शनिवार 20 जून 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

020/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārē pās|pass avināśhī gyān ratnō̃ kā athāh khajānā hai , tum uskā dān karō , tumhārē dar sē kōī bhī vāpis nahī̃ jānā chāhiē ' '

1Essence: Sweet children, you have the limitless treasures of the imperishable jewels of this knowledge. 2Donate them. 3Let no one go away from your door empty handed.

Question

2Praśhna  : sarv sambandhō̃ key|kī saccharin bāp apnē bachchō̃ kō kaun see|sī|C śhrīmat dētē haĩ  ?

4Question: What shrimat does the Father, who is the Saccharine of all relationships, give His children?

Answer

3Uttar  : mīṭhē bachchē - apnā buddhiyōg sab taraph sē haṭāē ēk mujhē yād kartē rahō .

5Answer: Sweet children, remove your intellects’ yoga from everyone else and continue to remember Me alone.

4Duniyā key|kī kōī bhī vastu , mitr sambandhī ādi yād na āyē̃ kyōṅki is samay sab duḥkh dēnē vālē haĩ .

6Nothing of this world, no friends or relatives, should be remembered, because, at this time everything causes sorrow.

5Viśhva kā mālik bannā hai tō jarūr 63 janmō̃ kā hisāb-kitāb chuktū karnē key|kī mēhnat karnī paṛē .

7In order to become a master of the world, you definitely have to make effort to settle your karmic accounts of 63 births.

6Sab kuchh bhūl aśharīrī banō tab hisāb-kitāb chuktū hō .

8Forget everything and become bodiless, for only then will your accounts be settled.

7Maĩ sarv sambandhō̃ key|kī saccharin hū̃ .

9I am the Saccharine of all relationships.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Bāpdādā bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki kiskī yād mē̃ baiṭhē hō  ?

11BapDada asks you children: In whose remembrance are you sitting?

10 ( śhivbābā key|kī ) buland āvāj mē̃ kahnā chāhiē - śhivbābā key|kī yād mē̃ baiṭhē haĩ .

12(Shiv Baba’s). 13You should say loudly: We are sitting in remembrance of Shiv Baba.

11Tum bachchē arthāt ātmāō̃ kā connection hai śhivbābā sē .

14You children, that is, you souls have a connection with Shiv Baba.

12Tum śhivbābā K|kē bantē hō in dvārā , kyōṅki śhivbābā inkē dvārā hī miltē haĩ .

15You belong to Shiv Baba through this one because Shiv Baba meets you through him.

13Yah bīch mē̃ dalāl bhī kahā jātā hai .

16This one is called the agent in between.

14Tumhārā dalāl sē kōī connection nahī̃ hai . 15Yah tō sirph bīch mē̃ māraphat hai .

17You don’t have any connection with the agent; he is the one in between through whom you go to that One.

16Lēn-dēn kā sabkā hisāb-kitāb bāp sē hōnā hai , insē nahī̃ .

18All the accounts of give and take should be with the Father, not with this one.

17Inkā bhī lēn-dēn bāp sē hai .

19Even this one’s give and take is with the Father.

18Yah bhī us bāp kō kahtē haĩ - bābā mērā sab kuchh āpkā hai .

20This one also says to that Father: Baba, everything of mine is Yours.

19Tumhē̃ bhī ēk tō niśhchay yah hai ki ham ātmā haĩ aur dūsrā yah bhī niśhchay hai ki ham ātmāyē̃ abhī parampitā paramātmā sē varsā lē rahē haĩ .

21Firstly, you have the faith that you are souls. 22Secondly, you souls also have the faith that you are now receiving your inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul.

20Mansā-vāchā-karmaṇā , tan-man-dhan sē ham śhivbābā K|kē madadgār bantē haĩ .

23You become Shiv Baba’s helpers with your thoughts, words and deeds and your body, mind and wealth.

21Yah sab kuchh śhivbābā kō arpaṇ kiyā huā hai .

