शुक्रवार 15 मई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
015/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yah duniyā kabristān hōnē vālī hai isliē issē dil nahī̃ lagāō , paristān kō yād karō ' '
1Essence: Sweet children, this world is to become a graveyard. 2Therefore, don’t attach your heart to it. 3Remember the land of angels.
Question
2Praśhna : tum garīb bachchō̃ jaisā khuśhnasīb duniyā mē̃ kōī bhī nahī̃ , kyō̃ ?
4Question: Why is no one else in the world as fortunate as you poor children?
Answer
3Uttar : kyōṅki tum garīb bachchē hī direct us bāp K|kē banē hō jissē sadgati kā varsā miltā hai .
5Answer: Because you poor children have become the direct children of the Father from whom you receive the inheritance of salvation.
4Garīb bachchē hī paṛhtē haĩ .
6Only you poor children study this.
5Sāhūkār yadi thōṛā paṛhē̃gē bhī , tō unhē̃ bāp kī yād muśhkil sē rahēgī .
7Even if the wealthy study it a little, they would hardly be able to remember the Father.
6Tumhē̃ tō ant mē̃ bāp K|kē sivāē aur kuchh bhī yād nahī̃ āyēgā isliē tum sabsē khuśhnasīb hō .
8At the end, you will not remember anyone but the Father. 9Therefore, you are the ones who are the most fortunate.
Song
7Gīt : dil kā sahārā ṭūṭ na jāyē …
10Song: The Support of the heart should not be broken.
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Bachchō̃ prati bāp samjhā rahē haĩ aur bachchē samajh rahē haĩ ki barōbar yah jamānā ab kabristān bannē vālā hai .
12The Father explains to you children, and you children understand that this world truly is to become a graveyard.
10Pahlē yah jamānā paristān thā , ab purānā hō gayā hai isliē inkō kabristān kahtē haĩ .
13Previously, this world was a land of angels and now that it has become old it is called a graveyard.
11Sabkō kabradākhil hōnā hai .
14Everyone has to be buried in this graveyard.
12Purānī chīz kabradākhil hōtī hai arthāt miṭṭī mē̃ mil jātī hai .
15Everything old is to be buried, that is, everything is to turn to dust.
13Yah bhī sirph tum bachchē hī jāntē hō , duniyā nahī̃ jāntī .
16Only you children know this; the world doesn’t know it.
14Kuchh vilāyat vālō̃ kō mālūm hōtā hai ki kabradākhil hōnē kā samay dikhtā hai .
17Some people abroad are aware that it now seems to be time for everything to be buried.
15Tum bachchē bhī jāntē hō ki paristān sthāpan karnē vālā hamārā bābā phir sē āyā huā hai .
18You children know that our Baba, who establishes that land of angels, has come once again.
16Bachchē yah bhī samajhtē haĩ , agar is kabristān sē dil lagāī tō ghāṭā paṛ jāyēgā .
19You children also understand that if you attach your heart to this graveyard, you will experience a loss.
17Abhī tum bēhad K|kē bāp sē bēhad sukh kā varsā lē rahē hō , sō bhī kalp pahlē muāphik .
20You are now receiving your inheritance of unlimited happiness from the unlimited Father, exactly as you did in the previous cycle.
18Yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ her|har kadam rahnā chāhiē tō yahī manmanābhav hai .
21This should remain in the intellects of you children at every step, because this is “Manmanabhav”.
19Bāp kī yād mē̃ rahnē sē hī paristānī banē̃gē .
22Only by staying in remembrance of the Father will you become residents of that land of angels.
20Bhārat paristān thā aur khaṇḍ paristān nahī̃ bantē haĩ .
23Bharat was a land of angels. 24No other land becomes a land of angels.
21Yah hai māyā rāvaṇ kā pomp .
25This is the pomp of Maya, Ravan.
22Yah thōṛā samay chalnē vālā hai .
26All of this will continue for a little while longer.
23Yah hai jhūṭhā show .
27This is an artificial show.
24Jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā hai nā .
28Maya is false and bodies are false.
25Yah pichhāṛī kā bhabhkā hai .
29All of this is the splendour of the final time.
