शुक्रवार 19 जून 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

019/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhivbābā tumhārē fool|phūl ādi svīkār nahī̃ kar saktē kyōṅki vah pūjya vā pujārī nahī̃ bantē , tumhē̃ bhī saṅgam par fool|phūl hār nahī̃ pahannē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, Shiv Baba cannot accept the flowers you offer Him, because He neither becomes a worshipper nor worthy of worship. 2You too mustn’t wear garlands of flowers at the confluence age.

Question

2Praśhna  : bhaviṣhya rājya takht K|kē adhikārī kaun bantē haĩ  ?

3Question: Who can claim a right to the throne of the future kingdom?

Answer

3Uttar  : jō abhī māt-pitā K|kē diltakhta kō jītnē vālē haĩ , vahī bhaviṣhya takhtnaśhīn bantē haĩ .

4Answer: Those who conquer the heart throne of the Mother and Father at this time will become those who are seated on the future throne.

4Wonder hai bachchē māt-pitā par bhī vijay prāpt kartē haĩ .

5It is a wonder how the children overtake their parents.

5Mēhnat kar māt-pitā sē bhī āgē jātē haĩ .

6They make effort and even go ahead of their parents.

Song

6Gīt  : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …

7Song: Leave Your throne of the sky and come down to Earth!

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ nē gīt sunā .

9You sweetest, beloved, long-lost and now-found children heard the song.

9Is gīt sē sarvavyāpī kā gyān tō uṛ jātā hai .

10The notion of omnipresence vanishes with this song.

10Yād kartē haĩ , ab bhārat bahut duḥkhī hai .

11It is because the people of Bharat are now very unhappy that they remember Him.

11Drama anusār yah sab gīt banē haĩ .

12All of these songs have been created according to the drama.

12Duniyā vālē nahī̃ jāntē .

13People of the world don’t know this.

13Bāp ātē haĩ patitō̃ kō pāvan karnē vā duḥkhiyō̃ kō duḥkh sē liberate kar sukh dēnē liē .

14The Father comes to purify the impure and to liberate people from their sorrow and give them happiness.

14Bachchē jān gayē haĩ - vahī bāp āyā huā hai .

15You children know that that same Father has come.

15Bachchō̃ kō pahchān mil gaī hai .

16You children have recognised Him.

16Svayã baiṭh batlātē haĩ - maĩ sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kar sārī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz sunātā hū̃ .

17He Himself sits here and tells you: I enter an ordinary body and tell you the secrets of the beginning, the middle and the end of the whole world.

17Sr̥iṣhṭi ēk hī hai , sirph naī aur purānī hōtī hai . 18Jaisē śharīr bachpan mē̃ nayā hōtā hai phir purānā hōtā hai .

18There is only the one world. 19It is just that it becomes old and new, just as a body is new in childhood and it then becomes old.

19Nayā śharīr , purānā śharīr dō śharīr tō nahī̃ kahē̃gē .

20You wouldn’t say that there are two bodies, the new one and the old one.

20Hai ēk hī sirph nayē sē purānā bantā hai .

21It is just the one body, but it becomes old from new.

21Vaisē duniyā ēk hī hai .

22In the same way, there is just this one world.

22Nayē sē ab purānī hōtī hai .

23From new it has now become old.

23Naī kab thī  ?

24When was it new?

24Yah phir kōī batā na sakē .

25No one can tell you this.

25Bāp ākar samjhātē haĩ , bachchē jab naī duniyā thī tō bhārat nayā thā .

26The Father comes and explains: Children, when the world was new, Bharat was new.

26Satyug kahā jātā thā .

27It used to be called the golden age.

27Vahī bhārat phir purānā banā hai .

28That same Bharat has now become old.

28Iskō purānī , old world kahā jātā hai .

29This is called an old world.

29New world sē phir old banī hai phir unkō nayā jarūr bannā hai .

30That new world has become old and it now definitely has to become new again.

30Naī duniyā kā bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai .

31Some children have had visions of the new world.

31Achchhā us naī duniyā K|kē mālik kaun thē  ?

32OK, who were the masters of that new world?

32Barōbar yah lakṣhmī-nārāyaṇ thē .

33Truly, Lakshmi and Narayan were.

33Ādi sanātan dēvī-dēvtā us duniyā K|kē mālik thē .

