शनिवार 18 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
018/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum bāp dvārā sammukh paṛh rahē hō , tumhē̃ satyugī bādśhāhī kā lāyak bannē kē liē pāvan jarūr bannā hai ' '
1Essence: Sweet children, you are studying personally with the Father. 2In order to become worthy of the golden-aged sovereignty, you definitely have to become pure.
Question
2Praśhna : bāp K|kē kis occupation kō tum bachchē hī jāntē hō ?
3Question: What is the Father’s occupation, which only you children know?
Answer
3Uttar : tum jāntē hō ki hamārā bāp , bāp bhī hai , teacher aur satgurū bhī hai .
4Answer: You know that your Father is the Father, the Teacher and also the Satguru.
4Bāp kalp K|kē saṅgamyug par ātē haĩ , purānī duniyā kō nayā banānē , ēk ādi sanātan dharm key|kī sthāpanā karnē .
5The Father comes at the confluence age of the cycle to make this old world new, to establish the one original, eternal deity religion.
5Bāp abhī ham bachchō̃ kō manuṣhya sē dēvtā banānē kē liē paṛhā rahē haĩ .
6The Father is now teaching us children in order to change us from humans into deities.
6Yah occupation ham bachchō̃ K|kē sivāē aur kōī nahī̃ jāntā .
7No one, apart from we children, knows His occupation.
Song
7Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
8Song: No one is unique like the Innocent Lord.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Ōm śhānti kā arth|earth tō bachchō̃ kō bār-bār samjhāyā hai .
10The meaning of “Om shanti” has been explained to you children again and again.
10Ōm mānā maĩ ātmā hū̃ aur mērā yah śharīr hai .
11“Om” means, I am a soul and this is my body.
11Śharīr bhī kah saktā hai ki mērī yah ātmā hai .
12The body can also say: This is my soul.
12Jaisē śhivbābā kahtē haĩ tum mērē hō . 13Bachchē kahtē haĩ bābā āp hamārē hō . 14Vaisē ātmā bhī kahtī hai mērā śharīr . 15Śharīr kahēgā - mērī ātmā .
13Just as Shiv Baba says: You are Mine and children say: Baba, You are mine, in the same way, the soul says: my body, and the body would say: my soul.
16Abhī ātmā jāntī hai - maĩ avināśhī hū̃ .
14The soul knows that he is imperishable.
17Ātmā bigar śharīr kuchh kar na sakē .
15A body cannot do anything without a soul.
18Śharīr tō hai , kahtē haĩ mērī ātmā kō taklīph nahī̃ dēnā .
16A soul has a body and says: Don't trouble my soul.
19Mērī ātmā pāp ātmā hai vā mērī ātmā puṇya ātmā hai .
17My soul is a charitable soul. 18Or, My soul is a sinful soul.
20Tum jāntē hō mērī ātmā satyug mē̃ puṇya ātmā thī .
19You souls know that you were charitable souls in the golden age.
21Ātmā khud bhī kahēgī - maĩ satyug mē̃ satōpradhān athavā sachchā sōnā thī .
20This soul, himself, says: I was satopradhan, real gold in the golden age.
22Sōnā hai nahī̃ , yah ēk misāl diyā jātā hai .
21It wasn't really gold, but this is said and given as an example.
23Hamārī ātmā pavitra thī , golden aged thī .
22My soul was pure and golden aged.
24Abhī tō kahtē haĩ impure hū̃ .
23The soul now says: I am impure.
25Duniyā vālē yah nahī̃ jāntē .
24People of the world don't understand this.
26Tumkō tō śhrīmat miltī hai .
25You receive shrimat.
27Tum ab jāntē hō hamārī ātmā satōpradhān thī , ab tamōpradhān banī hai .
26You souls now know that you were satopradhan and have now become tamopradhan.
28Har ēk chīz aisē hōtī hai . 29Bāl , yuvā , vr̥iddha . . . . her|har chīz nayē sē purānī jarūr hōtī hai .
27It is the same for everything: childhood, adolescence and old age. 28Everything definitely becomes old from new.
