रविवार 14 जून 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-06-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 24-10-10 madhuban

014/06/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 24/10/2010

1Samay key|kī raphtār pramāṇ abhī viśhēṣh svabhāv-sanskār parivartan karnē mē̃ tīvratā lāō , mansā dvārā ātmāō̃ kō bhinn-bhinn kiraṇē̃ dō

1According to the speed of the time now, put intensity into the transformation of your nature and sanskars. 2Use your mind to give rays of different kinds to souls.

2Āj chārō̃ ōr K|kē paramātma takhtnaśhīn , bhr̥ikuṭī takhtnaśhīn aur viśhva K|kē takhtnaśhīn bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

3Today, BapDada is pleased to see you children everywhere who are seated on God’s heart throne, the throne of the forehead and the future throne of the world.

3Yah paramātma diltakhta sirph āp brāhmaṇō̃ kē liē hī hai .

4God’s heart throne is just for you Brahmins.

4Bhr̥ikuṭī kā takht tō sabkē pās|pass hai lēkin paramātma takht sirph brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē hī bhāgya mē̃ hai .

5Everyone has a throne of the forehead but only Brahmin souls have the fortune of God’s heart throne.

5Yah paramātma takht viśhva kā takht dilātā hai .

6This heart throne of God enables you to receive the throne of the world.

6Tō tīnō̃ takht K|kē adhikārī ātmāyē̃ āp brāhmaṇ hī hō .

7So, only you Brahmins are the souls who have a right to all three thrones.

7Yah paramātma takht kitnā śhrēṣhṭh hai aur kōī yug mē̃ paramātma takht prāpt nahī̃ hōtā .

8This heart throne of God is so elevated. 9It cannot be attained in any other age.

8Yah paramātma takht gāyā bhī jātā hai , paramātma takht K|kē adhikārī bhakti mārg mē̃ bhī mālā K|kē maṇakō̃ K|kē rūp mē̃ gāyē aur pūjē jātē haĩ .

10God’s throne has also been remembered. 11On the path of devotion, those who have a right to God’s heart throne are remembered and worshipped as beads of the rosary.

9Kōṭō̃ mē̃ kōī K|kē rūp mē̃ gāyē jātē haĩ .

12They are remembered as a handful out of multimillions.

10Baṛī bhāvnā sē ēk-ēk maṇakē kō kitnī ūñchī dr̥iṣhṭi sē dēkhtē rahtē haĩ . 11Tō āp sabkō phakhur hai nā  !

13People with elevated feelings look at each bead with such elevated vision. 14So, all of you have this spiritual intoxication, do you not?

12Hai phakhur ki hamārē sivāē kōī bhī is takht kā anubhav nahī̃ kar saktē haĩ  ?

15Do you have the spiritual intoxication that no one, apart from you, can experience this throne?

13Lēkin āp sab brāhmaṇō̃ kā tō janm siddha adhikār hai .

16However, for you Brahmins, it is your birthright.

14Āpkē liē yah takht galē kā hār hai .

17This throne for you is the garland around your necks.

15Tō itnā naśhā rahtā hai ki bhagvān K|kē diltakhta K|kē adhikārī haĩ  !

18Do you have that much intoxication of having a right to God’s heart throne?

16Yah naśhā aur khuśhī sabkō sadā smr̥iti mē̃ rahtī hai  ?

19Do you all constantly have this intoxication and happiness in your awareness?

17Ham kaun haĩ  !

20Who am I?

18Iskā niśhchay aur naśhā rahtā hai  ?

21Do you have this faith and intoxication?

19Bāpdādā tō aisē tīn takht K|kē adhikārī bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ vāh mērē śhrēṣhṭh adhikārī bachchē vāh  !

22BapDada is pleased to see the children who have a right to the three thrones: Wah My elevated children who have all rights! 23Wah!

20Bachchē kahtē vāh bābā vāh  !

24Children say: Wah Baba! 25Wah!

21Aur bāp kahtē vāh bachchē vāh  !

26So, the Father says: Wah children, wah!

22Svayã bāp bhī aisē bachchō̃ key|kī mahimā gātē haĩ .

27The Father Himself sings praise of such children.

23Tō naśhā hai ham kaun haĩ  ?

28So, do you have the intoxication of who you are?

24Jitnā niśhchay hōgā utnā hī naśhā hōgā . 25Aur niśhchay kā naśhā āpkē chēhrē aur chalan sē dikhāī dēgā .

29You will have that intoxication to the extent that you have faith and your intoxication of that faith will be visible on your face and in your activity.

26Jiskō niśhchay hai uskō naśhā jarūr hōtā hai .

30Those who have faith also definitely have that intoxication.

27Bāpdādā bhī abhī her|har bachchē K|kē chēhrē aur chalan dvārā ātmāō̃ kō anubhav karānē chāhtē haĩ .

