bhāṣhā mē̃ bhinn-bhinn nām rakh diyē haĩ . 138Parantu yah samajhtē haĩ ki allāh sē jarūr svarg kī bādśhāhī milēgī .
137They have given Him many different names in their own languages, but they definitely do understand that they will receive the sovereignty of heaven from Allah.
139Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ manmanābhav .
138Here, the Father says: Manmanabhav!
140Bāp kō yād karnē sē varsā jarūr yād āyēgā .
139By remembering the Father, you will definitely remember your inheritance.
141Rachtā key|kī rachnā hai hī svarg .
140The creation of the Creator is heaven.
142Aisē thōṛēhī kahē̃gē ki rām nē nark rachā .
141It cannot be said that Rama (God) created hell.
143Bhāratvāsiyō̃ kō yah patā hī nahī̃ ki nirākār rachtā kaun hai ?
142The people of Bharat don’t know who the incorporeal Creator is.
144Tum jāntē hō ki nark kā rachtā rāvaṇ hai , jiskō jalātē haĩ .
143You know that the creator of hell is Ravan, whose effigy people burn.
145Rāvaṇ rājya mē̃ bhakti mārg kā sapling kitnā baṛā hai .
144The sapling of the path of devotion grows very large in the kingdom of Ravan.
146Rāvaṇ kā rūp bhī baṛā bhayaṅkar banāyā hai .
145They have created a fearsome form of Ravan.
147Bōltē bhī haĩ ki rāvaṇ hamārā duśhman hai .
146They even say that Ravan is their enemy.
148Bāp nē arth|earth samjhāyā hai - pēśhgīr ( vistār ) baṛā hai tō rāvaṇ kā śharīr bhī baṛā banātē haĩ .
147The Father has explained that there is such great expansion, which is why they make a Ravan with a big body.
149Śhivbābā tō bindī hai . 150Parantu chitra baṛā banā diyā hai .
148Shiv Baba is just a point but they represent Him with a large image.
151Nahī̃ tō bindī key|kī pūjā kaisē hō .
149How could a point be worshipped?
152Pujārī tō bannā hai nā .
150They have to become worshippers.
153Ātmā kē liē tō kahtē haĩ - bhrakuṭī kē bīch mē̃ chamaktā hai azab sitārā .
151It is said of souls that a wonderful star shines in the centre of the forehead.
154Aur phir kahtē haĩ , ātmā sō paramātmā .
152Then they say that each soul is the Supreme Soul.
155Tō phir hajār sūrya sē jyādā tēj kaisē hōgā ?
153So, how could He be brighter than a thousand suns?
156Ātmā kā varṇan tō kartē haĩ lēkin samajhtē nahī̃ .
154They speak of the soul but they don’t understand it.
157Agar paramātmā hajār sūrya sē tēj hō , tō har ēk mē̃ pravēśh kaisē karē ?
155If God were brighter than a thousand suns, how could He enter everyone?
158Kitnī ayathārtha bātē̃ haĩ , jō sunkar kyā ban paṛē haĩ .
156They have said such wrong things and look what they have now become by listening to them!
159Kahtē haĩ ātmā sō paramātmā tō bāp kā rūp bhī aisā hōgā nā , parantu pūjā kē liē baṛā banāyā hai .
157They say that each soul is the Supreme Soul. 158Therefore, the Father’s form should also be the same. 159However, they have made His form larger in order to worship Him.
160Patthar K|kē kitnē baṛē-baṛē chitra banātē haĩ . 161Jaisē ġuphā mē̃ baṛē-baṛē pāṇḍav dikhāyē haĩ , jāntē kuchh bhī nahī̃ .
160They make such big stone images, as tall as the Pandavas. 161They have been made in some caves. 162They don’t understand anything.
162Yah hai paṛhāī .
163This is a study.
163Dhandhā aur paṛhāī alag-alag hai .
164A business is different from a study.
164Bābā paṛhātē bhī haĩ aur dhandhā bhī sikhātē haĩ .
165Baba teaches you and also teaches you this business.
165Board mē̃ bhī pahlē bāp key|kī mahimā hōnī chāhiē .
166On the board, there should also first be praise of the Father.
166Bāp key|kī full mahimā likhnī hai .
167The full praise of the Father has to be written.
167Yah bātē̃ tum bachchō̃ key|kī bhī buddhi mē̃ number-vār puruṣhārth anusār ātī haĩ isliē mahārathī , ghōṛēsavār kahā jātā hai .
168These things enter the intellects of you children, numberwise, according to the efforts you make, for this is why they say that there are elephant riders and horse riders.
168Hathiyār ādi key|kī kōī bāt nahī̃ hai .
169It is not a question of weapons etc.
169Bāp buddhi kā tālā khōl dētē haĩ .
170The Father opens the locks on your intellects.
170Yah gōdrēj kā tālā kōī khōl na sakē .
171No one else can open these Godrej locks.
171Bāp kē pās milnē ātē haĩ tō bābā bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki āgē kab milē hō ?
