बुधवार 15 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
015/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārā svadharm śhānt hai , sachchī śhānti śhāntidhām mē̃ mil saktī hai , yah bāt sabkō sunānī hai , svadharm mē̃ rahnā hai ' '
1Essence: Sweet children, your original religion is peace and true peace is found in the land of peace. 2Tell everyone: Stabilise yourself in your original religion.
Question
2Praśhna : kaun see|sī|C knowledge ēk bāp kē pās hai jō abhī hī tum paṛhtē hō ?
3Question: What knowledge does only the one Father have which only you study at this time?
Answer
3Uttar : pāp aur puṇya key|kī knowledge .
4Answer: The knowledge of sin and charity.
4Bhāratvāsī jab bāp kō gālī dēnē lagtē haĩ , tab pāp ātmā bantē aur jab bāp kō aur drama kō jān lētē haĩ , tab puṇya ātmā ban jātē haĩ .
5When the people of Bharat start to insult the Father, they become sinful souls. 6When they know the Father and the drama, they become charitable souls.
5Yah paṛhāī tum bachchē abhī hī paṛhtē hō .
7Only at this time do you children study this study.
6Tum jāntē hō sabkō sadgati dēnē vālā ēk hī bāp hai .
8You know that only the one Father is the Bestower of Salvation for All.
7Manuṣhya , manuṣhya kō sadgati arthāt mukti-jīvanmukti dē nahī̃ saktē .
9Human beings cannot grant salvation, that is, liberation-in-life, to human beings.
Song
8Gīt : is pāp key|kī duniyā sē …
10Song: Take us away from this world of sin to a place of rest and comfort.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Bāp baiṭhkar bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki yah hai pāp ātmāō̃ kī duniyā vā bhārat kō hī kahē̃gē ki bhārat puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā thī , jahā̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
12The Father sits here and explains to you children that this is a world of sinful souls. 13Only of Bharat can it be said that it was a world of charitable souls where there was the kingdom of deities.
11Yah bhārat sukhdhām thā aur kōī khaṇḍ nahī̃ thē , ēk hī bhārat thā .
14This Bharat was a land of happiness. 15There were no other lands; there was just the one Bharat.
12Chain athavā sukh us satyug mē̃ thā jiskō svarg kahtē haĩ .
16There was comfort and happiness in the golden age and it was called heaven.
13Yah hai nark .
17This is hell.
14Bhārat hī svarg thā , abhī nark banā hai .
18Bharat was heaven and it has now become hell.
15Nark mē̃ chain athavā sukh-śhānti kahā̃ sē āyē .
19How can there be comfort, that is, peace and happiness, in hell?
16Kaliyug kō nark kahā jātā hai .
20The iron age is called hell.
17Kaliyug ant kō aur hī raurav nark kahā jātā hai . 18Duḥkhdhām kahā jātā hai .
21The end of the iron age is called the extreme depths of hell; it is called a land of sorrow.
19Bhārat hī sukhdhām thā , jab in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
22When Bharat was the kingdom of Lakshmi and Narayan, it was a land of happiness.
20Bhāratvāsiyō̃ kā gr̥hasth-dharma pavitra thā . 21Purity bhī thī , sukh-śhānti bhī thī , sampatti bhī bahut thī .
23The household religion of the people of Bharat was purity; there was purity, peace and happiness and also a lot of wealth.
22Ab vahī bhārat patit banā hai , sab vikārī banē haĩ .
24That same Bharat has now become impure; all have become vicious.
23Yah hai duḥkhdhām .
25This is a land of sorrow.
24Bhārat sukhdhām thā . 25Aur jahā̃ ham ātmāyē̃ nivās kartī haĩ - vah hai śhāntidhām .
26Bharat used to be a land of happiness whereas the place where we souls reside is the land of peace.
26Śhānti vahā̃ śhāntidhām mē̃ hī mil saktī hai .
27Peace can only be found in that land of peace.
27Ātmā śhānt vahā̃ hī rah saktī hai , jiskō sweet home nirākārī duniyā kahā jātā hai .
