गुरुवार 28 मई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
028/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum bāp kē pās āyē hō apnī ūñch takdīr banānē , jitnā śhrīmat par chalē̃gē utnā ūñch takdīr banēgī ' '
1Essence: Sweet children, you have come to the Father to make your fortune elevated. 2To the extent that you follow shrimat, you will accordingly make your fortune elevated.
Question
2Praśhna : bhakti key|kī kaun see|sī|C ādat abhī tum bachchō̃ mē̃ nahī̃ hōnī chāhiē ?
3Question: What habit of the path of devotion should you children no longer have?
Answer
3Uttar : bhakti mē̃ thōṛā duḥkh hōgā , bīmārī hōgī tō kahē̃gē hē rām , hē bhagvān , hāy-hāy karnē key|kī ādat bhakti mē̃ hōtī .
4Answer: On the path of devotion, when they experience a little sorrow or fall ill, they say: O Rama! 5O God! 6On the path of devotion, there is the habit of crying out in sorrow.
4Abhī tumhē̃ kabhī bhī mukh sē aisē bōl nahī̃ nikālnē haĩ .
7You must no longer allow such words to emerge from your mouth.
5Tumhē̃ tō andar hī andar mīṭhē bābā kō pyār sē yād karnā hai .
8You should internally remember sweet Baba with a lot of love.
Song
6Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
9Song: I have come with my fortune awakened.
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Har ēk manuṣhya puruṣhārth kartē haĩ - sukh aur śhānti key|kī takdīr banānē .
11Every human being makes effort to create a fortune of happiness or peace.
9Sādhū-santa , sannyāsī ādi kahtē haĩ , hamkō śhānti chāhiē .
12Sages, holy men and sannyasis say: We want peace!
10Duḥkh harō , sukh dō .
13Remove our sorrow and grant us happiness!
11Samajhtē haĩ - bhagvān hī manuṣhya mātra kā duḥkh-hartā , sukh-kartā hai . 12Ab bhagvān kō manuṣhya jāntē tō haĩ nahī̃ .
14They believe that only God is the Remover of Sorrow and the Bestower for Happiness for human beings, but human beings don't know God.
13Tum tō kahtē hō śhivbābā .
15You say: Shiv Baba.
14Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bābā nahī̃ kahē̃gē . 15Vah tō dēvtā hai .
16Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called Baba; they are deities.
16Bhagvān kō hī bābā kahē̃gē , vah hai nirākār , jiskī pūjā kartē haĩ .
17Only God is called Baba. 18He is incorporeal and He is worshipped.
17Jāntē haĩ śhivbābā sabhī kā hai .
19You know that Shiv Baba is the Baba of everyone.
18Parantu yah khyāl nahī̃ ātā ki ham bābā kyō̃ kahtē haĩ .
20However, they don't understand why they call Him “Baba”.
19Bābā tō ēk laukik bhī hai - yah phir kaun sā bāp hai !
21There are worldly fathers too, and so which Father is this?
20Yah ātmā kahtī hai vah nirākār bāp hai .
22Souls say: That One is the incorporeal Father.
21Vah bhī nirākār hai , ham ātmā bhī nirākār haĩ .
23He is incorporeal and we souls are also incorporeal.
22Sākār bābā hōtē huē bhī ātmā us bāp kō bhūltī nahī̃ hai .
24Even though people have worldly fathers, souls don't forget that Father.
23God father hai , ham unkē bachchē haĩ .
25God is the Father and we are His children.
24Yahā̃ kahtē haĩ parampitā .
26Here, He is called the Supreme Father.
25Aṅgrējī mē̃ kahtē haĩ - god father , supreme soul , sabsē ūñchā .
27In English, it is said: God, the Father, the Supreme Soul, the Highest on High.
26Laukik bāp tō śharīr kā rachayitā hai aur vah hai pārlaukik bāp .
28A worldly father is a creator of bodies whereas that One is the Father from beyond this world.
27Bāp hī baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
29Only the Father sits here and explains to you children.
28Bāp kō yād kartē haĩ kyōṅki bāp sē varsā miltā hai .
30You remember the Father because you receive the inheritance from Him.
29Tum bāp kē pās āyē hī hō varsā lēnē .
31You have come to the Father to claim your inheritance.