26Inkō dēkhkar samajhtē haĩ , svarg tō abhī hai , pahlē nark thā .
30Seeing all of this, people think that it is heaven now and that it was hell before.
27Baṛē-baṛē makān banātē rahtē haĩ .
31They continue to build huge buildings.
28Yah 100 varṣh kā show hai .
32All of this show has taken place in the last 100 years.
29Telephone , bijlī , aeroplane ādi yah sab 100 varṣh K|kē andar bantē haĩ .
33All the telephones, electricity, aeroplanes, etc. have been invented in the last 100 years.
30Kitnā show hai isliē samajhtē haĩ svarg tō abhī hai .
34There is so much show. 35This is why they think that it is heaven now.
31Dēhlī purānī kyā thī ?
36What was old Delhi like?
32Abhī naī dēhlī kaisē achchhī banī hai .
37Now, look how well they have built New Delhi.
33Nām hī rakhā hai new dēhlī .
38They have even named it New Delhi.
34Bāpū jī chāhtē thē naī duniyā rāmrājya hō , paristān hō .
39Bapu Gandhiji wanted there to be the new world, the kingdom of Rama, a land of angels.
35Yah tō temporary pomp hai .
40This is temporary pomp.
36Kitnē baṛē-baṛē makān , fountain ādi banātē haĩ , inkō artificial svarg kahā jātā hai , alp-kāl kē liē .
41They build such huge buildings and fountains, etc. 42It is called artificial heaven for a temporary period.
37Tum jāntē hō inkā nām kōī svarg nahī̃ hai .
43You know that this place is not called heaven.
38Inkā nām nark hai .
44This is called hell.
39Nark kā bhī ēk show hai .
45There is even a show of hell.
40Yah hai alp-kāl kā show .
46This is temporary show.
41Yah abhī gayā ki gayā .
47It is now about to finish.
42Ab bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ - ēk tō śhāntidhām kō yād karō .
48The Father now says to you children: Firstly, remember the land of peace.
43Sab manuṣhya mātra śhānti kō ḍhū̃ṛhtē rahtē haĩ , kahā̃ sē śhānti milēgī ?
49All human beings are searching for peace. 50Where can they find peace?
44Ab yah savāl tō sārī duniyā kā hai ki duniyā mē̃ śhānti kaisē hō ?
51The whole world asks the question: How can there be peace in the world?
45Manuṣhyō̃ kō yah patā nahī̃ ki ham sab vāstav mē̃ śhāntidhām K|kē rahnē vālē haĩ .
52Human beings don’t know that, in fact, we all are residents of the land of peace.
46Ham ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ śhānt rahtī haĩ phir yahā̃ ātī haĩ , part bajānē .
53We souls remain peaceful in the land of peace and we then come here to play our parts.
47Sō bhī tum bachchō̃ kō mālūm hai .
54Only you children know this.
48Abhī tum puruṣhārth kar rahē hō sukhdhām jānē via śhāntidhām .
55You are now making effort to go to that land of happiness via the land of peace.
49Har ēk key|kī buddhi mē̃ hai ham ātmāyē̃ abhī jāyēṅgī apnē ghar , śhāntidhām .
56It is in the intellect of each of you souls that you will now go to your home, the land of peace.
50Yahā̃ tō śhānti key|kī bāt hō nahī̃ saktī . 51Yah hai hī duḥkhdhām .
57There cannot be any question of peace here; this is the world of sorrow.
52Satyug pāvan duniyā , kaliyug hai patit duniyā .
58The golden age is a pure world and the iron age is an impure world.
53In bātō̃ key|kī samajh abhī tum bachchō̃ kō āī hai .
59You children have now received the understanding of all of these things.
54Duniyā vālē tō kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ .
60People of the world don’t know anything.
55Tumhārī buddhi mē̃ āyā hai - bēhad kā bāp hamkō sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ .
61It has entered your intellects that the unlimited Father is telling you the secrets of the beginning, the middle and the end of the world cycle.
56Phir kaisē dharm sthāpak ākar dharm sthāpan kartē haĩ .
62He also explains how the founders of religions come and establish their religions.
57Ab sr̥iṣhṭi mē̃ kitnē athāh manuṣhya haĩ .
63There are so many people in the world now.
