सोमवार 22 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
022/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tum bachchō̃ key|kī khidmat ( sēvā ) karnē , tum bhī bāp samān ban sabkī khidmat ( sēvā ) karō ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to serve you. 2You have to become equal to the Father and also serve everyone else.
Question
2Praśhna : brahmā bāp kā kaun sā ēk vichār chaltā , jis par śhivbābā kahtē wait and see , phikar mat karō ?
3Question: What particular thought does Brahma Baba have to which Shiv Baba says: Wait and see! 4Don’t worry about anything.
Answer
3Uttar : bābā kā vichār chaltā , samay baṛā nāzuk hōtā jātā , bachchō̃ kō avināśhī gyān ratna lēnē bāp kē pās ānā hī hai , itnē ḍhēr bachchē kahā̃ ākar rahē̃gē .
5Answer: Baba has the thought: Times are becoming very delicate. 6Children surely have to come to the Father to take the imperishable jewels of this knowledge. 7Where will all of these many children stay when they come?
4Kitnē makān banānē paṛē̃gē .
8So many buildings will have to be built.
5Śhivbābā kahtē wait and see .
9Shiv Baba says: Wait and see!
6Kalp pahlē jaisē ākar rahē thē vaisē hī rahē̃gē .
10They will come and stay here exactly as they did in the previous cycle.
7Tum phikar mat karō , tum sirph paṛhtē rahō , manmanābhav .
11Don’t worry about it. 12Simply continue to study. 13Manmanabhav!
8Tumhē̃ karmātīt bannē kā puruṣhārth karnā hai .
14You have to make effort to become karmateet.
Song
9Gīt : tumhē̃ pākē hamnē …
15Song: Having found You, we have found the whole world. 16The earth, the sky, everything belongs to us.
Murli
10Ōm śhānti .
17Om shanti.
11Bāp bhī kahtē haĩ bachchē ōm śhānti .
18Even the Father says: Children, Om shanti.
12Aur kyā kahē̃gē !
19What else would He say?
13Bachchō̃ kō kahtē haĩ - bachchē ōm śhānti , tattvam .
20He says to you children: Om shanti and tatwam (the same applies to you).
14Hē bachchō̃ tum bhī śhānt svarūp hō .
21O children, you too are embodiments of peace.
15Tum bhī master patit-pāvan hō .
22You are also master purifiers.
16Aisē aur kōī kah nahī̃ sakē̃gē .
23No one else can say this.
17Kahā jātā hai - jaisē kāg vaisē bachchē .
24It is said: As is the crow, so are its children.
18Tum bachchē bhī jāntē hō jaisē bābā vaisē ham .
25You children know that you are the same as Baba.
19Bāp kahtē haĩ maĩ gyān kā sāgar hū̃ .
26The Father says: I am the Ocean of Knowledge.
20Tum bachchē bhī samajhē̃gē ham master gyān sāgar haĩ , gōyā nadiyā̃ ṭhaharē .
27You children also understand that you are master oceans of this knowledge, which means that you are rivers.
21Sāgar K|kē bāl-bachchē bhī hōṅgē nā . 22Baṛī-baṛī nadiyā̃ bhī haĩ . 23Baṛē-baṛē talāv , baṛē-baṛē sarōvar bhī haĩ .
28The ocean too has children; there are big rivers, big ponds and big lakes.
24Vah haĩ jaṛ , tum hō chaitanya .
29Those are non-living, whereas you are living.
25Sāgar sē hī nikalē huē haĩ .
30You have emerged from the Ocean.
26Kaī bachchē bhī in bātō̃ kō samajhtē nahī̃ haĩ kyōṅki paṛhī likhī tō bachchiyā̃ haĩ nahī̃ .
31Some daughters don’t understand these things, because daughters are not educated.
27Bābā nē ēk bār pūchhā thā - chīnī kissē bantī hai ?
32Baba once asked: How is sugar made?
28Guṛ kissē bantā hai ?
33How is jaggery made?
29Tō bōlā lāl gannē sē guṛ bantā hai , saphēd gannē sē chīnī bantī hai .
34They said: Jaggery is made out of red sugar cane and sugar is made from white sugar cane.