31BapDada also now wants to give others this experience through the face and activity of each of you children.

28Vāṇī dvārā tō anubhav karnē lagē haĩ , abhī anubhav karnē kā kārya śhurū hō gayā hai .

32People have begun to experience this from your words. 33The task of them experiencing this has now begun to be fulfilled.

29Pahlē suntē thē , sōchtē thē abhī āp brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī sthiti kā prabhāv , anubhav karnē lagē haĩ .

34Previously, people used to listen to you and they would think about it and they have now begun to experience the impact of the stage of you Brahmin souls.

30Tō apnē āpkō check karō ki maĩ sārē din mē̃ kitnā samay paramātma diltakhta par rahtā hū̃  ?

35So, each of you check yourself: Throughout the whole day, for how long do I remain seated on God’s heart throne?

31Kyōṅki yah diltakhta viśhva kā rājya prāpt karānē kā ādhār hai .

36This heart throne is the basis of attaining the kingdom of the world.

32Tō is diltakhta K|kē ādhār sē jitnā samay āp diltakhta K|kē adhikārī rahtē hō utnā jyādā samay bhaviṣhya mē̃ rājya gharānē mē̃ adhikārī bantē hō .

37On the basis of this heart throne, for however long you have a right to the heart throne, for that much time you will claim a right to be in the future royal family.

33Tō check karnā ki jabsē maĩ brāhmaṇ banā hū̃ kitnā samay diltakhtanaśhīn banā  ?

38So, check: from the time that you became a Brahmin, for how long have you remained seated on the heart throne?

34Takht par tō number-vār baiṭhē̃gē lēkin iskē ādhār sē sadā rājya family mē̃ , gharānē mē̃ adhikārī banē̃gē .

39On the basis of that, you will sit on the throne numberwise, but you will constantly have a right to be in a royal family.

35Check kiyā hai kabhī  ?

40Have you ever checked this?

36Diltakhta sē utar tō nahī̃ jātē hō  ?

41You do not get off the heart throne, do you?

37Apnā hisāb nikālnā kyōṅki iskē ādhār sē āp sadā rājya gharānē mē̃ āyēṅgē .

42Check your own account, because it is on the basis of this that you will constantly go into a royal family.

38Check karnā ki takht kō chhōṛ kabhī miṭṭī mē̃ pāṅw tō nahī̃ rakhtē  !

43Check whether you sometimes leave the throne and put your feet in the mud.

3963 janm K|kē saṅskār anusār dēhbhān rūpī miṭṭī mē̃ pāṅw rakhā .

44For 63 births you have had the sanskar of putting your feet in the mud of body consciousness.

40Ēk hai dēhbhān aur dūsrā hai dēh-abhimān .

45One is body consciousness and the other is the ego of the body.

41Dēh-abhimān key|kī miṭṭī gahrī hai lēkin dēhbhān yah bhī miṭṭī hai .

46Although the mud of ego of the body is deeper, body consciousness is also this mud.

42Lōg bhī kahtē haĩ jab manuṣhya chalā jātā hai aur jalātē haĩ tō yahī kahtē haĩ miṭṭī miṭṭī mē̃ mil gaī .

47When a person dies and the body is burnt, people say: “Ashes to ashes, dust to dust…” 48So check that your feet are not going into the mud.

43Tō check karō miṭṭī mē̃ pāṅw tō nahī̃ jātā  !

49To become body conscious means to place your feet in the mud.

44Dēhbhān mē̃ ānā arthāt miṭṭī mē̃ pāṅw rakhnā . 45Bāpdādā nē āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kē liē tīn takht diyē haĩ kyōṅki lāḍlē hō nā . 46Sikīladhē bhī hō , lāḍlē bhī hō .

50BapDada has given you elevated souls three thrones because you are the especially beloved ones. 51You are the long-lost and now-found ones and you are also the beloved ones.

47Tō jō lāḍlā bachchā hōtā hai uskō jhūlē mē̃ yā gōdī mē̃ rakhtē haĩ .

52Especially beloved children are always seated in a swing or in a lap.

48Miṭṭī mē̃ pāṅw rakhnē nahī̃ dētē .

53They are not allowed to place their feet in the mud.

49Tō jō tīn takht K|kē adhikārī haĩ unhō̃ kē liē bāpdādā nē kitnē bhinn-bhinn jhūlē diyē haĩ .

54So, BapDada has given so many different types of swing to those who have a right to all three thrones.

50Kabhī śhānti K|kē jhūlē mē̃ jhūlō , kabhī sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlō , kabhī prēm K|kē jhūlē mē̃ jhūlō .

55Sometimes swing in the swing of peace, sometimes swing in the swing of happiness, sometimes swing in the swing of love.

51Takht aur jhūlē isī mē̃ hī pāṅw rakhnā hai .

56Just keep your feet (of the intellect) on the throne and in the swings.