30Duḥkh-hartā , sukh-kartā bāp hī ākar sukh kā rāstā batātē haĩ .
32Only the Father, the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, comes to show you the path to happiness.
31Phir vahā̃ duḥkh kā nāmniśhān nahī̃ rahtā .
33There will be no name or trace of sorrow there.
32Yahā̃ tō bahut duḥkh hai nā , sab pukārtē haĩ .
34Here, there is a lot of sorrow. 35Everyone calls out.
33Abhī tō duniyā mē̃ bahut duḥkh ānē vālā hai .
36There is now a lot of sorrow to come in this world.
34Kōī martē haĩ tō kitnā duḥkhī hōtē haĩ .
37When someone dies, people become so unhappy.
35' hāy bhagvān ' kah rōtē haĩ .
38They say: O God and cry.
36Vahī kalyāṇkārī bāp hai .
39He alone is the Benefactor Father.
37Gātē hō tō jarūr duḥkh harā hai , sukh diyā hai nā .
40You sing this and so He must definitely have removed your sorrow and given you happiness.
38Bāp ākar samjhātē haĩ - bachchē tum kalp-kalp jab bahut duḥkhī patit hō jātē hō tab pukārtē hō , hē bābā āō .
41The Father comes and explains: Children, every cycle, when you become very unhappy and impure, it is then that you call out: O Baba, come!
39Maĩ kalp-kalp ātā hī hū̃ , saṅgam par .
42I come cycle after cycle at the confluence age.
40Pāvan duniyā K|kē ādi aur patit duniyā K|kē ant kō saṅgam kahā jātā hai .
43The end of the impure world and the beginning of the pure world is called the confluence age.
41Yah ēk hī saṅgamyug gāyā jātā hai .
44This is the only confluence age that is remembered.
42Bāp ātē haĩ sabkī jyōt jagānē , duḥkh harkar sukh dēnē .
45The Father comes to ignite everyone's light, to remove their sorrow and give them happiness.
43Tum jāntē hō ham pārlaukik bāp kē pās āyē haĩ , jō bābā inmē̃ pravēśh kar āyē haĩ .
46You know you have come to the Father from beyond, the One who has entered this one.
44Khud kahtē haĩ maĩ inmē̃ pravēśh kar inkā nām brahmā rakhtā hū̃ .
47He Himself says: I enter this one and name him Brahma.
45Tum sab hō brahmākumār aur kumārī .
48All of you are Brahma Kumars and Kumaris.
46Tumkō yah niśhchay hai ki ham brahmā key|kī santān banē haĩ - bāp sē sukh kā varsā lēnē .
49You have the faith that you have become the children of Brahma in order to claim your inheritance of happiness from the Father.
47Tum bachchō̃ kō hī sukh thā , jab ki in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
50You children had happiness when it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.
48Ab hai kaliyug , duḥkhdhām .
51It is now the iron age, the land of sorrow.
49Uskē bād phir satyug āyēgā .
52After this, there will be the golden age.
50World key|kī history-geography repeat hōtī hai nā .
53The history and geography of the world have to repeat.
51Satyug mē̃ phir in lakṣhmī-nārāyaṇ kā hī rājya chāhiē .
54There has to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in the golden age.
52Yah chakra phirtā hī rahtā hai .
55This cycle continues to turn.
53Bābā nē samjhāyā hai tum narkvāsī banē hō ab phir svargvāsī bannā hai .
56Baba has told you that you became the residents of hell and you now have to become the residents of heaven.
54Tum dēvī-dēvatāō̃ kā bahut chhōṭā jhāṛ thā .
57The tree of you deities was very small at first.
55Ab tumkō smr̥iti āī hai , hamnē hī 84 janma liē haĩ .
58You now remember that you have taken 84 births.
56Ham sārē viśhva K|kē mālik thē , phir punarjanma lētē āyē haĩ .
59You were the masters of the whole world and you then continued to take rebirth.
57Ab tumhārē 84 janmō̃ K|kē ant kā bhī ant hai .
60It is now the end of your last, your 84th birth.
58Duniyā naī sē purānī jarūr hōgī .
61This world will definitely become new from old.
59Naī duniyā pāvan thī , ab purānī patit duniyā hai .