30Bichārī paṛhī huī tō haĩ nahī̃ .
35The poor things have not been educated.
31Ab tumkō kitnī baṛī bātē̃ samjhātē haĩ .
36Baba is explaining such great things to you.
32Pānī K|kē sāgar sē pānī key|kī hī nadiyā̃ nikaltī haĩ .
37Rivers of water emerge from an ocean of water.
33Manuṣhya bahut baṛhtē jātē haĩ tō pānī bhī bahut chāhiē nā .
38The population is increasing and so a lot of water is needed.
34Kitnē canals ādi banātē rahtē haĩ .
39They continue to build so many canals, etc.
35Tō tum bachchō̃ kō uṭhtē-baiṭhtē , chaltē-phirtē yahī khyāl rakhnā hai ki ham is patit duniyā kō pāvan banātē haĩ .
40You children should just think about how you are purifying this impure world, while sitting, walking, moving around and doing everything.
36Gīt mē̃ bhī kahtē haĩ bābā ham āpsē viśhva kī bādśhāhī kā varsā lētē haĩ .
41It is said in the song: Baba, I am claiming the inheritance of the kingdom of the world from You.
37Yah hamsē kōī chhīn nahī̃ sakēgā .
42No one will be able to snatch that away from us.
3821 janm yah rājāī kāyam rahēgī .
43That kingdom will last for 21 births.
39Bēhad kā bāp ākar bēhad kā rājya bhāgya dētē haĩ .
44The unlimited Father comes to give us our fortune of the unlimited kingdom.
40Rājya bhāgya chalānē K|kē lāyak banātē haĩ , pavitra banātē haĩ .
45He makes us worthy of ruling the kingdom and He makes us pure.
41Bulātē bhī haĩ , hē patit-pāvan āō .
46People call out: O Purifier, come!
42Yah kōī śhrīkr̥iṣhṇa kō nahī̃ bulātē haĩ . 43Nirākār bhagvān kō bulātē haĩ .
47They are not calling out to Shri Krishna; they are calling out to incorporeal God.
44Jab kahtē haĩ , hē patit-pāvan , tō śhrīkr̥iṣhṇa buddhi mē̃ yād nahī̃ ātā hai , paramātmā yād ātā hai .
48When they say: O Purifier, it isn’t Shri Krishna, but the Supreme Soul that they keep in their intellects.
45Bāp ākar har ēk bāt samjhātē haĩ .
49The Father comes and explains everything.
46Abhī tum bachchē sammukh baiṭhē hō .
50You children are now sitting personally in front of the Father.
47Yah kōī sādhū-santa nahī̃ hai .
51That One is not a sage or holy man.
48Tum jāntē hō nirākār śhivbābā is brahmā tan mē̃ pravēśh kar hamkō paṛhātē haĩ .
52You know that incorporeal Shiv Baba enters this body of Brahma and teaches us.
49Gāyan bhī hai - parampitā paramātmā , brahmā tan dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
53It is remembered: The Supreme Father, the Supreme Soul, established the original, eternal deity religion through Brahma’s body.
50Vināśh , sthāpanā kē bād hī huā hai .
54Destruction took place after establishment.
51Issē siddha hai ki purānī duniyā mē̃ ātē haĩ .
55This proves that He comes into this old world.
52Brahmā dvārā sthāpanā naī duniyā key|kī , śhaṅkar dvārā anēk dharmō kā vināśh .
56That new world is established through Brahma and the innumerable religions are destroyed through Shankar.
53Satyug mē̃ ēk dharm thā , abhī tō anēk dharm haĩ .
57In the golden age, there was just the one religion, whereas there are now innumerable religions.
54Ēk dharm vālē dēvī-dēvatāō̃ key|kī niśhānī chakra ādi hai .
58The cycle, etc. are signs of the deities who existed at the time of one religion.
55In lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahtē hī haĩ viśhva kā mālik .
59Lakshmi and Narayan are said to be the masters of the world.
56Svarg kā mālik sō viśhva kā mālik hō gayā .
60The masters of heaven are the masters of the world.
57Yah bātē̃ abhī tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhī haĩ .
61These things are now in the intellects of you children.