30Duniyā bhī pahlē golden aged satōpradhān thī phir tamōpradhān iron aged hai , tab hī duḥkhī hai .
29The world too was satopradhan and golden aged at first and it then became tamopradhan and iron aged and that is why everyone is unhappy.
31Satōpradhān mānā sudharī huī , tamōpradhān mānā bigaṛī huī .
30“Satopradhan” means the reformed world and “tamopradhan” means the spoilt world.
32Gīt mē̃ bhī kahtē haĩ , bigaṛī kō banānē vālē . . . purānī duniyā bigaṛī huī hai kyōṅki rāvaṇ rājya hai aur sabhī patit haĩ .
31In the song, too, it says: The One who reforms the spoilt world. 32The old world is spoilt because it is the kingdom of Ravan and everyone is impure.
33Satyug mē̃ sab pāvan thē , unkō new viceless world kahā jātā hai .
33In the golden age, all were pure and that was called a new, viceless world.
34Yah hai old vicious world .
34This is an old, vicious world.
35Ab kaliyug iron age hai .
35It is now the iron age.
36Yah sab bātē̃ kōī school , college mē̃ nahī̃ paṛhāī jātī haĩ .
36None of these things are taught in schools or colleges.
37Bhagvān ākar paṛhātē haĩ aur rājyōg sikhātē haĩ .
37God comes and teaches you Raja Yoga.
38Gītā mē̃ likhā huā hai bhagvānuvāch - śhrīmat bhagavat gītā .
38“God speaks” is mentioned in the Gita: the Shrimad Bhagawad Gita.
39Śhrīmat mānā śhrēṣhṭh mat .
39“Shrimat” means elevated directions.
40Śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh ūñch tē ūñch bhagvān hai .
40God is the most elevated of all, the Highest on High.
41Unkā nām accurate śhiv hai .
41His accurate name is Shiva.
42Rūdra jayantī vā rūdra rātri kabhī nahī̃ sunā hōgā .
42You would never have heard the expression "Rudra Jayanti" or "Rudra Ratri".
43Śhivrātri kahtē haĩ . 44Śhiv tō nirākār hai . 45Ab nirākār key|kī rātri vā jayantī kaisē manāī jāē .
43People speak of Shiv Ratri, but Shiva is incorporeal, so, how can the birthday of the incorporeal One be celebrated?
46Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī jayantī tō ṭhīk hai .
44To speak of the birthday of Shri Krishna is fine.
47Phalānē kā bachchā hai , unkī tithi tārīkh dikhātē haĩ .
45He is the child of so-and-so and his time and date of birth are mentioned.
48Śhiv kē liē tō kōī jāntē nahī̃ ki kab paidā huā .
46No one knows when Shiva was born.
49Yah tō jānnā chāhiē nā .
47This should be known.
50Ab tumkō samajh milī hai ki śhrīkr̥iṣhṇa nē satyug ādi mē̃ kaisē janma liyā .
48You have now received the understanding of how Shri Krishna took birth at the beginning of the golden age.
51Tum kahē̃gē unkō tō 5 hajār varṣh huē .
49You say that that was 5000 years ago.
52Vah bhī kahtē haĩ Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat paradise thā .
50It is also said that Bharat was Paradise 3000 years before Christ.
53Islāmiyō̃ kē āgē chandravanśhī , unkē āgē sūryavanśhī thē .
51Before Islam, there was the moon dynasty and before them, there was the sun dynasty.
54Śhāstrō̃ mē̃ satyug kō lākhō̃ varṣh dē diyē haĩ .
52The scriptures have given the golden age a duration of hundreds of thousands of years.
55Gītā hai mukhya .
53The Gita is the main scripture.
56Gītā sē hī dēvī dēvtā dharm sthāpan huā .
54It was through the Gita that the deity religion was established.
57Vah satyug-trētā tak chalā arthāt gītā śhāstra sē ādi sanātan dēvī dēvtā dharm key|kī sthāpanā , parampitā paramātmā nē key|kī .
55That lasted through the golden and silver ages. 56This means that the original, eternal deity religion was established by the Supreme Father, the Supreme Soul, through the Gita.
