गुरुवार 4 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
004/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum pārlaukik bāp kō yathārth rīti jāntē hō isliē tumhē̃ hī sachchē prīt buddhi vā āstik kahē̃gē ' '
1Essence: Sweet children, only you know the Father from beyond this world accurately and this is why only you can be called true theists, those who have truly loving intellects.
Question
2Praśhna : bāp K|kē kis kartavya sē siddha hōtā hai ki vah bhaktō̃ kā rakṣhak hai ?
2Question: Which one of the Father’s duties proves that He is the Protector of the Devotees?
Answer
3Uttar : sab bhaktō̃ kō rāvaṇ key|kī jēl sē chhuṛānā , insolvent sē solvent banānā , yah ēk bāp kā hī kartavya hai .
3Answer: To liberate all devotees from the jail of Ravan and to make them solvent from insolvent is the duty of the one Father alone.
4Jō purānē bhakta haĩ unhē̃ brāhmaṇ banākar dēvtā banā dēnā - yahī unkī rakṣhā hai .
4To change old devotees into Brahmins and then into deities is His protection.
5Bhaktō̃ kā rakṣhak āyā hai - apnē sabhī bhaktō̃ kō mukti-jīvanmukti dēnē .
5The Protector of the Devotees has come to give liberation and liberation-in-life to all His devotees.
Song
6Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
6Song: No one is unique like the Innocent Lord!
Murli
7Ōm śhānti .
7Om shanti.
8Yah kiskī mahimā sunī bachchō̃ nē ?
8Whose praise did you children hear?
9Gāyā jātā hai ūñch tē ūñch bhagvān aur bhagvān kō hī bāp kahā jātā hai .
9God is remembered as the Highest on High and only God is called the Father.
10Vahī is sārī rachnā kā rachayitā hai . 11Jaisē laukik bāp bhī rachayitā hai apnī rachnā kā .
10He is the Creator of this whole creation, just as a worldly father is the creator of his creation.
12Pahlē kanyā kō apnī strī banātē haĩ aur phir unsē rachnā rachtē haĩ .
11First, he makes a kumari his wife and then creates a creation with her.
135-7 bachchē paidā kartē haĩ . 14Unkō kahā jāyēgā rachnā .
12He has five to seven children; they are called his creation.
15Bāp ṭhaharā|ṭhahrā rachayitā . 16Vah had K|kē rachayitā ṭhaharē .
13That father is their creator; he is a limited creator.
17Yah bhī bachchē jāntē haĩ rachnā kō rachayitā bāp sē varsā miltā hai .
14You children know that you, the creation, receive your inheritance from your Father, your Creator.
18Manuṣhya kō dō bāp tō hōtē hī haĩ - ēk laukik , dūsrā pārlaukik .
15People have two fathers: one worldly and the One from beyond this world.
19Bachchō̃ kō samjhāyā hai gyān aur bhakti alag-alag hai , phir hai vairāgya .
16It has been explained to you children that this knowledge is separate from devotion and that there is then disinterest.
20Is samay tum bachchē saṅgam par baiṭhē hō aur bākī sab kaliyug mē̃ baiṭhē huē haĩ .
17At this time, you children are sitting at the confluence age, whereas all the rest of the people are in the iron age.
21Haĩ tō sab bachchē parantu tumnē bēhad K|kē bāp kō jānā hai jō sārī rachnā kā rachayitā hai .
18All are His children, but you have come to know the unlimited Father who is the Creator of the whole of creation.
22Laukik bāp hōtē bhī us pārlaukik bāp kō yād kartē haĩ .
19Even while having worldly fathers, people remember that Father from beyond this world.
23Satyug mē̃ laukik bāp hōtē pārlaukik bāp kō kōī yād nahī̃ kartē kyōṅki hai hī sukhdhām .
20In the golden age, while having a worldly father no one remembers the Father from beyond this world because that is a land of happiness.
24Us pārlaukik bāp kō duḥkh mē̃ yād kartē haĩ .
21Everyone remembers the Father from beyond when they are in sorrow.
25Yahā̃ paṛhāyā jātā hai , manuṣhya kō samajhdār banāyā jātā hai .