58Bāp kahtē haĩ - bachchē , manmanābhav .
62The Father says: Children, Manmanabhav!
59Yah bachchō̃ kō ghaṛī-ghaṛī sāvadhānī miltī hai . 60Bāp kō aur varsē kō yād karō .
63You children are cautioned again and again to remember the Father and your inheritance.
61Yah bhūlō mat aur points bhūl jātī haĩ , yah tō mukhya haĩ nā .
64Don’t forget this like you forget all the other points. 65This is the main point.
62Bāp hī patit-pāvan hai .
66Only the Father is the Purifier.
63Yah yukti batātē haĩ pāvan hōnē key|kī .
67He tells you the way to become pure.
64Bāp kahtē haĩ , tum satōpradhān thē .
68The Father says: You were satopradhan.
65Ab tamōpradhān patit ban gayē hō .
69You have now become tamopradhan and impure.
6684 janm pūrē liē haĩ .
70You have taken the full 84 births.
67Ab tumkō phir satōpradhān bannā hai .
71Now, once again, you have to become satopradhan.
68Satōpradhān banō tab hī tum chal sakē̃gē pavitra duniyā mē̃ .
72Only when you become satopradhan will you be able to go to that pure world.
69Nirākārī duniyā bhī pavitra hai , sākārī duniyā bhī pavitra hai .
73The incorporeal world is pure and that corporeal world is also pure.
70Apavitr patit duniyā yah hai .
74This world is impure.
71Ātmā bhī tamōpradhān tō śharīr bhī tamōpradhān hai .
75Souls are now tamopradhan and bodies too are tamopradhan.
72Yah tō sr̥iṣhṭi kā nāṭak hai , ismē̃ brahmāṇḍ aur sūkṣhmavatan bhī ā jātā hai .
76This is a play about the world. 77Brahmand and the subtle region are also included in that.
73Sr̥iṣhṭi kā chakra yahā̃ phirtā hai .
78The world cycle turns here.
74Satyug trētā yahā̃ hai .
79The golden and silver ages are here.
75Yah kōī sūkṣhma-vatan vā mūlvatan mē̃ nahī̃ hōtē . 76Yah yahā̃ hī haĩ .
80They don’t exist in the subtle region or in the incorporeal world; they only exist here.
77Inkō manuṣhya sr̥iṣhṭi kahā jātā hai . 78Vah hai ātmāō̃ key|kī nirākārī duniyā .
81This is called the human world and that is the incorporeal world of souls.
79Vah hai brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar key|kī ākārī duniyā .
82The other is the subtle world of Brahma, Vishnu and Shankar.
80Yah sākārī sr̥iṣhṭi kitnī baṛī hai .
83This corporeal world population is very large.
81Satyug mē̃ kitnī chhōṭī sr̥iṣhṭi hōtī hai . 82Vahā̃ hai hī ēk dharm .
84The world population is very small in the golden age; there is just the one religion there.
83Bākī manuṣhya jō kahtē haĩ ki vahā̃ bhī daitya ādi thē , yah sab hai jhūṭh .
85When people say that there were devils there too, those are just lies.
84Tum samajhtē hō ki naī duniyā kī sthāpanā , purānī duniyā kā vināśh gāyā huā hai .
86You understand that the establishment of a new world and the destruction of an old world are remembered.
85Sabkā vināśh hōgā aur satyug heaven key|kī sthāpanā hōgī .
87Golden-aged heaven will be established and everything else will be destroyed.
86Tum bhī bāp kē sāth khidmat kar rahē hō .
88You are also serving with the Father.
87Bāp bhī ātē hī haĩ bachchō̃ key|kī khidmat karnē .
89The Father only comes to serve you children.
88Yah hai bēhad kā bāp .
90That One is the unlimited Father.
89Dēkhtē haĩ hamārē bachchē bahut duḥkhī haĩ tō jarūr taras paṛēgā nā .
91He sees that His children are very unhappy and so He definitely feels mercy for them.
90Vah hai hī merciful bāp .
92He is the merciful Father.
91Abhī tō sārī duniyā mē̃ aśhānti hai .
93There is now peacelessness throughout the whole world.
92Ēk bāp K|kē sivāē aur kōī śhānti dē na sakē .
