शुक्रवार 1 मई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

001/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumnē rāvaṇ key|kī mat par bāp key|kī glānī key|kī tō bhārat kauṛī tulya banā , ab usē pahchān kar yād karō tō dhanvān ban jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, when you followed the directions of Ravan and defamed the Father, Bharat became as worthless as a shell. 2Now recognise the Father and remember Him and you will become wealthy.

Question

2Praśhna  : sīṛhī K|kē chitra mē̃ kaun sā wonderful rāz samāyā huā hai  ?

3Question: What wonderful secret is hidden in the picture of the ladder?

Answer

3Uttar  : ādhākalp hai bhakti key|kī dance aur ādhākalp hai gyān key|kī dance .

4Answer: There is the dance of devotion for half a cycle and the dance of this knowledge for half a cycle.

4Jab bhakti key|kī dance hōtī hai tō gyān key|kī nahī̃ aur jab gyān key|kī hōtī tō bhakti key|kī nahī̃ .

5When the dance of devotion takes place, there is no dance of this knowledge and when there is the dance of this knowledge, there is no dance of devotion.

5Ādhākalp rāvaṇ key|kī prālabdh chaltī aur ādhākalp tum bachchē prālabdh bhōgtē hō .

6Ravan’s reward continues for half a cycle and you children experience your reward for half a cycle.

6Yah guhya rāz sīṛhī K|kē chitra mē̃ samāyā huā hai .

7This deep secret is hidden in the picture of the ladder.

Song

7Gīt  : ōm namō śhivāē …

8Song: Salutations to Shiva.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Bāp baiṭh samjhātē haĩ - bhakti mārg mē̃ bahut hī bhakti key|kī dance key|kī , gyān key|kī dance nahī̃ key|kī .

10The Father sits here and explains that you performed a lot of dances of devotion on the path of devotion. 11You didn't perform any dance of this knowledge.

10Bhakti key|kī dance jab hōtī hai tō gyān key|kī nahī̃ .

12When the dance of devotion takes place, there is no dance of this knowledge.

11Jab gyān key|kī hōtī hai tō bhakti key|kī nahī̃ kyōṅki bhakti key|kī dance utartī kalā mē̃ lē jātī hai .

13When the dance of this knowledge takes place, there is no dance of devotion, because the dance of devotion takes you into the descending stage.

12Satyug-trētā mē̃ bhakti hōtī nahī̃ . 13Bhakti śhurū hōtī hai dvāpar sē .

14There is no devotion in the golden and silver ages; devotion begins in the copper age.

14Jab bhakti śhurū hōtī hai tō gyān kī prālabdha pūrī hō jātī hai phir utartī kalā hōtī hai .

15When devotion begins, the reward of this knowledge ends and there is the stage of descent.

15Kaisē utartē haĩ , sō bāp baiṭh samjhātē haĩ .

16The Father sits here and explains how you descend.

16Maĩ kalp-kalp ākar bachchō̃ kō kahtā hū̃ - tum bachchō̃ nē hamārī bahut hī glānī kar dī hai .

17I come and tell you children every cycle: You children have defamed Me a great deal.

17Jab-jab bhārat mē̃ is ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī bahut glānī hōtī hai tab maĩ ātā hū̃ .

18I come when there is a lot of defamation in Bharat of the original, eternal deity religion.

18Glānī kiskō kahā jātā hai , vah bhī samjhātē haĩ .

19The Father also explains what defamation is.

19Bāp kahtē haĩ - maĩ vikārī narkvāsī bhārat kō ākar kalp-kalp svargvāsī banātā hū̃ .

20The Father says: I come every cycle and make Bharat’s vicious residents of hell into the residents of heaven.

20Tum mērī glānī , āsurī mat par karnē K|kē kāraṇ kitnē kaṅgāl ban gayē hō .

21It was because you defamed Me by following devilish dictates that you became so poverty-stricken.

21Rāmrājya thā , abhī hai rāvaṇ rājya , jiskō hār aur jīt , din aur rāt kahā jātā hai .

22It was the kingdom of Rama and it is now the kingdom of Ravan. 23This is called a play of victory and defeat and the day and night.

