शनिवार 13 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
013/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ sārī duniyā sē vikārō̃ key|kī tapat bujhāē sabkō śhītal banānē , gyān barsāt śhītal banā dētī hai ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to extinguish the fire of vice that is burning the whole world and to make everyone cool. 2The rain of this knowledge makes you cool.
Question
2Praśhna : kaun see|sī|C tapat sārī duniyā kō jalā rahī hai ?
3Question: Which fire is burning the whole world?
Answer
3Uttar : kām vikār key|kī tapat sārī duniyā kō jalā rahī hai .
4Answer: The fire of the vice of lust is burning the whole world.
4Sab kām agni mē̃ jalkar kālē hō gayē haĩ .
5Everyone has become ugly by burning in the fire of lust.
5Bāp gyān varṣhā sē unhē̃ śhītal banātē haĩ .
6The Father is making them cool with the rain of this knowledge.
6Jaisē barsāt paṛnē sē dhartī śhītal hō jātī hai tō is gyān varṣhā sē 21 janmō̃ kē liē tum śhītal ban jātē hō . 7Kisī bhī prakār key|kī tapat nahī̃ rahtī .
7Just as the earth becomes cool with rain, similarly, with the rain of this knowledge you become cool for 21 births and no type of fire remains.
8Tatva bhī satōpradhān ban jātē haĩ . 9Kōī bhī taptē nahī̃ haĩ .
8Even the elements become satopradhan and no heat is experienced.
Murli
10Ōm śhānti .
9Om shanti.
11Rūhānī bachchē kiskī yād mē̃ baiṭhē haĩ ?
10In remembrance of whom are you spiritual children sitting?
12Jarūr apnē rūhānī bāp kī yād mē̃ baiṭhē haĩ .
11You are definitely sitting in remembrance of your spiritual Father.
13Rūh apnē parampitā paramātmā key|kī yād mē̃ baiṭhī hai ki hamkō rūhānī bāp ākar refresh kar śhītal banāyē̃ , kyōṅki kām chitā par baiṭh bhārat jal marā hai .
12We spirits are sitting in remembrance of our Supreme Father, the Supreme Soul, so that our spiritual Father can come and refresh us and make us cool, because Bharat has been burnt and almost destroyed by our sitting on the pyre of lust.
14Gātē bhī haĩ tapat bujhāyē .
13People sing: “Come and extinguish the fire!”
15Tapat kāhē key|kī ?
14What is it the fire of?
16Kām chitā key|kī .
15The pyre of lust.
17Bahut tapat hōtī hai tō manuṣhya mar paṛtē haĩ .
16When a fire is very fierce, people die in it.
18Is kām chitā key|kī tapat mē̃ bhārat ēkdam jal marā hai isliē bāp kō yād kartē haĩ ki ākar śhītal banāō .
17Bharat has been completely burnt away by this fire of the pyre of lust. 18This is why they remember the Father and call out to Him to come and cool them down.
19Barsāt paṛnē sē śhītaltā hō jātī hai . 20Dhartī śhītal hō jātī hai .
19There is coolness when there is rain; the earth becomes cool.
21Yah tō barsāt hai gyān key|kī .
20This rain is of this knowledge.
22Ēk hī bār ākar itnā śhītal banātē haĩ .
21Only once does He come and make you so cool.
23Itnā sab kuchh dē dētē haĩ jō satyug mē̃ kōī bhī chīz key|kī utkaṇṭhā nahī̃ rahtī hai .
22He gives you so much that there is no eagerness for anything in the golden age.
24Ādhākalp utkaṇṭhā mē̃ rahtē āyē hō - bābā ākar śhītal banāō .
23You have had this eagerness for half a cycle: “Baba, come and cool us down!
25Patit-pāvan bāp ākar hamkō śhītal banāyē .
24Purifier Father, come and make us cool!”
26Is gyān varṣhā sē bhārat athavā sārī duniyā śhītal hō jātī hai .
25Bharat, that is, the whole world, becomes cool with the rain of this knowledge.
27Tum svarg K|kē mālik ban jātē hō .
26You become the masters of heaven.
28Manuṣhya martē haĩ tō kahtē haĩ svargvāsī huā .
27When a person dies, they say that he has gone to heaven.
29Vah tō sirph mukh mīṭhā kartē haĩ .
28They simply sweeten their mouths by saying that.
