शनिवार 16 मई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

016-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

016/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - sadaiv yād rakhō - bahut gaī thōṛī rahī , ab tō ghar chalnā hai , is chhī-chhī śharīr aur duniyā kō bhūl jānā hai ' '

1Essence: Sweet children, always remember that a lot of time has gone by and that only a short time remains. 2You now have to forget those dirty bodies and this world and return home

Question

2Praśhna  : kaun sā naśhā nirantar rahē tō sthiti baṛī first class hōgī  ?

3Question: What intoxication should you constantly have so that your stage remains first class?

Answer

3Uttar  : nirantar naśhā rahē ki mirūā maut malūkā śhikār .

4Answer: Constantly have the intoxication that there is death for the prey and joy for the hunter.

4Ham malūk ( phariśhtā ) ban apnē māśhūk kē sāth ghar jāyēṅgē , bākī sab khalās hōnā hai .

5We hunters will go home with our Beloved and everyone else will be destroyed.

5Ab ham is purānī khāl kō chhōṛ naī lē̃gē .

6We will now shed these old skins and take new ones.

6Yah gyān sārā din buddhi mē̃ ṭapaktā rahē tō apār khuśhī rahēgī . 7Sthiti first class ban jāyēgī .

7Let all of this knowledge enter your intellects, drop by drop, throughout the day and there will then be infinite happiness and your stage will become first class.

Song

8Gīt  : yah kaun āj āyā …

8Song: Who came here today, early in the morning?

Murli

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Yah kisnē kahā  ?

10Who said this?

11Bachchō̃ nē .

11You children.

12Atīndriya sukhmay jīvan mē̃ ākar kahtē haĩ - bēhad kā bāp āyā huā hai .

12You come into a life of supersensuous joy and say: “The unlimited Father has come.”

13Kisliē  ?

13What for?

14Is patit duniyā kō badal pāvan duniyā banānē , pāvan duniyā kitnī baṛī hōgī . 15Patit duniyā kitnī baṛī hai , yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ānā chāhiē .

14To change this impure world into a pure world. 15Let it enter the intellects of you children how large the pure world is and how large the impure world is.

16Yahā̃ kitnē karōṛō̃ manuṣhya haĩ .

16Here, there are so many millions of human beings.

17Inkō patit bhraṣhṭāchārī duniyā kahtē haĩ .

17This is called an impure and corrupt world.

18Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō dil mē̃ ānā chāhiē - hamārī naī duniyā kitnī chhōṭī hōgī . 19Ham kaisē rājya karē̃gē .

18Therefore, let it enter the hearts of you sweetest children how small your new world will be and how you will rule it.

20Hamārē bhārat jaisā kōī dēśh hō nahī̃ saktā .

19There cannot be any other land like our Bharat.

21Yah kōī nahī̃ samajhtē - bhārat svarg thā , us jaisā kōī dēśh hō nahī̃ saktā .

20No one understands that Bharat was heaven; there cannot be any other land like that.

22Tumkō yah samajh mē̃ ātā hai , yah bhārat tō ab kōī kām kā nahī̃ hai .

21You understand that this Bharat is now useless.

23Bhārat svarg thā , ab nahī̃ hai .

22Bharat was heaven but it is no longer that.

24Yah kiskō yād nahī̃ ātā hai , hamārā bhārat sabsē ūñch hai , sabsē prāchīn hai .

23No one even remembers that their Bharat was a most elevated and ancient land.

25Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ātā hai , sō bhī number-vār puruṣhārth anusār .

24This does enter the intellects of you children, but that too is numberwise, according to the efforts you make.

26Itnī khuśhī , itnā regard rahtā hai  ?

25Do you have this much happiness and regard?

27Bēhad kā bāp āyā huā hai .

26The unlimited Father has come.

28Kalp-kalp ātē haĩ , māyā rāvaṇ nē jō hamārā rājya-bhāgya chhīn liyā hai , vah ham ātmāō̃ kō phir sē apnā rājya-bhāgya bābā ākar dētē haĩ .

27Baba comes every cycle to give us souls once again our fortune of the kingdom that Maya, Ravan, had snatched away from us.

29Aisē nahī̃ ki kōī laṛāī sē chhīnā gayā hai . 30Nahī̃ .

28It isn't that it was snatched away from us through war; no.

31Rāvaṇ rājya mē̃ hamārī mat bhraṣhṭāchārī hō jātī hai .

