रविवार 31 मई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-05-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-03-10 madhuban
031/05/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/03/2010
1Paramātma pyār key|kī pātr ātmāyē̃ duḥkhiyō̃ kō sukh key|kī añchalī dō , vyarth kō samāpt kar samarth banō aur samay kō samīp lāō
1O souls who are worthy of God’s love, give a handful of happiness to those who are unhappy. 2Finish all waste and become powerful and bring the time close.
2Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē paramātma pyārē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing all of God’s lovely children everywhere.
3Aisē paramātma pyārē kōṭō̃ mē̃ kōī bachchē haĩ kyōṅki is samay hī paramātma pyār kā anubhav kar saktē , sārē kalp mē̃ ātmāō̃ kā pyār , mahātmāō̃ kā , dharmātmāō̃ kā pyār anubhav kiyā lēkin paramātma pyār sirph ab saṅgamyug par hōtā hai , jō āp sabhī bachchē anubhav kar rahē haĩ .
4Out of multimillions, there are only you handful of God’s lovely children, because it is only at this time that you are able to experience God’s love. 5Throughout the whole cycle, you have experienced the love of souls, of great souls and of religious souls, but God’s love can only be experienced now, at the confluence age, which all of you children are experiencing.
4Kōī āpsē pūchhē paramātmā kahā̃ hai ? 5Tō kyā javāb dēgē ?
6When someone asks you where God is, what reply would you give him?
6Mērē sāth hai .
7“He is with me.
7Mērē sāth hī rahtē haĩ .
8He stays with me.
8Mērē dil mē̃ hī rahtē haĩ .
9He stays in my heart.”
9Aisā anubhav kar rahē hō nā !
10You are experiencing this, are you not?
10Āp hī jāntē hō aur āpkō hī is pyār kā anubhav hai ki hamārē dil mē̃ bāp rahtē aur bāp K|kē dil mē̃ ham rahtē .
11Only you know this and only you have the experience of this love: “The Father stays in my heart and I stay in the Father’s heart.”
11Jāntē hō ki yah paramātma pyār kā naśhā hamē̃ hī anubhav karnē kā bhāgya prāpt huā hai .
12You know that only you have received the fortune of experiencing the intoxication of God’s love.
12Jab kisī sē bhī pyār hō jātā hai tō uskī niśhānī kyā hōtī hai ?
13What is the sign of having love for someone?
13Uskī niśhānī hai uskē ūpar kurbān hōnā .
14The sign of that is that you sacrifice yourself to that one.
14Tō parampitā paramātmā āp bachchō̃ sē kyā chāhtē haĩ , vah tō āp sab jāntē hō .
15All of you know what the Supreme Father, the Supreme Soul wants from all of you children.
15Bāp key|kī har ēk bachchē kē prati yahī chāhnā hai ki mērā ēk ēk bachchā bāp samān banē .
16The Father’s wish is that each of you children become equal to the Father.
16Jaisē bāp vaisē bachchō̃ key|kī bhī śhrēṣhṭh sthiti banē .
17As is the Father, so the children’s stage should also become just as elevated.
17Vah śhrēṣhṭh sthiti kyā hai ?
18What is that elevated stage?
18Sampūrṇ pavitratā key|kī sthiti . 19Aisī pavitratā jō svapn mē̃ bhī apavitratā ā nahī̃ sakē .
19The stage of complete purity: such purity that impurity cannot come, even in your dreams.
20Aisī sampūrṇ pavitra sthiti banā rahē hō ? 21Jis sampūrṇ pavitratā mē̃ apavitratā kā nāmniśhān nahī̃ .
20Are you creating such a completely pure stage, a stage of purity, in which there is no name or trace of any impurity?
22Vartamān samay samīp ānē K|kē kāraṇ bāpdādā abhī yahī iśhārā dē rahē haĩ ki samay key|kī samīpatā anusār vyarth saṅkalp yah bhī apavitratā key|kī niśhānī hai .
21At present, because of the time coming close, BapDada is giving this signal: according to the closeness of time, even having waste thoughts is a sign of impurity.
23Sārē din mē̃ yah bhī check karō ki kōī bhī vyarth saṅkalp abhimān kā vā apmān kā apnē taraph khīñchtā tō nahī̃ hai ?
22Check throughout the day whether any waste thought of arrogance or insult pulls you to itself.