30Tum jāntē hō svarg key|kī ab sthāpanā hō rahī hai .
29You know that heaven is now being established.
31Bābā āyā huā hai , yah gyān varṣhā kar rahē haĩ .
30Baba has now come. 31He is raining the rain of this knowledge on you.
32Śhītaltā kā asar 21 janm rahtā hai .
32The effect of this coolness lasts for 21 births.
33Vahā̃ na barsāt , na kisī bhī chīz key|kī ichchhā rahtī hai . 34Sadaiv bahār hī bahār rahtī hai .
33There, there is no desire for rain or for anything else; it is constantly Spring there.
35Vahā̃ kōī bhī prakār kā duḥkh nahī̃ rahtā .
34There is no type of sorrow there.
36Sūrya bhī satōpradhān ban jātā hai . 37Kabhī tapat nahī̃ dikhātē haĩ .
35Even the sun becomes satopradhan; it never becomes too hot.
38Tum sārē viśhva K|kē mālik ban jātē hō .
36You become the masters of the whole world.
39Abhī tō gulām haĩ nā .
37You are now slaves.
40Gātē haĩ maĩ gulām , maĩ gulām tērā … , bāp kō yād kartē haĩ .
38People sing: “I am Your slave! 39I am Your slave!” 40They remember the Father.
41Ab bāp kahtē haĩ - tumhārī sēvā mē̃ maĩ tumhārā gulām ākar banā hū̃ .
41The Father says: I have now come as your Servant to serve you.
42Tum bachchō̃ key|kī sēvā kartā hū̃ .
42I serve you children.
43Parāyē , patit dēśh , patit śharīr mē̃ maĩ ātā hū̃ .
43I come into this foreign, impure world in an impure body.
44Is patit duniyā mē̃ ēk bhī pāvan hō nahī̃ saktā .
44There cannot be a single pure one in this impure world.
45Satyug kō pāvan , kaliyug kō patit kahā jātā hai kyōṅki sab vikārī haĩ .
45The golden age is called pure and the iron age is called impure because all are vicious.
46Bhāratvāsī hī is knowledge kō samajhē̃gē .
46Only the people of Bharat will understand this knowledge.
47Jinhōnnē 84 janma liē haĩ vahī yah knowledge sunē̃gē vā jō satyug-trētā mē̃ ānē vālē haĩ vahī ākar brāhmaṇ banē̃gē , number-vār puruṣhārth anusār .
47Only those who have taken 84 births will listen to this knowledge. 48Only those who are to go to the golden and silver ages will come and become Brahmins, numberwise, according to the efforts they make.
48Bāp nē samjhāyā hai abhī tum brāhmaṇ varṇa mē̃ hō phir vahī dēvtā varṇa mē̃ āyēṅgē .
49The Father has explained that you are now in the Brahmin clan and that you will then go into the deity clan.
49Brāhmaṇ varṇa arthāt brāhmaṇ dharm sthāpan karnē bāp ātē haĩ .
50The Father comes to establish the Brahmin clan, that is, the Brahmin dharma.
50Brahmā , brāhmaṇ dharm sthāpan kartē haĩ .
51Brahma establishes the Brahmin dharma.
51Aisē nahī̃ kahē̃gē ki parampitā paramātmā ākar śhūdrō̃ kō brāhmaṇ banātē haĩ .
52You wouldn’t say that the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and converts shudras into Brahmins (without Brahma).
52Yah tumhārī bājōlī chaltī hai .
53This is your somersault.
53Yah tō bahut sahaj hai .
54This is very easy.
54Tum jāntē hō yah chakra kaisē phirtā hai ?
55You know how this world cycle turns.
55Virāṭ rūp mē̃ brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī aur śhivbābā kō bhūl gayē haĩ .
56They have removed the topknot of Brahmins and the image of Shiv Baba from the variety-form image.
56Kahtē haĩ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . . phir śhūdra sē dēvtā .
57They speak of deities, warriors, merchants and shudras, and then, shudras to deities.
57Ab brāhmaṇ kahā̃ gayē ?
58So, where did the Brahmins go?
58Brāhmaṇ lōg gātē bhī haĩ brāhmaṇ dēvtāē namaḥ .
59Brahmins sing: “Salutations to the Brahmins who are to become deities.”
59Tab prajāpitā brahmā key|kī vaṅśhāvalī kahā̃ gayē ?
60So, where did the creation of Prajapita Brahma go at that time?
