शुक्रवार 3 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
003/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum is drama K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē hō , tumhē̃ bāp dvārā gyān kā tīsrā nētra milā hai isliē tum hō āstik ' '
1Essence: Sweet children, you know the beginning, middle and end of this drama. 2Each of you has received a third eye of this knowledge from the Father and this is why you are theists.
Question
2Praśhna : bāp kā kaun sā title dharm sthāpakō̃ kō nahī̃ dē saktē haĩ ?
3Question: Which of the Father’s titles cannot be given to the founders of religions?
Answer
3Uttar : bābā hai satgurū .
4Answer: The Father is the Satguru.
4Kisī bhī dharm sthāpak kō gurū nahī̃ kah saktē kyōṅki gurū vah jō duḥkh sē chhuṛāyē , sukh mē̃ lē jāyē .
5No founder of a religion can be called a guru, because a guru is one who liberates you from sorrow and takes you into happiness.
5Dharm sthāpan karnē vālō̃ kē pīchhē tō unkē dharm key|kī ātmāyē̃ ūpar sē nīchē ātī haĩ , vah kisī kō lē nahī̃ jātē .
6The souls of the religions, that were established by those founders, follow them down. 7The founders of religions do not take anyone back.
6Bāp jab ātē haĩ tō sabhī ātmāō̃ kō ghar lē jātē haĩ isliē vah sabhī K|kē satgurū haĩ .
8When the Father comes, He takes all souls back home. 9Therefore, He is the Satguru of everyone.
Song
7Gīt : is pāp key|kī duniyā sē …
10Song: Take us away from this world of sin to a place of rest and comfort.
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt key|kī line sunī .
12You sweetest, spiritual children heard a line of the song.
10Yah hai pāp key|kī duniyā .
13This is a world of sin.
11Bachchē jāntē bhī haĩ , yah pāp ātmāō̃ kī duniyā hai .
14You children know that this is a world of sinful souls.
12Kitnā burā akṣhar hai . 13Parantu manuṣhya yah samajh nahī̃ saktē ki sachmuch yah pāp ātmāō̃ kī duniyā hai .
15The word “sin” is very bad but people are not able to understand that this world really is a world of sinful souls.
14Jarūr kōī puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā bhī thī , uskō kahā jātā hai svarg .
16There must definitely have also been a world of charitable souls and that is called heaven.
15Pāp ātmāō̃ kī duniyā kō kahā jātā hai nark .
17The world of sinful souls is called hell.
16Bhārat mē̃ hī svarg aur nark key|kī charchā bahut hai .
18There is a lot of talk of heaven and hell in Bharat.
17Manuṣhya martē haĩ tō kahtē haĩ svargvāsī huā , tō issē siddha hōtā hai narkvāsī thē . 18Patit duniyā sē pāvan duniyā mē̃ gayā .
19When a person dies, people say that he has become a resident of heaven. 20This proves that he was a resident of hell and that he went from this impure world to that pure world.
19Parantu manuṣhyō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ hai , jō ātā hai sō bōl dētē haĩ .
21However, people don’t know anything. 22They continue to say whatever enters their minds.
20Yathārth arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē haĩ .
23They don’t understand the accurate meaning at all.
21Bāp ākar tum bachchō̃ kō tasallī dētē haĩ ki ab thōṛā dhīraj dharō .
24The Father comes and reassures you children: Just be a little more patient!
22Tum pāpō̃ K|kē bōjh sē bahut bhārī hō paṛē hō .
25You have become very heavy with your burdens of sin.
23Ab tumkō puṇya ātmā banāē aisī duniyā mē̃ lē jātē haĩ , jiskō svarg kahā jātā hai .
26You are now being made into charitable souls and being taken to a world called heaven.
24Vahā̃ na kōī pāp hōgā , na kōī duḥkh hōgā .
27There won’t be any sin or sorrow there.
25Bachchō̃ kō dhīraz milā huā hai .