24Kyōṅki chaltē chaltē agar bāp kī dī huī viśhēṣhatāō̃ kō apnī viśhēṣhtā samajh abhimān mē̃ ātē haĩ tō yah bhī vyarth saṅkalp huā aur mērēpan K|kē aśhubh saṅkalp maĩ cum|kam nahī̃ hū̃ , maĩ bhī sab jāntā hū̃ , yah mērā saṅkalp hī yathārth hai , ūñchā hai … , yah mērēpan kā abhimān kā saṅkalp yah bhī sūkṣhma apavitratā kā aṅśh hai .
23While moving along, if you consider any of the specialities given to you by the Father to be your own speciality and become arrogant, then that is also a waste thought and an impure thought of the consciousness of I, such as: “I am no less. 24I also know everything. 25Only my thought is right and elevated.” 26Such thoughts of the ego of I are also a trace of subtle impurity.
25Tō apnē kō check karō kisī bhī prakār kā apavitratā K|kē vyarth saṅkalp kā kōī aṅśh tō nahī̃ rah gayā hai ?
27So, check yourself. 28No trace of waste thought of any type of impurity still remains, does it?
26Kyōṅki abhī pavitra duniyā key|kī sthāpanā kā samay samīp lānē vālē āp paramātma pyārē bachchē nimitt hō . 27Tō jō nimitt ātmāyē̃ haĩ unhō̃ kā vibration chārō̃ ōr phailtā hai .
29You lovely children of God are instruments to bring the time of establishment of the pure world close and so the vibrations of you instrument souls spread everywhere.
28Tō check karō kisī bhī prakār kā vyarth saṅkalp bhī apnē taraph khīñchtā tō nahī̃ hai ?
30Therefore, check: is any type of wasteful thought pulling you?
29Kyōṅki abhī pavitra duniyā , pavitra rājya samīp ā rahā hai . 30Duḥkh aur aśhānti chārō̃ ōr bhinn-bhinn svarūp mē̃ baṛh rahī hai . 31Uskē liē pavitratā kā vibration āvaśhyak hai .
31Because the pure world and the pure kingdom are now coming close, the vibrations of purity are needed, as sorrow and peacelessness are increasing in different forms everywhere.
32Duḥkh aśhānti kā kāraṇ apavitratā hai .
32The reason for sorrow and peacelessness is impurity.
33Tō abhī apavitr ātmāō̃ key|kī aur bhakta ātmāō̃ key|kī double sēvā chāhiē .
33So, impure souls and devotee souls now need to receive double service.
34Vāṇī key|kī sēvā tō bāpdādā nē dēkhā ki chārō̃ ōr dhūmdhām sē chal rahī hai , apnā ulhanā bhī nikāl rahē hō .
34BapDada has seen that service with words is taking place everywhere with a lot of splendour. 35You are now finishing their complaint.
35Lēkin abhī ātmāō̃ kō extra sakāśh chāhiē .
36However, souls now need extra sakaash.
36Vah hai mansā sēvā dvārā sakāśh dēnā , himmat dēnā , umaṅg-utsāh dēnā .
37Do this by serving with your mind and giving them sakaash, courage and zeal and enthusiasm.
37Tō is samay double sēvā key|kī āvaśhyaktā hai .
38So, at this time, there is a need for double service to be done.
38Iskē liē bāpdādā nē kahā ki har ēk bachchā apnē kō pūrvaj samjhō .
39For this, BapDada has said that each of you children should consider yourself to be an ancestor.
39Āp is kalpa vr̥ikṣha kā foundation pūrvaj aur pūjya āp ātmāyē̃ hō .
40You are the foundation of this kalpa tree, the ancestors and worthy-of-worship souls.
40Bāpdādā tō duḥkhī bachchō̃ kā āvāj suntē rahtē haĩ .
41BapDada continues to hear the sound of the unhappy children.
41Āp bachchō̃ kē pās unhō̃ K|kē pukār kā āvāj pahuñchnā chāhiē .
42The sound of the call of those souls should reach you children.
42Jitnā sampūrṇ pavitra ātmā banē̃gē . 43Ban rahē haĩ , banē bhī haĩ lēkin sāth-sāth abhī mansā sēvā kō baṛhānā hai .
43You are to become completely pure souls, you are becoming that, you have become that, but, as well as that, you also have to increase serving with your minds.
44Āj viśhva mē̃ sukh-śhānti , santōṣh ātmāō̃ mē̃ kam hō rahā hai .
44Today, happiness, peace and contentment are decreasing in the world.
45Tō āp paramātma pyār K|kē pātr ātmāō̃ kō abhī pyār key|kī , santuṣhṭatā key|kī , khuśhī key|kī añchalī dēnē key|kī āvaśhyaktā hai .
45So, now you souls who are worthy of receiving God’s love, have to give souls a handful of love, contentment and happiness.