60Prajāpitā brahmā kā nām kitnā bālā hai .
61The name of Prajapita Brahma is very well known.
61Chitrō̃ mē̃ bhī kitnī bhūl kar dī hai .
62They have made so many mistakes in the images.
62Prajāpitā brahmā key|kī aulād kā kōī nām-niśhān nahī̃ hai .
63There is no name or mention of the children of Prajapita Brahma.
63School mē̃ teacher paṛhātē haĩ .
64A teacher teaches in a school.
64Vah phir bhī source of income hai .
65That is still a source of income.
65Aim object tō jarūr chāhiē .
66An aim and objective is definitely needed.
66Tum bachchē jāntē hō us paṛhāī sē hī martabā miltā hai .
67You children understand that it is only by studying you receive status.
67Patit duniyā mē̃ bhagvān ākar patitō̃ kō paṛhātē haĩ .
68God enters this impure world and teaches impure ones.
68Bāp kahtē haĩ - maĩ tum bachchō̃ kō paṛhākar pāvan banātā hū̃ .
69The Father says: I teach you children and purify you.
69Is paṛhāī sē income dēkhō kitnī bhārī hai .
70Look how great the income is through this study!
70Ādhākalp kē liē tum takdīr banātē hō .
71You create your fortune for half a cycle.
71Bhārat mē̃ gāyā huā hai 21 pīṛhī , ab tum bēhad K|kē bāp sē 21 pīṛhī bēhad kā varsā pātē hō .
72“Twenty one generations” has been remembered in Bharat. 73You are now receiving your unlimited inheritance from the unlimited Father for 21 births.
72Laukik bāp kā hai alpkāl kṣhaṇ bhaṅgur kā varsā .
74A physical father only gives an inheritance of temporary happiness.
73Is bāp sē tum aisā varsā pātē hō jō pīṛhī by pīṛhī tumkō duḥkh nahī̃ rahēgā .
75You receive such an inheritance from this Father that you won’t experience any sorrow for generation after generation.
74Bhārat mē̃ hī bēhad kā sukh thā .
76There was unlimited happiness in Bharat.
75Yah gyān aur kiskī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
77No one else has this knowledge in his or her intellect.
76Yah gyān dēnē vālā bāp jānē aur jinkō dētē haĩ vah jānē , aur na jānē kōī .
78The Father who gives this knowledge knows it and those to whom He gives the knowledge know it; no one else knows it.
77Granth mē̃ bhī unkī mahimā gāī huī hai . 78Ēkōaṅkār . . . nirākār , nir-ahaṅkār .
79His praise is also sung in the Granth (Sikh scripture): !The one incorporeal One. 80He is incorporeal and egoless!
79Iskā arth|earth bhī abhī tum samajhtē hō .
81It is at this time that you understand the meaning of this.
80Vah tō sirph gātē haĩ nirahaṅkārī .
82They simply sing that He is egoless.
81Itnī baṛī authority hōtē huē bhī unkō kōī ahaṅkār nahī̃ hai .
83While being such a great Authority, He doesn’t have any ego.
82Yahā̃ thōṛī bhī position vālē hōtē haĩ tō kitnā naśhā unhō̃ kō rahtā hai .
84Here, even when people have a minor position, they are so intoxicated with that.
83Vah hai alpkāl vālē martabē kā naśhā ki maĩ phalānā hū̃ . . . ab tumkō is rūhānī paṛhāī kā naśhā hai .
85That is the intoxication of a temporary status, that I am So-and-so! 86You are now intoxicated with this spiritual study.
84Tumhārī ātmā abhī jāntī hai - ātma-abhimānī bannā hai tab hī bāp kō yād kar sakē̃gē .
87You souls now understand that you have to become soul conscious. 88Only then will you be able to remember the Father.
85Bāp kē sāth yōg ṭūṭnē sē māyā kā gōlā lag jātā hai , murjhā jātē haĩ .
89When your yoga with the Father breaks, you are shot by Maya and you wilt.
86Yād kartē rahē̃ tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahē .
90If you continued to stay in remembrance, your mercury of happiness would continue to rise.
87Kōī baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ tō khuśhī hōtī hai .
91When someone passes an important examination, he has great happiness.
88Samajhtē haĩ bas iskē ūpar kōī aur paṛhāī nahī̃ hai .
92He feels that there is no higher study than that.