58Phir tō ādhākalp na kōī śhāstra huā , na kōī dharm sthāpak huā .
57Then, for half a cycle, there were neither any scriptures nor founders of any religions.
59Bāp nē ākar brāhmaṇō̃ kō dēvatā-kṣatriy banāyā . 60Gōyā bāp 3 dharm sthāpan kartē haĩ .
58The Father came and changed Brahmins into deities and warriors, which means that the Father establishes three religions.
61Yah hai leap dharm . 62Inkī āyu thōṛī rahtī hai .
59This is a leap religion; its duration is very short.
63Tō sarv śhāstramaī śhirōmaṇī gītā bhagvān nē gāī hai .
60The most elevated jewel of all scriptures, the Gita, was spoken by God.
64Bāp punarjanma mē̃ nahī̃ ātē haĩ .
61The Father doesn't take rebirth.
65Janm hai , parantu bāp kahtē haĩ , maĩ garbh mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
62He does take birth, but He says: I don't enter a womb.
66Mērī pālnā nahī̃ hōtī .
63I do not receive sustenance.
67Satyug mē̃ bhī jō bachchē hōtē haĩ vah garbh mahal mē̃ rahtē haĩ . 68Rāvaṇrājya mē̃ garbhajail mē̃ ānā paṛtā hai .
64Children born in the golden age stay in the palace of a womb, whereas in the kingdom of Ravan they have to go into the jail of a womb.
69Pāp jēl mē̃ bhōgē jātē haĩ .
65Punishment for sins is experienced in jail.
70Garbh mē̃ anjām kartē haĩ , ham pāp nahī̃ karē̃gē , parantu yah hai hī pāp ātmāō̃ kī duniyā .
66They promise in the womb that they won't commit any more sin, but this is a world of sinful souls.
71Bāhar nikalnē sē phir pāp karnē lag paṛtē haĩ . 72Vahā̃ key|kī vahā̃ rahī . . . yahā̃ bhī bahut pratigyā kartē haĩ ham pāp nahī̃ karē̃gē . 73Ēk dō par kām-kaṭārī nahī̃ chalāyēṅgē kyōṅki yah vikār ādi-madhy-ant duḥkh dētā hai .
67As soon as the baby comes out (is born), he begins to commit sin; the promise he made there is left there. 68Here, too, many promise that they won't commit any more sin, that they won't use the sword of lust on one another, because that vice causes sorrow from the time it begins, through the middle to the end.
74Satyug mē̃ viṣh hai nahī̃ .
69There is no poison in the golden age.
75Tō manuṣhya ādi-madhy-ant 21 janm duḥkh bhōgtē nahī̃ kyōṅki rāmrājya hai .
70Therefore, people there don't suffer any sorrow from the beginning through the middle to the end of their 21st birth, because it is the kingdom of God.
76Uskī sthāpanā ab bāp phir sē kar rahē haĩ .
71The Father is once again carrying out its establishment.
77Saṅgam par hī sthāpanā hōgī nā .
72The establishment of it would only take place at the confluence age.
78Jō bhī dharm sthāpan karnē ātē haĩ unkō kōī bhī pāp nahī̃ karnā hai .
73Anyone who comes to establish a religion must not commit any sin.
79Ādhā samay hai puṇya ātmā , phir ādhā samay bād pāp ātmā bantē haĩ .
74For half their time, they are charitable souls and then, after half their time, they become sinful souls.
80Tum satyug trētā mē̃ puṇya ātmā rahtē hō , phir pāp ātmā bantē hō .
75You are charitable souls in the golden and silver ages and you then become sinful souls.
81Satōpradhān ātmā jab ūpar sē ātī hai tō vah sajāyē̃ khā nahī̃ saktī .
76When a satopradhan soul comes from up above, he cannot experience punishment.
82Christ key|kī ātmā dharm sthāpan karnē I|āī|eye , unkō kōī sajā mil na sakē .
77When the Christ soul came to establish that religion, he could not have experienced punishment.
83Kahtē haĩ - Christ kō cross par chaṛhāyā parantu unkī ātmā nē kōī vikarma ādi kiyā hī nahī̃ hai .