29In the kingdom of Ravan, the directions we receive are corrupt.

32Śhrēṣhṭhāchārī sē ham bhraṣhṭāchārī ban jātē haĩ .

30From elevated, we become corrupt.

33Duniyā dēkhō kitnī baṛh gaī hai , hamārā bhārat dēśh kitnā chhōṭā thā .

31Look how much the world has grown. 32Our land of Bharat was so small.

34Svarg mē̃ kitnē sukhī rahē̃gē .

33We will remain so happy in heaven.

35Hīrē javāharāt K|kē mahal hōṅgē .

34There will be palaces studded with diamonds and jewels.

36Vahā̃ rāvaṇ hōtā nahī̃ .

35Ravan doesn't exist there.

37Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ khuśhī hōnī chāhiē , atīndriya sukh rahnā chāhiē .

36You children should have happiness in your intellects. 37You should be experiencing supersensuous joy.

38Bāp kahtē haĩ - dēhī-abhimānī banō .

38The Father says: Become soul conscious!

39Dēh kā bhān tōṛnē kē liē bābā nē kahā thā , 108 cattiyō̃ vālā kapṛā pahanō .

39In order to break the consciousness of your bodies, Baba had told you to wear clothes with 108 patches on them.

40Bhal baṛē ādamiyō̃ sē , javāhariyō̃ sē connection thā , vah naśhā ṭūṭē kaisē .

40Although there were connections with eminent people and jewel merchants, how did that intoxication break?

41Dēhī-abhimānī bannā paṛē . 42Ham ātmā haĩ , yah tō purānā śharīr hai .

41One had to become soul conscious: I am a soul and this is an old body.

43Inkō chhōṛ nayā first class śharīr lēnā hai .

42I have to shed this one and take a new, first-class body.

44Sarp tō ēk khāl chhōṛ dūsrī lē lētē haĩ .

43A snake sheds its skin and takes another.

45Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ gyān hai , yah purānī khāl chhōṛ , ham dūsrī naī lē̃gē phir dūsrā śharīr milēgā .

44You children have this knowledge in your intellects: We will shed these old skins and then take new ones; you will receive other bodies.

46Yah tō sārā gyān bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ṭapaknā chāhiē .

45Let all of this knowledge enter the intellects of you children drop by drop.

47Yah tō chhī-chhī duniyā hai , inkō dēkhtē huē bhī buddhi sē bhūlnā paṛtā hai .

46This is a dirty world. 47Even while seeing it, you have to remove it from your intellects.

48Ham yātrā par jā rahē haĩ , hamārī buddhi kā yōg ghar taraph jā rahā hai .

48We are going on a pilgrimage. 49Our intellects’ yoga is with the home.

49Abhyās tō karnā paṛē nā .

50You have to practise this.

50Yah śharīr bhī purānā hai , duniyā bhī purānī hai .

51This body is old and the world is old.

51Sākṣhātkār kar liyā hai , ab yah dēh aur dēh K|kē sab sambandh chhōṛ ghar jānā hai .

52You have had visions and you now have to shed your bodies and all your bodily relations and return home.

52Andar mē̃ khuśhī hōtī hai , abhī hamkō vāpis jānā hai .

53You have the happiness inside you that you are now to return home.

53Buddhiyōg vahā̃ lagānā hōtā hai .

54Your intellects’ yoga has to be connected there.

54Ēk dō kō yahī sunānā hai - manmanābhav .

55Just say this to one another: Manmanabhav!

55Yah baṛā jabardast mantra hai .

56This is a very powerful mantra.

56Bhal gītā tō bahut paṛhtē haĩ parantu arth|earth nahī̃ samajhtē .

57Although many people study the Gita, they don't understand the meaning of it.

57Jaisē aur śhāstra paṛhtē haĩ , aisē paṛh lētē haĩ .

58They just study it like they study any other scripture.

58Yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ āyēgā . 59Ham bhaviṣhya kē liē rājyōg sīkh rahē haĩ .

59It doesn't enter anyone's intellect that you are studying Raja Yoga for the future.

60Bahut gaī , ab bākī thōṛā hī samay hai .

60A lot of time has passed and now there’s only a little time left.

61Aisē-aisē apnē kō bahlātē , khuśhī mē̃ ānā hai .

61Continue to entertain yourselves in this way and stay happy.

62Yah tō sab khalās hōnā hai .