52Kaī bachchē pūchhtē haĩ ham bhaviṣhya mē̃ kahā̃ āyēṅgē  ?

57Some children ask: Where will we go in the future?

53Kyā banē̃gē  ?

58What will we become?

54Tō bāp kahtē haĩ jitnā samay sē āyē hō utnē samay mē̃ check karō ki mērā pāṅw jitnā samay huā hai utnā hī samay jhūlō̃ mē̃ yā takht par rahā hai  ?

59The Father says: Check whether, from the time that you came, your feet have been in the swings or on the throne for that length of time.

55Utnā hī bhaviṣhya mē̃ royal gharānē mē̃ rahē̃gē .

60To that extent, you will be in a royal family in the future.

56Royal prajā mē̃ bhī nahī̃ āyēṅgē , royal gharānē mē̃ hī āyēṅgē .

61You will not be part of the royal subjects; you will be part of a royal family.

57Tō yah hisāb har ēk apnē āp apnā nikālō .

62So each one of you can calculate this for yourself.

58Dūsrē kō nahī̃ dēkhnā , apnā hisāb nikālnā .

63Do not look at others. 64Calculate your own account.

59Har ēk chāhtā kyā hai  ?

65What does each of you want?

60Royal gharānē , rājya gharānē mē̃ hī rahē̃ .

66To remain in a royal family or dynasty.

61Tō ab bhī jitnā samay miltā hai kyōṅki samāpti tō achānak hōnī hai . 62Tō jab tak samāpti hō tab tak ab bhī check karē̃gē tō jitnā samay jyādā bāp key|kī gōdī mē̃ , takht par , jhūlē mē̃ rahē̃gē utnā samay royal family mē̃ royal gharānē mē̃ bhāgya prāpt karē̃gē .

67So, whatever time you have now - because completion is going to take place suddenly – until the completion takes place, if you check from now on. 68The longer you remain in the Father’s lap, on the throne and in the swings, for that time you will claim your fortune in a royal family.

63Bāpdādā tō her|har bachchē kō sārā samay 21 janm hī royal gharānē mē̃ , chāhē sūryavanśhī chāhē chandravanśhī dōnō̃ yug mē̃ royal family mē̃ rahnē kā adhikār dē rahā hai .

69BapDada is giving every child the right to stay in a royal family, in a royal family, in both ages, whether it is the sun dynasty or the moon dynasty, for the whole 21 births.

64Lēkin adhikār lēnā yah her|har bachchē kē ūpar hai .

70However, it is up to every child to claim his right.

65Brahmā bāp sē pyār hai tō brahmā bāp kā bhī āp bachchō̃ sē pyār hai .

71You have love for Father Brahma, and Father Brahma also has love for you children.

66Brahmā bāp āp bachchō̃ kō sāth-sāth royal gharānē mē̃ dēkhnē chāhtā hai .

72Father Brahma wants to see you children with him in a royal family. 73What do you think?

67Āp kyā samajhtē hō - brahmā bāp K|kē āspās royal gharānō̃ mē̃ rahnē vālē hō yā thōṛā samay rahē̃gē  ?

74Are you those who will live with Father Brahma in a royal family or will you only be around there for a short time? 75You don’t wish to go far away, do you?

68Phir dūr tō nahī̃ jānē chāhtē nā  !

76You were told that the basis of this is the confluence age.

69Sunāyā - ādhār hai saṅgamyug kā .

77BapDada has so much love for you children.

70Bāpdādā kā bachchō̃ sē itnā pyār hai jō āp sabhī kahtē hō ki sāth rahē̃gē , sāth chalē̃gē … abhī brahmā bāp aur brāhmaṇ sāth haĩ , chāhē avyakt rūp mē̃ haĩ lēkin sāth haĩ .

78It is just as you say at the present time, that you will stay with him and return with him. 79At the moment, Father Brahma and the Brahmins are together; even though he is in an avyakt form, he is with you.

71Abhī bāpdādā nē dēkhā ki bachchō̃ kō māyā bhī ab tak chhōṛtī nahī̃ hai , unkā bhī pyār hai .

80BapDada saw that, even now, Maya does not leave you children alone, because she has so much love for you.

72Aur ājkal dō rūpō̃ mē̃ viśhēṣh māyā bhī chance lētī hai .

81Nowadays, Maya takes her chance in two particular ways.

73Dō rūp mē̃ ātī hai - ēk vyarth saṅkalp aur dūsrā kahī̃-kahī̃ kabhī-kabhī yah bhī lahar hai jō mainnē kiyā vā sōchā maĩ hī right hū̃ , maĩ cum|kam nahī̃ hū̃ .

82She comes in two forms: one is waste thoughts and the other is that, sometimes, in some cases, there is this wave: you think: “Whatever I did or thought was right. 83I am no less.”

