गुरुवार 21 मई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

021/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhrīmat par chalkar sabkō sukh dō , āsurī mat par duḥkh dētē āyē , ab sukh dō , sukh lō|low ' '

1Essence: Sweet children, follow shrimat and make everyone happy. 2You have been making everyone unhappy by following devilish dictates. 3Now give happiness and receive happiness.

Question

2Praśhna  : buddhivān bachchē kis rāz kō samajhnē K|kē kāraṇ ūñch pad pānē kā puruṣhārth kartē haĩ  ?

4Question: By understanding which secret do wise children make effort to claim a high status?

Answer

3Uttar  : vē|way samajhtē haĩ ki yah duḥkh aur sukh , hār aur jīt kā khēl hai .

5Answer: They understand that this is a play about happiness and sorrow, victory and defeat.

4Abhī ādhākalp sukh kā khēl chalnē vālā hai .

6The play of happiness will now continue for half a cycle.

5Vahā̃ kisī bhī prakār kā duḥkh nahī̃ hōgā .

7There will not be any type of sorrow there.

6Ab naī rājdhānī ānē vālī hai , uskē liē bāp apnā paramdhām chhōṛkar ham bachchō̃ kō paṛhānē āyē haĩ , ab puruṣhārth kar ūñch pad lēnā hī hai .

8The new kingdom is now going to come. 9For that, the Father has left His supreme region and come here to teach us children. 10Now make effort and definitely claim a high status.

Song

7Gīt  : badal jāyē duniyā na badalē̃gē ham …

11Song: The world may change, but we will not change.

Murli

8Ōm śhānti .

12Om shanti.

9Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ nē arth|earth samjhā .

13You sweetest children understood the meaning of that.

10Yahā̃ kōī kasam khānē key|kī darkār nahī̃ hai .

14There is no need to take the oath here.

11Yah tō ātmā mē̃ samajh chāhiē .

15Souls have to have understanding.

12Ātmā tamōpradhān hōnē K|kē kāraṇ bilkul hī bēsamajh hō gaī hai .

16Because souls are tamopradhan, they have become completely senseless.

13Bachchē jāntē haĩ - ham kitnē bēsamajh thē . 14Ab kitnē samajhdār banē haĩ .

17You children know how senseless you were and how sensible you have now become.

15Dūsrē satsaṅg ādi mē̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .

18Such things do not exist in other spiritual gatherings.

16Vah śhāstra , rāmāyaṇ ādi paṛhtē haĩ .

19They study the scriptures and the Ramayana etc.

17Ēk kān sē sunā , dūsrē kān sē nikal jātā hai . 18Kōī prāpti nahī̃ .

20They just listen with one ear and let it out through the other; there is no attainment there.

19Yagya , tap , dān-puṇya ādi bahut kartē haĩ , dhakkē khātē rahtē haĩ . 20Prāpti kuchh bhī nahī̃ .

21They do a lot of tapasya, make donations and perform charity etc. 22They continue to stumble around but they have no attainment.

21Is duniyā mē̃ kōī kō sukh hai nahī̃ .

23No one in this world has happiness.

22Ab bāp sārī samajh dētē haĩ .

24The Father is now giving you full understanding.

23Sabkō sukh-śhānti dēnē vālā ēk hī bāp hai .

25Only the one Father gives everyone peace and happiness.

24Manuṣhya tō bilkul hī ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

26People are in complete darkness.

25Bhakti mārg vālē bhī yād kartē rahtē haĩ - hē duḥkh hartā , sukh kartā , sadgati dātā .

27People on the path of devotion continue to remember Him: O Remover of Sorrow! 28Bestower of Happiness! 29Bestower of Salvation!

26Dēkhō , duniyā mē̃ kyā lagā paṛā hai .

30Look at what is happening everywhere in the world.

27Sabkō duḥkh lagā hī rahtā hai .

31Everyone experiences sorrow.

28Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , kiskō bhī yah patā nahī̃ hai ki bāp kaun hai  ? 29Bāp sē kyā varsā miltā hai  ?