58Bhārat mē̃ bhī bahut haĩ , bhārat jab svarg thā tab bahut sāhūkār thē aur kōī dharm nahī̃ thā .
64There are so many people in Bharat alone. 65When Bharat was heaven, it was very wealthy and there were no other religions.
59Tum bachchō̃ kō rōz refresh kiyā jātā hai .
66You children are being refreshed every day.
60Bāp aur varsē kō yād karō .
67Remember the Father and the inheritance.
61Bhakti mārg mē̃ bhī yah chalā ātā hai . 62Hamēśhā aṅgulī dikhātē haĩ ki paramātmā kō yād karō .
68This also continues on the path of devotion; they always point a finger upwards to remember God.
63Paramātmā athavā allāh vahā̃ hai .
69They say that God or Allah is up there.
64Parantu sirph aisē hī yād karnē sē kuchh hōtā thōṛēhī hai .
70However, nothing happens by just remembering Him in that way.
65Unkō yah bhī patā nahī̃ hai ki yād sē kyā phāydā hōgā !
71They don’t even know how they would benefit by having remembrance.
66Unkē sāth hamārā kyā sambandh hai ? 67Jāntē hī nahī̃ .
72They don’t know what their relationship with Him is.
68Duḥkh K|kē samay pukārtē haĩ - hē rām . . . ātmā yād kartī hai .
73At times of sorrow, they call out: “O Rama!” 74It is the souls that remember.
69Parantu unkō yah patā nahī̃ hai ki sukh-śhānti kiskō kahā jātā hai .
75However, they don’t know what peace and happiness are.
70Tumhārī buddhi mē̃ ātā hai ki ham sab ēk bāp key|kī santān haĩ tō phir duḥkh kyō̃ hōnā chāhiē ?
76It has now entered your intellects, that all of you are children of the one Father. 77Therefore, why should there be any sorrow?
71Bēhad K|kē bāp sē sadā sukh kā varsā milnā chāhiē .
78You are to receive your inheritance of constant happiness from the unlimited Father.
72Yah bhī chitra mē̃ clear hai .
79This is clearly shown in the picture.
73Bhagvān hai hī svarg key|kī sthāpanā karnē vālā , heavenly god father .
80God is Heavenly God, the Father, who establishes heaven.
74Vah ātē bhī bhārat mē̃ hī haĩ . 75Parantu yah kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
81He only comes in Bharat, but no one understands this.
76Dēvī dēvtā dharm key|kī sthāpanā jarūr saṅgam par hī hōgī , satyug mē̃ kaisē hōgī !
82The deity religion was definitely established at the confluence age. 83How could it have been established in the golden age?
77Parantu yah bātē̃ dūsrē dharm vālē jāntē nahī̃ .
84However, those of other religions don’t know these things.
78Yah tō bāp hī knowledgeful hai , samjhātē haĩ - ādi sanātan dēvī dēvtā dharm kaisē sthāpan huā . 79Satyug key|kī āyu lākhō̃ varṣh kahnē sē bahut dūr kar dētē haĩ .
85Only the knowledge-full Father explains how the original, eternal deity religion was established. 86By saying that the duration of the golden age is hundreds of thousands of years, they have made it very far away.
80Tum bachchō̃ kō chitrō̃ par hī samjhānā hai .
87You children have to explain using the pictures.
81Bhārat mē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
88There used to be the kingdom of that Lakshmi and Narayan in Bharat.
82Inhōnnē kaisē , kab yah rājya pāyā , yah nahī̃ jāntē .
89People don’t know how or when they attained their kingdom.
83Sirph kahtē haĩ - yah satyug K|kē mālik thē .
90They just say that they were the masters of the golden age.
84Unkē āgē jākar bhīkh māṅgtē haĩ tō alpkāl kē liē kuchh na kuchh mil jātā hai .
91People go and beg in front of their images and so they receive something for a temporary period.
85Kōī dān-puṇya kartē haĩ , unkō bhī alpkāl kē liē phal mil jātā hai .
92Even those who donate or perform charity receive some fruit for a temporary period.
86Garīb pañchāyat K|kē mukhī kō bhī itnī hī khuśhī rahtī hai , jitnī sāhūkār mukhī kō .