22Ab vichār karō maĩ kab āū̃  !

24Now, just think about when I would come.

23Jinhō̃ kō rājya diyā , vahī rājya ganvā baiṭhē haĩ .

25Those to whom I gave the kingdom have now lost that kingdom.

24Hisāb-kitāb tō sārā samjhāyā hī hai .

26All the karmic accounts have been explained to you.

25Maĩ ākar varsā dētā hū̃ phir rāvaṇ ākar tumkō śhrāpit kartē haĩ - bhārat kō khās , duniyā kō ām .

27I come and give you your inheritance and then Ravan comes and curses you. 28This applies to Bharat in particular and the world in general.

26Bhārat key|kī mahimā kā bhī kiskō patā nahī̃ hai .

29No one knows the praise of Bharat.

27Pahlē-pahlē bhārat hī thā , kab thā , kaisē thā , kaun rājya kartē thē , kiskō bhī kuchh patā nahī̃ hai . 28Kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .

30At first, there was just Bharat. 31No one knows when it existed, what it was like or who used to rule there; they don't understand anything.

29Jō dēvtā thē , śhakla manuṣhya key|kī , sīrat dēvtāō̃ kī thī .

32Those who were deities had human forms but they had the characters of deities.

30Ab sūrat bhal manuṣhya kī hai , sīrat āsurī hai , jiskō samjhātē haĩ vah samajhtē nahī̃ haĩ kyōṅki pārlaukik bāp kō hī nahī̃ jāntē .

33Now, although they are in human forms, their characters are devilish. 34No one you explain to understands because they don’t know the Father from beyond this world.

31Aur hī baiṭh gālī dētē haĩ .

35Instead, they defame Him.

32Bāp key|kī glānī kartē-kartē bilkul hī kauṛī-tulya ban gayē haĩ .

36By defaming the Father, they have become as completely worthless as shells.

33Bhārat kā down fall hō gayā hai .

37There has been the downfall of Bharat.

34Aisī hālat jab hōtī hai , bāp kahtē haĩ , tab maĩ ātā hū̃ .

38The Father says: I come when its condition becomes like this.

35Abhī tum bachchō̃ kō sammukh samjhā rahā hū̃ .

39I am now explaining to you face-to-face.

36Kalp pahlē bhī aisē hī samjhāyā thā .

40I also explained to you in the same way in the previous cycle.

37Yah daivī-sampradāy key|kī sthāpanā hō rahī hai , manuṣhya sē dēvtā ban rahē haĩ .

41The deity community is being established and you are changing from humans into deities.

38Manuṣhyō̃ kō yah patā hī nahī̃ hai ki bāp kab ātē haĩ , satyug , trētā mē̃ tum baṛī khuśhī mē̃ prālabdh bhōgtē hō .

42People don't know when the Father comes. 43You experience your reward in the golden and silver ages in great happiness.

39Phir dvāpar sē rāvaṇ kā śhrāp pātē-pātē bilkul hī khatm hō jātē .

44Then, when you are cursed by Ravan in the copper age, everything is finished.

40Jaisē dēvtāyē̃ prālabdh bhōgtē-bhōgtē trētā K|kē ant mē̃ khatm hō jātē haĩ phir rāvaṇ key|kī āsurī prālabdh śhurū hōtī hai .

45Similarly, the deities, having experienced their reward, no longer remain after the end of the silver age. 46The devilish reward of Ravan then begins.

41Bhakti bhī pahlē avyabhichārī hōtī hai phir vyabhichārī hōtī hai .

47Devotion is at first unadulterated and then it becomes adulterated.

42Sīṛhī ṭhīk banī huī hai .

48The picture of the ladder is very accurate.

43Har ēk chīz satōpradhān , satō-rajō-tamō bantī hai .

49Everything becomes satopradhan and then sato, rajo and tamo.

44Khād paṛtī jātī hai .

50Alloy continues to be mixed into it.

45Tum bachchō̃ kō samjhāyā tō bahut achchhī rīti jātā hai , parantu dhārṇā kam hōtī hai .

51Everything is explained to you children very clearly but it isn’t being imbibed that much.