32No human beings know who the Father is or what inheritance you receive from the Father.

30Bēhad K|kē bāp kō jāntē hī nahī̃ .

33They don’t know the unlimited Father at all.

31Dhakkē khātē rahtē haĩ , śhānti kē liē .

34They continue to stumble around searching for peace.

32Ab yah kisnē kahā ki man key|kī śhānti chāhiē  ?

35Who says that they want peace of mind?

33Ātmā kahtī hai , yah bhī manuṣhya nahī̃ jāntē haĩ . 34Dēh-abhimān hai nā .

36It is souls who say this, but people don’t even know this much; they are body conscious.

35Sādhū-santa ādi sab duḥkhī haĩ , sab śhānti chāhtē haĩ .

37All the sages and holy men are unhappy and all of them want peace.

36Bīmārī ādi tō sādhū-santō̃ kō bhī hōtī hai . 37Accident hōtē haĩ .

38Even sages and holy men have illnesses; there are accidents too.

38Duniyā mē̃ duḥkh K|kē sivāē aur kuchh tō hai nahī̃ .

39There is nothing but sorrow in this world.

39Abhī tum buddhivān banē hō .

40You have now become wise.

40Bāp nē samjhāyā hai drama K|kē andar naī duniyā aur purānī duniyā , sukh aur duḥkh kā khēl banā huā hai .

41The Father has explained: The play about the new world and the old world, happiness and sorrow is created in the drama.

41Bāp nē tumhārī buddhi kā tālā khōlā hai aur sab manuṣhya mātra key|kī buddhi kō gōdrēj kā tālā lagā huā hai , bilkul hī tamōpradhān buddhi haĩ .

42The Father has opened the locks on your intellects whereas all other human beings have Godrej locks on their intellects; they have completely tamopradhan intellects.

42Tum bachchē number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō .

43You children know everything, numberwise, according to the efforts you make.

43Barōbar bēhad kā bāp milā hai , vah hamkō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz sunātē haĩ ki yah khēl kaisē banā huā hai .

44You truly have found the unlimited Father. 45He is telling us the secrets of the beginning, the middle and the end of the world and how this play is created.

44Jab sukh hōtā hai , tab duḥkh kā nām nahī̃ hōtā .

46When there is happiness, there is no mention of sorrow.

45Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki ham bāp sē sukh-śhānti-sampatti kā varsā lē rahē haĩ .

47It is in the intellects of you children that you are claiming your inheritance of peace, happiness and prosperity from the Father.

46Satyug sē lēkar trētā ant tak kōī duḥkh nahī̃ hōgā .

48There won’t be any sorrow from the beginning of the golden age to the end of the silver age.

47Ab tum rōśhnī mē̃ hō .

49You are now in the light.

48Tum puruṣhārth kar rahē hō - apnī rājdhānī mē̃ ēk dō sē ūñch pad pāyē̃ .

50Each of you is making effort to claim a status higher than the next in your own kingdom.

49Yah school hai bēhad kā .

51This is an unlimited school.

50Bēhad kā bāp paṛhātē haĩ .

52The unlimited Father is teaching you.

51Tum jāntē hō vah hamārā most beloved bāp hai , jiskī aparamapār mahimā hai .

53You know that He is your most beloved Father, the One whose praise is limitless.

52Vah ūñch tē ūñch bāp śhrīmat dētē haĩ .

54That highest-on-high Father is giving you shrimat.

53Bākī sab manuṣhya mātra āsurī mat par ēk dō kō duḥkh hī dētē haĩ .

55All other human beings continue to make one another unhappy by following devilish dictates.

54Tumhē̃ śhrīmat par sabkō sukh dēnā hai .

56You have to make everyone happy by following shrimat.

55Is drama mē̃ ham actors haĩ , yah kōī bhī nahī̃ jāntē .

57No one understands how we are actors in this drama.

56Tum bachchē ab samajhtē hō is drama mē̃ bhāratvāsiyō̃ kā hī all-round part hai .

58You children now understand that only the people of Bharat have all-round parts in this drama.