94No one except the one Father can bring about peace.
93Haṭhyōgī bhī athāh haĩ .
95There are many hatha yogis.
94Ātmā kē liē kah dētē vah nirlēp hai .
96They say that souls are immune to the effect of action.
95Manuṣhyō̃ kō ulṭī bātē̃ sunā dētē haĩ .
97They tell people wrong things.
96Vāstav mē̃ ātmā key|kī saphāī chāhiē .
98In fact, there has to be cleanliness in souls.
97Ātmā mē̃ hī khād paṛī hai aur kiskō patā nahī̃ hai .
99Alloy has been mixed into souls and no one knows this.
98Kahtē bhī haĩ yah pāp ātmā hai . 99Bahut pāp kartē haĩ .
100It is said: This is a sinful soul because he commits a lot of sin.
100Yah mahātmā hai , puṇyātmā hai .
101This one is a great soul or a charitable soul.
101Aisē nahī̃ kahē̃gē mahān paramātmā hai .
102They would never say: Great Supreme Soul!
102Sannyāsiyō̃ kē liē kahē̃gē pavitra ātmā hai kyōṅki sannyās kiyā huā hai .
103They would say that sannyasis are pure souls because they have renounced everything.
103Ab bāp samjhātē haĩ - ātmā kō pavitra banānē vālā sivāē ēk paramātmā bāp K|kē aur kōī hō nahī̃ saktā .
104The Father now explains to you: There can be no one but the Father, the Supreme Soul, who purifies impure souls.
104Patit duniyā mē̃ pāvan ātmā kōī hō na sakē .
105There cannot be any pure souls in this impure world.
105Abhī sapling lagtā hai .
106The sapling is now being planted.
106Dhīrē-dhīrē vr̥iddhi hōtī jāyēgī .
107Gradually, there will be growth.
107Yah tō chhōṭē-chhōṭē maṭh , panth ādi ṭāl ṭāliyā̃ hai .
108These small cults and sects, etc. are just twigs.
108Unmē̃ kōī mēhnat thōṛēhī lagtī hai .
109There is no effort required for those.
109Anēk prakār K|kē mantra dētē haĩ .
110They give a variety of mantras.
110Kisam-kisam K|kē mantra dētē haĩ . 111Yah bhī vaśhīkaraṇ mantra hai , jissē tum 5 vikārō̃ par jīt pātē hō .
111This too is a mantra that disciplines the mind and with which you conquer the five vices.
112Rām-rām kā mantra japtē haĩ , issē phāydā tō kuchh bhī nahī̃ hai .
112People chant the mantra: Rama, Rama but there is no benefit through that.
113Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp nāśh hō jāyēṅgē . 114Tum pavitra ātmā ban jāyēṅgē .
113Here, the Father says: Remember Me and your sins will be absolved and you will become pure souls.
115Yād kō hī yōg kahtē haĩ .
114Remembrance is also called yoga.
116Bhārat kā prāchīn yōg bahut maśhhūr hai .
115The ancient yoga of Bharat is very well known.
117Is yōg sē hī tum viśhva par jīt pātē hō .
116It is with this yoga that you gain victory over the world.
118Bhārat kā rājyōg bahut nāmīgrāmī hai .
117The Raja Yoga of Bharat is very well known.
119Yah bāp K|kē sivāē aur kōī sikhā na sakē .
118No one but the Father can teach you this.
120Tum hō brahmākumār , kumāriyā̃ .
119You are Brahma Kumars and Kumaris.
121Be|B . K|kē . tō yahā̃ hī hōṅgē nā .
120BKs have to exist here.
122Prajāpitā brahmā K|kē bachchē tō jarūr brahmā kē sāth hī hōṅgē .
121The children of Prajapita Brahma would definitely have to be with Brahma.
123Brāhmaṇ kul bhī jarūr chāhiē .
122This Brahmin clan is definitely needed.
124Iskō kahā jātā hai - sarvōttam ūñchē tē ūñchā brāhmaṇ kul .
123This is known as the most elevated Brahmin clan.
125Abhī tum brāhmaṇ hō phir uthal khāyēṅgē . 126Bājōlī khēltē haĩ nā .
