शुक्रवार 12 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
012/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē sensible bachchē - sadā yād rakhō ki ham avināśhī ātmā haĩ , hamē̃ ab bāp kē sāth pahlē tabkē ( floor ) mē̃ jānā hai ' '
1Essence: Sweet, sensible children, always remember that each one of you is an imperishable soul. 2You now have to go to the first floor with the Father.
Question
2Praśhna : kaun see|sī|C mēhnat tum har ēk bachchē kō avaśhya karnī hai ?
3Question: What effort does each of you children definitely have to make?
Answer
3Uttar : bābā tumhē̃ jō itnī knowledge dētē haĩ usē apnī dil sē lagātē rahō .
4Answer: Continue to keep in your heart all of this knowledge that Baba gives you.
4Andar hī andar uskō manan kar hazam karō , jissē śhakti milēgī .
5Churn it within yourself and digest it. 6By doing this, you will receive power.
5Yah mēhnat avaśhya har ēk kō karnī chāhiē .
7Each of you definitely has to make this effort.
6Jō aisī gupta mēhnat kartē haĩ vah sadā harṣhit rahtē haĩ , unhē̃ naśhā rahtā hai ki hamē̃ paṛhānē vālā kaun hai ! 7Ham kiskē sāmnē baiṭhē haĩ !
8Those who make this incognito effort will remain constantly cheerful. 9They have the intoxication of who it is that is teaching them and in front of whom they are sitting.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Yah kisnē kahā ?
11Who said this?
10Dō bār kahtē haĩ ōm śhānti , ōm śhānti .
12It is said twice: Om shanti, Om shanti.
11Ēk śhivbābā nē kahā , ēk brahmā bābā nē .
13Shiv Baba said it once and Brahma Baba said it once.
12Yah bāpdādā ikaṭṭhē haĩ . 13Tō dōnō̃ kō bōlnā paṛē ōm śhānti , ōm śhānti .
14Bap and Dada are combined and so both of them have to say: Om shanti, Om shanti.
14Ab pahlē kisnē kahā ?
15Who said it first?
15Bād mē̃ kisnē kahā ?
16Who said it second?
16Pahlē śhivbābā nē kahā ōm śhānti .
17First, Shiv Baba said: Om shanti.
17Maĩ śhānti kā sāgar hū̃ , pīchhē kisnē kahā ?
18I am the Ocean of Peace. 19Who said it afterwards?
18Dādā key|kī ātmā nē kahā .
20The soul of Dada said it.
19Bachchō̃ kō yād dilātē haĩ ōm śhānti , maĩ tō sadaiv dēhī-abhimānī hū̃ , kabhī dēh-abhimān mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
21Baba reminds you children: Om shanti. 22I am constantly soul conscious. 23I never become body conscious.
20Ēk hī bāp hai jō sadaiv dēhī-abhimānī rahtē haĩ .
24It is only the one Father who remains constantly soul conscious.
21Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar aisē nahī̃ kahē̃gē .
25Brahma, Vishnu and Shankar would not say this.
22Tum jāntē hō brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā bhī sūkṣhma rūp hai .
26You know that even Brahma, Vishnu and Shankar have subtle forms.
23Tō ōm śhānti karnē vālā ēk śhivbābā hai , jiskō kōī śharīr nahī̃ .
27Therefore, it is Shiv Baba, who doesn’t have a body, who says: Om shanti.
24Bāp tumkō achchhī rīti samjhātē haĩ aur kahtē haĩ maĩ ēk hī bār ātā hū̃ , maĩ sadaiv dēhī-abhimānī hū̃ .
28The Father explains to you very clearly and says: I only come once. 29I am constantly soul conscious.
25Maĩ punarjanma mē̃ nahī̃ ātā isliē mērī mahimā hī nyārī hai .
30I do not enter the cycle of rebirth. 31This is why My praise is unique.
26Mujhē kahtē haĩ nirākār parampitā paramātmā .