28It is only there that souls can remain peaceful. 29That is also called the sweet home, the incorporeal world.
28Vah hai ātmāō̃ kā ghar .
30It is the home of souls.
29Vahā̃ jab rahtē haĩ tō ātmā śhānti mē̃ hai .
31When we souls reside there, we are in peace.
30Bākī śhānti kōī jaṅgal ādi mē̃ jānē sē nahī̃ miltī hai .
32Peace cannot be found by going into forests etc.
31Śhāntidhām tō vahī hai .
33The land of peace is that place.
32Satyug mē̃ sukh bhī hai , śhānti bhī hai .
34In the golden age, there is peace as well as happiness.
33Yahā̃ duḥkhdhām mē̃ śhānti hō nahī̃ saktī .
35Here, in this land of sorrow, there cannot be any peace.
34Śhāntidhām mē̃ mil saktī hai .
36That can only be found in the land of peace.
35Sukhdhām mē̃ bhī karma hōtā hai , śharīr sē part bajānā hōtā hai .
37Actions are performed in the land of happiness too; they have to play their parts with their bodies.
36Is duḥkhdhām mē̃ ēk bhī manuṣhya nahī̃ , jiskō sukh-śhānti hō .
38Not a single human being in this land of sorrow has any happiness or peace.
37Yah hai bhraṣhṭāchārī patit dhām , tab tō patit-pāvan kō bulātē haĩ .
39This is an impure and corrupt land which is why they call out to the Purifier.
38Parantu us bāp kō kōī jāntē nahī̃ haĩ isliē nidhankē ban paṛē haĩ .
40However, no one knows the Father, which is why they have become orphans.
39Orphan hōnē kāraṇ āpas mē̃ laṛtē-jhagaṛtē haĩ .
41Because of becoming orphans, they continue to fight and quarrel among themselves.
40Kitnā duḥkh-aśhānti , mārā-mārī hai .
42There is so much sorrow, peacelessness and violence.
41Yah hai hī rāvaṇrājya .
43This is the kingdom of Ravan.
42Rāmrājya māṅgtē haĩ .
44They ask for the kingdom of Rama.
43Rāvaṇ rājya mē̃ na sukh hai , na śhānti hai .
45In the kingdom of Ravan, there is neither peace nor happiness.
44Rāmrājya mē̃ sukh-śhānti dōnō̃ thē . 45Āpas mē̃ kabhī laṛtē-jhagaṛtē nahī̃ thē , vahā̃ 5 vikār hōtē hī nahī̃ .
46In the kingdom of Rama, there are both happiness and peace; they would never fight among themselves there. 47The five vices didn’t exist there.
46Yahā̃ 5 vikār haĩ .
48The five vices exist here.
47Pahlā hai dēh-abhimān mukhya .
49The first and main vice is body consciousness.
48Phir kām , krōdh .
50Then, there is lust and anger.
49Bhārat jab svarg thā tō yah vikār nahī̃ thē .
51When Bharat was heaven, there were no vices.
50Vahā̃ dēhī-abhimānī thē .
52They were all soul conscious there.
51Ab sab manuṣhya dēh-abhimānī haĩ .
53All human beings have now become body conscious.
52Dēvtāyē̃ thē dēhī-abhimānī .
54The deities were soul conscious.
53Dēh-abhimān vālē manuṣhya kabhī kiskō sukh nahī̃ dē saktē , ēk dō kō duḥkh hī dētē haĩ .
55Human beings with body consciousness can never give anyone happiness. 56They only continue to cause one another sorrow.
54Aisē mat samjhō - kōī lakhpati , karōṛpati , padampati haĩ tō sukhī haĩ . 55Nahī̃ , yah tō sab hai māyā kā bhabhkā .
57Don’t think that any millionaire, multimillionaire or billionaire is happy; no. 58All of that is the pomp of Maya.
56Māyā kā rājya hai .
59This is the kingdom of Maya.
57Abhī unkē vināśh kē liē yah mahābhārat laṛāī sāmnē khaṛī hai .
60The great Mahabharat War is in front of you for its destruction.
58Iskē bād phir svarg K|kē dvār khulnē haĩ .