57Āgē tō tum kuchh bhī nahī̃ jāntē thē .

59Previously, you didn’t know anything at all.

58Ab tō mūlvatan sē lēkar sūkṣhmavatan , sthūlvatan sabkō tum jān gayē hō .

60You now know everything about the incorporeal world, the subtle region and the corporeal world.

59Tumkō sachchā gyān hai .

61You now have this true knowledge.

60Parampitā paramātmā hamkō in dvārā paṛhā rahē haĩ .

62The Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching us through this one.

61Bābā hamkō trilōk kā sārā gyān dē rahē haĩ .

63Baba is giving us all the knowledge of the three worlds.

62Yah hai hī kāṇṭō kā jaṅgal .

64This is a forest of thorns.

63Bachchē jāntē haĩ - abhī ham kāṇṭō̃ sē fool|phūl arthāt manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .

65You children know that you are now changing from thorns into flowers, that is, from humans into deities.

64Yahā̃ tō chhōṭē-baṛē sab duḥkh dētē haĩ .

66Here, everyone, young and old, continues to cause sorrow.

65Garbh mē̃ mātā kō bachchē duḥkh dētē haĩ .

67Even a baby in the mother’s womb causes her sorrow.

66Yah bahut hī chhī-chhī purānī duniyā hai .

68This is a very dirty, old world.

67Is sr̥iṣhṭi chakra kō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

69No one knows this world cycle.

68Ham kahā̃ sē āyē , kitnē janma liē , phir kahā̃ jānā hai  ?

70No one knows where we came from, how many births we have taken or where we have to go to.

69. . . kuchh bhī nahī̃ jāntē , bēhad kā bāp arthāt sab sītāō̃ kā ēk rām vah nirākār hai .

71The unlimited Father, that is, the one Rama of all the Sitas, is that incorporeal One.

70Tum sabhī sītāyē̃ hō . 71Bāp hai bridegroom .

72All of you are Sitas and the Father is the Bridegroom.

72Ēk sājan key|kī sab sajniyā̃ , bhaktiyā̃ haĩ .

73All of you are brides, devotees of the one Bridegroom.

73Jō bhī sītāyē̃ haĩ , sab rāvaṇ key|kī jēl mē̃ phans śhōkvāṭikā mē̃ ā gaī haĩ .

74All the Sitas are now trapped in Ravan’s jail, in the cottage of sorrow.

74Sārī duniyā K|kē sab manuṣhya mātra ēk bhagvān kō yād kartē haĩ .

75All human beings of the world remember the one God.

75Bhaktō̃ kā rakṣhak bhagvān kō kahtē haĩ .

76God is said to be the Protector of all the devotees.

76Tum sab abhī brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hō .

77All of you are now Brahmins, the mouth-born creation of Brahma.

77Brāhmaṇ jāntē haĩ - hamkō śhivbābā paṛhā rahē haĩ .

78You Brahmins know that Shiv Baba is teaching you.

78Bābā sē varsā jarūr miltā hai .

79You definitely receive the inheritance from Baba.

79Śhivbābā hai svarg kā rachayitā .

80Shiv Baba is the Creator of heaven.

80Svarg kahō athavā daivī rājdhānī kahō - yah svarg key|kī rājdhānī hai nā .

81You can call it heaven or the divine kingdom; it is the kingdom of heaven.

81Lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik haĩ .

82Lakshmi and Narayan are the masters of heaven.

82Yah bhī abhī tum samajhtē hō .

83You understand this now.

83Yahā̃ jab satyug thā tō lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

84When it was the golden age here, it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.

84Abhī hai kaliyug .

85It is now the iron age.

85Manuṣhya tō bichārē ghōr andhiyārē mē̃ hōnē K|kē kāraṇ kuchh nahī̃ jāntē ki abhī kaliyug kā ant hai . 86Vināśh sāmnē khaṛā hai .

86Because those poor helpless people are in extreme darkness, they don’t know anything about it. 87Now, as it is the end of the iron age, destruction is just ahead.