32I am called the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
27Bhakti mārg mē̃ bhī śhiv kē liē kahē̃gē nirākār parampitā paramātmā hai .
33On the path of devotion too they refer to Shiva as the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
28Nirākār key|kī pūjā hōtī hai .
34The incorporeal One is worshipped.
29Vah kabhī dēh mē̃ nahī̃ ātē haĩ arthāt dēh-abhimānī nahī̃ bantē haĩ .
35He never takes birth through a body, that is, He never becomes body conscious.
30Achchhā phir uskē nīchē āō sūkṣhmavatan mē̃ , jahā̃ brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar rahtē haĩ .
36OK, come down from there to the subtle region where Brahma, Vishnu and Shankar reside.
31Śhiv kā nām rūp tō dēkhnē mē̃ nahī̃ ātā hai .
37The name and form of Shiva are not visible.
32Chitra bantē haĩ lēkin vah hai nirākār , vah kabhī sākār bantē hī nahī̃ .
38Images of Him are created, but He is incorporeal. 39He never becomes corporeal.
33Pūjā bhī nirākār key|kī hī hōtī hai .
40It is the incorporeal One who is worshipped.
34Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārā gyān rahtā hai .
41You children have all of this knowledge in your intellects.
35Bhakti tō kī hai .
42You have performed devotion.
36Chitra bachchō̃ nē dēkhā hai , tum jāntē hō satyug-trētā mē̃ na chitrō̃ key|kī bhakti hōtī , na vichitr key|kī .
43You children have seen the pictures. 44You know that neither those with an image nor the One without an image are worshipped in the golden and silver ages.
37Buddhi mē̃ ātā hai parampitā paramātmā vichitr hai .
45It comes into your intellects that the Supreme Father, the Supreme Soul, is without an image.
38Unkā na sūkṣhma , na sthūl chitra hai .
46He has neither a subtle nor a physical image.
39Unkī mahimā gāī jātī hai , duḥkh hartā , sukh kartā , patit-pāvan .
47His praise is sung as the Remover of Sorrow, the Bestower of Happiness and the Purifier.
40Tum aur kisī K|kē chitra kō patit-pāvan nahī̃ kahē̃gē .
48You would not refer to the image of anyone else as the Purifier.
41Kōī bhī manuṣhya nahī̃ jinkī buddhi mē̃ yah bāt hō .
49These things are not in the intellects of any human beings.
42Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar haĩ sūkṣhmavatanvāsī .
50Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region.
43Pahlā tabkā phir dūsrā tabkā .
51There is the first floor and then the second floor.
44Ūñch tē ūñch mūlvatan , us tabkē mē̃ rahnē vālā hai parampitā paramātmā .
52The highest of all is the incorporeal world and that is the floor where the Supreme Father, the Supreme Soul, resides.
45Second number tabkē mē̃ sūkṣhma śharīr vālē haĩ .
53Those with subtle bodies reside on the second floor.
46Third tabkē mē̃ sthūl śharīrdhārī haĩ , ismē̃ mūnjhnā nahī̃ hai .
54Physical bodily beings are on the third floor. 55There is nothing to be confused about in this.
47Yah bātē̃ sivāē parampitā paramātmā K|kē kōī samjhā nahī̃ saktā hai .
56No one except the Supreme Father, the Supreme Soul, can explain these things.
48Ūpar mē̃ sr̥iṣhṭi hai ātmāō̃ key|kī .
57Up above there is the world of souls.
49Uskō kahā jātā hai nirākārī duniyā , ham sab ātmāō̃ key|kī duniyā , incorporeal world .
58That is called the incorporeal world. 59It is the world of all of us souls, the incorporeal world.
50Phir ham ātmāyē̃ corporeal world mē̃ ātī haĩ .
60We souls then come down into this corporeal world.
51Vahā̃ haĩ ātmāyē̃ , yahā̃ haĩ jīv ātmāyē̃ .
61Souls live up there, whereas embodied souls (living beings) live here.
52Yah buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
62This should remain in your intellects.