61The gates of heaven will open after that.
59Ādhākalp kē bād phir nark K|kē dvār khultē haĩ .
62Then, after half a cycle, the gates of hell will open.
60Yah bātē̃ kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .
63These things are not mentioned in the scriptures.
61Bhāratvāsī kahtē haĩ jab bhakti karē̃gē tab bhagvān milēgā .
64The people of Bharat say: When we perform devotion, we will find God.
62Bābā kahtē haĩ jab bhakti kartē-kartē bilkul nīchē ā jātē haĩ , tab mujhē ānā paṛtā hai - svarg key|kī sthāpanā karnē arthāt bhārat kō svarg banānē .
65Baba says: When you perform devotion and fall completely down, it is then that I have to come to establish heaven, that is, to make Bharat into heaven.
63Bhārat jō svarg thā , vah nark kaisē banā ?
66How did Bharat that was heaven become hell?
64Rāvaṇ nē banāyā .
67Ravan made it that.
65Gītā K|kē bhagvān sē tumkō rājya milā , 21 janm svarg mē̃ rājya kiyā .
68You received the kingdom from the God of the Gita. 69You ruled the kingdom of heaven for 21 births.
66Phir bhārat dvāpar sē kaliyug mē̃ ā gayā arthāt utartī kalā hō gaī isliē sab pukārtē rahtē haĩ - hē patit-pāvan āō .
70Then Bharat went from the copper age into the iron age, that is, there was the stage of descending. 71That is why everyone continues to call out: O Purifier, come!
67Patit manuṣhya kō sukh-śhānti patit duniyā mē̃ mil hī nahī̃ saktī . 68Kitnā duḥkh uṭhātē haĩ .
72Impure human beings cannot receive peace or happiness in this impure world; they continue to receive so much sorrow.
69Āj paisā chōrī huā , āj dēvālā mārā , āj rōgī huā .
73Today, their money is stolen. 74Today, they become bankrupt. 75Today, they become ill.
70Duḥkh hī duḥkh hai nā .
76There is nothing but sorrow.
71Abhī tum sukh-śhānti kā varsā pānē kā puruṣhārth kar rahē hō , bāp sē svarg kā varsā lēnē kā puruṣhārth kar rahē hō .
77You are now making effort to claim your inheritance of peace and happiness. 78You are making effort to receive the inheritance of heaven from the Father.
72Sadā sukhī banānē vālā ēk hī bāp hai .
79Only the one Father makes you constantly happy.
73Sadā duḥkhī banānē vālā rāvaṇ hai .
80It is Ravan that makes you constantly unhappy.
74Yah bātē̃ bhāratvāsī nahī̃ jāntē haĩ .
81The people of Bharat do not know these things.
75Satyug mē̃ duḥkh key|kī bātē̃ hōtī nahī̃ .
82There is nothing of sorrow in the golden age.
76Kabhī rōnā nahī̃ paṛtā .
83You never have to cry there.
77Sadaiv sukh hī sukh hai .
84There is constant happiness and nothing but happiness.
78Vahā̃ dēh-abhimān athavā kām , krōdh ādi hōtē nahī̃ .
85There, there is no body consciousness, lust or anger.
79Jab tak 5 vikārō̃ kā dān na dē̃ tab tak duḥkh kā grahaṇ chhūṭ nahī̃ saktā .
86Until you donate the five vices, the omens of the eclipse of unhappiness cannot be removed from you.
80Kahtē haĩ nā dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
87It is said: Make a donation and the omens will be removed.
81Is samay sārē bhārat kō 5 vikārō̃ kā grahaṇ lagā huā hai .
88At this time, there are the omens of an eclipse over the whole of Bharat.
82Jab tak yah 5 vikār kā dān na dē̃ tab tak 16 kalā sampūrṇ dēvtā ban na sakē̃ .
89Unless you donate the five vices, you cannot become 16 celestial degrees complete deities.
83Bāp sarv kā sadgati dātā hai .
90The Father is the Bestower of Salvation for All.
84Kahtē haĩ gurū bigar gati nahī̃ .
91People say: There cannot be salvation without the Guru.