87Tum sab sītāō̃ kā sadgati dātā ēk rām hai .

88The one Rama is the Bestower of Salvation for all of you Sitas.

88Sītāyē̃ sab durgati mē̃ haĩ , parantu yah kōī samajhtē thōṛēhī haĩ ki ham durgati mē̃ haĩ .

89All Sitas are now in degradation. 90However, people don’t understand that they are in degradation.

89Apnē sāhūkārī kā hī naśhā hai .

91They only have the intoxication of their wealth.

90Hamkō itnē makān haĩ , itnā dhan hai , itnē mahal haĩ , kiskō patā nahī̃ ki duḥkh key|kī duniyā ab badalnī hai .

92They say: We have so many properties, so much wealth, so many palaces. 93No one knows that this world of sorrow is going to change.

91Maut sāmnē khaṛā hai .

94Death is just standing in front of you.

92Sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .

95Everything is going to turn to dust.

93Yah jō kuchh purānī duniyā mē̃ dēkhtē hō , vināśh hō jāyēgā .

96Everything you see in the old world is going to be destroyed.

94Vināśh kē liē pūrī taiyāriyā̃ hō rahī haĩ .

97Full preparations are being made for destruction.

95Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .

98This is the same Mahabharat War.

96Vahī gītā kā bhagvān hai .

99It is the same God of the Gita.

97Parantu bāp key|kī biography mē̃ bachchē kā nām ḍāl diyā hai .

100However, they have put the name of the child in the biography of the Father.

98Ab śhivbābā tumkō rājyōg sikhā rahē haĩ .

101Shiv Baba is now teaching you Raja Yoga.

99Baṛē tē baṛī bhūl hī yah hai jō bhagvān kā nām gum kar diyā hai .

102The biggest mistake is that they have made God’s name disappear.

100Tum bachchē jāntē hō , hamkō kōī manuṣhya , sādhū-santa ādi nahī̃ paṛhātē haĩ , śhivbābā hamkō paṛhātē haĩ .

103You children know that it is not a human being, sage or holy man who is teaching us. 104Shiv Baba is teaching us.

101Vah bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai . 102Sab kuchh hai .

105He is the Father, the Teacher and the Satguru; He is everything.

103Yah tō nahī̃ bhūlnā chāhiē nā .

106You shouldn’t forget this.

104Bāp kahtē haĩ - hamārē sab bachchē haĩ parantu sabhī kō thōṛēhī paṛhāyēṅgē .

107The Father says: All are My children, but He does not teach everyone.

105Bāp kahtē haĩ - ham bhāratvāsiyō̃ kō phir sē rājyōg sikhānē āyē haĩ .

108The Father says: I have come once again to teach Raja Yoga to you people of Bharat.

106Bhāratvāsī svargvāsī thē , hīrē misal thē , ab kauṛī misal ban paṛē haĩ .

109The people of Bharat were residents of heaven. 110They were like diamonds and have now become like shells.

107Ghar mē̃ kitnī aśhānti hai .

111There is so much peacelessness in every home.

108Kahtē haĩ - bābā hamkō krōdh ātā hai , bachchō̃ kō mārnā paṛtā hai .

112Some say: Baba, I become angry and I have to discipline my children.

109Ḍar lagtā hai , hamnē 5 vikār śhivbābā kō dān dē diyā hai phir ham yah kyō̃ kartē haĩ  ?

113I am concerned because I have donated the five vices to Shiv Baba, and so why am I doing this?

110Bāp samjhātē haĩ - is samay sabhī par 5 vikārō̃ kā grahaṇ lagā huā hai .

114The Father explains: At this time, there is the eclipse of the five vices over everyone.

111Dēh-abhimān kā bhūt ānē sē phir sab bhūt lag jātē haĩ .

115When the evil spirit of body consciousness comes, all the other evil spirits also come.

112Ab bāp kahtē haĩ - dēhī-abhimānī banō .

116The Father says: Now become soul conscious!

113Abhī tumkō samajh milī hai .

117You have now received understanding.

