शुक्रवार 24 अप्रैल 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-04-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

024/04/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ab vāpis ghar jānā hai , isliē dēh-bhān kō bhūl apnē kō aśharīrī ātmā samjhō , sabsē mamatva miṭā dō ' '

1Essence: Sweet children, you now have to return home. 2Therefore, forget the consciousness of your bodies, consider yourselves to be bodiless souls and break any attachment you have to anyone.

Question

2Praśhna  : saṅgamyug par tum bachchē bāp sē kaun sā akla sīkhtē hō  ?

3Question: What wisdom do you children learn from the Father at the confluence age?

Answer

3Uttar  : tamōpradhān sē satōpradhān kaisē banē̃ , apnī takdīr ūñchī kaisē banāyē̃ , yah akla abhī hī tum sīkhtē hō .

4Answer: It is only now that you learn the wisdom of how to become satopradhan from tamopradhan and how to make your fortune elevated.

4Jō jitnā yōgyukt aur gyān yukta banē haĩ , unkī utnī unnati hōtī rahtī hai .

5To the extent that you remain accurately linked in yoga and knowledge-full, you will accordingly continue to experience progress.

5Unnati karnē vālē bachchē kabhī bhī chhip nahī̃ saktē .

6The children who progress can never remain hidden.

6Bāp har ēk bachchē key|kī act sē samajhtē haĩ ki kaun-sā bachchā apnī ūñchī takdīr banā rahā hai .

7From each of the children’s acts, the Father can understand which children are making their fortune elevated.

Song

7Gīt  : marnā tērī galī mē̃ …

8Song: To live in Your lane and to die in Your lane.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Sab bachchō̃ nē yah gīt sunā .

10All of you children heard this song.

10Bachchē kahnē sē sarv centres K|kē bachchē jān jātē haĩ ki bābā ham brāhmaṇō̃ kē liē kahtē haĩ ki bachchē yah gīt sunā - jītē jī galē kā hār bannē kē liē arthāt mūlvatan mē̃ jāē bābā K|kē ghar mē̃ rahnē kē liē .

11Baba uses the word “children”. 12The children at all the centres understand that Baba is referring to us Brahmins and the children heard in the song: In order to become a garland around the neck while alive, go to the incorporeal world and stay in Baba’s home.

11Vah śhivbābā kā ghar hai nā , jismē̃ sab sāligrām rahtē haĩ .

13That is Shiv Baba’s home, where all the saligrams reside.

12Bachchē , brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ , svadarśhan chakradhārī jāntē haĩ ki barōbar vahī bābā āyē huē haĩ .

14You children, the decoration of the Brahmin clan, you spinners of the discus of self-realisation, know that that same Baba has truly come.

13Kahtē haĩ - abhī tumkō aśharīrī bannā hai arthāt dēh K|kē bhān kō bhūlnā hai .

15He says: You now have to become bodiless, that is, you have to forget the consciousness of your bodies.

14Yah purānī duniyā tō miṭ jāyēgī .

16This old world is to be destroyed.

15Is śharīr kō tō chhōṛnā hai arthāt sabkō chhōṛnā hai kyōṅki yah duniyā hī khatm hōnī hai .

17These bodies have to be shed, that is, everyone has to be left, because this world is to be destroyed.

16Tō ab chalnā hai vāpis ghar .

18You now have to return home.

17Sabhī bachchō̃ kō ab khuśhī hōtī hai kyōṅki ādhākalp ghar jānē kē liē bahut dhakkē khāyē haĩ .

19All of you children are now happy, because you have stumbled around a great deal for half a cycle in order to return home.

18Parantu rāstā milā nahī̃  !

20However, you never found the way home.

19Aur hī bhakti mārg kā chahchaṭā ( dikhāvā ) dēkh manuṣhya phans paṛtē haĩ .

21Instead, when you people saw the show of the path of devotion, you became trapped in that.

20Yah hai bhakti mārg key|kī duban ( daldal ) jismē̃ manuṣhya mātra galē tak phans gayē haĩ .

22The path of devotion is a bog in which human beings are trapped up to their necks.