85Parantu gati kā bhī arth|earth samajhtē nahī̃ .
92However, they don’t understand the meaning of salvation.
86Manuṣhya key|kī gati-sadgati mānā mukti-jīvanmukti .
93Liberation and salvation of human beings: liberation and liberation-in-life.
87Sō tō bāp hī dē saktē haĩ .
94Only the Father can grant that.
88Is samay sarv key|kī sadgati hōnī hai .
95There is now to be salvation for everyone.
89Dēhlī kō kahtē haĩ new dēhlī , purānī dēhlī .
96Delhi is called New Delhi and old Delhi.
90Parantu ab new tō hai nahī̃ .
97However, it is not new now.
91New world mē̃ new dēhlī hōtī hai .
98There will be New Delhi in the new world.
92Old world mē̃ old dēhlī hōtī hai .
99In the old world there is old Delhi.
93Barōbar jamunā kā kaṇṭhā thā , dēhlī paristān thī .
100Truly, there were the banks of the River Jamuna and Delhi was a land of angels.
94Satyug thā nā . 95Dēvī-dēvtāyē̃ rājya kartē thē .
101That was the golden age where the deities used to rule.
96Abhī tō purānī duniyā mē̃ purānī dēhlī hai .
102Now, in the old world, there is old Delhi.
97Naī duniyā mē̃ tō in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
103There was the kingdom of Lakshmi and Narayan in the new world.
98Bhāratvāsī yah bhūl gayē haĩ .
104The people of Bharat have forgotten this.
99Nayā bhārat , naī dēhlī thī tō unkā rājya thā aur kōī khaṇḍ hī nahī̃ thā .
105When it was New Bharat and New Delhi, it used to be their kingdom. 106There were no other lands at that time.
100Yah kōī bhī nahī̃ jāntē .
107No one knows this.
101Government yah paṛhātī nahī̃ hai .
108The Government doesn’t teach this.
102Jāntē haĩ ki yah tō adhūrī history hai . 103Jab sē islāmī , bauddhī āyē haĩ .
109They know that history is incomplete; it starts from when the Islamists and the Buddhists came.
104Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya kā kōī kō patā nahī̃ hai .
110No one knows about the kingdom of Lakshmi and Narayan.
105Yah bāp hī baiṭh samjhātē haĩ ki sārī sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .
111Only the Father sits here and explains how the cycle of the whole world turns.
106Jab bhārat svarg thā tō golden age thā .
112When Bharat was heaven, it was the golden age.
107Ab vahī bhārat dēkhō kyā ban gayā hai .
113Now, look at what the same Bharat has become.
108Phir bhārat kō hīrē jaisā kaun banāyē ?
114So, who can make Bharat become like a diamond again?
109Bāp kahtē haĩ jab tum bahut pāp ātmā ban jātē hō tab maĩ ātā hū̃ puṇya ātmā banānē .
115The Father says: When you souls have become completely sinful, I come to make you into charitable souls.
110Yah drama banā huā hai , jiskō kōī bhī nahī̃ jāntē .
116This drama, that no one knows, is predestined.
111Yah knowledge sivāē bāp K|kē kōī dē na sakē .
117No one but the Father can give this knowledge.
112Knowledgeful bāp hī hai , vah ākar paṛhātē haĩ .
118Only the Father is knowledge-full. 119He comes and teaches you.
113Manuṣhya , manuṣhya kō kabhī sadgati dē nahī̃ saktē .
120Human beings can never grant salvation to human beings.
114Jab dēvī dēvtā thē tō sab ēk dō kō sukh dētē thē .
121When you were deities, you only gave happiness to one another.
115Kōī bhī bīmār , rōgī nahī̃ hōtē thē .
122There wasn’t anyone ill or diseased.
116Yahā̃ tō sab rōgī haĩ .
123Here, everyone is diseased.
117Ab bāp āyē haĩ phir sē svarg banānē .
124The Father has now come to make it into heaven once again.
118Bāp svarg banātē haĩ , rāvaṇ nark banātē haĩ .
125The Father creates heaven and Ravan creates hell.