22You are being educated here; human beings are made sensible here.
26Bhakti mārg mē̃ manuṣhya bāp kō bhī nahī̃ jāntē haĩ .
23On the path of devotion, people don’t even know the Father.
27Kahtē bhī haĩ parampitā paramātmā , hē god father , hē duḥkh hartā sukh kartā .
24They say: O Supreme Father, Supreme Soul, O God, the Father! 25O Remover of Sorrow and Bestower of Happiness!
28Phir kah dētē sarvavyāpī . 29Patthar mē̃ , kaṇ-kaṇ , kuttē , billī sabmē̃ hai .
26Then, they say that He is omnipresent or that He is in every particle, in the stones, in the dogs, the cats etc., in everything!
30Paramātmā bāp kō gāliyā̃ dēnē lag paṛtē haĩ .
27They begin to insult the Father, the Supreme Soul, in this way.
31Tum bāp K|kē banē hō tō tum hō gayē āstik .
28You now belong to the Father and so you have become theists.
32Tumhārī bāp kē sāth prīt buddhi hai .
29Your intellects truly have love for the Father.
33Bākī sabkī bāp kē sāth viparīt buddhi hai .
30All others have intellects which do not have true love for the Father.
34Ab tum jāntē hō mahābhārī laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .
31You now know that the great Mahabharat War for the destruction of this old world is just standing ahead.
35Purānī duniyā K|kē vināśh arth|earth her|har 5 hajār varṣh bād kaliyugī patit duniyā pūrī hō phir satyugī pāvan duniyā sthāpan hōtī hai , bāp K|kē dvārā . 36Jiskō hī yād kartē haĩ - hē patit-pāvan āō .
32Every 5000 years the iron-aged impure world ends and the golden-aged pure world is established. 33It is established by the Father whom people remember and to whom they call out: O Purifier, come!
37Hē khivaiyā hamkō is viṣhay sāgar sē nikāl kṣhīrsāgar mē̃ lē jāō .
34O Boatman, remove us from this ocean of poison and take us to the ocean of milk!
38Gāndhī jī bhī gātē thē - patit-pāvan sītārām . . . hē rām sab sītāō̃ kō pāvan banāō .
35Gandhiji too used to sing: The Purifier is Sita’s Rama. 36O Rama, now come and purify all the Sitas!
39Tum sab hō sītāyē̃ , bhaktiyā̃ .
37All of you are Sitas, devotees.
40Vah hai bhagvān , sab unkō pukārtē haĩ .
38He is God and everyone calls out to Him.
41Vah tumkō patit sē pāvan banā rahē haĩ .
39He is making you pure from impure.
42Tumkō kahā̃ bhī dhakkē nahī̃ khilātē haĩ .
40He doesn’t make you stumble anywhere.
43Aisē nahī̃ kahtē tīrthō̃ par jāō , kumbha K|kē mēlē par jāō .
41He doesn’t say: Go on pilgrimages and to the Kumbha melas; no!
44Nahī̃ , yah nadiyā̃ kōī patit-pāvnī nahī̃ haĩ .
42Those rivers are not purifiers.
45Patit-pāvan ēk gyān kā sāgar bāp hai .
43Only the one Father, the Ocean of Knowledge, is the Purifier.
46Sāgar vā nadiyō̃ kō kōī yād nahī̃ kartē haĩ . 47Pukārtē haĩ bāp kō , hē patit-pāvan bābā hamkō pāvan banāō .
44No one remembers the ocean or the rivers. 45They call out to the Father: O Purifier Baba, come and purify us!
48Bākī pānī key|kī nadiyā̃ tō sārī duniyā mē̃ haĩ , vah thōṛēhī patit-pāvnī haĩ .
46There are rivers of water everywhere in the world; they are not purifiers.
49Patit-pāvan ēk bāp kō hī kahā jātā hai .
47Only the one Father is called the Purifier.
50Vah jab āyē tab ākar pāvan banāyē .
48Only when He comes can He purify you.
51Bhārat key|kī mahimā bahut bhārī hai .
49The praise of Bharat is very great.
52Bhārat sab dharmō̃ kā tīrtha sthān hai .
50Bharat is a pilgrimage place for all religions.
