सोमवार 20 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
020/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum īśhvarīy salvation army hō , tumhē̃ sabkō sadgati dēnī hai , sabkī prīt ēk bāp sē juṭānī hai ' '
1Essence: Sweet children, you are the Godly Salvation Army. 2You have to give everyone salvation by enabling souls to connect their love to the one Father.
Question
2Praśhna : manuṣhya apnā akla kis bāt mē̃ lagātē haĩ aur tumhē̃ apnā akla kahā̃ lagānā hai ?
3Question: What do people use their intellects for and what should you use your intellects for?
Answer
3Uttar : manuṣhya tō apnā akla ākāśh aur sr̥iṣhṭi kā ant pānē mē̃ lagā rahē haĩ lēkin issē tō kōī phāydā nahī̃ . 4Iskā ant tō mil nahī̃ saktā .
4Answer: People use their intellects to reach the end of the sky and the world, but there is no benefit in that; they cannot find the end of them.
5Tum bachchē apnā akla lagātē hō - pūjya bannē mē̃ .
5You children are using your intellects to become worthy of worship.
6Unhē̃ duniyā nahī̃ pūjēgī .
6The world will not worship them.
7Tum bachchē tō pūjya dēvtā bantē hō .
7You children are becoming worthy-of-worship deities.
Song
8Gīt : tumhē̃ pākē hamnē …
8Song: Having found You, we have found the whole world.
Murli
9Ōm śhānti .
9Om shanti.
10Bachchē samajh gayē haĩ , yah hai gyān mārg . 11Vah hai bhakti mārg .
10You children have understood that this is path of knowledge and that path is of devotion.
12Ab praśhna uṭhtā hai ki bhakti mārg achchhā vā gyān mārg achchhā ?
11The question is: Is the path of devotion better or is the path of this knowledge better?
13Dō chīz huī nā .
12There are both things.
14Kahā jātā hai gyān sē sadgati hōtī hai .
13It is said: There is salvation through knowledge.
15Jarūr kahē̃gē bhakti aur gyān dōnō̃ alag-alag haĩ .
14It can definitely be said that devotion and knowledge are separate.
16Manuṣhya samajhtē haĩ ki bhakti karnē sē gyān milēgā tab sadgati hōgī .
15People believe that they will receive knowledge by performing devotion and that only then will they receive salvation.
17Bhakti K|kē bīch mē̃ gyān ā nahī̃ saktā .
16There cannot be knowledge in the middle of devotion.
18Bhakti sabkē liē hai , gyān bhī sabkē liē hai .
17Devotion is for everyone and this knowledge is also for everyone.
19Is samay hai bhī kaliyug kā ant tō jarūr sabkī durgati hōgī isliē pukārtē bhī haĩ aur gātē bhī haĩ ki aur saṅg tōṛ ab tum saṅg jōṛē̃ .
18At this time, it is the end of the iron age. 19Therefore, everyone must surely be in a state of degradation. 20That is why people call out and sing: We will break away from everyone else and connect ourselves to You alone.
20Ab vah kaun hai ?
21Who is He?
21Kiskē sāth jōṛē̃gē ?
22To whom will they connect themselves?
22Yah tō samajhtē nahī̃ haĩ .
23They don't understand this.
23Aksar karkē buddhi śhrīkr̥iṣhṇa taraph jātī hai . 24Ham sachchī prīt tum saṅg jōṛē̃ .
24Generally, their intellects go to Shri Krishna when they say: I will have true love for you.
25Tō jab śhrīkr̥iṣhṇa sē hī prīt jōṛtē haĩ tō phir gurū gōsāī aur kiskī darkār hī nahī̃ . 26Śhrīkr̥iṣhṇa kō hī yād karnā hai .
25Since they love Shri Krishna, there is no need for gurus or anyone else; they should remember Shri Krishna alone.
27Śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra tō sabkē pās|pass hai .
26Everyone has a picture of Shri Krishna.
28Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī bhī manātē haĩ phir aur kōī kē pās jānē key|kī darkār hī nahī̃ .
27People celebrate the birthday of Shri Krishna and so there is no need to go to anyone else.
29Jaisē mīrā nē ēk saṅg jōṛī . 30Kām-kāz kartē śhrīkr̥iṣhṇa kō hī yād kartī rahī .
28In the same way, Meera loved one alone and she only remembered Shri Krishna while continuing to do everything.