78They say that Christ was crucified on a cross. 79However, that soul had not performed any sinful actions.
84Vah jiskē śharīr mē̃ pravēśh kartē haĩ unkō duḥkh hōtā hai . 85Vah sahan kartē haĩ .
80It is the body that the soul enters who experiences pain and tolerates everything.
86Jaisē ismē̃ bābā ātē haĩ , vah tō hai hī satōpradhān .
81It is similar to how Baba enters this one. 82Baba is satopradhan.
87Kōī bhī duḥkh taklīph inkī ātmā kō hōtā hai , śhivbābā kō nahī̃ hōtā hai .
83Any pain or difficulty is experienced by this one, not by Shiv Baba.
88Vah tō sadaiv sukh-śhānti mē̃ rahtē haĩ .
84That One is constantly peaceful and happy.
89Ever satōpradhān haĩ .
85He is ever satopradhan.
90Parantu ātē tō is purānē śharīr mē̃ haĩ nā .
86However, He still enters this old body.
91Vaisē Christ key|kī ātmā nē jismē̃ pravēśh kiyā us śharīr kō duḥkh hō saktā hai , Christ key|kī ātmā duḥkh nahī̃ bhōg saktī kyōṅki satō-rajō-tamō mē̃ ātī hai .
87In the same way, the body that the Christ soul entered could experience pain, but the Christ soul could not have experienced pain,because he still had to go through the stages of sato, rajo and tamo.
92Nayī-nayī ātmāyē̃ ātī bhī tō haĩ nā . 93Unkō pahlē jarūr sukh bhōgnā paṛē , duḥkh bhōg nahī̃ saktī . 94Law nahī̃ kahtā .
88New souls do come down, and so they definitely have to experience happiness at first. 89They cannot experience sorrow at first; that isn't the law.
95Ismē̃ bābā baiṭhē haĩ kōī bhī taklīph inkō ( dādā kō ) hōtī hai na ki śhivbābā kō .
90Baba is sitting in this one. 91Any difficulty is experienced by this one (Brahma), not by Shiv Baba.
96Parantu yah bātē̃ tum jāntē hō aur kōī kō patā nahī̃ haĩ .
92However, only you know these things; no one else knows them.
97Yah sab rāz abhī bāp baiṭh samjhātē haĩ .
93The Father sits here and explains all of these secrets to you.
98Is sahaj rājyōg sē hī sthāpanā huī thī phir bhakti mārg mē̃ yahī bātē̃ gāī jātī haĩ .
94Establishment takes place through this easy Raja Yoga and the same things are then remembered on the path of devotion.
99Is saṅgam par jō kuchh hōtā hai , vah gāyā jātā hai .
95Whatever happens at the confluence age is remembered.
100Bhakti mārg śhurū hōtā hai tō phir śhivbābā key|kī pūjā hōtī hai .
96Shiv Baba is worshipped when the path of devotion begins.
101Pahlē-pahlē bhakti kaun kartā hai , vahī lakṣhmī-nārāyaṇ jab rājya kartē thē tō pūjya thē phir vām mārg mē̃ ā jātē haĩ tō phir pūjya sē pujārī ban jātē haĩ .
97Who performs devotion first? 98When Lakshmi and Narayan rule the kingdom, they are worthy of worship. 99Then, when they later go on to the path of sin, they change from being worthy of worship into worshippers.
102Bāp samjhātē haĩ , tum bachchō̃ kō pahlē-pahlē buddhi mē̃ ānā chāhiē ki nirākār parampitā paramātmā is dvārā hamkō paṛhātē haĩ .
100The Father explains: It should first enter the intellects of you children that the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you through this one.
103Aisī aur kōī jagah sārē world mē̃ hō na sakē , jahā̃ aisē samjhātē hō .
101There cannot be any other place like this throughout the whole world, where they would explain in this way.
104Bāp hī ākar bhārat kō phir sē svarg kā varsā dētē haĩ .
102Only the Father comes and once again gives Bharat the inheritance of heaven.
105Trimūrti kē nīchē likhā huā hai - deity world sovereignty is your gôṛ fatherly birth right .