46Duḥkhiyō̃ kō sukh key|kī añchalī dēnī hai .
46You have to give a handful of happiness to those unhappy souls.
47Ēk tō mansā sēvā dvārā sakāśh dō aur dūsrā apnē chēhrē aur chalan dvārā bāp kō pratyakṣha karō .
47Firstly, give sakaash by serving with your mind and, secondly, reveal the Father through your face and activity.
48Abhī jō sēvā kar rahē hō aur kī hai bāpdādā khuśh hai ki sēvā mē̃ chārō̃ ōr umaṅg-utsāh hai lēkin abhī ēk sēvā rahī huī hai .
48BapDada is pleased with the service that you have done and are doing and that there is zeal and enthusiasm everywhere, but one service still remains to be done.
49Abhī tak yah āvāj tō huā hai ki brahmākumāriyā̃ manuṣhya ātmā kō achchhā banā dētī haĩ , yah jō aśhuddh vyavahār hai , aśhuddh vyavahār sē mukt kar dētī haĩ , jō government chāhtī hai youth group kē liē , vah sēvā bahut achchhī kartē hō .
49Until now, there has been the sound that you Brahma Kumaris make human beings good and that you liberate them from impure interaction. 50You are doing the very good service that the Government wants the Youth Group to do.
50Lēkin abhī bāp āyā hai , paramātmā ā gayā hai , paramātma gyān yah dē rahī haĩ , mērā bāp varsā dēnē ā gayā hai , abhī bāp key|kī taraph nazar jānē sē unhō̃ kō bhī paramātma pyār , paramātmā key|kī ākarṣhaṇ ākarṣhit karēgī .
51However, now they should say: “The Father has come. 52God has already come. 53They are giving the knowledge given by God. 54My Father has come to give the inheritance.” 55By their vision now going to the Father, they will be attracted by God’s love and Godly attraction.
51Achchhā-achchhā tō hō gayā hai lēkin paramātmā bāp key|kī pratyakṣhatā ākarṣhit kar achchhā banāyēgī .
56They have already begun to say: “This is good, this is good”, but the revelation of God, the Father, will attract them and make them good.
52Tō abhī bāp kō pahchānē̃ ki jiskō yād kartē haĩ vah gyān dē rahā hai , unsē varsā mil rahā hai .
57So, let them now recognise the Father, the One they had been remembering, who is giving this knowledge and this inheritance.
53Tō abhī mansā dvārā bāp K|kē samīp lāō .
58Now, bring them close to the Father by serving them with your mind.
54Apnē chēhrē aur chalan dvārā , āpkē nayanō̃ mē̃ bāp pratyakṣha hō .
59Let the Father be revealed through your face, your activity and your eyes.
55Tō abhī yah āpas mē̃ plan banāō .
60So, now make this plan among yourselves.
56Bāpdādā nē dēkhā jō plan bāpdādā nē samay prati samay diyā hai vah bachchō̃ nē baṛē vidhi pūrvak , umaṅg-utsāh sē kiyā hai , kar rahē haĩ , iskī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō padam padam guṇā mubārak dē rahē haĩ .
61BapDada saw that you children have put the plans that BapDada has given you from time to time into practice with great discipline and with a lot of zeal and enthusiasm, and that you are still doing that. 62BapDada is giving all of you children multi, multimillionfold congratulations for that.
57Abhī addition karō ki bhagvān varsā dē rahā hai .
63Now, make this addition. 64God is giving the inheritance.
58Abhī varsā nahī̃ liyā tō kab lē̃gē !
65If you don’t take the inheritance now, then, when would you take it?
59Bāp kō duḥkh , aśhānti kā vāyumaṇḍal dēkh karkē bachchō̃ par rahm ātā hai .
66The Father feels mercy for you children, seeing the atmosphere of sorrow and peacelessness.
60Aur bāp aur āp jāntē hō ki yah tō ati mē̃ jānā hī hai .
67You and the Father know that this is going to go into the extreme.
61Binā ati K|kē ant nahī̃ hōtā hai .
68There cannot be the end without the extreme.
62Aisē samay par ātmāō̃ kō yah anubhav karāō , sirph sunāō nahī̃ , anubhav karāō ki bhagvān varsā dē rahā hai .
69At such a time, give souls this experience, do not just let them hear about it, but give them the experience of God giving the inheritance.
63Āp sabhī bhī yahī pūchhtē hō nā ki yah bāp key|kī pratyakṣhatā kab aur kaisē hōgī !
70All of you also ask, do you not, when and how will God’s revelation take place?
64Tō brahmākumāriyō̃ tak pahuñchē haĩ lēkin brahmākumāriyō̃ kō sikhānē vālā kaun !
