रविवार 21 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-06-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-11-10 madhuban
021/06/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/11/2010
1Sva-parivartan key|kī gati kō tīvr kar sanskār-svabhāv K|kē samāpti kā samārōh manāō , her|har saṅkalp , bōl aur karma mē̃ brahmā bāp kō kāpī karō
1Hasten the speed of self-transformation and celebrate the completion ceremony of your natures and sanskars. 2Copy Father Brahma in your every thought, word and deed.
2Āj bāpdādā sabhī K|kē mastak par tīn bhāgya key|kī chamaktī huī niśhāniyā̃ dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing three signs of fortune sparkling on each one’s forehead.
3Ēk hai bāp dvārā pālnā kā bhāgya , dūsrā hai śhikṣhak rūp mē̃ śhikṣhā kā bhāgya , tīsrā hai satgurū dvārā vardānō̃ kā bhāgya .
4One is the fortune of the sustenance you have received from the Father. 5The second is the fortune of the teachings of the Teacher. 6The third is the fortune of blessings of the Satguru.
4Tīnō̃ bhāgya chamaktā huā dēkh rahē haĩ .
7He is seeing all three types of fortune sparkling.
5Har ēk kā mastak tīnō̃ bhāgya sē chamak rahā hai .
8Each one’s forehead is sparkling with all three types of fortune.
6Aisā bhāgya aur kōī K|kē mastak mē̃ chamaktā huā dikhāī nahī̃ dētā hai .
9Such fortune is not visibly sparkling on anyone else’s forehead.
7Lēkin āp sabkā mastak bhāgya sē chamak rahā hai .
10However, the foreheads of all of you are sparkling with fortune.
8Āp sabhī bhī apnē bhāgya kō dēkh rahē hō nā !
11All of you can also see your fortune, can you not?
9Bāpdādā nē dēkhā bhāgya tō sabkō milā hai lēkin bhāgya key|kī chamak sabhī key|kī ēk jaisī nahī̃ hai .
12BapDada saw that each one of you has received fortune, but that the sparkle of everyone’s fortune is not the same.
10Kōī key|kī chamak bahut tēj hai , kōī key|kī chamak thōṛī cum|kam dikhāī dētī hai .
13The sparkle of some is very bright, whereas the sparkle of others is a little less visible.
11Vaisē bāpdādā nē sabhī kō ēk sāth ēk jaisā hī bhāgya diyā hai .
14In fact, BapDada has given you all the same fortune at the same time.
12Paṛhāī ēk hī paṛhātē haĩ .
15He is also teaching the same study.
13Pālnā ēk jaisī dī hai aur vardān bhī ēk jaisē diyē haĩ .
16He has given you the same sustenance and also given the same blessings.
14Ādi ratna vā pīchhē ānē vālē sabhī kō ēk hī murlī dvārā pālnā miltī hai , paṛhāī miltī hai . 15Vardān bhī ēk hī sabhī kō miltē haĩ .
17The original jewels and those who have come later receive sustenance and teachings through the same murli; everyone receives the same blessings.
16Ādi ratnō̃ key|kī murlī alag nahī̃ hōtī , ēk hī hōtī hai .
18The murlis for the original jewels are not different; they are the same.
17Lēkin number-vār chamaktā huā bhāgya dikhāī dē rahā hai .
19However, the fortune that is visible is sparkling numberwise.
18Bāp K|kē pyār key|kī pālnā sabhī kō ēk jaisī mil rahī hai .
20Everyone is receiving the same sustenance of the Father’s love.
19Har ēk K|kē mukh sē yahī nikaltā « mērā bābā ' ' , chāhē āgē ānē vālē , chāhē pīchhē ānē vālē lēkin har ēk apnē adhikār sē kahtē « mērā bābā ' ' .
21The sound emerging from everyone’s lips is: “My Baba”. 22Whether any of you came at the beginning or came later, each one of you says with your right: “My Baba”.
20Kisī sē bhī pūchhō bāp sē pyār milā hai ? 21Tō phalak sē kahtē mērē kō bāp kā pyār sabsē jyādā miltā hai .
23When you ask them if they have received the Father’s love, they say with spiritual intoxication, “I receive the maximum love from the Father.”
22Yah mērā bābā dil sē kahnē vālē kyā phalak sē kahtē haĩ ? 23Ki mērā pyār sabsē jyādā hai .
24What do those who say “My Baba” from their hearts say with that spiritual intoxication?
24Bābā kā pyār pahlē mērē sē hai kyōṅki pyār hī bāp key|kī pālnā hai .
25“My love is the most. 26Baba first has love for me, because love is the Father’s sustenance.”
25Is mērā bābā mānnē sē āp bābā K|kē ban gayē aur bāp āpkā ban gayā .
27By believing: “My Baba”, you belong to Baba and the Father belongs to you.
