शनिवार 30 मई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

030-05-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

030/05/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - apnā sab kuchh īśhvarīy sēvā mē̃ saphal kar bhaviṣhya banā lō kyōṅki maut sir par hai ' '

1Essence: Sweet children, use everything you have in a worthwhile way for God’s service and thereby create your future, because death is over your heads.

Question

2Praśhna  : gyān suntē huē bhī bachchō̃ mē̃ uskī dhārṇā kyō̃ nahī̃ hōtī hai  ?

2Question: Even though you children listen to this knowledge, why are some of you not able to imbibe it?

Answer

3Uttar  : kyōṅki vichār sāgar manthan karnā nahī̃ ātā hai .

3Answer: Because you don’t know how to churn the ocean of this knowledge.

4Buddhiyōg dēh aur dēh K|kē sambandhō̃ mē̃ laṭakā|laṭkā huā hai .

4Your intellects are dangling in yoga with bodies and bodily relations.

5Pahlē jab buddhi sē mōh nikalē , tab kuchh dhārṇā bhī hō .

5Only when attachment is removed from your intellects are you able to imbibe something.

6Mōh aisī chīz hai , jō ēkdam bandar banā dētā hai isliē bāp bachchō̃ kō pahlā-pahlā vāydā yād dilātē haĩ - dēh sahit , dēh K|kē sab sambandhō̃ kō bhūlō aur mujhē yād karō .

6Attachment is such that it makes you absolutely like a monkey. 7This is why the Father reminds you of your first promise: Forget your body and all bodily relations and remember Me alone.

Song

7Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

8Song: No one is unique like the Innocent Lord.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Bāp baiṭh samjhātē haĩ , ab bachchō̃ kō yah tō achchhī tarah mālūm hai ki bēhad K|kē bāp kō hī kahā jātā hai - bigaṛī kō banānē vālā .

10The Father sits here and explains and you children clearly understand that only the unlimited Father is called the One who reforms that which has been spoilt.

10Śhrīkr̥iṣhṇa bigaṛī kō sudhār nahī̃ saktē .

11Shri Krishna cannot reform that which has been spoilt.

11Gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ , śhiv hai .

12Shiva, not Shri Krishna, is the God of the Gita.

12Śhivbābā rachayitā hai aur śhrīkr̥iṣhṇa hai rachnā .

13Shiv Baba is the Creator and Shri Krishna is the creation.

13Svarg kā varsā dēnē vālā , svarg kā rachayitā hī hō saktā hai .

14Only the Creator of heaven can be the One who gives you your inheritance of heaven.

14Yahī bhārat key|kī mukhya baṛē tē baṛī bhūl hai .

15This is the biggest, the main, mistake made in Bharat.

15Śhrīkr̥iṣhṇa kō bābā kōī kah nahī̃ saktā .

16No one would call Shri Krishna “Baba”.

16Varsā bābā sē hī miltā hai aur bhārat kō hī milā thā .

17Only from Baba is the inheritance received and only Bharat received it.

17Bhārat mē̃ hī śhrīkr̥iṣhṇa śhahzādā , rādhē śhahzādī gāī huī hai .

18Only in Bharat are Prince Shri Krishna and Princess Radhe remembered.

18Mahimā ūñch tē ūñch ēk bāp kī hai .

19The praise is only of the one highest-on-high Father.

19Śhrīkr̥iṣhṇa hai ūñch tē ūñch rachnā , viśhva kā mālik .

20Shri Krishna is the highest-on-high creation, the master of the world.

20Unkō kahā jātā hai sūryavanśhī deity dynasty .

21That is called the sun dynasty, the deity dynasty.

21Gītā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra hai .

22The Gita is the scripture of the original, eternal deity religion.

22Satyug mē̃ tō kiskō gyān sunāyā nahī̃ hai .

23No one is given this knowledge in the golden age.

23Saṅgam par hī bāp nē sunāyā hai .

24The Father only speaks it at the confluence age.

24Chitrō̃ mē̃ bhī pahlē yah siddh karnā hai .

25This has to be proved first with the pictures.

25Dōnō̃ K|kē chitra dētē haĩ , gītā kā bhagvān , yah rachayitā hai , jō punarjanma rahit hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa , rachnā .

26There are the images of both. 27The God of the Gita is this Creator who is free from rebirth; it is not Shri Krishna, the creation.

26Tum jāntē hō - śhivbābā hī hīrē-tulya banātē haĩ .