124You are now Brahmins and you will then change; you do a somersault.
127Śhūdra sē brāhmaṇ banē hō phir dēvtā , kṣhatriya . . . tō ab bāp samjhātē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ - bahut thōṛī bāt hai , bāp kī yād mē̃ rahō .
125You have become Brahmins from shudras and you will now become deities, then warriors, etc. 126The Father now explains: Sweetest children, this is a very small thing.
128Yah bhī tō buddhi mē̃ hai - bābā hamkō 84 janmō̃ kā rāz batā rahē haĩ .
127Stay in remembrance of the Father. 128It is in your intellects that Baba is telling you the significance of 84 births.
12984 lākh athavā 84 janmō̃ kā hisāb tō chāhiē nā .
129There has to be an account of your 84 births, not 8.4 million.
130Kōī kō patā nahī̃ .
130No one knows this.
13184 lākh kā tō hisāb kōī batā na sakē .
131No one could give you a calculation of 8.4 million births.
132Manuṣhya 84 janmō̃ kā chakra lagātē haĩ .
132You human beings go around a cycle of 84 births.
133Ātmāyē̃ ūpar sē ātī haĩ part bajānē kē liē .
133Souls come from up above to play their parts.
134Satyug sē lēkar kaliyug ant tak ātī hī rahtī haĩ .
134From the golden age to the end of the iron age, they continue to come.
135Har ēk apnā-apnā part bajātē rahtē haĩ .
135Every soul plays his own part.
136In bātō̃ kō manuṣhya mātra nahī̃ jāntē .
136Human beings don’t know these things.
137Ēk bāp hī jān saktē haĩ .
137Only the one Father knows these things.
138Manuṣhya kō kabhī parampitā , god father nahī̃ kahā jātā .
138Human beings can never be called the Supreme Soul or God, the Father.
139God father kahnē sē phir nirākār śhiv taraph buddhi jātī hai .
139When you say: God, the Father” the intellect goes to incorporeal Shiva.
140Jīv ātmā kā bāp tō hōgā nā .
140Every living being does have a father.
141Ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
141A soul sheds a body and takes another.
142Nirākār bāp kā nām śhiv hai .
142The name of the incorporeal Father is Shiva.
143Tumhārā bhī ēk hī nām hai , ātmā .
143You too just have one name: soul.
144Phir śharīr mē̃ bhinn-bhinn nām paṛtē haĩ .
144However, bodies have many different names.
145Parampitā paramātmā bhī śharīr mē̃ ākar gyān sunātē haĩ .
145The Supreme Father, the Supreme Soul, enters a body and speaks this knowledge.
146Śharīr bigar thōṛēhī sunāyēṅgē .
146He could not speak it without a body.
147Tō bāp samjhātē haĩ ki inkā tō apnā nām hai , mērā śharīr kā kōī nām nahī̃ hai , na maĩ punarjanma mē̃ ātā hū̃ .
147The Father explains: This one has his own name. 148I do not have a bodily name. 149I don’t take rebirth.
148Maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ , inkō bhī mālūm nahī̃ paṛtā hai . 149Kōī tithi tārīkh nahī̃ .
150I enter this one and even he doesn’t know about it; there is no fixed date or time.
150Hā̃ maĩ kalp K|kē ant arthāt rāt mē̃ ātā hū̃ .
151Yes, I come at the end of the cycle, that is, during the night.
151Abhī rāt hai nā .
152It is now the night.
152Yah hai hī patitō̃ key|kī duniyā .
153This is a world of impure ones.
153Maĩ ātā hū̃ pāvan duniyā arthāt din banānē .
154I come to make this world pure, that is, to bring the day.
154Yah bhī nahī̃ jāntē ki bābā nē kab pravēśh kiyā .
155Even this one didn’t know when it was that Baba entered him.
155Hā̃ vināśh sākṣhātkār kiyā .
156Yes, he had visions of destruction.
156Bahut dhyān mē̃ jātē thē , vah kōī tithi tārīkh vēlā nahī̃ nikāl saktē .
157Many used to go into trance. 158They cannot specify a date, time or moment.
157Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī pūjtē haĩ , unkā rātri kō janm dikhātē haĩ .