31Ghar mē̃ rahanā-karanā , khānā-pīnā tō hōtā hai .
29While living at home, she had to do everything, eat and drink.
32Sachchī prīt ēk śhrīkr̥iṣhṇa sē jōṛī .
30She had true love for Shri Krishna alone.
33Jaisēki vah āśhik aur vah māśhūk hō gayē .
31It was as though she was his lover and he was her beloved.
34Śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karnē sē phal bhī miltā hai .
32One also receives fruit by remembering Shri Krishna.
35Śhrīkr̥iṣhṇa kō tō sab jāntē haĩ .
33Everyone knows Shri Krishna.
36Gātē bhī haĩ sachchī prīt hamnē tumsē jōṛī aur saṅg tōṛī .
34People sing: I have true love for you and have broken away from everyone else.
37Ab ūñch tē ūñch sachchā tō parampitā hī hai .
35The Highest on High is the true Supreme Father.
38Sabkō varsā dēnē vālā ēk hī bāp hai .
36Only the one Father gives everyone the inheritance.
39Uskō kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ .
37No one knows Him.
40Bhal kahtē haĩ - parampitā paramātmā śhiv , parantu kab ātē haĩ , yah nahī̃ jāntē haĩ .
38Although they speak of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, they don’t know when He comes.
41Śhiv jayantī hōtī hai tō jarūr ātē hōṅgē .
39Since there is the birthday of Shiva, He must definitely come.
42Kab , kaisē ātē , kyā ākar kartē ? 43Kiskō patā nahī̃ .
40No one knows when He comes or what He does when He comes.
44Kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē ki sarv key|kī sadgati kartē haĩ .
41Not a single human being knows that He grants salvation to everyone.
45Parantu kaisē kartē haĩ ?
42However, how does He do that?
46Sadgati kā arth|earth kyā hai !
43What is the meaning of salvation?
47Kuchh bhī nahī̃ samajhtē .
44They don’t understand anything.
48Śhivbābā nē tō jarūr svarg kī bādśhāhī dī|the hōgī nā .
45Shiv Baba must definitely have given the sovereignty of heaven.
49Tum bachchē jō us dharm K|kē thē , tumkō yah patā nahī̃ thā , bhūl gayē thē tō phir aur kaisē jān sakē̃gē .
46You children, who belonged to that religion, did not know this. 47Since you had forgotten this, how could others know?
50Abhī śhivbābā dvārā tumnē jānā hai aur dūsrō̃ kō batātē hō .
48You have now come to know this from Shiv Baba and you also tell others.
51Tum hō īśhvarīy salvation army .
49You are the Godly Salvation Army.
52Salvation kahō vā sadgati key|kī army kahō .
50You can call it salvation or the army for salvation.
53Abhī tum bachchō̃ par responsibility ṭhaharī .
51You children now have this responsibility.
54Tum chitrō̃ par bhī samjhā saktē hō .
52You can explain the pictures.
55Bhāṣhāyē̃ bahut haĩ .
53There are many languages.
56Mukhya bhāṣhāō̃ mē̃ chitra banānē paṛtē haĩ .
54The pictures also have to be created in the main languages.
57Bhāṣhāō̃ kā bhī baṛā jhañjhaṭ hai , isliē pradarśhanī bhī banānī paṛē .
55There is great complication over languages too and that is why the exhibition set had to be created.
58Chitrō̃ par samjhānā baṛā sahaj hōtā hai .
56It is very easy to explain using pictures.
59Gōlē mē̃ bhī sārā gyān hai , sīṛhī sirph bhāratvāsiyō̃ kē liē hai .
57All of this knowledge is included in the cycle. 58The ladder is just for the people of Bharat.
60Ismē̃ aur kōī dharm hai hī nahī̃ .
59There are no other religions in that.
61Aisē thōṛēhī bhārat tamōpradhān bantā hai tō aur nahī̃ bantē haĩ . 62Tamōpradhān tō sab bantē haĩ .
60It isn't that when Bharat becomes tamopradhan, others don't become tamopradhan; everyone becomes tamopradhan.
63Tō unhō̃ kē liē bhī hōnā chāhiē .
61Therefore, there should be something for them too.
64Yah sab buddhi mē̃ service K|kē khyāl ānē chāhiē .
62All of these thoughts of service should enter your intellects.
65Dō bāp kā rāz bhī samjhānā hai .