28You know that Shiv Baba makes you become like a diamond.

27Gāyā bhī jātā hai - hīrē-tulya , kauṛī-tulya .

29It is also remembered: There are those who are as worthless as shells and those who are as valuable as diamonds.

28Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē ki bāp kā pharmān hai - tum mujhē yād karō aur varsē kō yād karō .

30It should remain in the intellects of you children that the Father's direction is: Remember Me and the inheritance!

29Vah hai bēhad kā bāp .

31He is the unlimited Father.

30Kr̥iṣhṇa tō hai had kā mālik . 31Bhal viśhva kā rājā bantā hai , śhivbābā tō rājā nahī̃ hai nā .

32Although Krishna does become the king of the world, he is a master of the limited. 33Shiv Baba is not a king.

32Gītā key|kī vāstav mē̃ baṛī mahimā hai .

34There is, in fact, a lot of praise of the Gita.

33Sāth-sāth bhārat key|kī bhī mahimā hai .

35Along with that, there is also praise of Bharat.

34Bhārat sab dharm vālō̃ kā baṛā tīrtha hai .

36Bharat is the great pilgrimage place for all religions.

35Sirph kr̥iṣhṇa kā nām ḍālnē K|kē kāraṇ sārā mahatva uṛ gayā hai .

37It is just because Krishna’s name was inserted that its importance has been lost.

36Is kāraṇ hī bhārat kauṛī-tulya ban gayā hai .

38It is because of this that Bharat has become as worthless as a shell.

37Hai tō drama anusār parantu sāvdhān karnā hōtā hai .

39It is according to the drama, but you have to be cautioned.

38Bāp samjhātē bahut achchhī rīti haĩ .

40The Father explains very well.

39Din-pratidin guhya bātē̃ sunātē rahtē haĩ tō phir purānē chitrō̃ kō badal kar dūsrā banānā paṛē .

41He tells you deep things every day and so you have to change the old pictures and create new ones.

40Yah tō ant tak hōtā hī rahēgā .

42This will continue till the end.

41Bachchō̃ kō buddhi mē̃ achchhī rīti rakhnā chāhiē - śhivbābā hamkō varsā dē rahē haĩ .

43You children must keep it in your intellects very clearly that Shiv Baba is giving you your inheritance.

42Kahtē haĩ - māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

44He says: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.

43Kr̥iṣhṇa kō yād karnē sē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .

45Your sins cannot be absolved by remembering Krishna.

44Vah sarvśhaktimān tō hai nahī̃ .

46He is not the Almighty Authority.

45Sarvśhaktimān bāp hai , varsā bhī vah dētē haĩ .

47Only the Father is the Almighty Authority and only He gives you your inheritance.

46Manuṣhya , kr̥iṣhṇa kō hī yād kartē rahtē haĩ .

48People continue to remember Shri Krishna.

47Achchhā samjhō , kr̥iṣhṇa nē kahā hai . 48Vah bhī kahtē haĩ - dēh K|kē sambandh chhōṛ , māmēkam yād karō .

49For instance, you might think that Shri Krishna said this, and that he also said: Forget all the relations of your body and constantly remember me alone.

49Ātmā tō bāp kō yād karēgī nā .

50A soul would remember his father.

50Kr̥iṣhṇa tō sabhī ātmāō̃ kā bāp nahī̃ hai .

51Krishna is not the Father of all souls.

51Yah sab vichār sāgar manthan kar buddhi mē̃ dhāraṇ karnā chāhiē .

52All of these things have to be churned and imbibed by your intellects.

52Kōī-kōī mōh mē̃ phansnē K|kē kāraṇ phir dhārṇā nahī̃ kar saktē haĩ .

53Some are unable to imbibe them because they are trapped in attachment.

53Tum gātē āyē hō - aur saṅg tōṛ āp saṅg jōṛē̃gē .

54You have been singing: “We will break away from everyone else and connect ourselves to only You.

54Mērā tō ēk , dūsrā na kōī .

55Mine is One and none other.”

55Parantu mōh phir aisī chīz hai jō ēkdam bandar banā dētē haĩ .

56However, attachment is such that it makes you totally like a monkey.

56Bandar mē̃ mōh aur lōbh bahut hōtā hai .

57A monkey has a lot of attachment and greed.

57Sāhūkār lōgō̃ kō bhī samjhāyā jātā hai ki abhī maut sāmnē khaṛā hai .

