शनिवार 27 जून 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-06-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
027/06/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yād sē ātmā kā kichṛā nikāltē jāō , ātmā jab bilkul pāvan banē̃ tab ghar chal sakē ' '
1Essence: Sweet children, continue to remove the rubbish from your souls with remembrance. 2Only when souls become completely pure can they return home.
Question
2Praśhna : is antim janm mē̃ bāp K|kē kis direction kō pālan karnē mē̃ hī bachchō̃ kā kalyāṇ hai ?
3Question: By following which of the Father’s directions do you children benefit in this last birth?
Answer
3Uttar : bābā kahtē mīṭhē bachchē - is antim janm mē̃ bāp sē pūrā varsā lē lō .
4Answer: Baba says: Sweet children, claim your full inheritance from the Father in this last birth.
4Buddhi kō bāhar mē̃ bhaṭkāō mat , viṣh kō chhōṛ amr̥it piyō .
5Don’t allow your intellects to wander outside. 6Renounce poison and drink nectar.
5Is antim janm mē̃ hī tumhē̃ 63 janmō̃ key|kī ādat miṭānī hai isliē rāt-din mēhnat kar dēhī-abhimānī banō .
7It is only in this last birth that you have to finish your habits of 63 births. 8Therefore, make effort day and night and become soul conscious.
Murli
6Ōm śhānti .
9Om shanti.
7Śhāntidhām viśhrāmpurī hai .
10The land of peace is the land of rest.
8Is duniyā sē sab thakē huē haĩ .
11All are tired of this world.
9Chāhtē haĩ ki ham apnē sukhdhām mē̃ jāyē̃ . 10Yah duniyā achchhī nahī̃ lagtī .
12They want to go to their land of happiness; they don’t like this world.
11Svarg kō dēkhtē haĩ tō nark sē dil kaisē lagē .
13When they can see heaven, how can their hearts be attached to hell?
12Kahtē haĩ bābā jaldī karō , is duḥkhdhām sē lē chalō .
14Therefore, they say: Baba, hurry up! 15Take us away from this land of sorrow.
13Bāp bhī samjhātē haĩ - yah tō chhī-chhī duniyā hai , inkā nām hī hai devil world , nark .
16The Father explains: This is a dirty world. 17It is called a devil world, hell.
14Yah kōī achchhā akṣhar hai kyā ?
18Is this a good name?
15Kahā̃ deity world , kahā̃ devil world , is devil world mē̃ sab taṅg hō gayē haĩ . 16Parantu vāpis kōī jā nahī̃ saktē .
19There is so much difference between that deity world and this devil world. 20Everyone is fed up with this devil world but no one can go back home.
17Tamōpradhāntā key|kī khād paṛī huī hai .
21There is tamopradhan alloy mixed inside you souls.
18Vah khād ātmā sē nikalē , uskē liē puruṣhārth kar rahē haĩ .
22You souls are making effort to remove that alloy.
19Jō achchhē puruṣhārthī haĩ , unkī avasthā pichhāṛī mē̃ achchhī hō jāyēgī .
23Those who are good effort-makers will have a good stage at the end.
20Yah purānī duniyā khalās hō jāyēgī , ab tō bākī thōṛē rōz haĩ .
24This old world will be finished; only a few more days now remain.
21Jab tak bāp ākar vāpis na lē jāyē tab tak kōī vāpis jā nahī̃ saktē .
25No one can return home until the Father comes and takes you back.
22Duniyā mē̃ duḥkh hai nā .
26There is sorrow in the world.
23Ghar mē̃ bhī kōī na kōī duḥkh rahtā hai .
27At home, too, they have sorrow about something or other.
24Tum bachchō̃ key|kī dil mē̃ hai bābā ab hamē̃ duḥkhō̃ sē chhuṛānē āyē haĩ .
28It is in the hearts of you children that Baba has come to liberate you from sorrow.
25Jō achchhē niśhchaybuddhi haĩ vah bāp kī yād kō kabhī bhūltē nahī̃ .
29Those whose intellects have very good faith never forget to remember the Father.
26Unkō kahā hī jātā hai sarv kā duḥkh hartā .
30He is called the Remover of Sorrow for everyone.
27Bachchē hī pahchāntē haĩ .
31Only you children recognise Him.