114Satyug mē̃ bhī ham ātma-abhimānī thē .

118We were soul conscious even in the golden age.

115Samajhtē haĩ - ātmā kā yah śharīr ab purānā huā hai .

119You understand that this body of the soul has now become old.

116Āyu pūrī huī hai isliē yah śharīr chhōṛ ab nayā lēnā hai .

120I have now completed my lifespan. 121Therefore, I will shed this body and take a new one.

117 ( sarp kā misāl ) sarp key|kī ēk khāl purānī hōtī hai tō phir dūsrī naī lē lētē haĩ .

122When a snake’s skin becomes old, it sheds that one and takes a new one.

118Yah dr̥iṣhṭānt hai satyug kē liē .

123This is an example of the golden age.

119Vahā̃ tum aisē śharīr chhōṛtē hō , duḥkh key|kī kōī bāt nahī̃ rahtī .

124There, you shed your body in such a way that there is no question of sorrow.

120Yahā̃ kitnā duḥkh hōtā hai .

125Here, there is so much sorrow.

121Rōnā-pīṭanā ādi rahtā hai .

126There is so much weeping and wailing.

122Ab tum bachchē jāntē hō - yah purānī khāl hai .

127You children now know that these are old skins.

123Yahā̃ kōī naī khāl nahī̃ milnī hai .

128You are not going to receive new skins here.

124Yah antim purānī juttī hai . 125Abhī tum unsē taṅg hō gayē hō .

129Those are the last old shoes and you are now tired of them.

126Vahā̃ tō khuśhī sē ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .

130There, you shed a body and take another one in great happiness.

127In bātō̃ kō bhī tum samajhtē hō .

131You understand these things.

128Yahā̃ kitnē nayē ātē haĩ , samajhtē thōṛēhī haĩ .

132So many new ones come here, but they don’t understand anything.

129Dō-chār rōz yahā̃ sē samajhkar jātē haĩ phir bhūl jātē haĩ .

133They come here for two or four days to understand everything and then they forget everything.

130Hā̃ , achchhī rīti sunā , khuśhī huī tō prajā mē̃ ā jāyēṅgē .

134Yes, if they listen to everything very carefully and experience happiness, they will come as subjects.

131Prajā bhī tō ḍhēr bannī hai nā .

135Many subjects also have to be created.

132Yah hai īśhvar kā dar athavā ghar tum īśhvar K|kē ghar mē̃ baiṭhē hō .

136This is God’s doorstep (dar) or home (ghar). 137You are sitting in God’s home.

133Param-pitā apnā paramdhām chhōṛ yahā̃ sādhāraṇ tan mē̃ ākar baiṭhā hai .

138The Supreme Soul has left His supreme region and is now sitting here in an ordinary body.

134Vahā̃ tō bāp kē pās ātmāyē̃ rahtī haĩ .

139There, souls reside with the Father.

135Yahā̃ saṅgam par bābā khud āyā hai - patitō̃ kō pāvan banānē .

140Here, Baba Himself has come at the confluence age to purify the impure.

136Unkō śhiv nirākār hī kahtē haĩ .

141He is called incorporeal Shiva.

137Nirākār bābā kō ātmāyē̃ ō god father kah pukārtī haĩ .

142Souls call out to the incorporeal Father: O God, the Father!

138Manuṣhya bigar samajh K|kē kah dētē haĩ ō god father .

143People say, without any understanding: O God, the Father.

139In lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī european lōg bhagvatī-bhagvān kahtē haĩ .

144Europeans call Lakshmi and Narayan a goddess and god.

140Inhō̃ kō aisā kisnē banāyā  ?

145Who made them become like that?

141In dēvtāō̃ kō kahtē haĩ āp sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ hō phir khud kō kyā kahtē haĩ  ?

146People say to the deity idols: You are full of all virtues, 16 celestial degrees full. 147What do they then say about themselves?

142Yah nahī̃ jāntē ki yah bhī manuṣhya haĩ . 143Bhārat mē̃ hī rājya karkē gayē haĩ .