62All of this is to come to an end.

63Mirūā maut malūkā śhikār .

63There is death for the prey and joy for the hunter.

64Ham malūk ban apnē māśhūk kē sāth ghar jāyēṅgē .

64We will become angels and return home with our Beloved.

65Yah ātmāō̃ kā bāp baiṭh śhikṣhā dētē haĩ .

65The Father of souls sits here and gives you teachings.

66Hai bhī sādhāraṇ parantu ūñch tē ūñch hai .

66He looks ordinary but He is the Highest on High.

67Bāp āyē haĩ - bēhad kā varsā dēnē , kalp-kalp ātē haĩ .

67The Father has come to give you the unlimited inheritance. 68He comes every cycle.

68Yah tō chhī-chhī duniyā hai .

69This is a dirty world.

69Aisī-aisī bātē̃ karnī hōtī hai .

70Each of you should talk to yourself in this way.

70Iskō kahā jātā hai vichār sāgar manthan .

71This is called churning the ocean of this knowledge.

71Yah śhāstra ādi tō janma-janmāntar paṛhē haĩ , ham bhāratvāsiyō̃ nē jitnē jap-tap ādi kiyē haĩ utnā aur kōī nē nahī̃ kiyā hai .

72You have been studying the scriptures for birth after birth. 73You now understand that no one else has had as many sacrificial fires or done as much penance and tapasya as the people of Bharat.

72Jō pahlē-pahlē āyē hōṅgē unhōnnē hī bhakti kī hai aur vahī gyān-yōg mē̃ bhī tīkhē jāyēṅgē kyōṅki unkō phir pahlē number mē̃ ānā hai .

74Those who came in the beginning have performed the most devotion. 75They are the ones who will go ahead in this knowledge and yoga, because they then have to come in the first number once again.

73Dēkhtē hō , kōī-kōī tō bahut achchhā puruṣhārth kartē haĩ .

76You can see that some make effort very well.

74Tum bachchē jō is rūhānī service mē̃ lagē hō , unkē liē tō bahut achchhā hai . 75Sachmuch bhaṭṭhī mē̃ baiṭhē haĩ .

77This is very good for you children who are engaged in doing this spiritual service and are truly sitting here in a furnace.

76Vah sambandh aṭūṭ huā hai aur jō gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē , yah suntē sunātē haĩ tō purānō̃ sē bhī tīkhē jā rahē haĩ .

78This relationship has now become unbreakable. 79Those who are living at home and listening to this and sharing it with others are going ahead faster than the older ones.

77Dēkhā jātā hai nayē ānē vālē bahut tīkhē jātē haĩ .

80It has been seen that, when new ones come, they go ahead very fast.

78Tum list nikālē̃gē tō mālūm paṛ jāyēgā .

81If you made a list you would know about it.

79Pahlē-pahlē tumhārī mālā banātē thē phir dēkhā ki kitnē achchhē-achchhē bachchē 3-4 number vālē bhī nikal gayē . 80Ēkdam jāē prajā mē̃ paṛē .

82In the beginning, your rosary was created. 83However, it was then seen that very good children who were in the third or fourth number left the rosary and became part of the subjects.

81Ab tumhārī yah student life hai , gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē sāth-sāth yah course paṛhtē hō .

84This is now your student life. 85While living at home with your families, you are also studying this course.

82Bahut bachchē double course uṭhātē haĩ , lift miltī hai .

86Many children do double courses. 87They receive a lift.

83Tumhārā course hai - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē yah paṛhnā .

88Your course is to study this while living at home with your families.

84Ismē̃ bhī kanyāyē̃ baṛī tīkhī jānī chāhiē .

89In this too, the kumaris should go very fast ahead.

85Kanyāō̃ K|kē kāraṇ kanhaiyā vā gōpāl nām bhī gāyā huā hai .

90Because of the kumaris, the names Kanhaiya (Krishna) and Gopal have been remembered.

86Haĩ tō gōp bhī kyōṅki pravr̥itti mārg hai nā .

91Gopes are there too, because this is the family path.

87Tum satyug mē̃ dēvī-dēvtā dharm K|kē thē .

92You belonged to the deity religion in the golden age.

88Yah lakṣhmī-nārāyaṇ pravr̥itti mārg mē̃ rājya kartē thē .

93Lakshmi and Narayan used to rule when it was the family path.