21Ab bachchē kahtē haĩ - bābā ham purānī duniyā , purānē śharīr kō bhūltē haĩ .

23You children now say: “Baba, we are forgetting this old world and these old bodies.

22Ab āpkē sāth aśharīrī ban ghar chalē̃gē .

24We will now become bodiless and return home with You.”

23Sabkī buddhi mē̃ hai parampitā paramātmā paramdhām sē āyē haĩ , hamkō lē jānē kē liē .

25It is in the intellects of all of you that the Supreme Father, the Supreme Soul, has come from the supreme region to take us back home.

24Sirph kahtē haĩ tum pavitra ban hamkō yād karō .

26He simply says: Become pure and remember Me!

25Jītē jī marnā hai .

27Die alive!

26Tum jāntē hō vahā̃ ghar mē̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ .

28You know that souls reside there in that home.

27Sō bhī ātmā tō bindī hai .

29A soul is just a point.

28Nirākārī duniyā mē̃ sab ātmāyē̃ chalī jāyēṅgī , jitnē manuṣhya haĩ utnī ātmāyē̃ vahā̃ hōṅgī .

30All souls will go to the incorporeal world. 31There will be as many souls there as there are human beings here.

29Ātmāyē̃ us mahatatva key|kī kitnī jagah lētī haĩ . 30Śharīr tō itnā baṛā hai , kitnī space lētā hai  ?

32How much space in the great element do souls take up, whereas how much space do bodies, that are quite big, take up?

31Bākī ātmā kō kitnī jagah chāhiē  !

33How much space would a soul need?

32Ham ātmāyē̃ kitnī chhōṭī jagah lē̃gī  ?

34How small a space would we souls take up?

33Bahut thōṛī .

35A very tiny space.

34Bachchō̃ kō yah sab bātē̃ bāp dvārā sunnē kā saubhāgya abhī miltā hai .

36You children have the great fortune of hearing these things from the Father.

35Bāp hī batlātē haĩ ki tum naṅgē ( binā śharīr K|kē ) āyē thē phir śharīr dhāraṇ kar part bajāyā , ab phir jītē jī marnā hai , sabkō bhūlnā hai .

37The Father explains that you came bodiless and adopted bodies and played your parts. 38You now have to die alive and forget everyone.

36Bāp ākar marnā sikhlātē haĩ .

39The Father comes and teaches you how to die.

37Kahtē haĩ apnē bāp kō , apnē ghar kō yād karō .

40He says: Remember your Father and your home.

38Khūb puruṣhārth karō .

41Make a lot of effort.

39Yōg mē̃ rahnē sē pāp nāśh hōṅgē .

42Your sins will be absolved by staying in yoga.

40Phir ātmā tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēgī isliē bāp rāy dētē haĩ - kalp pahlē bhī kahā thā ki dēh K|kē sab sambandh chhōṛ māmēkam yād karō .

43Then, from being tamopradhan, you souls will become satopradhan. 44This is why the Father advises you now and also told you in the previous cycle: Renounce all bodily relations, including your own bodies, and constantly remember Me alone.

41Sabkā ēk bāp tō vah hai nā .

45That One is the Father of all.

42Tum prajāpitā brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī bachchē hō , jō gyān pātē rahtē hō .

46You are the mouth-born children of Prajapita Brahma. 47You continue to receive this knowledge.

43Śhiv K|kē bachchē tō hō hī .

48You are the children of Shiva anyway.

44Yah tō sabkō niśhchay hai - ham bhagvān K|kē bachchē haĩ .

49Everyone has the faith that they are children of God.

45Parantu unkē nām , rūp , dēśh , kāl kō bhūlnē K|kē kāraṇ , bhagvān sē kiskā bhī itnā lav|love nahī̃ rahtā hai .

50However, because of having forgotten God’s name, form, time and place, no one has that love for God.

46Kiskō dōṣh nahī̃ dētē haĩ . 47Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

51No one is to be blamed; it is fixed in the drama.

48Bāp samjhātē haĩ ki tum ātmā kitnī chhōṭī bindī hō , usmē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .

52The Father explains: Souls are such tiny points, and the part of 84 births is recorded in you souls.

49Kitnā wonder hai . 50Ātmā kaisē śharīr lēkar part bajātī hai .

53It is such a wonder how a soul takes a body and plays his part.

51Abhī tumkō bēhad K|kē part kā patā paṛā hai .

54You now know about this unlimited part.

52Yah gyān aur kōī kō nahī̃ hai .

55No one else has this knowledge.

53Tum bhī dēh-abhimānī thē .

56You too were body conscious.

54Abhī kitnā palṭā|palaṭā khāyā hai . 55Vah bhī har ēk key|kī takdīr par hai .

57Now, how much each of you changes depends on each one’s fortune.

56Kalp pahlē vālī takdīr kā ab sākṣhātkār hō rahā hai .

58You can now see your fortune of the previous cycle.

57Duniyā mē̃ kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ , har ēk key|kī apnī takdīr hai .

59There are so many human beings in the world. 60Each one has his or her own fortune.

58Jaisā-jaisā jisnē karma kiyā hai us anusār duḥkhī , sukhī , sāhūkār , garīb bantē haĩ .

61Depending on what actions each one has performed, he or she becomes happy, unhappy, rich or poor accordingly.

59Bantī ātmā hai .

62It is souls who become this.

60Ātmā kaisē sukh mē̃ ātī hai , phir duḥkh mē̃ ātī hai , yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .

63The Father sits here and explains how souls become happy and then go into sorrow.

61Tamōpradhān sē satōpradhān bannē kā akla bāp hī sikhātē haĩ kalp pahlē muāphik .

64Only the Father teaches you the wisdom of how to become satopradhan from tamopradhan, exactly as He did in the previous cycle.

62Jitnā jisnē akla pāyā hai utnā hī ab pā rahē haĩ .

65Whatever wisdom each of you attained then, you are receiving that much wisdom now.

63Pichhāṛī tak har ēk key|kī takdīr kō samajh jāyēṅgē .

66By the end, you will understand each one’s fortune.

64Phir kahē̃gē kalp-kalp aisē hī har ēk key|kī takdīr rahēgī .

67It would then be said that this is each one’s fortune every cycle.

65Jō achchhā yōgyukt , gyān yukta hōgā - vah service bhī kartā rahēgā .

68Those who are very well connected in yoga and are knowledge-full will continue to do service.

66Paṛhāī mē̃ sadaiv unnati hōtī rahtī hai .

69You can make constant progress by studying.

67Kōī bachchē jaldī unnati kō pā lētē haĩ , kōī bahut māthā khapātē haĩ .

70Some children progress quickly, whereas others give you a headache.

68Yahā̃ bhī aisē haĩ .

71It is the same here.

69Kalp pahlē muāphik jō-jō unnati kartē haĩ , vah chhipē nahī̃ rah saktē .

72Whatever progress each of you makes every cycle, that cannot remain hidden.

70Bāp tō jāntē haĩ nā - sabkā connection śhivbābā sē hai .

73The Father knows that everyone’s connection is with Shiv Baba.

71Yah bhī bachchō̃ key|kī act dēkhtē samajh jātē haĩ , tō vah bhī dēkhtē haĩ .

74This one understands everything from seeing the acts of you children. 75That One also sees everything.

72Insē bhal kōī chhipāyē parantu śhivbābā sē tō chhipā nahī̃ sakē̃gē .

76You can hide something from this one, but you can’t hide anything from Shiv Baba.

73Bhaktimārg mē̃ hī paramātmā sē nahī̃ chhipā saktē tō gyān mārg mē̃ kaisē chhipā saktē .

77Even on the path of devotion, no one can hide anything from God. 78So, how could anything be hidden from Him on the path of this knowledge?

74Bāp samjhātē rahtē haĩ , paṛhāī tō bahut sahaj hai .

79The Father continues to explain to you that this study is very easy.

75Karma bhī karnā hai .

80Actions have to be performed.

76Rahnā bhī mitr sambandhiyō̃ kē pās purānī duniyā mē̃ hai . 77Vahā̃ rahkar mēhnat karnī hai .