46Kōī mē̃ tō samjhānē kā bilkul akla hī nahī̃ hai .

52Some don't have the wisdom to be able to explain to others at all.

47Kōī achchhē anubhavī haĩ , jinkī dhārṇā baṛī achchhī hōtī hai .

53Some are very well experienced and their dharna is also very good; it is numberwise.

48Number-vār tō hōtē haĩ nā . 49Students ēk samān nahī̃ hōtē .

54Not all students are the same; there would definitely be a number given to each one.

50Kuchh na kuchh number jarūr rakhē̃gē .

55It is very easy to explain to anyone.

51Kōī kō bhī samjhānā hai bahut sahaj .

56The Father says: Remember Me!

52Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō .

57I am your unlimited Father, the Creator of the World.

53Maĩ tumhārā bēhad kā bāp , sr̥iṣhṭi kā rachayitā hū̃ .

58By remembering Me, you will receive your unlimited inheritance.

54Mujhē yād karnē sē tumkō bēhad kā varsā milēgā .

59Only by having remembrance will the alloy be removed.

55Yād sē hī khād nikalēgī . 56Sirph yah samjhāō ki tum bhāratvāsī satyug mē̃ satōpradhān thē , abhī kaliyug mē̃ tamōpradhān banē hō .

60Just explain to them: You people of Bharat were satopradhan in the golden age and you have now become tamopradhan in the iron age.

57Ātmā mē̃ khād paṛtī hai .

61Alloy has been mixed into souls.

58Pavitra hōnē bigar kōī vahā̃ jā nahī̃ saktē .

62No one can go there without becoming pure.

59Naī duniyā mē̃ haĩ hī satōpradhān .

63In the new world, everyone is satopradhan.

60Kapṛā nayā hai tō kahē̃gē satōpradhān , phir purānā tamōpradhān hō jātā hai .

64When clothes are new, they are said to be satopradhan and then, when they become old, they become tamopradhan.

61Abhī sabkā kapṛā phaṭnē lāyak hai . 62Sab jaṛ-jaṛībhūt avasthā kō pāyē huē haĩ .

65Everyone's clothes are about to be torn apart; everyone has reached a state of total decay.

63Jō viśhva K|kē mālik thē , vahī bilkul garīb banē haĩ .

66Those who were the masters of the world have become totally poor.

64Phir unkō hī sāhūkār bannā hai .

67They are the ones who now have to become wealthy.

65In bātō̃ kō manuṣhya nahī̃ jāntē .

68People don't know these things.

66Bhārat svarg thā , in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā aur sab dharm vālē tō bād mē̃ āyē haĩ .

69When Bharat was heaven, it used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan. 70Those of all the other religions came later.

67Bāp tumkō real bāt baiṭh samjhātē haĩ .

71The Father sits here and explains these real things to you.

68Gītā kā dēkhō kitnā mān hai .

72Look how much respect there is for the Gita.

69Paṛhtē-paṛhtē bilkul hī nīchē gir gayē haĩ , tab pukārtē haĩ - hē patit-pāvan āō .

73While studying that, people have completely fallen, and this is why they call out: O Purifier, come!

70Ham bhraṣhṭāchārī ban gayē haĩ .

74We have become corrupt.

71Sadgati tō bhagvān hī dē saktē haĩ .

75Only God can grant salvation.

72Bākī śhāstrō̃ mē̃ tō sab hai bhakti mārg .

76Everything in the scriptures belongs to the path of devotion.

73Tumhārī buddhi mē̃ baiṭhā huā hai - ham bābā K|kē gyān sē dēvtā bantē haĩ .

77Your intellects understand that, by receiving this knowledge from Baba, you become deities.

74Ab sārī duniyā sē vairāgya hai .

78You now have disinterest in the whole of the world.

75Sannyāsī bhī bhakti kartē haĩ , gaṅgā snān ādi kartē haĩ nā .

79Sannyasis perform the devotion of bathing in the Ganges, etc.

76Bhakti bhī satōpradhān , phir rajō , tamō hōtī hai .

80Devotion is also satopradhan at first. 81Then it becomes rajo and then tamo.

77Yah bhī aisē hai .

82This is the same.

