रविवार 12 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-04-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 30-11-09 madhuban 1Bāp vā sarv kā priya bannē kē liē santuṣhṭamaṇi ban her|har paristhiti K|kē prabhāv sē mukt rahō

012/04/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 30/11/2009 1In order to be loved by the Father and the world become a jewel of contentment and remain free from being influenced by any situation.

2Āj chārō̃ ōr K|kē santuṣhṭ ātmāō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, Baba was seeing the contented souls everywhere.

3Santuṣhṭ maṇiyā̃ chārō̃ ōr apnē maṇi key|kī chamak phailā rahī haĩ .

3The jewels of contentment are spreading the sparkle of their jewels everywhere.

4Sabsē baṛē sē baṛī sthiti hai hī santuṣhṭatā key|kī .

4The greatest stage of all is that of contentment.

5Sadā santuṣhṭ sabhī kō priya lagtē haĩ , bāp kō tō priya haĩ hī .

5Those who are constantly content are loved by everyone. 6You are loved by the Father anyway.

6Sadā santuṣhṭ vahī rah saktā hai jiskō sarv prāptiyā̃ haĩ .

7Those who have all attainments remain constantly content.

7Prāptiyō̃ kā ādhār santuṣhṭatā hai isliē aisī ātmāyē̃ sarv brāhmaṇ ātmāō̃ kō priya haĩ .

8The basis of contentment is having all attainments and this is why such souls are loved by all Brahmin souls.

8Sarv prāptiyā̃ arthāt sadā santuṣhṭ .

9To have all attainments means to be constantly content.

9Santuṣhṭ ātmā kā vāyumaṇḍal mē̃ bhī prabhāv paṛtā hai aur sarv prāptiyā̃ haĩ paramātmā key|kī dēn .

10A contented soul makes an impact on the atmosphere, and all attainments are a gift from God.

10Paramātmā bāp dvārā sarv śhaktiyā̃ , sarv guṇ , sarv khajānē prāpt kī huī ātmā sadā santuṣhṭ rahtī hai .

11Souls who have received all powers, all virtues and all treasures from God remain constantly content.

11Santuṣhṭ ātmā key|kī sthiti sadā pragatiśhīl rahtī hai .

12The stage of a contented soul constantly progresses.

12Paristhiti santuṣhṭ ātmā kē ūpar prabhāv nahī̃ ḍāl saktī kyōṅki jahā̃ santuṣhṭatā hai vahā̃ sarv śhaktiyā̃ , sarv guṇ svataḥ hī ātē haĩ .

13Situations cannot influence a contented soul because, where there is contentment, there are automatically all powers and all virtues.

13Ēk santuṣhṭatā anēk guṇō̃ kō apnā lētī hai .

14The one virtue of contentment is able to attract many other virtues.

14Tō har ēk apnē sē pūchhē ki maĩ sadā santuṣhṭ ātmā rahtī hū̃  !

15So, each one of you should ask yourself: Am I a soul who remains constantly content?

15Santuṣhṭ ātmā sadā sarv K|kē , bāp K|kē samīp aur samān sthiti mē̃ rahtī hai .

16A contented soul is always close to everyone and has a stage equal to that of the Father.

16Lēkin is sthiti mē̃ rahnē kē liē bahut sākṣhī dr̥iṣhṭā avasthā chāhiē , trikāldarśhī avasthā chāhiē .

17However, in order to remain in this stage, you need to have a very detached and trikaldarshi stage.

17Her|har karma trikāldarśhī arthāt her|har bāt K|kē tīnō̃ kālō̃ kō parakh phir karma karnē vālē .

18Such a soul is trikaldarshi in everything he does, that is, in every situation he will first discern its three aspects of time and then act.

18Iskē liē dō bātē̃ āvaśhyak haĩ .

19For this, two things are necessary.

19Vah dō bātē̃ haĩ sambandh aur sampatti .

20Those two things are relationships and wealth.

20Sambandh bhī avināśhī , sampatti bhī avināśhī . 21Vah prāpt hōtā hai avināśhī bāp dvārā .

21Relationships are imperishable and wealth is imperishable and they are attained from the imperishable Father.

22Jab avināśhī sampatti aur sambandh prāpt hō jātā tō ātmā sadā santuṣhṭ aur bāp key|kī , sarv ātmāō̃ key|kī ati priya hō jātī hai .

22When you souls have received imperishable wealth and relationships, you are constantly content and become deeply loved by the Father and all souls.