53Barōbar ham nirākārī bābā K|kē bachchē haĩ .
63We truly are the children of incorporeal Baba.
54Ham bhī pahlē nirākār bāp kē pās rahtē thē .
64We too first used to reside with the incorporeal Father.
55Nirākārī duniyā mē̃ hī ātmāyē̃ rahtī haĩ .
65Souls reside in the incorporeal world.
56Jō abhī tak part bajānē liē ātē rahtē haĩ - sākār mē̃ .
66Even now, they continue to come down to play their parts in corporeal forms.
57Vah hō gayā nirākār bāp kā vatan .
67That is the world of the incorporeal Father.
58Ham ātmā haĩ , yah naśhā hōnā chāhiē .
68Let there be the intoxication that you are souls.
59Avināśhī chīz kā naśhā rahnā chāhiē .
69Let there be the intoxication of imperishable things.
60Vināśhī chīz kā thōṛēhī hōnā chāhiē .
70Let there not be any intoxication of perishable things.
61Dēh K|kē naśhē vālē kō dēh-abhimānī kahā jātā hai .
71Those who have intoxication of bodies are called body conscious.
62Dēh-abhimānī achchhē vā ātma-abhimānī achchhē ?
72Who is better: those who are body conscious or those who are soul conscious?
63Sensible kaun ?
73Who are sensible?
64Ātma-abhimānī .
74Those who are soul conscious.
65Ātmā hī avināśhī hai , dēh tō vināśhī hai .
75Souls are imperishable whereas bodies are perishable.
66Ātmā kahtī hai ham 84 dēh lētē haĩ .
76This soul says: I take 84 births.
67Ham ātmā paramdhām mē̃ bāp kē sāth rahnē vālī haĩ .
77We souls stay with the Father in the supreme abode.
68Vahā̃ sē ātē haĩ yahā̃ part bajānē .
78We come here from there to play our parts.
69Ātmā kahtī hai ō bābā .
79This soul says: O Baba!
70Sākārī sr̥iṣhṭi mē̃ haĩ sākārī bābā . 71Nirākārī sr̥iṣhṭi mē̃ nirākār bābā .
80In this corporeal world, there is the corporeal Baba and in that incorporeal world, there is the incorporeal Baba.
72Yah tō bilkul sahaj bāt hai .
81This is something very easy.
73Ab brahmā kō kahtē haĩ prajāpitā brahmā . 74Sō tō yahā̃ ṭhaharā|ṭhahrā nā .
82Brahma is called Prajapita Brahma; he exists here.
75Vahā̃ ham ātmāyē̃ sab ēk bāp K|kē bachchē brothers haĩ .
83There, all of us souls are brothers, children of the one Father.
76Bāp śhiv kē sāth rahnē vālē haĩ .
84We reside with Father Shiva.
77Paramātmā kā nām hai śhiv . 78Ātmā kā nām hai sāligrām .
85The name of the Supreme Soul is Shiva and the name of souls is saligrams.
79Ātmā kā bhī rachayitā chāhiē nā .
86There has to be the Creator of souls.
80Dil mē̃ hamēśhā bātē̃ kartē rahō .
87Always continue to talk to your heart.
81Jō gyān milā hai vah apnē dil sē lagānē kē liē mēhnat karnī hai .
88Make effort to keep in your heart this knowledge that you have received.
82Ātmā hī vichār kartī hai .
89It is the soul that thinks.
83Pahlē-pahlē tō yah niśhchay karō ki ham ātmā bāp kē sāth rahnē vālē haĩ .
90First of all, have the faith that you are a soul who resides with the Father.
84Ham unkē bachchē haĩ tō jarūr varsā milnā chāhiē .
91We are His children, and so we should definitely receive our inheritance.
85Yah bhī tum jāntē hō ki yah jō ātmāō̃ kā jhāṛ hai unkē pahlē jarūr bīj hōtā hai . 86Jaisē sijarā banātē haĩ .