93The head of a poor village assembly (panchayat) would have just as much happiness as the head of a wealthy village assembly.
87Garīb bhī apnē kō sukhī samajhtē haĩ .
94Even those who are poor consider themselves to be very happy.
88Bômbē mē̃ dēkhō , garīb lōg kaisē-kaisē sthānō̃ par rahtē haĩ .
95Look at the places some poor people in Bombay live in!
89Tum bachchē abhī samajhtē hō - bhal karōṛpati haĩ parantu kitnē duḥkhī haĩ .
96You children understand that no matter how much of a millionaire someone is, he is still unhappy.
90Abhī tum kahē̃gē hamārē jaisā khuśhnasīb aur kōī nahī̃ .
97You would say that no one else is as fortunate as you.
91Ham direct bāp K|kē banē haĩ , jissē sadgati kā varsā miltā hai .
98We belong directly to the Father from whom we receive the inheritance of salvation.
92Baṛē-baṛē ādmī kabhī bhī ūñch pad pā na sakē̃ .
99Eminent people can never claim a high status.
93Jō garīb haĩ , vah sāhūkār ban jātē haĩ .
100Those who are poor become wealthy.
94Paṛhtē tum hō , vah tō anpaṛh haĩ .
101You are now studying, whereas those people will remain without this knowledge.
95Karkē thōṛā paṛhē̃gē bhī tō bhī bāp kī yād mē̃ rah nahī̃ saktē .
102They may study a little, but they would not be able to stay in remembrance of the Father.
96Ant mē̃ tumkō sivāē bāp K|kē aur kuchh bhī yād nahī̃ rahnā hai .
103At the end, you will not remember anything but the one Father.
97Jāntē hō yah sab kabristān hōnā hai .
104You know that everything is to be buried in the graveyard.
98Buddhi mē̃ rahnā chāhiē yah jō ham dhandhā ādi kartē haĩ , thōṛē samay kē liē hai .
105It should remain in your intellects that the business, etc. that you do now is only for a short period.
99Dhanvān lōg dharmaśhālāyē̃ ādi banātē haĩ .
106Wealthy people build pilgrim rest houses (dharamshalas), etc.
100Vah kōī dhandhē kē liē nahī̃ banātē haĩ .
107They don’t build those for a business.
101Jahā̃ tīrtha vahā̃ dharmaśhālāyē̃ nahī̃ hō tō kahā̃ rahē̃ , isliē sāhūkār lōg dharmaśhālāyē̃ banātē haĩ .
108If there were no pilgrim rest houses at pilgrimage places, where would people stay? 109This is why wealthy people build pilgrim rest houses.
102Aisē nahī̃ ki vyāpārī lōg ākar vyāpār karē̃ .
110They aren’t for businessmen to go and do business there.
103Dharmaśhālā tīrtha sthānō̃ par banāī jātī haĩ .
111Pilgrim rest houses are built at pilgrimage places.
104Ab tumhārā centre baṛē tē baṛā tīrtha hai .
112Your centre is now the biggest pilgrimage place.
105Tumhārē centres jahā̃-jahā̃ haĩ vē|way baṛē sē baṛē tīrtha haĩ , jahā̃ sē manuṣhya kō sukh-śhānti miltī hai .
113Wherever you have centres, those are the greatest of all pilgrimage places, where people can find peace and happiness.
106Tumhārī yah gītā pāṭhśhālā baṛī hai .
114This Gita Pathshala of yours is very big.
107Yah source of income hai , issē tumhārī bahut āmdanī hōtī hai .
115This is your source of income; you earn a great deal through this.
108Tum bachchō̃ kē liē yah bhī dharmaśhālā hai .
116This is also a pilgrim rest house for you children.
109Baṛē sē baṛā tīrtha hai .
117It is the biggest pilgrimage place.
110Tum bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā lētē hō .
118You are receiving the unlimited inheritance from the unlimited Father.
111Is jaisā baṛē sē baṛā tīrtha kōī hōtā nahī̃ .
119There is no greater pilgrimage place than this.
112Un tīrthō̃ par jānē sē tō tumkō kuchh bhī miltā nahī̃ . 113Yah bhī tum samajhtē hō .