24You have surrendered all of that to Shiv Baba.

22Phir śhivbābā direction dētē haĩ - aisē-aisē yah karō .

25Then, Shiv Baba gives you directions: Do this and that in such-and-such a way.

23Inkō kahā jātā hai śhrīmat .

26This is called shrimat.

24Bāp khud kahtē haĩ maĩ is purānē tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

27The Father Himself says: I enter this old body.

25Yah bhī patit sē pāvan ban rahē haĩ .

28This one is also becoming pure from impure.

26Yah kisnē kahā  ?

29Who said this?

27Śhivbābā nē .

30Shiv Baba.

28Yah bhī pāvan ban rahē haĩ .

31This one is also becoming pure.

29Inkā bhī mērē sāth hisāb-kitāb hai .

32His account is still with Me.

30Inkē sāth kōī kā hisāb-kitāb nahī̃ .

33No one has any account with him.

31Tum chiṭṭhī likhtē hō - śhivbābā care of brahmā . 32Parantu māyā aisī hai jō nirantar yād karnē nahī̃ dētī hai .

34You write letters saying: Shiv Baba c/o Brahma, but Maya is such that she doesn’t allow you to remember Baba constantly.

33Buddhiyōg ghaṛī-ghaṛī tōṛ dētī hai .

35She breaks your intellects’ yoga again and again.

34Agar yahī pakkā puruṣhārth karē̃gē tō phir dūsrā sab kuchh bhūl jāyēgā .

36Make this effort firm and you will forget everything else.

35Śharīr bhī bhūl jāyēgā .

37You will even forget your bodies.

36Yah śharīr hōgā parantu ātmā kō in sab chīzō̃ sē naphrat hōgī .

38Those bodies will exist, but you, you souls, will dislike all those things.

37Yah avasthā jamānē key|kī practice karnī hōtī hai .

39You must practise this in order to create that stage.

38Ant mē̃ hamkō apnā śharīr bhī yād na paṛē .

40At the end, we mustn’t even remember our bodies.

39Bāp kahtē haĩ - apnē kō aśharīrī samajh mujh bāp kō yād karō .

41The Father says: Consider yourselves to be bodiless and remember Me, your Father!

40Maĩ sadaiv aśharīrī hū̃ , tum bhī aśharīrī thē .

42I am constantly bodiless. 43You too were bodiless.

41Phir tumnē part bajāyā .

44You then played your parts.

42Abhī phir tumkō part bajānā hai , yah mēhnat hai .

45You now have to play your parts once again. 46This is the effort.

43Viśhva kā mālik bannā kōī cum|kam bāt hai kyā .

47It is not a small thing to become a master of the world!

44Manuṣhya hī viśhva kā mālik ban saktā hai .

48Only human beings can become the masters of the world.

45Yah dēvtāyē̃ bhī manuṣhya haĩ parantu inkō daivīguṇ vālē dēvtā kahā jātā hai .

49Those deities are still human beings, but they are called human beings with divine virtues.

46Lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik thē , inhō̃ kō apnē bachchē hōṅgē .

50Lakshmi and Narayan were the masters of the world and they had their own children.

47Vahī unkō mā̃-bāp mānē̃gē . 48Parantu ājkal manuṣhya andhaśhraddhā sē in lakṣhmī-nārāyaṇ kō tvamēv mātā cha pitā … kahtē haĩ .

51Only they would call them “Mother” and “Father”, but, nowadays, because of blind faith, people even sing to Lakshmi and Narayan: “You are the Mother and Father.”

49Vāstav mē̃ yah mahimā hai śhivbābā key|kī .

52In fact, this is the praise of Shiv Baba.

50Dēvtāō̃ key|kī mahimā gātē haĩ āp sarvguṇ sampann . . . parantu unhō̃ key|kī pūjā kyō̃ kartē haĩ , yah kiskō patā nahī̃ hai .

53People sing praise to the deities: You are full of all virtues, but no one knows why they worship them.