26Āj āp sabhī āyē hō tō pyār K|kē plain|plane mē̃ āyē hō nā .
28Today, all of you have come, you have come in the plane of love.
27Pyār nē khīñch K|kē sabhī kō yahā̃ lāyā hai .
29It is love that has pulled all of you and brought you here.
28Sabhī pyār sē ārām sē pahuñch gayē .
30All of you have reached here comfortably with love.
29Yah paramātma pyār sirph abhī saṅgam par prāpt hōtā hai .
31This love from God is received only now, at this confluence age.
30Bhaviṣyadēv ātmāō̃ kā pyār prāpt hōtā hai lēkin paramātma pyār is ēk janm mē̃ prāpt hōtā hai .
32You receive love from deity souls, but God’s love is only received in this one birth.
31Tō bāpdādā bhī aisē pātr ātmāō̃ kō dēkh kyā kahtē haĩ ?
33What does BapDada say on seeing such worthy souls? 34Wah children! wah!
32Vāh bachchē vāh ! 33Āp hī kōṭō̃ mē̃ kōī pātr banē haĩ aur her|har kalp āp hī pātr banē̃gē .
35You are the handful out of multimillions who have become worthy and you will be the ones who become worthy every cycle.
34Aisā naśhā chaltē phirtē rahtā hai nā !
36Do you have such intoxication as you walk and move around?
35Āpkī dil bhī yah gīt gātī hai vāh mērā bhāgya !
37Does your heart also sing this song: “Wah my fortune?”
36Yah gīt gātē rahtē hō nā !
38You continue to sing this song, do you not?
37Bāp kō bhī khuśhī hōtī hai ki yah sabhī bachchē adhikārī haĩ .
39The Father is also pleased that all of you children are the ones who have a right.
38Apnē kō kōī bhī paramātma pyār mē̃ cum|kam nahī̃ samajhtē .
40None of you considers yourself to be any less in receiving God’s love.
39Pyār mē̃ sab pās|pass haĩ . 40Bāpdādā pūchhtē haĩ ki sabsē jyādā pyār kiskā hai ?
41All of you have passed in the subject of love. 42BapDada asks you who has the most love.
41Tō kaun kahē̃gē ?
43Who would say this?
42Sab jāntē haĩ ki hamārā pyār cum|kam nahī̃ hai , bāp bhī kahtē haĩ ki pyār key|kī subject mē̃ sabhī pās|pass haĩ tab mērā bābā kahtē haĩ .
44All of you know that your love is no less. 45The Father also says that all of you have passed in the subject of love and this is why you say: “My Baba.”
43Kitnā pyār hai , vah har ēk jāntā hai .
46Each of you knows how much love you have.
44Tō bāpdādā nē dēkhā ki pyār mē̃ tō sab pās|pass haĩ lēkin abhī samay K|kē pramāṇ sva parivartan , uskī bhī āvaśhyaktā hai .
47BapDada saw that all of you have passed in the subject of love, but now, according to the time, there is a need for self-transformation - just self-transformation.
45Sirph sva parivartan , viśhēṣh sunāyā bhī thā ki is samay sva parivartan mē̃ viśhēṣh saṅskār parivartan , svabhāv parivartan , uskī āvaśhyaktā hai . 46Abhī sva parivartan key|kī gati fast chāhiē .
48You were also specially told that, in self-transformation, there is a particular need at this time for transforming your sanskars and your natures. 49Now that the New Year has begun, the speed of self-transformation has to be fast.
47Kartē bhī hō , attention bhī hai lēkin gati abhī fast chāhiē .
50You are doing this and you are paying attention, but the speed has to be fast.
48Bāpdādā kō yād hai pahlē bhī bāp sē vāydā kiyā ki nayē varṣh mē̃ sva parivartan , saṅskār parivartan karnā hī hai lēkin bāpdādā nē dēkhā ki saṅskār parivartan mē̃ jitnā fast puruṣhārth chāhiē , uskī gati aur fast chāhiē .
51BapDada remembers that you had also promised earlier that, in the New Year, you would bring about self-transformation. 52You have to transform your sanskars, but BapDada has seen that you now need to make the speed fast for the fast effort that is needed for self-transformation.
49Āp sabhī kyā samajhtē hō ki samay pramāṇ jitnī fast gati chāhiē us anusār har ēk kā tīvr puruṣhārth hai yā aur hōnā chāhiē ?
53What do all of you think? 54According to the time, do you think that you are all making intense effort according to the fast speed of the time, or that it should be even faster?
50Kyōṅki samay anusār , samay mē̃ parivartan fast hō rahā hai tō āpkā bhī tīvr parivartan tab hōgā jō saṅkalp kiyā aur huā , ayathārtha saṅkalp aisā samāpt hōnā chāhiē jaisē kōī kāgaj par bindī lagāō .
55Because, according to the time, transformation of the time is taking place fast, but your transformation will be fast when the thoughts you have take place practically. 56Thoughts that are not right have to finish - just as when you put a full stop on a piece of paper.