81Live in this old world with your friends and relatives and make effort.

78Yahā̃ rahkar puruṣhārth karnē vālō̃ sē vahā̃ ghar mē̃ rah puruṣhārth karnē vālē tīkhē hō saktē haĩ . 79Agar aisī lagan hai tō .

82Those who live at home and have such deep love and make effort can go faster ahead than those who live here and make effort.

80Śhāstrō̃ mē̃ arjun aur bhīl kā misāl hai nā .

83In the scriptures, there is the example of Arjuna and the native (Bhil).

81Bhal bhīl bāhar kā rahnē vālā thā lēkin abhyās sē vah arjun sē bhī tīr chalānē mē̃ hōśhiyār hō gayā .

84Although the native lived outside, by practising he became more skilful at archery than Arjuna.

82Tō gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah kamal fool|phūl samān rahnā hai .

85Therefore, while living at home with your families, become like a lotus.

83Yah bhī tum misāl dēkhē̃gē .

86You can see examples.

84Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah bahut achchhī service kar saktē haĩ .

87While living at home, you can do very good service.

85Vah jāstī vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

88You will continue to make a lot more progress.

86Yahā̃ rahnē vālō̃ kō bhī māyā chhōṛtī nahī̃ hai . 87Aisē nahī̃ ki bābā kē pās ānē sē chhūṭ jātē haĩ .

89Maya doesn’t leave alone those who live here; it isn’t that they become liberated from Maya because they come to Baba.

88Nahī̃ , har ēk kā apnā-apnā puruṣhārth hai .

90No, all of you have to make your own effort.

89Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnē vālē yahā̃ rahnē vālō̃ sē achchhā puruṣhārth kar saktē haĩ .

91Those who live at home with their families can make effort better than those who live here.

90Bahut achchhī bahādurī dikhā saktē haĩ , unkō hī mahāvīr kahā jātā hai , jō gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahkar kamal fool|phūl samān bankar dikhāyē .

92They can show very good courage. 93Only those who live at home and become like a lotus are called mahavirs.

91Kahē̃gē ki bābā āpnē tō chhōṛā hai .

94Some say: “Baba, you have renounced everything.”

92Bābā kahtē - hamnē kahā̃ chhōṛā hai , mujhē hī chhōṛkar gayē haĩ .

95Baba says: I didn’t renounce anything. 96They left me and went away.

93Bābā tō kiskō bhī chhōṛ nahī̃ āyē .

97Baba did not leave anyone and come here.

94Ghar mē̃ aur hī bachchē ā gayē .

98Instead even more children came to stay with him.

95Bākī kanyāō̃ kē liē tō bābā kahtē haĩ ki tum yah īśhvarīy service karō .

99Baba says to you kumaris: Do this Godly service.

96Yah bhī bābā hai , vah bhī bābā hai .

100This one is Baba and that One is also Baba.

97Kumār bhī bahut āyē lēkin chal na sakē .

101Many kumars also came, but they were unable to carry on.

98Kanyāyē̃ phir bhī achchhī haĩ .

102The kumaris are still better.

99Kanyā 100 brāhmaṇō̃ sē uttam ginī jātī hai .

103A kumari is considered to be greater than 100 brahmins.

100Tō kanyā vah jō 21 kul kā uddhār karē , gyān K|kē bāṇ mārē .

104A kumari is one who uplifts 21 generations and shoots the arrows of this knowledge.

101Bākī jō gr̥ihastha mē̃ rahtē vah bhī be|B . K|kē . ṭhaharē .

105Even those who live at home with their families are Brahma Kumars and Kumaris.

102Āgē chal unhō̃ kā bhī bandhan khalās hō jāyēgā .

106As they make further progress, their bondages will also finish.

103Service tō karnī hai nā .

107Service has to be done.

104Kaī service karnē vālē bachchē bāpdādā K|kē dil par chaṛhē huē haĩ , jō hajārō̃ kā kalyāṇ kar rahē haĩ .

108The children who do service are seated in BapDada’s heart. 109They are benefitting thousands of people.