28You children have been given patience.
26Āj yahā̃ haĩ kal apnē śhāntidhām , sukhdhām mē̃ jāyēṅgē .
29Today, you are here and tomorrow you will go to your land of peace and then to your land of happiness.
27Jaisē bīmār manuṣhya thōṛā ṭhīk hōnē par hōtā hai tō doctor dhīraj dētē haĩ - jaldī sē tum bahut achchhā hō jāyēṅgē .
30When a person has been ill and is on the way to recovery, the doctor reassures him that he will very soon be well.
28Ab yah tō hai bēhad kā dhīraz .
31Here, there is unlimited patience.
29Bēhad kā bāp kahtē haĩ - tum tō bahut duḥkhī patit hō gayē hō .
32The unlimited Father says: You have become very unhappy and impure.
30Ab ham tum bachchō̃ kō āstik banātē haĩ .
33I am now making you children into theists.
31Phir rachnā kā bhī parichay dētē haĩ .
34He also gives you the introduction of the creation.
32R̥iṣhi ādi tō kahtē āyē haĩ ki ham rachayitā aur rachnā kō nahī̃ jāntē haĩ .
35The rishis, etc. have been saying that they don’t know the Creator or the creation.
33Ab uskō kaun jāntē haĩ .
36Who knows them?
34Kab aur kis dvārā jān saktē haĩ , yah kiskō patā nahī̃ hai .
37No one knows when or from whom they can come to know this.
35Drama K|kē ādi-madhy-ant kō kōī jāntē hī nahī̃ .
38No one knows the beginning, the middle or the end of the drama.
36Bāp kahtē haĩ - maĩ saṅgam-yug par ākar drama anusār tum bachchō̃ kō pahlē-pahlē āstik banātā hū̃ phir tumkō rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz sunātā hū̃ arthāt tumhārā gyān kā tīsrā nētra khōltā hū̃ .
39The Father says: I come at the confluence age and, according to the drama, first make you children into theists and then tell you secrets of the beginning, middle and end of creation, that is, I open your third eyes of this knowledge.
37Tumkō rōśhnī mil gaī hai .
40You have been enlightened.
38Āṅkhō̃ key|kī rōśhnī chalī jātī hai tō manuṣhya andhē hō jātē haĩ .
41When a person loses his sight, he becomes blind.
39Is samay manuṣhyō̃ kō gyān kā tīsrā nētra nahī̃ hai .
42At this time, no human being has a third eye of this knowledge.
40Manuṣhya hōkar us bāp aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē tō unkō buddhihīn kahā jātā hai .
43If, as human beings, they don’t know the Father or the beginning, middle and end of creation, they are said to be without intellects.
41Gīt mē̃ bhī hai - ēk haĩ andhē key|kī aulād andhē . 42Dūsrē haĩ sajjē .
44In the song, it also says: “Some are blind, children of the blind, and others are ones who have sight.”
43Dikhātē haĩ - mahābhārat laṛāī lagī thī aur ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā huī thī .
45They have portrayed the Mahabharat War taking place and the one original, eternal deity dharma being established.
44Bāp nē ātmāō̃ kō ākar rājyōg sikhāyā thā - satyugī svarājya dēnē kē liē .
46The Father came and taught you souls Raja Yoga in order to give you the golden-aged sovereignty.
45Ātmāyē̃ kahtī haĩ maĩ rājā hū̃ , maĩ barrister hū̃ .
47Souls say: “I am a king. 48I am a barrister.”
46Tumhārī ātmā ab jāntī hai - ham viśhva kā svarājya pā rahē haĩ - viśhva K|kē rachayitā bāp dvārā .
49You souls know that you are now claiming the sovereignty of the world from the Father, the Creator of the world.
47Vah kiskā rachayitā hai ?
50What is He the Creator of?
48Naī duniyā kā .
51That new world.
49Bāp naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .
52The Father creates a new world.