23Kōī bhī paristhiti māyā K|kē rūp mē̃ ātī hai tō ghabrātē nahī̃ haĩ .

23Then, when Maya comes in any form, you do not become afraid.

24Aisē mahsūs kartē haĩ jaisē bēhad K|kē pardē par Mickey mouse kā khēl chal rahā hai .

24You then feel as though a Mickey Mouse film is being shown on the unlimited screen.

25Parēśhān nahī̃ hōtē , Mickey mouse kā khēl dēkh manōrañjan kartē haĩ .

25You are then not distressed. 26On seeing the Mickey Mouse film, you are entertained.

26Māyā K|kē bhinn-bhinn rūp , bhinn-bhinn Mickey mouse K|kē rūp mē̃ anubhav kartē haĩ .

27You experience the games of Mickey Mouse on the unlimited screen as different forms of Maya.

27Aisī sthiti kā anubhav bāp dvārā sarv kō prāpt karnā hī hai aur kiyā bhī hai .

28All of you have to experience such a stage through the Father and you have all done that.

28Bāpdādā dēkhtē haĩ - nirbhay , ēkāgr buddhi ban vijayī ātmāyē̃ kōī bhī paristhiti mē̃ ḍagmag nahī̃ hōtī .

29BapDada is seeing that you remain fearless and have stable and concentrated intellects and do not fluctuate in any situation. 30You are constantly such victorious souls.

29Jō bāp key|kī her|har bachchē mē̃ śhubh āśhā hai ki her|har bachchā sadā vijayī ban bāp kō apnā vijay kā svarūp dikhāvē , tō har ēk apnē sē pūchhē maĩ kaun  ?

31The Father has a pure desire for each of you children: that each child becomes constantly victorious and shows the Father your victorious form. 32So, each of you can ask yourself: Who am I?

30Bāp-dādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki kabhī-kabhī kā śhabda samay pramāṇ abhī brāhmaṇ dictionary sē samāpt kar dō .

33BapDada told you earlier too that, now, according to the time, you have to remove the word “sometimes” from the Brahmin dictionary.

31Jab bāp sē sadā kā varsā lēnā hai tō her|har prāpti sadā prāpt hō kyōṅki bāp K|kē dil key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ karnē vālē āśhāō̃ K|kē dīpak haĩ .

34Since you are going to claim your inheritance from the Father for all time, you need to have all attainments for all time because you are the lamps of hope who will fulfil the hopes in the Father’s heart.

32Unkē saṅkalp mē̃ bhī kabhī-kabhī śhabda ā nahī̃ saktā , kyō̃  ?

35There cannot be the word “sometimes”, even in your thoughts. 36Why?

33Sadā bāp kē sāth aur bāp K|kē sāthī haĩ .

37Because you are constantly with the Father and you are the Father’s companions.

34Sāth rahnē vālē bhī aur sāthī ban viśhva parivartan kā kārya karnē vālē .

38You are the ones who stay with the Father and, as His companions, you carry out the task of world transformation.

35Tō bōlō , yah sadā kā vardān bāpdādā dvārā prāpt kar liyā hai nā  !

39So, speak! 40You have received this blessing of “sada” (constantly) from BapDada, have you not?

36Yah tō janm lētē hī bāpdādā her|har bachchē kō sadā yahī vardān dētē haĩ , sadā yōgī bhav , pavitra bhav .

41In fact, as soon as each child takes birth, BapDada always gives this blessing: May you be constantly yogi and pure.

37Us vardān dvārā jō bhī prāptiyā̃ hōtī haĩ vah sadā kē liē hōtī haĩ . 38Kabhī-kabhī kē liē nahī̃ .

42Whatever attainments you receive through that blessing are for all time, not for some time.

39Tō sabhī bachchē sadā K|kē adhikārī haĩ kyōṅki bāp kā her|har bachchē sē chāhē last bachchā hai lēkin bāp kō her|har bachchē sē dil kā pyār hai kyōṅki jō baṛē-baṛē lōg haĩ , apnē kō samajhdār samajhtē haĩ vah bhī bāp kō pahchān nahī̃ sakē , lēkin bāpdādā K|kē last bachchē nē bāp kō pahchān liyā .

43So, all of you children have a right for all time because, even if it is the last child, the Father has love in His heart for all the children. 44Even great, eminent people who consider themselves to be wise are not able to recognise the Father, whereas the last child of BapDada has recognised the Father.