62That new world was pure and it is now this old, impure world.
60Kitnē duḥkhī kaṅgāl haĩ .
63People are so unhappy and poverty-stricken.
61Bhārat bahut sāhūkār thā .
64Bharat was very wealthy.
62Pavitra gr̥ihasth āśhram thā .
65There used to be the pure, household religion.
63Pavitra pravr̥itti mārg thā , sampūrṇ nirvikārī thē , sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ thē .
66When it was the pure family path, everyone was completely viceless, 16 celestial degrees full.
64Yah bātē̃ śhāstrō̃ mē̃ haĩ nahī̃ .
67These things are not mentioned in the scriptures.
65Śhāstra haĩ bhakti mārg kē liē .
68The scriptures are for the path of devotion.
66Bhakti key|kī hī rasam-rivāj unmē̃ hai .
69They only have the customs and systems of devotion in them.
67Bāp sē milnē kā rāstā śhāstrō̃ sē nahī̃ mil saktā .
70The path to find God cannot be found in the scriptures.
68Samajhtē bhī haĩ - bhagvān kō yahā̃ ānā hai phir vahā̃ pahuñchnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .
71They do realise that God has to come here, so there is no question of trying to go there.
69Yagya , tap ādi karnā - vah kōī rāstā nahī̃ hai .
72To hold sacrificial fires and to perform tapasya etc. is not the way to find Him.
70Bhagvān kō pukārtē hī haĩ āō , ākar rāstā batāō .
73People call out to God: Come and show us the path!
71Hamārī ātmā tamōpradhān ban gaī hai , jis kāraṇ uṛ nahī̃ saktī arthāt bāp kē pās jā nahī̃ saktī .
74My soul has become tamopradhan and cannot fly; that is, he cannot go to the Father.
72Yū̃ tō ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
75In fact, a soul sheds his body and takes another.
73Kahā̃ key|kī kahā̃ chalī jātī hai . 74America bhī jā saktī hai .
76He can go anywhere from here; a soul can even go to America.
75Kōī kā kiskē sāth sambandh hōgā tō ātmā jhaṭ vahā̃ uṛēgī , ēk second mē̃ . 76Bākī uṛkar apnē ghar vāpis jāyē , yē nahī̃ hō saktā .
77If a soul still has a relationship with someone, he could go straight there in a second, but it is impossible for a soul to fly back home.
77Patit vahā̃ jā nahī saktē , isliē pukārtē haĩ , hē patit-pāvan āō .
78Impure souls cannot go there, and this is why souls call out: O Purifier, come!
78Bāp jab ātē haĩ tō ākar samjhātē haĩ - maĩ ātā hī tab hū̃ , jab sārī duniyā patit hai .
79The Father explains when He comes: I only come when the whole world has become impure.
79Patit duniyā mē̃ ēk bhī pāvan nahī̃ hai .
80There cannot be a single pure being in this impure world.
80Samajhtē haĩ gaṅgā patit-pāvnī hai isliē jātē haĩ snān karnē .
81People believe that the Ganges is the Purifier and this is why they go to bathe in it.
81Parantu pānī sē tō kōī pāvan hō nahī̃ saktā .
82However, no one can be purified with water.
82Purānī duniyā hai hī patit , naī duniyā hai pāvan .
83This old world is impure and the new world is pure.
83Abhī tum bēhad K|kē bāp sē varsā lēnē āyē hō .
84You have now come to the unlimited Father to claim your inheritance.
84Tumkō puṇya ātmā bannā hai .
85You have to become charitable souls.
85Tumhārī ātmā satōpradhān thī sō ab tamōpradhān hai .
86You souls were satopradhan and are now tamopradhan.
86Phir satōpradhān kōī gaṅgā snān sē nahī̃ banēgī .
87You cannot become satopradhan by bathing in the Ganges.
87Patitō̃ kō pāvan banānā - yah tō bāp kā hī kām hai .
88It is only the Father’s task to purify the impure.
88Bākī vah pānī key|kī nadī tō sab jagah hai .
89There are rivers of water everywhere.
89Bādalō̃ sē pānī barastā hai , sabkō miltā hai .
90Rain comes from the clouds and everyone experiences it.
90Agar pānī key|kī nadī pāvan banāyē , phir tō sabkō pāvan kar dē .