120You understand that you don’t receive anything by going on those pilgrimages.
114Bhakta lōg baṛē prēm sē mandir ādi mē̃ charaṇāmr̥it lētē haĩ . 115Samajhtē haĩ unsē hamārā hr̥iday pavitra hō jāyēgā .
121Devotees also take nectar at temples with a lot of love, because they believe that by drinking it their hearts will be purified.
116Parantu vah tō pānī hai .
122However, that is just water.
117Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō varsā milēgā .
123Here, the Father says: Remember Me and you will receive the inheritance.
118Abhī bēhad K|kē bāp sē tumkō avināśhī gyān ratnō̃ kā khazānā miltā hai .
124You are now receiving the treasures of the imperishable jewels of this knowledge from the unlimited Father.
119Aksar karkē śhaṅkar kē pās jātē haĩ , samajhtē haĩ amarnāth nē pārvatī kō kathā sunāī , tab kahtē haĩ bhar dē jhōlī . . . tum avināśhī gyān ratnō̃ sē jhōlī bhartē hō .
125Generally, people go to Shankar, thinking that the Lord of Immortality related the story to Parvati. 126This is why they ask him to fill their aprons. 127You are filling your aprons with the imperishable jewels of this knowledge.
120Bākī amarnāth kōī ēk kō thōṛēhī baiṭhkar kathā sunāyēgā .
128It isn’t that the Lord of Immortality would sit and relate that story to just one.
121Jarūr bahut hōṅgē aur vah bhī mr̥ityulōk mē̃ hī hōṅgē .
129There must definitely be a lot more people and they would be in the land of death.
122Sūkṣhmavatan mē̃ tō kathā sunānē key|kī darkār hī nahī̃ .
130There is no need to relate a story in the subtle region.
123Anēk tīrtha banāyē haĩ . 124Sādhū-santa , mahātmā ādi ḍhēr jātē haĩ .
131They have made many pilgrimage places where all the sages, holy men and sannyasis, etc. go.
125Amarnāth par lākhō̃ ādmī jātē haĩ .
132Hundreds of thousands of people go to Amarnath (Temple to the Lord of Immortality).
126Kumbha K|kē mēlē par gaṅgā snān karnē sabsē jāstī jātē haĩ . 127Samajhtē haĩ , ham pāvan banē̃gē .
133The place where the maximum number of people go is the Kumbha Mela, where they bathe in the Ganges because they believe that they will become pure.
128Vāstav mē̃ kumbha kā mēlā yah hai .
134In fact, it is here where there is the Kumbha Mela.
129Vah mēlē tō janma-janmāntar kartē āyē . 130Parantu bāp kahtē haĩ - issē vāpis apnē ghar kōī bhī jā nahī̃ saktē kyōṅki jab ātmā pavitra banē tab jā sakē .
135People have been going to those melas for birth after birth, but the Father says: No one can return home by doing that, because it is only when souls become pure that they can return home.
131Parantu apavitr hōnē K|kē kāraṇ sabkē paṅkh ṭūṭē huē haĩ .
136Because of being impure, everyone’s wings are clipped.
132Ātmā kō paṅkh milē haĩ , yōg mē̃ rahnē sē ātmā sabsē tīkhī uṛtī hai .
137The soul has received wings. 138By staying in yoga, souls are able to fly the fastest.
133Kōī kā hisāb-kitāb London mē̃ , America mē̃ hōgā tō jhaṭ uṛē̃gē .
139If a soul has karmic accounts in America or London, he will fly there very quickly.
134Vahā̃ second mē̃ pahũch jātē haĩ .
140The soul arrives there in a second.
135Lēkin muktidhām mē̃ tō jab karmātīt hō tab jā sakē̃ , tab tak yahā̃ hī janm-maraṇ mē̃ ātē haĩ .
141However, only when souls become karmateet can they go to the land of liberation. 142Until then, souls have to stay in this cycle of birth and rebirth here.
136Jaisē drama ṭik-ṭik hō chaltā hai . 137Ātmā bhī aisē hai , ṭik huī yah gaī .
143Just as the drama continues to tick away, so souls too are the same: they fly away in a tick.