148They don’t understand that they (deities) were human beings who existed and ruled in Bharat.

144Unkē āgē jākar mahimā gātē haĩ .

149They go in front of the idols and sing their praise.

145Apnē kō nīñch pāpī kahtē rahtē haĩ .

150They continue to call themselves degraded sinners.

146Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mandir mē̃ bhī jākar mahimā karē̃gē .

151They even go to a Shri Krishna temple and sing his praise.

147Śhiv key|kī yah mahimā nahī̃ karē̃gē .

152They would not sing this praise about Shiva.

148Unkī mahimā alag hai .

153His praise is separate.

149Aksar karkē śhiv kē pās jātē haĩ tō kahtē haĩ bhar dō jhōlī .

154Generally, when they go to a Shiva Temple, they ask for their aprons to be filled.

150Phir kah dētē haĩ vah bhāṅg pīnē vālā hai , dhatūrā khānē vālā hai .

155Then, they say that He drinks an intoxicating drink and eats poisonous flowers.

151Arē vahā̃ bhāṅg-dhatūrā kahā̃ sē I|āī|eye  ?

156How can there be intoxicating drinks or poisonous flowers there?

152Kuchh bhī samajh nahī̃ .

157They have no understanding at all.

153Māṅgtē rahtē haĩ - pati chāhiē , yah chāhiē . . . . dīpmālā par bhī lakṣhmī kā āhvān kartē haĩ .

158They continue to ask for everything: They want a husband, they want this, that and the other. 159At Deepmala, they invoke Lakshmi.

154Vah hai kaun , yah kiskō bhī patā nahī̃ .

160No one knows who she is.

1558-10 bhujāyē̃ kabhī hōtī haĩ kyā  ?

161Does anyone ever have eight or ten arms?

156Yah chaturbhuj rūp dikhātē haĩ kyōṅki pravr̥itti mārg hai .

162The four-armed image portrays the family path.

157Unkā nām viṣhṇu rakh diyā hai .

163They have named that image Vishnu.

158Lakṣhmī-nārāyaṇ tō satyug mē̃ rahtē haĩ .

164Lakshmi and Narayan live in the golden age.

159Manuṣhya kō yah patā nahī̃ ki viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ dvārā pālnā hōtī hai .

165People don’t understand that sustenance takes place through the two forms of Vishnu: Lakshmi and Narayan.

160Chitrō̃ mē̃ lakṣhmī kō 4 bhujāyē̃ dē dētē haĩ .

166They have even shown images of Lakshmi with four arms.

1614 bhujā vālē kō bachchā hōgā tō unkō bhī 4 bhujā hōnī chāhiē .

167Anyone who has four arms would also have children with four arms.

162Kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .

168They don’t understand anything.

163Tum abhī samajhtē hō - bābā jab tak nahī̃ āyē thē tō ham bhī kuchh nahī̃ jāntē thē .

169You now understand that, until Baba came, even you didn’t know anything.

164Abhī sārē viśhva K|kē ādi-madhy-ant kō jān gayē haĩ .

170You now know the beginning, the middle and the end of the whole world.

165Bāp ākar patit duniyā kō pāvan banātē haĩ .

171The Father comes and purifies the impure world.

166Bulātē bhī haĩ - hē patit-pāvan āō .

172People call out: O Purifier, come!

167Ab paramātmā kaisē āyē  ?

173How can God come?

168Kaisē ākar patitō̃ kō pāvan banāyē  ?

174How would He come and purify the impure?

169Bāp kahtē haĩ 5 hajār varṣh pahlē hamnē daivī svarājya banāyā thā phir tumnē 84 janm kaisē liē  ? 170Yah samajh āgē tumhārī buddhi mē̃ bilkul nahī̃ thī .

175The Father says: I created that deity self-sovereignty 5000 years ago. 176Previously, your intellects had no understanding at all of how you took 84 births.

171Is brahmā kō bhī patā nahī̃ thā .

177Even this Brahma didn’t know anything.