63Also explain the secret of the two fathers.
66Varsā rachayitā sē miltā hai .
64The inheritance is received from the Creator.
67Yah bhī sab dharm vālē jāntē haĩ ki lakṣhmī-nārāyaṇ bhārat K|kē pahlē mahārājā-mahārānī thē vā bhagvān-bhagvatī thē .
65No one in any of the other religions knows that Lakshmi and Narayan were the first empress and emperor of Bharat, that is, a goddess and god.
68Achchhā unhō̃ kō yah svarg kā rājya kaisē milā ?
66Achcha, how did they receive the kingdom of heaven?
69Jarūr bhagvān dvārā milā .
67They must definitely have received it from God.
70Kaisē kab milā , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
68No one knows how or when they received it.
71Gītā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl phir pralay dikhā dī hai . 72Result kuchh bhī nahī̃ .
69They put Shri Krishna’s name in the Gita and shown annihilation, but there is no result from that.
73Yah tum bachchō̃ kō samjhānā hai .
70You children have to explain this.
74Chitra tō sab taraph haĩ .
71There are pictures everywhere.
75Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra bhī hōṅgē . 76Bhalē dress , features ādi aur hōṅgē .
72There must also be pictures of Lakshmi and Narayan, although their dress and features etc. would be different.
77Jiskō jō āyā sō baiṭh banāyā hai .
73Everyone has created whatever they felt like.
78Śrīnāth-śrīnāthinī , yah rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ nā .
74Shri Nath and Shri Nathini are Krishna and Radhe.
79Śhrī rādhē , śhrīkr̥iṣhṇa tō tāj vālē nahī̃ haĩ .
75Shri Radhe and Shri Krishna do not have crowns.
80Kālē bhī nahī̃ haĩ .
76They are not dark blue either.
81Rājdhānī lakṣhmī nārāyaṇ kī hai , na ki rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī .
77The kingdom is Lakshmi and Narayan’s, not Radhe and Krishna’s.
82Mandir tō anēk prakār K|kē banāyē haĩ . 83Nām tō ēk hī rakhē̃gē lakṣhmī-nārāyaṇ .
78People have created many different temples and have given them the same name: Lakshmi and Narayan.
84Dynasty lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī kahē̃gē .
79The dynasty would be called that of Lakshmi and Narayan.
85Rām-sītā kā gharānā , lakṣhmī-nārāyaṇ kā gharānā , rādhē-kr̥iṣhṇa kā gharānā nahī̃ hōtā hai .
80There is a dynasty of Rama and Sita and one of Lakshmi and Narayan, but not of Radhe and Krishna.
86Yah bātē̃ manuṣhyō̃ K|kē khyāl mē̃ hī nahī̃ haĩ .
81These things don’t enter the minds of human beings.
87Tum bachchē bhī number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō , jinkō service kā śhauk hai - vah tō phathaktē haĩ .
82You children also understand, numberwise, according to the efforts you make. 83Those who are interested in serving become very enthusiastic.
88Kōī kahtē haĩ ham samajhtē haĩ parantu dhīrē-dhīrē mukh khulnē key|kī bhī yuktiyā̃ rachnī paṛtī haĩ .
84Some say that they understand everything, but methods have to be created to help them open their mouths (to give knowledge).
89Kaī samajhtē haĩ vēd-śhāstra adhyayan karnē sē , yagya , tap ādi karnē sē , tīrtha ādi karnē sē paramātmā kō pā saktē haĩ .
85Some think that they will find God by studying the Vedas and scriptures, by holding sacrificial fires, by doing tapasya and by going on pilgrimages etc.
90Parantu bhagvān kahtē haĩ yah sab mujhsē dūr karnē K|kē rāstē haĩ .
86However, God says: All of those are methods to distance you from Me.
91Drama mē̃ sabkō durgati kō pānā hī hai tō phir aisī bātē̃ batātē haĩ .
87Everyone has to attain degradation in the drama and that is why they have portrayed such things.
92Āgē ham bhī kahtē thē ki bhagvān jaisē chōṭī hai , kōī kahā̃ sē bhī jāyē , tō manuṣhyō̃ nē anēk prakār K|kē rāstē pakaṛē haĩ .
88Previously, we also used to say that God is at the peak and that anyone can reach Him by any path.