138In jaisī tīkhī aur kōī chīz hōtī nahī̃ .
144There is nothing as fast as a soul.
139Ḍhēr key|kī ḍhēr sab ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ jānē vālī haĩ .
145All the many souls will go to the incorporeal world.
140Ātmā kō kahā̃ kā kahā̃ pahuñchnē mē̃ dērī nahī̃ lagtī hai .
146It doesn’t take a soul long to go from one place to another.
141Manuṣhya yah bātē̃ samajhtē nahī̃ .
147People don’t understand these things.
142Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ātā hai ki naī duniyā mē̃ jarūr thōṛī ātmāyē̃ hōṅgī aur vahā̃ bahut sukhī hōṅgī .
148It enters the intellects of you children that there will definitely be few souls in the new world and that they will remain very happy there.
143Vahī ātmāyē̃ ab 84 janm bhōg bahut duḥkhī huī haĩ .
149Having taken 84 births, those souls have now become very unhappy.
144Tumkō sārē chakra kā mālūm paṛā hai .
150You now know about the whole cycle.
145Tumhārī buddhi chaltī hai aur kōī manuṣhya mātra key|kī buddhi nahī̃ chaltī .
151Your intellects work on these things. 152The intellects of other people do not work in this way.
146Prajāpitā brahmā bhī gāyā huā hai .
153Prajapita Brahma has been remembered.
147Kalp pahlē bhī tum aisē hī brahmākumār-kumārī banē thē .
154You became Brahma Kumars and Kumaris in the previous cycle too.
148Tum jāntē hō ki ham prajāpitā brahmā K|kē bachchē haĩ .
155You know that you are the children of Prajapita Brahma.
149Hamārē dvārā bābā svarg key|kī sthāpanā karā rahē haĩ .
156Baba is establishing heaven through us.
150Jab number-vār puruṣhārth anusār lāyak ban jāyēṅgē tō phir purānī duniyā kā vināśh hōgā .
157When you become worthy, numberwise, according to the efforts you make, the old world will be destroyed.
151Trimūrti bhī yahā̃ hī gāyā huā hai .
158The Trimurti is remembered here.
152Trimūrti kā chitra bhī rakhtē haĩ .
159They too keep a picture of the Trimurti.
153Usmē̃ śhiv kō dikhātē nahī̃ .
160The image of Shiva is not shown in that.
154Kahā bhī jātā hai - brahmā dvārā sthāpanā , kaun karātē haĩ ?
161It is said: Establishment through Brahma. 162Who carries it out?
155Śhivbābā .
163Shiv Baba.
156Viṣhṇu dvārā pālnā .
164Sustenance takes place through Vishnu.
157Tum brāhmaṇ abhī lāyak ban rahē hō , dēvtā bannē kē liē .
165You Brahmins are now becoming worthy of becoming deities.
158Abhī tum vah part bajā rahē hō .
166You are now playing those parts.
159Kalp kē bād phir bajāyēṅgē .
167You will then play them again after a cycle.
160Tum pavitra bantē hō .
168You are now becoming pure.
161Kahtē hō - bābā kā pharmān hai kām rūpī śhatru kō jītō , māmēkam yād karō .
169You say: “Baba’s orders are: Conquer the enemy of lust! 170Constantly remember Me alone!”
162Bahut sahaj hai .
171This is very easy.
163Bhakti mārg mē̃ tum bachchō̃ nē bahut duḥkh dēkhē haĩ .
172You children have seen a lot of sorrow on the path of devotion.
164Karkē thōṛā sukh hai tō bhī alpkāl kē liē .
173Whatever little happiness there was, it was only for a temporary period.
165Bhakti mē̃ sākṣhātkār hōtā hai .
174People have visions on the path of devotion.
166Sō bhī alpkāl kē liē tumhārī āśh pūrī hōtī hai , yah sākṣhātkār hōtā hai - vah bhī maĩ karātā hū̃ .
175Their desires are fulfilled for a temporary period. 176It is I who grant the visions that you have.
167Drama mē̃ nūndh hai .
177It is fixed in the drama.
168Jō past huā second by second , drama shoot kiyā huā hai .
178Whatever happened in the past, second by second, was shot in the drama.