105Tō aisē serviceable bachchō̃ par āśhīrvād bhī ātī rahēgī .

110Blessings continue to be showered on those who are such serviceable children.

106Vē|way dil par chaṛhē rahē̃gē .

111They remain seated in the heart.

107Jō dil par haĩ vahī takht par baiṭhē̃gē .

112Those who are seated in the heart will be seated on a throne.

108Bābā kahtē āpas mē̃ milkar yukti rachtē rahō , sabkō mārg dikhānē key|kī .

113Baba says: Continue to have meetings among yourselves and create methods to show everyone this path.

109Chitra bhī bantē rahtē haĩ .

114Pictures also continue to be made.

110Yah sab practical bātē̃ haĩ .

115All of these are practical matters.

111Abhī tum samjhātē hō ki parampitā paramātmā nirākār hai , vah bhī bindī hai . 112Parantu vah knowledgeful , patit pāvan hai .

116You now explain that the Supreme Father, the Supreme Soul, is incorporeal. 117He too is a point, but He is the knowledge-full One, the Purifier.

113Ātmā bhī bindī hai .

118A soul is just a point.

114Bachchā phir bhī chhōṭā hōtā hai .

119A child is still small.

115Bāp aur bachchē mē̃ phark tō hōtā hai nā .

120There is some difference between a child and a father.

116Ājkal tō 15-16 varṣh vālē bhī bāp ban jātē haĩ .

121Nowadays, 15 or 16 year old children become fathers.

117Tō bhī bachchā unsē chhōṭā hī ṭhaharā|ṭhahrā nā .

122Nevertheless, their children would still be younger than them.

118Yahā̃ wonder dēkhō - bāp bhī ātmā , bachchā bhī ātmā .

123Look at the wonder here: the Father is a soul and the children are also souls.

119Vah hai supreme ātmā , knowledge-full .

124He is the Supreme Soul, the knowledge-full One.

120Bākī sab apnī paṛhāī anusār nīch vā ūñch pad pātē haĩ .

125All the rest claim a high or low status according to how much they study.

121Sārā madār hai paṛhāī par .

126Everything depends on studying.

122Achchhā karma karnē sē ūñch pad pā lētē haĩ .

127By performing good actions you claim a high status.

123Abhī tum bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān hai .

128You children now have this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

124Svarg mē̃ sirph bhārat hī thā aur kōī khaṇḍ nahī̃ thā .

129There was just Bharat in heaven; there were no other lands.

125Tō chhōṭī new India mē̃ apnā svarg dikhāyē̃ .

130Therefore, show your heaven in a small New India.

126Jaisē dvārikā nām nahī̃ , lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī dynasty kā rājya likhnā chāhiē .

131In the same way, don’t write the name “Dwaraka” but “The kingdom of the dynasty of Lakshmi and Narayan”.

127Buddhi bhī kahtī hai satyug mē̃ pahlē deity dynasty kā rājya hōgā .

132The intellect says that, in the golden age, there will first be the kingdom of the deity dynasty.

128Unkē gānv hōṅgē , chhōṭē-chhōṭē ilākē hōṅgē .

133There will be their villages and small states.

129Yah bhī vichār sāgar manthan karnā hai .

134This also has to be churned.

130Sāth-sāth śhivbābā sē buddhi kā yōg bhī lagānā hai .

135As well as this, also connect your intellects in yoga to Shiv Baba.

131Ham yād sē hī bādśhāhī lētē haĩ .

136We are claiming our kingdom by having remembrance.

132Yād sē hī kaṭ utarnī hai , ismē̃ hī sārī mēhnat hai .

137The rust has to be removed with remembrance. 138All the effort is required for this.

133Kaiyō̃ key|kī buddhi bāhar mē̃ dhakkā khātī rahtī hai , yahā̃ baiṭhē bhī sārā samay yād mē̃ nahī̃ rah saktē haĩ , buddhi aur taraph chalī jāyēgī .

139Some children’s intellects are constantly wandering outside. 140Even while sitting here, they cannot stay in remembrance; their intellects wander in other directions.

134Bhakti mārg mē̃ bhī aisē hōtā hai .