172When any children come to meet the Father, Baba asks them: Have we met before?
172Is jagah par , is din kab milē hō ?
173Have we met in this place on this day before?
173Tō bachchē kahtē hā̃ bābā , 5 hajār varṣh pahlē milē haĩ .
174The children reply: Yes Baba, we met 5000 years ago.
174Ab yah bātē̃ aisē kōī pūchh na sakē .
175No one else can ask these things in the same way.
175Kitnī guhya samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
176These are such deep matters and have to be understood.
176Kitnī gyān key|kī yuktiyā̃ bābā samjhātē haĩ . 177Parantu dhārṇā number-vār hōtī hai .
177Baba explains this knowledge in so many clever ways, but you imbibe them numberwise.
178Śhivbābā key|kī mahimā alag hai , brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar key|kī mahimā alag hai .
178The praise of Shiv Baba is separate from the praise of Brahma, Vishnu and Shankar.
179Har ēk kā part alag-alag hai .
179Each one’s part is individual.
180Ēk na milē dūsrē sē .
180The part of one cannot be the same as another’s.
181Yah anādi drama hai .
181This drama is eternal.
182Vahī phir repeat hōgā .
182It will then repeat.
183Abhī tumhārī buddhi mē̃ baiṭhā huā hai ki ham kaisē mūlvatan mē̃ jātē haĩ phir ātē haĩ part bajānē kē liē .
183It is now in your intellects how you go to the incorporeal world and how you then come down here to play your parts.
184Jātē haĩ via sūkṣhmavatan .
184You go up via the subtle region.
185Ānē samay sūkṣhmavatan nahī̃ hai . 186Sūkṣhmavatan kā sākṣhātkār kabhī kisī kō hōtā hī nahī̃ .
185When you come back down, the subtle region doesn’t exist. 186No one there has visions of the subtle region.
187Sūkṣhmavatan kā sākṣhātkār karnē kē liē kōī tapasyā nahī̃ kartē haĩ kyōṅki unkō kōī jāntē nahī̃ haĩ .
187No one there does tapasya to have visions of the subtle region, because no one there knows about it.
188Sūkṣhmavatan kā kōī bhagat thōṛēhī hōgā .
188There won’t be devotees of the subtle region.
189Sūkṣhmavatan abhī rachtē haĩ via sūkṣhmavatan jāē phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē .
189The subtle region is created now, so that you can go back via the subtle region and then go to that new world.
190Is samay tum vahā̃ ātē-jātē rahtē hō .
190At this time you continue to go and return from there.
191Tumhārī sagāī huī hai , yah piyar ghar hai .
191You are now engaged and this is your mother’s home.
192Viṣhṇu kō pitā nahī̃ kahē̃gē .
192Vishnu is not called the Father.
193Vah hai sasurghar .
193That is your in-laws’ home.
194Jab kanyā sasurghar jātī hai tō purānē kapṛē sab chhōṛ jātī hai .
194When a girl goes to her in-laws’ house, she leaves all her old clothes behind.
195Tum purānī duniyā kō hī chhōṛ dētē hō .
195You completely leave this old world behind.
196Tumhārē aur unkē vanvāh mē̃ kitnā phark hai .
196There is so much difference between your simplicity and theirs.
197Tumkō bhī bahut anāsakt rahnā chāhiē .
197You have to remain completely free from attraction.
198Dēh-abhimān tōṛnā hai .
198Body consciousness also has to be broken.
199Ūñchī sāṛī pahanē̃gī tō jhaṭ dēh-abhimān ā jāyēgā . 200Maĩ ātmā hū̃ , yah bhūl jāyēgā .
199When you put on an expensive sari, you immediately become body conscious and forget that you are a soul.
201Is samay tum hō hī vanvāh mē̃ .
200At this time you are in exile (have simplicity).
202Vanvāh aur vānaprasth ēk hī bāt hai .
201Simplicity and the stage of retirement are the same thing.
203Śharīr hī chhōṛnā hai tō sāṛī nahī̃ chhōṛē̃gī kyā !
202Your bodies have to be shed. 203Therefore, would you not renounce the sari?
204Halkī sāṛī miltī hai tō dil hī chhōṭī hō jātī hai .
204Sometimes, when someone receives a cheap sari, her heart shrinks.
205Ismē̃ tō khuśhī hōnī chāhiē - achchhā huā jō halkā vastra milā .
205You should be happy that you receive something cheap.
206Achchhī chīz kō tō sambhālnā paṛtā hai .
206Good things have to be looked after very carefully.
207Yah pahannē , khānē key|kī chhōṭī-chhōṭī bātē̃ bhī ūñchī mañjil par pahuñchnē mē̃ aṭak ḍāltī haĩ .
207The trivial things of wearing good clothes and eating good food also obstruct you from reaching your high destination.
208Mañjil bahut baṛī hai .
208The destination is very high.
209Kathā mē̃ bhī sunātē haĩ nā ki pati kō kahā - yah lāṭhī bhī chhōṛ dō .