40Dil sē kahtē haĩ mērā bābā isliē bāp kā her|har bachchē sē avināśhī pyār hai isliē her|har bachchē kō bāp kā vardān hai .

45All of you say from your heart: My Baba, and this is why the Father has eternal love for every child, which is why each child has received the Father’s blessing.

41Bachchē chāhē number-vār haĩ lēkin bāpdādā rōz ēk hī samay , ēk hī vardān sabhī bachchō̃ kō ikaṭṭhā dētē haĩ .

46Every day BapDada gives the same blessing to all of you children at the same time, even though you are numberwise.

42Bāpdādā kā her|har bachchā number-vār bhalē hai lēkin mērā bābā kahā tō her|har rōz vardān K|kē adhikārī ban gayā .

47Although all of you children are numberwise, every day, as soon as a child says: My Baba, he claims a right to the blessing.

43Har ēk bachchē kō chāhē kahā̃ bhī rahtē haĩ , india mē̃ rahtē haĩ yā foreign mē̃ rahtē haĩ lēkin vardān sabhī kō ēk hī bāpdādā kā miltā hai aur vardān kō prāpt kar khuśh bhī hōtē haĩ lēkin dō prakār K|kē bachchē haĩ , ēk bachchē vardān kō dēkh khuśh jarūr hōtē haĩ lēkin āgē number vahī lētē haĩ jō sirph vardān kō dēkh khuśh nahī̃ hōtē , varṇan nahī̃ kartē ki yah mērā vardān hai lēkin vardān kō phalībhūt kartē haĩ .

48Whether you children are living in India or abroad, each of you children receives the same blessing from BapDada, and, having received the blessing, you become happy. 49However, there are two types of children. 50One type is the children who definitely become happy that they have received a blessing, but the ones who claim a number ahead are not those who become happy just seeing the blessing and speaking about it, that this is their blessing, but those who make their blessing fruitful.

44Vardān sē lābh lēkar vardān kā phal nikāltē haĩ .

51They take the benefit of the blessing and attain fruit from that blessing.

45Bīj hai lēkin bīj kō phalībhūt nahī̃ karē̃ , phal nahī̃ nikālē̃ tō sirph khuśhī hōtī hai , vardān sē phal nikālnē kē liē jaisē kōī bhī bīj hōtā hai , uskā phal nikālnē kē liē unkō pānī aur dhūp chāhiē tabhī phal nikaltā hai .

52You have the seed but, if you do not make the seed bear fruit, that is, if you do not make it fruitful, then there is just happiness. 53In order to obtain fruit from the blessing, just as with any other seed, it needs water and sunshine, for only then would it bear fruit.

46Tō yahā̃ bhī her|har bachchē kō jab vardān kā phal nikālnā hai , jissē vistār hōtā jāē , apnē hī man mē̃ vardān K|kē phal dvārā vr̥iddhi hōtī jāē , tō yahā̃ bhī bāp kahtē haĩ ki vardān kā phal nikālnē kē liē bār-bār vardān kō smr̥iti mē̃ lāō .

54So, here, too, when each of you children wants to extract fruit from your blessing so that expansion can take place, so that there is growth in your own mind through the fruit of the blessing, then, here, too, the Father says: In order to extract fruit from the blessing, repeatedly take that blessing into your awareness.

47Smr̥iti svarūp K|kē sthiti mē̃ sthit rahō .

55Remain stable in the stage of an embodiment of awareness.

48Bār-bār simraṇ nahī̃ lēkin smr̥iti , yah hai pānī dēnā aur svarūp mē̃ sthit hōnā yah hai dhūp lagānā . 49Tō yah phalībhūt hōnē sē svayã mē̃ bhī bahut śhakti bhartī hai aur dūsrē kō bhī us phal dvārā śhakti kā anubhav karā saktē haĩ .

56This does not mean to keep remembering it again and again (simran). 57To have that awareness (smruti) means to give it water, and to remain stable in that form is to give it sunshine. 58So, by it becoming fruitful, you fill yourself with a lot of power and you can also give others an experience of power through that fruit.

50Bāpdādā abhī kyā chāhtē haĩ  ?

59So, what does BapDada now want?

51Kyōṅki bāpdādā kuchh samay sē lēkē samay key|kī warning dē rahē haĩ , her|har bachchē key|kī paṛhāī kī result kā samay achānak ānā hai , iskē liē sadā ever ready .