89Tum bhī jāntē hō hamārī is paṛhāī sē ūñch aur kōī paṛhāī hai nahī̃ .
93You too know that there is no higher study than this.
90In lakṣhmī-nārāyaṇ nē past mē̃ jarūr aisī paṛhāī kī hai .
94Lakshmi and Narayan must definitely have studied such a study in the past.
91Rājyōg sīkhē haĩ tab mahārājā mahārānī banē haĩ .
95They studied Raja Yoga, for that was how they became the empress and emperor.
92Rājyōg tō maśhhūr hai .
96Raja Yoga is very well known.
93Parampitā paramātmā ākar rājyōg sikhātē haĩ - svarg kē liē .
97The Supreme Father, the Supreme Soul, comes and teaches you Raja Yoga for heaven.
94Kahtē bhī haĩ past mē̃ aisē karma kiyē haĩ tab yah banē haĩ .
98People say: !They (Lakshmi and Narayan) must have performed such actions in their past, for that was how they became that.”
95Tum jāntē hō - is janm mē̃ ham aisē karma sīkhtē haĩ jō bhaviṣhya 21 janm kē liē rājya karē̃gē vā svarg mē̃ virājmān hōṅgē .
99You know that you are studying to perform such actions in this birth that you will rule for your future 21 births and that you will be present in heaven.
96Yathā rājā , rānī tathā prajā bhī hai nā .
100As are the king and queen, so are the subjects.
97Rājdhānī hai nā .
101It is a kingdom.
98Bāp āyā hai - rājdhānī sthāpan karnē .
102The Father has come to establish a kingdom.
99Phir tum jākar 21 janm pālnā karē̃gē .
103You will then go and sustain it for 21 births.
10063 janm tō duḥkh bhōgā hai .
104You have been experiencing sorrow for 63 births.
101Vah sab khatm hō jāyēṅgē .
105All of that will finish.
102Bhārat kō svarg kahā jātā hai , abhī tō nark hai .
106Bharat is called heaven; it is now hell.
103Sr̥iṣhṭi kitnī badal gaī hai .
107This world has changed so much.
104Vah rājāī kahā̃ chalī gaī ?
108Where has that kingdom gone?
105Rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē phir tum patit ban jātē hō .
109You became impure when the kingdom of Ravan began.
106Bāp kahtē haĩ tum apnē 84 K|kē chakra kō nahī̃ jāntē hō .
110The Father says: You do not know your cycle of 84 births.
107Abhī tum bachchō̃ kō bār-bār samjhāyā jātā hai .
111This is now being explained to you children over and over again.
108Tumnē 84 janmō̃ kā chakra pūrā kiyā hai .
112You have been around the cycle of 84 births.
109Abhī tumhārā yah antim janm hai .
113This is now your final birth.
110Ab phir sē apnā varsā lēnā hai .
114You now have to claim your inheritance once again.
111Tumkō muktidhām mē̃ baiṭh nahī̃ jānā hai . 112Tumhārā all-round part hai .
115You mustn’t just go and sit in the land of liberation; you have all-round parts.
113Aisē bahut haĩ jō satyug sē lēkar dvāpar kaliyug tak bhī muktidhām mē̃ rahtē haĩ .
116There are many who stay in the land of liberation from the golden age until the copper or iron age.
114Aisē nahī̃ kahē̃gē yahā̃ ānē sē muktidhām achchhā hai .
117They wouldn’t say that the land of liberation is better than coming here.
115Vah tō machchharō̃ sadr̥iśhya hō gayā . 116Āyā aur yah gayā .
118That is like a swarm of mosquitoes; they come and go.
117Manuṣhyō̃ key|kī mahimā gāī jātī hai .
119There is praise of human beings.
118Yah mandir kiskē haĩ ?
120To whom were those temples built?
119Jō śhurū sē lēkar part bajātē āyē haĩ , unhō̃ K|kē hī yādgār bantē āyē haĩ .
121Memorials have been created to those who continued to play their parts from the beginning.
120Pichhāṛī mē̃ jō ātē haĩ unhō̃ kā yādgār hai kyā ?
122Are there any memorials to those who come at the end?
121Kuchh bhī nahī̃ .
123None at all.
122Tumhārā kitnā bhārī yādgār hai .
124Your memorial is so great!
123Sabsē jāstī tum part bajātē hō .
125You play the maximum parts.