92You know that just as a genealogical tree is created, so too, before the tree of souls can exist, there definitely has to be its Seed.
87Baṛā bāp phir unsē 2-4 bachchē nikalē , phir unsē aur nikaltē . 88Ēk dō vr̥iddhi kō pātē-pātē jhāṛ baṛā hō jātā hai .
93There is the senior father, then there are two to four of his children and then there are other children of theirs; that tree continues to grow and become big.
89Birādrī kā nakśhā hōtā hai . 90Phalānē sē phalānā nikalā … .
94There is a plan of that genealogical tree: this one is descended from So-and-so. etc.
91Tum bachchē jāntē hō mūlvatan mē̃ sabhī ātmāyē̃ rahtī haĩ .
95You children know that all souls reside in the incorporeal world.
92Unkā bhī chitra hai .
96There is that picture too.
93Ūñch tē ūñch hai bāp .
97The Highest on High is the Father.
94Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai - bābā is śharīr mē̃ āyā huā hai .
98It is in the intellects of you children that Baba has entered this body.
95Rūhānī bāp inmē̃ ākar rūhō̃ kō paṛhātē haĩ .
99The spiritual Father enters this one and teaches you spirits.
96Sūkṣhmavatan mē̃ tō nahī̃ paṛhāyēṅgē .
100He does not teach you in the subtle region.
97Satyug mē̃ tō yah knowledge kiskō bhī rahtī nahī̃ .
101No one in the golden age has this knowledge.
98Bāp hī is saṅgamyug par ākar yah knowledge dētē haĩ .
102Only the Father comes and gives you this knowledge at the confluence age.
99Is manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ key|kī knowledge kōī kō hai nahī̃ .
103No one has this knowledge of the human world tree.
100Kalp key|kī āyu hī bahut baṛī likh dī hai .
104They have written that the duration of each cycle is very long.
101Abhī bāp tumkō samjhātē haĩ - bachchē abhī tumkō phir ghar chalnā hai .
105The Father now explains to you: Children, you now have to return home once again.
102Vah hai ātmāō̃ kā ghar . 103Bāp aur bachchē rahtē haĩ , sab brothers haĩ .
106That is the home of souls where the Father and the children, the brothers, reside.
104Brother aur sister tab kahā jātā hai jab yahā̃ śharīr dhāraṇ kartē haĩ .
107Only when you come here and adopt bodies do you become brothers and sisters.
105Ham ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .
108All of us souls are brothers.
106Bhāī kā jarūr bāp bhī hōgā nā .
109There would definitely be the Father of brothers too.
107Vah hai parampitā paramātmā .
110He is the Supreme Father, the Supreme Soul.
108Sabhī ātmāyē̃ śharīr mē̃ rahtē huē unkō yād kartī haĩ .
111All souls remember Him while in their bodies.
109Satyug-trētā mē̃ kōī yād nahī̃ kartē haĩ .
112No one remembers Him in the golden and silver ages.
110Patit duniyā mē̃ sabhī unkō yād kartē haĩ kyōṅki sab rāvaṇ key|kī jēl mē̃ haĩ .
113Everyone remembers Him in this impure world, because all are in the jail of Ravan.
111Sītā pukārtī thī hē rām .
114Sita used to call out: “O Rama!”
112Bāp samjhātē haĩ rām kōī trētā vālā yād nahī̃ ātā hai .
115The Father explains: It isn’t the Rama of the silver age that you remember.
113Rām parampitā paramātmā kō samajh yād kartē rahtē haĩ .
116People continue to remember the Supreme Father, the Supreme Soul, whom they believe to be Rama.
114Ātmā pukārtī hai .
117It is souls that call out.
115Abhī tum jāntē hō ādhākalp phir ham kiskō pukārē̃gē nahī̃ kyōṅki sukhdhām mē̃ rahē̃gē .
118You now know that you will not call out to anyone for half a cycle because you will be in that land of happiness.
116Is samay bāp hī samjhātē haĩ , dūsrā kōī jāntē hī nahī̃ .