91If rivers of water could purify, they would purify everyone.
91Pāvan bannē key|kī yukti bāp hī ākar batātē haĩ in dvārā .
92Only the Father comes and shows you through this one the way to become pure.
92Inkī apnī ātmā hai .
93This one's soul is his own.
93Bāp kahtē haĩ - mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .
94The Father says: I don't have a body of My own.
94Kalp-kalp ismē̃ hī ātā hū̃ tumkō samjhānē .
95I enter this one every cycle in order to explain to you.
95Tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .
96You don't know your own births.
96Kalp key|kī āyu lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
97They say that the duration of each cycle is hundreds of thousands of years.
97Bāp kahtē haĩ - yah 84 janmō̃ kā chakra hai .
98The Father says: This cycle is of 84 births.
985 hajār varṣh mē̃ 84 lākh janm kōī lē na sakē .
99No one can take 8.4 million births in 5000 years.
99Tō bāp samjhātē haĩ - svarg mē̃ tum 16 kalā sampūrṇ thē phir 2 kalā kam huī phir dhīrē-dhīrē kalā kam hōtī jātī hai . 100Naī duniyā sō phir purānī hōtī hai .
100The Father explains: You were 16 celestial degrees full in the golden age, then two degrees less and then the degrees gradually continued to decrease; the new world becomes old.
101Dvāpar kaliyug kō patit duniyā kahā jātā hai .
101The copper and iron ages are called the impure world.
102Yah bātē̃ kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .
102These things are not mentioned in the scriptures.
103Mujhē hī gyān kā sāgar kahtē haĩ .
103Only I am called the Ocean of Knowledge.
104Maĩ kōī śhāstra paṛhtā hū̃ kyā ?
104Do I study any scriptures?
105Maĩ is sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō jāntā hū̃ .
105I know the beginning, middle and end of this world.
106Bhakti mārg vālō̃ kō yah gyān hō nahī̃ saktā .
106Those on the path of devotion cannot have this knowledge.
107Vah sab hai bhakti kā gyān .
107All of that is the knowledge of the path of devotion.
108Gātē bhī haĩ , ham pāpī , nīch haĩ .
108People sing: We are degraded sinners!
109Hamārē mē̃ kōī guṇ nāhī̃ .
109We have no virtues!
110Āpēhī taras parōī . . . inkē ūpar taras kiyā gayā hai tab manuṣhya sē dēvtā banē haĩ , inkō kahā jātā hai ūñch tē ūñch takdīr .
110Have mercy on us! 111It was because there was mercy for them (L&N) that they changed from humans into deities. 112This is called the highest-on-high fortune.
111School mē̃ takdīr banānē jātē haĩ . 112Kōī judge , kōī engineer bantē haĩ .
113People go to school to make their fortune; someone becomes a judge and someone else an engineer.
113Vah hai vikārī takdīr , yah tumhārī bantī hai īśhvar dvārā takdīr , isliē bulātē haĩ duḥkh-hartā sukh-kartā , dēvtā banānē kē liē sivāē bāp K|kē kōī paṛhā na sakē .
114That fortune is vicious, whereas your fortune is being made by God. 115This is why you call out to the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness to come. 116No one but the Father can teach you and make you into deities.
114Bāp ātmāō̃ sē baiṭh bāt kar rahē haĩ .
117The Father sits here and speaks to you souls.
115Ātmā kahtī hai - yah mērā śharīr hai .
118The soul says: This is my body.
116Śharīr tō nahī̃ kahēgā , mērī ātmā .
119The body does not say: This is my soul.
117Śharīr K|kē andar ātmā hai , vah kahtī hai - yah mērā śharīr hai .
120The soul is in the body; he says: This is my body.
118Manuṣhya kahtē haĩ mērī ātmā kō na duḥkhāō .
121People say: Don't make my soul suffer.
119Ātmā śharīr mē̃ na hō tō bōlē bhī nahī̃ .
122If a soul were not in that body, he could not speak.
120Ātmā kahtī hai , maĩ ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētā hū̃ .
123The soul says: I shed my body and take another.
121Hamnē jarūr 84 janm bhōgē haĩ , narkvāsī banē̃ .
124I have definitely experienced 84 births and have become a resident of hell.