124Tum apnī prālabdh kā time pūrā kar jab bhakti mārg mē̃ ātē hō tab phir tumhārā yādgār tathā śhivbābā K|kē mandir bannē śhurū hōtē haĩ , phir aur dharm ātē haĩ . 125Unhō̃ kā dharm sthāpan hōtā hai .
126It is when you finish your time of the reward and go onto the path of devotion that they then start to build temples in memory of you and Shiv Baba. 127Then, the other religions come into existence; their religions are then established.
126Tum apnī history-geography bhī jāntē hō aur sab dharm vālō̃ key|kī bhī jāntē hō .
128You know your own history and geography and also those of all the other religions.
12784 janmō̃ key|kī sīṛhī hai .
129This is the ladder of 84 births.
128Pahlē ham svarg mē̃ ātē haĩ phir utartē kaisē haĩ - yah tumhārī buddhi mē̃ hai .
130It is in your intellects how you first go to heaven and then come down.
129Har ēk janm mē̃ bhinn nām rūp vālē mitra-sambandhī ādi milē haĩ .
131You found friends and relatives with different names and forms in every birth.
130Yah sab drama mē̃ tumhārā part pahlē sē hī nūndhā huā hai .
132All of these parts are fixed in the drama beforehand.
131Yah bēhad kā drama hai , jō hūbahū repeat hōtā hai .
133This is an unlimited drama that repeats identically.
132Tum jāntē hō ham sō dēvī-dēvtā thē jō 84 janma lē śhūdra banē̃ .
134You know that you were deities who took 84 births and became shudras.
133Phir ham sō dēvī-dēvtā bantē haĩ .
135We are now once again becoming deities.
134Manuṣhya tō kah dētē ātmā sō paramātmā .
136People say that each soul is the Supreme Soul.
135Vāstav mē̃ ham sō kā arth|earth yah hai .
137In fact, this is what “hum so” means (deities going through the cycle).
136Vah phir kah dētē ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ātmā .
138They then say that each soul is the Supreme Soul and that the Supreme Soul is in each soul.
137Rāt-din kā fark hai nā .
139There is the difference of day and night.
138Tum abhī in sab bātō̃ kō jāntē hō .
140You now understand all of these things.
139Tum abhī pāṇḍav banē hō .
141You have now become Pandavas.
140Kaurav pāṇḍav bhāī thē nā .
142The Kauravas and the Pandavas were brothers.
141Abhī bāp milā hai tō tum kaurav sē pāṇḍav banē hō .
143You have now found the Father. 144Therefore, you have become Pandavas from Kauravas.
142Bāp tumkō duḥkh sē liberate kar guide ban lē jātē haĩ .
145The Father liberates you from sorrow, becomes your Guide and takes you back home.
143Ghar kā tō kiskō patā nahī̃ hai .
146No one knows the home.
144Vah kahtē haĩ ātmā brahm mē̃ līn hō jāyēgī .
147They say that souls merge into the brahm element.
145Tō ghar thōṛēhī ṭhaharā|ṭhahrā .
148In that case, that could not be a home.
146Ghar mē̃ tō rahā jātā hai .
149One lives in a home.
147Unkō incorporeal world kahā jātā hai .
150That is called the incorporeal world.
148Abhī tum bachchē jāntē hō - ham nirākārī ātmā nirākār world mē̃ bindī misal nivās kartē haĩ .
151You children now know how we incorporeal souls live in that incorporeal world like points.
149Vahā̃ bhī nirākārī jhāṛ hai .
152There is also the incorporeal tree there.
150Yah drama banā huā hai .
153This drama is predestined.
151Bīj aur jhāṛ kō jānnā hai .
154The Seed and the tree have to be known.
152Iskā nām hī hai variety dharmō kā jhāṛ , yah manuṣhya sr̥iṣhṭi hai . 153Inkā bījrūp bāp hai , kitnī variety hai .
155It is called the tree of the variety of dharma. 156This is the human world; its Seed is the Father. 157There are so many varieties.
154Har ēk dharm vālē K|kē features nyārē phir yahā̃ bhī ēk key|kī śhakla na milē dūsrē sē .
158The features of those of each dharma are different. 159Here, too, no two faces are the same.
155Yah bhī drama banā huā hai .
160This too is predestined in the drama.
156Kalpa vr̥ikṣha key|kī āyu 5 hajār varṣh hai - yah bāp hī samjhātē haĩ .