119At this time, only the Father explains to you; no one else knows anything.
117Vah tō kah dētē haĩ ki ātmā sō paramātmā , ātmā paramātmā mē̃ līn hō jātī hai .
120They say that each soul is the Supreme Soul and that each soul becomes merged in the Supreme Soul.
118Bāp samjhātē haĩ , ātmā tō avināśhī hai .
121The Father explains: Souls are imperishable.
119Ēk bhī ātmā kā vināśh nahī̃ hō saktā .
122Not a single soul can be destroyed.
120Jaisē bāp avināśhī vaisē ātmā bhī avināśhī hai .
123Just as the Father is imperishable, so souls too are imperishable.
121Yahā̃ ātmā patit tamōpradhān bantī hai , phir bāp satōpradhān pavitra banātē haĩ .
124Here, souls become impure and tamopradhan and then the Father makes souls pure and satopradhan.
122Sārī duniyā kō tamōpradhān bannā hī hai . 123Phir satōpradhān bannā hai .
125This whole world has to become tamopradhan and it then has to become satopradhan.
124Patit duniyā kō pāvan banānē bāp kō ānā paṛtā hai .
126The Father has to come to make this impure world pure.
125Unkō kahtē hī haĩ god father .
127He is called God, the Father.
126Bāp bhī avināśhī hai , ham ātmāyē̃ bhī avināśhī haĩ , yah drama bhī avināśhī hai .
128The Father is imperishable and we souls are also imperishable. 129This drama too is imperishable.
127Tum bachchē jāntē hō ki yah world key|kī history-geography kaisē repeat hōtī hai .
130You children know how the history and geography of the world repeat.
128In chārō̃ yugō̃ mē̃ hamārā part chaltā hai .
131Our parts continue in all the four ages.
129Ham sūryavanśhī phir chandravanśhī bantē haĩ .
132We become the sun dynasty and then the moon dynasty.
130Chandravanśhī jaisē second grade mē̃ ā jātē haĩ .
133The moon dynasty is like the second grade.
13114 kalā vālō̃ kō sūryavanśhī nahī̃ kah saktē .
134Those who are fourteen celestial degrees cannot be called the sun dynasty.
132Vāstav mē̃ dēvī-dēvtā bhī unhō̃ kō nahī̃ kah saktē .
135In fact, they shouldn’t even be called deities.
133Dēvī-dēvtā sampūrṇ nirvikārī , 16 kalā sampūrṇ kō kahā jātā hai .
136Deities are completely viceless, sixteen celestial degrees full.
134Rām kō 14 kalā sampann kahē̃gē .
137Rama is said to be fourteen celestial degrees.
135Tumhārē hī 84 janmō̃ kā hisāb samjhāyā jātā hai .
138Only your account of your 84 births is explained.
136Naī chīz phir purānī hōtī hai tō vah mazā nahī̃ rahtā hai .
139When something that is new becomes old, there isn’t as much pleasure in it.
137Pahlē sampūrṇ pavitra rahtē haĩ phir thōṛē varṣh pās|pass hōṅgē tō thōṛā purānā kahē̃gē .
140At first, you are completely pure and then, after a few years, you are said to be a few years old.
138Makān kā bhī misāl diyā jātā hai .
141The example of a building is given.
139Aisē her|har chīz hōtī hai .
142It is the same for everything.
140Yah duniyā bhī ēk baṛā māṇḍavā hai .
143This world is like a big stage.
141Yah ākāśh tatva bahut baṛā hai , iskā kōī ant nahī̃ .
144The element of the sky is very big; it has no end.
142Inkī and kahā̃ hai , vah nikāl nahī̃ saktē .
145No one can say where its end is.
143Chaltē jāō , and hō nahī̃ saktī .
146If you continued to move along it, you would find no end to it.
144Brahm mahatatva key|kī bhī kōī and hō nahī̃ saktī .
147There is also no end to the great element of brahm.