122Ab phir tum svargvāsī bannē kā puruṣhārth kar rahē hō .
125You are now once again making effort to become the residents of heaven.
123Svargvāsī tō bāp hī banāyēṅgē .
126Only the Father makes you into the residents of heaven.
124Svarg kahā hī jātā hai satyug kō .
127The golden age is called heaven.
125Yah jō kahtē haĩ phalānā svargvāsī huā , yah jhūṭh bōltē haĩ .
128When they say that so-and-so became a resident of heaven, they are telling lies.
126Yah tō nark hai .
129This is hell.
127Kōī marā tō kahtē svarg mē̃ gayā phir nark mē̃ kyō̃ bulātē haĩ ki ākar khānā khāō .
130When someone dies, people say that he has gone to heaven. 131So, why do they invite him back to hell to eat the food of the iron age?
128Svarg mē̃ tō unkō bahut vaibhav miltē haĩ phir tum nark mē̃ kyō̃ bulātē hō ?
132He would receive many comfortable facilities in heaven, so why do you invite him back to hell?
129Manuṣhyō̃ mē̃ itnī bhī samajh nahī̃ hai .
133People don't have even this much understanding.
130Bāp baiṭh samjhātē haĩ - abhī yah kaliyug khatm hōnā hai , inkō āg lagēgī .
134The Father sits here and explains: This iron age is now to be destroyed; it is to be set on fire.
131Yah sab khatm hō jāyēṅgē .
135Everything is to be destroyed.
132Tum bachchē jō bāp sē varsā lētē hō , vah satyug mē̃ ākar rājya karē̃gē .
136You children, who are claiming your inheritance from the Father, will go and rule in the golden age.
133In lakṣhmī-nārāyaṇ kō yah varsā kisnē diyā ?
137Who gave this inheritance to Lakshmi and Narayan?
134Bāp nē .
138The Father.
135Tum abhī bāp dvārā lāyak ban rahē hō .
139You are now being made worthy by the Father.
136Tum kahē̃gē ham narkvāsī sē svarg-vāsī ban rahē haĩ .
140You say that you are changing from the residents of hell and becoming the residents of heaven.
137Bāp kahtē haĩ - maĩ svargvāsī nahī̃ bantā hū̃ .
141The Father says: I don't become a resident of heaven.
138Maĩ tō paramdhām mē̃ rahtā hū̃ .
142I only reside in the supreme region.
139Narkavāsī-svargavāsī tum bantē hō .
143You become the residents of hell and the residents of heaven.
140Ātmā kā nivās sthān śhāntidhām hai phir tum sukhdhām mē̃ ātē hō .
144The residential home of souls is the land of peace; from there, you go to a land of happiness.
141Yah hai hī duḥkhdhām , inkā ab vināśh hōnā hai .
145This is a land of sorrow which is now to be destroyed.
142Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai ki bhagvān brahmā tan mē̃ ākar rājyōg sikhātē haĩ .
146No one knows that God enters the body of Brahma and teaches Raja Yoga.
143Vah samajhtē haĩ ki śhrīkr̥iṣhṇa āyā , śhrīkr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ bhī nahī̃ kahtē .
147They think that Shri Krishna himself came: they do not even say that God came in the body of Shri Krishna.
144Kr̥iṣhṇa kō bhagvān kah na sakē̃ .
148Krishna cannot be God.
145Vah tō viśhva kā mālik hai .
149He is a master of the world.
146Liberator sabkā ēk hai , vah hai supreme ātmā , param-ātmā .
150The Liberator of All is One. 151He is the Supreme Soul.
147Duniyā mē̃ kōī bhī satsaṅg nahī̃ hōtā , jahā̃ aisā samajhē̃ ki ham bāp sē svarg kā varsā lētē haĩ .
152There is no other spiritual gathering in the world where they understand that they are claiming their inheritance from the Father.
148Patit sē pāvan banānē vālā tō ēk hī bāp hai .
153Only the one Father makes you pure from impure.
149Bāp kahtē haĩ - maĩ tumhārā sachchā gurū hū̃ , tumkō pāvan banātā hū̃ .
154The Father says: I am your true Guru and I purify you.
150Bākī gaṅgā kā pānī pāvan banā nahī̃ saktā .