34The original, eternal deities were the masters of that world.

34Yah bāp bachchō̃ kō samjhā rahē haĩ .

35The Father is explaining this to you children.

35Bāp kahtē haĩ - ab nirantar yahī yād karō .

36The Father says: Now constantly remember this.

36Bāp paramdhām sē hamkō paṛhānē , rājyōg sikhānē āyē huē haĩ .

37The Father has come from the supreme region to teach us. 38He has come to teach us Raja Yoga.

37Mahimā sārī us ēk kī hai , inkī mahimā kuchh nahī̃ hai .

39All the praise belongs to that One. 40There is no praise of this one.

38Is samay sab tuchchh buddhi haĩ , kuchh nahī̃ samajhtē isliē maĩ ātā hū̃ tab tō gīt bhī banāyā huā hai .

41At this time, all have degraded intellects and don’t understand anything. 42This is why I come and it is also why these songs have been composed.

39Sarvavyāpī kā gyān tō uṛ jātā hai .

43The notion of omnipresence vanishes through this song.

40Har ēk kā part apnā-apnā hai .

44Each one has his own part.

41Bāp bār-bār kahtē haĩ - dēh-abhimān chhōṛ tum ātma-abhimānī banō aur organs dvārā śhikṣhā dhāraṇ karō .

45The Father repeatedly tells you: Renounce body consciousness and become soul conscious and imbibe these teachings with your physical organs.

42Bhal is bābā kō chaltē-phirtē dēkhtē hō parantu yād śhivbābā kō karō .

46Although you see this Baba walking and moving around, remember Shiv Baba.

43Aisē hī samjhō śhivbābā hī sab kuchh kartē haĩ . 44Brahmā hai nahī̃ .

47Always consider it to be Shiv Baba who is doing everything and that Brahma is not there.

45Bhal inkā rūp in āṅkhō̃ sē dikhāī paṛtā hai . 46Tumhārī buddhi śhivbābā key|kī taraph jānī chāhiē .

48Even though his form is seen with your eyes, let your intellects go to Shiv Baba.

47Śhivbābā na hō tō inkī ātmā , inkā śharīr kōī kām kā nahī̃ .

49If Shiv Baba were not here, this one’s soul and body would be of no use.

48Hamēśhā samjhō ismē̃ śhivbābā hai . 49Vah in dvārā paṛhātē haĩ .

50Always remember that Shiv Baba is in this one and that He is teaching through this one.

50Tumhārā yah teacher nahī̃ hai .

51This one is not your Teacher.

51Supreme teacher vah hai .

52That One is the Supreme Teacher.

52Yād unkō karnā hai .

53You have to remember that One.

53Kabhī bhī jism kō yād nahī̃ karnā hai .

54Never remember the body.

54Buddhiyōg bāp kē sāth lagānā hai .

55Connect your intellects in yoga to the Father.

55Bachchē yād kartē haĩ phir sē ākar gyān-yōg sikhāō , parampitā paramātmā K|kē sivāē kōī rājyōg sikhā na sakē .

56Children remember Him and say: “Come and teach us this knowledge and yoga once again!” 57No one, apart from the Supreme Father, the Supreme Soul, can teach Raja Yoga.

56Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai vahī baiṭh gītā kā gyān sunātē haĩ phir yah knowledge prāyaḥlōp hō jātā hai .

58It is in the intellects of you children that only He sits and tells you this knowledge of the Gita. 59This knowledge then disappears.

57Vahā̃ darkār hī nahī̃ . 58Rājdhānī sthāpan hō gaī . 59Sadgati hō jātī hai .

60There is no need for it there, because the kingdom will have been established and you will have received salvation.

60Gyān diyā jātā hai durgati sē sadgati hōnē kē liē . 61Bākī vah tō sab haĩ bhakti mārg key|kī bātē̃ .

61Knowledge is given to take you from degradation into salvation, and everything else belongs to the path of devotion.

62Manuṣhya jap-tap , dān-puṇya ādi jō kuchh kartē haĩ , sab bhakti mārg key|kī bātē̃ haĩ , issē mujhē kōī mil nahī̃ saktā .

62No one can attain Me by doing any of those things of the path of devotion, such as penance, tapasya, making donations and performing charity.