209They tell a religious story about how a wife told her husband to renounce even his walking stick.
210Bāp kahtē haĩ yah purānā kapṛā , purānī duniyā sab khalās hōnī hai , isliē is sārī duniyā sē buddhiyōg tōṛnā hai , iskō bēhad kā sannyās kahā jātā hai .
210The Father says: These old clothes and this old world are all to finish. 211Therefore, break your intellects’ yoga away from this whole world. 212This is called unlimited renunciation.
211Sannyāsiyō̃ nē tō had kā sannyās kiyā hai ab tō phir vē|way andar ā gayē haĩ .
213Sannyasis used to have limited renunciation, but they have now started to settle inside (the cities).
212Āgē tō unhō̃ mē̃ bahut tākat thī .
214Previously, they had a lot of strength.
213Utarnē vālō̃ key|kī mahimā kyā hō saktī hai .
215How can there be praise of those who come down?
214Naī-naī ātmāyē̃ bhī pichhāṛī tak ātī rahtī haĩ part bajānē , unmē̃ kyā tākat hōgī .
216New souls will continue to come down to play their parts till the end. 217How much strength would they have?
215Tum tō pūrē 84 janma lētē hō .
218You take the full 84 births.
216Yah sab samajhnē kē liē kitnī achchhī buddhi chāhiē .
219A very good intellect is needed to understand all of these things.
217Serviceable bachchē service mē̃ uchhaltē rahē̃gē .
220Serviceable children will continue to have a lot of enthusiasm for doing service.
218Gyān sāgar K|kē bachchē aisē bhāṣhaṇ karē̃ jaisē bābā uchhaltā hai , ismē̃ phãk nahī̃ hōnā hai .
221The children of the Ocean of Knowledge should give lectures with enthusiasm like Baba does. 222One shouldn’t be disheartened in this.
219Achchhā !
223Achcha.
220Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
221Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
222Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2231 ) buddhi sē bēhad kā sannyās karnā hai .
2271. Make your intellect have unlimited renunciation.
224Vāpas ghar jānē kā samay hai isliē purānī duniyā aur purānē śharīr sē anāsakt rahnā hai .
228It is now time to return home. 229Therefore, remain free from any attraction to this old world and these old bodies.
2252 ) drama key|kī her|har scene kō dēkhtē huē sadā harṣhit rahnā hai .
2302. Remain cheerful while observing every scene of the drama.
Blessing
226Vardān : bāpdādā kō apnā sāthī samajhkar double force sē kārya karnē vālē sahajyōgī bhav
231Blessing: May you make BapDada your Companion and thereby become an easy yogi who does everything with double force.
227Kōī bhī kārya kartē bāpdādā kō apnā sāthī banā lō tō double force sē kārya hōgā aur smr̥iti bhī bahut sahaj rahēgī kyōṅki jō sadā sāth rahtā hai uskī yād svataḥ banī rahtī hai .
232When carrying out any work, make BapDada your Companion and the work will then be done with double force. 233You will also very easily remain aware of Him because someone who is constantly with you is naturally remembered.
228Tō aisē sāthī rahnē sē vā buddhi dvārā nirantar sat kā saṅg karnē sē sahajyōgī ban jāyēṅgē aur powerful saṅg hōnē K|kē kāraṇ her|har kartavya mē̃ āpkā double force rahēgā , jissē her|har kārya mē̃ saphaltā key|kī anubhūti hōgī .
234By your being a companion in this way and by constantly having the company of the Truth in your intellect, you will become an easy yogi. 235Because of having this powerful company, you will complete every task with double force and experience success.
Slogan
229Slōgan : mahārathī vah hai jō kabhī māyā K|kē prabhāv mē̃ parvaśh na hō .
236Slogan: A maharathi is one who is never influenced by any external influence of Maya.
237*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
230Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō
238Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.
231Madhurtā hī brāhmaṇ jīvan key|kī mahāntā hai .
239Sweetness is the greatness of Brahmin life.
232Jahā̃ madhurtā hai vahā̃ pavitratā hai .
240Where there is sweetness, there is also purity.
233Binā pavitratā K|kē madhurtā ā nahī̃ saktī .
241There cannot be sweetness without purity.
242Constantly remain sweet.
243This is the basis of success in the service you do.
234Jitnā buddhi mē̃ naśhā hō , utnā hī karma mē̃ namratā aur bōl mē̃ madhurtā hō .
244To the extent that you have this intoxication in your intellect, there should accordingly be humility in your actions and sweetness in your words.
235Aisē naśhē mē̃ rahnē sē kabhī nuksān nahī̃ hōgā .
245By your maintaining such intoxication, there will never be a loss.
236Siddhi kō pānē vālē , svayã kō namrachitta , nirmāṇ , her|har bāt mē̃ apnē āpkō guṇgrāhak aur madhurtā sampann banāyēṅgē .
246Those who are to attain success will remain humble and constructive. 247They will pick up virtues in every situation and fill themselves with sweetness.