50Creator bhī hai tō unmē̃ sārā gyān bhī hai .
53He is the Creator and He also has all the knowledge.
51Sārē world key|kī history kōī ēk bhī nahī̃ jāntē haĩ .
54No one else knows the history of the whole world.
52Kiskō gyān kā tīsrā nētra nahī̃ hai .
55No one has a third eye of this knowledge.
53Sivāē bāp K|kē kōī tīsrā nētra dē nahī̃ saktā .
56No one, apart from the Father, can give you a third eye.
54World key|kī history , geography , mūlvatan , sūkṣhmavatan , sthūlvatan . . . yah sab tum jāntē hō .
57You know the history and geography of the world: the incorporeal world, the subtle region and the corporeal world.
55Mūlvatan hai ātmāō̃ key|kī sr̥iṣhṭi .
58The incorporeal world is the world of souls.
56Sannyāsī kahtē haĩ ham brahm mē̃ līn hō jāyēṅgē vā jyōti jyōt samāyēṅgē .
59Sannyasis say that they will merge into the brahm element, or that they will merge into the light.
57Aisā hai nahī̃ .
60It is not like that.
58Tum jāntē hō brahm tatva mē̃ jākar nivās karē̃gē .
61You know that you will go and reside in the brahm element.
59Vah śhāntidhām ghar hai .
62That land of peace is your home.
60Vah kah dētē haĩ brahm hī bhagvān hai , kitnā fark hai .
63They say that the brahm element is God. 64There is so much difference!
61Brahm tō tatva hai .
65Brahm is an element.
62Jaisē ākāśh tatva hai , vaisē brahm bhī tatva hai .
66Just as the sky is an element, so brahm is also an element.
63Jahā̃ ham ātmāyē̃ aur parampitā paramātmā nivās kartē haĩ , unkō sweet home kahā jātā hai . 64Vah hai ātmāō̃ kā ghar .
67The place where we souls and the Supreme Soul reside is called the sweet home; it is the home of souls.
65Bachchō̃ kō mālūm paṛā hai , brahm mahatatva mē̃ kōī ātmāyē̃ līn nahī̃ hōtī haĩ aur ātmā kabhī vināśh kō prāpt nahī̃ hōtī .
68You children know that souls cannot merge into the great brahm element and that souls can never be destroyed.
66Ātmā avināśhī hai .
69Souls are imperishable.
67Yah drama bhī banā banāyā avināśhī hai .
70This predestined drama is also imperishable.
68Is drama K|kē kitnē actors haĩ .
71This drama has so many actors.
69Abhī hai saṅgamyug , jabki sabhī actors hāzir haĩ .
72It is now the confluence age, when all the actors are present.
70Nāṭak pūrā hōtā hai tō sab actors , creator ādi sab ākar hāzir hōtē haĩ .
73When a play comes to its end, all the actors and its creator, etc. come onto the stage.
71Is samay yah bēhad kā drama bhī pūrā hōtā hai phir repeat hōnā hai .
74At this time, this unlimited drama is coming to the end and it will then repeat.
72Un had K|kē nāṭakō̃ mē̃ change hō saktī hai . 73Drama purānā hō jātā hai .
75There can be some change in a limited play; that drama becomes old.
74Yah tō bēhad kā drama anādi avināśhī hai .
76This is an eternal and imperishable, unlimited drama.
75Bāp trikāldarśhī , trinētrī banātē haĩ .
77The Father makes you trikaldarshi and trinetri.
76Dēvtāyē̃ kōī trikāldarśhī nahī̃ hōtē haĩ . 77Na śhūdra varṇa vālē trikāldarśhī hōtē haĩ .
78Neither deities nor those who belong to the shudra clan are trikaldarshi.
78Trikāldarśhī tō sirph tum brāhmaṇ varṇa vālē hō .
79Only you, who belong to the Brahmin clan, are trikaldarshi.
79Jab tak brāhmaṇ na banē̃ tab tak tīsrā nētra gyān kā mil na sakē .