161The duration of the tree of life is 5000 years. 162Only the Father explains this.
157Manuṣhya actors haĩ , yahā̃ part bajānē ātē haĩ .
163Human beings are actors who come here to play their parts.
158Yah māṇḍavā hai , rōśhnī kē liē sūrya chānd ādi haĩ .
164This is the stage. 165There are the sun, the moon and the stars, etc. for light.
159Yah kōī dēvtā thōṛēhī haĩ , yah tō battiyā̃ haĩ .
166They are not deities; they are just lights.
160Parantu service kartē haĩ , isliē dēvtā kah dētē haĩ .
167However, they serve you, and this is why they are called deities.
161Vāstav mē̃ dēvtāyē̃ kōī service nahī̃ kartē haĩ , service tō tum bachchē kartē hō .
168In fact, deities don’t do any service. 169Only you children do service.
162Bāp obedient servant hai .
170The Father is the obedient Servant.
163Bachchē duḥkhī hōtē haĩ , tō bāp kō taras paṛtā hai .
171When children experience sorrow, the Father feels mercy.
164Bāp āyē haĩ samjhānē . 165Tum bachchō̃ kō phir sē sō dēvī-dēvtā pad prāpt karānē ātā hū̃ .
172The Father has come to explain to you: I come to enable you children to claim your deity status once again.
166Chaṛhtī kalā , utartī kalā her|har chīz key|kī hōtī hai .
173There are the stages of ascending and descending for everything.
167Purānī duniyā kō tamōpradhān , naī duniyā kō satōpradhān kahā jātā hai .
174This old world is called tamopradhan and that new world is called satopradhan.
168Har ēk chīz naī sō purānī hōtī hai .
175Everything becomes old from new.
169Ātmā kahtī hai - yah śharīr bhī tamōpradhān patit hai .
176The soul says: This body too is impure and tamopradhan.
170Yah satyug mē̃ ātmā aur śharīr satōpradhān thē .
177In the golden age, both the souls and their bodies were satopradhan.
171Māthā nahī̃ khapātē thē .
178They didn’t eat your head (give you a headache).
172Ātmā kō ab gyān milā hai .
179The soul has now received this knowledge.
173Smr̥iti āī hai , ham 84 janma lētē haĩ .
180The soul has remembered that he takes 84 births.
174Yah rāz bēhad kā bāp samjhātē haĩ .
181The unlimited Father explains this secret.
175Duḥkh mē̃ bāp kō hī pukārtē rahtē haĩ . 176Rahm karō hē duḥkh hartā sukh kartā . . . bhārat hī sabsē sukhī thā nā .
182Only when they are in sorrow do they call out to the Father: “O Remover of Sorrow, Bestower of Happiness, have mercy!” 183Bharat was the happiest of all.
177Bhārat jaisā pavitra khaṇḍ aur kōī hō nahī̃ saktā .
184There can be no land as pure as Bharat was.
178Abhī bāp tum bachchō̃ key|kī jhōlī avināśhī gyān ratnō̃ sē bhartē haĩ .
185The Father is now filling the aprons of you children with the imperishable jewels of this knowledge.
179Kabhī aisā bāp dēkhā hai .
186Have you ever seen such a Father?
180Kahtē haĩ bachchō̃ , maĩ tumhārē liē baikuṇṭh saugāt mē lāyā hū̃ .
187He says: Children, I have brought Paradise as a gift for you children.
181Tum svargvāsī thē , ab patit narkvāsī ban paṛē hō .
188You were residents of heaven and have now become impure residents of hell.
182Pāvan unkō kahā jātā hai jō vikār mē̃ nahī̃ jātē haĩ .
189Those who don’t indulge in vice are called pure.
183Satyug mē̃ haĩ sampūrṇ nirvikārī .
190In the golden age, they are completely viceless.
184Is samay haĩ - sampūrṇ vikārī .
191At this time, they are completely vicious.
185Bāp kahtē haĩ tum bhī sampūrṇ nirvikārī thē .
192The Father says: You too were completely viceless.
186Ab sampūrṇ vikārī banē hō , phir sampūrṇ nirvikārī dēvtā pad pānā hai - bāp kō yād karnē sē .
193You have now become completely vicious. 194You have to claim your completely viceless deity status by remembering the Father.
187Akṣhar dēkhō kitnē achchhē haĩ - manmanābhav .
195Look how good this term is: Manmanabhav!