71The sound has reached far enough that they say: “The Brahma Kumaris”, but who is teaching the Brahma Kumaris?
65Brahmākumāriyō̃ kā , brahmākumārō̃ kā dātā kaun !
72Who is the Bestower for the Brahma Kumaris and Brahma Kumars?
66Abhī samay kō samīp lānā hai , samāpti karnī hai .
73You now have to bring the time close and bring about completion.
67Samāpti kō samīp lānē vālē kaun haĩ ?
74Who is going to bring the completion close?
68Har ēk bachchā samajhtā hai nā ki maĩ hī nimitt hū̃ .
75Each of you children considers yourself to be an instrument for this, do you not?
69Bāp nē yah jimmēvārī apnē sāth bachchō̃ kō dī hai .
76The Father has given you children this responsibility with Himself.
70Son shows father .
77Son shows Father.
71Kōī-kōī jab bāp kō jāntē , tō dēkhō āp sabnē bāp kō jānā tō kyā kiyā ?
78When some of you knew the Father, what happened when you came to know the Father?
72Pahchān liyā , jān liyā , tō bachchā ban varsē K|kē adhikārī ban gayē .
79You recognised Him, you knew Him, and having become His children, you claimed a right to the inheritance.
73Abhī varsā lēnē vālī ātmāō̃ key|kī queue lagnī chāhiē .
80Now, let there be a queue formed of the souls who will claim their inheritance.
74Aur queue rukī huī kyō̃ hai ?
81So, why is the queue stuck and not being formed?
75Kyōṅki kōī kōī bachchē abhī vyarth saṅkalpō̃ key|kī queue mē̃ lagē huē haĩ . 76Kyō̃ , kyā , kaisē , abhī is samāpti mē̃ samay dētē haĩ lēkin vyarth samāpt nahī̃ huā hai .
82Because some children are even now caught up in a queue of waste thoughts: Why? 83What? 84How? 85You give your time for this task of completion, but you haven’t yet finished the waste.
77Vyarth samarth bannē mē̃ rūkāvaṭ ḍāltā hai .
86The wasteful (vyarth) creates an obstruction to you becoming powerful (samarth).
78Āj bāpdādā vyarth saṅkalpō̃ key|kī samāpti karnē kē liē sabhī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō himmat dē rahē haĩ ki abhī sē vyarth kō samāpt kar sadā samarth ban samarth banāō .
87Today, BapDada is giving courage to all of you children everywhere for you to finish your waste thoughts: Now finish all waste, constantly be powerful and make others powerful.
79Sirph sandēśh nahī̃ dō samarth banāō , samarth banō , samarth banāō .
88Do not just give them the message, but make them powerful. 89Become powerful and make others powerful.
80Vyarth kā samāpti divas manāō .
90Celebrate the day for finishing all waste.
81Hō saktā hai ?
91Is this possible?
82Tō samajhtē hō ki vyarth saṅkalp apnē kō bhī nuksān pahuñchātē haĩ , samay barbād kartē haĩ , chēhrē par sadā khuśhnumā , khuśhkismat kā anubhav cum|kam karātē haĩ !
92You do believe that waste thoughts cause a loss for yourself. 93They waste your time and give you less of the experience of being constantly happy and fortunate.
83Isliē abhī samāpti kā samay samīp lānā hai , kiskō ?
94You do believe that you have to bring the time for completion close. 95So, who has to do this?
84Āpkō nā !
96You have to do it, do you not?
85Jō samajhtē haĩ ki abhī samāpti kē samay kō samīp lānā hai , uskē liē vyarth kō samāpt karnā hī hai , karnā hai nahī̃ , karnā hī hai , svapn mē̃ bhī nahī̃ āvē , saṅkalp tō chhōṛō lēkin svapn mē̃ bhī nahī̃ āyē , aisē himmat vālē bachchē jō apnē kō samajhtē haĩ vah hāth uṭhāō .
97You are those who believe that you have to bring the time for completion close, and that you have to finish the waste to do so. 98Not that you are going to do it, but that you do definitely have to do it. 99It (waste) should not even enter your dreams; let alone your thoughts, it should not even enter your dreams. 100Those who consider themselves to be such courageous children, raise your hands!
86Man kā hāth uṭhā rahē hō nā !
101You are raising the hands of your minds, are you not?
87Bā̃hō̃ kā hāth tō bahut easy hai lēkin man kā hāth uṭhā rahē hō ?
102It is very easy to raise your physical hand, but are you raising the hand of your mind?
88Jō man kā hāth uṭhā rahē haĩ vah hāth uṭhāō , man kā hāth .