159People worship Shri Krishna and show that his birth took place during the night.
158Kis samay , kitnē minute ādi sārā nikāltē haĩ .
160They show a fixed time exactly to the minute.
159Bāp kahtē haĩ - maĩ tō hū̃ hī nirākār .
161The Father says: I am incorporeal.
160Jaisē aur manuṣhya janma lētē haĩ vaisē mērā janm thōṛēhī hōtā hai .
162My birth is not like everyone else’s.
161Mērā tō divya alaukik janm hai .
163My birth is divine and unique.
162Maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ phir chalā jātā hū̃ .
164I enter this one and then go back.
163Bail par sārā din savārī thōṛēhī kartē haĩ .
165No one would ride a bull all day long.
164Mujhē jis samay bachchē yād kartē haĩ , maĩ hāzir hū̃ .
166Whenever you children remember Me, I become present.
165Bāp ākar bachchō̃ sē miltē haĩ , good morning kartē haĩ . 166Jaisē manuṣhya ēk dō mē̃ miltē haĩ , rām-rām vā namastē kahtē haĩ .
167The Father comes and meets you children and also says: Good morning, just as when people meet one another they say: Rama, Rama or: Namaste.
167Yah tō rūhānī bēhad kā bāp samjhātē haĩ .
168It is the spiritual, unlimited Father who is explaining to you.
168Maĩ tum sab bachchō̃ kā bāp hū̃ .
169I am the Father of all of you children.
169Tō śhivbābā key|kī santān tum sab ātmāyē̃ bhāī hō .
170All of you souls are brothers, children of Shiv Baba.
170Yah khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .
171The mercury of happiness should rise in you children.
171Bēhad kā bāp āyā huā hai , hamkō bēhad kā varsā dē rahā hai .
172The unlimited Father has come and is giving us our unlimited inheritance.
172Bachchō̃ kō dēkh bāp kō bhī khuśhī hōtī hai , ḍhēr bachchē haĩ .
173The Father feels very happy when He sees you children. 174There are so many children!
173Bachchē jāntē haĩ hamkō bābā svarg kā mālik banā rahē haĩ , rājāī dētē haĩ .
175You children know that Baba is making you into the masters of heaven and giving you the kingdom.
174Prajā bhī tō kahēgī - hamārā rājya hai .
176The subjects would also say: This is our kingdom.
175Jaisē bhāratvāsī kahtē haĩ yah hamārā bhārat dēśh hai . 176Rājā prajā dōnō̃ kahtē haĩ hamārā dēśh hai .
177Just as the people of Bharat say: Bharat is our country, so the king and the subjects all say that that is their country.
177Tum bachchē narkvāsī hō phir svargvāsī banē̃gē .
178You children are now residents of hell and you will then become residents of heaven.
178Bāp kō aur varsē kō yād karnā hai aur kōī taklīph bābā nahī̃ dētē haĩ .
179Remember the Father and the inheritance! 180The Father doesn’t give you any other difficulty.
179Rahnā bhī hai gr̥ihastha vyavahār mē̃ .
181You have to live at home with your families.
180Yahā̃ ākar thōṛēhī rahnā hai .
182You can’t come and stay here.
181Sab yahā̃ bhāgkar āyē̃ tō itnē sabkō bābā kahā̃ rakh saktē haĩ .
183If everyone were to come running here, where would Baba put you all?
182Itnē sab ḍhēr bachchē ēk hī bār kaisē ikaṭṭhē hō saktē haĩ .
184How could so many of you children come here altogether at one time?
183Sab centres K|kē bachchē ēk hī bār ikaṭṭhē mil kaisē saktē haĩ .
185How could all the children at all the centres come and meet Baba at the same time?
184Kahā̃ ṭhahar sakē̃gē .
186Where would they stay?
185Muśhkil hai nā .
187It is difficult.
186Din-pratidin bachchē vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ , iskī bhī kuchh yukti rachnī paṛē .
188Day by day, the number of children continues to grow. 189Some plan has to be made for this.
187Yah sab ās-pās vālē makān lēnē paṛē̃gē .
190All the buildings around here will have to be taken over.