119Yah khēl hai jiskō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .
126This is a play that no one knows.
120Śhāstrō̃ kā gyān hai philosophy , bhakti mārg .
127The knowledge of the scriptures is just philosophy, the path of devotion.
121Vah kōī sadgati mārg nahī̃ hai .
128That is not the path to salvation.
122Yah kōī śhāstrō̃ key|kī philosophy nahī̃ hai .
129This is not philosophy of the scriptures.
123Bāp kōī śhāstra nahī̃ sunātē .
130The Father doesn’t relate scriptures.
124Yahā̃ hai spiritual knowledge .
131This is spiritual knowledge.
125Bāp kō spiritual father kahā jātā hai .
132The Father is called the spiritual Father.
126Vah hai ātmāō̃ kā bāp .
133He is the Father of souls.
127Bāp kahtē haĩ maĩ manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hū̃ isliē knowledgeful hū̃ .
134The Father says: I am the Seed of the human world and this is why I am knowledge-full.
128Is manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ key|kī āyu kitnī hai . 129Kaisē vr̥iddhi kō pātā hai phir kaisē bhakti mārg śhurū hōtā hai , yah maĩ jāntā hū̃ .
135I know the age of this human world tree, how it grows and how the path of devotion begins.
130Tum bachchō̃ kō yah knowledge dēkar svarg kā mālik banātā hū̃ phir tum mālik ban jātē hō .
136I give you children this knowledge and make you into the masters of the world, and you then become its masters.
131Yah knowledge tumkō ēk hī bār miltī hai phir gum hō jātī hai phir satyug trētā mē̃ is knowledge key|kī darkār nahī̃ rahtī .
137Only once do you receive this knowledge and it then disappears. 138There is no need for this knowledge in the golden and silver ages.
132Yah knowledge sirph tum brāhmaṇō̃ kō hai .
139Only you Brahmins have this knowledge.
133Dēvtāō̃ mē̃ yah knowledge nahī̃ hai .
140Deities don't have this knowledge.
134Tō paramparā sē yah knowledge ā na sakē .
141So this knowledge cannot exist from time immemorial.
135Yah sirph tum bachchō̃ kō ēk hī bār miltī hai , jissē tum jīvanmukt ban jātē hō .
142Only once do you children receive this knowledge through which you become liberated in life.
136Bāp sē varsā pātē hō .
143You receive your inheritance from the Father.
137Tumhārē pās|pass bahut ātē haĩ , bōltē haĩ man key|kī śhānti kaisē milē .
144Many come to you and ask how to find peace of mind.
138Parantu yah kahnā bhūl hai .
145However, it is wrong to ask this.
139Man-buddhi ātmā K|kē organs haĩ , jaisē śharīr K|kē organs haĩ .
146Just as a body has organs, so the mind and intellect are organs of the soul.
140Ātmā kō pattharbuddhi sē pārasbuddhi bāp hī ākar banātē haĩ - jō satyug trētā tak chaltī hai .
147Only the Father comes and changes souls from those with stone intellects into those with divine intellects. 148That lasts for the golden and silver ages.
141Phir pattharbuddhi ban paṛtē haĩ .
149Then they become those with stone intellects.
142Abhī phir tum pattharbuddhi sē pārasbuddhi bantē hō .
150Now, from being those with stone intellects, you are once again becoming those with divine intellects.
143Tumhārī pārasbuddhi jō thī usmē̃ khād miltī gaī hai .
151Your divine intellects then had alloy mixed into them.
144Ab phir pārasbuddhi kaisē hō̃ ?
152Now, how can your intellects become divine again?
145Bāp kahtē haĩ , hē ātmā mujhē yād karō .
153The Father says: O souls, remember Me alone!
146Yād kī yātrā sē tum pavitra banē̃gē aur mērē pās|pass ā jāyēṅgē .
154You will become pure and come to Me by staying on the pilgrimage of remembrance.
147Bākī jō kahtē haĩ man key|kī śhānti kaisē milē ? 148Unhē̃ batāō ki yahā̃ śhānti hō kaisē saktī .
155Ask those who ask you how there can be peace of mind: How can there be peace here?