51Kitnē mē̃ lagēgī ?
57How long does it take to do that?
52Ayathārtha arthāt phāltū saṅkalp , itnā fast parivartan hōnā chāhiē .
58Thoughts that are not right, that is, useless thoughts, have to be transformed very fast.
53Kyā aisī gati jō bāpdādā chāhtē haĩ yah kar saktē hō ?
59Are you able to bring about the speed that BapDada wants? 60Do you have that courage?
54Hai himmat ? 55Jō samajhtē haĩ ki ab sē itnī raphtār sē bindī lagā saktē haĩ , himmatē bachchē madadē bāp , vah hāth uṭhāō .
61Those of you who think that you are able to put a full stop at a fast speed from now, that when the children have courage, the Father helps, raise your hands!
56Bāpdādā bachchō̃ kā dr̥iṛh saṅkalp dēkh mubārak dētē haĩ .
62Seeing your determined thought, BapDada congratulates you children.
57Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki dr̥iṛh saṅkalp K|kē saṅkalp haĩ - karnā hī hai .
63BapDada told you earlier too that the thought for this determination is: “I definitely do have to do this.”
58Tō āj key|kī sabhā mē̃ sabhī nē yah dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai nā !
64So, all of you in today’s gathering have had this determined thought, have you not?
59Āpnē dēkhā , dādiyō̃ nē dēkhā , sabhī nē , majority nē hāth uṭhāyā . 60Dēkhā !
65All of you saw - the Dadis saw, all of you saw - that the majority raised their hands; you all saw that.
61Tō kal sē svabhāv saṅskār samāpti key|kī ceremony manānī chāhiē .
66So, from tomorrow, let us celebrate the completion ceremony of your natures and sanskars.
62Manāyē̃ ?
67Should we celebrate that?
63Jinhōnnē hāth uṭhāyā vah hāth uṭhāō , ceremony manāyē̃ ?
68Those who raised their hands earlier, raise your hands! 69Should we have a celebration ceremony?
64Iskī ceremony tō bahut dhūmdhām sē manānā .
70Celebrate this ceremony with a lot of pomp and splendour?
65Jaisē lakṣhya himmat kā rakhā hai vaisē lakṣhaṇ bhī himmat kā rakhē̃gē tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai .
71Just as you have kept the aim for courage, in the same way, if, along with courage, you also develop its qualifications, then, it is not a big deal.
66Jab lakṣhya hī hai bāp samān bannē kā tō abhī lakṣhya aur lakṣhaṇ ēk karnā hai .
72Since you have the aim of becoming equal to the Father, you now have to make your aim and its qualifications the same.
67Follow brahmā bāp .
73Follow Father Brahma.
68Jō bhī saṅkalp , bōl , karma karō pahlē brahmā bāp sē milāō . 69Copy karō .
74Whatever your thoughts, words and deeds are, first of all compare them to those of Father Brahma.
70Duniyā mē̃ copy karnā manā hai , lēkin bāpdādā kahtē haĩ brahmā bāp kō copy karō .
75Copy! 76In the world it is forbidden to copy, but BapDada is telling you to copy Father Brahma.
71Nirākār bāp kē liē tō kahē̃gē uskō dēh nahī̃ , tō dēhbhān kyā hai !
77You would say that the incorporeal Father does not have a body, and so what is body consciousness to Him?
72Lēkin brahmā bāp dēhdhārī rahē haĩ .
78However, Father Brahma has been a bodily being.
73Vāstav mē̃ dēkhō āp jō surrender huē , surrender hōnē vālē hāth uṭhāō , jō surrender haĩ vah hāth uṭhāō .
79In fact, all of you who have surrendered, those who have surrendered, raise your hands! 80Those who have surrendered, raise your hands!
74Jab surrender kiyā tō kyā saṅkalp kiyā ?
81What thought did you all have when you surrendered yourselves?
75Bābā yah tan , man , dhan sab āpkā .
82That your body, mind and wealth now all belong to the Father.
76Aisē kiyā nā ! 77Kiyā ?
83You did this, did you not?
78Kiyā thā ?
84Did you do this?
79Ismē̃ hāth uṭhāō .
85Raise your hands for this!
80Tō abhī surrender kiyā mērā nahī̃ , tan bhī mērā nahī̃ , dhan bhī mērā nahī̃ , jaisē brahmā bāp nē bāp kō sēvārth śharīr dē diyā , tō brahmā bāp jāntē thē ki yah śharīr mērā nahī̃ , sēvārth hai .
86So, whatever you have surrendered is no longer yours: This body is not mine, this wealth is not mine. 87Father Brahma gave His body to the Father for the sake of service. 88So, Father Brahma knew that that body was not his, but that it was for service.