78Ādhākalp brahmā kā din aur ādhākalp rāt gāī jātī hai .

83The day of half a cycle and the night of half a cycle are remembered.

79Brahmā kē sāth jarūr brāhmaṇō̃ kā bhī hōgā .

84As well as the day and night of Brahma, it must also be the day and night of Brahmins.

80Tum abhī din mē̃ jātē hō , bhakti key|kī rāt pūrī hōtī hai .

85You are now going into the day and the night of devotion is coming to an end.

81Bhakti mē̃ tō bahut duḥkh hai , unkō rāt kahā jātā hai .

86There is a lot of sorrow in devotion. 87That is called the night.

82Andhērē mē̃ dhakkē khātē rahtē haĩ - bhagvān sē milnē kē liē .

88People continue to stumble in the darkness while searching for God.

83Bhakti mārg mē̃ sadgati dēnē vālā kōī hōtā nahī̃ .

89There is no one on the path of devotion who can grant salvation.

84Tumhārē sivāē kōī bhī yathārth rīti bhagvān kō nahī̃ jāntē haĩ .

90Apart from you, no one knows God accurately.

85Ātmā bhī bindī , paramātmā bhī bindī hai , yah bāt kōī bhī samajh na sakē .

91No one can understand that a soul is a point and that the Supreme Soul is also a point.

86Paramātmā hī svayã ākar brahmā tan sē samjhātē haĩ .

92God Himself comes and explains to you through the body of Brahma.

87Unhōnnē phir bhāgīrath , bail K|kē rūp mē̃ dikhāyā hai .

93They have then portrayed the Lucky Chariot in the form of a bull.

88Ab bail key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .

94There is no question of a bull.

89Bāp sab bātē̃ achchhī rīti samjhātē haĩ parantu kiskī buddhi mē̃ pūrī rīti baiṭhtā nahī̃ .

95The Father explains everything very well but it doesn’t sit accurately in anyone's intellect.

90Bāp baiṭh samjhātē haĩ - bachchē maĩ tum ātmāō̃ kā bāp hū̃ .

96The Father sits here and explains: Children, I am the Father of you souls.

91Tum mujhē yād karō aur varsē kō yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

97Remember Me and remember the inheritance and your sins will be absolved.

92Phir bhī kahtē hō , bhūl jātē haĩ .

98In spite of this, you say that you forget Him.

93Vāh  !

99Wonderful!

94Aisē sājan vā bāp kō bhūlnā chāhiē .

100Should you forget such a Bridegroom or Father?

95Strī , pati kō athavā bachchē kabhī bāp kō bhūltē haĩ kyā  ?

101Does a wife ever forget her husband or does a child ever forget his father?

96Yahā̃ tum kyō̃ bhūltē hō  ?

102So, why do you forget this One here?

97Kahtē bhī hō bābā āp hamkō svarg kā mālik banā rahē haĩ phir bhī bhūl jātā hū̃ .

103You even say: Baba, You are making us into the masters of heaven, and yet we forget You.

98Bāp kahtē haĩ - yād nahī̃ karē̃gē tō andar jō kaṭ chaṛhī hai , vah kaisē nikalēgī .

104The Father says: How will the rust that is on you souls be removed if you don't remember Me?

99Mukhya bāt hai hī yād kī .

105The main thing is remembrance.

100Apnā kōī dūsrē dharm sē tailuk nahī̃ hai .

106We have no connection with any other religion.

101School mē̃ tō history-geography samjhātē hō .

107They teach history and geography at schools.

102Kōī tō bilkul samajhtē nahī̃ .

108Some don't understand it at all.

103Bāp paṛhātē haĩ , yah buddhi mē̃ baiṭhtā nahī̃ hai .

109It doesn't sit in their intellects that the Father is teaching you.

104Achchhā bāp aur varsā tō yād karō ki yah bhī bhūl jātē hō  !

110Achcha, at least remember the Father and the inheritance! 111Or, do you even forget that?

105Jiskē liē ādhākalp sē bhakti kartē āyē , us bābā kō yād nahī̃ kartē .

112You don't even remember the Baba to whom you have been performing devotion for half a cycle.

106Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai , ab ham yah śharīr chhōṛ rājāī mē̃ jāyēṅgē , yah antim janm hai .

113It is in the intellects of you children that you will shed your bodies and go to your kingdom. 114This is your last birth.

107Sūkṣhmavatan mē̃ unkē features tō vahī dēkhtē hō , vaikuṇṭha mē̃ bhī dēkhtē hō .

115You see them with those features in the subtle region; you see them in heaven too.

108Jāntē hō yah mammā-bābā hī lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ , tum jab satyug mē̃ rahtē hō tō samajhtē hō ki yah ēk śharīr chhōṛ dūsrā lēnā hai .

116You know that Mama and Baba will become Lakshmi and Narayan. 117When you are living in the golden age, you understand that you will shed your body and take another.

109Vahā̃ unkō yah patā nahī̃ rahtā ki satyug kē bād trētā āyēgā , dvāpar āyēgā , ham utartē jāyēṅgē .

118You do not have this knowledge there that there will be the silver age after the golden age, then the copper age, and that you will continue to descend.

110Gyān key|kī bāt nahī̃ rahtī hai .

119None of this knowledge remains there.

111Punarjanma lētē rahtē haĩ .

120You continue to take rebirth.

112Vahā̃ ātma-abhimānī rahtē haĩ phir ātma-abhimānī sē dēh-abhimānī ban jātē haĩ .

121You remain soul conscious there. 122Then, from being soul conscious, you become body conscious.

113Yah knowledge sirph tum brāhmaṇō̃ kō hai aur kōī kē pās nahī̃ hai .

123Only you Brahmins have this knowledge. 124No one else has it.

114Yah gyān-gyānēśhvar , jō gyān kā sāgar bāp hai , vahī sunātē haĩ .

125Only the Father, the Lord of Knowledge, the Ocean of Knowledge, gives you this knowledge.

115Jarūr brahmā K|kē bachchē , brāhmaṇō̃ kō hī sunāyēṅgē .

126He would definitely only tell it to you Brahmins, you children of Brahma.

116Brahmā K|kē bachchē haĩ - brāhmaṇ sampradāy .

127The children of Brahma are the Brahmin community.

117Rāt-din kā fark hai .

128There is the difference of day and night.

118Tum puruṣhārth kar sampūrṇ guṇvān bantē hō . 119Sampūrṇ nirvikārī , gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē bhī tum bāp kō yād karō , karma tō karnā hī hai .

129You make effort and become completely virtuous; you become completely viceless. 130While living at home with your families, remember the Father. 131You definitely have to perform actions.

120Buddhi kā yōg bāp kē sāth lagā rahē .

132Your intellects’ yoga should be connected to the Father.

121Karma bhal kōī bhī karō , baṛhaī kā kām karō vā rājāī kā karō .

133You can act; you can work as a carpenter or even rule a kingdom.

122Rājā janak kā bhī gāyan haĩ nā .

134There is the memorial of King Janak.

123Rājāī kartē rahō parantu buddhi kā yōg bāp kē sāth lagāō tō varsā mil jāyēgā .

135Continue to rule your kingdom, but your intellect’s yoga has to be connected to the Father and you will receive your inheritance.

124Bāp kahtē haĩ manmanābhav , māmēkam yād karō .

136The Father says: Manmanabhav! 137Constantly remember Me alone.

125Śhivbābā kahtē haĩ sirph śhiv kahnē sē liṅg yād āyēgā .

138Shiv Baba says: When you just say "Shiva", you remember the Shiva lingam.

126Aur tō sabkē śharīr kā nām liyā jātā hai , part śharīr sē bajātē haĩ .

139The name of everyone’s body is mentioned because they play their parts through their bodies.

127Abhī tumkō ātma-abhimānī banāyā jātā hai , jō ādhākalp chaltā hai .

140You are now being made soul conscious and you will remain that for half a cycle.

128Is samay sabhī haĩ dēh-abhimān mē̃ .

141At this time, all are body conscious.

129Vahā̃ ātma-abhimānī hōṅgē yathā rājā-rānī tathā prajā .

142There, the king, the queen and the subjects are all soul conscious.