53Śhiv jayantī bhī yahā̃ gāī jātī hai .
51The birthday of Shiva is also remembered here.
54Satyug tō hai pāvan duniyā , usmē̃ dēvī-dēvtā rahtē haĩ .
52The golden age is a pure world where the deities reside.
55Dēvtāō̃ key|kī mahimā gāī jātī hai , sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ . . . chandravanśhiyō̃ kō 14 kalā kahē̃gē .
53The praise of the deities is remembered: You are full of all virtues, 16 celestial degrees full. 54The moon dynasty is said to be 14 celestial degrees.
56Phir sīṛhī nīchē utartē haĩ .
55They continue to come down the ladder.
57Bāp ākar second mē̃ sīṛhī chaṛhāē śhāntidhām-sukhadhām mē̃ lē jātē haĩ .
56The Father comes and makes you climb up the ladder in a second and takes you to the land of peace and then to that land of happiness.
58Phir 84 kā chakra lagāē sīṛhī utartē haĩ .
57You then go around the cycle of 84 births and come down the ladder.
5984 janm kōī nē tō jarūr liyē hōṅgē .
58One must definitely have taken the full 84 births.
60Mukhya hai sarvśhāstramaī śhirōmaṇī gītā , śrīmat bhagavat mānā bhagvān key|kī gāī huī .
59Out of all the scriptures, the Gita is the main jewel. 60The Shrimad Bhagawad Gita means the Gita sung by God.
61Parantu bhagvān kiskō kahā jātā hai - yah patit manuṣhya nahī̃ jāntē .
61However, impure human beings don’t know who God is.
62Patit-pāvan sarv kā sadgati dātā ēk nirākār śhiv hī hai parantu vah kab āyā , yah kōī nahī̃ jāntē .
62The Purifier and the Bestower of Salvation for All is only the one incorporeal Shiva, but no one knows when He comes.
63Bāp āpēhī ākar apnā parichay dētē haĩ .
63The Father Himself comes and gives His own introduction.
64Ab dēkhō yah bachchē aur bachchiyā̃ dōnō̃ bābā kahtē haĩ .
64Sons and daughters all say: Baba.
65Gāyā bhī jātā hai tum māt-pitā . . . tumhārē is rājyōg sīkhnē sē sukh ghanērē miltē haĩ .
65It is sung: You are the Mother and Father and, by studying this Raja Yoga of Yours, we receive so much happiness.
66Tum yahā̃ ātē hī hō bēhad K|kē bāp sē svarg K|kē 21 janmō̃ kā varsā pānē .
66You come here to claim your inheritance of heaven for 21 births from the unlimited Father.
67Ab śhiv jayantī bhī bhārat mē̃ hī manātē haĩ .
67The birthday of Shiva is only celebrated in Bharat.
68Rāvaṇ bhī bhārat mē̃ hī dikhātē haĩ .
68Ravan is also only shown in Bharat.
69Parantu arth|earth kuchh bhī nahī̃ jāntē .
69However, no one knows the meaning of that.
70Śhiv hamārā bēhad kā bāp hai , yah ēk bhī nahī̃ jāntē sirph śhiv key|kī pūjā kartē rahtē haĩ .
70Shiva is our unlimited Father. 71No one knows this but they just continue to worship Him.
71Jab sārā jhāṛ tamōpradhān hō jātā hai tab bāp ātē haĩ .
72The Father comes when the whole tree has become tamopradhan.
72Naī duniyā mē̃ bhārat svarg thā . 73Bhārat mē̃ hī satyug thā .
73Bharat was heaven in the new world; there was the golden age in Bharat.
74Bhārat mē̃ hī ab kaliyug hai .
74There is now the iron age in Bharat.
75Bāp samjhātē haĩ pahlē-pahlē tum svarg K|kē mālik thē .
75The Father explains: At first, you were the masters of heaven.
76Ab tum 84 janm bhōg narkvāsī banē hō .
76You have now taken 84 births and have become the residents of hell.
77Ab maĩ tumkō rājyōg sikhlāē manuṣhya sē dēvtā , patit sē pāvan banātā hū̃ .
77I now teach you Raja Yoga and make you into deities from human beings and pure from impure.