149Yah hai hī duḥkhdhām kyōṅki vikārō̃ key|kī pravēśhtā hai .
156This is a land of sorrow because the vices exist here.
150Yah tō bēhad K|kē bāp sē hī varsā mil saktā hai .
157Only from the unlimited Father can you receive the inheritance.
151Phir rāvaṇ kā sāth milnē sē patit ban jātē hō phir bāp dvārā pāvan bannē mē̃ second lagtā hai .
158When you have the company of Ravan, you become impure and then you become pure through the Father in a second.
152Abhī tum āyē hō bāp sē jīvanmukti kā varsā lēnē .
159You have now come to claim your inheritance of liberation-in-life from the Father.
153Bāp jīvanmukti kā varsā dētē haĩ aur rāvaṇ jīvanbandh kā śhrāp dētē haĩ isliē duḥkh hī duḥkh hai .
160The Father gives you your inheritance of liberation-in-life and then Ravan curses you with bondage in life. 161This is why there is nothing but sorrow.
154Drama kō bhī jānnā hai .
162The drama has to be known.
155Duḥkhdhām mē̃ kiskō sukh-śhānti mil na sakē .
163No one can have peace and happiness in this land of sorrow.
156Śhānti tō ham ātmāō̃ kā svadharm hai , śhāntidhām ātmā kā ghar hai .
164Peace is the original religion of us souls and the land of peace is the home of all souls.
157Ātmā kahtī hai - hamārā svadharm śhānt hai .
165The soul says: My original religion is peace.
158Yah ( śharīr ) bājā nahī̃ bajātā hū̃ , baiṭh jātā hū̃ .
166I don't play this harmonium (body) there, I just remain seated.
159Parantu kahā̃ tak baiṭhē rahē̃gē .
167For how long would I remain seated?
160Karma tō karnā hī hai nā .
168Actions have to be performed.
161Jab tak manuṣhya drama kō nahī̃ samajhē̃ tab tak duḥkhī rahtē haĩ .
169Until human beings understand this drama, they will remain unhappy.
162Bāp kahtē haĩ , maĩ hū̃ hī garīb nivāz .
170The Father says: I am the Lord of the Poor.
163Yahā̃ garīb hī āyēṅgē .
171Only the poor will come here.
164Sāhūkārō̃ kē liē tō svarg yahā̃ hai . 165Unhō̃ key|kī takdīr mē̃ svarg K|kē sukh haĩ nahī̃ .
172For the wealthy, it is heaven here; they don’t have the happiness of heaven in their fortune.
166Bāp kahtē haĩ ham garīb nivāj haĩ .
173The Father says: I am the Lord of the Poor.
167Sāhūkārō̃ kō garīb aur garībō̃ kō sāhūkār banātā hū̃ .
174I make the wealthy poor and the poor wealthy.
168Sāhūkār itnā ūñch pad pā nahī̃ saktē kyōṅki yahā̃ sāhūkārō̃ kō naśhā hai .
175The wealthy cannot attain such a high status because they have the intoxication of their wealth here.
169Hā̃ prajā mē̃ ā jāyēṅgē .
176Yes, they can become subjects.
170Svarg mē̃ tō jarūr āyēṅgē . 171Parantu ūñch pad garīb pātē haĩ .
177They will definitely go to heaven, but it is the poor who will attain a high status.
172Garīb sāhūkār ban jātē haĩ .
178The poor become wealthy.
173Unhē̃ dēh-abhimān hai nā ki ham dhanvān haĩ . 174Parantu bābā kahtē - yah dhan-māl sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .
179Those people have arrogance about being wealthy, but Baba says: All of their wealth and property is to turn to dust.
175Vināśh hō jānā hai , dēhī-abhimānī bannē mē̃ bahut mēhnat hai .
180Destruction is going to take place. 181It takes a lot of effort to become soul conscious.
176Is samay sab dēh-abhimānī haĩ .
182At this time, everyone is body conscious.
177Abhī tumkō dēhī-abhimānī bannā hai .
183You now have to become soul conscious.
178Ātmā kahtī hai hamnē 84 janm pūrē kiyē .