103At the bottom of the picture of the Trimurti it is written: Deity world sovereignty is your Godfatherly birthright.
106Śhivbābā ākar tum bachchō̃ kō svarg kī bādśhāhī kā varsā dē rahē haĩ , lāyak banā rahē haĩ .
104Shiv Baba comes and gives you children your inheritance of the sovereignty of heaven by making you worthy.
107Tum jāntē hō bābā hamkō lāyak banā rahē haĩ , ham patit thē nā .
105You know that Baba is making you worthy. 106You were impure.
108Pāvan ban jāyēṅgē phir yah śharīr nahī̃ rahēgā .
107When you become pure, those bodies will not remain.
109Rāvaṇ dvārā ham patit banē haĩ phir parampitā paramātmā pāvan banāē pāvan duniyā kā mālik banātē haĩ .
108You are made impure by Ravan. 109Then, the Supreme Father, the Supreme Soul, purifies us and makes us into the masters of the pure world.
110Vahī gyān kā sāgar patit-pāvan hai .
110He is the Ocean of Knowledge and the Purifier.
111Yah nirākār bābā hamkō paḍhā rahē haĩ .
111That incorporeal Baba is teaching us.
112Sab tō ikaṭṭhā nahī̃ paṛh saktē .
112Not everyone can study together.
113Sammukh tum thōṛē baiṭhē hō bākī sab bachchē jāntē haĩ - abhī śhivbābā brahmā K|kē tan mē̃ baiṭh sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge sunātē hōṅgē .
113Only a few of you are sitting here in person and all the rest of the children understand that Shiv Baba would now be sitting in the body of Brahma and giving this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
114Vah murlī likhat dvārā āyēgī .
114They will receive that murli in writing.
115Aur satsaṅgō̃ mē̃ aisā thōṛēhī samajhē̃gē .
115It is not like this in other spiritual gatherings.
116Ājkal tape machine bhī nikalī hai isliē bharkar bhēj dētē haĩ .
116Recently, the tape recorder has been invented and so they send a cassette recording.
117Vah kahē̃gē phalānē nām vālā gurū sunātē haĩ , buddhi mē̃ manuṣhya hī rahtā hai .
117Those people would say that such-and-such a guru is relating this. 118They only have a human being in their intellects.
118Yahā̃ tō vah bāt hai nahī̃ .
119That does not apply here.
119Yah tō nirākār bāp knowledgeful hai .
120Here, the incorporeal Father is the knowledge-full One.
120Manuṣhya kō knowledgeful nahī̃ kahā jātā .
121Human beings cannot be called knowledge-full.
121Gātē haĩ god father is knowledgeful , peaceful , blissful tō unkā varsā bhī chāhiē nā .
122It is said that God, the Father, is knowledge-full, peaceful and blissful and so there has to be the inheritance from Him.
122Unmē̃ jō guṇ haĩ vah bachchō̃ kō milnē chāhiē , abhī mil rahē haĩ .
123His children have to receive His virtues. 124You are now receiving them.
123Guṇō̃ kō dhāraṇ kar ham aisē lakṣhmī-nārāyaṇ ban rahē haĩ .
125We are imbibing virtues and becoming like Lakshmi and Narayan.
124Sab tō rājā-rānī nahī̃ banē̃gē .
126Not everyone will become a king or queen.
125Gāyā jātā hai rājā-rānī vajīr . . vahā̃ vajīr bhī nahī̃ rahtā .
127It is remembered that there are kings, queens and advisers.
126Mahārājā-mahārānī mē̃ power rahtī hai .
128There are no advisers there, because the emperor and empress have power.
127Jab vikārī bantē haĩ tab vajīr ādi hōtē haĩ .
129It is when they become vicious that they need advisers etc.
128Āgē minister ādi bhī nahī̃ thē .
130Previously, there weren't any ministers, etc.
129Vahā̃ tō ēk rājā-rānī kā rājya chaltā thā .
131That was a kingdom of the one king and queen.
130Unkō vajīr key|kī kyā darkār , rāy lēnē key|kī darkār nahī̃ , jabki khud mālik haĩ .