51Abhī tum aisī mahimā nahī̃ gāyēṅgē ki tum māt-pitā . . . hā̃ tum jāntē hō śhivbābā vah nirākār parampitā paramātmā hai .

54You no longer sing such praise as: “You are the Mother and Father.” 55Yes, you know that Shiv Baba is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.

52Unsē hī sukh ghanērē miltē haĩ .

56It is only from Him that you receive a lot of happiness.

53Bākī jō bhī sambandhī ādi haĩ unsē duḥkh hī miltā hai .

57You only receive sorrow from all the rest of your relatives.

54Yah tō ēk saccharin hai , jissē sarv sambandh key|kī rasnā miltī hai isliē bāp kahtē haĩ māmā , kākā , chāchā ādi sabsē buddhiyōg haṭāē māmēkam yād karō .

58That One is the Saccharine from whom you receive the sweetness of all relationships. 59This is why the Father says: Remove your intellects’ yoga from your father, uncles, etc. and constantly remember Me alone.

55Tum gātē bhī hō duḥkh hartā sukh kartā . . . sarv kā sadgati dātā ēk hī hai , vahī hamārā sab kuchh hai .

60You even sing: You are the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 61The Bestower of Salvation for All is only the One. 62He is our everything.

56Laukik bāp sē bhī duḥkh miltā hai . 57Bākī teacher hai jō kiskō duḥkh nahī̃ dētē .

63Sorrow is still received from a physical father, but a teacher doesn’t cause anyone sorrow.

58Teacher pās|pass jākar paṛhnē sē tum śharīr nirvāh kartē hō .

64By studying with a teacher, you earn a livelihood for your body.

59Hunar sikhānē vālē bhī hōtē haĩ .

65There are also those who teach certain skills.

60Vah sab alpkāl kē liē ṭīciṅg kartē haĩ .

66They all teach for a temporary period.

61Bhakti mē̃ bhī mahimā ēk rām athavā parampitā paramātmā key|kī hī kartē haĩ , unkō hī yād kartē haĩ .

67Even on the path of devotion, they only praise one Rama, the Supreme Father, the Supreme Soul. 68They all remember Him alone.

62Vāstav mē̃ bhakti bhī ēk key|kī hī karnī hai .

69In fact, devotion should be done of only One.

63Vah ēk hī tumkō pūjya banātē haĩ .

70Only He makes you worthy of worship.

64Tum pahlē-pahlē ēk śhivbābā key|kī pūjā kartē hō .

71At first, you only worship Shiv Baba.

65Unkō satōpradhān bhakti kahā jātā hai .

72That is called satopradhan worship.

66Phir ātmā bhī satōpradhān sē satō rajō tamō bantī hai .

73Then, from being satopradhan, souls become sato, rajo and tamo.

67Tum samajhtē hō ham pujārī bantē haĩ .

74You understand that you become worshippers.

68Tum pahlē ēk śhiv key|kī hī pūjā kartē hō phir kalāyē̃ kamtī hōtī jātī haĩ .

75At first, you only used to worship Shiv Baba and then your degrees decreased.

69Bhakti bhī satōpradhān sē , satō rajō tamō ban jātī hai .

76From being satopradhan, devotion also becomes sato, rajo and tamo.

70Sārā drama tumhārē ūpar hī banā huā hai .

77The whole drama is based on you.

71Āpēhī pūjya āpēhī pujārī , jō 84 janm pūrē lētē haĩ , unkī hī kahānī hai .

78You were worthy of worship and you then became worshippers. 79This story is of those who take the full 84 births.

72Unkō hī bāp baiṭh batātē haĩ - tumnē 84 janm kaisē liyē haĩ .

80The Father sits here and tells you how you have taken 84 births.

73Hisāb hī unkā hai . 74Jō pahlē-pahlē pūjya dēvī-dēvtā bantē haĩ , vahī pujārī bantē haĩ .

81The account is of those who first become worthy-of-worship deities and then become worshippers.

75Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp-kalp ākar tumkō paṛhātā hū̃ aur dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ , rājyōg sikhātā hū̃ .

82The Father says: I come to teach you every cycle and to establish the deity dharma. 83I teach you Raja Yoga.

76Bhagvān tō ēk hī hōtā hai .

84There can only be one God.

77Vah tō kahtē ṭhikkar bhittar , kaṇ-kaṇ mē̃ paramātmā hai . 78Parantu aisē tō hō nahī̃ saktā .

85They say that God is in every stone and pebble or that He is in every particle, but it cannot be like that.

79Bhagvān key|kī tō mahimā aparamapār hai .

86The praise of God is infinite.

80Kahtē haĩ - hē bābā tumhārī gati mat nyārī arthāt tumhārī jō śhrīmat miltī hai , vah sabsē nyārī hai .

87You say: O Baba, Your ways and means are unique! 88This means that the shrimat you receive from Him is unique.

81Bāp kō kahtē hī haĩ gati-sadgati dātā parampitā paramātmā , tō buddhi ūpar mē̃ jātī hai .

89The Father is called the Bestower of Liberation and Salvation, the Supreme Father, the Supreme Soul. 90The intellect goes upwards.

82Duḥkh K|kē time unkī hī yād ātī hai .

91Only He is remembered at a time of sorrow.

83Agar rām-sītā buddhi mē̃ hō phir tō sārā rāmāyaṇ buddhi mē̃ ā jāē .

92If Rama and Sita were in your intellects, there would be the whole Ramayana in your intellects.

84Tum tō pukārtē hī hō , us ēk bāp kō .

93You call out to that one Father.

85Sivāē ēk bāp K|kē kōī bhī sākārī manuṣhya vā ākārī dēvtā sē buddhi nahī̃ lagānī hai .

94You must not connect your intellects to any corporeal human being or subtle deity but only to the one Father.

86Patit-pāvan hai hī ēk bāp .

95Only the one Father is the Purifier.

87Kōī bhī satsaṅg mē̃ jākar yahī gātē haĩ - patit-pāvan sītārām , arth|earth kuchh nahī̃ .

96In any spiritual gathering that people go to, they only sing: The Purifier is the Rama of Sita! 97However, there is no meaning to that.

88Yah sab hai - bhakti mārg kā gāyan .

98All of that is the praise of the path of devotion.

89Sab rāvaṇ key|kī jēl mē̃ hai .

99All are in the jail of Ravan.

90Bhakti mārg mē̃ bahut bhaṭaktē haĩ .

100Many people wander around on the path of devotion.

91Yahā̃ bhaṭaknē key|kī kōī bāt nahī̃ .

101There is no question of wandering here.

92Bāp samjhātē haĩ , bachchō̃ kō points buddhi mē̃ achchhī rīti dhāraṇ karnī haĩ , paṛhāī regular karnī hai .

102The Father explains: The intellects of you children have to imbibe these points very well. 103Study regularly!

93Agar kōī kāraṇ sē savērē nahī̃ ā saktē tō dōpahar kō ā jānā chāhiē .

104If, due to any reason, you are unable to go to class in the morning, go in the afternoon.

94Kiskō taṅg bhī nahī̃ karnā hai .

105Don’t cause anyone trouble.

95Sārā din paṛā hai .

106You have the whole day.

96Kōī bhī samay jākar paṛhnā hai .

107Go and study at any time.

97Yah bachchiyā̃ subah sē lēkar śhām tak service par haĩ .

108These daughters are on service from morning till night.

98Sārā din service station khulē huē haĩ .

109The service stations are open all day long.

99Kōī bhī āyē , unkō rāstā batānā hai .

110Show the path to anyone who comes.

100Pahlē-pahlē tō batānā hai - vichār karō tumkō dō bāp haĩ .

111First of all, tell them to think about how they have two fathers.

101Duḥkh mē̃ pārlaukik bāp kō yād kartē haĩ nā .

112They remember the Father from beyond this world at a time of sorrow.