78Bhakti arthāt brahmā kī rāt . 79Gyān arthāt brahmā kā din .
78Devotion means the night of Brahma and this knowledge means the day of Brahma.
80Tum brahmākumār kumāriyā̃ din mē̃ jātē hō .
79You Brahma Kumars and Kumaris are now going into the day.
81Is purānī duniyā kō ab āg lagnī hai , barōbar mahābhārat laṛāī hai .
80This old world is now to be set on fire. 81Truly, there is to be the great Mahabharat War.
82Barōbar is mahābhārat laṛāī kē bād hī bhārat svarg ban jātā hai .
82Bharat truly becomes heaven after this Mahabharat War.
83Anēk dharm vināśh hō ēk dharm key|kī sthāpanā hōtī hai .
83All the innumerable religions will be destroyed and the one religion will be established.
84Tum bachchē bābā K|kē madadgār ban ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kar rahē hō .
84You children have become Baba’s helpers and are establishing the original eternal deity religion.
85Tum svarg K|kē mālik bannē lāyak ban jāyēṅgē tō phir vināśh śhurū hō jāyēgā .
85When you become worthy of being the masters of heaven, destruction will begin.
86Yah hai śhivbābā kā gyān yagya phir śhiv kahō vā rūdra kahō .
86This is the sacrificial fire of the knowledge of Shiv Baba; you can call Him Shiva or Rudra.
87Kr̥iṣhṇa gyān yagya kabhī nahī̃ kahā jātā .
87It is never said: The sacrificial fire of the knowledge of Krishna.
88Satyug trētā mē̃ yagya hōtā nahī̃ .
88There are no sacrificial fires in the golden and silver ages.
89Yagya tab rachā jātā hai jab upadrav hōtā hai .
89Sacrificial fires are created when there are calamities.
90Anāj nahī̃ hōgā vā laṛāī lagēgī tō yagya rachē̃gē śhānti kē liē .
90If there is no grain or if a war breaks out, they create a sacrificial fire to bring about peace.
91Tum bachchē jāntē hō - vināśh hōnē bigar tō bhārat svarg ban na sakē .
91You children know that Bharat cannot become heaven without destruction taking place.
92Bhārat mātā śhiv śhakti sēnā gāī huī hai .
92The Shiv Shakti Army of the mothers of Bharat has been remembered.
93Vandanā pavitra key|kī hī kī jātī hai .
93Salutations are given to those who are pure.
94Tum mātāō̃ kō vandē mātaram kahā jātā hai kyōṅki tumnē śhrīmat par bhārat kō svarg banāyā hai .
94You mothers are saluted (Vande Mataram) because you made Bharat into heaven according to shrimat.
95Ab bāp kahtē haĩ maut tō sabkē sir par khaṛā hai isliē ab yah ēk janm pavitra banō aur bāp kō yād karō tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
95The Father now says: Death is just standing over everyone’s head. 96Therefore, become pure in this one birth and remember the Father and you will become satopradhan from tamopradhan.
96Abhī tum śhūdra sē brāhmaṇ ban phir dēvtā banē̃gē , yah kōī naī bāt nahī̃ .
97You have now become Brahmins from shudras and you will then become deities. 98This is nothing new.
97Kalp-kalp her|har 5 hajār varṣh bād yah chakra phirtā rahtā hai . 98Nark sē svarg bantā hai .
99This cycle continues to turn; every cycle, every 5000 years, hell becomes heaven.
99Patit duniyā mē̃ manuṣhya jō kuchh karma kartē haĩ vah vikarma hī bantā hai .
100Whatever actions people in this impure world perform, they are only sinful actions.
100Bāp kahtē haĩ - 5 hajār varṣh pahlē bhī tumkō karma-akarma-vikarma kī gati samjhāī thī .
101The Father says: The philosophy of action, neutral action and sinful action was also explained to you 5000 years ago.
101Ab phir sē tumkō samjhātā hū̃ .
102I am now explaining to you once again.
102Maĩ parampitā paramātmā nirākār tumhārā bāp hū̃ .
103I, the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, am your Father.
103Yah śharīr , jiskā hamnē ādhār liyā hai , yah kōī bhagvān nahī̃ hai .