141It is the same on the path of devotion.

135Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bhakti kartē-kartē buddhi aur taraph chalī jātī hai .

142While worshipping Shri Krishna, their intellects go in other directions.

136Naudhā bhakti vālē dīdār kē liē bahut mēhnat kartē haĩ .

143Those who do intense devotion make a lot of effort to receive a vision.

137Kitnē ghaṇṭē baiṭh jātē haĩ ki śhrīkr̥iṣhṇa K|kē sivāē aur kōī yād na āyē , bahut mēhnat hai .

144They sit down for so many hours to remember just Shri Krishna and don’t remember anything else. 145A lot of effort is needed for that.

138Ismē̃ 8 key|kī aur phir 16108 key|kī mālā hōtī hai .

146The rosaries of eight and 16,108 are created here.

139Vah tō lākhō̃ key|kī mālā bhī dikhātē haĩ .

147They even show a rosary of hundreds of thousands of beads.

140Lēkin gyān mārg key|kī mālā bahut kīmatī hai . 141Bhakti mārg key|kī sastī hai kyōṅki ismē̃ rūhānī mēhnat hai .

148However, the rosary of the path of this knowledge is very valuable, because it is this one that requires spiritual effort. 149The rosary of the path of devotion is cheap.

142Śhrīkr̥iṣhṇa kō dēkh khuśh hō dance kartē haĩ .

150Look at Shri Krishna and see how happily he is dancing.

143Bhakti aur gyān mē̃ rāt din kā phark hai , tumhē̃ yah nahī̃ samjhāyā jātā hai ki śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karnē sē kaṭ nikalēgī .

151There is the difference of day and night between this knowledge and devotion. 152They haven’t said that the rust is removed by remembering Shri Krishna.

144Yahā̃ tō samjhāyā jātā hai ki jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā pāp nāśh hōṅgē .

153Here, it is explained that the more you remember the Father, the more your sins will be absolved.

145Tum bachchē abhī yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē hō .

154Through the power of yoga you children are now becoming the masters of the world.

146Yah kiskō svapn mē̃ bhī khyāl nahī̃ hōgā .

155No one would ever have even dreamt about this.

147Lakṣhmī-nārāyaṇ nē kōī laṛāī ādi nahī̃ kī hai .

156Lakshmi and Narayan did not have to fight, etc.

148Viśhva K|kē mālik phir kaisē banē  ?

157How then did they become the masters of the world?

149Yah tō tum bachchē hī jāntē hō .

158Only you children understand this.

150Bāp kahtē haĩ yōgbal sē tumkō rājāī milēgī .

159The Father says: You receive the kingdom with the power of yoga.

151Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō tadbīr hī nahī̃ kartē . 152Serviceable bantē nahī̃ haĩ .

160However, if it is not in the fortune of some, they don’t make effort for it; they don’t become serviceable.

153Bābā tō direction dētē rahtē haĩ ki aisē-aisē pradarśhanī karō .

161Baba continues to give you directions as to how to prepare exhibitions.

154Kam sē kam 150-200 pradarśhaniyā̃ ēk din mē̃ hō jāyē̃ .

162There should be at least 150 to 200 exhibitions per day.

155Gānv-gānv mē̃ chakra lagāō .

163Go and tour around all the villages.

156Jitnē centres , utnī pradarśhaniyā̃ .

164There should be as many exhibitions as there are centres.

157Ēk-ēk centre par pradarśhanī hōnē sē samjhānē mē̃ sahaj hō jāyēgā .

165By having an exhibition at every centre, it will become easy to explain.

158Centres bhī din pratidin baṛē hōtē jāyēṅgē jō chitra ādi bhī rakh sakē̃ .

166Day by day, the centres will continue to become larger so that you can even keep pictures, etc. there.

159Chitrō̃ key|kī bhī invention nikaltī rahtī hai .

167There is also the invention of the pictures.

160Vaikuṇṭha kā chitra ḵẖūbṣhūrat mahalō̃ ādi K|kē bhārat kā banānā chāhiē .

168Make a picture of heaven in Bharat with beautiful palaces, etc.