102Abhī śhivbābā kahtē haĩ , māmēkam yād karō .

113Now, Shiv Baba says: Constantly remember Me alone!

103Maut tō sāmnē khaṛā hai .

114Death is just standing ahead.

104Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .

115This is that same Mahabharat War.

105Bhal baṛē padampati , karōṛpati haĩ , baṛē-baṛē makān ādi banātē haĩ . 106Parantu vah rahnē thōṛēhī haĩ , yah sab ṭūṭ jānē haĩ .

116Although big millionaires and billionaires build huge buildings, none of them will remain; all of them will be destroyed.

107Vah samajhtē haĩ - kaliyug key|kī āyu lākhō̃ varṣh hai .

117They think that the duration of the iron age is hundreds of thousands of years.

108Inkō kahā jātā hai ghōr andhiyārā .

118That is called extreme darkness.

109Kōī kē pās paisē haĩ , pūchhtē haĩ makān banāyē̃ . 110Bābā kahē̃gē paisē haĩ tō bhal banā lō .

119When someone who has a lot of money asks if he can build a building, Baba replies: If you have the money, you can do that.

111Paisē bhī tō miṭṭī mē̃ mil jānē haĩ .

120Otherwise, even that money is going to turn to dust.

112Yah tō tempory haĩ .

121This is all temporary.

113Nahī̃ tō yah sab paisē bhī chalē jāyēṅgē .

122All of that money would also be wasted. 123Nothing will remain.

114Kuchh bhī rahēgā nahī̃ , bhal banāō . 115Phir usmē̃ gītā pāṭhśhālā kā prabandh rakhō .

124Therefore, you may build it and make arrangements for a Gita Pathshala.

116Jō tumhārē dar par kōī bhī āyē unkō bhikṣhā aisī dō jō unkō ēkdam viśhva kā mālik banā dō .

125Give those who come to your doorstep such alms that you make them into the masters of the world.

117Tumhārē pās|pass athāh gyān dhan hai , itnā kōī kē pās nahī̃ hai .

126You have a lot of wealth of this knowledge. 127No one else has this much.

118Tumhārē pās|pass sabsē sāhūkār vah hai , jinkē pās|pass bahut gyān ratna buddhi mē̃ bharē huē haĩ .

128The wealthiest among you are those whose intellects are full of the jewels of this knowledge.

119Kōī bhī āyē tō tum unkī jhōlī bhar dō .

129Fill the aprons of those who come to you.

120Tumhārē pās|pass itnā khajānā hai .

130You have so many treasures.

121Sirph yah board lagā dō - āō tō ham āpkō sadā sukhī svarg kā varsā pānē kā rāstā batāyē̃ .

131Simply put up a board: Come inside and we will show you the path to claim the inheritance of constant happiness of heaven.

122Parantu bachchō̃ mē̃ vah naśhā nahī̃ rahtā .

132However, children don’t have this intoxication.

123Yahā̃ naśhā chaṛhtā hai , bāhar jānē sē bhūl jātā hai .

133They have intoxication here but, as soon as they leave, they forget.

124Śhauk hōnā chāhiē . 125Kōī bhī āyē unkō rāstā batāyē̃ jō bēṛā pār hō jāē .

134There has to be that interest in showing the path to others who come so that their boats can go across.

126Tumhārē pās|pass bahut bhārī dhan hai .

135You have great wealth.

127Kōī bhī bhikhārī āyē vā lakhpati āyē tō tum unkō bhī bahut ratna dē saktē hō .

136You can give many jewels to a beggar or a millionaire who comes to you.

128Bābā yahā̃ naśhā chaṛhātā hai phir sodawater hō jātā hai .

137Baba makes you intoxicated here but then it becomes like soda water.

129Bābā tumhārī avināśhī gyān ratnō̃ sē jhōlī bhar dētē haĩ .

138Baba fills your aprons with the imperishable jewels of this knowledge.

130Parantu number-vār haĩ . 131Kiskī takdīr mē̃ hai tō pūrī rīti dhāraṇ kar lētē haĩ .