104This body that I have taken on loan is not God.
104Manuṣhya kō dēvtā bhī nahī̃ kahā jātā . 105Tō manuṣhya kō bhagvān kaisē kah saktē haĩ .
105Human beings cannot even be called deities, so how could human beings be called God?
106Bāp samjhātē haĩ , tum 84 janm lētē-lētē nīchē sīṛhī utartē āyē hō , ūpar kōī jā nahī̃ saktā hai .
106The Father explains: You have taken 84 births and have continued to come down the ladder. 107No one can go back up above.
107Sabhī patit bannē kā hī rāstā batātē haĩ , khud bhī patit bantē jātē haĩ .
108All of them only show the path to become impure and they themselves also continue to become impure.
108Tab bāp kahtē haĩ unkā bhī uddhār karnē mujhē ānā paṛtā hai .
109Therefore, the Father says: I have to come to uplift them too.
109Yah hai rāvaṇ rājya .
110This is the kingdom of Ravan.
110Tum abhī rāvaṇ rājya sē nikal āyē hō .
111You have now come away from the kingdom of Ravan.
111Dhīrē-dhīrē sabkō patā paṛēgā .
112Everyone will gradually know about this.
112Brāhmaṇ bannē bigar śhivbābā sē varsā lē nahī̃ saktē .
113You cannot claim your inheritance from Shiv Baba without becoming Brahmins.
113Bāp haĩ hī dō . 114Ēk nirākārī bāp , ēk sākārī bāp .
114There are just two fathers: one is the incorporeal Father and the other is a corporeal father.
115Varsā miltā hai ēk sākārī bāp sē sākārī bachchō̃ kō aur phir nirākārī bēhad K|kē bāp sē varsā miltā hai nirākārī ātmāō̃ kō .
115Corporeal children receive an inheritance from their corporeal fathers and incorporeal souls receive their inheritance from their incorporeal, unlimited Father.
116Ab tum bachchē jāntē hō - mīṭhē-mīṭhē śhivbābā sē ham 21 janm kē liē sukhdhām kā varsā lēnē āyē haĩ .
116You children now know that you have come to sweetest Shiv Baba to claim from Him your inheritance of the land of happiness for 21 births.
117Viśhva K|kē mālik bantē haĩ yōgbal sē .
117By having the power of yoga, you become the masters of the world.
118Kōī hathiyār ādi nahī̃ haĩ .
118There are no weapons etc.
119Tō bāp sē yōg lagāē vikarma vināśh kar viṣhṇupurī K|kē mālik bantē haĩ .
119So, by having yoga with the Father you have your sins absolved and become the masters of the land of Vishnu.
120Ab amarlōk mē̃ jānē kē liē amar kathā sun rahē haĩ .
120You are now listening to the story of immortality in order to go to that land of immortality.
121Vahā̃ akālē mr̥iityu kabhī hōtā nahī̃ .
121There is never untimely death there.
122Duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ .
122There is no name or trace of sorrow.
123Tum bachchē āyē hō śhrīmat par chal bēhad K|kē bāp sē śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh dēvī-dēvtā bannē .
123You children have come to the unlimited Father to follow His shrimat and to become most elevated deities.
124Yah kōī śhāstrō̃ kā gyān nahī̃ hai .
124This knowledge is not in any of the scriptures.
125Dikhātē haĩ viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā .
125It is shown that Brahma emerged from the navel of Vishnu.
126Unkē hāth mē̃ phir śhāstra dētē haĩ .
126He is then shown holding the scriptures in his hand.
127Bāp kahtē haĩ - brahmā dvārā maĩ tumkō sārī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān sunā rahā hū̃ .
127The Father says: I am now telling you through Brahma the beginning, the middle and the end of the whole of creation.
128Maĩ hī gyān kā sāgar hū̃ .
128I alone am the Ocean of Knowledge.
129Gātē bhī haĩ gyān sūrya pragaṭā . . . agyān andhēr vināśh .
129It is sung: When the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled.
130Satyug mē̃ agyān hōtā nahī̃ .
130There is no ignorance in the golden age.