169Aisē nahī̃ kahtē haĩ - ab shoot huā .
179You cannot say that it has only just been recorded now.
170Nahī̃ , yah tō anādi banā banāyā drama hai .
180No, this drama is eternally predestined.
171Jitnē bhī actors haĩ - sabkā part avināśhī hai .
181However many actors there are, each of them has an imperishable part to play.
172Mōkṣh kō kōī nahī̃ pātē haĩ .
182No one attains eternal liberation.
173Sannyāsī lōg kahtē haĩ - ham līn hō jātē haĩ .
183Sannyasis say that they will merge into the light.
174Bāp samjhātē haĩ tum avināśhī ātmā hō .
184The Father explains that you are imperishable souls.
175Ātmā bindī hai , itnī chhōṭī see|sī|C bindī mē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .
185A soul is a point. 186Such a tiny soul has a part of 84 births recorded within him.
176Yah chakra chaltā hī rahtā hai .
187This cycle continues to turn.
177Jō pahlē-pahlē part bajānē ātē haĩ , vahī 84 janma lētē haĩ .
188Those who come to play their parts first are the ones who take 84 births.
178Sab tō lē na sakē̃ .
189Not everyone can take that many births.
179Tumhārē sivāē aur kōī key|kī buddhi mē̃ yah knowledge nahī̃ hai .
190This knowledge is not in the intellect of anyone but you children.
180Gyān kā sāgar ēk hī bāp hai .
191Only the one Father is the Ocean of Knowledge.
181Tum jāntē hō ham bāp sē varsā lē rahē haĩ .
192You know that you are receiving the inheritance from the Father.
182Bāp hamkō patit sē pāvan banātē haĩ .
193The Father is making us pure from impure.
183Sukh aur śhānti kā varsā dētē haĩ .
194He is giving us the inheritance of peace and happiness.
184Satyug mē̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ hōtā .
195There is no name or trace of sorrow in the golden age.
185Bāp kahtē haĩ - āyuśhvān bhav , dhanvān bhav . . . nivr̥itti mārg vālē aisī āśhīrvād dē na sakē̃ .
196The Father says: May you have a long life! 197May you be wealthy! 198Those on the path of isolation cannot give such blessings.
186Tum bachchō̃ kō bāp sē varsā mil rahā hai .
199You children are receiving the inheritance from the Father.
187Satyug trētā hai sukhdhām .
200The golden and silver ages are the land of happiness.
188Phir duḥkh kaisē hōtā hai , yah bhī kōī nahī̃ jāntē .
201No one knows how there is then sorrow.
189Dēvtāyē̃ vām mārg mē̃ kaisē jātē haĩ , vah niśhāniyā̃ haĩ .
202There are the signs of how the deities go on to the path of sin.
190Jagannāth purī mē̃ dēvtāō̃ K|kē chitra , tāj ādi pahanē huē dikhātē haĩ phir gandē chitra bhī banāyē haĩ isliē unkī mūrti bhī kālī rakhī hai , jissē siddha hōtā hai dēvtāyē̃ vām mārg mē̃ jātē haĩ tō ant mē̃ bilkul kālē ban paṛtē haĩ .
203At Jagadnath Puri, they have shown images of deities with crowns, etc., but they have also created dirty images. 204That was why they made that idol of black stone. 205It proves that the deities went onto the path of sin. 206That was how they became completely ugly by the end.
191Abhī tum jāntē hō , bhārat kitnā sundar thā phir tamōpradhān bannā hī hai - drama plan anusār .
207You now know how, according to the drama plan, Bharat was so beautiful and how it then had to become tamopradhan.
192Abhī saṅgam par tumkō yah knowledge hai .
208You now receive this knowledge at the confluence age.
193Bāp hai knowledgeful .
209The Father is knowledge-full.
194Tumhārā ēk hī bāp , teacher , gurū tīnō̃ hai .
210That One is all three for you: your Father, Teacher and Guru.
195Yah sadaiv buddhi mē̃ rahē , śhivbābā hamkō paṛhātē haĩ .
211It should constantly remain in your intellects that Shiv Baba is teaching you.
196Yah bēhad key|kī paṛhāī hai , jissē tum knowledgeful ban gayē hō . 197Tum sab kuchh jāntē hō .