145Yū̃ science vālē kitnī kōśhiśh kartē haĩ and dēkhnē key|kī lēkin jā nahī̃ saktē , ant pā nahī̃ saktē .
148Scientists make so much effort to see the end of it, but they cannot go there; they cannot reach its end.
146Brahm tatva bahut baṛā , bēant hai .
149The element of brahm is very big, it is infinite.
147Ham ātmāyē̃ bahut thōṛī jagah mē̃ rahtī haĩ .
150You souls live in a very small space.
148Yahā̃ building ādi kitnī baṛī-baṛī banātē haĩ .
151Here, people build such huge buildings, etc.
149Space dhartī key|kī bahut baṛī hai .
152The space on earth is very big.
150Khētī ādi bhī tō chāhiē nā .
153There also has to be farmland, etc.
151Vahā̃ tō sirph ātmāyē̃ rahtī haĩ .
154Just souls reside there.
152Ātmā śharīr bigar kaisē khāyēgī ?
155How would a soul eat without a body?
153Vahā̃ tō abhōktā hai .
156There, souls are beyond experiencing anything.
154Khānē vā bhōgnē ādi key|kī kōī chīz hōtī nahī̃ .
157There is nothing to eat or experience there.
155Bāp samjhātē haĩ yah gyān tum bachchō̃ kō ēk hī bār miltā hai .
158The Father explains: Only once do you children receive this knowledge.
156Phir kalp bād tum bachchō̃ kō diyā jātā hai .
159It is then given to you children after a cycle.
157Tō yah naśhā hōnā chāhiē .
160Let there be this intoxication.
158Ham dēvtā dharm vālē thē .
161We belonged to the deity dharma.
159Tum kahtē hō bābā āj sē 5 hazār varṣh pahlē ham āpkē pās|pass āyē thē - śhūdra sē brāhmaṇ bannē .
162You say: “Baba, 5000 years before today we came to You to change from shudras into Brahmins.
160Ab phir ham āpkē pās|pass āyē haĩ .
163We have now come to You once again.”
161Vah nirākār hōnē kāraṇ tum kahē̃gē dādā pās|pass āyē haĩ .
164Because He is incorporeal, you say that you have come to Dada.
162Bāp nē ismē̃ pravēśh kiyā hai .
165The Father has entered this one.
163Bāp kahtē haĩ - jaisē tum organs lē part bajātē hō vaisē hī maĩ bhī organs kā ādhār lētā hū̃ .
166The Father says: Just as you take organs to play your parts, similarly, I too take the support of organs.
164Nahī̃ tō maĩ part kaisē bajāū̃ ?
167How else could I play My part?
165Śhiv jayantī bhī manātē haĩ . 166Śhiv tō nirākār hai .
168People celebrate the birthday of Shiva, but He is incorporeal.
167Unkī jayantī kaisē huī ?
169How can He have a birthday?
168Manuṣhya tō ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .
170Each human being sheds a body and takes another.
169Bāp kahtē haĩ - maĩ kaisē ākar tum bachchō̃ kō rājyōg sikhāū̃ .
171The Father says: How can I come and teach you children Raja Yoga?
170Manuṣhya sē dēvtā banānē kē liē rājyōg bāp hī ākar sikhātē haĩ .
172Only the Father comes and teaches you Raja Yoga to change you from humans into deities.
171Mujhē hī patit-pāvan , gyān kā sāgar kahtē haĩ .
173Only I am called the Purifier and the Ocean of Knowledge.
172Mujhē jhāṛ K|kē ādi-madhy-ant kā mālūm hai .
174I know the beginning, the middle and the end of the tree.
173Tum bachchē samajhtē hō bābā ismē̃ pravēśh kar hamkō sab knowledge samjhātē haĩ .
175You children understand that Baba enters this one and explains all of this knowledge to you.
174Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar K|kē part kō bhī samajhnā chāhiē .
176The parts of Brahma, Vishnu and Shankar also have to be understood.
175Bāp kō tō samjhā hai ki vah patit-pāvan hai .