130Āyu tō sabkī baṛī hōtī hai .

143Everyone's lifespan is long.

131Yahā̃ sabkī āyu cum|kam hai .

144Here, everyone's lifespan is short.

132Tō bāp sammukh baiṭh bachchō̃ kō kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ - hē ātmāō̃ , kyōṅki ātmā gyān lētī hai , dhārṇā ātmā mē̃ hōtī hai .

145The Father personally sits in front of you children and explains to you so well. 146He says: O souls! 147This is because it is you souls who take this knowledge. 148Dharna also takes place in you souls.

133Bābā kō śharīr tō hai nahī̃ .

149Baba doesn’t have a body.

134Ātmā mē̃ sārā gyān hai .

150All of this knowledge is in the soul.

135Ātmā bhī star hai , bābā bhī star hai .

151A soul is a star and Baba too is a star.

136Vah punarjanma nahī̃ lētē haĩ , ātmāyē̃ punarjanma lētī haĩ isliē bābā nē kām diyā thā ki paramātmā key|kī mahimā aur bachchē key|kī mahimā likhkar āō . 137Dōnō̃ key|kī alag-alag hai .

152He doesn't take rebirth, whereas souls do. 153This is why Baba gave you work to do. 154He told you to write down the praise of the Supreme Soul and the praise of the children; the two are separate.

138Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī alag mahimā hai .

155The praise of Shri Krishna is separate.

139Vah sākār , vah nirākār .

156He is corporeal, whereas that One is incorporeal.

140Itnā guṇvān kisnē banāyā  ?

157Who made him so virtuous?

141Jarūr kahē̃gē paramātmā nē banāyā .

158It is said that it was definitely the Supreme Soul who made him that.

142Is samay tum īśhvarīy sampradāy hō .

159At this time, you are the Godly community.

143Tumkō bāp sikhlā rahē haĩ .

160The Father is teaching you.

144Pīchhē phir prālabdh bhōgtē haĩ .

161You experience the reward later on.

145Satyug mē̃ tō kōī nahī̃ sikhlāyēṅgē .

162No one will teach you this in the golden age.

146Bhaktimārg key|kī sāmagrī hī khatm hō jātī hai .

163The paraphernalia of the path of devotion will have finished.

147Is duniyā sē vairāgya bhī chāhiē arthāt dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛ apnē kō aśharīrī ātmā samajhnā hai .

164There also has to be disinterest in this world, that is, you have to renounce your bodies and all bodily relations and consider yourselves to be bodiless souls.

148Naṅgē āyē thē , naṅgē jānā hai .

165You came bodiless and you have to return bodiless.

149Yah purānī duniyā khalās hō jānī hai , ham sab naī duniyā mē̃ jānē vālē haĩ .

166This old world is to be destroyed and we will all go to that new world.

150Bas yah yād kī mēhnat kartē rahō , ismē̃ hī fail hōtē haĩ . 151Yād kartē nahī̃ haĩ .

167Simply continue to make this effort of remembrance. 168It is in this that many fail; they don't remember the Father at all.

152Jō bhī samajhnē kē liē ātē haĩ unkō bhī yahī samjhānā hai - śhivbābā brahmā dvārā kahtē haĩ ki mujhē yād karō tō yād sē tumhārī khād nikal jāyēgī , tum viṣhṇupurī K|kē mālik ban jāyēṅgē .

169Explain to whoever comes here: Shiv Baba says through Brahma: Remember Me and your alloy will be removed and you will become the masters of the land of Vishnu. 170The land of Vishnu is the land of heaven.

153Viṣhṇupurī hī svargpurī hai .

171Remember the Father as much as possible.

154Tō jitnā hō sakē bāp kō yād karō , jis bāp kō ādhākalp yād kiyā hai ab vah sammukh āyē haĩ .

172The Father, whom you have been remembering for half a cycle, has now come personally in front of you.

155Kahtē haĩ - mujhē yād karō , unkō kōī bhī jāntē nahī̃ .

173He says: Remember Me! 174No one knows Him.

156Khud hī ākar apnā parichay dētē haĩ .

175He Himself comes and gives His own introduction.

157Maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , aisā kōī virlā jāntē aur niśhchay kartē haĩ .