139However, it is numberwise; if it is in someone’s fortune, he imbibes them fully.

132Bābā kahtē haĩ - kōśhiśh kar tum nirantar yād mē̃ rahō .

140Baba says: Try to stay in constant remembrance.

133Aisē nahī̃ ki centre mē̃ jākar ēk jagah baiṭhnā hai .

141Don’t think that you have to go to a centre and just sit down quietly somewhere.

134Nahī̃ , chaltē-phirtē jō bhī samay milē bāp kō yād kartē rahnā hai .

142No; whenever you have a moment, while walking and moving around, continue to remember the Father.

135Hath kār|car ḍē|day , dil arthāt buddhi kā yōg bāp kē sāth hō .

143Let your hands continue to do the work and your heart, that is, your intellect, remain connected in yoga to the Father.

136Bāp kī yād sē tumhārā bahut kalyāṇ hōgā . 13721 janm kē liē tum sāhūkār ban jātē hō .

144There will be great benefit for you by your having remembrance of the Father; you will become wealthy for 21 births.

138Bēhad kā bāp bēhad kā varsā dētē haĩ .

145The unlimited Father gives you your unlimited inheritance.

139Bhārat svarg thā . 140Ab nark hai .

146Bharat was heaven but it is now hell.

141Bāp kahtē haĩ - ab mujhē yād karō tō tumhārī ātmā satōpradhān ban jāyēgī .

147The Father says: Now remember Me and you souls will become satopradhan.

142Bāp kō yād karē̃gē tō naśhā chaṛhēgā .

148When you remember the Father, your intoxication rises.

143Hamārē jaisā dhanvān sr̥iṣhṭi mē̃ kōī nahī̃ hai .

149No one in the world is as wealthy as we are!

144Bāp hī yād nahī̃ hōgā tō dhan kahā̃ sē āyēgā .

150If you don’t remember the Father, how would you receive wealth?

145Svarg mē̃ tō tum bachchō̃ kō apār sukh miltā hai .

151You children receive limitless happiness in heaven.

146Śhāstrō̃ mē̃ tō kitnī dant kathāyē̃ likh dī haĩ .

152They have written so many tall stories in the scriptures.

147Gātē bhī haĩ - rām rājā , rām prajā . . . dharm kā upkār hai .

153They even sing: “The king is Rama and the subjects are those who belong to Rama.” 154There is benefit in righteousness.

148Phir kahtē rām key|kī sītā churāī gaī , bandarō̃ key|kī sēnā lī . . . āgē khud bhī paṛhtē thē , kuchh bhī samajhtē nahī̃ thē .

155Then, they say that Rama’s Sita was abducted and that Rama led an army of monkeys. 156Previously, you too used to study all of those things without understanding them.

149Ab kitnā samajh mē̃ ātā hai .

157You now understand everything very well.

150Kitnī wonderful bātē̃ likhī haĩ .

158They have written such wonderful things!

151Bāp kahtē haĩ - mujhē prakr̥iti kā ādhār lēnā paṛtā hai .

159The Father says: I have to take the support of matter.

152Trimūrti mē̃ bhī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar dikhātē haĩ . 153Parantu yah bhī samajhtē nahī̃ ki viṣhṇu kaun hai . 154Kahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .

160They have shown Brahma, Vishnu and Shankar in the picture of the Trimurti, but they don’t understand who Vishnu is or where he resides.

155Viṣhṇu K|kē mandir kō nar-nārāyaṇ kā mandir kahtē haĩ . 156Parantu arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē haĩ .

161They say that the Vishnu Temple is the Temple to Narayan, but they don’t understand the meaning of that at all.

157Viṣhṇu K|kē yah dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ , jō satyug mē̃ rājya kartē thē .

162Lakshmi and Narayan, who rule in the golden age, are the dual-form of Vishnu.

158Abhī tum manuṣhya sē dēvtā ban rahē hō .