177You have understood that the Father is the Purifier.
176Har ēk key|kī mahimā alag-alag , duty alag-alag hōtī hai .
178Each one’s praise is separate and each one’s duty is separate.
177President , prime minister ādi bantē haĩ .
179There are Presidents, Prime Ministers, etc.
178Ātmā kahtī hai yah mērā śharīr hai .
180A soul says: “This is my body.
179Maĩ prime minister hū̃ .
181I am a Prime Minister.”
180Ātmā śharīr kē sāth na hō tō bōl na sakē .
182If a soul is not in a body, he cannot speak.
181Śhivbābā bhī hai nirākār .
183Shiv Baba is incorporeal.
182Unkō bhī bōlnē kē liē karmēndriyō̃ kā ādhār lēnā paṛtā hai , isliē dikhātē haĩ - mukh sē gaṅgā nikalī .
184He too has to take the support of physical organs in order to speak. 185This is why it is shown that the Ganges emerged from the mouth.
183Ab śhiv tō hai bindī .
186However, Shiva is just a point.
184Unkō mukh kahā̃ sē āyā ?
187How could He have a mouth?
185Tō ismē̃ ākar baiṭhtē haĩ , ussē gyān gaṅgā bahātē haĩ .
188Therefore, He comes and sits in this one and makes the Ganges of Knowledge emerge from him.
186Bāp kō hī sab yād kartē haĩ - hē patit-pāvan āō .
189Everyone remembers the Father: “O Purifier, come!
187Hamkō is duḥkh sē chhuṛāō .
190Liberate us from this sorrow”!
188Vahī baṛē tē baṛā surgeon hai .
191He is the greatest of all Surgeons.
189Usmē̃ hī patitō̃ kō pāvan banānē kā gyān hai .
192Only He has the knowledge to purify the impure.
190Sarv patitō̃ kō pāvan banānē vālā ēk surgeon hai .
193There is just the one Surgeon to purify all the impure ones.
191Satyug mē̃ sab nirōgī hōtē haĩ .
194In the golden age, all are free from disease.
192Yah lakṣhmī-nārāyaṇ satyug K|kē mālik haĩ .
195Lakshmi and Narayan were the masters of the golden age.
193Iskō aisē karma kisnē sikhāyē jō aisē nirōgī banē̃ .
196Who taught them such actions that they became free from disease?
194Bāp hī ākar śhrēṣhṭh karma sikhlātē haĩ .
197Only the Father comes and teaches you how to perform elevated actions.
195Yahā̃ tō karma hī kūṭtē rahtē haĩ .
198Here, people continue to repent for their actions.
196Satyug mē̃ tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki karma aisē haĩ .
199In the golden age, you would not say that your actions are such.
197Vahā̃ kōī duḥkh , rōg hōtā nahī̃ .
200There is no sorrow or disease there.
198Yahā̃ tō ēk dō kō duḥkh hī dētē rahtē haĩ .
201Here, they only continue to cause one another sorrow.
199Satyug-trētā mē̃ duḥkh key|kī bāt hōtī nahī̃ , jō kahā jāē ki yah karmō̃ kā bhōg hai .
202In the golden and silver ages, there is no question of sorrow, for that is said to be the suffering of their karma.
200Karm-akarm-vikarm kā arth|earth kōī samajh hī nahī̃ saktē haĩ .
203No one understands the meaning of action, neutral action and sinful action.
201Tum jāntē hō har ēk chīz pahlē satōpradhān phir satō rajō tamō bantī hai .
204You know that everything is at first satopradhan and that it then becomes sato, rajo and tamo.
202Satyug mē̃ 5 tatva bhī satōpradhān rahtē haĩ .
205In the golden age, the five elements are satopradhan.
203Hamārē śharīr bhī satōpradhān prakr̥iti K|kē hōtē haĩ phir ātmā kī dō kalā cum|kam hōnē sē śharīr bhī aisē bantē haĩ .