28Agar sab pahchān lē̃ tō phir itnē sab manuṣhya kahā̃ ākar baiṭhē̃ , yah hō na sakē isliē drama mē̃ yukti bhī aisī rachī huī hai .
32If everyone were to recognise Him, where would all of them sit? 33Therefore, that is impossible. 34So, such a method has been created in the drama.
29Jō śhrīmat par chaltē haĩ vahī ūñch pad pā saktē haĩ , vah tō ṭhīk hai .
35Only those who follow shrimat can claim a high status. 36This is correct.
30Sajāyē̃ khākar bhī śhāntidhām athavā pāvan duniyā mē̃ jāyēṅgē . 31Parantu ūñch pad pānē kē liē tō puruṣhārth karnā paṛē nā .
37Souls will experience punishment and then go to the land of peace and the pure world, but effort has to be made to claim a high status.
32Dūsrā pāvan bannē bigar pāvan duniyā mē̃ kōī jā na sakē .
38Secondly, no one can go to that pure world without becoming pure.
33Yah jō kahtē haĩ ki phalānā jyōti jyōt samāyā , vāpis gayā - yah hō nahī̃ saktā .
39When people say that so-and-so merged into the light or that they went back home, that’s impossible.
34Jō pahlē-pahlē sr̥iṣhṭi par āyē haĩ , lakṣhmī-nārāyaṇ , vah bhī vāpis jā nahī̃ saktē tō aur kōī kaisē jā saktē haĩ .
40If the Lakshmi and Narayan, who came onto the earth first, are unable to return home, how could anyone else return home?
35Inkē bhī ab 84 janm pūrē huē .
41Their 84 births are now coming to an end.
36Ab jānē kē liē tapasyā kar rahē haĩ .
42You are now doing tapasya to return home.
37Sab pukārtē hī haĩ ēk bāp kō . 38Ō god father , ō liberator , vah god father hai duḥkh hartā , sukh kartā .
43All call out to the one Father: “O God, the Father! 44O Liberator!” 45God, the Father, is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
39Kr̥iṣhṇa ādi aur kiskō thōṛēhī pukārtē haĩ .
46They do not call out to Krishna, etc.
40Kriściyan hō , musalmān hō , sab ō god father kah bulātē haĩ .
47Whether they are Christians or Muslims, they all call out: “O God, the Father!”
41Ātmā bulātī hai - apnē father kō .
48Souls call out to their Father.
42Father kahtē tab haĩ jab samajhtē haĩ ham ātmā haĩ .
49You say ‘Father’ when you understand that you are souls.
43Ātmā bhī kōī chīz hai nā .
50Souls also have to be something.
44Ātmā kōī baṛī chīz nahī̃ hai , vah tō ēk star hai aur ati sūkṣhma hai .
51Souls are not big things, but are just stars and extremely subtle.
45Jaisē bābā hai vaisē hī ātmā kā svarūp hai .
52As is Baba’s form, so is the form of souls.
46Ab tum bāp key|kī mahimā kartē hō - vah sat-cit hai , gyān kā sāgar , ānand kā sāgar hai .
53All of you praise the Father. 54He is the Truth, the Sentient Being, the Ocean of Knowledge and the Ocean of Bliss.
47Tumhārī ātmā bhī unkē samān bantī hai .
55You souls are becoming equal to Him.
48Tumhārī buddhi mē̃ ab sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān ā gayā hai , aur kōī manuṣhya mātra mē̃ yah gyān nahī̃ hai .
56You have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole world in your intellects. 57No other human being has this knowledge.
49Sārā bhārat , sārī vilāyat ḍhū̃ṛh lō|low , kōī kō bhī patā nahī̃ .
58Go and search the whole of Bharat and everywhere abroad and you would not find anyone who knows this.
50Ātmā 84 janmō̃ kā part bajātī hai .
59A soul plays a part of 84 births.
5184 lākh tō impossible hai .
60It is impossible to take 8.4 million births.
5284 lākh janmō̃ kā tō kōī varṇan hī na kar sakē .
61No one could even speak about 8.4 million births.
53Bāp kahtē haĩ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō , ham sunātē haĩ .
62The Father says: You don’t know your own births. 63I tell you about them.
54Vah sab suntē huē bhī pattharbuddhi samajhtē nahī̃ ki 84 lākh janm hō tō kōī sunā hī kaisē saktē .
64While listening to all of this, those with stone intellects don’t understand how it is impossible for anyone to speak of 8.4 million births.