81Tō jab āpnē tan man dhan tīnō̃ arpaṇ kiyā tō āpkā śharīr bāp K|kē sēvārth nimitt hai . 82Jaisē brahmā bāp kā śharīr sēvā arth|earth rahā .
89So, since you have surrendered all three, your body, mind and wealth, then your body is an instrument for the Father’s service just as Father Brahma’s body was for service.
83Tō āpkā śharīr āpkā nahī̃ hai , sēvārth hai .
90So, your body is not yours; it is for service.
84Tō yah jō saṅskār haĩ dēh abhimān vā dēhbhān kā , yah hōnā chāhiē ?
91So, should you have the sanskars that are there of ego of the body and of body consciousness?
85Agar yah smr̥iti mē̃ rakhō ki yah tan viśhva sēvā arth|earth hai , mērā nahī̃ hai , bāp nē āpkō sēvārth diyā hai .
92Keep this in your awareness: This body is for world service; it is not mine, but the Father has given it to me for service.
86Tō dēhbhān vā dēh abhimān , dēh abhimān jyādā nuksān kartā hai .
93Body consciousness and ego of the body will then finish. 94Ego of the body causes a greater loss.
87Dēhbhān ussē halkā hai , lēkin dōnō̃ jab dē diyā , form bhartē hō tō kyā likhtē hō ?
95Body consciousness is a little lighter than that, but since you have given both of them to the Father… 96What do you write on the forms that you fill in?
88Teachers form bharātī hō nā , tō kyā bharātī hō ?
97Teachers, you ask for the forms to be filled in, do you not?
89Ki yah mērā jīvan abhī sēvā prati hai .
98So, what do you ask them to write on those? 99That this life of mine is now for service.
90Jō bhī brāhmaṇ banē haĩ un sabhī kā bāp sē vāydā hai - tan man dhan bāp kā , mērā nahī̃ .
100All of you who have become Brahmins have promised the Father: The body, mind and wealth now all belong to the Father; they are not mine.
91Tō yah saṅskār jō paidā hōtē haĩ vah dēh bhān yā dēh abhimān mē̃ hōtē haĩ isliē jō āj bhī vāydā kiyā hai , saṅskār samāpti kā , kyōṅki jō vighna ḍāltē haĩ bāp kō pratyakṣha karnē mē̃ , sabhī kō umaṅg yah hai , bāpdādā suntē rahtē haĩ , kahtē bhī rahtē hō ki bāp kō pratyakṣha karnā hai .
101So then, the sanskars that take birth are out of ego of the body or out of body consciousness, and this is why you made a promise today for finishing the sanskars, because it is these that cause obstacles in your revealing the Father. 102All of you have this enthusiasm. 103BapDada continues to hear this and you all continue to say that you have to reveal the Father.
92Abhī tak brahmākumāriyā̃ , brahmākumār pratyakṣha huē haĩ , bhagvān bāp ā gayā , yah bāp key|kī pratyakṣhatā gupta hai .
104Until now, the Brahma Kumaris and Brahma Kumars have been revealed. 105The Father’s revelation that God has come is still incognito.
93Puruṣhārth kar rahē haĩ lēkin yah pratyakṣha āvāj phailē , hamārā bāp ā gayā , bhagvānuvāch hai , na ki brahmākumāriyō̃ K|kē vāch haĩ .
106You are making effort for this, but this sound of revelation now has to spread: “Our Father has come.” 107These are the versions of God, not the versions of the Brahma Kumaris.
94Abhī yah pratyakṣhatā hōnī hī hai , yah svabhāv saṅskār parivartan hōnē sē āp ēk-ēk K|kē chēhrē aur chalan sē pratyakṣha hōgā .
108This revelation has to take place now. 109Your natures and sanskars have to be transformed. 110Revelation will take place through the face and activity of each one of you.
95Bāp kō pratyakṣha karnā hai , kar rahē haĩ lēkin sabkē kānō̃ mē̃ yah āvāj gūñjē bhagvān ā gayā , bāp ā gayā , hōnā hai nā !
111You have to reveal the Father. 112You are doing that, but the sound now has to echo in everyone’s ears that “God has come”, that “Our Father has come.” 113It definitely has to happen.
96Hāth uṭhāō hōnā hai , hōnā hai ?
114Raise your hands to show that it has to happen!
97Hāth tō bahut achchhā uṭhāyā .
115It has to happen, does it not?
98Bāpdādā khuśh hai ki sabhī K|kē man mē̃ lagan hai aur hōnā hī hai . 99Iskē liē jaisē kal sē saṅskār svabhāv kō parivartan karē̃gē vaisē hī uskā sādhan hai ki har ēk jō bhī brāhmaṇ haĩ , her|har brāhmaṇ kō apnē chart mē̃ śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā kā viśhēṣh attention rakhnā hōgā .