206Even our bodies are made of satopradhan elements and then, when the souls are reduced by two degrees, the bodies are according to that.
204Sr̥iṣhṭi key|kī bhī dō kalā kam hō jātī haĩ .
207The world also decreases by two degrees.
205Yah sab bāp hī baiṭh samjhātē haĩ , dūsrā kōī samjhā na sakē .
208Only the Father sits here and explains all of these things. 209No one else can explain them to you.
206Achchhā !
210Achcha.
207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
211To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
212The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
209Dhārṇā kē liē mukhya sār :
213Essence for dharna:
2101 ) abhī sē hī bāp key|kī śhrīmat par aisē śhrēṣhṭh karma karnē haĩ , jō phir kabhī karma kūṭnē na paṛē arthāt karmō̃ key|kī sazāyē̃ na khānī paṛē .
2141. Only perform such elevated actions, according to the Father’s shrimat, so that you never have to repent for your actions, that is, you don’t have to experience punishment for your actions.
2112 ) kisī bhī vināśhī chīz kā naśhā nahī̃ rakhnā hai .
2152. Don’t have any intoxication of perishable things.
212Yah dēh bhī vināśhī hai , iskā bhī naśhā nahī̃ rakhnā hai , sensible bannā hai .
216Even your body is perishable; don’t have any intoxication of that either. 217Become sensible!
Blessing
213Vardān : is purānī duniyā kō vidēśh samajh issē uparām rahnē vālē svadēśī bhav
218Blessing: May you belong to your own land and stay beyond by considering this old world to be foreign to you.
214Jaisē kaī lōg vidēśh key|kī chīzō̃ kō touch bhī nahī̃ kartē haĩ , samajhtē haĩ apnē dēśh key|kī chīz kā prayōg karē̃ .
219Some people do not touch anything from abroad, because they believe that they should only use things from their own land.
215Aisē āp lōgō̃ kē liē yah purānī duniyā hī vidēśh hai , issē uparām rahō arthāt purānī duniyā key|kī jō chīzē haĩ , svabhāv-sanskār haĩ unkī taraph jarā bhī ākarṣhit na hō .
220In the same way, this old world is foreign to you, and so you have to stay beyond it. 221This means that whatever is of this old world: nature, sanskars, do not be even slightly attracted to them.
216Svadēśī banō arthāt ātmik rūp mē̃ apnē ūñchē dēśh paramdhām aur is īśhvarīy parivār K|kē hisāb sē madhuban dēśh K|kē nivāsī samajh , iskē naśhē mē̃ rahō .
222Be one who has love for your own land, that is, consider yourself to be a resident of the supreme abode when it comes to your soul and a resident of Madhuban when it comes to your divine family. 223Maintain this intoxication.
Slogan
217Slōgan : jhamēlō̃ mē̃ phansnē kē bajāē sadā milan mēlē mē̃ rahō .
224Slogan: Instead of being trapped in a jamela (upheaval), constantly stay in the mela of a meeting.
225*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
218Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
226Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
219Holy hans key|kī viśhēṣhtā - saral-chit , saral vāṇī , saral vr̥itti , saral dr̥iṣhṭi .
227The specialities of a holy swan are to be easy-natured, using simple words and having a simple attitude and simple (pure) vision.
220Bāpdādā kō sabsē priya , sabsē samīp sāph dil vālē pyārē haĩ .
228BapDada loves those who have pure hearts the most and is closest to them.
221Sāph dil sadā bāpdādā K|kē diltakhta naśhīn , sarv śhrēṣhṭh saṅkalp pūrṇ hōnē K|kē kāraṇ vr̥itti mē̃ , dr̥iṣhṭi mē̃ , bōl mē̃ , sambandh-sampark mē̃ saral aur spaṣhṭ ēk samān dikhāī dētē haĩ .
229Those with clean hearts are always seated on BapDada’s heart throne and, because all their elevated thoughts are fulfilled, they are seen to be easy, simple and clear. 230They are equal in their attitude, vision, words, relationships and connections.