80You cannot receive a third eye of this knowledge unless you become a Brahmin.
80Tum jhāṛ K|kē ādi-madhy-ant kō , sabhī dharmō kō bhī jāntē hō .
81You know the beginning, middle and end of the tree and all the religions.
81Tum bhī master knowledgeful hō jātē hō .
82You become master knowledge-full too.
82Bāp bachchō̃ kō āpsamān banāyēṅgē nā .
83The Father would make His children similar to Himself.
83Gyān kā sāgar tō ēk hī bāp hai , jō sabhī ātmāō̃ kā bāp hai .
84Only the one Father is the Ocean of Knowledge, and He is the Father of all souls.
84Sabhī bachchō̃ kō āstik banāē trikāldarśhī banātē haĩ .
85He makes all of you children theists and trikaldarshi.
85Ab tum bachchō̃ kō sabkō yah kahnā hai ki śhivbābā āyā hai , unkō yād karō .
86You children now have to tell everyone that Shiv Baba has come and that they have to remember Him.
86Jō āstik bantē haĩ vah bāp kō achchhī rīti pyār kartē haĩ .
87Those who become theists love the Father very much.
87Tumhārē ūpar bāp kā bhī pyār hai .
88The Father also loves you.
88Tumkō svarg kā varsā dētē haĩ .
89He gives you your inheritance of heaven.
89Gāyā huā hai ki vināśh kālē viprīt buddhi vinaśhantī aur vināśh kālē prīt buddhi vijayantī .
90It is remembered that those who have non-loving intellects at the time of destruction are led to destruction and that those who have loving intellects are led to victory.
90Gītā mē̃ kōī-kōī akṣhar sachchē haĩ .
91Some words in the Gita are true.
91Śhrīmad bhagavat gītā hai sarvōttam śhāstra .
92The Shrimad Bhagawad Gita is the most elevated scripture.
92Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra .
93It is the scripture of the original, eternal deity dharma.
93Yah bhī samjhāyā hai mukhya dharm śhāstra haĩ hī 4 aur jō dharm vālē haĩ , vah ātē hī haĩ sirph apnē dharm key|kī sthāpanā karnē .
94It has been explained that there are four main religious scriptures. 95Those of the other religions that come only come to establish their own religion.
94Rājāī ādi key|kī bāt nahī̃ .
96There is no question of a kingdom.
95Unkō gurū bhī nahī̃ kah saktē .
97They cannot be called gurus.
96Gurū kā tō kām hī hai - vāpas lē jānā .
98The work of a guru is to take everyone back.
97Ibrāhim , buddha , Christ ādi tō ātē haĩ phir unkē pichhāṛī unkī vaṅśhāvalī bhī ātī hai .
99When Abraham, Buddha and Christ come, their dynasty follows them.
98Gurū vah jō duḥkh sē chhuṛāyē aur sukh mē̃ lē jāyē .
100A guru is one who liberates you from sorrow and takes you into happiness.
99Vah tō sirph dharm sthāpan karnē ātē haĩ .
101Those people simply come to establish their religions.
100Yahā̃ tō bahutō̃ kō gurū kah dētē haĩ .
102Here, many are called gurus.
101Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī gurū nahī̃ kah saktē .
103However, even Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called gurus.
102Ēk śhivbābā hī sarv kā sadgati dātā hai .
104Only Shiv Baba is the Bestower of Salvation for All.
103Pukārtē bhī ēk rām kō haĩ .
105People call out to the one Rama.
104Śhivbābā kō bhī rām kahtē haĩ .
106Shiv Baba is also called Rama.
105Bahut bhāṣhāyē̃ haĩ , tō nām bhī bahut rakh diyē haĩ . 106Asul nām hai śhiv .
107There are many languages and so He has been given many names, but His real name is Shiva.
107Unkō sōmnāth bhī kahtē haĩ .
108He is also called Somnath (the Lord of Nectar).