55Abhī tum jāntē hō ham brāhmaṇ haĩ , hamnē 84 janma liē haĩ .
65You know that you are now Brahmins. 66You have taken 84 births.
56Brahmā nē bhī 84 janma liē haĩ , viṣhṇu nē bhī 84 janma liē haĩ .
67Brahma took 84 births. 68Vishnu also took 84 births.
57Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā .
69Brahma becomes Vishnu and Vishnu becomes Brahma.
58Lakṣhmī-nārāyaṇ hī 84 janma lē phir brahmā-sarasvatī bantē haĩ .
70It is Lakshmi and Narayan who take 84 births and become Saraswati and Brahma.
59Yah bhī samajhnē key|kī bāt hai nā .
71This too is something to be understood.
60Bāp kahtē haĩ her|har 5 hajār varṣh bād ākar samjhātā hū̃ .
72The Father says: I come and explain to you every 5000 years.
615 hajār varṣh kā chakra hai .
73Each cycle is 5000 years.
62Abhī tumnē varṇō kā rāz bhī samjhā hai .
74You now understand the secret of the clans.
63Ham sō kā arth|earth bhī samjhā hai , ham ātmā sō dēvtā bantē haĩ phir ham sō kṣhatriya , ham sō vaiśhya śhūdra bantē haĩ .
75You have also understood the meaning of “hum so”. 76We souls become deities and we then become warriors, merchants and shudras.
64Itnē-itnē janma lētē haĩ phir ham sō brāhmaṇ bantē haĩ .
77We take this many births and then we become Brahmins.
65Brāhmaṇō̃ kā yah ēk janm hai .
78There is this one birth of Brahmins.
66Yah hai hī tumhārā hīrē jaisā janm .
79This is the birth that is as valuable as a diamond.
67Bāp kahtē haĩ - yah tumhārā uttam śharīr hai , issē tum svarg kā varsā pā saktē hō isliē ab aur kōī taraph bhaṭakō mat .
80The Father says: Those are your elevated bodies. 81You can claim your inheritance of heaven through those bodies. 82This is why you should no longer wander in any other direction.
68Gyān amr̥it piyō .
83Drink the nectar of this knowledge.
69Samajh mē̃ bhī ātā hai barōbar 84 janma lētē haĩ .
84You can understand that you truly do take 84 births.
70Tum pahlē satyug mē̃ satōpradhān thē .
85At first, in the golden age, you were satopradhan.
71Phir satō banē̃ . 72Phir chāndī key|kī khād paṛī , ēkdam pūrā hisāb batātē haĩ .
86Then, you became sato as silver alloy was mixed into you. 87The full calculation is shown.
73Ab government bhī kahtī hai sōnē mē̃ khād ( alloy ) milāō . 7414 carat sōnā pahanō .
88Even the Government tells everyone to mix alloy with gold: Wear 14 carat gold!
75Sōnē mē̃ khād ḍālnā - yah bhāratvāsī apasugan samajhtē haĩ .
89The people of Bharat consider it to be inauspicious to mix alloy with gold.
76Śhādī karātē haĩ tō ēkdam sachchā sōnā pahantē haĩ .
90When a wedding takes place, they wear real gold.
77Sōnē par bhī bhāratvāsiyō̃ kā bahut pyār hai .
91The people of Bharat love gold very much.
78Kyō̃ ?
92Why?
79Bhārat key|kī bāt mat pūchhō .
93Don’t even ask about Bharat!
80Satyug mē̃ tō sōnē K|kē mahal thē , sōnē key|kī īṭē̃ thī .
94In the golden age, there are palaces of gold; there are bricks of gold.
81Jaisē yahā̃ īṭō̃ key|kī ḍhērī lagī rahtī hai . 82Vahā̃ sōnē-chāndī key|kī ḍhērī rahtī hai .
95Just as you have piles of bricks here, so there will be piles of gold and silver.
83Māyā machchhandar kā khēl dikhātē haĩ .
96They show a play about Maya.
84Usnē sōnē key|kī īṭē̃ dēkhī , sōchā lē jātā hū̃ .
97That person saw bricks of gold and thought he would bring them back with him (from the subtle region).
85Nīchē utarā tō dēkhā tō kuchh bhī nahī̃ hai .
98When he came down, he saw that there was nothing here.
86Kuchh na kuchh bāt lagtī hai .
99There must be some significance in that.