163You are now changing from humans into deities.

159Kōī bhī āyē tō bōlō yah brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ . 160Tō prajāpitā brahmā sabkā bāp huā .

164Tell anyone who comes: We are Brahma Kumars and Kumaris and so Prajapita Brahma is the father of all of us.

161Bahut ḍhēr key|kī ḍhēr prajā hai .

165He has so many subjects.

162Nām tō sunā hai nā .

166You must have heard his name.

163Bhagvān nē brahmā dvārā brāhmaṇ rachē .

167God created Brahmins through Brahma.

164Bāp nē jarūr bachchō̃ kō varsā tō diyā hōgā nā .

168The Father would definitely have given the inheritance to you children.

165Tum bachchō̃ kō viśhva kā mālik banātē haĩ .

169He makes you children into the masters of the world.

166Tum śhivbābā sē varsā pātē hō .

170You are receiving the inheritance from Shiv Baba.

167Ēk hai laukik bāp , dūsrā hai pārlaukik bāp .

171One is a worldly father and the other is the Father from beyond this world.

168Ab yah tumkō alaukik bāp milā hai , yah tō jauhrī thā .

172You have now found this alokik (subtle) father. 173He was a jeweller.

169Yah thōṛēhī kuchh jāntā thā .

174He didn’t know anything before.

170Inkē liē kahtē haĩ ki inkē bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm K|kē bhī ant mē̃ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ .

175It is of him that it is said: I enter him at the end of the last of his many births.

171Vānaprasthī bannē kā rivāj bhī bhārat mē̃ hai .

176The system of going into retirement, beyond sound, exists in Bharat.

17260 varṣh kē bād gurū kē pās chalē jātē haĩ .

177After the age of 60, they retire and go to a guru.

173Bāp inmē̃ pravēśh kar kahtē haĩ ab tumkō ghar chalnā hai .

178The Father enters this one and says: You now have to return home.

174Mukti sab chāhtē haĩ parantu mukti kō jāntē kōī bhī nahī̃ .

179Everyone wants liberation, but no one has any knowledge of liberation.

175Brahm mē̃ līn tō kōī hō nahī̃ saktē .

180No one can merge into the brahm element.

176Yah tō sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā hī rahtā hai , sabkō part bajānā hī hai .

181The world cycle continues to turn. 182Everyone has to play his or her own part.

177Kahtē haĩ world key|kī history-geography repeat .

183It is said that the history and geography of the world repeat.

178Yah anādi drama banā huā hai .

184This drama is eternally predestined.

17984 janmō̃ kā part tumkō bajānā hī hai .

185You have to play your parts of 84 births.

180Yah gyān dance hōtī hai .

186This is the dance of knowledge.

181Vō lōg phir ḍamarū dikhātē haĩ .

187Those people then show drums (of Shankar).

182Ab sūkṣhmavatan vāsī śhaṅkar ḍamarū kaisē bajāyēgā .

188How could Shankar, a resident of the subtle region, play drums?

183Bāp nē samjhāyā hai - tum bandar misal thē .

189The Father has explained that you were like monkeys.

184Tō tum bandarō̃ key|kī sēnā lī .

190Therefore, He led that army of you monkeys.

185Tumhārē āgē bābā gyān kā ḍamarū bajā rahē haĩ . 186Tumkō gyān dētē haĩ .

191Baba is playing the drums of this knowledge in front of you; He is giving you this knowledge.

187Abhī tumhārī sūrat aur sīrat dōnō̃ palṭā rahē haĩ .

192He is now transforming your features and your characters.

188Kām-chitā par baiṭh tum kālē hō gayē hō .

193You have become ugly by sitting on the pyre of lust.

189Bābā phir tumkō gyān-chitā par biṭhāē sūrat aur sīrat dōnō̃ palṭāē sānvarē sē gōrā banā dētē haĩ .

194Baba now makes you sit on the pyre of this knowledge and is transforming your features and characters and making you beautiful from ugly.