212This is an unlimited study through which you have become knowledge-full; you know everything.
198Vah kahtē haĩ - sarvavyāpī hai , tum kahtē hō vah patit-pāvan hai .
213Those people say that He is omnipresent. 214You say that He is the Purifier.
199Kitnā rāt-din kā fark hai .
215There is the difference of day and night.
200Abhī tum master knowledgeful banē hō , number-vār .
216You have now become master knowledge-full, numberwise.
201Jō bāp kē pās hai vō tumkō sikhātē haĩ .
217The Father teaches you everything that He knows.
202Tum bhī sabkō yah batātē hō , bāp kō yād karō tō 21 janmō̃ kē liē varsā milēgā .
218You also tell everyone: Remember the Father and you will receive the inheritance for 21 births.
203Achchhā !
219Achcha.
204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
220To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
221The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
206Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
2071 ) svayã refresh rahkar aurō̃ kō refresh karnē kē liē bāp aur varsē key|kī yād mē̃ rahnā hai aur sabkō yād dilānā hai .
2231. In order for you to be refreshed and for you to refresh others, stay in remembrance of the Father and the inheritance and also remind others to do so.
2082 ) is purānī duniyā sē , is kabristān sē dil nahī̃ lagānī hai .
2242. Don’t attach your heart to this old world, this graveyard.
209Śhāntidhām , sukhdhām kō yād karnā hai .
225Remember the land of peace and that land of happiness.
210Svayã kō dēvtā bannē K|kē lāyak banānā hai .
226Make yourself worthy of becoming a deity.
Blessing
211Vardān : īśhvarīy authority dvārā saṅkalp vā buddhi kō order pramāṇ chalānē vālē master sarvśhaktivān bhav
227Blessing: May you keep your thoughts and intellect under your orders and use them with your spiritual authority of a master almighty authority.
212Jaisē sthūl hāth pāṅw kō bilkul sahaj rīti jahā̃ chāhō vahā̃ chalātē hō vā karma mē̃ lagātē hō vaisē saṅkalp vā buddhi kō jahā̃ lagānē chāhō vahā̃ lagā sakō - isē hī kahtē haĩ īśhvarīy authority .
228Just as you easily use your physical hands and feet as you want, in the same way, you should be able to focus your thoughts and your intellect wherever you want. 229This is known as spiritual authority.
213Jaisē vāṇī mē̃ ānā sahaj hai vaisē vāṇī sē parē jānā bhī itnā hī sahaj hō , isī abhyās sē sākṣhātkār mūrt banē̃gē .
230Just as it is easy to come into sound, let it be just as easy to go beyond sound. 231By practising this, you will be able to become an image that grants visions.
214Tō ab is abhyās kō sahaj aur nirantar banāō tab kahē̃gē master sarvśhaktivān .
232So, make this practice easy and constant and you will then be called a master almighty authority.
Slogan
215Slōgan : svasthiti śhaktiśhālī hō tō paristhiti uskē āgē kuchh bhī nahī̃ hai .
233Slogan: When your original stage is powerful, adverse situations will be nothing in front of it.
234*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
216Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō
235Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.
217Āpkē ēkras achal sthiti kā hī yah achalghar yādgār hai .
236This Achalghar (home of stability) is the memorial of your unshakeable stage.
218Jaisē bāpdādā ēkras rahtē haĩ vaisē bachchō̃ kō bhī ēkras rahnā hai .
237Just as BapDada remains constant and stable, in the same way, you children also have to remain constant and stable.
219Jab ēk K|kē hī ras mē̃ rahē̃gē tō ēkras avasthā mē̃ rahē̃gē .
238When you remain lost in the sweetness of the One, you will be able to remain in a constant and stable stage.
220Kyō̃ śhabda key|kī niśhānī question mark sabhī sē ṭeṛhā hōtā hai .
239The punctuation mark of a question is the most bent.
221Jab kyō̃ , kyā śhabda nikal jāyēgā tab drama key|kī bhāvī par ēkras sthēriyam rah sakē̃gē .
240When that punctuation mark is removed from you, you will be able to remain constantly stabilised on the destiny of the drama.