58It is also explained to wealthy people: Death is just ahead.

58Yah sab īśhvarīy sēvā mē̃ lagāō , bhaviṣhya banā lō .

59Use everything you have for God’s service and create your future.

59Parantu bandar muāphik laṭak paṛtē haĩ , chhōṛtē nahī̃ haĩ .

60However, they continue to dangle after everything like monkeys and don't let go of anything.

60Bāp kahtē haĩ - jō bhī dēh sahit , dēh K|kē sambandh haĩ unsē buddhiyōg haṭāō .

61The Father says: Remove your intellects’ yoga from your bodies and all bodily relations!

61Bāp key|kī śhrīmat par chalō .

62Follow the Father's shrimat!

62Tum kahtē hō - yah dhan , bāl-bachchē ādi sab īśhvar nē diyā hai .

63They say: “This wealth, these children, etc. have all been given by God.”

63Ab vah khud āyē haĩ , kahtē haĩ - tumhārā yah dhan-daulat ādi sab khatm hō jānā hai .

64He Himself has now come and says: All of your wealth and property, etc. are to finish.

64Kinkī dabī rahī dhūl mē̃ . . . . . earthquake ādi hōgī , yah sab khalās hō jāyēgā .

65Some people's wealth will remain buried underground. 66There will be earthquakes and everything will be destroyed.

65Aeroplane girtē haĩ vā āg ādi lagtī hai tō pahlē-pahlē andar chōr ghustē haĩ , jab tak pulis āyē .

67When an aeroplane crashes or if there is a fire somewhere, thieves rush there before the police arrive.

66Tō bāp samjhātē haĩ - bachchē , dēhdhāriyō̃ sē mōh nikālnā chāhiē .

68The Father explains: Children, remove your attachment from bodily beings.

67Mōhjīt bannā hai .

69Become conquerors of attachment!

68Dēh-abhimān hai sabsē pahlā number duśhman .

70Body consciousness is the number one enemy.

69Dēvtāyē̃ dēhī-abhimānī haĩ .

71Deities are soul conscious.

70Dēh-abhimān ānē sē hī vikārō̃ mē̃ phanstē haĩ .

72When you become body conscious, you get trapped in the vices.

71Tum ādhākalp dēh-abhimānī rahtē hō .

73You have been body conscious for half a cycle.

72Ab dēhī-abhimānī hōnē key|kī practice karnī hai .

74You now have to practise being soul conscious.

73Jō bhī manuṣhya mātra haĩ bilkul hī in bātō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ , na paramātmā kō jāntē haĩ .

75Human beings neither know these things at all, nor do they know God.

74Ātmā kyā hai , paramātmā kyā hai , ātmā kitnē janma lētī hai , kaisē part bajātī hai , ham actors haĩ - yah kiskō patā nahī̃ hai , isliē orphan nidhankē kahā jātā hai .

76They neither know souls nor the Supreme Soul. 77No one knows how many births souls take, how they play their parts or how they are actors. 78This is why they are called orphans.

75Vah tō kah dētē ātmā jyōti mē̃ līn hō jātī hai .

79They say that souls merge into the light.

76Parantu ātmā tō avināśhī hai .

80However, souls are imperishable.

77Ātmā mē̃ hī 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .

81A part of 84 births is recorded in the soul.

78Kahtē bhī haĩ ātmā star hai , phir bhī samajhtē nahī̃ .

82They say that a soul is a star and yet they don't understand.

79Ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ , bāp kō bilkul jāntē nahī̃ .

83They say that each soul is the Supreme Soul. 84They don't know the Father at all.

80Ātmā kē liē bhī kahtē haĩ bhrakuṭī kē bīch mē̃ sitārā chamaktā hai .

85They say of souls that a wonderful star sparkles in the centre of the forehead.

81Paramātmā kē liē tō kuchh batātē nahī̃ haĩ .

86They don't say anything about God.

82Unkō param-ātmā kahā jātā hai , vah bhī paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

87He is called the Supreme Soul and He resides in the supreme region.

83Vah bhī bindī hai .

88He is a point.

84Sirph punarjanma rahit hai , ātmāyē̃ punarjanma mē̃ ātī haĩ .

89He is free from rebirth, whereas souls have to take rebirth.

85Paramātmā kē liē kahā jātā hai gyān kā sāgar , ānand kā sāgar , pavitratā kā sāgar hai .

90It is said of God: He is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss and the Ocean of Purity.