103Those of you who are raising the hands of your minds, raise your hands! 104It is the hand of your mind, is it not?
89Achchhā .
105Achcha.
90Abhī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō yah vardān dē rahā hai ki āp sabhī ānē vālī naī duniyā mē̃ 21 janm sadā khuśh rahē̃gē .
106BapDada is now giving all of you children this blessing: All of you will remain constantly happy for 21 births in the new world that is to come.
91Mēhnat nahī̃ karē̃gē .
107You will not have to labour.
92Duniyā key|kī uljhanō̃ mē̃ nahī̃ paṛē̃gē .
108You will not be caught up in the problems of the world.
93Jō jīvan mē̃ chāhiē , tan man dhan sab mil jāyēgā .
109Whatever you need in life, for your bodies, minds and wealth, you will receive all of that.
94Tan tandu-rusta , man khuśh , dhan athāh yah āpkō 21 janm key|kī guarantee hai .
110Your bodies will be healthy, your minds will be happy and you will have plenty of wealth and this is your guarantee for 21 births.
95Achchhā , ājkal K|kē jamānē K|kē hisāb sē tō bātē̃ bahut badaltī jātī haĩ .
111Achcha. 112According to today’s world, many things continue to change.
96Government K|kē kāydē bhī badalnē haĩ , manuṣhyō̃ key|kī vr̥itti bhī badalnī hai .
113The laws of the Government are also changing. 114People’s attitudes are also to change.
97Tō har ēk K|kē jīvan mē̃ vyarth bātē̃ tō ānī hī haĩ , tō vyarth kō samāpt karnē kē liē samarth saṅkalp chāhiē .
115For this, many things will come in each one’s life - wasteful things - and so you need powerful thoughts in order to finish the wasteful.
98West|waste kō khatm karnē kē liē best saṅkalp chāhiē . 99Tō rōz key|kī murlī mē̃ jō vardān , slōgan ātā hai usē sunō .
116In order to finish waste thoughts, you need best thoughts, and for that, you have to listen to the blessing every day.
100Yah vardān hī śhrēṣhṭh saṅkalp hai .
117The blessing is elevated thoughts.
101Jab vyarth āvē tō śhrēṣhṭh saṅkalp man kō chāhiē .
118Whenever you have any waste, your mind needs to have elevated thoughts.
102Man khālī nahī̃ rah saktā hai .
119The mind is not able to remain empty.
103Man kō kuchh na kuchh saṅkalp chāhiē .
120The mind definitely needs one thought or another.
104Tō vyarth west|waste kō best karnē kē liē āpkō yah vardān aur slōgan ādi K|kē śhabda man kō change karnē kē liē chāhiē .
121In order to change the waste into the best, your mind needs a change with the blessing, the slogan and the essence at the beginning of each murli.
105Dūsrā - jab savērē āṅkh khultī hai tō pahlē-pahlē śhivbābā kō good morning karō .
122As soon as you open your eyes, first of all say: Good morning to Shiv Baba.
106Kar saktē hō ?
123Can you do this?
107Dēkhō kahāvat hai sārē din mē̃ agar kōī achchhē kō dēkhtē haĩ tō sārā din achchhā bīttā hai , kōī kharāb kō dēkh lētē haĩ nā tō kyā kahtē haĩ ?
124There is a saying that if you first see the face of someone good in the morning, your whole day will then be well spent. 125What do they say when they see the face of someone not good?
108Kahtē haĩ patā nahī̃ kiskī śhakla dēkhī jō sārā din kharāb gayā .
126They say: “I don’t know whose face I saw, because the whole day was bad.”
109Tō achchhē tē achchhā kaun ?
127So, who is the best of all?
110Śhivbābā .
128Shiv Baba.
111Śhivbābā sē pyār hai nā .
129You have love for Shiv Baba, do you not?
112Tō āṅkh khultē śhivbābā good morning aur āṅkh band kartē rātri kō , jab bed par jāō tō śhivbābā goodnight .
130As soon as you open your eyes: “Shiv Baba, good morning.” 131Then, when you close your eyes at night, when you are going to sleep, say: Good night, Shiv Baba.
113Yah tō sahaj hai nā .
132This is easy, is it not?
114Tō sārā din āpkā achchhā hōgā kyōṅki śhubh saṅkalp bhī lē liyā nā , vardān sun liyā .
133Your whole day will then be good, because you took the pure thoughts from the blessing.
115Tō aisē karnā .
134So, do this!
116Āp lōgō̃ sē bāpdādā kā pyār hai nā .
135BapDada has love for all of you.