155The water of the Ganges cannot purify you.
151Yah hai hī pāpātmāō̃ key|kī duniyā .
156This is a world of sinful souls.
152Kuchh bhī karē̃ sīṛhī nīchē utarnī hī hai .
157No matter what people do, they have to come down the ladder.
153Satōpradhān sē tamōpradhān bannā hī hai .
158They have to become tamopradhan from satopradhan.
154Tum bhakti nahī̃ kartē hō .
159You no longer perform devotion.
155Hāy-rām bhī nahī̃ kahē̃gē .
160You do not even say: O Rama.
156Vah tō tumhārā bāp hai , tumkō paṛhā rahē haĩ .
161He is your Father and is teaching you.
157Hē bhagvān āō , hē rām bhī nahī̃ kahnā chāhiē .
162You should not even say: O God, come! 163O Rama.
158Parantu bahutō̃ mē̃ yah ādat paṛī huī hai tō akṣhar nikal paṛtē haĩ .
164However, many have this habit and so these words emerge.
159Tumkō bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur tum mērē pās|pass ā jāyēṅgē .
165The Father says to you: Remember Me and your sins will be absolved and you will come to Me.
160Yād ēk kō hī karnā hai .
166You have to remember the One alone.
161Bāp kahtē haĩ - yah tumhārā antim janm hai .
167The Father says: This is your last birth.
162Abhī varsā liyā sō liyā , phir kabhī nahī̃ pā sakē̃gē .
168Only at this time do you have a chance to claim whatever inheritance you want.
163Bāp nē samjhāyā hai , yah jō apnē kō hindū kahlātē haĩ , vah asul dēvī-dēvtā dharm vālē haĩ .
169You will not be able to claim it again. 170The Father has explained: Those who call themselves Hindus originally belonged to the deity religion.
164Kriściyan dharm vālē kabhī nām nahī̃ badaltē haĩ .
171Those who belong to the Christian religion never change the name of their religion.
165Bhal tamōpradhān haĩ tō bhī kriściyan dharm mē̃ hī haĩ .
172Even though they are tamopradhan, they are still in the Christian religion.
166Tum dēvī-dēvatāyē hō parantu patit hōnē K|kē kāraṇ apnē kō hindū kah dētē hō , apnē kō dēvtā nahī̃ kah saktē .
173You are deities but, because you are impure, you call yourselves Hindus. 174You cannot call yourselves deities.
167Yah bhūl gayē haĩ ki ham asul dēvī-dēvtā thē .
175You have forgotten that you were originally deities.
168Apnē kō dēvtā dharm vālā kōī nahī̃ kahlātē haĩ kyōṅki vikārī haĩ . 169Yah hai dēh-abhimān .
176None of you call yourselves deities because you have become vicious; you have body consciousness.
170Bachchō̃ kō bahut achchhī tarah samjhāyā jātā hai .
177Everything is explained to you children very clearly.
171Yahā̃ kōī sādhū-santa ādi nahī̃ haĩ .
178There are no sages or holy men here.
172Ham vyāpārī haĩ , phalānā haĩ - yah sab hai dēh-abhimān .
179To say: I am a businessman or I am so-and-so is body consciousness.
173Abhī tumkō dēhī-abhimānī bannā hai .
180You now have to become soul conscious.
174Dēhī-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .
181It requires effort to become soul conscious.
175Tumkō bābā sē varsā lēnā hai tō bāp kō yād karnā hai .
182You have to claim your inheritance from Baba. 183Therefore, remember the Father.
176Cum|kam kār|car ḍē|day , dil yār ḍē|day . . . .
184Let your hands do the work while your heart is with the Father.
177Tum āśhik hō , ēk māśhūk K|kē .
185You are the lovers of the one Beloved.
178Sabkā sadgati dātā ēk māśhūk hai .
186That one Beloved is the Bestower of Salvation for All.
179Vah ātē hī tab haĩ , jab sabkō sadgati miltī hai , svarg key|kī sthāpanā hōtī hai , duḥkh kā nām niśhān gum hō jātā hai .
187He comes when everyone is to receive salvation and heaven is to be established. 188All name and trace of sorrow will disappear.