89Yah tumhārī buddhi mē̃ ṭapaknā chāhiē ki ham kyā bantē haĩ  !

94Let what you are becoming enter your intellects drop by drop.

90Dēvtāyē̃ kitnē first class haĩ  !

95The deities are so first class.

91Unhō̃ kē āgē jākar mahimā gātē haĩ - āp sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ . . . ham pāpī , kapaṭī haĩ .

96People go in front of their idols and sing the praise: You are full of all virtues, 16 celestial degrees full. 97We are sinners and cheats.

92Ham nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī̃ . . . ab ismē̃ bhagvān kō taras nahī̃ khānā hai vā kr̥ipā nahī̃ karnī hai .

98We are completely without virtue. 99God cannot have mercy in this or even give you blessings.

93Vāstav mē̃ taras vā kr̥ipā apnē ūpar hī karnī hōtī hai .

100In fact, you have to give yourselves mercy and blessings.

94Tum hī dēvtā thē , ab kyā ban gayē hō apnē kō dēkhō , phir puruṣhārth kar dēvtā banō .

101You were deities, but look what you have now become. 102Look at yourselves and then make effort to become deities.

95Śhyām sē sundar bannē kē liē puruṣhārth karnā paṛtā hai .

103You have to make effort to become beautiful from ugly.

96Yah tō bhakti mārg mē̃ kahtē haĩ - martē thē phalānē key|kī kr̥ipā huī bach gayē , unkī āśhīrvād sē .

104On the path of devotion, they say: “That one was dying, but due to someone's blessings, he recovered.”

97Mahātmā ādi K|kē hāth pakaṛkar kahē̃gē , āpkī āśhīrvād chāhiē .

105They would hold the hand of their mahatma and say: “I want your blessings.”

98Yahā̃ tō paṛhāī hai .

106Here, you have to study.

99Kr̥ipā ādi key|kī bāt nahī̃ .

107There is no question of mercy or blessings.

100Manmanābhav kā arth|earth hai nā .

108“Manmanabhav” has a meaning.

101Mantra tō bahut dētē haĩ .

109Many people give a mantra.

102Anēk prakār K|kē haṭhyōg sikhātē haĩ .

110They teach many types of hatha yoga.

103Har ēk key|kī alag-alag śhikṣhā hōtī hai .

111Each one's teachings are different.

104Haṭhyōg K|kē sample dēkhnē hō̃ tō jaypur K|kē museum mē̃ jākar dēkhō .

112If you want to see a sample of hatha yogis, go to the museum at Jaipur.

105Yahā̃ tō kitnē ārām sē baiṭhē hō .

113Here, you are sitting very comfortably.

106Buddhi mē̃ hai hamkō phir sē bābā rājya dē rahē haĩ .

114Your intellects are aware that Baba is once again giving you your kingdom.

107Vahā̃ hī advait dēvī-dēvtā dharm thā aur kōī dharm nahī̃ thā .

115There used to be the undivided deity religion there. 116There were no other religions there.

108Dō hāth sē hī tālī bajtī hai .

117It takes two hands to clap.

109Ēk dharm hai tō mārāmārī nahī̃ hōtī .

118When there is only one religion, there is no violence.

110Abhī hai kaliyug .

119It is now the iron age.

111Kaliyug pūrā hōgā tō bhakti bhī pūrī hōgī .

120When the iron age ends, even devotion will end.

112Abhī tō manuṣhyō̃ key|kī vr̥iddhi kitnī hōtī rahtī hai .

121The population is now growing very quickly.

113Bhārat key|kī dhartī nahī̃ baṛhtī hai . 114Dhartī tō vahī hai .

122The land of Bharat doesn't grow; it is the same land.

115Bākī manuṣhya cum|kam jāstī hōtē haĩ .

123The number of human beings becomes larger and smaller.

116Vahā̃ manuṣhya bahut kam hōṅgē , duniyā tō yahī hōgī .

124There will be very few human beings there, although it will be the same world.

117Duniyā kōī chhōṭī nahī̃ hō jāyēgī .

125The world will not become any smaller.

118Tō tum bachchō̃ kō baṛī khuśhī rahnī chāhiē . 119Ham yōgbal sē apnā rājya sthāpan kar rahē haĩ , bāp key|kī śhrīmat par .

126You children should experience a great deal of happiness: We are establishing our kingdom with the power of yoga by following the Father's shrimat.

120Bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō tō tumhārē pāp bhasma hōṅgē .

127The Father says: Constantly remember Me alone and your sins will be burnt away.

121Ātmā mē̃ hī khād paṛī huī hai nā .

128Alloy is mixed into souls.

122Sirph kahtē haĩ - satō , rajō , tamō . . . . yah nahī̃ dikhātē ki ātmā mē̃ hī khād paṛtī hai .

129They simply speak of the sato, rajo and tamo stages. 130They don't show that alloy is mixed into souls.

123Pahlē golden aged thē , pure sōnā thē phir chāndī paṛtī hai , unkō silver age kahā jātā hai , chandravanśhī .

131At first you were golden aged. 132You were pure gold and you then became silver, which is called the moon dynasty or the silver age.

124Aṅgrējī akṣhar kitnē achchhē haĩ . 125Golden , silver , copper phir iron .

133The English terms are so good: golden, silver, copper and iron.

126Bāp samjhātē haĩ - ātmā mē̃ khād paṛī hai , vah nikalē kaisē .

134The Father explains how the alloy that is mixed into souls can be removed.

127Satō sē tamō banī hai phir tamō sē satō kaisē banē .

135Souls have become tamo from sato. 136So, how can they once again become sato from tamo?

128Samajhtē haĩ gaṅgā mē̃ snān karnē sē satōpradhān ban jāyēṅgē . 129Parantu yah tō hō na sakē .

137They believe that they will become satopradhan by bathing in the Ganges, but that is not possible.

130Gaṅgā-snān ādi tō rōz kartē rahtē haĩ .

138People continue to bathe in the Ganges every day.

131Kōī tō nēmī hō jātē haĩ . 132Nahar par bhī jākar snān kartē haĩ .

139Some are very firm in that discipline; they even go and bathe in a canal.

133Tumkō bāp kahtē haĩ - yah niyam rakhō , bāp kō yād karnē kā .

140The Father tells you: Make it a discipline to remember the Father.

134Yād kā snān vā yātrā karō .

141Bathe in remembrance and stay on the pilgrimage of remembrance.

135Gyān-snān bhī karātē haĩ , yōg key|kī yātrā sikhlātē haĩ .

142You are made to bathe in this knowledge. 143You are also taught the pilgrimage of yoga.

136Bāp gyān dētē haĩ . 137Inmē̃ yōg kā bhī gyān , sr̥iṣhṭi-chakra kā bhī gyān hai .

144The Father gives you this knowledge which includes the knowledge of yoga and of the world cycle.

138Bākī śhāstrō̃ kā gyān tō bahut dētē haĩ , yōg kō jāntē hī nahī̃ .

145Many others give knowledge of the scriptures, but they don't understand anything about yoga.

139Haṭhyōg samajh liyā hai .

146They only understand about hatha yoga.

140Yōg āśhram tō ḍhēr haĩ .

147There are many yoga ashrams.

141Manmanābhav kā mantra dēgē lēkin sivāē bāp K|kē kōī bhī manuṣhya kē pās yah gyān nahī̃ hai .

148They might give the mantra of “Manmanabhav”, but no one, apart from the Father, has this knowledge.

142Ab 84 janm kā chakra pūrā huā hai .

149You have now completed the cycle of 84 births.

143Phir naī duniyā hōgī .

150There will then be the new world.

144Tumhārī buddhi mē̃ hai , jhāṛ key|kī vr̥iddhi kaisē hōtī hai . 145Yah rājāī sthāpan hō rahī hai , sab ikṭṭhē thōṛēhī jāyēṅgē .

151How the tree grows is in your intellects; a kingdom is being established. 152Not everyone will go there together.

146Brāhmaṇō̃ kā jhāṛ bahut baṛā hōgā . 147Phir thōṛē-thōṛē karkē jāyēṅgē .

153The tree of Brahmins will become very large as they then return, a few at a time.

148Prajā bantī rahēgī .

154Subjects will continue to be created.

149Thōṛā bhī kōī nē sun liyā tō prajā mē̃ ā jāyēṅgē .

155Anyone who hears even a little of this knowledge will become one of the subjects.

150Centres bahut vr̥iddhi kō pāyēṅgē .

156The number of centres will grow.

151Pradarśhaniyā̃ ḍhēr jahā̃-tahā̃ hōtī rahē̃gī .