60For some time, BapDada has been warning all of you children about the time. 61The time for the result of each child’s study is going to come suddenly. 62For this, remain constantly ever-ready.

52Sāth-sāth bāpdādā yah bhī iśhārā dē rahē haĩ ki abhī samay hai uṛtī kalā K|kē tīvr puruṣhārth kā .

63Along with that, BapDada is also giving a signal that it is now the time to make intense effort for the flying stage.

53Chal rahē haĩ nahī̃ , uṛ rahē haĩ .

64Not that you are moving along, but that you are flying.

54Sādhāraṇ rīti sē apnī dincharyā vyatīt karnā , ab vah samay common puruṣhārth kā gayā isliē bāpdādā iśhārā dē rahē haĩ , her|har second , her|har saṅkalp check karō .

65The time for making common effort - spending your day in an ordinary way - has now passed, and this is why BapDada is giving you this signal: Check every second and every thought.

55Mānō apnā tīvr puruṣhārth na kar ēk ghaṇṭā sādhāraṇ puruṣhārth mē̃ rahē aur ēk ghaṇṭē mē̃ hī achānak agar final paper kā time ā gayā tō ant matē sō gati , vah ēk ghaṇṭē kā sādhāraṇ puruṣhārth kitnā nuksān kar dēgā  !

66For instance, if you are not making intense effort, if you are making ordinary effort for an hour, and if the time for your final paper comes suddenly during that one hour, then that final moment will lead you to your destination, and that ordinary effort of one hour will then cause so much damage.

56Isliē bāpdādā her|har bachchē kō , her|har saṅkalp , her|har second samay K|kē mahatva kō , samay prati samay iśhārā dē rahē haĩ .

67This is why, from time to time, BapDada gives each of you children a signal about the importance of every thought, every second and every moment.

57Halchal K|kē samay achal rahnē kā puruṣhārth tīvr puruṣhārthī hī kar saktā .

68Only an intense effort-maker is able to make effort to remain unshakeable at the time of upheaval.

58Sādhāraṇ puruṣhārthī ever ready bannē mē̃ samay lagā dēgā aur bāpdādā nē kahā hai ki second mē̃ bindī arthāt fullstop , agar tīvr puruṣhārth nahī̃ hōgā tō kyā hōtā hai  ?

69An ordinary effort-maker will take time to become ever-ready, whereas BapDada has said that you have to put a dot, a full stop in a second. 70What happens if you are not making intense effort?

59Anubhavī tō haĩ .

71You are experienced in this.

60Fullstop kē bajāē question mark tō nahī̃ ban jāyēgā  !

72Instead of a full stop, it would not become a question mark, would it?

61Bindī kitnā sahaj hai aur question kitnā ṭeṛhā bāṅkā hai .

73A full stop is so easy, whereas a question mark is crooked.

62Fullstop tō fullstop hō jāē . 63Comma key|kī mātrā bhī nahī̃ hō , āśhcharya kī mātrā bhī nahī̃ hō .

74As soon as you say: Full stop, a full stop should be applied. 75Not a comma or even an exclamation mark.

64Kyā karū̃  ! 65Yah sōchnē kā bhī samay nahī̃ milēgā .

76You won’t even have time to think: What should I do?

66Tō kōī bhī bachchā yah sōch nahī̃ saktā ki itnā fast puruṣhārth karnā hī paper mē̃ pās|pass hōnā hai .

77No child yet is able to understand that to make such fast effort means to pass the paper.

67Bāpdādā dēkhtē haĩ abhī bhī kāraṇē akāraṇē̃ kyō̃ , kyā , kaisē , aisē … yah kōī-kōī bachchō̃ K|kē rōz K|kē chart mē̃ dikhāī dētā hai .

78BapDada sees that, even now, due to one reason or another, the questions: Why?, What?, How?, “Like this”, are visible in some children’s daily charts.

68Bahutō̃ K|kē chart mē̃ bāpdādā nē dēkhā hai ki west|waste thoughts key|kī lahar samay lē lētī hai aur west|waste key|kī raphtār aisī tīvr hōtī hai jō sādhāraṇ saṅkalp kā ēk ghaṇṭā aur fast saṅkalp kā ēk minute isliē āj yah dēkh rahē thē ki sabkī priya , bāpdādā key|kī priya santuṣhṭ ātmāyē̃ kaun-kaun haĩ  ?