86Dēvtāō̃ kō yah varsā kisnē diyā  ?

91Who gave the deities their inheritance?

87Bāp nē .

92The Father.

88Sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ . . . in dēvtāō̃ jaisā abhī kōī hai nahī̃ .

93No one at present is full of all virtues or 16 celestial degrees full, like the deities were.

89Unhō̃ kō yah varsā kaisē milā , yah kōī kō patā nahī̃ .

94No one knows how they received their inheritance.

90Bāp hī ākar samjhātē haĩ , unkō hī gyān kā sāgar kahā jātā hai .

95Only the Father comes and explains to you. 96Only He is called the Ocean of Knowledge.

91Is samay ākar gyān dētē haĩ phir prāyaḥ lōp hō jātā hai .

97He comes and gives you this knowledge at this time and then that disappears.

92Phir hōtī hai bhakti , unkō gyān nahī̃ kahā jā saktā .

98Then there is devotion; that cannot be called knowledge.

93Gyān sē tō sadgati hōtī hai .

99Salvation is received through this knowledge.

94Jab durgati hō , tab sarv kā sadgatidātā , gyān kā sāgar āyē .

100Only when there is degradation can the Bestower of Salvation for All, the Ocean of Knowledge, come.

95Bāp hī ākar gyān snān karātē haĩ .

101Only the Father comes and bathes you in this knowledge.

96Vah tō pānī kā snān hai , ussē sadgati hō nahī̃ saktī .

102There cannot be salvation by any bathing in water.

97Yah thōṛī bātē̃ bhī dhāraṇ karnī chāhiē .

103Even these small matters have to be imbibed.

98Mukhya jō achchhē-achchhē chitra haĩ , vah baṛē hōnē chāhiē jō kōī achchhī rīti samajh jāyē .

104The main thing is that the good pictures should be made large so that people can understand them clearly.

99Akṣhar baṛē achchhē hō̃ .

105The writing on them needs to be very clear.

100Chitra banānē vālō̃ kō yah buddhi mē̃ rakhnā chāhiē .

106Let this remain in the intellects of those who create the pictures.

101Kisī kō bhī bulānā hai - nimantraṇ dēkar ki ākar parampitā paramātmā kā parichay lō|low aur bhaviṣhya 21 janm kē liē bāp sē varsā lō|low .

107Invite anyone to come and take the introduction of the Supreme Father, the Supreme Soul, and claim his or her inheritance for the future 21 births from the Father.

102Bhāiyō̃-bahinō̃ pārlaukik bāp sē bēhad sukh kā svarājya kaisē miltā hai - sō ākar samjhō .

108Brothers and sisters, come and understand how you can receive the happiness of unlimited sovereignty from the Father from beyond.

103Bēhad K|kē bāp sē varsā pānā sīkhō , ismē̃ ḍarnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .

109Learn here how to claim your inheritance from the unlimited Father! 110There is no question of being afraid about this.

104Bulātē rahtē haĩ - hē patit-pāvan āō .

111People continue to call out: “O Purifier, come!”

105Bāp bhī kahtē haĩ - kām mahāśhatru hai .

112The Father also says: Lust is the greatest enemy.

106Pāvan duniyā mē̃ jānā hai tō pavitra jarūr bannā hai .

113If you want to go to that pure world, you definitely do have to become pure.

107Patit unkō kahā jātā hai jō vikār sē janma lētē haĩ .

114Those who are born through vice are called impure.

108Satyug trētā mē̃ viṣh hōtā nahī̃ , unkō kahā hī jātā hai sampūrṇ nirvikārī duniyā .

115There is no poison in the golden and silver ages; that is called a completely viceless world.

109Vikār hai hī nahī̃ .

116There is no vice there at all.

110Phir yah tum kyō̃ pūchhtē hō - bachchē kaisē paidā hōtē haĩ  ?

117So, why do you ask how children are born there?

111Tum nirvikārī tō banō .

118Just become viceless!

112Bachchā jaisē hōnā hōgā vaisē hōgā .

119Children will take birth there as they are meant to.

113Tum yah pūchhtē hī kyō̃ hō  ?

120Why do you even ask about it?

114Tum bāp kō yād karō tō janma-janmāntar K|kē vikarma vināśh hō jāyē̃ , yah hai hī pāp ātmāō̃ kī duniyā . 115Vah hai puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā .

121Simply remember the Father and your sins of many births will be absolved. 122This is a world of impure souls and that is a world of pure and charitable souls.

116Yah achchhī rīti buddhi mē̃ biṭhānā hai .

123Make this sit in your intellects very well.

117Bhakti kā phal bhagvān ākar dētē haĩ , bāp hī sarv key|kī sadgati kar svarg kā mālik banātē haĩ .

124God comes and gives you the fruit of your devotion. 125Only the Father grants everyone salvation and makes them into the masters of the world.

118Bāp kahtē haĩ - ab pavitra banō , māmēkam yād karō , yah hai mahāmantra .

126The Father says: Now become pure and constantly remember Me alone. 127This is the great mantra.

119Bāp sē varsā jarūr milēgā .

128You will definitely receive the inheritance from the Father.

120Bāp kahtē haĩ - tum mujhē yād karō tō tum satōpradhān ban jāyēṅgē .

129The Father says: Remember Me alone and you will become satopradhan.

121Sīṛhī par samjhānā hai .

130You have to explain the picture of the ladder.

122Din-pratidin her|har chīz sudhartī jātī hai , inmē̃ clear kar likhnā hai . 123Brahmā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā .

131Day by day, everything continues to improve. 132Write very clearly on this: The establishment of the original, eternal deity religion through Brahma.

124Jab ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā tō aur kōī dharm nahī̃ thā .

133When the original, eternal deity religion existed, there were no other religions.

125Jō pavitra bantē haĩ vahī pavitra duniyā mē̃ āyēṅgē .

134Only those who become pure will go to that pure world.

126Jitnī tākat tumhārē mē̃ bhartī jāyēgī , utnā pahlē āyēṅgē .

135The more you fill yourselves with power, the earlier you will go to that pure world.

127Sab ikaṭṭhē tō nahī̃ āyēṅgē .

136Not everyone will come down together.

128Yah bhī jāntē hō satyug-trētā mē̃ dēvī-dēvtāyē̃ bahut thōṛē hōtē haĩ , pīchhē vr̥iddhi kō pātē haĩ .

137You know that there will be very few deities in the golden and silver ages and that the population will then grow.

129Prajā mē̃ tō ḍhēr hōṅgē .

138There will be many subjects.

130Samjhānē vālē bhī baṛē achchhē chāhiē .

139Those who explain have to be very good.

131Bōlō , bēhad K|kē bāp sē ākar K|kē varsā lō|low , jiskō pukārtē hō hē bābā , unkā vāstav mē̃ nām hī śhiv hai .

140Tell them: Come and claim your inheritance from the unlimited Father, the One to whom you have been calling: “O Baba!” 141In fact, His name is Shiva.

132Īśhvar vā prabhū , bhagvān kahnē sē yah nahī̃ samajhtē ki vah bāp hai , unsē varsā milnā hai .

142When you say God, Ishwar or Prabhu, you don't understand that He is your Father and that you receive your inheritance from Him.

133Śhivbābā kahnē sē varsā yād ātā hai .

143By saying “Shiv Baba”, you remember the inheritance.

134Unkō kahtē haĩ śhiv paramātmāē namaḥ , paramātmā kā nām tō batāō .

144People say to Him: Salutations to the Supreme Soul, Shiva. 145Tell us the name of the Supreme Soul!

135Nām-rūp sē nyārā kōī nahī̃ hai .

146There cannot be anyone beyond name and form.

136Unkā tō śhiv nām hai .

147His name is Shiva.

137Sirph śhivāē namaḥ bhī nahī̃ kahnā hai , śhiv paramātmāē namaḥ .

148You mustn't just say: Salutations to Shiva.” 149Say: “Salutations to the Supreme Soul, Shiva.”

138Har ēk akṣhar kō bahut achchhī rīti clear kar samjhānā hōtā hai .

150Each word has to be explained very clearly.

139Śhivāē namaḥ kahnē sē bhī bāp kā mazā nahī̃ ātā .

151There is not the pleasure of the relationship of the Father when you say: “Salutations to Shiva.”

140Manuṣhyō̃ nē tō sab nām apnē ūpar rakh diyē haĩ .

152People have given themselves all these names.

141Tum jāntē hō manuṣhya kō kabhī bhagvān nahī̃ kahā jātā hai .

153You know that a human being cannot be called God.

142Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī dēvtā kahā jātā hai .

154Brahma, Vishnu and Shankar are all called deities.