161Āgē chal samjhānē kē liē achchhē-achchhē chitra nikaltē jāyēṅgē .

169As you make further progress, there will continue to be very good pictures made for explaining to others.

162Vānaprasth avasthā vālē ghūmtē phirtē bhī service kartē rahē̃ , jinkā bhāgya uday hōgā vah nikalē̃gē .

170Those who are in the stage of retirement can continue to do service while touring around. 171Those whose fortune shines will emerge.

163Kaī bachchē kukarm kar apnī ābrū ganvātē haĩ , tō yagya key|kī ābrū ( ijjat ) ganvātē haĩ .

172Some children perform impure actions and lose their honour, and so they lose the honour of the yagya.

164Jaisī chalan vaisā pad .

173You receive a status according to your behaviour.

165Jō bahutō̃ kō sukh dētē haĩ , unkā tō nām gāyā jātā hai nā .

174The names of those who give happiness to many are remembered.

166Abhī sarvguṇō̃ mē̃ sampann tō nahī̃ banē hō nā .

175You have not yet become full of all virtues.

167Kōī-kōī baṛī achchhī service kar rahē haĩ .

176Some children are serving very well.

168Aisē-aisē K|kē nām sun bābā khuśh hōtē haĩ .

177Hearing the names of such children, Baba is very pleased.

169Serviceable bachchō̃ kō dēkh bābā khuśh hōgā nā .

178Baba is pleased to see serviceable children.

170Achchhī service mē̃ mēhnat kartē rahtē haĩ .

179They continue to make good effort in doing service.

171Centres bhī khōltē rahtē haĩ , jissē hajārō̃ kā kalyāṇ hōnā hai .

180They even continue to open centres, where thousands are to benefit.

172Unkē dvārā phir bahut nikaltē jāyēṅgē .

181Many will then continue to emerge through them.

173Sampūrṇ tō kōī nahī̃ banā hai . 174Bhūlē̃ bhī kuchh na kuchh hō jātī hai .

182No one has yet become perfect; one mistake or another continues to be made.

175Māyā chhōṛtī nahī̃ hai .

183Maya doesn’t leave anyone alone.

176Jitnī service kar apnī unnati karē̃gē utnā hī dil par chaṛhē̃gē .

184The more service you do and the more progress you make, the more you will climb onto the heart-throne.

177Utnā hī ūñch pad pāyēṅgē .

185Similarly, you will accordingly receive a high status too.

178Phir kalp-kalp aisā hī pad hōgā .

186Then, such will be your status every cycle.

179Śhivbābā sē tō kōī chhipā nahī̃ saktā .

187No one can hide anything from Shiv Baba.

180Ant mē̃ har ēk kō apnē karmō̃ kā sākṣhātkār tō hōtā hai .

188At the end, all of you will have visions of what your own actions were.

181Phir kyā kar sakē̃gē  !

189What will you do then?

182Zār-zār rōnā paṛēgā isliē bābā samjhātē rahtē haĩ ki aisā kōī bhī karma nahī̃ karō jō ant mē̃ sazā K|kē bhāgī banō , paśhchātāp karnā paṛē .

190You will have to cry very bitter tears. 191That is why Baba continues to explain: Don’t perform any such actions for which you would have to suffer punishment and also have to repent at the end.

183Parantu kitnā bhī samjhāō takdīr mē̃ nahī̃ hai tō tadbīr kartē hī nahī̃ .

192No matter how much is explained, if it is not in someone’s fortune, he doesn’t make effort.

184Ājkal K|kē manuṣhya tō bāp kō jāntē nahī̃ .

193Nowadays, people don’t know the Father at all.

185Bhagvān kō yād kartē haĩ lēkin jāntē nahī̃ .

194They remember God, but they don’t know Him.

186Unkā kahnā nahī̃ māntē .

195They don’t listen to Him.

187Abhī us bēhad K|kē bāp sē tumhē̃ satyugī svarājya kā varsā miltā hai second mē̃ .

196You now receive the inheritance of the golden-aged sovereignty from the Father in a second.