157There will continue to be many exhibitions everywhere.

152Jaisē mandir ṭikāṇē nikaltē jātē haĩ , vaisē tumhārī pradarśhanī bhī gānv-gānv mē̃ hōgī .

158Just as temples are built everywhere, in the same way, you will have exhibitions in every village.

153Ghar-ghar mē̃ pradarśhanī rakhnī hōgī .

159There should be an exhibition in every home.

154Vr̥iddhi kō pātē jāyēṅgē isliē ākhrīn in chitrō̃ key|kī bhī chhapāī karānī paṛēgī .

160There will continue to be expansion and this is why even these pictures will eventually have to be printed.

155Sabkē pās|pass bāp kā paigām jānā hai .

161The Father's message has to reach everyone.

156Tum bachchō̃ kō baṛī bhārī service karnī hai .

162You children have to do very important service.

157Abhī yah projector , pradarśhanī kā fashion nikalā hai tō gānv-gānv mē̃ dikhānā paṛēgā .

163The fashion of projectors and exhibitions has now emerged, and so they have to be shown in every village.

158Vah achchhī rīti uṭhāyēṅgē .

164They will take this knowledge very well.

159Śhiv jayantī gāī jātī hai parantu vah kaisē ātē haĩ , yah kiskō patā nahī̃ hai .

165The birthday of Shiva is remembered, but no one knows how He comes.

160Śhiv purāṇ ādi mē̃ yah bātē̃ haĩ nahī̃ .

166These things are not mentioned in the Shiva Purana.

161Yah bātē̃ tum suntē hō . 162Sunnē K|kē samay achchhā lagtā hai phir bhūl jātē haĩ .

167When you listen to these things, you enjoy them but you then forget them.

163Achchhī rīti points dhāraṇ hōṅgī tō service bhī achchhī rīti kar sakē̃gē .

168If you were to imbibe the points well, you would also be able to do service well.

164Parantu sab points kiskō dhāraṇ nahī̃ hōtī haĩ .

169However, no one is able to imbibe all the points.

165Bhāṣhaṇ karkē āyēṅgē phir khyāl mē̃ āyēgā - ajun yah points bhī samjhātē thē tō achchhā thā , jinkō dēh-abhimān nahī̃ hōgā vah jhaṭ batāyēṅgē .

170They give lectures, but afterwards they think that, if they had only explained such-and-such points, it would have been better. 171Those who are not body conscious will quickly be able to relate these things.

166Bhāṣhaṇ kar phir vichār karē̃gē - hamnē sab points ṭhīk samjhāī  ?

172They would give a lecture and then think: Did I explain all the points very well?

167Ajun yah points bhūl gayē haĩ , points kōī sāth nahī̃ chalnī haĩ .

173I forgot these points. 174The points are not going to go back home with you.

168Yah hai sirph abhī kē liē . 169Phir yah khatm hō jāyēgā .

175They are just for this time and they will then finish.

170In āṅkhō̃ sē jō kuchh abhī dēkhtē hō phir satyug mē̃ yah nahī̃ hōgā .

176Whatever you see with those eyes, they will not remain in the golden age.

171Tumkō gyān kā tīsrā nētra ab miltā hai , abhī tum trinētrī bantē hō .

177Each of you now receives a third eye of this knowledge. 178You are now becoming those with a third eye (trinetri).

172Bābā ākar tumkō gyān dē rahē haĩ jō ātmā dhāraṇ kartī hai .

179Baba comes and gives you souls this knowledge which you imbibe.

173Ātmā kō tīsrā nētra miltā hai .

180You souls receive a third eye of this knowledge.

174Yah gyān kōī mē̃ nahī̃ hai ki maĩ ātmā hū̃ . 175Is śharīr dvārā yah kartā hū̃ .

181No one has the knowledge that he is a soul and is working through his body.

176Bābā hamkō paṛhātē haĩ .

182Baba is teaching us.

177Yah buddhi mē̃ rakhnā - ismē̃ mēhnat hai .

183It takes effort to keep this in the intellect.

178Bachchō̃ kō mēhnat karnī chāhiē aur khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .

184You children have to make effort and also remain happy.

179Bas abhī hamārā rājya āyā ki āyā .

185Our kingdom is now about to come.

180Tum jāntē hō hamārē rājya mē̃ kyā-kyā hōgā .

186You know what you will have in your kingdom.