143Bāp rachayitā tō ēk hī nirākār hai .

155Only the Father, the Creator, is the incorporeal One.

144Jaisē laukik bāp bachchō̃ kō rachtē haĩ nā , varsā dētē haĩ , vaisē bēhad kā bāp bhī varsā dētē haĩ .

156Just as a physical father creates children and gives them an inheritance, in the same way the unlimited Father also gives you your inheritance.

145Bhārat kō viśhva kā mālik banātē haĩ .

157He makes Bharat into the master of the world.

146Sārī duniyā kā patit-pāvan ēk hī bāp hai .

158The Purifier of the whole world is only the one Father.

147Yah thōṛēhī kōī jāntē haĩ . 148Hamārē dharm sthāpak bhī is samay patit haĩ , kabradākhil haĩ .

159None of them know that the founders of their religions are also impure and in the graveyard.

149Abhī sabkī kayāmat kā samay hai .

160It is now the time of settlement for everyone.

150Bāp hī ākar sabkō uṭhāyēṅgē .

161Only the Father comes and uplifts everyone.

151Kayāmat K|kē samay hī khudā , bhagvān ātē haĩ .

162Khuda, God, only comes at the time of settlement.

152Vahī gyān kā sāgar hai .

163Only He is the Ocean of Knowledge.

153Likhā huā hai - sāgar K|kē bachchē bhasmībhūt hō gayē thē arthāt kām chitā par baiṭh kālē , iron aged ban gayē thē , phir sundar kaisē banē̃gē  ?

164It is written: “The children of the Ocean were completely burnt, that is, they became ugly and iron aged by sitting on the pyre of lust.” 165So, how can they become beautiful again?

154Bāp kahtē haĩ yād kī yātrā sē .

166The Father says: By staying on the pilgrimage of remembrance.

155Yōg akṣhar kahnē sē manuṣhya mūnjh jātē haĩ .

167By using the word "yoga", people get confused.

156Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō ant matī sō gati hō .

168The Father says: Remember Me so that your final thoughts lead you to your destination.

157Kitnā sahaj samjhātē haĩ phir bhī yah bātē̃ buddhi mē̃ kyō̃ nahī̃ baiṭhtī haĩ  ?

169He explains so clearly! 170In spite of that, why do these things not sit in your intellects?

158Dēh-abhimān bahut hai isliē dhārṇā nahī̃ hōtī hai .

171It is because there is a lot of body consciousness that no one is able to imbibe this.

159Bābā baṛī achchhī yukti batātē haĩ .

172The Father shows you a very good method.

160Bēhad K|kē bāp nē , jiskō yād kartē haĩ usnē kyā ākar kiyā  ?

173What did the unlimited Father, whom everyone remembers, do when He came here?

161Bhārat kō svarg banāyā thā .

174He made Bharat into heaven.

162Had kā varsā tō janma-janmāntar lētē āyē hō .

175You have been receiving limited inheritances for birth after birth.

163Ab bēhad K|kē bāp sē 21 janm kē liē bēhad kā varsā lō|low .

176Now claim your unlimited inheritance from the unlimited Father for 21 births.

164Satyug-trētā mē̃ dēvtāyē̃ rājya kartē thē .

177Deities used to rule in the golden and silver ages.

165Sūryavanśhī phir chandravanśhī sō vaiśhya vãnśhī phir śhūdra vãnśhī . . . sō akṣhar ḍālnē sē siddha hōtā hai ki vahī punarjanma lētē haĩ , varṇō̃ mē̃ ātē haĩ .

178There was the sun dynasty, then the moon dynasty, then the merchant dynasty and then the shudra dynasty. 179When you write these words, it becomes clear that they are the ones who take rebirth and enter the different clans.

166Bāp samjhātē tō sabkō haĩ , tum sammukh baiṭhē hō tō khuśh hōtē hō .

180The Father explains to everyone but, because you are sitting here personally, face-to-face, you become very happy.

167Kōī-kōī key|kī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō service kartē nahī̃ haĩ .

181If it is not in the fortune of some, they don't do any service.

168Service karē̃gē tō nām hōgā .

182When they do service, their names will be glorified.

169Kahē̃gē bābā key|kī bachchiyā̃ kitnī hōśhiyār haĩ , sab kām kartī haĩ .

183It would be said: The daughters of Baba are so clever! 184They do everything.

170Hamkō svarg kī bādśhāhī kā varsā dētī haĩ , yah vakkhar ( māl ) bhī dētī haĩ .