176Hardly anyone knows Me as I am or knows what I am or has that faith.

158Niśhchay kar lētē haĩ tō puruṣhārth kar varsā pā lētē haĩ .

177If they had faith, they would make effort and claim their inheritance.

159Śhivbābā kahtē haĩ - mujhē yād karnē sē hī tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur tum pavitra ban pavitra duniyā K|kē mālik banē̃gē .

178Shiv Baba says: By remembering Me, your sins will be absolved and you will become pure and the masters of the pure world.

160Vikarma kōī bhī nahī̃ karnā hai .

179You mustn't perform any sinful actions.

161Achchhā  !

180Achcha.

162Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

181To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

163Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

182The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

164Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

183Essence for dharna:

1651 ) puruṣhārth kar sampūrṇ guṇvān bannā hai .

1841. Make effort and become completely virtuous.

166Karma kōī bhī hō lēkin bāp kī yād mē̃ rahkar karnā hai .

185No matter what you do, do it in remembrance of the Father.

167Kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .

186Don't perform any sinful actions.

1682 ) yah purānā kapṛā ( śharīr ) jaṛjaṛībhūt hai , issē mamatva nikāl dēnā hai .

1872. Your old costume (body) is totally decayed. 188Therefore, remove your attachment from it.

169Ātmā kō satōpradhān banānē kā pūrā-pūrā puruṣhārth karnā hai .

189Make full effort to make yourself, the soul, satopradhan.

Blessing

170Vardān  : sadā atīndriya sukh key|kī anubhūti karnē vālē aṭal akhaṇḍ svarājya adhikārī bhav

190Blessing: May you be a firm and unshakeable self-sovereign who constantly experiences supersensuous joy.

171Jō bachchē saṅgamyug par atīndriya sukh kā varsā sadākāl kē liē prāpt kar lētē haĩ arthāt jinkā bāp K|kē will par pūrā adhikār hōtā hai vē|way will power vālē hōtē haĩ .

191The children who receive the inheritance of supersensuous joy at the confluence age for all time, that is, those who have full rights over the Father’s will are the ones who have will power.

172Unhē̃ aṭūṭ aṭal atīndriya sukh key|kī anubhūti hōtī hai .

192They will constantly experience unshakeable supersensuous joy.

173Aisē vāris arthāt sampūrṇ varsē K|kē adhikārī hī bhaviṣhya mē̃ aṭal-akhaṇḍ svarājya kā adhikār prāpt kartē haĩ .

193Such heirs, that is, those who have a full right to the inheritance attain a constant and unshakeable self-sovereignty.

Slogan

174Slōgan  : jahā̃ mērāpan ātā hai vahā̃ buddhi kā phērā hō jātā hai .

194Slogan: When there is the consciousness of “mine”, the intellect is completely turned around.

175Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya «  chaṛhtī kalā aur girtī kalā key|kī mukhya jaṛ kyā hai  ?

195Invaluable versions of Mateshwari 196What are the main roots of the ascending stage and the descending stage?

176' ' 177Bahut manuṣhya yah praśhna pūchhtē haĩ ki jab itnā puruṣhārth kar jīvanmukti pad kō pātē haĩ tō phir vahā̃ kyā kāraṇ bantā jō ham nīchē girtē haĩ  ?

197Many people ask the question: When we make so much effort to receive the status of liberation-in-life, what is the reason we come down?

178Bhal ham kahtē haĩ ki yah hār aur jīt kā khēl hai , ismē̃ chaṛhtī kalā aur utartī kalā hōnē kā bhī kōī kāraṇ jarūr hai .

198Although we say that this is a game of victory and defeat, there must definitely be a reason for the ascending and descending stages.

179Jis kāraṇ K|kē ādhār par yah khēl chaltā hai , jaisē puruṣhārth sē ham chaṛh rahē haĩ vaisē girnē kā bhī kāraṇ jarur hai .

199On what basis is this play performed? 200Just as we are able to climb up by making effort, in the same way, there must be a reason why we fall.