63Ātmā K|kē paṅkh ṭūṭ gayē haĩ .

63The wings of souls are broken.

64Pattharbuddhi ban gaī hai .

64Souls have stone intellects.

65Patthar sē phir pāras banānē mujhē ānā paṛē .

65I have to come to change those who are stone into divine.

66Bāp kahtē haĩ - ab kitnē manuṣhya haĩ .

66The Father says: There are so many human beings now.

67Sarsō̃ misal saṅsār bharā huā hai .

67They fill the whole world, like mustard seeds.

68Ab sab khatm hō jānē haĩ .

68Everyone is now to be destroyed.

69Satyug mē̃ tō itnē manuṣhya hōtē nahī̃ .

69There aren’t so many human beings in the golden age.

70Naī duniyā mē̃ vaibhav bahut aur manuṣhya thōṛē hōṅgē .

70In that new world you will have a lot of physical comfort and there are very few human beings.

71Yahā̃ tō itnē manuṣhya haĩ jō khānē kē liē bhī nahī̃ miltā hai .

71Here, there are so many people that there isn’t enough food for them to eat.

72Purānī rētīlī jamīn hai phir naī hō jāyēgī .

72This earth is now old and very barren and it will then become new.

73Vahā̃ hai hī everything new .

73There, everything is new.

74Nām hī kitnā mīṭhā hai - heaven , bahiśht , dēvtāō̃ key|kī naī duniyā .

74The very name is so sweet: heaven, bahist, the new world of deities.

75Purānī kō tōṛ naī mē̃ baiṭhnē key|kī dil hōtī hai nā .

75The heart desires to demolish this old one and sit in that new one.

76Ab hai naī duniyā , svarg mē̃ jānē key|kī bāt .

76It is now a question of going to that new world of heaven.

77Ismē̃ purānē śharīr key|kī kōī value nahī̃ hai .

77This old body has no value.

78Śhivbābā kō tō kōī śharīr hai nahī̃ .

78Shiv Baba doesn’t have a body of His own.

79Bachchē kahtē haĩ - bābā kō hār pahnāyē̃ .

79Children say: “We want to garland Baba.”

80Parantu inkō hār pahnāyēṅgē tō tumhārā buddhiyōg ismē̃ chalā jāyēgā .

80However, if you garland this one, the yoga of your intellects would go to him.

81Śhivbābā kahtē haĩ hār key|kī darkār nahī̃ hai .

81Shiv Baba says: There is no need for a garland.

82Tum hī pūjya bantē hō . 83Pujārī bhī tum bantē hō .

82Only you become worthy of worship and worshippers.

84Āpēhī pūjya āpēhī pujārī .

83You yourselves become worthy of worship and you yourselves become worshippers.

85Tō apnē hī chitra key|kī pūjā karnē lagtē haĩ .

84Therefore, you begin to worship your own images.

86Bābā kahtē haĩ maĩ na pūjya bantā hū̃ , na fool|phūl ādi key|kī darkār hai .

85Baba says: Neither do I become worthy of worship nor is there any need for flowers, etc.

87Maĩ kyō̃ yah pahanū̃ isliē kabhī fool|phūl mālā ādi lētē nahī̃ haĩ .

86Why should I wear those? 87This is why Baba never accepts a garland of flowers.

88Tum pūjya bantē hō phir jitnā chāhiē utnā fool|phūl pahannā .

88You are becoming worthy of worship and you can therefore wear as many flowers as you want.

89Maĩ tō tum bachchō̃ kā most beloved obedient father bhī hū̃ , teacher bhī hū̃ , servant bhī hū̃ .

89I am the most beloved, obedient Father of you children. 90I am also your Teacher and your Servant.

90Baṛē-baṛē royal ādmī jab nīchē sahī ḍāltē haĩ tō likhtē haĩ Minto , Curzon ādi . . . apnē kō lord kabhī nahī̃ likhē̃gē .

91When important, royal people sign letters, they write: Minto or Curzon (Viceroys at the beginning of 20th century). 92They would never write Lord So-and-so for themselves.

91Yahā̃ tō śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ , śhrī phalānā .

93Here, they write: Shri Lakshmi-Narayan, Shri So-and-so.

92Ēkdam śhrī akṣhar ḍāl dētē haĩ .

94They very quickly write the title Shri for themselves.