93Bhakti mārg K|kē rāstē pakaṛ-pakaṛ kar jab thak jātē haĩ tab phir bhī bhagvān kō hī pukārtē haĩ , ki hē patit-pāvan , āp ākar pāvan bannē kā rāstā batāō .
89So, people use different paths to reach Him and, when they become tired of all the different paths of devotion, they begin to call out to God: O Purifier, come and show us the way to become pure!
94Āp bigar pāvan hō nahī̃ saktē haĩ , thak gayē haĩ .
90We cannot become pure without You. 91We have become tired.
95Bhakti din-pratidin pūrā thakāyēgī .
92Day by day, devotion completely tires you out.
96Abhī tō mēlē ādi par kitnē lākhō̃ jākar ikaṭṭhē hōtē haĩ , kitnī gandgī hōtī hai .
93So many hundreds of thousands of people now go and gather at the mela. 94There is so much dirt there.
97Ab tō hai ant . 98Duniyā kō badalnā hai .
95It is now the end, and this world has to change.
99Vāstav mē̃ duniyā ēk hī hai . 100Dō bhāg banāyē haĩ . 101Tō manuṣhya samajhē̃gē svarg , nark alag-alag duniyā hai parantu yah ādhā-ādhā hai .
96In fact, there is only the one world, but they have created two parts, so that people think that heaven and hell are two separate worlds. 97However, they are just half and half.
102Ūpar mē̃ satyug phir trētā , dvāpar , kaliyug .
98There is the golden age at the top and then there are the silver, copper and iron ages.
103Kaliyug mē̃ tamōpradhān bannā hī hai . 104Sr̥iṣhṭi purānī hōtī hai , in bātō̃ kō kōī samajhtē nahī̃ . 105Mūnjhē huē haĩ .
99Everyone has to become tamopradhan in the iron age; the world has to become old. 100No one understands these things; they are confused.
106Kōī śhrīkr̥iṣhṇa kō bhagvān , tō kōī śhrīrām kō bhagvān kah dētē haĩ .
101Some consider Shri Krishna to be God and others consider Shri Rama to be God.
107Ājkal tō manuṣhya apnē kō bhagvān kah dētē haĩ .
102Nowadays, people call themselves God: I am an incarnation of God.
108Ham īśhvar K|kē avatār haĩ . 109Dēvtāō̃ sē bhī manuṣhya tīkhē hō gayē haĩ .
103Human beings have made themselves higher than the deities.
110Dēvtāō̃ kō phir bhī dēvtā hī kahē̃gē .
104The deities are still said to be deities.
111Yah tō phir manuṣhya kō bhagvān kah dētē .
105Here, they call human beings God.
112Yah hai bhakti mārg .
106That is the path of devotion.
113Dēvtāyē̃ tō svarg mē̃ rahnē vālē thē .
107Deities were residents of heaven.
114Abhī kaliyug iron age mē̃ phir manuṣhya bhagvān kaisē hō saktē ?
108How could human beings be God now, in the iron age?
115Bāp kahtē haĩ - maĩ ātā hī hū̃ saṅgamyug par , jabki mujhē ākar duniyā kō transfer karnā hai .
109The Father says: I come at the confluence age when I have to come and transfer the world.
116Kaliyug sē satyug hō bākī sab śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
110This iron age will change into that golden age and everyone else will go to the land of peace.
117Vah hai nirākārī duniyā . 118Yah hai sākārī duniyā .
111That is the incorporeal world and this is the corporeal world.
119Nirākārī jhāṛ bhī samjhānē liē baṛā banānā paṛē .
112A big incorporeal tree has to be created in order to explain it.
120Brahm mahatatva bhī itnā baḍā hai , jitnā baṛā ākāśh hai .
113The element of brahm is as big as the sky itself.
121Dōnō̃ kā ant nahī̃ pā saktē haĩ .
114The end of neither of them can be reached.
122Bhal kōśhiśh kartē haĩ - aeroplane ādi mē̃ jāyēṅgē parantu ant nahī̃ pā sakē̃gē .
115Although they try to do this and go there in aeroplanes, they cannot reach the end.
123Samudra hī samudra . . . ākāśh hī ākāśh hai . 124Vahā̃ tō kuchh bhī hai nahī̃ .
116There is nothing but just the ocean and the sky; there is nothing there.
125Bhal kōśhiśh bahut kartē haĩ parantu in sab bātō̃ sē phāydā kyā .