172Rādhē-kr̥iṣhṇa , lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kartē rahtē . 173Parantu yah bhī patā nahī̃ ki rādhē-kr̥iṣhṇa hī svayamvar kē bād lakṣhmī-nārāyaṇ banē haĩ isliē princess rādhē , prince śhrīkr̥iṣhṇa kahā jātā hai .

178He continued to worship Radhe and Krishna and Lakshmi and Narayan, but he didn’t know that Radhe and Krishna become Lakshmi and Narayan after their marriage. 179This is why it is said: Princess Radhe and Prince Shri Krishna.

174Svayamvar kē bād mahārājā-mahārānī bantē haĩ .

180After their marriage, they become the empress and emperor.

175Yah jō khud ban rahē haĩ , unkō bhī patā nahī̃ thā .

181This one, who is becoming that, didn’t know it himself.

176Bhal kōī kō dīdār bhī hōtā hai parantu kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

182Although someone may have visions, he doesn’t understand anything.

177Phir bhī bhaktō̃ key|kī bhāvnā alpkāl kē liē pūrī karnē maĩ sākṣhātkār karātā hū̃ .

183I still grant visions to devotees to fulfil their desires for a temporary period.

178Yahā̃ tō dhyān-dīdār key|kī bāt hī nahī̃ .

184There is no question of trance or visions here.

179Bāp tō samjhātē haĩ - sākṣhātkār mē̃ māyā pravēśh kar lēgī tō tum pad bhraṣhṭa hō paṛē̃gē .

185The Father explains: If Maya appears in your visions, your status would then be destroyed.

180Bahut ākar kahtē haĩ - hamkō śhivbābā kā sākṣhātkār hō .

186Many come and ask for a vision of Shiv Baba.

181Arē tumkō samjhāyā jātā hai - firefly kitnā chhōṭā hōtā hai , āṅkhō̃ sē dēkhā jātā hai .

187It has been explained to you how tiny fireflies are. 188They can at least be seen with the eyes.

182Ātmā tō ussē bhī chhōṭī bindī hai .

189A soul is an even tinier point than that.

183Jaisē ātmā hai vaisē hī paramātmā kā rūp hai .

190As is a soul, so is the form of the Supreme Soul.

184Sākṣhātkār bhī hōgā tō usī chhōṭī bindī kā hōgā .

191Even if you did have a vision, it would just be of a tiny point.

185Yah tō chhōṭī see|sī|C bindī hai jō bhrakuṭī kē bīch mē̃ rahtī hai .

192It is just a tiny point that resides in the centre of the forehead.

186Ātmā kā sākṣhātkār hō tō bhī samajhē̃gē kuchh nahī̃ .

193Even if they did have a vision of a soul, they wouldn’t understand anything.

187Tum bachchē jāntē hō - abhī ham śhivbābā key|kī santān haĩ .

194You children know that you are the children of Shiv Baba.

188Sab brahmākumār-kumāriyā̃ śhivbābā sē varsā lē rahē haĩ .

195All you Brahma Kumars and Kumaris are claiming your inheritance from Shiv Baba.

189Hamārī aim object hī yah hai .

196This is our aim and objective.

190Student haĩ nā .

197You are students.

191Tum kahtē hō - bāp sē sahaj rājyōg sīkhnē āyē haĩ .

198You say that you have come to study easy Raja Yoga with the Father.

192Yah aim-object hai .

199This is your aim and objective.

193Yah bachchō̃ kō bhūlnā nahī̃ chāhiē .

200You children should not forget this.

194Bhakti mārg mē̃ bhakta lōg dēvtāō̃ K|kē chitra sāth mē̃ rakhtē haĩ .

201On the path of devotion, devotees keep pictures of the deities with them.

195Phir tumkō yah trimūrti kā chitra pocket mē̃ rakhnā chāhiē .

202Therefore, you too should keep a picture of the Trimurti in your pocket.

196Is śhivbābā dvārā ham yah lakṣhmī-nārāyaṇ ban rahē haĩ .

203We are becoming Lakshmi and Narayan through Shiv Baba.