131Vah sachkhaṇḍ thā tō bhārat hīrē jaisā thā , hīrē javāharō̃ K|kē mahal bantē thē .
131When Bharat was the land of truth, it was as valuable as a diamond; there were palaces studded with diamonds and jewels.
132Abhī tō manuṣhyō̃ kō pūrā khānē kē liē bhī nahī̃ hai .
132Now people don’t even have enough to eat.
133Insolvent viśhva kō phir solvent kaun banāyē !
133Who would make this insolvent world solvent once again?
134Yah bāp kā hī kām hai .
134This is the task of the Father alone.
135Bāp kō hī taras paṛtā hai .
135The Father feels mercy.
136Kahtē haĩ tumkō rājyōg sikhānē āyā hū̃ .
136He says: I have come to teach you Raja Yoga.
137Nar kō nārāyaṇ , nārī kō lakṣhmī banātā hū̃ .
137I make an ordinary man into Narayan and an ordinary woman into Lakshmi.
138Bhaktō̃ kā rakṣhak hai hī bāp .
138The Protector of the Devotees is the one Father.
139Tumkō rāvaṇ key|kī jēl sē chhuṛāē sukhdhām mē̃ lē jātā hū̃ .
139I liberate you from this jail of Ravan and take you to that land of happiness.
140Sārī duniyā mē̃ jō brāhmaṇ banē̃gē vahī dēvtā banē̃gē .
140All of those in this world who become Brahmins will then become deities.
141Brahmā kā nām bhī bālā hai - prajāpitā brahmā .
141The name of Brahma is very well known: Prajapita Brahma.
142Tum brāhmaṇ hō sabsē uttam , tum bhārat key|kī sachchī rūhānī sēvā kar rahē hō .
142You Brahmins are also the most elevated. 143You are doing true, spiritual service of Bharat.
143Bāp kī yād sē hī vikarma vināśh hōṅgē .
144Only by having remembrance of the Father will your sins be absolved.
144Aur kōī rāstā nahī̃ hai - patit sē pāvan bannē kā .
145There is no other way to become pure from impure.
145Yād sē hī khād bhasma hōgī .
146Only by your having remembrance will the alloy be burnt away.
146Sōnār lōg jāntē haĩ - sachchā sōnā , jhūṭhā sōnā kaisē bantā hai .
147Goldsmiths know how to make real gold into artificial gold.
147Usmē̃ cāndī-tāmbā-lōhā ḍāltē haĩ .
148They mix silver, copper or iron into it, and so that gold becomes less valuable.
148Tum bhī pahlē satōpradhān thē phir tumhārē mē̃ khād paṛtī hai , tamōpradhān ban paṛē hō .
149You too were satopradhan and then alloy was gradually mixed into you. 150You have now become tamopradhan.
149Abhī phir satōpradhān bannā paṛē tab satyug mē̃ jā sakē̃gē .
151You now have to become satopradhan once again; only then can you go to the golden age.
150Bāp kahtē haĩ - kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karō .
152The Father says: Do not remember bodily beings!
151Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē ēk bāp K|kē sivāē aur kōī kō yād nahī̃ karō tō tum svargpurī K|kē mālik ban jāyēṅgē .
153While living at home with your families, don’t remember anyone except the one Father and you will then become the masters of the land of heaven.
152Svarg athavā viṣhṇupurī thī , ab rāvaṇpurī hai .
154There was heaven, the land of Vishnu, and it is now the land of Ravan.
153Phir viṣhṇupurī banēgī jarūr .
155It will definitely become the land of Vishnu again.
154Sādhū-santa ādi sabkā uddhār karnē ātā hū̃ , tab hī kahā jātā hai yadā yadāhi dharmasya . . . yah bhārat key|kī hī bāt hai .
156I come to uplift the sages and holy men etc. 157This is why it is said: I come when there is extreme irreligiousness. 158This refers to Bharat.
155Sarv kā sadgati dātā maĩ ēk bāp śhiv hū̃ .
159I, the one Father, Shiva, am the Bestower of Salvation for All.
156Śhiv , rūdra sab unkē hī nām haĩ , athāh nām rakh diyē haĩ .
160Shiva, Rudra are all His names. 161They have given Him many names.