93Tō bāp baiṭh samjhātē haĩ ab is śharīr kō yād nahī̃ karō .

95The Father sits here and explains: Do not remember this body now.

94Apnē kō ātmā niśhchay karō aur bāp kō yād karō .

96Have the faith that each of you is a soul and remember the Father.

95Is purānī duniyā mē̃ ātmā aur śharīr dōnō̃ hī patit haĩ .

97In this old world, both souls and their bodies are impure.

96Sōnā 9 carat hōgā tō zewar bhī 9 carat .

98When gold is nine carat, the jewellery made from it will also be nine carat.

97Sōnē mē̃ hī khād paṛtī hai .

99Alloy is mixed into gold.

98Ātmā kō kabhī nirlēp nahī̃ samajhnā chāhiē .

100Don’t ever consider souls to be immune to the effect of action.

99Yah gyān tumkō abhī hai .

101You have this knowledge at this time.

100Tum ādhākalp 21 janma liē prālabdh pātē hō tō kitnā puruṣhārth karnā chāhiē  !

102You receive the reward for half a cycle, for 21 births, and therefore a lot of effort has to be made.

101Parantu bachchē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

103However, you children repeatedly forget.

102Śhivbābā , brahmā dvārā hamkō śhikṣhā dē rahē haĩ .

104Shiv Baba is giving us teachings through Brahma.

103Brahmā key|kī ātmā bhī unkō yād kartī hai .

105Even the Brahma soul has to remember Him.

104Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar haĩ sūkṣhmavatanvāsī .

106Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region.

105Bāp pahlē sūkṣhma sr̥iṣhṭi rachtē haĩ , nirvāṇdhām ūñch tē ūñch dhām hai .

107The Father first creates a subtle world. 108The land of Nirvana is the highest-on-high land.

106Ātmāō̃ kā nirvāṇdhām sabsē ūñch hai .

109The land of Nirvana, of souls, is the highest of all.

107Ēk bhagvān kō sab bhakta yād kartē haĩ .

110All devotees remember the one God.

108Parantu tamōpradhān ban gayē haĩ tō bāp kō bhūl , ṭhikkar-bhittar sabkī pūjā kartē rahtē haĩ .

111However, because they have become tamopradhan, they have forgotten the Father and continue to worship pebbles and stones, etc.

109Ham jāntē haĩ jō kuchh chaltā hai drama shoot hōtā jātā hai .

112We know that whatever is happening, it is being shot (recorded) in the drama.

110Drama mē̃ ēk bār jō shooting hōtī hai . 111Samjhō bīch mē̃ kōī pañchhī ādi uṛtā hai tō vahī ghaṛī-ghaṛī repeat hōtā rahēgā .

113Once something is shot in the drama - for instance, if a bird flies across the scene – that will then continue to be repeated again and again.

112Pataṅg uṛtā huā shoot hō gayā tō phir-phir repeat hōtā rahēgā .

114If a kite is flying and that has been recorded, then that will continue to be repeated again and again.

113Yah bhī drama kā second-second repeat hōtā jātā hai . 114Shoot hōtā rahtā hai .

115Here, too, every second of the drama continues to repeat; it continues to be shot.

115Yah banā banāyā drama hai .

116This drama is predestined.

116Tum actors hō sārē drama kō sākṣhī hō dēkhtē hō .

117You are actors and you watch the whole drama as detached observers.

117Ēk-ēk second drama anusār pās|pass hōtā hai .

118Every second passes by according to the drama.

118Pattā hilā , drama pās|pass huā .

119When a leaf shakes, it is the drama that is passing by.

119Aisē nahī̃ pattā-pattā bhagvān K|kē hukm sē chaltā hai .

120It isn’t that every leaf moves according to the directions of God.

120Nahī̃ , yah sab drama mē̃ nūndh hai .

121No, all of this is fixed in the drama.

121Inkō achchhī rīti samajhnā paṛtā hai .

122This has to be understood very clearly.

122Bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ aur drama key|kī knowledge dētē haĩ .

123Only the Father comes and teaches Raja Yoga and gives you this knowledge of the drama.

123Chitra bhī kitnē achchhē banē huē haĩ .

124Very good pictures have been created.

124Saṅgamyug par ghaṛī kā kāṇṭā bhī lagā huā hai .