117They try to do this a great deal, but what is the benefit of any of those things?
126Samajhtē haĩ ham apnā akla nikāltē haĩ .
118They think that they are using their intellects.
127Yah hai manuṣhya kā akla , science kā ghamaṇḍ bhī manuṣhyō̃ mē̃ hai .
119Such are the intellects of human beings. 120Human beings also have a lot of arrogance of science.
128Bhal kitnā bhī kōī ant pāyē , parantu unkō sārī duniyā pūjēgī tō nahī̃ .
121No matter how many discoveries someone makes, the whole world is not going to worship him.
129Dēvtāō̃ key|kī tō pūjā hōtī hai .
122The deities are worshipped.
130Tum bachchō̃ kō bāp kitnā ūñch banātē haĩ .
123The Father is making you children so elevated.
131Sabkō lē jātē haĩ śhāntidhām .
124He takes all of you back to the land of peace.
132Bhal yah sab jāntē haĩ , ham mūlvatan sē ātē haĩ parantu jis prakār tum samajhtē hō vaisē duniyā nahī̃ jāntī .
125Although everyone knows that they come from the incorporeal world, people of the world don't understand it in the same way as you do.
133Vah kyā hai , kaisē ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ phir number-vār ātī haĩ .
126No one knows what that is or how souls reside there or how they then come down here, numberwise.
134Yah kōī nahī̃ jāntē . 135Brahm mahatatva mē̃ nirākārī jhāṛ hai . 136Yah nahī̃ samajhtē haĩ , satyug mē̃ thōṛē rahtē haĩ . 137Bākī sab ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ rahtī haĩ .
127They don't understand that there is the incorporeal tree in the great element of brahm, that only a few people reside in the golden age and that all the rest of the souls reside in the incorporeal world.
138Jaisē yah sākārī vatan hai vaisē hī mūlvatan hai .
128Just as this is a corporeal world, so there is that incorporeal world there.
139Vatan kabhī khālī nahī̃ hōtā , na yah na vah .
129The world never becomes empty; neither this world nor that world.
140Jab ant hōtā hai tō transfer hō jātē haĩ .
130When it is the end, souls are transferred.
141Kuchh tō is vatan mē̃ rahtē haĩ .
131A few have to remain in this world.
142Sārā vatan khālī hō jāē phir tō pralay hō jāē .
132If the whole world were to become empty, annihilation would have taken place.
143Pralay hōtī nahī̃ . 144Avināśhī khaṇḍ hai nā .
133Annihilation cannot take place because this is an imperishable land.
145Yah sab bātē̃ buddhi mē̃ rakhnī hai .
134Keep all of these things in your intellects.
146Sārā din yahī khyālāt chaltē rahē̃ ham kiskā kalyāṇ karē̃ .
135Think throughout the whole day about how to benefit others.
147Tum saṅg prīt juṭī tō unkā parichay dēvē nā .
136When your love is connected to that One, you can give that One's introduction.
148Vah bāp hai , ussē varsā miltā hai .
137He is the Father and you receive the inheritance from Him.
149Kaisē miltā hai , sō ham batā saktē haĩ .
138We can tell you how you can receive that.
150Batānē vālō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .
139It is numberwise among those who can say this.
151Kōī tō bahut achchhī rīti bhāṣhaṇ kartē haĩ , kōī nahī̃ kar saktē haĩ tō sīkhnā paṛē .
140Some give very good lectures, whereas others are unable to do so. 141Therefore, they have to learn.
152Har ēk bachchē kō apnā kalyāṇ karnā hai .
142Each of you children has to benefit yourself.
153Jabki rāstā milā hai tō ēk dō kā kalyāṇ karnā hai .
143Since you have found the right path, you have to benefit one another.
154Dil hōtī hai aurō̃ kō bhī bāp sē varsā dilāyē̃ . 155Rūhānī khidmat karē̃ .
144Your hearts’ desire is to give others the Father's inheritance by serving them spiritually.
156Sab ēk dō key|kī sēvā kartē haĩ .
145Everyone serves one another.
157Bāp ākar rūhānī sēvā sikhātē haĩ aur kōī bhī rūhānī sēvā nahī̃ jāntē .
146The Father comes and teaches you how to do spiritual service. 147No one else knows how to do spiritual service.
158Rūhānī bāp hī rūhō̃ key|kī sēvā kartē haĩ .