180Ab kāraṇ bhī kōī baṛā nahī̃ hai jarā see|sī|C bhūl hai jaisē paramātmā kahtā hai mujhē yād karō tō maĩ tumkō mukti jīvanmukti pad dū̃gā vaisē hī jab body conscious hō paramātmā kō bhūltē haĩ tō girtē haĩ .

201That reason is not a big thing, it is just a small mistake. 202For instance, God says: Remember Me and I will grant you the status of liberation and liberation-in-life. 203In the same way, when we become body conscious and forget God, we fall.

181Phir vām mārg mē̃ chalē jātē haĩ phir 5 vikārō̃ mē̃ phansnē sē duḥkh uṭhātē haĩ tō yah huā apnā dōṣh , na ki rachtā kā dōṣh hai .

204We then go onto the path of sin, and get trapped in the five vices; we take on sorrow. 205Therefore, that is our own fault, not the Creator’s.

182Jō lōg kahtē haĩ duḥkh sukh paramātmā hī dētā hai yah kahnā bilkul wrong hai .

206When people say that God gives happiness and sorrow, it is absolutely wrong.

183Bābā sukh rachtā hai na ki duḥkh rachtā .

207Baba is the Bestower of Happiness, not the bestower of sorrow.

184Bākī ham śhrēṣhṭh karma sē sukh uṭhātē haĩ aur bhraṣhṭa karma sē duḥkh bhōgtē haĩ , bākī achchhē karma kā phal aur burē karmō̃ kā daṇḍ paramātmā dvārā avaśhya miltā hai .

208We receive happiness through our elevated actions and sorrow through our impure actions. 209We definitely receive the fruit of good actions and the consequences for our bad actions from God.

185Parantu aisē nahī̃ kahē̃gē ki sukh-duḥkh dōnō̃ paramātmā dētā hai , nahī̃ .

210However, we cannot say that God gives both happiness and sorrow; no.

186Paramātmā tō chaṛhtī kalā mē̃ hamārē sāth hai , bākī girānē vālī māyā hai .

211God is with us in our ascending stage, but it is Maya that makes us fall.

187Common rīti mē̃ bhī kōī sāth athavā madad lētē haĩ sukh K|kē liyē . 188Bākī duḥkh uṭhānē K|kē liyē kōī kiskā sāth nahī̃ lētē .

212In a general way too, we take someone’s company or help for happiness, but none give their company for taking sorrow.

189Bākī tō jaisā-jaisā karma vaisā-vaisā phal key|kī result .

213After doing the actions we perform, we receive the fruit accordingly.

190Tō is drama K|kē andar duḥkh-sukh kā khēl apnē karmō̃ kē ūpar banā huā hai , parantu tuchchh buddhi manuṣhya is rāz kō nahī̃ jāntē .

214In this drama, the play of happiness and sorrow is based on your actions, but people with degraded intellects do not know this secret.

191Achchhā - ōm śhānti .

215Achcha. 216*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

192Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō

217Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.

193Samay pramāṇ ab sadā achal-aḍōl sarv khajānō̃ sē sampann rahō .

218According to the time, you must now remain constantly unshakeable, immovable and full of all treasures.

194Thōṛā bhī ḍagmag huē tō sarv khajānō̃ kā anubhav nahī̃ hōgā .

219If there is the slightest fluctuation, you will not be able to experience all the treasures.

195Bāp dvārā milē huē khajānō̃ kō sadā kāyam rakhnē kā sādhan hai sadā achal aḍōl rahnā .

220The way to keep with you constantly the treasures you have received from the Father is to remain constantly unshakeable, and immovable.

196Achal rahnē sē sadā hī khuśhī key|kī anubhūti hōtī rahēgī .

221By remaining unshakeable you will constantly continue to experience happiness.

197Jaisē vināśhī dhan , nām-mān-śhān , kursī ādi miltī hai tō khuśhī hōtī hai nā . 198Yah tō avināśhī khuśhī hai lēkin yah khuśhī usē rahēgī jō achal aḍōl , ēkras sthiti mē̃ rahē̃gē .

222You might have the happiness of perishable wealth, or the perishable chair of the position of a leader, and you have so much happiness when you receive name and fame, but this happiness is imperishable. 223Those who are unshakeable and immovable will have this happiness.