125The needle of the clock is shown at the confluence age.

125Kaliyug ant satyug ādi kā saṅgam hai .

126It is the confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age.

126Abhī purānī duniyā mē̃ anēk dharm haĩ .

127There are now innumerable religions in this old world.

127Naī duniyā mē̃ phir yah nahī̃ hōṅgē .

128These will not exist in that new world.

128Tum bachchē hamēśhā aisē samjhō - hamkō bāp paṛhātē haĩ , ham godly student haĩ .

129You children should constantly think: The Father is teaching us and we are Godly students.

129Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .

130God speaks: I make you into kings of kings.

130Rājē lōg bhī lakṣhmī-nārāyaṇ kō pūjtē haĩ .

131Kings worship Lakshmi and Narayan.

131Tō unhō̃ kō pūjya banānē vālā maĩ hū̃ .

132I am the One who makes them worthy of worship.

132Jō pūjya thē vah ab pujārī hō gayē haĩ .

133Those who were worthy of worship have now become worshippers.

133Tum bachchē samajh gayē hō ham sō pūjya thē phir ham sō pujārī banē .

134You children understand that you were worthy of worship and that you have now become worshippers.

134Bābā tō nahī̃ bantē haĩ .

135Baba doesn’t become that.

135Bābā kahtē haĩ , na maĩ pujārī hū̃ , na pūjya bantā hū̃ isliē maĩ na hār pahantā hū̃ , na pahnānē paṛtē haĩ .

136Baba says: I neither become worthy of worship nor a worshipper. 137This is why I am neither garlanded nor do I have to garland anyone else.

136Phir ham kyō̃ phūlō̃ kō svīkār karē̃ .

138Therefore, why should I accept flowers?

137Tum bhī svīkār nahī̃ kar saktē hō .

139Even you cannot accept them.

138Kāydē anusār un dēvtāō̃ kā hak hai , unkī ātmā aur śharīr pavitra hai .

140According to the law, those deities have a right to them, because both the souls and their bodies are pure.

139Vahī hakdār haĩ phūlō̃ K|kē .

141They are the only ones who have a right to flowers.

140Vahā̃ svarg mē̃ tō haĩ hī khuśhbūdār fool|phūl .

142There, in heaven, there are only fragrant flowers.

141Fool|phūl hōtē hī haĩ khuśhbū kē liē .

143Flowers are for giving fragrance.

142Pahannē kē liē bhī hōtē haĩ .

144They are even for wearing.

143Bāp kahtē haĩ - abhī tum bachchē viṣhṇu K|kē galē kā hār bantē hō .

145The Father says: You children are now becoming the garland around Vishnu’s neck.

144Number-vār tumkō takht par baiṭhnā hai .

146You will sit on the throne, numberwise.

145Jinhōnnē jitnā kalp pahlē puruṣhārth kiyā hai , ab kartē haĩ aur karnē lag paṛē̃gē . 146Number-vār tō haĩ .

147Whatever effort each of you made in the previous cycle, you are making that effort now and will continue to do so; it is numberwise.

147Buddhi kahtī hai phalānā bachchā bahut serviceable hai .

148The intellect says that So-and-so is very serviceable.

148Jaisē dukān mē̃ hōtā hai , sēṭh bantē haĩ , bhāgīdār bantē haĩ , manager bantē haĩ .

149In a shop, someone can be the owner, a partner or the manager.

149Nīchē vālō̃ kō bhī lift miltī hai .

150Those under him also receive promotion.

150Yah bhī aisē hai .

151It is the same here.

151Tum bachchō̃ kō bhī māt-pitā par jīt pānī hai .

152You children have to gain victory over the mother and father.

152Tum wonder khātē hō - māt-pitā sē āgē kaisē jā saktē haĩ .

153You become amazed how you can go ahead of the mother and father.

153Bāp tō bachchō̃ kō mēhnat kar lāyak banātē haĩ , takhtnaśhīn banānē liē isliē kahtē haĩ , ab hamārē dil rūpī takht par jīt pahannē sē bhaviṣhya K|kē takhtnaśhīn banē̃gē .

154The Father helps you children to make effort and makes you worthy of being seated on the throne. 155This is why it is said: Conquer My heart throne and you will be seated on the future throne.