108Sōmras pilāyā arthāt gyān dhan diyā .
109He gave you nectar to drink, that is, He gave you the wealth of this knowledge.
109Bākī pānī ādi key|kī tō bāt hī nahī̃ .
110However, there is no question of water etc.
110Tumkō sammukh knowledgeful , blissful banā rahē haĩ .
111He is personally making you knowledge-full and blissful.
111Bāp tō gyān kā sāgar hai .
112The Father is the Ocean of this Knowledge.
112Tum bachchō̃ kō gyān nadiyā̃ banātē haĩ .
113He makes you children into rivers of knowledge.
113Sāgar ēk hōtā hai . 114Ēk sāgar sē anēk nadiyā̃ nikaltī haĩ .
114There is just the one ocean, and many rivers emerge from just the one ocean.
115Abhī tum hō saṅgam par .
115You are now at the confluence age.
116Is samay yah sārī dhartī rāvaṇ kā sthān hai .
116At this time, the whole earth is Ravan’s place.
117Sirph ēk laṅkā nahī̃ thī , sārī dhartī par rāvaṇ kā rājya hai .
117It wasn’t just Lanka that belonged to Ravan. 118The whole earth is the kingdom of Ravan.
118Rāmrājya mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōṅgē .
119There will be very few people in the kingdom of Rama.
119Yah sirph abhī tumhārī buddhi mē̃ hai .
120Only at this time is this in your intellects.
120Bābā nē samjhāyā hai - maĩ 3 dharmō key|kī sthāpanā kartā hū̃ - brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya .
121Baba has explained that He establishes three dharmas: the Brahmin, deity and warrior dharmas.
121Phir vaiśhya , śhūdra varṇa mē̃ aur sabhī ākar apnā-apnā dharm sthāpan kartē haĩ .
122All the other founders of religions enter the merchant and shudra clans and establish their own religions.
122Anēk dharmō kā vināśh bhī karātē haĩ .
123He also inspires the destruction of the innumerable religions.
123Bhārat mē̃ trimūrti kā chitra bhī banātē haĩ . 124Parantu usmē̃ śhiv kā chitra gum kar diyā hai .
124They have even made a picture of the Trimurti in Bharat, but they have made the image of Shiva disappear from that.
125Śhiv sē hī siddha hōtā hai ki parampitā paramātmā śhiv brahmā dvārā sthāpanā , viṣhṇu dvārā pālnā karātē haĩ , unkō karankarāvanhār kahā jātā hai .
125It is with the image of Shiva that it can be proved that the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva carries out the establishment through Brahma and sustenance through Vishnu. 126He is called Karankaravanhar.
126Khud bhī karma kartē haĩ , tum bachchō̃ kō bhī sikhlātē haĩ .
127He performs actions Himself and He also teaches you children.
127Karma-akarma-vikarma kī gati bhī samjhātē haĩ .
128He also explains to you the philosophy of actions, neutral actions and sinful actions.
128Rāvaṇ rājya mē̃ tum jō karma kartē hō vah vikarma ban jātā hai .
129Whatever actions you perform in the kingdom of Ravan, they are sinful.
129Satyug mē̃ jō karma kartē hō vah akarma hō jātā hai .
130Whatever actions you perform in the golden age, they are neutral.
130Yahā̃ vikarma hī hōtā hai kyōṅki rāvaṇ kā rājya hai .
131Here, there are only sinful actions because it is the kingdom of Ravan.
131Satyug mē̃ 5 vikār hōtē hī nahī̃ .
132The five vices don’t exist in the golden age.
132Ēk-ēk bāt samajhnē kī hai aur second mē̃ samjhāī jātī hai .
133Every aspect has to be understood and it is explained in a second.
133Ōm kā arth|earth vō lōg tō bahut vistār sē samjhātē haĩ .
134Those people explain the meaning of Om in great detail.
134Bāp kahtē haĩ - ōm mānā aham ātmā aur yah mērā śharīr .