190Yahā̃ bābā kitnā naśhā chaṛhātē haĩ phir naśhā gum kyō̃ hōnā chāhiē .

195Baba makes you so intoxicated here. 196So, why does that disappear?

191Achchhā  !

197Achcha.

192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

198To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

199The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

194Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

200Essence for dharna:

1951 ) bāp nē jō athāh gyān kā dhan diyā hai , usē dhāraṇ kar svayã bhī sāhūkār bannā hai aur sabkō dān bhī karnā hai .

2011. Imbibe the limitless treasures of this knowledge that the Father is giving you and make yourself wealthy. 202Also donate them to everyone.

196Jō bhī āyē uskī jhōlī bhar dēnī hai .

203Fill the aprons of whoever comes to you.

1972 ) bāp kī yād sē hī kalyāṇ hōnā hai , isliē jitnā hō sakē chaltē-phirtē bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

2042. Only by having remembrance of the Father will there be benefit. 205Therefore, whilst walking and moving around, stay in remembrance of the Father as much as possible.

198Sarv sambandhō̃ key|kī rasnā ēk bāp sē lēnī hai .

206Experience the sweetness of all relationships with just the one Father.

Blessing

199Vardān  : sadā busy rahnē key|kī vidhi dvārā vyarth saṅkalpō̃ key|kī complain kō samāpt karnē vālē sampūrṇ karmātīt bhav

207Blessing: May you finish your complaint of waste thoughts by keeping constantly busy and thereby become completely karmateet.

200Sampūrṇ karmātīt bannē mē̃ vyarth saṅkalpō̃ K|kē tūphān hī vighna ḍāltē haĩ .

208Storms of waste thoughts obstruct you from becoming completely karmateet.

201Is vyarth saṅkalpō̃ key|kī complain kō samāpt karnē kē liē apnē man kō her|har samay busy rakhō , samay key|kī booking karnē kā tarīkā sīkhō .

209In order to finish this complaint of waste thoughts, keep your mind busy at every moment. 210Learn the art of booking your time.

202Sārē din mē̃ man kō kahā̃-kahā̃ busy rakhnā hai - yah programme banāō .

211Make a programme in which you have to keep your mind busy throughout the whole day.

203Rōj apnē man kō 4 bātō̃ mē̃ busy kar dōḥ 1 - milan ( rūhrihān ) 2 - varṇan ( service ) 3 - magan aur 4 - lagan .

212Keep your mind busy in four things every day. 2131. Meeting (heart to heart conversation). 2142. Speaking (doing service). 2153. Being absorbed in love. 2164. Having deep love.

204Issē samay saphal hō jāyēgā aur vyarth key|kī complain khatm hō jāyēgī .

217By doing this your time will be used in a worthwhile way and the complaint of waste will finish.

Slogan

205Slōgan  : saphaltā kō paramātma birthright samajhnē vālē hī sadā prasannchit rah saktē haĩ .

218Slogan: Those who consider success to be their Godly birthright are able to stay constantly happy.

219*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

206Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .

220Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.

207Saraltā lānē kē liē sirph ēk bāt dhyān par jarūr rakhnī hai . 208Apnī sthiti stuti K|kē ādhār par na hō .

221In order to have easiness and simplicity, definitely pay attention to one thing – your stage must not depend on praise.

209Kaī bachchē kartavya K|kē phal key|kī ichchhā jyādā rakhtē haĩ isliē jab stuti nahī̃ hōtī tō sthiti halchal mē̃ ā jātī haĩ .

222Some children have a greater desire for some fruit of their actions and, therefore, when they are not praised, their stage fluctuates.

210Nindā hōtī hai tō nidhankē ban jātē haĩ .

223When they are defamed, they become like orphans.

211Apnī stage kō chhōṛ dhanī kō bhī bhūl jātē haĩ isliē stuti K|kē ādhār par sthiti nahī̃ rakhnā .

224They let go of their stage and even forget the Master to whom they belong. 225Therefore, do not let your stage depend on praise.