74Yah lahar phailī huī hai - maĩ hī right hū̃ , lēkin jō connection mē̃ ātē haĩ yā nimitt banē huē haĩ vah bhī āpkē vichār kō sāth dētē haĩ  ?

84This wave is spread. 85You think: “I alone am right.” 86However, are those who are in connection with you and those who are instruments also in agreement with your thoughts?

75Dūsrō̃ key|kī bhī verification milnī chāhiē .

87You should also receive verification from others.

76Yah vyarth saṅkalp time west|waste kartē haĩ isliē bāpdādā rōz key|kī murlī manan karnē kē liē , sēvā karnē kē liē homework mē̃ rōz dētē haĩ .

88These waste thoughts waste your time. 89This is why, in every day’s murli, Baba gives you the daily homework of churning and doing service.

77Agar manan karō yā manan kartē-kartē magan hō jāō tō yah rōz kā homework man kō busy karnē kā sādhan hai .

90If you churn it and by churning it, you become absorbed in it, then this daily homework is the means to keep your mind busy.

78Sunnā aur manan karnā yā magan hō jānā , yah bāpdādā rōz kā homework isīliē dētā hai . 79Jaisē bachchō̃ kō homework itnā jyādā dē dētē haĩ jō unkī buddhi karnē mē̃ busy rahē .

91This is why BapDada gives you the daily homework of listening to it and churning it and becoming absorbed in it, just as school children are given so much homework that their intellects remain busy in that.

80Aisē rōz key|kī murlī usmē̃ chār hī subject kā homework hai .

92In every day’s murli there is the homework of four subjects.

81Mansā kā bhī hai , vāṇī kā bhī hai , karma kā bhī attention aur divyatā kā iśhārā homework hai .

93There is homework for your mind, for your words, for the attention to your deeds and also a signal towards divinity.

82Tō homework mē̃ busy rahē̃gē tō vyarth saṅkalp K|kē ānē key|kī margin nahī̃ rahēgī .

94If you remain busy with your homework, you have no margin for waste thoughts to come.

83Is vidhi kō apnātē rahē̃gē tō vyarth saṅkalp svataḥ hī āpsē vidāī lē jāyēṅgē kyōṅki bāpdādā nē dēkhā , yād kī yātrā par sabhī kā number-vār attention hai , vāchā sēvā mē̃ bhī attention hai .

95If you continue to use this method, waste thoughts will automatically bid you farewell, because BapDada has seen that you all pay numberwise attention to the pilgrimage of remembrance and you also pay attention to your service through words.

84Lēkin abhī apnē saṅskār yā dūsrō̃ K|kē saṅskār kō parivartan karnā , yah svabhāv saṅskār jiskō royal rūp mē̃ āp kahtē hō nature , mērī nature hai , bhāv nahī̃ hai nature hai , yah dhārṇā key|kī subject abhī bhī royal rūp mē̃ ātī rahtī hai .

96However, you now have to transform your own sanskars and those of others. 97This nature and sanskars, which you refer to in a royal way, saying that it is your nature, that it was not your intention but that your nature is like that, this subject of dharna still now comes up in a royal form.

85Tō bāpdādā ājkal yahī iśhārā dētē haĩ ki jō bhī dhārṇāō̃ mē̃ kamī hōtī hai uskō abhī viśhēṣh attention dō .

98So, now, BapDada is giving you this signal: Whatever is lacking in your dharna, now pay special attention to that.

86Bāpdādā nē pahlē bhī kahā hai ki abhī dhārṇā mē̃ yah mukhya dhārṇā kā attention dō , kōī bhī bāt hō gaī tō check karō second mē̃ fullstop dē saktē hō  !

99BapDada has told you earlier too that in dharna you have to pay attention to this main dharna: if anything happens, then check whether you are able to put a full stop in a second.

87Ki chāhtē fullstop haĩ lēkin hō jātā hai question mark  ?

100Or, is it that you want to put a full stop but a question mark is applied instead?

88Fullstop nahī̃ , ādhā fullstop lagtā hai aur mātrā ban jātā hai .

101It is not a full stop, because only half a full stop is applied and it becomes some other punctuation mark.

89Āgē chalkar aisē circumstance āyēṅgē jō āpkō second mē̃ fullstop lagānā paṛēgā .

102As you progress further, there will be such circumstances that you will have to apply a full stop in a second.

90Us samay question mark , āśhcharya mark kō ṭhīk karnē lagō , itnā samay nahī̃ milēgā .

103At that time, you will not have much time to be able to put right the question mark or exclamation mark.

91Second mē̃ fullstop key|kī āvaśhyaktā hōgī , iskā abhyās kāphī samay pahlē kā chāhiē tab samay par vijayī ban sakē̃gē .

104There will be a need to put a full stop in a second. 105This practice is needed over a long period before that time, for only then will you be able to be victorious at that time.