79BapDada has seen that in the charts of many, a wave of waste thoughts takes up a lot of time, and the speed of waste is so fast: one hour of ordinary thoughts is equivalent to one minute of fast thoughts. 80Therefore, today, BapDada was looking at the contented souls who are loved by everyone and by BapDada.

69Santuṣhṭ ātmā K|kē saṅkalp mē̃ bhī yah kyō̃ , kyā key|kī bhāṣhā svapn mē̃ bhī nahī̃ āyēgī kyōṅki us ātmā kō viśhēṣh tīn bātē̃ , tīn bindiyā̃ yād rahtī haĩ - ātmā , paramātmā aur drama , tīn hī samay par kārya mē̃ lagā saktē haĩ kyōṅki aisē samay par sarv śhaktiyō̃ kā khajānā āvaśhyak hai aur master sarvśhaktivān vah hai jō jis samay jis śhakti kō order karē vah hāzir hō jāē .

81The language of: “Why?”, “What?”, etc. will not enter the thoughts or even the dreams of a contented soul, because that soul will be able to use the three special things at the right time, the three dots: the soul, the Supreme Soul and the drama. 82This is because, at such a time, your treasure store of the powers is essential, and a master almighty authority is one who is able to order a particular power at any time, so that that power becomes present at that time.

70Chāhiē sahanśhakti aur ā jāvē sāmnā karnē key|kī śhakti , tō hai śhakti lēkin us samay kām key|kī nahī̃ hai .

83You might want the power of tolerance but, instead of that, if the power to face comes, then, although it is a power, that power is of no use at that time.

71Tō sarv khajānō̃ key|kī chābī hai tīn bindiyā̃ - āp , bāp aur drama .

84So, the key to all treasures is the three dots: yourself, the Father and the drama.

72Tō bāpdādā kā ēk saṅkalp hai , batāyē̃  ?

85BapDada has one thought: should He tell you?

73Karnā paṛēgā .

86You will have to do it.

74Jō karnē kē liē taiyār haĩ , vah hāth uṭhāō .

87Those who are ready to do it, raise your hands.

75Karnā paṛēgā .

88You will have to do it.

76Achchhā sabhī hāth uṭhā rahē haĩ .

89Since you are raising your hands, you will have to do it.

77Man kā hāth uṭhā rahē haĩ yā śharīr kā hāth uṭhā rahē haĩ  ?

90Are you raising the hand of your mind or of your physical body?

78Man kā hāth pakkā hōtā hai .

91The hand of your mind is strong.

79Bāpdādā samay pramāṇ har ēk bachchē sē yah śhubh āśhā rakhtē haĩ ki 15 din kē bād phir bāp kā milnā hōtā hai , tō yah jō 15 din bītē̃ usmē̃ yah viśhēṣh abhyās karō trial kē liē , rahnā tō sadā hai lēkin 15 din key|kī trial karō aur apnē-apnē connection vālē centres kō bhī karāō , chakkar lagākē phone karkē unkō yād dilāō ki homework kar rahē hō  ?

92According to the time, BapDada has this pure desire for each child: you are going to meet the Father again in 15 days’ time, and so, for the next 15 days, use this special practice as a trial. 93In fact, you have to remain like this for all time, but have a trial for 15 days and also get the centres in connection with you to do this. 94Go there or phone them and remind them: Are you doing your homework?

80Homework kyā hai  ?

95What is your homework?

81Easy hai , har ēk bhinn-bhinn circumstance bātō̃ sē cross tō kartē hī haĩ lēkin yah 15 din har ēk kō saṅkalp , vāṇī aur karma mē̃ kam sē kam 80 pratiśhat marks lēnī haĩ .

96It is easy! 97Each one of you crosses through different circumstances and situations, but for these 15 days, each one of you has to claim 80% marks at the very least in your thoughts, words and actions.

82Phir bhī bāpdādā 20 percent chhuṭṭī dētē haĩ .

98Nevertheless, BapDada is giving you a margin of 20%. 99Do you agree?

83Hai mañjūr .

100Do you agree?

84Mañjūr haĩ  ? 85Dēvē̃ .

101Should Baba give you this?

86Yah kām dēvē .

102Should Baba give you this work?

87Achchhā 15 din , māyā bhī sun rahī hai .

103OK, 15 days. 104Maya is also listening.

88Bātē̃ tō āyēṅgī , bātō̃ kō nahī̃ dēkhnā , pās|pass hōnā hai , yah yād rakhnā .

105Situations will come, but do not look at the situations. 106You have to pass; just remember this.