132Why would they have needed advisers? 133Since they themselves were the masters, they didn't need to take advice.
131Yah hai history-geography .
134This is history and geography.
132Parantu pahlē-pahlē tō uṭhtē-baiṭhtē yah buddhi mē̃ ānā chāhiē ki hamkō bāp paṛhātē haĩ , yōg sikhātē haĩ .
135However, it has to enter your intellects while you are around and doing everything, that the Father is educating you and teaching you yoga.
133Yād kī yātrā par rahnā hai .
136Stay on the pilgrimage of remembrance.
134Abhī nāṭak pūrā hōtā hai , ham bilkul patit ban gayē haĩ kyōṅki vikār mē̃ jātē haĩ isliē pāp ātmā kahā jātā hai .
137This play is now coming to an end. 138Because we indulged in vice, we have become completely impure and this is why it is said: sinful souls.
135Satyug mē̃ pāp ātmā nahī̃ hōtē . 136Vahā̃ haĩ puṇya ātmāyē̃ .
139There aren't any sinful souls in the golden age; there are only charitable souls there.
137Vah hai prālabdh , jiskē liē tum abhī puruṣhārth kar rahē hō .
140That is the reward for which you are now making effort.
138Tumhārī hai yād kī yātrā , jiskō bhārat kā yōg kahtē haĩ . 139Parantu arth|earth tō nahī̃ samajhtē haĩ yōg arthāt yād . 140Jissē vikarma vināśh hōtē haĩ phir yah śharīr chhōṛ ghar chalē jāyēṅgē , uskō sweet home kahā jātā hai .
141Yours is the pilgrimage of remembrance. 142That is called the yoga of Bharat, but they don’t understand that yoga means remembrance, through which sins are absolved. 143You then shed your bodies and return home. 144That is called the sweet home.
141Ātmā kahtī hai , ham us śhāntidhām K|kē rahvāsī haĩ .
145The soul says: I am a resident of that land of peace.
142Ham vahā̃ sē naṅgē ( aśharīrī ) āyē haĩ , yahā̃ part bajānē kē liē śharīr liyā hai .
146We came from there bodiless and took bodies here in order to play our parts.
143Yah bhī samjhāyā hai māyā 5 vikārō̃ kō kahā jātā hai . 144Yah pāñch bhūt haĩ .
147It has also been explained that the five vices are called Maya; they are five evil spirits.
145Kām kā bhūt , krōdh kā bhūt , number one hai dēh-abhimān kā bhūt .
148There are the evil spirits of lust and anger and the number one evil spirit is body consciousness.
146Bāp samjhātē haĩ - satyug mē̃ yah vikār hōtē nahī̃ haĩ , uskō nirvikārī duniyā kahā jātā hai .
149The Father explains: These vices don't exist in the golden age; that is called a viceless world.
147Vikārī duniyā kō nirvikārī banānā , yah tō bāp kā hī kām hai .
150It is the Father’s task alone to make this vicious world viceless.
148Unkō hī sarvśhaktimān gyān kā sāgar , patit-pāvan kahā jātā hai .
151He alone is called the Almighty Authority, the Ocean of Knowledge and the Purifier.
149Is samay sab bhraṣhṭāchār sē paidā hōtē haĩ .
152At this time, everyone is born through corruption.
150Satyug mē̃ hī viceless duniyā hai .
153Only in the golden age is the world viceless.
151Bāp kahtē haĩ ab tumkō vicious sē viceless bannā hai .
154The Father says: You now have to change from vicious to viceless.
152Kahtē haĩ is bigar bachchē kaisē paidā hōṅgē .
155They ask: How can children be born without this poison?
153Bāp samjhātē haĩ abhī tumhārā yah antim janm hai .
156The Father explains: This is now your last birth.
154Mr̥ityulōk hī khatm hōnā hai phir iskē bād vikārī lōg hōṅgē nahī̃ isliē bāp sē pavitra bannē key|kī pratigyā karnī hai .
157The land of death is to end and, after that, there won't be any vicious people. 158This is why you have to promise the Father that you will remain pure.