92Tō halchal K|kē samay jab saṅskār , svabhāv kā paper hō , uskē liē abhī sē aisē samay mē̃ abhyās karō tō bahut samay kā abhyās āgē chal āpkā bahut sahyōgī banēgā .

106At the time of upheaval, you will take the paper of sanskars and nature, and for that time, practise this from now, because only then will the practice over a long time be very helpful for you as you progress further.

93Tō bāpdādā amr̥itvēlē chakkar lagātē haĩ tō har ēk K|kē puruṣhārth kō check kartē haĩ .

107When BapDada tours around at amrit vela He checks the effort that each child is making.

94Kyā chār hī subject mē̃ puruṣhārth tīvr hai vā sādhāraṇ hai  ?

108Is your effort in all four subjects intense or ordinary?

95Tō kyā dēkhā  ?

109So, what does Baba see?

96Samay key|kī raphtār pramāṇ abhī puruṣhārth mē̃ sadā tīvr puruṣhārth key|kī āvaśhyaktā hai .

110According to the speed of this time, there is now a need to put intensity into your efforts all the time.

97Tō bāpdādā iśhārā dē rahā hai samay tīvragati sē samīpatā K|kē najdīk ā rahā hai .

111BapDada is giving you a signal that the time is coming close at a fast speed.

98Us hisāb sē abhī viśhēṣh svabhāv aur saṅskār K|kē parivartan mē̃ tīvragati chāhiē .

112According to that, now bring about transformation in your particular nature and sanskars at a fast speed.

99Abhī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō samān banānē chāhtē haĩ .

113BapDada now wants to see all of you children becoming equal.

100Āpkā lakṣhya bhī hai bāp samān bannā hī hai .

114Your aim is definitely also to become equal to the Father.

101Iskē liē sabsē sahaj sādhan hai brahmā bāp kō follow karō .

115For this, the easiest way is to follow Father Brahma. 116Tally with him.

102Tally karō , jō bhī karma karō pahlē tally karō , milān karō .

117Whatever you do, first of all, tally with him, compare yourself with him.

103Brahmā bāp kā yah karma yā bōl yā saṅkalp hai  ?

118Are these Father Brahma’s deeds, words or thoughts?

104Kahā bhī jātā hai pahlē sōchō phir karō .

119It is said: “First think and then act.”

105Bōlnē K|kē pahlē tōlō phir bōlō .

120First of all, weigh it up in your mind and then speak.

106Tō sunā bāpdādā abhī kyā chāhtē haĩ  ?

121So, did you hear what BapDada now wants?

107Āp bhī chāhtē tō hō , jab rūhrihān kartē hō nā tō bāpdādā bahut mīṭhī-mīṭhī bātē̃ suntē haĩ .

122You also want this. 123When you have your heart-to-heart conversations, BapDada hears many very sweet things.

108Umaṅg key|kī bātē̃ bhī bahut achchhī kartē hō , yah karkē dikhāyēṅgē , yah karnā hī hai , yah hōnā hī hai  !

124You say very good things with a lot of enthusiasm: “We will demonstrate this, we will do this, this has to happen!”

109Saṅkalp bahut umaṅg K|kē hōtē haĩ , lēkin karma tak ānē mē̃ kuchh badal jātē haĩ , kuchh hōtē haĩ .

125You have thoughts filled with a lot of enthusiasm but, at the time of putting them into practice only some are put into a practical form!

110Bākī bāpdādā bhinn-bhinn prakār key|kī sēvā K|kē plan jō banātē hō vah sab pasand kartē haĩ .

126Otherwise, BapDada likes all the different plans that you have made for service. 127Very good programmes are taking place everywhere.

111Programmes bhī jahā̃ tahā̃ achchhē chal rahē haĩ lēkin abhī jitnā vāchā dvārā yā bhinn-bhinn vidhiyō̃ dvārā kar rahē hō , saphaltā bhī hai , bāpdādā khuśh bhī hai , sirph abhī mansā dvārā anēk ātmāō̃ kō sukh key|kī kiraṇ , śhānti key|kī kiraṇ , khuśhī key|kī kiraṇ , prēm key|kī kiraṇ pahuñchānā , yah sēvā bhī sāth-sāth karō .

128Whatever you are doing with words and all the different methods, you are successful in those and BapDada is also pleased. 129Now, the only thing that you have to add is to give rays of happiness, rays of peace, rays of joy and rays of love to many souls with your mind. 130Still do this service simultaneously.

112Apnē hī saṅskār parivartan yā dūsrō̃ K|kē saṅskār kō sahyōg dēnā , ismē̃ time kaīyō̃ kā jyādā jātā hai .

131Many of you give a lot of time to transforming your own sanskars and in helping transform the sanskars of others.