8915 din kōī baṛī bāt nahī̃ hai lēkin har ēk sachchī dil , sāph dil sē svapn mē̃ bhī saṅkalp , vāṇī aur karma mē̃ pās|pass hōkē dikhāyē .

107Fifteen days are not a big thing, but each of you children have to show BapDada with an honest and clean heart that you will pass in your dreams, your thoughts, words and actions.

90Hō saktā hai  ?

108Is this possible?

91Hō saktā hai  ?

109Is it possible?

92Teachers batāō hō saktā hai  ?

110Teachers, speak! 111Is it possible?

9315 din tō kuchh bhī nahī̃ haĩ lēkin bāpdādā trial kē liē kah rahē haĩ ki saṅkalp bhī west|waste nahī̃ , yuddha nahī̃ vijayī .

112Fifteen days are nothing, but BapDada is asking you to do this as a trial. 113No thoughts are to be wasted. 114No battling, but victorious: fully victorious for 15 days.

9415 din K|kē full vijayī .

115Is it difficult or easy?

95Muśhkil hai yā easy hai  ? 96Easy hai , hāth uṭhāō .

116If it is easy, then raise your hands!

97Easy hai  ?

117Is it easy?

98Tō bāpdādā yah 15 din key|kī result dēkhē̃gē .

118Then, BapDada will see this result of 15 days.

99Phir āgē baṛhāyēṅgē .

119He will then increase it further.

10015 din tō kōī bhī kar saktā hai nā  !

120Any of you can do it for 15 days, can you not?

101Kar saktē haĩ nā  !

121You are able to do this, are you not?

102Madhuban vālē , madhuban vālē hāth uṭhāō .

122Those from Madhuban, raise your hands!

103Yah āgē āgē madhuban baiṭhā hai .

123Those of you sitting at the front are from Madhuban, are you not?

104Bahut achchhē haĩ .

124You are very good.

105Foreigners yā india vālē sabhī kō karnā hai .

125Double foreigners and those from India, everyone has to do this.

106Gānv vālē yā baṛē śhahar vālē sabkō 15 din kā record rakhnā hai .

126Those from the villages and those from the big cities, you all have to keep your record for 15 days.

107Kyā , kyō̃ kā question na uṭhē , kyā karē̃ bāt hī aisī huī yah nahī̃ batānā .

127Do not make excuses, saying: Why? 128What? 129The situation was like that and so… 130You have to claim 80%.

10880 percent lēnā hī hai .

131Even so, BapDada is making it light.

109Phir bhī bāpdādā halkā kar rahā hai , 20 percent chhōṛ rahā hai kyōṅki bāpdādā dēkhtē haĩ ki kahā̃-kahā̃ chaltē chaltē māyā albēlēpan aur ālasya mē̃ lē ātī hai .

132He is giving you a margin of 20%, because BapDada sees that, in some cases, while you are moving along, Maya makes you careless and lazy. 133It was like this, it was like that is a form of royal laziness.

110Royal ālasya yah thā , yah thā , yah royal ālasya , albēlāpan yah tīvr puruṣhārth mē̃ kamī ḍāltā hai kyōṅki abhī bāpdādā sabhī jō bhī student haĩ , har ēk student kō abhī pahlē yah 15 din key|kī rehearsal karākē kuchh samay aisē hī abhyās karānē chāhtē haĩ , jō sabhī sē hāth uṭhvāyē , ever ready tō sabhī hāth uṭhā sakē̃ .

134This royal laziness and carelessness makes your intense effort weak, because BapDada is now making each of you students do a rehearsal for 15 days and wants you to practise this for some time. 135This is why He made you all raise your hands. 136Ever-ready. 137Each of you should be able to raise your hand.

111Iskē liē bahut samay kā abhyās chāhiē .

138You need to practise this over some time.

112Isliē abhī yah thōṛā sā abhyās karātē haĩ .

139This is why Baba is making you practise this for a short while.

113Achchhā .

140Achcha.

114Pahlē bārī kitnē āyē haĩ , vah uṭhō  : achchhā hai āpkō bāpdādā K|kē sāmnē ānē K|kē din kā bahut-bahut mubārak hō , mubārak hō .

141How many have come for the first time? 142Stand up! 143It is good. 144Congratulations to you for the day that you have come in front of BapDada.

115Bāp key|kī nazar bachchō̃ par paṛī aur bachchō̃ key|kī nazar bāp kē ūpar paṛī .

145Congratulations. 146The Father’s vision fell on you children and the vision of you children fell on the Father.