154Puruṣhārth itnā karō , jō nar sē nārāyaṇ banō .

156Make so much effort that you can become Narayan from an ordinary human.

155Aim object mukhya hai hī ēk , phir kingdom sthāpan hō rahī hai tō usmē̃ variety pad hai .

157There is just the one main aim and objective. 158A kingdom is being established and so there is a variety in the status there.

156Tumhē̃ māyā kō jītnē kā pūrā-pūrā puruṣhārth karnā hai .

159You have to make full effort to conquer Maya.

157Bachchō̃ ādi kō bhī bhal pyār sē chalāō parantu trustee hōkar rahō .

160You have to interact with your children, etc. with a lot of love, but remain a trustee.

158Bhakti mārg mē̃ kahtē thē nā - prabhū yah sab āpkā diyā huā hai .

161On the path of devotion you used to say: “God, all of this was given by You.”

159Āpkī amānat āpnē lē lī .

162You have taken back what You gave us in trust.

160Achchhā phir rōnē key|kī bāt hī nahī̃ parantu yah tō hai hī rōnē key|kī duniyā .

163OK, in that case, there is no need to weep. 164However, this is a world of weeping.

161Manuṣhya kathāyē̃ bahut sunātē haĩ .

165People tell many stories.

162Mōhjīt rājā kī kathā bhī sunātē haĩ .

166They tell the story of the king who conquered attachment.

163Phir kōī duḥkh feel nahī̃ hōtā hai .

167He didn’t even feel any pain.

164Ēk śharīr chhōṛ jāē dūsrā liyā .

168He shed his body and took another.

165Vahā̃ kabhī kōī bīmārī ādi hōtī nahī̃ .

169There is no illness there.

166Ever healthy , nirōgī kāyā rahtī hai , 21 janm kē liē .

170There, you have ever-healthy bodies that are free from disease for 21 births.

167Bachchō̃ kō sab sākṣhātkār hōtā hai .

171Some children have had visions.

168Vahā̃ key|kī rasamrivāj kaisē chaltī hai , kyā dress pahantē haĩ . 169Svayamvar ādi kaisē hōtē haĩ - sab bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai .

172They have had visions of all those customs and systems, what dress, etc. they wear and how marriages take place.

170Vah part sab bīt gayā .

173All of that part has now passed.

171Us samay itnā gyān nahī̃ thā .

174At that time, you didn’t have as much of this knowledge.

172Ab din-pratidin tum bachchō̃ mē̃ tākat bahut ātī jātī hai .

175You children are now receiving so much strength day by day.

173Yah bhī sab drama mē̃ nūndhā huā hai .

176All of this is fixed in the drama.

174Wonder hai nā .

177It is a wonder!

175Parampitā paramātmā kā bhī kitnā bhārī part hai .

178Even the Supreme Father, the Supreme Soul, has such an important part.

176Khud baiṭh samjhātē haĩ bhakti mārg mē̃ bhī ūpar baiṭh maĩ kitnā kām kartā hū̃ .

179He Himself sits here and explains to you about all the work He does while sitting up there, even on the path of devotion.

177Nīchē tō kalp mē̃ ēk hī bār ātā hū̃ .

180Only once in the whole cycle do I come down here.

178Bahut , nirākār K|kē pujārī bhī hōtē haĩ parantu nirākār paramātmā kaisē ākar paṛhātē haĩ , yah bāt gum kar dī hai .

181There are many who just worship the incorporeal One. 182However, they have lost the aspect of how the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and teaches us.

179Gītā mē̃ bhī śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai tō nirākār sē prīt hī ṭūṭ gaī hai .

183They put Shri Krishna’s name in the Gita which was why their love for the incorporeal One was broken.

180Yah tō paramātmā nē hī ākarkē sahaj yōg sikhlāyā aur duniyā kō badlāyā , duniyā badaltī rahtī hai .

184It was God Himself who came and taught us Raja Yoga and changed the world. 185The world continues to change.

181Yug phirtē rahtē haĩ .

186The ages continue to turn.

182Is drama K|kē chakra kō abhī tum samajh gayē hō .

187You have now understood the cycle of this world drama.

183Manuṣhya kuchh nahī̃ jāntē .

188People don’t know anything.

184Satyug K|kē dēvī-dēvatāō̃ kō bhī nahī̃ jāntē .