188Makān vālō̃ sē pūchhē̃gē , kitnā māṅgtē haĩ .
191The landlords will be asked how much they want.
189Samay par tō lēnā paṛēgā nā .
192When the time comes, they will have to be bought.
190Paisē key|kī tō kōī bāt nahī̃ .
193There is no question of money.
191Samay baṛā nāzuk hōtā jātā hai .
194Times are becoming very delicate.
192Bāp aur bachchē dōnō̃ avināśhī haĩ .
195The Father and the children are both imperishable.
193Avināśhī khajānā bachchō̃ kō dētē haĩ .
196He gives those imperishable treasures to you children.
194Bahut ḍhēr bachchō̃ kō ānā hōgā .
197Many children will want to come here.
195Bābā vichār kartē haĩ itnē ḍhēr kahā̃ ākar rahē̃gē .
198Baba thinks about where so many would be able to stay.
196Bābā kahtē haĩ tum phikar kyō̃ kartē hō - « wait and see ' ' .
199Shiv Baba says: Why are you worrying about it? 200Just wait and see!
197Tum paṛhtē rahō , manmanābhav .
201Just continue to study. 202Manmanabhav!
198Tum bachchō̃ kō yah khyāl mē̃ rakhnā hai ki abhī hamkō karmātīt avasthā mē̃ jānā hai , satōpradhān bannā hai .
203You children have to remain aware that you now have to reach your karmateet stage and become satopradhan.
199Yād sē hī pāvan banē̃gē .
204Only by having remembrance will you become pure.
200Bābā bāt tō bahut sahaj batātē haĩ .
205Everything Baba tells you is very easy.
201Ati sahaj hai sirph bābā kō yād karnā hai .
206It is extremely easy: just remember Baba.
202Dēkhō gāy K|kē bachchē kō jab mā̃ yād ātī hai tō chillātā hai nā .
207When a calf remembers its mother, it cries out.
203Vah tō hai jānvar .
208That is an animal.
204Tum bachchō̃ nē bhī raṛiyā̃ mārī nā .
209You children also used to cry out.
205Āgē chal bahut chillāyēṅgē , bahut yād karē̃gē .
210As you make further progress, everyone will cry out a lot more; they will remember Him a lot.
206Tum bachchē tō ab jāntē hō ki bābā āyā huā hai , vināśh tō hōnā hī hai .
211You children now know that Baba has come. 212Destruction has to take place.
207Natural calamities ānī hai .
213There will also be natural calamities.
208Sab āpas mē̃ laṛtē-jhagaṛtē rahtē haĩ .
214Everyone continues to fight and quarrel among themselves.
209Kitnā kharchā kar bombs banātē haĩ , bahut paisā jātā hai .
215They spend so much money on manufacturing bombs, etc.
210Kharchā tō hōtā hai nā .
216So much expense is incurred.
211Itnā kharchā kahā̃ sē lāyē̃ .
217How will all that expense be covered?
212Ḍartē bhī haĩ - maut sē . 213Phir bhī bombs banānā tō band nahī̃ kartē .
218People are afraid of death but they still won’t stop manufacturing bombs.
214Bombs key|kī laṛāī chalēgī .
219There will be war with bombs.
215Abhī banātē hī aisē haĩ - jō bam girē aur manuṣhya mar jāyē̃ .
220They now make such bombs that people die as soon as they are dropped.
216Chīz banānē mē̃ pahlē time lagtā hai phir tō minutemotor .
221At first, it used to take time to make things, but they are now like a motor a minute.
217Jaldī-jaldī banātē jātē haĩ .
222They continue to make everything very quickly.
218Bombs bhī kōī thōṛē banē̃gē kyā ?
223They are not going to make only a few bombs.
219Tum bachchē jāntē hō is purānī sr̥iṣhṭi kā vināśh hōnā hai .
224You children know that this old world is to be destroyed.
220Ab bēhad K|kē bāp sē varsā lēnā hai .
225You now have to claim your inheritance from the unlimited Father.
221Gītā hai tum bhāratvāsiyō̃ kā , dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra .
226The Gita is for you people of Bharat; it is the scripture of the deity religion.
222Bākī tō chhōṭē-chhōṭē haĩ , unkā kōī gāyan nahī̃ .