116You raised your hands very well. 117BapDada is pleased that all of you have this deep love for it to happen, and it definitely does have to happen. 118So, just as you will transform your natures and sanskars from tomorrow, in the same way, the way to do this is that all of you who have become Brahmins will have to pay special attention to your charts to have good wishes and pure feelings.
100Jaisē duniyā vālō̃ kō kām diyā ki kitnā samay śhubh bhāvnā , kāmnā rakh saktē haĩ , unkō kahā rakh saktē haĩ aur āp tō rakh hī saktē haĩ .
119You have given people of the world this work to see for how long they are able to have good wishes and pure feelings. 120You told them that it is possible to do this.
101Kisī bhī samay kiskā bhī svabhāv saṅskār tab sāmnā kartā hai jab śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , us ātmā prati us samay nahī̃ hai .
121Therefore, you can definitely do this. 122At any time, someone’s nature or sanskars can confront you at a time when you do not have good wishes and pure feelings for that soul.
102Tō āp bhī agar amr̥itvēlē sē yah saṅkalp karō ki mujhē her|har ātmā prati śhubh bhāvnā śhubh kāmnā rakhnī hī hai tō jō saṅkalp kiyā , parivartan karnā hī hai , vah pūrā kar sakē̃gē .
123So, if you have this thought at amrit vela: “I definitely have to have good wishes and pure feelings for every soul”, you will then be able to fulfil the thought that you had to definitely bring about transformation. 124Situations will come.
103Bātē̃ āyēṅgī , bātō̃ kā kām hai ānā , māyā hai nā !
125It is the duty of the situations to come. 126They are Maya, are they not?
104Aur āpkā kām hai vijay prāpt karnā .
127So, it is your duty to be victorious.
105Tō kal āpas mē̃ group banākē jō nimitt haĩ unhō̃ kō āpas mē̃ rūhrihān kar jō saṅkalp kiyā hai , uskō āgē practical mē̃ kaisē lāyē̃ , us par rūhrihān karnā .
128So, tomorrow, make a group among yourselves with those who are instruments and have a discussion about how to put into a practical form the thought that you have had. 129Finish! 130Put a full stop!
106Finish , bindī lagā dēnā .
131You raised your hands, did you not?
107Hāth tō uṭhāyā hai nā ! 108Āgē vālō̃ nē hāth uṭhāyā .
132Those of you sitting at the front raised your hands.
109Tō āpkō nimitt bannā paṛēgā .
133So, you will have to become instruments for this.
110Jaisē brahmā bāp kē āgē kitnē saṅskār vālē pahlē-pahlē āyē , ādi mē̃ brahmā bāp nē kitnē saṅskārō̃ kā khēl dēkhā .
134In the beginning, so many came with so many sanskars in front of Father Brahma. 135In the beginning, Father Brahma saw so many games of sanskars.
111Lēkin bāp K|kē sahyōg sē āgē baṛhtē aurō̃ kō bhī baṛhātē rahē , jiskī result āj kitnī saṅkhyā hō gaī hai .
136However, with the Father’s co-operation, he continued to move forward and inspired others to move forward too, and, as a result of that, there is such a large number today.
112Hilānē vālī bātē̃ ātē bhī achal rahē . 113Uskā pariṇām kitnē centre khulē , kitnē programme hō rahē haĩ .
137Even though there were situations of upheaval he remained unshakeable, and, as a result of that, so many centres opened and so many programmes are taking place.
114Ājkal kitnē programme hō rahē haĩ ?
138How many programmes are taking place nowadays?
115Huē haĩ nā !
139They are taking place, are they not?
116Yah sārī result brahmā bāp key|kī himmat , pahlē akēlā brahmā bāp thā , āp pīchhē āyē hō lēkin akēlā himmat rakh āgē baṛhā . 117Result mē̃ practical pramāṇ āp sab sāthī hō .
140All of this is a result of Father Brahma’s courage. 141In the beginning, Father Brahma was alone. 142All of you came later, but he maintained courage and moved forward by himself, and the practical proof has resulted in all of you becoming companions.
118Tō hai nā himmat !
143So this is his courage, is it not?
119Brahmā bāp nē akēlā himmat rakhī , āp tō bahut sāthī haĩ .
144Father Brahma alone maintained courage, whereas now, there are so many of you companions.
120Tō follow father .
145So follow Father!
121Sabhī apnē kō brahmā bāp K|kē bachchē , sāthī bachchē samajhtē hō nā , sāth haĩ sāth chalē̃gē aur brahmā bāp kē sāth rājya mē̃ āyēṅgē .
146All of you consider yourselves to be children of Father Brahma and his companions, do you not? 147You are with him, you will return with him and you will go down into the kingdom with Father Brahma.
122Tō abhī samay hai , jaisē brahmā bāp nē himmat rakhī , result dēkh rahē hō tō itnē saṅgaṭhan mē̃ himmat kā pāṅw rakhō tō kyā nahī̃ hō saktā hai !