189They don’t even know the deities of the golden age.

185Sirph dēvtāō̃ key|kī niśhāniyā̃ rah gaī haĩ , tō bāp samjhātē haĩ , hamēśhā aisē samjhō ham śhivbābā K|kē haĩ . 186Śhivbābā hamkō paṛhātē haĩ .

190Only the signs of the deities remain. 191The Father explains: Constantly consider yourselves to belong to Shiv Baba and that He is teaching you.

187Śhivbābā , is brahmā dvārā hamēśhā śhikṣhā dētē haĩ .

192Shiv Baba always gives you teachings through this Brahma.

188Śhivbābā key|kī yād mē̃ phir bahut mazā ātā rahēgā .

193You will then continue to enjoy yourself a great deal in having remembrance of Shiv Baba.

189Aisā god father kaun  ?

194Could anyone else be such a God, the Father?

190Vah father bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai .

195He is the Father, the Teacher and also the Satguru.

191Kaī bāp bachchō̃ kō paṛhātē bhī haĩ tō vah jarūr kahē̃gē hamārā yah father , teacher hai parantu vah father gurū bhī hō , aisē nahī̃ hōtē haĩ .

196Some fathers also teach at a school, and so their children would say: “My father is also my teacher.” 197However, it wouldn’t be that that father would also be a guru.

192Hā̃ teacher hō saktā hai .

198Yes, he can be a teacher.

193Father kō gurū kabhī nahī̃ kahē̃gē .

199A father would never be called a guru.

194Inkā ( bābā kā ) father teacher bhī thā , paṛhātē thē .

200This one’s father was also a teacher who used to teach.

195Vah hai had kā father teacher .

201He was a limited father and teacher.

196Yah hai bēhad kā father teacher .

202That One is the unlimited Father and Teacher.

197Tum apnē kō godly student samjhō tō bhī ahō saubhāgya .

203Even to consider yourselves to be God’s students is great fortune.

198God father paṛhātē haĩ , kitnā clear hai .

204It is so clear that God, the Father, is teaching us.

199Tō kitnā mīṭhā bābā hai .

205Baba is so sweet.

200Mīṭhī chīz kō yād kiyā jātā hai . 201Jaisē āśhik-māśhūk kā pyār hōtā hai .

206Sweet things are remembered, just as there is love between a lover and beloved.

202Unkā vikār kē liē pyār nahī̃ hōtā hai . 203Bas ēk dō kō dēkhtē rahtē haĩ .

207They don’t love one another for vice; they simply continue to gaze at one another.

204Tumhārā phir hai ātmāō̃ kā paramātmā bāp kē sāth yōg .

208You souls have yoga with the Father, the Supreme Soul.

205Ātmā kahtī hai bābā kitnā gyān kā sāgar , prēm kā sāgar hai .

209The soul says: “Baba is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Love.

206Is patit duniyā , patit śharīr mē̃ ākar hamkō kitnā ūñch banātē haĩ .

210He enters this impure world and an impure body and makes us so elevated!”

207Gāyan bhī haĩ - manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār .

211It is remembered: It didn’t take God long to change human beings into deities.

208Second mē̃ vaikuṇṭha mē̃ jātē haĩ .

212You go to Paradise in a second.

209Second mē̃ manuṣhya sē dēvtā ban paṛtē haĩ .

213You become deities from human beings in a second.

210Yah hai aim object .

214This is your aim and objective.

211Uskē liē paṛhāī karnī chāhiē .

215You have to study for this.

212Gurū nānak nē bhī kahā hai nā mūt palītī kapaṛ dhōē . . . lakṣhya soap hai nā .

216Guru Nanak also said: God washes the dirty, impure clothes. 217There is Lux (aim) soap.

213Bābā kahtē haĩ maĩ kitnā achchhā dhōbī hū̃ .

218Baba says: I am such a good Laundryman.

214Tumhārē vastra , tumhārī ātmā aur śharīr kitnā śhuddha banātā hū̃ .

219I make your clothes, you souls and your bodies, so pure and clean.

215Tō inkō ( dādā kō ) kabhī yād nahī̃ karnā hai .

220You mustn’t even remember this one (Dada).

216Yah sārā kārya śhivbābā kā hai , unkō hī yād karō .