157Bāp kahtē haĩ - mērā aslī nām tō ēk hī hai - śhiv .
162The Father says: I only have the one real name Shiva.
158Maĩ śhiv hū̃ , tum sāligrām bachchē hō .
163I am Shiva and you are saligrams, the children.
159Tum ādhākalp dēh-abhimānī rahē hō .
164You have been body conscious for half a cycle.
160Ab dēhī-abhīmānī banō .
165Now become soul conscious!
161Ēk bāp kō jānnē sē bāp dvārā tum sab kuchh jān jātē hō . 162Master gyān sāgar ban jātē hō .
166By knowing the one Father you will come to know everything from that Father; you will become master oceans of this knowledge.
163Achchhā !
167Achcha
164Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
168To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
165Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
169The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
166Dhārṇā kē liē mukhya sār :
170Essence for dharna:
1671 ) śhrīmat par chalkar śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh dēvtā bannā hai .
1711. Follow shrimat and become most elevated deities.
168Sārē viśhva key|kī sachchī-sachchī rūhānī sēvā karnī hai .
172Do real spiritual service of the whole world.
169Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā mē̃ bāp kā pūrā madadgār bannā hai .
173Become the Father’s helpers fully in establishing the original eternal deity religion.
1702 ) ātmā kō sachchā sōnā banānē kē liē ēk bāp K|kē sivāē kisī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai .
1742. In order to make your soul real gold, don’t remember any bodily being but only the Father.
171Pārlaukik bāp sē sachchī-sachchī prīt rakhnī hai .
175Have true love for the Father from beyond this world.
Blessing
172Vardān : ātmik unnati K|kē sādhan dvārā sarv paristhitiyō̃ par vijay prāpt karnē vālē akālmūrt bhav
176Blessing: May you make spiritual progress and gain victory over all adverse situations by becoming an immortal image.
173Jaisē śharīr nirvāh kē liē anēk sādhan apnātē hō aisē ātmik unnati K|kē bhī sādhan apnāō , iskē liē sadā akālmūrt sthiti mē̃ sthiti hōnē kā abhyās karō .
177Just as you adopt many means for the livelihood of your body, in the same way, use this means for making spiritual progress: practise being constantly stable as an immortal image.
174Jō svayã kō akālmūrt ( ātmā ) samajhkar chaltē haĩ vah akālē mr̥iityu sē , akāl sē , sarv samasyāō̃ sē bach jātē haĩ .
178Those who move along while considering themselves to be images of immortality (souls) are saved from untimely death, famine and all other problems.
175Mānasik chintāyē̃ , mānasik paristhitiyō̃ kō haṭānē kē liē sirph apnē purānē śharīr K|kē bhān kō miṭātē jāō .
179In order to remove mental worries and stressful situations, simply continue to remove any awareness of your old body.
Slogan
176Slōgan : kōī bhī bāt jō bār-bār feel kartā hai vah final mē̃ fail hō jātā hai .
180Slogan: If you repeatedly feel something, you will fail the final paper.
177Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - « manuṣhya sākṣhātkār mē̃ kaisē jātē haĩ ? 178' '
181Elevated invaluable versions of Mateshwariji. 182How do people go into trance?
179Yah jō sākṣhātkār mē̃ jānā hōtā hai tō iskī philosophy bhī bahut mahīn hai .
183The philosophy of going into trance is very subtle.
180Yah antaḥvāhak śharīr sē jākar ghūm ātē haĩ . 181Jaisē kōī bāhar ghūmnē jātā hai nā , tō aisē nahī̃ ghūmnē gayā tō marā , vō ghūm kar phir vāpas lauṭkar āyēgā nā .
184They go with the vehicle of the subtle, inner being and then come back, just as someone would go on a tour somewhere outside. 185It isn’t that when you go on a tour like that, you die, but you go there and then return from there.
182Tō yah bhī ātmā is body sē nikal antaḥvāhak śharīr sē sair karnē jātī hai , thōṛē samay K|kē liyē inkī ātmā uṛtā pañchhī hai , yah bhī paramātmā kā kām hai jō unkī rassī kō khaiñch divya dr̥iṣhṭi sē unkō sākṣhātkār karātā hai .