148Only the spiritual Father serves the spirits.
159Jismānī sēvā tō janma-janmāntar bahut key|kī , ab antim janm mē̃ rūhānī sēvā karnī hai , jō bāp nē sikhāī hai .
149A lot of physical service had been done for many births. 150Now, in this last birth, do the spiritual service that the Father has taught you.
160Kalyāṇ ismē̃ haĩ aur kōī mē̃ phāydā nahī̃ .
151There is benefit in this. 152There is no benefit in anything else.
161Gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhī rahnā hai , tōṛ nibhānā hai .
153You also have to live at home with your families and fulfil your responsibilities.
162Unkō bhī yahī samjhākar kalyāṇ karnā hai .
154Explain this to them and benefit them.
163Prīt hōgī tō kuchh sunē̃gē .
155If they love you, they will listen to something.
164Kaī tō ḍartē haĩ ki patā nahī̃ hamkō bhī sannyās na karnā paṛē .
156Some are afraid that they, too, might have to renounce everything.
165Ājkal tō sannyāsī bahut haĩ nā .
157Nowadays there are many sannyasis.
166Kaphnī pahan dō akṣhar sunāyā , khānā tō mil hī jātā hai , kahā̃ na kahā̃ sē .
158They simply put on saffron robes and speak a few words and they receive food from somewhere or other.
167Kōī dukān par jāyēgā , dō pūrī dē dēgē .
159They receive a little food from any shop they go to.
168Phir dūsrē pās|pass jāyēṅgē , pēṭ pūjā hō jātī hai . 169Bhīkh māṅgnē vālē bhī anēk prakār K|kē hōtē haĩ .
160Then they go to another shop and receive a little more and that would be enough to fill their stomachs. 161There are many types of beggar.
170Is bāp sē tō ēk hī prakār kā varsā miltā hai .
162You only receive one type of inheritance from this Father.
171Bēhad key|kī bādśhāhī miltī hai , sadā nirōgī bantē haĩ .
163You receive the unlimited sovereignty and you become constantly free from disease.
172Sāhūkār muśhkil uṭhtē haĩ .
164The wealthy don't take this up as much.
173Garībō̃ kā bhī kalyāṇ karnā chāhiē .
165The poor have to be benefitted.
174Bābā pradarśhaniyā̃ bahut banvā rahē haĩ kyōṅki gā̃vaṛē bahut haĩ nā .
166Baba is also having many exhibition sets made because there are many villages.
175Minister ādi samajhē̃gē ki yah knowledge achchhī hai tō sab sunnē lag paṛē̃gē .
167When the Government Ministers etc. understand that this knowledge is very good, everyone will come to listen.
176Hā̃ , āgē chalkar tumhārā nām bālā hōgā , phir bahut āyēṅgē .
168Yes, as you make further progress, your name will be glorified and many will come.
177Kaṭ nikālnē mē̃ time lagtā hai .
169It takes time for the rust to be removed.
178Rāt-din kōī lag jāē tō śhāyad nikal paṛē .
170If someone were to busy himself in this day and night, perhaps the rust would then be removed.
179Ātmā pure hō jāyēgī tō phir yah śharīr bhī chhōṛēgī .
171When a soul becomes pure, his body will be shed.
180Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
172All of these matters have to be understood.
181Pradarśhanī mē̃ bhī samjhānā hai .
173Also explain at the exhibitions.
182Mukhya hai sārī bhārat key|kī bāt .
174The main thing is that everything applies to Bharat.
183Bhārat kā rise hō jātā hai tō sab kā rise hō jātā hai .
175When it is the rise of Bharat, it is the rise of everyone.
184Projector sē bhī pradarśhanī mē̃ jāstī service hō saktī hai .
176More service can be done at exhibitions than with projectors.
185Dhīrē-dhīrē vr̥iddhi kō pātē jāyēṅgē .
177Gradually, there will continue to be growth.
186Din-pratidin tumhārā nām bālā hōtā jāyēgā .
178Day by day, your name will be glorified.
187Yah bhī likhnā chāhiē ki 5 hajār varṣh pahlē bhī aisē huā thā .
179It should be written that this also happened 5000 years ago.
188Yah tō baṛī wonderful bātē̃ haĩ .
180These are very wonderful matters.
189Bābā iśhārā dētē haĩ . 190Bachchē bahut bātē̃ bhūl jātē haĩ .