148So, now is the time. 149Father Brahma maintained courage and you are the seeing the result. 150So keep the foot of courage in this gathering, then see what is not possible!
123Kalp kalp huā hai , hōnā hī hai .
151It has taken place every cycle and it definitely has to happen.
124Tō abhī bāp kyā chāhtā hai , vah sunāyā .
152So, the Father told you what He wants.
125Sirph āp sabhī ēk bāt karō , vah ēk bāt hai sādhāraṇ puruṣhārth kō tīvr puruṣhārth mē̃ parivartan karō .
153Simply, that all of you now just speak of one thing, and that is to transform ordinary efforts into intense efforts.
126Bāpdādā nē dēkhā ki kahā̃ kahā̃ albēlāpan ātā hai , hō hī jānā hai , vijay tō hamārā janm siddha adhikār hai , aisē gyān K|kē hisāb sē niśhchit hai lēkin albēlēpan mē̃ bhī yahī śhabda ātē haĩ hamārī vijay tō hai hī , huī paṛī hai .
154BapDada saw that, in some cases, there is this carelessness: It will happen. 155Victory is our birthright. 156In terms of this knowledge, this is fixed, but these words “Victory is guaranteed for us” are also words of carelessness.
127Kōī kām rukā nahī̃ hai , hōnā hī hai .
157“Nothing has yet come to a standstill. 158It has to happen.”
128Ēk hai puruṣhārth K|kē yah śhabda , dūsrē albēlēpan K|kē bhī yahī śhabda haĩ . 129Kōī kām ruknā nahī̃ hai , hōnā hī hai … tō yah albēlāpan hai , yah bhī saṅskār check karnā .
159There are words for effort and the same words are also used in carelessness: “Nothing is going to stop; it has to happen…” 160That is carelessness. 161So check these sanskars too.
130Albēlēpan key|kī niśhānī hai ki unkē jīvan mē̃ chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ thakāvaṭ dikhāī dēgī .
162The sign of carelessness is that tiredness will be visible in their lives over trivial things.
131Śhakla mē̃ vah khuśhī key|kī jhalak nahī̃ dikhāī dēgī , sēvā sē puṇya ban rahā hai , tō chēhrē par khuśhī hōnī chāhiē .
163That sparkle of happiness will not be visible on their faces. 164If you are performing charity in the service you do, there should be that happiness on your face.
132Kisī na kisī prakār key|kī thakāvaṭ kā kāraṇ kōī na kōī bāt kā albēlāpan hai .
165To have one type of tiredness or another is a sign of carelessness of one kind or another.
133Jab karnā hī hai tō khuśhī sē karō .
166Since you have to do it, do it happily.
134Chēhrā āpkī sēvā karē , chalan āpkī sēvā karē .
167Let your face do service. 168Let your activity do service.
135Tō āj majority kā saṅskār samāpti kā hāth dēkh bāpdādā bār-bār mubārak dē rahā hai .
169So, today, on seeing the majority of you raise your hands for finishing those sanskars, BapDada is congratulating you again and again.
136Achchhā , is group mē̃ jō pahlī bār āyē haĩ vah uṭhō .
170Achcha. 171Those who have come for the first time in this group, stand up!
137Dēkhā kitnē haĩ ?
172Do you see how many there are?
138Bahut haĩ .
173There are many.
139Hāth hilāō .
174Wave your hands!
140Jō pahlī bār āyē haĩ , unkō apnē bāp sē milnē key|kī mubārak hō .
175Those who have come for the first time, congratulations on meeting your Father.
141Tō viśhēṣh samay pramāṇ abhī āpkō tīvr puruṣhārth karnā paṛēgā aur bāpdādā kā yah kahnā hai ki jō tīvr puruṣhārth karēgā , ḍhīlā ḍhālā nahī̃ , vah last sō fast aur fast sō first hō jāyēgā .
176Now, especially according to the time, you will have to make fast efforts. 177BapDada says: Those who make fast efforts and do not just move along in a slack way, although you have come last, you can go fast and those who go fast can come first. 178Perform such a wonder! 179You have this chance.
142Aisī kamāl karnā .
180Do not think that you have come last; no.
143Chance hai .
181You can go fast.
144Aisē nahī̃ samjhō ham tō āyē last haĩ , nahī̃ , fast jā saktē hō .
182However, you definitely do have to make fast efforts at every moment. 183You definitely do have to change.
145Lēkin her|har samay tīvr puruṣhārth karnā hī hai .
184Do not leave it to the future: “I will see to it, I will think about it.”
146Badalnā hī hai .
185Do not do this.
147Gē-gē nahī̃ karnā , dēkhē̃gē , sōchē̃gē . . . gē-gē nahī̃ karnā .
186It is good. 187You like your home and the home of the Bestower, do you not?
148Achchhā hai apnā ghar , dātā kā ghar achchhā lagā nā !