87Bachchiyā̃ samajhtī haĩ , abhī ham phir sē svarg mē̃ jātē haĩ phir agar pati ādi taṅg kartē haĩ tō bichārī andar mē̃ rōtī haĩ . 88Kab ham sukhdhām mē̃ jāyēṅgē ?
100Daughters understand that they are going to heaven once again. 101If their husbands trouble them, they cry internally, wondering when they will be able to go to the land of happiness.
89Bābā ab jaldī karō .
102“Baba, hurry up!”
90Bāp kahtē haĩ - bachchē jaldī kaisē karū̃ , pahlē tum yōgbal sē apnā kichṛā tō nikālō .
103The Father says: Children, how can I hurry up? 104First of all, remove your rubbish with the power of yoga.
91Yōg key|kī yātrā par rahō .
105Stay on the pilgrimage of remembrance.
92Bāp dhīraj dētē haĩ .
106The Father gives you patience.
93Pukārtē bhī hō hē patit-pāvan āō .
107You even call out: “O Purifier come!”
94Gātē bhī haĩ - sarv kā sadgati dātā ēk .
108You even sing: The Bestower of Salvation for all is One.
95Yahā̃ key|kī hī bāt hai .
109That refers to this time.
96Akāsur bakāsur yah sab bātē̃ is saṅgam samay kī haĩ .
110The names of devils such as Akasur and Bakasur refer to the present time of the confluence age.
97Yah hai hī āsurī duniyā .
111This is a devilish world.
98Tō bāp samjhātē haĩ , maĩ kalp-kalp saṅgam par ātā hū̃ , jab sārā jhāṛ jaṛjaṛībhūt avasthā kō pātā hai .
112The Father explains: I come at the confluence age of every cycle when the whole tree has reached a state of total decay.
99Tum jāntē hō , satyug mē̃ her|har chīz satōpradhān hōtī hai .
113You know that everything in the golden age is satopradhan.
100Yahā̃ itnē pañchhī jānvar ādi haĩ , yah sab itnē vahā̃ nahī̃ hōṅgē .
114Here, there are so many birds and animals. 115There won’t be that many species there.
101Baṛē ādamiyō̃ kē pās achchhī saphāī rahtī hai .
116Grand people have a lot of cleanliness around them.
102Unhō̃ K|kē rahnē kā sthān , furniture ādi bahut achchhā hōtā hai .
117Their residences, their furniture, etc., are very good.
103Tum bhī itnē ūñch dēvtāyē̃ bantē hō .
118You also become such elevated deities.
104Vahā̃ aisī kōī chhī-chhī chīz rah na sakē .
119There cannot be anything dirty there.
105Yahā̃ tō machchhar ādi anēk prakār key|kī bīmāriyā̃ , kitnī gandgī rahtī hai .
120Here, there are mosquitoes and many types of illness, etc. 121There is so much dirt everywhere.
106Gā̃vaṛō̃ mē̃ itnā ganda nahī rahtā .
122There isn’t as much dirt in the villages.
107Baṛē-baṛē śhaharō̃ mē̃ bahut gandgī rahtī hai kyōṅki bahut manuṣhya hō gayē haĩ . 108Rahnē kī jagah nahī̃ hai .
123There is a lot of dirt in the big cities, because there are many people there and there isn’t enough space for them to live.
109Tum sārē viśhva K|kē mālik bantē hō .
124You are becoming the masters of the whole world.
110Manuṣhya gātē haĩ ghaṭ hī mē̃ brahmā , ghaṭ hī mē̃ viṣhṇu … ghaṭ hī mē̃ 9 lakh tārē .
125People sing: “Brahma exists in the universe, Vishnu exists in the universe and the 900,000 stars exist in the universe.”
111Brahmā sō viṣhṇu ban jātē haĩ .
126Brahma becomes Vishnu.
112Viṣhṇu kē sāth sitārē bhī haĩ . 113Satyug mē̃ yah dēvtā bantē haĩ tō itnē thōṛēhī hōtē haĩ , jhāṛ pahlē chhōṭā hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātā hai .
127Together with Vishnu, there are also the stars; they become deities in the golden age, and so there wouldn’t be that many. 128The tree is small at first and then it grows.
114Satyug mē̃ tō bahut thōṛē hōṅgē .
129There will be very few in the golden age.
115Mīṭhī nadiyō̃ kē ūpar rahtē hōṅgē .