188Mujh bāp kō yād karō tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
196Remember Me, your Father, and you will become satopradhan from tamopradhan.
189Maĩ sarvśhaktimān hū̃ nā .
197I am the Almighty Authority.
190Mujhē yād karō .
198Remember Me!
191Yād kō hī yōg agni kahā jātā hai , jissē tumhārē pāp dagdha hōṅgē .
199Remembrance is called the fire of yoga and it is in this that your sins are burnt away.
192Tum pavitra ban jāyēṅgē .
200You will then become pure.
193Achchhā !
201Achcha.
194Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
202To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
195Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
203The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
196Dhārṇā kē liē mukhya sār :
204Essence for dharna:
1971 ) rūhānī paṛhāī K|kē naśhē mē̃ rahnā hai .
2051. Maintain the intoxication of this spiritual study.
198Bāp samān nirahaṅkārī bannā hai .
206Become as egoless as the Father.
199Position ādi kā ahaṅkār nahī̃ rakhnā hai .
207Don’t have any ego about your position, etc.
2002 ) apnī jhōlī gyān ratnō̃ sē bharnī hai .
2082. Fill your aprons with the jewels of this knowledge.
201Sampūrṇ nirvikārī ban dēvtā pad pānā hai .
209Become completely viceless and attain the deity status.
202Kabhī bhī murjhānā nahī̃ hai .
210Never wilt.
Blessing
203Vardān : sthūl aur sūkṣhma dōnō̃ rīti sē svayã kō busy rakhnē vālē māyājīt , vijayī bhav
211Blessing: May you keep yourself busy in both ways, physical and subtle, and become a victorious conqueror of Maya.
204Svayã kō sēvādhārī samajh apnī rucī , umaṅg sē sēvā mē̃ busy rahō tō māyā kō chance nahī̃ milēgā .
212Consider yourself to be a server and keep yourself busy doing service with interest and enthusiasm and Maya will not then take a chance.
205Jab saṅkalp sē , buddhi sē , chāhē sthūl karmaṇā sē free rahtē hō tō māyā chance lē lētī hai .
213When you are free in your mind, in your intellect and in your physical actions, Maya takes a chance.
206Lēkin sthūl aur sūkṣhma dōnō̃ hī rīti sē khuśhī-khuśhī sē sēvā mē̃ busy rahō tō khuśhī K|kē kāraṇ māyā sāmnā karnē kā sāhas nahī̃ rakh saktī isliē svayã hī teacher ban buddhi kō busy rakhnē kā daily programme banāō tō māyājīt , vijayī ban jāyēṅgē .
214However, keep yourself happily busy by doing service in both ways, physical and subtle and, because of your happiness, Maya will not have the courage to oppose you. 215So, be your own teacher and create a daily programme to keep your intellect busy and you will then become a victorious conqueror of Maya.
Slogan
207Slōgan : niśhchay aur phalak sē kahō bābā mērē sāth hai tō māyā samīp ā nahī̃ saktī .
216Slogan: Say with faith and intoxication: Baba is with me! and Maya will not then be able to come close to you.
217*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
208Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
218Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
209Bāpdādā sabhī bachchō̃ K|kē chalan aur chēhrē mē̃ , bōl va karma mē̃ saraltā aur madhurtā dēkhnē chāhtē haĩ .
219BapDada wants to see simplicity, easiness and sweetness in the activity, faces, words and actions of all you children.
210Agar āvēśatā yā thakāvaṭ K|kē kāraṇ thōṛā bhī bōl madhur nahī̃ hai , chēhrā madhur nahī̃ hai , serious hai tō guṇ sampann nahī̃ kahē̃gē .
220If, due to force or tiredness, your words are not even a little sweet, if your face isn’t sweet, but serious, you would not be said to be full of all virtues.
211Kaisē bhī circumstance hō lēkin mērā jō guṇ hai , vah mērā guṇ emerge hōnā chāhiē .
221No matter what the circumstances are, whatever your virtues are, let them emerge.
212Jaisē bāpdādā vaisē hūbahū vahī guṇ , vahī kartavya , vahī bōl , vahī saṅkalp anubhav hō , sabhī K|kē mukh sē nikalē yah tō vahī lagtē haĩ .
222Just as BapDada is, let the same virtues, task, words and thoughts be experienced through you. 223Let it emerge from everyone’s lips: “This one appears to be the same as BapDada.”