116Tō bahut-bahut badhāīyā̃ haĩ .

147Many, many congratulations.

117Achchhā .

148Achcha.

118Aur cake tō nahī̃ hai lēkin khuśhī kā cake khā lō .

149There isn’t any other cake, but you can eat a cake of happiness.

119Achchhā hai , abhī dērī sē āyē hō lēkin fast jākē number āgē lē saktē hō isliē bāpdādā key|kī taraph sē aur sarv āpkē sāthī bhāī aur bahinō̃ kā , sabkā mubārak hō , mubārak hō .

150It is good. 151You have come late, but you can go fast and claim a number ahead. 152This is why congratulations are given to you by BapDada and by all your companion brothers and sisters. 153Congratulations.

120Aisā misāl hōgā jō last ānē vālā bhī fast jākē first line mē̃ ā saktā hai .

154You will become such examples that even those who have come last can go fast and come in the first line.

121Achchhā .

155Achcha.

122Chārō̃ ōr K|kē bāpdādā key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ karnē vālē āśhāō̃ K|kē dīpak , kyō̃ , kyā key|kī bhāṣhā sē nyārē rahnē vālē sadā ēk-ras , sadā ēk bābā dūsrā na kōī , bāp mē̃ hī viśhēṣh jīvan K|kē tīn sambandh , bāp , śhikṣhak , satgurū anubhav karnē vālē , bāp sē varsā , teacher sē paṛhāī kā varsā aur satgurū sē vardānō̃ kā varsā prāpt karnē vālē padamguṇā bhāgyavān her|har bachchē kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 123Dādiyō̃ sē  : ( is bār chārō̃ ōr sēvāō̃ K|kē programme bahut achchhē huē haĩ ) sabhī nē sabhī kō madad bhī achchhī kī hai .

156To all of you lamps of hope everywhere who fulfil BapDada’s hopes, to those who remain beyond the language of Why? and What? and who remain constantly stable, to those who constantly belong to one Baba and none other, to those who experience the three special relationships in life: the Father, Teacher and Satguru in the one Father, to all of you multimillion times fortunate children who claim your inheritance from the Father, your inheritance of this study from the Teacher and your inheritance of blessings from the Satguru, BapDada’s love, remembrance and namaste to every child.

124Kisī kō sōch nahī̃ karnā paṛē kaisē karē̃ , karnā hī hai .

157Speaking to the Dadis: (This time, there were very good service programmes everywhere.)

125Ēk dō key|kī madad sē sabhī programme achchhē huē .

158All of you have helped everyone very well.

126Āvāj tō phail gayā . 127Sandēśh tō milā abhī āgē baṛhō ( yōg mē̃ sabhī nē bahut achchhī anubhūti key|kī ) kyōṅki topic hī thī nā vardān lēnā hai .

159No one had to think about how to do it; you thought: We have to do it. 160With one another’s help, all the programmes became very good. 161The sound was spread.

128Tō yōg K|kē programme sē anubhav kiyā .

162Everyone received the message. 163Now move forward.

129Pañjāb zone K|kē sēvādhāriyō̃ sēḥ pañjāb kō ḍrāmānusār yah sannyāsiyō̃ , mahātmāō̃ key|kī sēvā kā chance achchhā milā huā hai aur kar bhī rahē haĩ .

164(Everyone had very good experiences in yoga.) 165The topic itself was to give blessings and so with yoga programmes, they all experienced that.

130Pañjāb mē̃ sthāpanā K|kē samay par jaisē sēvā ārambh huī vaisē sahyōgī aur vāris quality vālē nimitt banē .

166The servers of Punjab Zone: So, according to the drama, Punjab received a good chance to serve the sannyasis and great souls and you are doing that too.

131Jitnā hī haṅgāmē̃ vālē thē utnē hī śhēr quality bhī nikalī . 132Abhī pañjāb kō kyā karnā hai  ?

167At the time of establishing service in Punjab, you found good, co-operative and heir-quality souls who became instruments.

133Yah viśhēṣhtā tō hai abhī pañjāb vālē kōī aisā śhēr taiyār karē̃ nāmīgrāmī , jō sabhā mē̃ mike ban apnā anubhav sunāyē .

168To the extent that there were those who caused upheaval, to that extent, there were also the lion-quality souls that emerged.

134Mike baṛā hō , chhōṭā nahī̃ .

169What does Punjab have to do now?