181Baba signals to you children but you forget many things.
191Kuchh bhī hōtā hai tō kahē̃gē āj sē 5 hajār varṣh pahlē bhī aisē huā thā .
182If anything happens, it would be said that it also happened 5000 years ago.
192Hai bahut clear bāt . 193Parantu jab kiskī buddhi mē̃ yah baiṭhē .
183These things are very clear, but that is only if they sit in their intellects.
194Akhbār mē̃ ḍāl saktē haĩ tō kuchh samajhē̃ tō sahī .
184You should print these things in the newspapers so that they can at least understand something.
195Gyān mārg mē̃ baṛī first class avasthā chāhiē .
185A very good, first-class stage is required for the path of this knowledge.
196Aisī-aisī bātō̃ kō yād kar harṣhit bhī rahnā hōtā hai .
186Also remember such good things and remain cheerful.
197Practice paṛ jāē tō phir avasthā bahut khuśhmijāz hō jātī hai .
187When you develop this practice, your stage becomes very happy and joyful through it.
198Achchhā .
188Achcha.
199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
189To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
190The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
201Dhārṇā kē liē mukhya sār :
191Essence for dharna:
2021 ) aur sabsē buddhi key|kī prīt tōṛ ēk bāp sē jōṛnī hai aur sabkī prīt ēk bāp sē juṛānē key|kī sēvā karnī hai .
1921. Break the love of your intellect away from everyone else and connect it with the one Father and do the service of connecting everyone’s love to the one Father.
2032 ) sachchā-sachchā rūhānī khidmatgār bannā hai .
1932. Become a true spiritual helper of God.
204Apnā bhī kalyāṇ karnā hai aur dūsrō̃ kō bhī rāstā batānā hai .
194Benefit yourself and also show this path to others.
205Avasthā bahut khuśhmizāj banānī hai .
195Make your stage very happy and joyful.
Blessing
206Vardān : apnē śhrēṣhṭh vyavahār dvārā sarv ātmāō̃ kō sukh dēnē vālī mahān ātmā bhav
196Blessing: May you be a great soul and give happiness to all souls with your elevated interaction.
207Jō mahān ātmāyē̃ hōtī haĩ unkē her|har vyavahār sē sarv ātmāō̃ kō sukh kā dān miltā hai .
197All souls receive donations of happiness from great souls in every type of interaction with them.
208Vah sukh dētē aur sukh lētē haĩ .
198Great souls give happiness and receive happiness.
209Tō check karō ki mahān ātmā K|kē hisāb sē sārē din mē̃ sabkō sukh diyā , puṇya kā kām kiyā .
199So check: In terms of being a great soul, did I give everyone happiness throughout the day? 200Did I perform charitable acts?
210Puṇya arthāt kiskō aisī chīz dēnā jissē us ātmā sē āśhīrvād nikalē .
201Charity means to give someone something with which that soul gives blessings in return.
211Tō check karō ki her|har ātmā sē āśhīrvād mil rahī hai .
202So check: Do I receive blessings from all souls?
212Kisī kō bhī duḥkh diyā vā liyā tō nahī̃ !
203Did I cause sorrow for any soul or take it?
213Tab kahē̃gē mahān ātmā .
204Only then can you be called a great soul.
Slogan
214Slōgan : karnē kē bād sōchnā hī paśhchātāp kā rūp hai .
205Slogan: To think about something after you have done it is a form of repentance.
206*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
215Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō
207Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.
216Saṅskār vā nature tō har ēk key|kī apnī-apnī hai lēkin sarv kā snēhī aur sarv bātō̃ mē̃ , sambandh mē̃ saphal , mansā mē̃ vijayī aur vāṇī mē̃ madhurtā tab ā saktī hai jab easy nature hō .
208The nature and sanskars of each of you are your own, but to be loving to all, to be successful in all your relationships and in everything else, to be victorious in your mind and have sweetness in your words is only possible when you have an easy nature.
217Easy nature arthāt jaisā samay , jaisā vyakti , jaisā circumstance uskō parakhtē huē apnē kō easy kar dēvē .
209To have an easy nature means to make yourself easy by recognising the time, people and circumstances.
218Easy arthāt milansār , mould kar lēnē vālā .
210To be easy means to be harmonious and able to mould oneself.
219Easy mānā albēlā nahī̃ .
211Easy means not to be careless.