117Tō yah karnē sē aur āp āgē baṛhtē jāyēṅgē .
136Therefore, by doing this, you will continue to move forward.
118Apnē is jīvan mē̃ bhī khuśhī kā anubhav karē̃gē .
137You will experience happiness in this life of yours too.
119Kabhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ āyēgī .
138There will never be any wave of sorrow.
120Tō mañjūr hai aur sahaj yōgī banō , bas .
139So, do you agree? 140Simply become easy yogis.
121Maĩ ātmā hū̃ , śhivbābā kā bachchā hū̃ , bas , yah sahajyōgī .
141“I am a soul, I am a child Shiv Baba, that is all!” 142This is being an easy yogi.
122Chaltē phirtē yah yād karō maĩ ātmā hū̃ , śhivbābā kā bachchā hū̃ .
143Whilst walking and moving along, remember: “I am a soul, I am child Shiv Baba.”
123Yah tō yād kar saktē hō nā .
144You can remember this much, can you not?
124Bahut achchhā .
145It is very good.
125Āp sabhī jō vāris bhī haĩ aur vāris bannē vālē bhī haĩ . 126Jō apnē āpkō bāpdādā kā pakkā vāris samajhtē haĩ , vah hāth uṭhāō .
146Now, all of you who are heirs or who are going to become heirs; those of you who consider yourselves to be BapDada’s true heirs, raise your hands!
127Vāris haĩ ?
147Are you heirs?
128V|we . I|āī|eye . pī|P bhī sabhī hāth uṭhā rahē haĩ .
148All the VIPs are also raising their hands.
129Tālī tō bajāō .
149Applaud at least!
130Achchhā .
150Achcha.
131Abhī vāris quality āj yah saṅkalp apnē sē dr̥iṛh karē̃gē , bāpdādā kō yah saṅkalp dēgē ki ham abhī sē , kab sē nahī̃ , ab sē vyarth saṅkalp kō samāpt karkē hī chhōṛē̃gē .
151Now, the heir quality ones who will have this determined thought, who will give this thought to BapDada from now, not at some point: “We will definitely finish all waste thoughts from now.”
132Mañjūr hai .
152Do you agree?
133Hai mañjūr ?
153Do you agree?
134Hai tō hāth uṭhāō .
154If so, then raise your hands!
135Dō kām haĩ .
155There are two tasks.
136Ēk sadā samarth bannā aur dūsrā samarth samay kō samīp lānā .
156One is to be constantly powerful and the other is to bring the time of completion close.
137Kyōṅki bāpdādā kē pās pukār aur duḥkh key|kī āh bahut sunāī dētī hai .
157BapDada can hear the calls and the cries of sorrow a great deal.
138Āpkē pās|pass patā nahī̃ kyō̃ nahī̃ sunāī dētī hai .
158Baba doesn’t know why you cannot hear them.
139Bāpdādā jab aisē suntē rahtē haĩ tō āp bachchō̃ kō jō apnē kō vāris samajhtē haĩ , varsā lēnē vālē haĩ , tō varsā lēnē vālō̃ kō dūsrō̃ kō varsā dilānē kē ūpar rahm ānā chāhiē nā .
159When BapDada can hear that, then you children, who consider yourselves to be heirs, those who are to claim the inheritance, should have mercy for those who are to receive their inheritance.
140Rahm kyō̃ nahī̃ ātā ?
160Why do you not have that mercy?
141Vairāgya , bēhad kā vairāgya aur rahm ānā chāhiē .
161Let there be disinterest - unlimited disinterest - and mercy.
142Chhōṭī chhōṭī bātō̃ mē̃ kyō̃ , kyā key|kī queue mē̃ time nahī̃ dēnā hai .
162Do not give time to the queue of “Why?” and “What?” over trivial matters.
143Abhī hē bāpdādā K|kē sikīladhē padam padam vardānō̃ K|kē vardānī bachchē ! 144Abhī saṅkalp kō dr̥iṛh karō aur dr̥iṛhtā key|kī chābī lagāō .
163So, o BapDada’s long-lost and now-found, beloved children, you children who are blessed with multi, multimillionfold blessings, now make your thoughts determined. 164Use the key of determination even more.
145Karmayōgī banō .
165Become karma yogis.
146Karmayōgī life vālē hō .
166You are those with a karma yogi life.
147Life sadākāl hōtī hai , kabhī kabhī nahī̃ .
167A life is for all time, not just for some time.
148Tō abhī apnā kr̥ipālu , dayālu , duḥkhhartā , sukh dētā svarūp kō emerge karō .
168So, now, let your merciful, compassionate form of a remover of sorrow and a bestower of happiness emerge.