181Tum bachchō̃ kō tō bahut khuśhī hōnī chāhiē ki ham is paṛhāī sē rājya lētē haĩ .

187You children should have a lot of happiness that you are claiming your kingdom by studying this.

182Paṛhnē vālē kō martabā yād rahtā hai . 183Ham paṛhtē haĩ bhaviṣhya kē liē . 184Achchhā paṛhē̃gē tō rājgaddī par baiṭhē̃gē .

188Those who are studying remember their status: We are studying for the future; if we study well we will sit on the throne of the kingdom.

185Vē|way tō nāmīgrāmī hō jātē haĩ .

189They become very well known.

186Abhī list nikālē̃ , mālā banāyē̃ tō sab kahē̃gē phalānī bachchī kō hamārē pās|pass bhējō , refresh karnē .

190If you were to make a list and make a rosary, everyone would say: Send the child “So-and-so” to us to refresh everyone.

187Bhāṣhaṇ karnē vālō̃ kō bulātē haĩ , tō unkā regard bhī rakhnā chāhiē .

191Those who give lectures are invited, and so regard has to be given to them.

188Hamkō in jaisā hōśhiyār bannā hai .

192I also have to become as clever as they are.

189Achchhā  !

193Achcha.

190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

194To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

195The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

192Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

196Essence for dharna:

1931 ) atīndriya sukh kā anubhav karnē kē liē dēh K|kē bhān kō tōṛnē kā puruṣhārth karnā hai .

1971. In order to experience supersensuous joy, make effort to break your body consciousness.

194Ab vāpis ghar jānā hai isliē buddhiyōg ghar sē lagā rahē .

198You now have to return home. 199Therefore, connect your intellect in yoga to the home.

1952 ) gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē paṛhāī bhī paṛhnī hai , double course uṭhānā hai .

2002. Study while living at home with your family and do a double course.

196Gyān kā snān aur yād kī yātrā karnī aur karānī hai .

201Bathe in this knowledge and stay on the pilgrimage of remembrance and also inspire others to do the same.

Blessing

197Vardān  : kōmaltā kō kamāl mē̃ parivartan kar māyā jīt bannē vālē śhakti svarūp bhav

202Blessing: May you transform yourself from being delicate (komalta) into a wonder (kamaal) and become an embodiment of power and a conqueror of Maya.

198Śhakti svarūp bannē kē liē kōmaltā kō kamāl mē̃ parivartan karō .

203In order to become an embodiment of power, transform yourself from being delicate into a wonder.

199Sirph svayã K|kē saṅskārō̃ kō parivartan karnē mē̃ kōmal banō , karma mē̃ kabhī kōmal nahī̃ bannā , ismē̃ śhakti rūp bannā hai .

204Be delicate in terms of transforming your own sanskars, but never become delicate while performing actions. 205Become an embodiment of power in this.

200Jō śhakti rūp kā kavach dhāraṇ kar lētē haĩ unhē̃ māyā kā kōī bhī tīr lag nahī̃ saktā .

206Those who wear the armour of the form of a Shakti cannot be hit by any arrow of Maya.

201Isliē āpkē chēhrē , nayan-cain sē kōmaltā kē bajāē śhakti rūp dikhāī dē tab māyājīt ban pass with honour kā certificate lē sakē̃gē .

207So, instead of being delicate, let the form of a Shakti be visible on your face, in your eyes and features and you will be able to become a conqueror of Maya and claim a certificate of passing with honours.

Slogan

202Slōgan  : trikāldarśhī key|kī seat par set hōkar her|har karma karō tō māyā dūr sē hī bhāg jāyēgī .

208Slogan: Perform every actions while set on the seat of a trikaldarshi and Maya will run away from a distance.

209*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

203Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō

210Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.

204Jaisē sākār bāp nē athak aur ēkras sthiti kā example bankar dikhāyā , vaisē āp bachchō̃ kō bhī aurō̃ kē prati example bannā hai , yahī service hai .

211Just as sakar Baba demonstrated being an example of tirelessness and of having a constant stage, in the same way, you children also have to become examples for others. 212This is your service.

205Service sirph vāṇī sē hī nahī̃ hōtī , sthiti sē bhī service hōtī hai .

213Service doesn’t take place just through words. 214Service also takes place through your stage.

206Tō samay pramāṇ ab apnī sthiti ēkras banāō .

215So, according to the time, make your stage constant and stable.