113Tō mansā sēvā dvārā bhinn-bhinn kiraṇē̃ ātmāō̃ kō dēnā , iskā attention , āgē chalkē bahut āvaśhyaktā paṛēgī , uskē ūpar bhī dhyān dētē rahō .

132Now pay attention to giving souls the different rays by serving with your minds. 133As you progress further, there will be a great need for this. 134Continue to pay attention to this.

114Jō bachchē samajhtē haĩ ki yah sēvā maĩ kartā rahtā hū̃ , vah hāth uṭhāō .

135Those children who think that they are doing this service, raise your hands! 136Achcha.

115Achchhā , kar rahē haĩ , unhō̃ kō mubārak hai aur jō nahī̃ kar rahē haĩ , unkō karnā chāhiē kyōṅki āgē chalkē circumstance aisē banē̃gē jō sunnē vālē aur sunānē vālē , dōnō̃ kā male|mail|mēl muśhkil hō jāyēgā isliē dōnō̃ sēvā abhī sē jitnā hō sakē utnī ādat ḍālō .

137Congratulations to those who are already doing this. 138Those who are not doing this have to do this, because, as you progress further, circumstances will be such that it will be difficult for those who are speaking and those who are listening to come together. 139Therefore, instil the habit of doing both types of service from now on as much as possible.

116Man busy bhī rahēgā tō manmanābhav hōnā sahaj hō jāyēgā .

140If your mind remains busy it will be easy for it to be Manmanabhav.

117Man busy hōnē sē saṅskār svabhāv kō sahaj parivartan karnē mē̃ madad milēgī .

141When your mind stays busy, you receive help in easily transforming your sanskars and nature.

118Āj khās double foreigners K|kē milan kā din hai , bāpdādā kō khuśhī hai vāh double foreigners vāh  !

142Today, it is the day especially for meeting the double foreigners. 143BapDada is pleased: “Wah double foreigners! 144Wah!”

119Bāpdādā kō khuśhī hai ki viśhva K|kē kōnē-kōnē mē̃ jō bāp K|kē kalp pahlē vālē bachchē chhipē huē haĩ tō viśhva key|kī sēvā mē̃ double foreigners nimitt banē haĩ aur bāpdādā nē sunā ki har ēk apnī-apnī area mē̃ , gānv-gānv yā śhaharō̃ mē̃ jō rahē huē haĩ vahā̃ tak pahuñchnē kā plan banātē rahtē haĩ , iskī mubārak hō , mubārak hō .

145BapDada is pleased that you double-foreign children are instruments for the children of the previous cycle, who have been hidden in the different corners of the world, and instruments for world service. 146BapDada has heard that you are all making plans to reach the areas, villages and cities that you have not yet reached. 147Congratulations for that! 148Congratulations!

120Nahī̃ tō jab samāpti hōnī hōgī , hālatē̃ badalē̃gī tō āp sabkō chāhē bhārat , chāhē vidēśh bahut-bahut-bahut ulhanē̃ milē̃gē ki hamārā bāp āyā aur āpnē hamē̃ batāyā bhī nahī̃ .

149Otherwise, when completion takes place and the situations change, all of you, whether in Bharat or abroad, would receive many, many, many complaints such as: “Our Father came and you didn’t even tell us! 150At least, you should have given us the message!”

121Sandēśh tō dētē , bahut ulhanē̃ milē̃gē isliē abhī kar rahē haĩ aur jyādā kōī kōnā rah nahī̃ jāyē iskā prayatna karnā .

151You would receive many complaints. 152This is why you are doing that now. 153You have to make more effort to make sure that no corner is left out.

122Bākī bāpdādā double foreigners yā dēśh vālē dōnō̃ bachchē jō chārō̃ ōr apnā puruṣhārth kar rahē haĩ unhō̃ kō dēkh khuśh hai , bahut bahut khuśh hai .

154BapDada is pleased to see the efforts that both you double-foreign children and you children of this land are making. 155He is very, very pleased.

123Kyō̃  ?

156Why?

124Kyō̃ khuśh hai  ?

157Why is He pleased?

125Abhī dēśh mē̃ vidēśh mē̃ yah plan banā rahē haĩ , bāpdādā kō pasand hai , kisī bhī sādhan sē sandēśh pahuñchnā chāhiē .

158You are now making plans in this land and abroad, and so BapDada is pleased; no matter in what way, this message has to reach everyone.

126Yah science vāstav mē̃ āp lōgō̃ kē liē samay par bahut madadgār hai .

159In fact, this science is very helpful for all of you at this time.

127Sādhan dinpratidin nayē nayē nikaltē rahtē haĩ , uskō kārya mē̃ nirvighna ban lagātē jāō .

160Day by day, more and more new facilities continue to emerge. 161So, become free from obstacles and continue to use them.