186So, here, too, that soul leaves her body and goes on a tour with the vehicle of the subtle, inner body. 187During that time, that soul is like a flying bird. 188It is God’s duty to pull that one’s string and grant a divine vision to that one.
183Jaisē rāt kō ham jab śharīr sē nyārī ātmā hō sukh-path athavā svapn key|kī avasthā mē̃ chalē jātē haĩ , tō usī samay śharīr śhānt hai , tō dēh aur dēh K|kē dharm bhūl jātē parantu aisē nahī̃ kōī śharīr mar gayā phir jab jāgr̥it mē̃ ātā hai , tō us rāt K|kē sapanē key|kī avasthā kā varṇan kar sunātē haĩ .
189For instance, at night time, when we souls become detached from our bodies and go onto the path of happiness or into the stage of a dream, our bodies are peaceful at that time and we forget our bodies and the religion of our bodies. 190However, it isn’t that our bodies have died: when we awaken again, we remember our dreams during the night, and we speak about them.
184Vaisē paramātmā kē sāth yōg lagānē sē paramātmā phir divya dr̥iṣhṭi sē ātmā kō sair karātē haĩ .
191In the same way, when a soul has yoga with God, He takes that soul in trance on a tour.
185Phir jab dhyān sē uṭhtē haĩ tō vō dēkhā huā sākṣhātkār , phir varṇan kar sunātē haĩ ki ham yah dēkhkar āyē .
192Then, when you come out of that trance, you remember the vision you saw, you relate it and say what you saw there.
186Tō vah svapn rajōguṇ , tamōguṇ bhī hōtā hai , yah dhyān phir satōguṇ avasthā hai .
193A dream can be rajoguni or tamoguni, but this trance is also a satoguni stage.
187Tō dhyān mē̃ kōī śharīr martā nahī̃ hai , magar śharīr key|kī bhāsnā gum hō jātī hai .
194The body does not die in trance, but all awareness of the body is lost.
188Jaisē chloroform dēnē sē śharīr key|kī sudh-budh bhūl jātī hai , dēkhō , doctor jab kōī aṅg kō dead kartē haĩ tō injection lagākar dead kar dētē haĩ parantu aur indriyā̃ tō chaltī haĩ , tō dhyān bhī isī tarah sē hai ki ātmā kōī uṛkar sair kar ātī hai parantu śharīr mar nahī̃ jātā , ab yah rassī khīñchnē key|kī smr̥iti bhī paramātmā mē̃ hai , na ki manuṣhya ātmā mē̃ .
195When someone is given chloroform, he forgets all consciousness of his body. 196For instance, when doctors make a person’s part of his body “dead”, they do so by giving an injection, but all the other physical organs still work. 197So, trance is also the same in that the soul flies away and then comes back, but the body does not die. 198God, and not any human being, has the power to pull the strings of awareness.
189Achchhā , ōm śhānti .
199Achcha. 200Om shanti.
Avyakt Signal
190Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
201Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
191Sadā harṣhit rahnē vālō̃ kā yādgār viṣhṇu K|kē rūp mē̃ dikhāyā hai .
202The memorial of those who remain constantly cheerful has been shown in the form of Vishnu.
192Viṣhṇu kṣhīrsāgar mē̃ ārām sē lēṭā huā gyān kā simraṇ kar harṣhit hō rahā hai .
203Vishnu is lying comfortably in an ocean of milk, churning knowledge and remaining very cheerful.
193Tō harṣhit rahnē kā sādhan hai gyān kā simraṇ .
204The way to remain cheerful is to churn this knowledge.
194Jō jitnā gyān kā simraṇ kartē haĩ vah utnā hī harṣhit rahtē haĩ .
205To the extent that someone churns this knowledge, so he remains cheerful.
195Kōī bhī paristhiti unkī himmat , umaṅg-hullās kō cum|kam nahī̃ kar saktī .
206No adverse situation can reduce his courage, zeal or enthusiasm.
196Vē|way sahanśhīltā key|kī śhakti sē her|har paristhiti kō sahaj pār kar lētē haĩ .
207With the power of tolerance, he easily overcomes all adverse situations.