184The soul says: I have completed 84 births.
179Nāṭak pūrā hōtā hai , ab vāpis jānā hai .
185The play is now coming to an end and we have to return home.
180Abhī kaliyug K|kē ant , satyug K|kē ādi kā saṅgam hai .
186It is now the confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age.
181Bāp kahtē haĩ , her|har 5 hajār varṣh bād ātā hū̃ , bhārat kō phir sē hīrē jaisā banānē .
187The Father says: I come every 5000 years to make Bharat into a diamond once again.
182Yah history geography bāp hī batā saktē haĩ .
188Only the Father can tell you this history and geography.
183Achchhā .
189Achcha.
184Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
190To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
185Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
191The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
186Dhārṇā kē liē mukhya sār :
192Essence for dharna:
1871 ) bāp sē jīvanmukti kā varsā lēnē kē liē pāvan jarūr bannā hai .
1931. In order to claim your inheritance of liberation-in-life from the Father, definitely become pure.
188Drama key|kī knowledge kō buddhi mē̃ rakh duḥkhdhām mē̃ rahtē bhī duḥkhō̃ sē mukt hōnā hai .
194While living in this land of sorrow keep the knowledge of this drama in your intellect and remain beyond sorrow.
1892 ) dhan-māl vā sāhūkārī kā naśhā chhōṛ dēhī-abhimānī rahnē kā puruṣhārth karnā hai .
1952. Renounce the intoxication of wealth and property and make effort to remain soul conscious.
Blessing
190Vardān : vikārō̃ K|kē vanśh K|kē aṅśh kō bhī samāpt karnē vālē sarv samarpaṇ vā trustee bhav
196Blessing: May you be fully surrendered and a trustee and so finish any trace of the progeny of vices.
191Jō āīvēl kē liē purānē saṅskārō̃ key|kī property kinārē kar rakh lētē haĩ . 192Tō māyā kisī na kisī rīti sē pakaṛ lētī hai .
197When you put aside the property of your old sanskars for a time of need, Maya catches hold of you in one way or another.
193Purānē register key|kī chhōṭī see|sī|C ṭukaṛī sē bhī pakaṛ jāyēṅgē , māyā baṛī tēj hai , unkī catching power kōī cum|kam nahī̃ hai isliē vikārō̃ K|kē vanśh K|kē aṅśh kō bhī samāpt karō .
198You can be caught by even a small piece of your old register. 199Maya is very sharp, her catching power is no less. 200Therefore, now finish even any trace of the progeny of vices.
194Jarā bhī kisī kōnē mē̃ purānē khajānē key|kī niśhānī na hō - iskō kahā jātā hai sarv samarpaṇ , trustee vā yagya K|kē snēhī sahyōgī .
201Let there not be any sign of your old treasures in any corner. 202This is known as being a fully surrendered trustee and being loving and co-operative with the yagya.
Slogan
195Slōgan : kisī key|kī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ ussē viśhēṣh snēh hō jānā - yē bhī lagāv hai .
203Slogan: To have special love for someone because of his or her speciality is also attachment.
204*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
196Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō
205Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.
197Madhurtā hī mahāntā hai , issē man aur mukh kā kaḍuvāpan samāpt hō jātā hai . 198Krōdh agni śhītal hō jātī hai .
206Sweetness is greatness, and by having this sweetness, any bitterness in one’s mind and words finish and the fire of anger cools down.
199Bāpdādā apnē her|har bachchē kō śhītal dēvtā banānā chāhtē haĩ isliē madhurtā K|kē guṇ kō dhāraṇ karō .
207BapDada wants to make all the children into cool deities. 208Therefore, imbibe the virtue of sweetness.
200Āpkā mukhṛā bhī mīṭhā hō .
209Your face too should be sweet.
201Madhurtā K|kē guṇ sē bharpūr banō , jō bhī samparka mē̃ āyē usē madhur bōl vā śhaktiśhālī dr̥iṣhṭi sē bharpūr karō .
210Become full of the virtue of sweetness. 211Fill anyone who comes in front of you with your sweet words and powerful drishti.