128Āp jahā̃ bhī meeting kartē hō , service baṛhānē key|kī , bāpdādā vah suntē haĩ aur khuśh hōtē haĩ ki bachchō̃ key|kī buddhi abhī all-round jā rahī hai , sādhanō̃ kō sēvā mē̃ lagānē kē liē .

162Wherever you hold meetings for increasing service, BapDada hears those and is pleased that the children’s intellects are now working all-round in using methods for doing service.

129Isīliē jō bhī āp plan banātē hō vah bāpdādā suntē haĩ , chakkar lagātē haĩ nā  !

163Whatever plans you are making, BapDada hears about them because He tours around.

130Āp kahā̃ bhī meeting karō chāhē dillī mē̃ karō , dēśh mē̃ , kisī bhī śhahar mē̃ karō , chāhē vidēśh mē̃ kahā̃ bhī karō , bāpdādā sab suntē rahtē haĩ .

164Wherever you hold a meeting, whether in Delhi, in this land, in any other city or even abroad, wherever you hold a meeting, BapDada hears everything.

131Bāpdādā kē pās bhī sādhan hai .

165BapDada still has all His facilities.

132Iskē liē bāpdādā foreign K|kē ēk-ēk dēśh sē jō bhī āyē haĩ , har ēk kō kyā dētē haĩ  ?

166What is BapDada giving each one of you who has come from all the different foreign countries for this?

133Bahut-bahut pyār dē rahē haĩ .

167He is giving lots and lots of love.

134Sirph abhī thōṛī tīvratā lāō .

168Now, you simply need to put a bit more intensity into it.

135Plan kō practical mē̃ naī naī bātē̃ lātē rahō .

169Continue to put the plans into a practical form with new things.

136Dēkhō āpkā yah yagya ārambh hōnē K|kē thōṛē varṣh pahlē yah sab invention śhurū huī haĩ .

170Look how all the inventions emerged just a few years before your yagya was established.

137Science bhī āpkī sēvā key|kī madadgār hai .

171Science is also helping you in your service.

138Khūb lābh uṭhāō , āpkē liē hī nikalī hai .

172Take a lot of benefit; it has emerged for you.

139Dinpratidin dēkhō kitnī naī-naī bātē̃ abhī abhī nikal rahī haĩ .

173Look how new inventions are emerging day by day. 174This drama is helping you.

140Yah drama āpkō sahyōg dē rahā hai . 141Sādhan āpkō sahyōg dē rahā hai .

175The facilities are giving you their co-operation.

142Achchhā .

176Achcha.

143Sabhī sadā khuśh tō hō nā  !

177You are all constantly happy?

144Sadā khuśh haĩ  ?

178Are you constantly happy?

145Jō sadā khuśh rahtā hai vah hāth uṭhāō , sadā khuśh .

179Those who remain constantly happy, raise your hands! 180Constantly happy?

146Kōī bāt hō jāē tō bhī khuśh  ?

181Are you happy even if some situation takes place?

147Bātē̃ ātī haĩ nā , tō bhī khuśh rahtē hō  ?

182Situations do come; so, do you remain happy even then?

148Rahtē hō  ?

183Do you?

149Baṛā hāth uṭhāō .

184Then raise your hands high!

150Welcome kartē hō nā  !

185You welcome these, do you not?

151Ghabrātē nahī̃ hō , welcome kartē hō .

186You are not afraid, you welcome them.

152Anubhavī banātē haĩ .

187They make you experienced.

153Yah vighna anubhav key|kī authority kō baṛhātē haĩ .

188These obstacles increase your authority of experience.

154Māyā ā gaī , māyā ā gaī , yah nahī̃ kahō , yah paper hai , māyā-māyā kahtē māyā kō āgē baṛhātē hō . 155Paper hai .

189Do not say, “Maya has come, Maya has come!” 190That is just a paper. 191By saying that it is Maya, it is Maya, you enable Maya to come forward.

156Māyā kō tō āp jān gayē hō , kitnē varṣhō̃ sē jān gayē hō .

192It is just a paper. 193You now know Maya; you have now known her for so many years.

157Māyā kyā hai  ?

194What is Maya?

158Isliē māyā sē ghabrāō nahī̃ , paper samajhkē khuśhī-khuśhī sē paper dō aur anubhav key|kī class mē̃ āgē baṛhō .

195Therefore, do not be afraid of Maya. 196Consider it to be a paper and take that paper happily and move forward in your class of experience.

159Yah class baṛhānā hai , mūñjhnā nahī̃ hai kyā karū̃ , kaisē karū̃ , kyā kyō̃ , yah brāhmaṇō̃ kā sōchnē kā kām nahī̃ hai .

197You have to move forward in this class and not be confused: “What should I do?” 198“How should I do this? 199What?

160Trikāldarśhī hō , kyā , kyō̃ , kaisē , yah uṭh hī nahī̃ saktā .

200Why?” 201It is not the duty of Brahmins to think these questions.