185They even give us the inheritance of the sovereignty of heaven! 186They even give us these goods.

171Yah chitra haĩ - andhō̃ kē āgē āinā , ismē̃ jādū ādi key|kī bāt hī nahī̃ hai .

187These pictures are like a mirror in front of the blind. 188There is no question of magic, etc. in this.

172Pavitratā key|kī hī mukhya bāt hai .

189Purity is the main thing.

173Samajhtē haĩ - yah antim janm hai , svarg mē̃ chalnā hai tō pavitra jarūr bannā hai .

190You understand that this is your last birth. 191If you want to go to heaven you definitely do have to become pure.

174Vināśh sāmnē khaṛā hai .

192Destruction is just ahead.

175Pāvan jarūr bannā paṛē .

193You definitely have to become pure.

176Sannyāsī gharbār chhōṛtē haĩ - pāvan bannē kē liē .

194Sannyasis renounce their homes and families in order to become pure.

177Bāp kahtē haĩ vināśh sāmnē khaṛā hai , mujhē yād karō tō bēṛā pār hō jāē .

195The Father says: Destruction is just ahead of you. 196Remember Me and your boat will go across.

178Achchhā  !

197Achcha.

179Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

198To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

180Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

199The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

181Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

200Essence for dharna:

1821 ) vināśh K|kē pahlē apnā sab kuchh saphal karnā hai .

2011. Use everything you have in a worthwhile way before destruction takes place.

183Yah kayāmat kā samay hai isliē pāvan jarūr bannā hai .

202This is the time of settlement. 203Therefore, you must definitely become pure.

1842 ) dēhdhāriyō̃ sē mōh nikāl mōhjīt bannā hai . 185Dēh-abhimān jō pahlā number duśhman hai us par vijay pānī hai .

2042. Remove your attachment from bodily beings and become a conqueror of attachment. 205Conquer body consciousness, the number one enemy.

186Aur sab saṅg tōṛ , bāp sē buddhiyōg jōṛnā hai .

206Break away from everyone else and connect your intellect in yoga with the Father.

Blessing

187Vardān  : yād K|kē mantra dvārā saṅkalp aur karma mē̃ avināśhī siddhi prāpt karnē vālē siddhi svarūp bhav

207Blessing: May you use the mantra of remembrance to achieve imperishable success in your thoughts and actions and become an embodiment of success.

188Āp bachchē almighty government K|kē messenger hō isliē kōī sē bhī discuss karnē mē̃ apnā mind disturb nahī̃ karnā .

208You children are messengers of the Almighty Government, therefore, do not allow your minds to be disturbed while discussing anything with anyone.

189Yād kā mantra use karnā .

209Use the mantra of remembrance.

190Jaisē kōī vāṇī sē yā anya kisī tarīkē sē vaśh nahī̃ hōtē haĩ tō mantr-jantra kartē haĩ , āpkē pās|pass ātmik dr̥iṣhṭi kā nētra aur manmanābhav kā mantra hai jissē apnē saṅkalpō̃ kō siddh kar siddhi svarūp ban saktē hō .

210When someone is not able to be controlled by words or other methods, they use magic mantras. 211You have the eyes of soul-conscious vision and the mantra of “Manmanabhav”, with which you can make your thoughts practical and become an embodiment of success.

Slogan

191Slōgan  : action conscious kē bajāē soul conscious banō .

212Slogan: Instead of being action conscious, become soul conscious.

213*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

192Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō

214Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.

193Ēkras kā arth|earth yah nahī̃ ki puruṣhārth key|kī raphtār sadā ēk jaisī hō .

215Being constant does not mean that the speed of your efforts is constantly the same.

194Ēkras arthāt sadā uṛtī kalā key|kī mahsūstā rahē .

216Constant means constantly to experience the flying stage.

195Sarv sambandhō̃ key|kī avināśhī tār ēk sē juṭī huī hō .

217Let the imperishable string of all relationships be constantly connected to the One.

196Ēk bāp dūsrā na kōī - yah dr̥iṛh saṅkalp hō , ēk bhī sambandh cum|kam na hō , sarv sambandhō̃ key|kī ḍōr ēk sē bandhī huī hō tab ēkras sthiti svataḥ rahēgī .

218One Father and none other - have this determined thought and let not a single relationship be missing. 219When the string of all relationships is tied to the One, you will then have a naturally constant stage.