135The Father says: Om means: I am a soul and this is my body.
135Kitnā sahaj hai .
136It is so easy!
136Aur tum samajhtē hō ham sukhdhām mē̃ jā rahē haĩ .
137You understand that you are going to the land of happiness.
137Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mandir kō sukhdhām kahtē haĩ .
138The Shri Krishna temple is also called a land of happiness.
138Hai bhī kr̥iṣhṇapurī .
139That is the land of Krishna.
139Mātāyē̃ , kr̥iṣhṇapurī mē̃ jānē kē liē bahut mēhnat kartī haĩ .
140Mothers make a lot of effort to go to that land of Krishna.
140Tum abhī bhakti nahī̃ kartē hō . 141Tumkō gyān milā hai aur kōī manuṣhya mātra mē̃ yah gyān nahī̃ hai .
141You no longer perform devotion because you have received this knowledge. 142No other human beings have this knowledge.
142Maĩ tumkō pāvan banākar jātā hū̃ phir patit kaun banātē haĩ ?
143I go back after making you pure. 144So, who then makes you impure?
143Yah kōī batā na sakē .
145No one can answer this.
144Sab male|mail|mēl athavā female bhaktiyā̃ haĩ , sītāyē̃ haĩ .
146All males and females are devotees, Sitas.
145Sabkī sadgati karnē vālā bāp hai .
147The Father grants salvation to everyone.
146Sab rāvaṇ key|kī jēl mē̃ haĩ .
148All are in the jail of Ravan.
147Yah hai hī duḥkhdhām .
149This is a land of sorrow.
148Bāp tumkō sukhdhām kā mālik banātē haĩ .
150The Father makes you into the masters of that land of happiness.
149Aisē bāp kō 5 hajār varṣh bād sirph tum dēkhtē hō .
151Only you see such a Father after 5000 years.
150Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī ātmā kō ab knowledge hai .
152The Lakshmi and Narayan souls now have this knowledge.
151Ham chhōṭēpan mē̃ yah ( kr̥iṣhṇa ) haĩ phir baṛē banē̃gē , aisē śharīr chhōṛē̃gē .
153I will become this (Krishna) as a child and then, when I grow old, I will shed my body and take another in this way.
152Phir dūsrā lē̃gē aur kōī kō yah knowledge nahī̃ hai .
154No one else has this knowledge.
153Bāp kahtē haĩ - tum sab pārvatiyā̃ hō , śhivbābā tumkō amarkathā sunā rahē haĩ - amar banānē kē liē , amarlōk mē̃ lē jānē kē liē .
155The Father says: All of you are Parvatis. 156Shiv Baba is telling you the story of immortality in order to make you immortal and to take you to that land of immortality.
154Yah mr̥ityulōk hai .
157This is a land of death.
155Tum sab pārvatiyā̃ amarnāth dvārā amarkathā sun rahī hō .
158All of you Parvatis are listening to the story of immortality from the Lord of Immortality.
156Tum sach-sach bantē hō sirph bāp kō yād karnē sē tumhārī ātmā amar bantī hai , jahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ hōtī .
159You truly do become that. 160By remembering the Father, you souls become immortal. 161That is a place where there is no question of sorrow.
157Jaisē sarp ēk khāl chhōṛ dūsrī lētē haĩ .
162You take another body there as easily as a snake sheds its skin and receives another.
158Yah sab misāl yahā̃ K|kē haĩ .
163All of those examples refer to this time.
159Bhramarī kā misāl bhī yahā̃ kā hai .
164The example of the bumble bee also refers to this time.
160Tum brāhmaṇ kyā kartē hō ?
165What do you Brahmins do?
161Vikārī kīṛō̃ kō badal dēvtā banātē hō .
166You change the vicious insects into deities.
162Manuṣhya key|kī hī bāt hai .
167This refers to human beings.
163Bhramarī kā tō yah ēk dr̥iṣhṭānt haĩ .