135Jaisē government K|kē V|we . I|āī|eye . pī|P tō alag hōtē haĩ lēkin mahātmāō̃ mē̃ bhī V|we . I|āī|eye . pī|P hōtē haĩ , aisā kōī baṛā mike taiyār karō , jō apnē anubhav sē aurō̃ kō umaṅg mē̃ lāyē . 136Aisā kōī nikālō , taiyārī karō .

170You have this speciality. 171Now, those from Punjab have to prepare a well-known lion who can be a mike in a gathering and relate his experience. 172He should be someone who can be a big mike, not a small one.

137Hō saktā hai kyōṅki ājkal sabhī samajhtē haĩ ki sādhū sant key|kī sēvāyē̃ tō dvāpar sē śhurū huī lēkin āp samān aisē baṛā gurū dūsrē kō , śhiṣhya kō banāvē̃ , aisā example unhō̃ mē̃ nahī̃ hōtā aur bāpdādā nē apnē sē bhī hōśhiyār bachchō̃ kō taiyār kiyā hai , jō public mē̃ ātē haĩ , isliē pañjāb kōī navīntā karkē dikhāō . 138V|we . I|āī|eye . pī|P tō sab taraph sē ātē haĩ lēkin āp aisā lāō jō sabhī sunkarkē jag jāvē̃ , sandēśh mil jāyē .

173The VIPs of the Government are a different matter, but, even among the great souls (mahatmas), there are VIPs, and so prepare a big mike who can make others enthusiastic with his experience. 174Prepare someone like that; get him or her ready. 175It is possible, because although people believe that service by the sages and holy men began in the copper age, there aren’t any such examples of great gurus who can make others or their disciples the same as themselves.

139Hō saktā hai  ? 140Dēkhē̃gē . 141Thōṛā samay tō lagtā hai lēkin aisā kōī taiyār karkē dikhāō .

176However, BapDada has prepared some children who are cleverer than Him who go in front of the public.

142Bākī vr̥iddhi tō hō rahī hai . 143Achchhā .

177Therefore, Punjab now has to show some newness.

144Vardān  : bāp K|kē hāth aur sāth key|kī smr̥iti sē muśhkil kō sahaj banānē vālē bēphikr vā niśhchint bhav

178VIPs come from all directions, but you have to bring such ones here, so that everyone who hears them will awaken and receive the message.

145Jaisē kisī baṛē K|kē hāth mē̃ hāth hōtā hai tō sthiti bēphikr vā niśhchint rahtī hai .

179Is this possible? 180We shall see. 181It does take a little time, but you can prepare someone like that and show everyone.

146Aisē her|har karma mē̃ yahī samajhnā chāhiē ki bāpdādā mērē sāth bhī haĩ aur hamārē is alaukik jīvan kā hāth unkē hāth mē̃ hai arthāt jīvan unkē havālē hai , tō jimmēvārī bhī unkī hō jātī hai .

182Yes, expansion is taking place. 183Blessing: May you become free from care and worry and make anything difficult become easy by remaining aware of the Father’s hand and His company.

147Sabhī bōjh bāp kē ūpar rakh apnē kō halkā kar dō . 148Bōjh utārnē vā muśhkil kō sahaj karnē kā sādhan hī hai - bāp kā hāth aur sāth . 149Slōgan  : puruṣhārth mē̃ sachchāī hō tō bāpdādā key|kī extra madad kā anubhav karē̃gē .

184When your hand is in the hand of an elder, your stage becomes free from care and worry. 185In the same way, while doing everything, constantly consider BapDada to be with you and that your hand in this alokik life is in His hands.

150 151Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō

186This means that your life is in His hands, and that He is responsible.

152Agar āp sē kōī ṭakkar lētā hai tō āp usē apnē snēh kā pānī dō , āp apnē madhurtā aur namratā K|kē guṇ kō nahī̃ chhōṛō .

187Put all your burdens onto the Father and become light. 188The way to remove a burden and make anything difficult become easy is to take the Father’s hand and His company.

153Namratā key|kī dress pahankar rahō . 154Yah namratā hī kavach hai , jō safety kā sādhan hai .

189Slogan: When you have honesty in your efforts, you will experience extra help from BapDada.

155Saṅskārō̃ key|kī rās milānē kā sabsē sahaj tarīkā hai - svayã namrachit aur madhurtā sampann ban jāō , dūsrē kō śhrēṣhṭh seat dē dō .

190 191*** Om Shanti *** 192Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.