188Śhivbābā kā nām tō sabhī pasand kartē haĩ nā .

197Everyone likes the name of Shiv Baba.

189Bachchē jāntē haĩ ki us bēhad K|kē bāp sē svarg kā varsā mil rahā hai .

198You children understand that you are receiving your inheritance of heaven from the unlimited Father.

190Achchhā .

199Achcha.

191Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

200To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

192Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

201The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

193Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

202Essence for dharna:

1941 ) apnī chalan sē bāp kā vā yagya kā nām bālā karnā hai , aisā kōī karma na hō jō bāp key|kī ijjat jāyē .

2031. Glorify the name of the Father and the yagya with your behaviour. 204Don’t perform any such actions through which you would lose the Father’s honour.

195Service sē apnā bhāgya āpēhī banānā hai .

205Make your own fortune by doing service.

1962 ) bāp samān kalyāṇkārī ban sarv key|kī āśhīrvād lē āgē number lēnā hai .

2062. Become as benevolent as the Father and receive everyone’s blessings and claim a number ahead.

197Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah kamal fool|phūl samān rahnē key|kī achchhī bahādurī dikhānī hai .

207Live at home with your family and remain very courageous by living like a lotus.

Blessing

198Vardān  : satōpradhān sthiti mē̃ sthit rah sadā sukh śhānti key|kī anubhūti karnē vālē double ahiṃsak bhav

208Blessing: May you be doubly non-violent and constantly experience happiness and peace by remaining stable in your satopradhan stage.

199Sadā apnē satōpradhān saṅskārō̃ mē̃ sthit rah sukh-śhānti key|kī anubhūti karnā - yah sachchī ahiṃsā hai .

209To remain constantly stable and experience peace and happiness with your satopradhan sanskars is true non-violence.

200Hiṅsā arthāt jissē duḥkh-aśhānti key|kī prāpti hō .

210Violence means anything through which you could experience sorrow or peacelessness.

201Tō check karō ki sārē din mē̃ kisī bhī prakār key|kī hiṅsā tō nahī̃ kartē  !

211So, check: 1) Throughout the day, do I commit any type of violence?

202Yadi kōī śhabda dvārā kiskī sthiti kō ḍagmag kar dētē hō tō yah bhī hiṅsā hai .

212If you make someone’s stage fluctuate with your words, that too is violence.

2032 - yadi apnē satōpradhān saṅskārō̃ kō dabākar dūsrē saṅskārō̃ kō practical mē̃ lātē hō tō yah bhī hiṅsā hai isliē mahīntā mē̃ jākar mahān ātmā key|kī smr̥iti sē double ahiṃsak banō .

2132) If you are suppressing your satopradhan sanskars and putting other sanskars into a practical form, that too is violence. 214Therefore, become refined and remain aware of being a great soul and doubly non-violent.

Slogan

204Slōgan  : satya kē sāth asatya mix hōtē hī khuśhī gāyab hō jātī hai .

215Slogan: As soon as any falsehood becomes mixed with the truth, your happiness disappears.

216*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

205Yē avyakt iśhārē - mahān bannē kē liē madhurtā aur namratā kā guṇ dhāraṇ karō

217Avyakt Signal: Imbibe the virtues of sweetness and humility to become great.

206Āpkā ēk ēk bōl alaukik hō , phariśhtō̃ K|kē samān hō .

218Let your every word be alokik, like that of an angel.

207Her|har bōl madhur hō .

219Let every word be sweet.

208Is bāt par abhī underline karō tab pratyakṣhatā hōgī kyōki abhī tak vāṇī key|kī śhakti vyarth jā rahī hai , isliē vāṇī mē̃ jō bāp kō pratyakṣha karnē kā jauhar vā śhakti hōnī chāhiē vah cum|kam hai , vāchā kō vyarth sē bachāō tō bāp kō pratyakṣha karnē kā āvāj buland hōgā .

220Underline this aspect, for only then will revelation take place, because until now the power of words has been going to waste. 221Therefore, the power that there should be in revealing the Father is lacking. 222When you save your words from going to waste, the sound of the Father’s revelation will be heard loud and clear.