221This whole task is Shiv Baba’s. 222Therefore, only remember Him.

217Insē mīṭhā vah hai .

223He is sweeter than this one.

218Ātmā kō kahtē haĩ tumkō in āṅkhō̃ sē yah brahmā kā rath dēkhnē mē̃ ātā hai parantu tum yād śhivbābā kō karō .

224He says to you souls: You can look at the chariot of Brahma with those eyes, but remember Shiv Baba.

219Śhivbābā inkē dvārā tumkō kauṛī sē hīrē jaisā banā rahē haĩ .

225Shiv Baba is making you become like diamonds from shells through this one.

220Achchhā  !

226Achcha.

221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

227To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

228The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

223Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

229Essence for dharna:

2241 ) bāp K|kē dil rūpī takht par jīt pānē kā puruṣhārth karnā hai .

2301. Make effort to conquer the heart throne of the Father.

225Parivār mē̃ trustee rahkar pyār sē sabkō chalānā hai .

231Become a trustee in the family and interact with everyone with love.

226Mōhjīt bannā hai .

232Become a conqueror of attachment.

2272 ) yōgbal sē ātmā kō svachchha banānā hai .

2332. Make the soul clean and pure with the power of yoga.

228In āṅkhō̃ sē sab kuchh dēkhtē huē yād ēk bāp kō karnā hai .

234While seeing everything with those eyes, remember the one Father.

229Yahā̃ fool|phūl hār svīkār na kar khuśhbūdār fool|phūl bannā hai

235Don’t accept garlands of flowers here, but become a fragrant flower.

Blessing

230Vardān  : prālabdh key|kī ichchhā kō tyāg achchhā puruṣhārth karnē vālē śhrēṣhṭh puruṣhārthī bhav

236Blessing: May you be an elevated effort-maker who has renounced all desires for any reward and who makes good effort.

231Śhrēṣhṭh puruṣhārthī unhē̃ kahā jātā hai jō puruṣhārth key|kī prālabdh kō bhōgnē key|kī ichchhā nahī̃ rakhtē .

237An elevated effort-maker is one who doesn’t have any desire to experience some reward for his efforts.

232Jahā̃ ichchhā hai vahā̃ svachchhatā khatm hō jātī hai aur sōchtā ( sōchnē vālē ) ban jātē haĩ .

238Where there are desires, cleanliness finishes and you become one who constantly has thoughts.

233Jō yahā̃ hī prālabdh bhōgnē key|kī ichchhā rakhtē haĩ vah apnī bhaviṣhya kamāī jamā hōnē mē̃ kamī kar dētē haĩ isliē ichchhā kē bajāē achchhā śhabda yād rakhō .

239Those who want to experience their rewards here deprive themselves of accumulating their future incomes. 240Therefore, instead of the word “desire” (ichcha), remember the word “good” (achcha).

234Śhrēṣhṭh puruṣhārthī sadā flawless bannē kā puruṣhārth kartē haĩ , kisī bhī bāt mē̃ fail nahī̃ hōtē .

241An elevated effort-maker constantly makes effort to become flawless. 242He or she never fails in anything.

Slogan

235Slōgan  : sādhan kamal puṣhp bankar use karō kyōṅki yē āpkē karmyōg kā phal haĩ .

243Slogan: Use the facilities as a lotus flower, because they are the fruit of your karma yoga.

244*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

236Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .

245Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.

237Sarvasva tyāgī bachchō̃ mē̃ mukhya saraltā aur sahanśhīltā kā guṇ avaśhya hōgā .

246The children who are full renunciates will definitely have the main virtues of easiness and tolerance.

238Aisē bachchē svayã harṣhit rahtē aur sarv kō ākarṣhit kartē haĩ .

247Such children remain cheerful and they also attract everyone.

239Vē|way ēk dō K|kē snēhī ban jātē haĩ .

248They are loving to one another.

240Agar saraltā nahī̃ tō snēh bhī nahī̃ hō saktā .

249If there isn’t easiness, there cannot be love.

241Jaisē sākār rūp mē̃ dēkhā jitnā hī knowledgeful utnā hī saral svabhāv . 242Bujurg kā bujurg , bachpan kā bachpan .

250You saw in the sakar form that to the extent he was knowledge-full, his nature was accordingly easy and simple - mature with mature ones and a child with children.