227All the rest are less significant; they are not remembered.
223Brāhmaṇ dharm hai sabsē ūñch .
228The Brahmin religion is the most elevated of all.
224Brāhmaṇō̃ kā kām hai kathā sunānā .
229It is the duty of brahmin priests to relate religious stories.
225Tum kah saktē hō ham brahmākumār kumāriyā̃ haĩ brahmā K|kē bachchē , hamkō ḍāḍē kā varsā mil rahā hai .
230You can say that you are Brahma Kumars and Kumaris, children of Brahma and that you are receiving your Grandfather’s inheritance.
226Achchhā !
231Achcha.
227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
232To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
233The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
229Dhārṇā kē liē mukhya sār :
234Essence for dharna:
2301 ) drama K|kē her|har rāz kō jāntē huē kisī bhī bāt key|kī phikar nahī̃ karnī hai .
2351. Understand every secret of the drama and don’t worry about anything.
231Paṛhāī paṛhtē rahnā hai .
236Continue to study.
232Manmanābhav hōkar karmātīt bannē kā khyāl rakhnā hai .
237Remain Manmanabhav and be concerned about becoming karmateet.
233Svayã kō satōpradhān banānā hai .
238Make yourself satopradhan.
2342 ) ham ātmāyē̃ śhivbābā key|kī santān āpas mē̃ bhāī haĩ .
2392. You souls are brothers, children of Shiv Baba.
235Śhivbābā sē varsā lē rahē haĩ . 236Is khuśhī mē̃ rahnā hai .
240Maintain the happiness that you are claiming your inheritance from Shiv Baba.
Blessing
237Vardān : antar svarūp mē̃ sthit rah apnē vā bāp K|kē gupta rūp kō pratyakṣha karnē vālē sachchē snēhī bhav
241Blessing: May you be truly loving and reveal the incognito form of the Father and yourself by remaining stable in your inner form.
238Jō bachchē sadā antar key|kī sthiti mē̃ athavā antar svarūp mē̃ sthit rah antarmukhī rahtē haĩ , vē|way kabhī kisī bāt mē̃ lipta nahī̃ hō saktē .
242The children who remain stable in their inner stage, those who are introverted by being stable in their inner form, cannot become engrossed in anything else.
239Purānī duniyā , sambandh , sampatti , padārtha jō alpkāl aur dikhāvā mātra haĩ unsē dhōkhā nahī̃ khā saktē .
243They cannot be deceived by this old world, relations, wealth or physical possessions which are all temporary and showy.
240Antar svarūp key|kī sthiti mē̃ rahnē sē svayã kā śhakti svarūp jō gupta hai vah pratyakṣha hō jātā hai aur isī svarūp sē bāp key|kī pratyakṣhatā hōtī hai .
244By remaining stable in your inner form, your incognito form of power will be revealed and, through this, form, the Father will be revealed.
241Tō aisā śhrēṣhṭh kartavya karnē vālē hī sachchē snēhī haĩ .
245Those who carry out such an elevated task are truly loving.
Slogan
242Slōgan : niśhchay aur janm siddha adhikār key|kī śhān mē̃ rahō tō parēśhān nahī̃ hōṅgē .
246Slogan: Keep the pride and honour of your faith and your Godly birthright and you will not become distressed.
247*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
243Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
248Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
244Svachchhatā bhī saraltā key|kī niśhānī hai .
249Cleanliness is a sign of easiness.
245Jitnī saraltā utnā svachchhatā hōgī isliē sabhī kō apnī taraph ākarṣhit karē̃gē .
250To the extent that you are easy, accordingly, there will be cleanliness and you will therefore attract everyone to yourself.
246Sachchāī aur saphāī bhī tab hōgī jab apnē svabhāv kō saral banāyēṅgē .
251There will be honesty and cleanliness when you make your nature easy and simple.
247Saral svabhāv vālā bahurūpī bhī ban saktā hai .
252Those with easy natures can also be versatile (can adopt many forms).
248Aisē saral svabhāvī sadā harṣhit rahtē aur sarv kō ākarṣhit kartē haĩ .
253Those who are easy-natured will be constantly cheerful and will attract everyone.