155Kahtē haĩ bābā ham āpsē varsā avaśhya lē̃gē .
159They say: Baba, I will definitely claim my inheritance from You.
156Vah kasam uṭhātē haĩ jhūṭhā .
160People take a false oath.
157God jiskē liē kasam uṭhātē haĩ , uskō tō jāntē nahī̃ .
161They don’t even know God in whose name they take the oath.
158Vah kab kaisē ātā hai unkā nām rūp dēśh kāl kyā hai , kuchh bhī nahī̃ jāntē .
162They don't know when or how He comes; they don't know anything about His name, form, land or time period etc.
159Bāp ākar apnā parichay dētē haĩ .
163The Father comes and gives His own introduction.
160Abhī tumkō parichay mil rahā hai .
164You are now receiving His introduction.
161Duniyā bhar mē̃ kōī bhī god father kō nahī̃ jāntē .
165No one in the world knows God, the Father.
162Bulātē bhī haĩ , pūjā bhī kartē haĩ parantu occupation kō nahī̃ jāntē haĩ .
166They call out to Him and also worship Him, but they don't know His occupation.
163Abhī tum jāntē hō - parampitā paramātmā hamārā bāp , teacher , satgurū hai .
167You now know that the Supreme Father, the Supreme Soul, is your Father, Teacher and Satguru.
164Yah bāp nē khud parichay diyā hai ki maĩ tumhārā bāp hū̃ .
168This Father Himself has given you His introduction. 169He says: I am your Father.
165Mainnē is śharīr mē̃ pravēśh kiyā hai .
170I have entered this body.
166Prajāpitā brahmā dvārā sthāpanā hōtī hai .
171Establishment takes place through Prajapita Brahma.
167Kiskī ?
172Of whom?
168Brāhmaṇō̃ key|kī .
173Brahmins.
169Phir tum brāhmaṇ paṛhkar dēvtā bantē hō .
174You Brahmins then become deities by studying.
170Maĩ ākar tumkō śhūdra sē brāhmaṇ banātā hū̃ .
175I come and change you from shudras into Brahmins.
171Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī hū̃ - kalp K|kē saṅgamyug par .
176The Father says: I come at the confluence age of the cycle.
172Kalp 5 hajār varṣh kā hai .
177This cycle is 5000 years long.
173Yah sr̥iṣhṭi chakra tō phirtā rahtā hai .
178This world cycle continues to turn.
174Maĩ ātā hū̃ , purānī duniyā kō nayā banānē . 175Purānē dharmō̃ kā vināśh karānē phir maĩ ādi sanātan dēvī dēvtā dharm sthāpan kartā hū̃ .
179I come to make this old world new and establish the original, eternal deity religion. 180Then I destroy all the old religions.
176Bachchō̃ kō paṛhātā hū̃ phir tum paṛhkar 21 janm kē liē manuṣhya sē dēvtā ban jātē hō .
181I teach you children and change you from humans into deities for 21 births.
177Dēvtāyē̃ tō sūryavanśhī , chandravanśhī , prajā sab haĩ .
182Deities means those of the sun dynasty and the moon dynasty and also their subjects.
178Bākī puruṣhārth anusār ūñch pad pāyēṅgē .
183However, you only claim an elevated status according to how much effort you make now.
179Abhī jō jitnā puruṣhārth karē̃gē vahī kalp-kalp chalēgā .
184Whatever effort you make now, that will continue for every cycle.
180Samajhtē haĩ , kalp-kalp aisā puruṣhārth kartē haĩ , aisā hī pad jākar pāyēṅgē .
185You understand that you make that effort every cycle and that that is the status you will attain.
181Yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki hamkō nirākār bhagvān paṛhātē haĩ .
186It is in the intellects of you children that the incorporeal One is teaching you.
182Unkō yād karnē sē hī vikarma vināśh hōṅgē .
187Only by remembering Him will your sins be absolved.
183Bigar yād kiyē vikarma vināśh hō nahī̃ saktē .
188Your sins cannot be absolved without remembering Him.