180Abhī tum bachchē yahā̃ āyē hō - bēhad K|kē bāp sē svarg kā , 21 janmō̃ kē liē sadā sukh kā varsā pānē .
189You children have come here to claim your inheritance of the constant happiness of heaven for 21 births from the unlimited Father.
181Aur kōī bhī manuṣhy-mātra kisī kō svarg kā mālik banā nahī̃ saktē .
190No human being can make anyone into a master of heaven.
182Śhivbābā bhārat mē̃ hī ākar bhārat kō svarg banātē haĩ .
191Shiv Baba comes in Bharat and makes it into heaven.
183Śhiv jayantī bhī manātē haĩ parantu bhūl gayē haĩ ki bābā sē hamkō svarg kā varsā miltā hai .
192People celebrate the birthday of Shiva, but they have forgotten that they receive their inheritance of heaven from Him.
184Achchhā !
193Achcha.
185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
194To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
195The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
187Dhārṇā kē liē mukhya sār :
196Essence for dharna:
1881 ) paṛhāī K|kē ādhār par apnī takdīr ūñch banānī hai , manuṣhya sē dēvtā bannā hai .
1971. Make your fortune elevated on the basis of this study. 198You have to become deities from human beings.
189Pāvan bankar vāpis ghar jānā hai phir naī duniyā mē̃ ānā hai .
199You have to become pure and return home and then go to a new world.
1902 ) hāthō̃ sē kām kartē - ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .
2002. Whilst working with your hands, stay in remembrance of the one Father.
191Kōī bhī ulṭī bāt na sunnī hai , na sunānī hai .
201Neither listen to nor say wrong things.
Blessing
192Vardān : sadā apnē pavitra svarūp mē̃ sthit rah guṇ rūpī mōtī chugnē vālē holy hans bhav
202Blessing: May you remain constantly stable in your pure form and only pick up pearls of virtues as a holy swan.
193Āp hōlī|holy hasō̃ kā svarūp hai pavitra aur kartavya hai sadaiv guṇō̃ rūpī mōtī chugnā .
203You holy swans have a pure form and your duty is constantly to pick up pearls of virtues.
194Avguṇ rūpī kaṅkaḍ kabhī bhī buddhi mē̃ svīkār na hō .
204Never take the pebbles of defects into your intellect.
195Lēkin is kartavya kō pālan karnē kē liē sadaiv ēk āgyā yād rahē ki na burā sōchnā hai , na burā sunnā hai , na burā dēkhnā hai , na burā bōlnā hai . . . . jō is āgyā kō sadā smr̥iti mē̃ rakhtē haĩ vah sadā sāgar K|kē kinārē par rahtē haĩ .
205However, in order to fulfil this duty, always remember one order: Think no evil, hear no evil, see no evil and speak no evil. 206Those who keep this order constantly in their awareness always stay on the shores of the Ocean.
196Hansō̃ kā ṭhikānā hai hī sāgar .
207The residence of you swans is the Ocean.
Slogan
197Slōgan : chaltē-phirtē phariśhtā svarūp mē̃ rahnā - yahī brahmā bāp key|kī dil-pasand gift hai .
208Slogan: To be in your angelic form while walking and moving around is a gift that pleases Father Brahma’s heart.
209*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
198Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō
210Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.
199Sadā achal-aḍōl rahnē kē liē sva-unnati aur sēvā key|kī unnati mē̃ sadā busy rahō , sarv kē prati śhubh bhāvnā rakhō .
211Remain constantly busy in making self-progress and progress in service and have good wishes for everyone.
200Sambandh K|kē ādhār par part nahī̃ , sēvā K|kē sambandh sē part bajāō .
212Do not play your part on the basis of some relationship, but play it in the relationship of service.
201Dūsrā - vināśhī sādhanō̃ kō sahārā vā ādhār nahī̃ banāō .
213Secondly, do not make any perishable facilities your support or basis.
202Yah sab nimitt mātra haĩ , sēvā kē prati haĩ .
214All of those are just in name; they are for service.
203Sēvā arth|earth kārya mē̃ lagāyā aur nyārē .
215Use them for service and become detached.
204Sādhanō̃ key|kī ākarṣhaṇ mē̃ man ākarṣhit nahī̃ hōnā chāhiē .
216Do not let your mind be attracted to the attraction of the facilities.