130They will live by the sweet rivers.
116Yahā̃ nadiyō̃ sē bahut canals nikāltē haĩ .
131Here, so many canals are created from rivers.
117Vahā̃ canals ādi thōṛēhī hōtē haĩ .
132There won’t be any canals there.
118Muṭṭhī jitnē tō manuṣhya hōtē haĩ .
133There are only a handful of people there.
119Itnē kē liē gaṅgā jamunā tō hai hī .
134The River Ganges and the River Jamuna are enough for that number of people.
120Un nadiyō̃ K|kē hī ās-pās rahtē haĩ .
135They all live close to those rivers.
1215 tatva bhī dēvtāō̃ K|kē gulām ban jātē haĩ .
136Even the five elements become the slaves of the deities there.
122Kabhī bhī bēkāydē barsāt nahī̃ paṛtī .
137There is never rainfall out of season.
123Kabhī nadī uchhal nahī̃ khātī .
138The rivers never overflow.
124Nām hī hai svarg tō phir kyā ?
139The very name is heaven, and so what more could there be?
125Ab kahtē haĩ svarg key|kī āyu itnē lākh varṣh hai .
140People say that the duration of heaven is so many hundreds of thousands of years.
126Achchhā bhalā vahā̃ kaun rājya kartē thē , yah tō batāō .
141OK, tell us who used to rule there?
127Kitnē gapōṛē lagātē rahtē haĩ .
142They continue to tell so many lies.
128Tum jāntē hō , ham kalp pahlē muāphik yē part bajā rahē haĩ .
143You know that you are playing your parts exactly as you did in the previous cycle.
129Rūdra gyān yagya mē̃ anēk prakārō̃ K|kē asurō̃ K|kē vighna paṛē̃gē phir manuṣhya samajhtē haĩ , asur lōg ūpar sē ganda , gōbar ādi ḍāltē thē . 130Parantu nahī̃ , tum dēkhtē hō - kitnē vighna paṛtē haĩ .
144There will be many types of obstacles from the devils in this sacrificial fire of the knowledge of Rudra. 145People think that devils threw rubbish and cow dung, etc. from up above, but no. 146You can see how many obstacles there are.
131Ablāō̃ par atyāchār hōtē haĩ tab tō pāp kā ghaṛā bharēgā .
147Innocent ones are assaulted. 148Only then does the urn of sin become full.
132Bāp kahtē haĩ - thōṛā sahan karnā paṛēgā .
149The Father says: A little has to be tolerated.
133Tum apnē bāp aur varsē kō yād kartē rahō .
150Continue to remember the Father and the inheritance.
134Mār khānē samay bhī buddhi mē̃ yād karō - śhivbābā .
151Even at times of being beaten, you must keep Shiv Baba in your intellect.
135Tumkō tō buddhi mē̃ gyān hai , kiskō phānsī par chaṛhātē haĩ tō pādrī lōg kahtē haĩ god father kō yād karō .
152You have this knowledge in your intellects. 153When someone is about to be hung on the gallows, the priest asks him to remember God, the Father.
136Aisē nahī̃ kahē̃gē Christ kō yād karō .
154He doesn’t say: Remember Christ.
137Iśhārā god kē liē kartē haĩ .
155He gives a signal to that person to remember God.
138Vah itnā lovely hai , sab unkō pukārtē haĩ .
156He is so lovely! 157Everyone calls out to Him.
139Ātmā hī pukārtī hai .
158It is the souls that call out.
140Ab dēhī-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .
159It takes effort to become soul conscious.
14163 janm tum dēh-abhimān mē̃ rahē hō .
160You have been body conscious for 63 births.
142Abhī is ēk janm mē̃ vah ādhākalp key|kī ādat miṭānī hai .
161Now, finish that habit of half the cycle in this one birth.
143Tum jāntē hō , dēhī-abhimānī bannē sē ham svarg K|kē mālik ban jāyēṅgē .
162You know that by becoming soul conscious you will become the masters of heaven.
144Kitnī ūñch prāpti hai .
163This is such an elevated attainment.
145Tō rāt-din isī kōśhiśh mē̃ rahnā paṛē .
164Therefore, you have to make effort for this, day and night.