184Manuṣhyō̃ kō yah bhī patā nahī̃ ki ham kitnē janma lētē haĩ .
189Human beings don't even know how many births they take.
185Śhāstrō̃ mē̃ kōī nē gapōṛā lagā diyā hai - 84 lākh janm .
190Someone has written a tall story in the scriptures about 8.4 million births.
186Abhī tum jāntē hō 84 janm haĩ .
191You now understand that there are 84 births.
187Yah ant kā janm hai phir hamkō svarg mē̃ jānā hai .
192This is your last birth and you will then go to heaven.
188Pahlē mūlvatan mē̃ jākar phir svarg mē̃ āyēṅgē .
193You will first go to the incorporeal world and then go to heaven.
189Achchhā .
194Achcha.
190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
195To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
196The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
192Dhārṇā kē liē mukhya sār :
197Essence for dharna:
1931 ) bāp sē jō pavitra bannē key|kī pratigyā kī hai us par pakkā rahnā hai .
1981. Remain firm in the promise you have made to the Father to remain pure.
194Kām , krōdh ādi bhūtō̃ par vijay avaśhya prāpt karnī hai .
199You must definitely gain victory over the evil spirits of lust and anger etc.
1952 ) chaltē-phirtē her|har kārya kartē paṛhānē vālē bāp kō yād rakhnā hai .
2002. While walking around and doing everything, remember the Father who is teaching you.
196Ab nāṭak pūrā hō rahā hai isliē is antim janm mē̃ pavitra jarūr bannā hai .
201This play is now coming to an end. 202Therefore, you definitely do have to become pure in this last birth.
Blessing
197Vardān : sarv khajānō̃ sē bharpūr ban apnē chēhrē dvārā sēvā karnē vālē sachchē sēvādhārī bhav
203Blessing: May you become full of all treasures and serve with your face as a true server.
198Jō bachchē sarv khajānō̃ sē sadā sampann vā bharpūr rahtē haĩ unkē nayanō̃ vā mastak dvārā īśhvarīy naśhā dikhāī dētā hai .
204The children who are constantly full of all treasures have Godly intoxication visible in their eyes and on their foreheads.
199Unkā chēhrā hī sēvā kartā hai .
205Their faces do service.
200Jiskē pās|pass jāstī athavā cum|kam jamā hōtā hai tō vah bhī unkē chēhrē sē dikhāī dētā hai .
206Whether they have accumulated a little or a lot, that is visible on their faces.
201Jaisē kōī ūñch kul kā hōtā hai tō unkē chēhrē sē vah jhalak aur phalak dikhāī dētī hai .
207When someone belongs to an elevated clan, that sparkle and intoxication is visible on his or her face.
202Aisē āpkī sūrat her|har saṅkalp her|har karma kō spaṣhṭ karē tab kahē̃gē sachchē sēvādhārī .
208In the same way, let your face reveal your every thought and action and you will then be called a true server.
Slogan
203Slōgan : samay aur saṅkalp K|kē khajānē key|kī bacatakar jamā kā khātā baṛhāō .
209Slogan: Save your treasures of time and thoughts and increase your account of accumulation.
210*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
204Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō
211Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.
205Jab ēk dō kō mīṭhā khilātē hō usmē̃ mukh thōṛē samay kē liē mīṭhā hōtā hai lēkin svayã hī mīṭhā ban jāō , mukh mē̃ sadā hī madhur bōl rahē̃ .
212When you give someone a sweet, his or her mouth is sweetened for a short time. 213However, when you yourself become sweet, you will always have sweet words on your lips.
206Jaisē mīṭhā khānē aur khilānē sē khuśh hōtē hō aisē madhur bōl svayã kō bhī khuśh kartē , dūsrē kō bhī khuśh kar dētē .
214Just as you become happy, when you eat or give someone something sweet, in the same way, sweet words make you and others feel happy.
207Issē sadā sarv kā mukh mīṭhā kartē rahō , sadā mīṭhī dr̥iṣhṭi , mīṭhā bōl , mīṭhē karma hō .
215Continue to sweeten everyone’s mouth in this way. 216Always let your drishti, words and actions be sweet.