149Bāpdādā nē achānak kā samay bahutkāl sē batāyā hai .
169BapDada has been telling you for a long time about the period of ‘suddenly’.
150Tō achānak K|kē pahlē bhaktō̃ key|kī pukār tō pūrī karō .
170So, at least fulfil the call of the devotees before anything happens suddenly.
151Duḥkhiyō̃ K|kē duḥkh key|kī āvāj tō sunō .
171Listen to the sound of sorrow of the unhappy ones.
152Abhī har ēk chhōṭā baṛā viśhva parivartak , viśhva K|kē duḥkh parivartan kar sukh key|kī duniyā lānē vālē jimmēvār samjhō .
172Now, each of you young and old world transformers should consider yourself to be responsible for transforming the sorrow of the world and bringing about that world of happiness.
153Bāpdādā kā yah ānā jānā bhī kab tak ?
173Until when will BapDada continue to come and go?
154Isliē sab achānak hōnā hai .
174This is why it now has to happen suddenly.
155Tō abhī vāris quality , varsā dilāō , merciful bannē kā part bajāō .
175So, now: O heir-quality souls, you have to enable souls to receive their inheritance. 176Now play the part of being merciful.
156Aisē nahī̃ sōchnā kab tak hōgā !
177Do not think: When will this happen?
157Achānak hōgā isliē vyarth kō samāpt karnā hī hai .
178It will happen suddenly. 179This is why you definitely have to finish waste.
158Hōnā hai nahī̃ , karnā hī hai .
180Not that it will happen, but that you definitely do have to do it.
159Bāpdādā nē result dēkhī sabhī K|kē karmō̃ K|kē gati kō check kiyā .
181BapDada saw the result and checked the results (consequences) of everyone’s karma.
160Puruṣhārth key|kī gati kō check kiyā . 161Khajānē jamā kā khātā check kiyā .
182Baba checked your speed of effort and also checked the account of the accumulation of treasures.
162Tō result mē̃ kyā dēkhā ?
183So, what did Baba see in the result?
163Jamā karnē kā puruṣhārth bahut achchhā kartē haĩ lēkin jō jamā kartē hō usmē̃ percentage bhinn-bhinn hai .
184You make very good effort to accumulate them, but there is a variety of percentage in what you accumulate.
164Jitnā sōchtē hō jamā kiyā , jamā hōtā hai lēkin percentage hai , thōṛā jamā hōtā hai , sadā kē liē jamā nahī̃ hōtā .
185You think that you have accumulated them, and you have accumulated some, but only a percentage. 186A little is accumulated, but it is not accumulated for all time.
165Jitnā kartē hō utnā sadā kē liē jamā mē̃ phark hai isliē bāpdādā abhī ēk ēk bāt par dr̥iṛh saṅkalp karātā hai .
187You do it for so long, but there is a difference in accumulating it for all time. 188This is why BapDada is now enabling you to have determined thoughts for each and every thing.
166Krōdh par karāyā , ki man sē bhī kiskē prati halchal nahī̃ hō .
189He made you do it for anger: however, let there not be any upheaval in your mind about anyone.
167Kyō̃ , kyā nahī̃ hō .
190Let there not be any “Why?” or “What?”
168Lēkin mukh sē kōī kōī nē control achchhā kiyā hai , lēkin man sē thōṛā thōṛā chaltā hai .
191You have controlled the anger from your mouth. 192Some of you have done this very well, but it still continues in your mind a little.
169Miṭānē key|kī kōśhiśh kar rahē haĩ phir bhī bāpdādā khuśh hai ki attention gayā hai .
193You are trying to finish it. 194Nevertheless, BapDada is pleased that your attention has been drawn.
170Samajhnē lagē haĩ ki ismē̃ mērē kō hī nuksān hai .
195You have begun to realise that only you would lose.
171Samjhā .
196Do you understand?
172Achchhā .
197Achcha.
173Abhī chārō̃ ōr K|kē paramātma prēmī bachchō̃ kō jō sadā bāp K|kē pyār mē̃ uṛtē rahtē haĩ , tīvr puruṣhārthī haĩ aur sēvā mē̃ nirvighna sachchē sēvādhārī haĩ , aisē chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā bhī dēkh rahē haĩ , sāth sāth dūr vālō̃ kō bhī dēkh rahē haĩ aur yahā̃ śhāntivan mē̃ bhī jō jagah jagah par screen par dēkh rahē haĩ , sun rahē haĩ , un sabhī bachchō̃ kō bāpdādā sadā kē liē khuśh rahō aur khuśhī bāṇṭō , yah vardān dē rahē haĩ .