188All the brothers and sisters are also welcoming you. 189Achcha.
149Tō sabhī bhāī bahinē̃ bhī āpkā svāgat kartē haĩ . 150Achchhā .
190All of you Brahmin children everywhere, please accept BapDada’s love-filled remembrance.
151Abhī chārō̃ ōr K|kē brāhmaṇ bachchō̃ kō bāpdādā kā snēh bharā yādpyār svīkār hō , bāpdādā jāntē haĩ dūr baiṭhē bhī kaī bachchē dēkh bhī rahē haĩ , milan bhī manā rahē haĩ , un chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā yahī kahtē jaisē abhī sabhī majority nē hāth uṭhāyā , saṅskār samāpt , abhī āp sabhī bhī milkar ēk hī saṅkalp rūpī hāth uṭhā hī rahē hō ki ham sab milkar samāpti kē samay kō samīp lānē kē liē yah saṅkalp kar rahē haĩ aur chārō̃ ōr sampūrṇ samay hōnē par brahmā bāp śhiv bāp dōnō̃ kō pratyakṣha karē̃gē ki hamārā bāp ā gayā .
191BapDada knows that some children are seeing and celebrating a meeting while sitting far away. 192To all those children everywhere, BapDada is saying: Just as the majority of the children raised their hands to finish their sanskars, all of you together are also raising your hands collectively for this. 193You are having the thought of bringing the completion of the time close. 194Then, when the completion of the time comes, you will reveal both Father Brahma and Father Shiva everywhere, saying: “Our Father has come!”
152Sabkē mukh par bāp key|kī pratyakṣhatā hō jāē , abhī is varṣh mē̃ yahī dr̥iṛh saṅkalp rakhō ki bāp kō pratyakṣha karnā hī hai .
195Let there be the Father’s revelation on everyone’s lips everywhere. 196Now, this year, have the thought that you definitely have to reveal the Father.
153Ādhā kām tō kiyā hai , bachchō̃ kō bāp nē viśhva kē āgē pratyakṣha kiyā hai , abhī bachchō̃ kā kārya hai bhagvān ā gayā , yah āvāj viśhva K|kē ēk ēk bachchē tak pahuñchē .
197Half the work has been done. 198The Father has revealed you children in front of the world. 199Now, the task of you children is to make this sound reach every child of the world: “God has come!”
154Tō sabhī kō bāpdādā dēkh har ēk kō dil kā snēh , dil kā pyār , dil K|kē umaṅg utsāh sahit yādpyār dē rahē haĩ .
200Seeing each one, BapDada is giving each of you love (sneh and pyar) from His heart and giving love and remembrance filled with zeal and enthusiasm.
155Achchhā .
201Achcha.
156Sēvā kā turn karnāṭak zone kā hai : sēvā kā chance lēnā arthāt bāp K|kē samīp ānē kā chance milnā .
202It is the turn of the Karnataka zone for service: To take this chance for service means to receive the chance of coming close to the Father.
157Dēkhō , sēvā K|kē kāraṇ kitnē lōgō̃ kō ānē kā chance miltā hai .
203Look, because of service, so many people receive a chance to come.
158Sabkī duāyē̃ āp nimitt teachers kō miltī haĩ kyōṅki sēvā key|kī himmat rakhī aur chance itnō̃ kō milā .
204All of you instrument teachers receive everyone’s blessings because you maintained courage for service, and so many people received this chance.
159Bāpdādā nē dēkhā ki nayē nayē bhī pahlē bārī bahut āyē haĩ , jō pahlē bārī āyē haĩ karnāṭak vālē , vah lambā hāth uṭhāō .
205BapDada saw that many new ones have come for the first time. 206Those from the Karnataka zone who have come for the first time, raise your hands high!
160Pahlē bārī bhī bahut āyē haĩ .
207Many have come for the first time.
161Achchhā hai .
208It is good.
162Karnāṭak key|kī vr̥iddhi achchhī hai , abhī jaisē vr̥iddhi huī hai vaisē tīvr puruṣhārth key|kī vidhi uskī bhī chārō̃ ōr lahar phailāō .
209The growth of Karnataka is good. 210Just as there has been this growth, so now also spread everywhere the wave of the method for making intense effort.
163Number lē lō .
211Claim this number!
164Saṅskār samāpti kā number lē lō .
212Claim a number in the finishing of sanskars!
165Lē saktē hō ?
213Can you do this?
166Jō samajhtē haĩ ham pahlā number lē saktē haĩ , vah hāth uṭhāō .
214Those of you who think that you can claim the first number, raise your hands!
167Achchhā hai .
215It is good.
168Aisā āpas mē̃ saṅgaṭhan karkē programme banāō , sab ēk haĩ .
216Create a gathering among yourselves and make a programme. 217All are united.
169Bhinn-bhinn sthān haĩ lēkin haĩ ēk .