161Paper āyā anubhav key|kī class mē̃ āgē baṛhē .

202You are trikaldarshi, so you cannot have questions such as “What? 203Why?

162Khuśh hō .

204How?”, etc.

163Abhī tō anubhavī ban gayē hō aur bantē rahē̃gē .

205The paper came and you moved forward in the class of your experience.

164Achchhā .

206You are happy.

165Jō bhī patra , phone , jinhō̃ K|kē bhī yād pyār yā sandēśh bāpdādā kē prati āyē haĩ , un sabhī bachchō̃ kō bāpdādā apnē nayanō̃ mē̃ samātē huē yādpyār yā service samāchār yā man kā puruṣhārth kā samāchār diyā hai , un sabkō bāpdādā mansā dvārā emerge kar sukh key|kī , śhānti key|kī , khuśhī key|kī kiraṇē̃ dē rahē haĩ .

207You are experienced and will continue to become that. 208Achcha. 209All the letters, phone calls, messages of love and remembrance that have been sent to BapDada - whatever love and remembrance, service news or news of the efforts that you have been making in your minds -BapDada is taking all of you children into His eyes and His mind and giving you rays of happiness, peace and joy.

166Chāhē kōī nē yahā̃ nahī̃ bhējā hai lēkin dil mē̃ bhī saṅkalp kiyā , vah saṅkalp bhī bāp kē pās pahuñch gayā hai .

210Even if some of you have not sent these to Baba here, but have had the thought in your hearts, that thought has also reached the Father.

167Chārō̃ ōr K|kē himmatē bachchē madadē bāp , mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bāpdādā yādpyār dē rahē haĩ . 168Aur is varṣh kōī na kōī apnē prati yā sēvākēndra prati yā viśhva key|kī ātmāō̃ prati kōī na kōī aisā plan banānā jō sēvā kā bal aur phal sarv ātmāō̃ kō prāpt hō jāē .

211To all you children everywhere who maintain courage and receive the Father’s help, BapDada is giving love and remembrance to you sweetest children. 212This year, make one plan or another for yourself, for the centre and for the souls of the world so that all souls receive the power and fruit of service.

169Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā kā viśhēṣh dil kā yād aur pyār svīkār hō .

213All you children everywhere, especially accept BapDada’s love and remembrance from the heart.

170Ōm śhānti .

214Om shanti.

171Vardān  : sādhāraṇtā dvārā mahāntā kō prasiddh karnē vālē simple aur sample bhav

215Blessing: May you be simple and become a sample and reveal your greatness from your simplicity.

172Jaisē kōī simple chīz agar svachchha hōtī hai tō apnē taraph ākarṣhit jarūr kartī hai .

216When something is simple and clean, it definitely attracts you.

173Aisē mansā K|kē saṅkalpō̃ mē̃ , sambandh mē̃ , vyavahār mē̃ , rahan sahan mē̃ jō simple aur svachchha rahtē haĩ vah sample ban sarv kō apnī taraph svataḥ ākarṣhit kartē haĩ .

217In the same way, in terms of the thoughts of your mind, in your relationships in your interactions and in your way of living, when you are simple and clean, you become a sample and automatically attract others to yourself.

174Simple arthāt sādhāraṇ .

218Simple means ordinary.

175Sādhāraṇtā sē hī mahāntā prasiddh hōtī hai .

219Greatness is revealed through ordinariness.

176Jō sādhāraṇ arthāt simple nahī̃ vah problem rūp ban jātē haĩ .

220Those who are not ordinary, that is, not simple, become a problem.

177Slōgan  : dil sē kahō mērā bābā tō māyā key|kī bēhōśhī sē band āṅkhē khul jāyēṅgī .

221Slogan: When you say: “My Baba” from your heart, your eyes, which have been closed by Maya and so made you unconscious, will then open.

178

222

179Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .

223*** Om Shanti *** 224Avyakt signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.

180Abhī-abhī āvāj mē̃ , abhī-abhī āvāz sē parē , jitnā yah abhyās saral aur sahaj hō jāyēgā utnā sampūrṇtā samīp dikhāī dēgī .

225One minute, come into sound and the next minute, go beyond sound. 226The more this practice becomes simple and easy, the more you will appear to be close to perfection.

181Sampūrṇ stage key|kī niśhānī hai - unkā puruṣhārth saral hōgā .

227The sign of the stage of perfection is that your efforts will be easy and simple.

182Yād kī yātrā , service dōnō̃ hī sahaj puruṣhārth mē̃ ā jātē haĩ .

228The pilgrimage of remembrance and service are both included in easy efforts.

183Jab dōnō̃ mē̃ saral , sahaj anubhav hō tab samjhō sampūrṇtā key|kī avasthā prāpt hōnē vālī hai .

229When you experience both to be simple and easy, you can then understand that you are about to attain your stage of perfection.