198To all of you children everywhere who are lovers of God, to those who constantly continue to fly with the Father’s love and are intense effort-makers and true servers, who are free from obstacles in service, BapDada is seeing all such children everywhere. 199Baba is also seeing the children who are far, far away and also seeing all the children who are watching and listening to BapDada on a screen in different places in Shantivan. 200BapDada is giving all of you children the blessing: May you remain constantly happy and distribute happiness for all time.
174Khuśh chēhrā , kōī bhī āpkā chēhrā dēkhē vah chēhrā dēkhkē khuśh hō jāē .
201A happy face - let anyone who sees your face become happy.
175Kaisā bhī hō āpkā chēhrā khuśhnumā dēkhkē khud bhī khuśh hō jāē , yah vardān chārō̃ ōr K|kē bachchē yā jō sammukh baiṭhē haĩ un sabhī kē liē ēk vardān hai .
202No matter what some people may be like, on seeing your face, let them also become happy. 203This is a blessing for all of you children everywhere. 204It is a blessing for all those here who are sitting personally in front.
176Kabhī chēhrā murjhāyā huā nahī̃ .
205Let your face never wilt.
177Agar āp murjhāyēṅgē tō viśhva kā hall|hāl kyā hōgā !
206If you wilt, what will be the condition of the world?
178Āpkō sadā khuśhnumā chēhrā aur khuśhnumā chalan mē̃ rahnā hai aur rahānā hai .
207You have to have a constantly happy face and always keep busy in the activities of happiness and make others remain like that too.
179Aisē sabhī tīvr puruṣhārthī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur mīṭhē mīṭhē bachchō̃ kō namastē .
208To such sweet, intense effort-making children, BapDada’s love, remembrance and namaste.
Blessing
180Vardān : apnī mūrt sē bāp aur śhikṣhak key|kī sūrat kō pratyakṣha karnē vālē anubhavī mūrt bhav
209Blessing: May you become an experienced image and reveal the image of the Father and the Teacher with your own image.
181Apnē aslī position mē̃ ṭhaharnā - yahī yād kī yātrā hai , jō hū̃ , jiskā hū̃ - usmē̃ sthit rahō , isī aslī svarūp K|kē niśhchay aur anēk bār K|kē vijay key|kī smr̥iti sē sadā naśhē key|kī sthiti K|kē sāgar mē̃ laharātē rahē̃gē .
210To stay in your real position is the pilgrimage of remembrance. 211Remain stable in knowing what you are and who you belong to. 212With this real form of faith and the awareness of your victory many times, you will constantly continue to move along in the waves of the ocean of your intoxicated stage.
182Jab sukhdātā K|kē bachchē haĩ tō duḥkh key|kī lahar ā kaisē saktī , sarvśhaktivān K|kē bachchē śhaktihīn hō kaisē saktē !
213Since you are the children of the Bestower of Happiness, how could waves of sorrow come to you? 214How can the children of the Almighty Authority be powerless?
183Isī position K|kē anubhavō̃ mē̃ rahō tō āpkī mūrt sē bāp vā śhikṣhak key|kī sūrat svataḥ pratyakṣha hōgī .
215When you stay in the experience of this position, the Father and the Teacher’s image will then automatically be revealed through your image.
Slogan
184Slōgan : satyavādī vah hai jiskē chēhrē aur chalan mē̃ divyatā hō .
216Slogan: Those who are honest and truthful will have divinity in their faces and in their activity.
185
217 218*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
186Yē avyakt iśhārē - sadā achal , aḍōl , ēkras sthiti kā anubhav karō
219Avyakt Signal: Constantly experience an unshakeable, immovable and constant stage.
187Jab āp bachchē apnē is bhrakuṭi K|kē takht par , akālmūrtt ban sthit hōṅgē tō ēkras sthiti K|kē takht par aur bāpdādā K|kē dil takht par virājmān hō sakē̃gē .
220When you children become immortal images and remain stable on the thrones of your foreheads, you will then be able to remain stable on the throne of a constant stage and on BapDada’s heart throne.
188Jab is daivī saṅgaṭhan key|kī mūrt mē̃ ēkras sthiti kā pratyakṣha rup mē̃ sākṣhātkār hō tab bāpdādā key|kī pratyakṣhatā samīp āyē iskē liē har ēk kō bāpdādā K|kē saṅskārō̃ mē̃ samān bannā hōgā .
221When the vision of the practical form of the images of all of you in a constant stage is given in the divine gathering, then BapDada’s revelation will come close. 222For this, each of you will have to be equal in having sanskars like those of BapDada.