168That story of bumble bees is just an example.
164Tum brāhmaṇ bachchē abhī bāp dvārā amar kathā sun rahē hō , aurō̃ kō baiṭh gyān key|kī bhū̃-bhū̃ kartē hō , jissē manuṣhya sē dēvtā , svarg key|kī parī ban jāyēṅgē .
169You Brahmin children are now listening to the story of immortality from the Father. 170You sit and buzz to others this knowledge, through which they change from human beings into deities, the angels of heaven.
165Bākī aisē nahī̃ ki mānsarōvar mē̃ ḍubkī lagānē sē kōī parī ban jāyēṅgē .
171It isn’t that anyone can become an angel by taking a dip in the Mansarovar Lake.
166Yah sab hai jhūṭh .
172All of that is false.
167Tum jhūṭh hī suntē āyē hō , ab bāp truth sunātē haĩ .
173You have been listening to lies whereas the Father now tells you the truth.
168Ab bāp kahtē haĩ - apnē kō ātmā samjhō .
174The Father says: Consider yourselves to be souls.
169Tum samajhtē hō nirākār parampitā paramātmā is mukh dvārā sunā rahē haĩ . 170Ham in kānō̃ dvārā sun rahē haĩ .
175You understand that the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, is speaking this knowledge to you through this mouth and that you are listening through your ears.
171Ātma-abhimānī bannā hai , phir paramātmā bhī realise karātē haĩ . 172Maĩ kaun hū̃ ?
176When you have become soul conscious, God can then make you realise who He is.
173Dūsrā kōī ātma-abhimānī banā na sakē .
177No one else can make you soul conscious.
174Sivāē bāp K|kē aur kōī kah na sakē ki tum ātma-abhimānī banō .
178No one, except the Father, can say: Become soul conscious!
175Śhiv jayanti bhī manātē haĩ parantu unkī jayanti kaisē hai , yah nahī̃ jāntē .
179People celebrate the birthday of Shiva, but no one knows how His birth takes place.
176Bāp hī khud ākar samjhātē haĩ - maĩ sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .
180The Father Himself comes and explains: I enter an ordinary old body.
177Nahī̃ tō brahmā āyēgā kahā̃ sē ?
181Where else would Brahma come from?
178Patit tan hī chāhiē .
182An impure body is needed.
179Sūkṣhmavatanvāsī brahmā mē̃ virājmān hōkar tō brāhmaṇ nahī̃ rachē̃gē .
183He wouldn’t create Brahmins by entering avyakt Brahma, the resident of the subtle region.
180Kahtē haĩ maĩ patit śharīr , patit duniyā mē̃ ātā hū̃ .
184He says: I enter an impure body and an impure world.
181Gāyā huā hai - brahmā dvārā sthāpanā . 182Phir jiskī sthāpanā kartē haĩ , jō yah gyān pātē haĩ vah dēvtā ban jātē haĩ .
185It is remembered that the establishment (of the deity dharma) takes place through Brahma, and that those who receive this knowledge then become deities.
183Manuṣhya brahmā kā chitra dēkhkar mūnjh jātē haĩ .
186People become confused when they see a picture of Brahma.
184Kahtē haĩ yah tō dādā kā chitra hai .
187They say that that is a photograph of Dada.
185Prajāpitā brahmā tō jarūr yahā̃ hōgā .
188Prajapita Brahma definitely has to be here.
186Sūkṣhmavatan mē̃ kaisē prajā rachē̃gē .
189How could He create people in the subtle region?
187Prajāpitā K|kē bachchē hajārō̃ brahmākumār kumāriyā̃ haĩ .
190There are thousands of Brahma Kumars and Kumaris, children of Prajapita Brahma.
188Jhūṭh thōṛēhī hōgā .
191This would not be a lie.
189Ham śhivbābā dvārā varsā pā rahē haĩ .
192We are claiming our inheritance from Shiv Baba.