146Manuṣhya dhandhē ādi kē liē bhī mēhnat kartē haĩ . 147Āmdanī mē̃ manuṣhya kō kabhī jhuṭkā yā ubāsī nahī̃ āyēgī kyōṅki āmdanī hai . 148Paisē key|kī khuśhī rahtī hai .
165People make so much effort in their business, etc., they don’t nod off or yawn when they are earning an income; they have the happiness of earning money.
149Thaknē key|kī bāt hī nahī̃ rahtī .
166There is no question of becoming tired.
150Bābā bhī anubhavī hai nā .
167Baba is also experienced.
151Rāt kō steamers ātē thē tō ākar māl kharīd kartē thē .
168When steamers come in at night, people get off to buy goods.
152Jab tak grāhak key|kī jēb khālī na karē̃ tab tak unkō chhōṛē nahī̃ .
169The shopkeepers won’t leave the customers alone until they have emptied their pockets.
153Bābā nē rath bhī pūrā anubhavī liyā hai .
170Baba has taken a very experienced chariot.
154Isnē sab anubhav kiyā hai .
171This one has experienced everything.
155Gānvaṛē kā chhōrā bhī thā .
172He was also a village urchin.
15610 ānē maṇ anāj bēchtā thā .
173He used to sell approximately 40lbs of grain for 10 annas (62 paisas).
157Abhī tō dēkhō viśhva kā mālik bantē haĩ .
174Now look, he is becoming a master of the world.
158Ēkdam gānvaṛē kā thā .
175He was a complete village urchin.
159Phir chaṛh gayā tō ēkdam javāharāt K|kē dhandhē mē̃ lag gayā .
176Then, when he rose high, he became completely engrossed in the jewellery business.
160Bas javāharāt key|kī bāt .
177There was nothing but jewellery.
161Yah phir haĩ sachchē javāharāt .
178This now is the business of real jewellery.
162Yah hōtā hai royal vyāpār .
179This is a royal business.
163Bābā bahut anubhavī hai .
180Baba is very experienced.
164Bābā viceroy ādi K|kē ghar mē̃ aisē jātē thē jaisē apnā ghar .
181Baba used to go to the home of the Viceroy, etc. as though it was his own home.
165Inkō phir kahā jātā hai avināśhī gyān ratna .
182These are called the imperishable jewels of this knowledge.
166Jitnā yah buddhi mē̃ dhāraṇ karē̃gē , issē tum padampati banē̃gē .
183The more your intellect imbibes, the more of a multimillionaire you will become.
167Śhivbābā kō kahā jātā hai saudāgar , ratanāgar .
184Shiv Baba is called the Businessman and the Jewel Merchant.
168Unkī mahimā bhī gātē haĩ phir kah dētē sarvavyāpī .
185People sing His praise and then say that He is omnipresent.
169Mahimā kē sāth phir itnī glānī .
186Together with His praise, there is also His defamation.
170Kaisī hālat hō gaī hai bhakti mārg key|kī .
187Look at what the condition of the path of devotion has become.
171Bāp kahtē haĩ - jab bhakti pūrī hōtī hai , tab bhaktō̃ kā rakṣhak bāp ātē haĩ .
188The Father says: When devotion comes to an end, the Father, the Protector of the Devotees, comes.
172Bahut bhakti kaun kartē haĩ , yah bhī siddha hō jātā hai .
189It has also been proven who does the most devotion. 190You do the most devotion.
173Sabsē jāstī bhakti tum kartē hō . 174Vahī yahā̃ ākar pahlē-pahlē brāhmaṇ bantē haĩ aur bāp sē varsā lētē haĩ phir sē pūjya bannē kā .
191Only such ones will come here and first become Brahmins and once again claim their inheritance from the Father of becoming worthy of worship.
175Rāvaṇ nē pujārī banāyā hai , bāp pūjya banātē haĩ .
192Ravan made you into worshippers and the Father makes you worthy of worship.
176Yah hai bhagvānuvāch .
193These are the versions of God.
177Bhagvān ēk hai . 1782-3 bhagvān hōtē nahī̃ .
194God is One; there cannot be two or three Gods.
179Gītā bhagvān key|kī gāī huī hai .
195The Gita of God has been remembered.
180Śhiv bhagvānuvāch kē badlē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai tō kitnā phark hō gayā hai .
196Instead of writing: “God Shiva speaks”, they have put Shri Krishna’s name, and that has thereby made such a difference.
181Drama anusār phir bhī gītā kā nām aisē badalnā hī hai .