218There are the different places, but all of you are one.
170Yah kamāl karkē dikhāō .
219Now perform this wonder!
171Hai nā himmat ? 172Himmat hai ?
220You have this courage, do you not?
173Tō bāpdādā kē pās samāchār tō ātā rahtā hai .
221Do you have this courage? 222BapDada continues to receive news.
174Tō madhuban mē̃ her|har mās apnē parivartan kā samāchār likhnā .
223So, write to Madhuban every month about your transformation. 224You will write, will you not?
175Likhē̃gē nā !
225Every month?
176Her|har mās kā .
226Let the past be the past!
177Bītī sō bītī , ab number one hōkē dikhāō .
227Now demonstrate this by claiming number one.
178Achchhā hai .
228It is good.
179Bāpdādā nē dēkhā sēvā achchhī hai , abhī saṅgaṭhan dēkhnā chāhtē haĩ .
229BapDada saw that the service is good and He now wishes to see the gathering united.
180Example banō .
230Become an example.
181Ready .
231Ready?
182Ready haĩ ?
232Are you ready?
183Hāth uṭhāō .
233Raise your hands!
184Āp dēkhnā , ēk mās mē̃ result āyēgī .
234Just see, you will receive the result in one month.
185Achchhā , bahut-bahut viśhēṣh yādpyār .
235Achcha. 236Lots and lots of special love and remembrance.
186Vardān : sampūrṇ samarpaṇ key|kī vidhi dvārā apnē pan kā adhikār samāpt karnē vālē samān sāthī bhav
237Blessing: May you finish all rights to the consciousness of “mine” with the method of completely surrendering yourself and so becoming an equal companion.
187Jō vāydā hai ki sāth rahē̃gē , sāth chalē̃gē aur sāth mē̃ rājya karē̃gē - is vāydē kō tabhī nibhā sakē̃gē jab sāthī K|kē samān banē̃gē .
238You made this promise: “I will stay with You, I will go back with You and we will rule together.” 239You will be able to fulfil this promise when you become equal to your Companion.
188Samāntā āyēgī samarpaṇtā sē .
240Equality will come by your surrendering.
189Jab sab kuchh samarpaṇ kar diyā tō apnā vā anya kā adhikār samāpt hō jātā hai .
241When you have surrendered everything, all your rights to those things and those of anyone else will finish.
190Jab tak kisī kā bhī adhikār hai tō sarv samarpaṇ mē̃ kamī hai isliē samān nahī̃ ban saktē .
242For as long as you have a right to it, something is lacking in your full surrender, and so you cannot become equal.
191Tō sāth rahnē , sāth uṛnē kē liē jaldī-jaldī samān banō .
243So, in order to stay together and to fly back together, quickly become equal.
192Slōgan : apnē samay , śhvāṅs aur saṅkalp kō saphal karnā hī saphaltā kā ādhār hai .
244Slogan: To use your time, breath and thoughts in a worthwhile way is the basis of success.
193
245
194Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
246*** Om Shanti *** 247Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
195Jō saral svabhāv vālē hōṅgē usmē̃ samēṭnē kī śhakti svataḥ hōgī .
248When you have an easy nature, you will automatically have the power to pack up.
196Saral svabhāv vālā sabhī kā sahyōgī aur snēhī bhī hōgā aur jitnā saral svabhāv vālā hōgā utnā māyā cum|kam sāmnā karēgī .
249When you have an easy nature, you will be loving and co-operative with everyone. 250To the extent that you have an easy nature, accordingly, Maya will not oppose you as much.
197Saral svabhāv vālē kā vyarth saṅkalp nahī̃ chaltā . 198Uskā samay bhī vyarth nahī̃ jātā .
251When you have an easy nature, you do not have any waste thoughts, nor do you waste your time.
199Unkī buddhi viśhāl aur dūrāndēśhī rahtī hai , isliē unkē āgē kōī bhī samasyā sāmnā nahī̃ kar saktī .
252Your intellect is unlimited and far-sighted. 253This is why no adverse situation comes to oppose you.
200Viśhēṣh sūchnā - mās K|kē tīsrē ravivār kā yōg abhyās 201Āj mās kā tīsrā ravivār hai , sabhī bhāī bahinē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkatrit hōkar sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak apnē phariśhtē svarūp dvārā bhaṭaktī huī duḥkhī aśhānt ātmāō̃ kō sukh śhānti key|kī pavitra kiraṇē̃ dēkar unhē̃ sahārē dātā paramātmā bāp key|kī smr̥iti dilānē key|kī sēvā karē̃ .
254Special Notice: The Practice for the 3rd Sunday World Meditation Today is the 3rd Sunday of the month. 255All brothers and sisters will be having collective yoga from 6.30 to 7.30pm. 256With your angelic form, give the unhappy and peaceless wandering souls the pure rays of happiness and peace and do the service of reminding them of God, the Bestower of Support.