190Tum bachchō̃ kō samjhāyā hai vah avyakt brahmā hai .
193It has been explained to you that that one is avyakt Brahma.
191Prajāpitā tō sākār mē̃ chāhiē .
194Prajapita has to be in this corporeal world.
192Yah patit hī tō pāvan bantē haĩ .
195This impure one then becomes pure.
193Tat tvam .
196The same applies to you.
194Achchhā !
197Achcha.
195Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
198To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
196Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
199The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
197Dhārṇā kē liē mukhya sār :
200Essence for dharna:
1981 ) ātma-abhimānī bankar in kānō̃ dvārā amarkathā sunnī hai .
2011 Become soul conscious and listen to the story of immortality with your ears.
199Gyān key|kī bhū̃-bhū̃ kar āp samān banānē key|kī sēvā mē̃ rahnā hai .
202Buzz this knowledge and remain busy in serving others to make them equal to yourselves.
2002 ) bāp samān knowledgeful , blissful bannā hai .
2032 Become knowledge-full and blissful, like the Father.
201Sōmras pīnā aur pilānā hai .
204Drink the nectar of this knowledge and also give it to others to drink.
Blessing
202Vardān : māyā K|kē vighnō̃ kō khēl K|kē samān anubhav karnē vālē master viśv-nirmātā bhav
205Blessing: May you be a master world creator and experience any obstacles of Maya to be like a game.
203Jaisē kōī bujurg kē āgē chhōṭē bachchē apnē bachpan K|kē albēlēpan K|kē kāraṇ kuchh bhī bōl dē̃ , kōī aisā kartavya bhī kar lē̃ tō bujurg lōg samajhtē haĩ ki yah nirdōṣh , anjān , chhōṭē bachchē haĩ . 204Kōī asar nahī̃ hōtā hai .
206When little children say anything out of the carelessness of their childhood in front of their elders, or they perform such actions, the elders believe that the children are just blameless, innocent little children, and so they are not affected.
205Aisē hī jab āp apnē kō master viśv-nirmātā samajhē̃gē tō yah māyā K|kē vighna bachchō̃ K|kē khēl samān lagē̃gē .
207In the same way, if you consider yourselves to be master creators of the world, any obstacles of Maya would then be like children’s games.
206Māyā kisī bhī ātmā dvārā samasyā , vighna vā parīkṣhā paper bankar ā jāē tō usmē̃ ghabrāyēṅgē nahī̃ lēkin unhē̃ nirdōṣh samajhē̃gē .
208Even if Maya comes in front of you in some form through a soul - as a problem or an obstacle or as a test paper, you would not be afraid, because you would consider that soul to be innocent.
Slogan
207Slōgan : snēh , śhakti aur īśhvarīy ākarṣhaṇ svayã mē̃ bharō tō sab sahyōgī ban jāyēṅgē .
209Slogan: Fill yourself with love, power and spiritual attraction and everyone will co-operate with you.
210*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
208Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō
211Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.
209Abhī jvālāmukhī ban āsurī saṅskār , āsurī svabhāv sab-kuchh bhasma karō .
212Now, become “jwalamukhi” (volcanic) and burn your devilish sanskars and nature.
210Jaisē dēviyō̃ K|kē yādgār mē̃ dikhātē haĩ ki jvālā sē asurō̃ kā saṅghār kiyā .
213In the memorials of the goddesses, they are shown destroying the devils.
211Asur kōī vyakti nahī̃ lēkin āsurī śhaktiyō̃ kō khatm kiyā .
214The devils were not people, but they (goddesses) finished the devilish powers.
212Yah abhī āpkī jvālāsvarūp sthiti kā yādgār hai .
215This is the memorial of your volcanic form at this time.
213Ab aisī yōg key|kī jvālā prajjavalit karō jismē̃ yah kaliyugī saṅsār jalkar bhasma hō jāyē .
216Now, ignite such a flame of yoga that this iron-aged world completely burns away.