197According to the drama, the name of the Gita had to be changed in that way.
182Phir bulātē haĩ hē patit-pāvan āō .
198Then, they call out: “O Purifier, come!”
183Bāp pāvan banātē haĩ , rāvaṇ patit banātē haĩ .
199The Father makes you pure and Ravan makes you impure.
184Tō samajhnē key|kī kitnī buddhi chāhiē .
200A clever intellect is needed to understand all of this.
185Śhrīmat , śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh mat hai hī ēk bāp key|kī .
201Shrimat, the most elevated directions, are from the one Father.
186Yah lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik bāp key|kī mat sē hī banē haĩ .
202Lakshmi and Narayan became the masters of heaven by following the Father’s directions.
187Achchhā !
203Achcha.
188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
204To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
205The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
190Dhārṇā kē liē mukhya sār :
206Essence for dharna:
1911 ) is ēk janm mē̃ 63 janmō̃ K|kē purānē dēh-abhimān key|kī ādat miṭānē key|kī mēhnat karnī hai .
2071. Make effort in this one birth to remove your old habit of 63 births of body consciousness.
192Dēhī-abhimānī ban svarg kā mālik bannā hai .
208Become soul conscious and become a master of heaven.
1932 ) is hīrē tulya uttam janm mē̃ is buddhi kō bhaṭkānā nahī̃ hai , satōpradhān bannā hai .
2092. In this elevated birth, which is as valuable as a diamond, don’t allow your intellect to wander. 210Become satopradhan.
194Atyācārō̃ kō sahan kar bāp sē pūrā varsā lēnā hai .
211Tolerate any assaults and claim your full inheritance from the Father.
Blessing
195Vardān : sākār bāp samān apnē her|har karma kō yādgār banānē vālē ādhārmūrt aur uddhārmūrt bhav
212Blessing: May you become an image of support and upliftment and, like the corporeal father, make every action of yours a memorial.
196Jaisē sākār bāp nē apnā her|har karma yādgār banāyā aisē āp sabhī kā her|har karma yādgār tab banēgā jab svayã kō ādhārmūrt aur uddhārmūrt samajhkar chalē̃gē .
213Just as the corporeal father made every action of his a memorial, in the same way, every action of yours will become a memorial, when you move along while considering yourself to be an image of support and upliftment.
197Jō apnē kō viśhva parivartan K|kē ādhārmūrt samajhtē haĩ , unkā her|har karma ūñchā hōtā hai aur vr̥itti-dr̥iṣhṭi mē̃ jab sarv K|kē kalyāṇ key|kī bhāvnā rahtī hai tō her|har karma śhrēṣhṭh hō jātā hai .
214Every action of those who consider themselves to be images of support for world transformation will be the highest. 215When your vision and attitude have the feeling of bringing benefit to all, every action of yours becomes elevated.
198Aisē śhrēṣhṭh karma hī yādgār bantē haĩ .
216Such elevated actions become memorials.
Slogan
199Slōgan : satyatā key|kī śhakti kō dhāraṇ karnē kē liē sahanśhīl banō .
217Slogan: In order to imbibe the power of truth, have tolerance.
218*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
200Yē avyakt iśhārē - sadā harṣhit rahnē kē liē apnī nature kō saral banāō , sahanśhīl banō .
219Avyakt Signal: To remain constantly cheerful, be easy-natured and tolerant.
201Is sahajyōgī jīvan mē̃ agar muśhkilātō̃ kā anubhav hōtā hai tō sahaj rājya kaisē karē̃gē .
220If you experience difficulties in this easy yogi life, then how would you then rule easily?
202Yahā̃ K|kē saṅskār hī vahā̃ lē jāyēṅgē .
221The sanskars from here will take you there.
203Dēkhō , āpkē yādgār jō dēvtāō̃ K|kē chitra banātē haĩ unkī sūrat mē̃ saraltā zarūr dikhātē haĩ , tō jō jitnā sahaj puruṣhārthī hōgā vah mansā mē̃ bhī saral , vāchā mē̃ bhī saral , karma mē̃ bhī saral hōgā .
222Look at the pictures of the deities, they definitely show easiness and simplicity on their faces. 223To the extent that someone is an easy effort-maker, he will accordingly be simple in his mind, simple with his words and simple in his actions.
204Uskō hī phariśhtā kahtē haĩ .
224Such a soul is called an angel.