197Achchhā .

204Achcha.

198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

205To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

206The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

200Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

207Essence for dharna:

2011 ) śhivbābā kō vikārō̃ kā dān dēkar phir kabhī vāpas nahī̃ lēnā hai .

2081. Having donated the vices to Shiv Baba, never take them back.

202Dēh-abhimān K|kē bhūt sē bachnā hai .

209Protect yourself from the evil spirit of body consciousness.

203Is bhūt sē sab bhūt ā jātē haĩ isliē ātma-abhimānī bannē kā abhyās karnā hai .

210All other evil spirits come through this evil spirit. 211Therefore, practise remaining soul conscious.

2042 ) dhyān dīdār key|kī āśh nahī̃ rakhnī hai .

2122. Don’t have any desire to go into trance or have visions.

205Aim-object kō sāmnē rakh puruṣhārth karnā hai .

213Make effort while keeping your aim and objective in front of you.

206Śhrīmat par sabkō sukh dēnā hai .

214Give everyone happiness by following shrimat.

Blessing

207Vardān  : karāvanhār key|kī smr̥iti sē sēvā mē̃ sadā nirmāṇ kā kārya karnē vālē karmayōgī bhav

215Blessing: May you be a karma yogi who always carries out constructive work in the service you do while being aware of Karavanhar (the One who inspires actions)

208Kōī bhī karma , karmayōgī key|kī stage mē̃ parivartan karō , sirph karma karnē vālē nahī̃ lēkin karmayōgī haĩ .

216Transform any act with the stage of a karma yogi. 217You are not someone who just acts, but you are a karma yogi.

209Karma arthāt vyavahār aur yōg arthāt paramārtha dōnō̃ kā balance hō .

218Karma means a relationship and yoga means for the sake of God, and so let there be a balance of the two.

210Śharīr nirvāh kē pīchhē ātmā kā nirvāh bhūl na jāē .

219While looking after the livelihood of your body, do not forget the livelihood of yourself, a soul.

211Jō bhī karma karō vah īśhvarīy sēvā arth|earth hō .

220Whatever act you perform, let it be for Godly service.

212Iskē liē sēvāō̃ mē̃ nimitt mātra kā mantra vā karanhār key|kī smr̥iti kā saṅkalp sadā yād rahē .

221For this, always remember the saying about being just an instrument for service and remain aware of being karanhar (one who acts).

213Karāvanhār bhūlē nahī̃ tō sēvā mē̃ nirmāṇ hī nirmāṇ kartē rahē̃gē .

222When you do not forget Karavanhar, you will continue to be constructive in the service you do.

Slogan

214Slōgan  : sēvā va sambandh-sampark mē̃ vighna paṛnē kā kāraṇ hai purānē saṅskār , un saṅskārō̃ sē vairāgya hō .

223Slogan: The reason for obstacles in service, relationships and connections is old sanskars, and so have disinterest in those sanskars.

224*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

215Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō

225Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.

216Sabhī sē śhrēṣhṭh takht bāpdādā K|kē dil takhtnaśhīn bannā hai .

226The most elevated throne to be seated on is BapDada’s heart throne.

217Lēkin is takht par baiṭhnē kē liē pahlē achal , aṛōl , ēkras sthiti kā takht chāhiē .

227However, before sitting on this throne, you need the throne of a stage that is unshakeable, immovable and constant.

218Ēkras sthiti K|kē takht par tab sthit rah sakē̃gē jab akāl takht naśhīn bannē kā abhyās hōgā .

228You can only remain stable on the throne of a constant stage when you have the practice of remaining seated on your immortal throne.

219Jaisē vah tapasvī sadaiv āsan par baiṭhtē haĩ , aisē āp apnī ēkras ātmā key|kī sthiti K|kē āsan par virājmān rahō .

229Just as those tapasvi always sit on a seat, similarly, you should remain stable on the throne of a constant stage of soul.

220Is āsan kō nahī̃ chhōṛō tab siṃhāsan milēgā .

230Do not leave this seat, and only then will you receive the throne.