सोमवार 6 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

006/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - jītē jī is śharīr sē alag hō jāō , aśharīrī ban bāp kō yād karō , iskō hī kahā jātā hai dead silence ' '

1Essence: Sweet children, become detached from your bodies while alive. 2Become bodiless and remember the Father. 3This is known as dead silence.

Question

2Praśhna  : tum bachchē abhī apnā foundation majbūt kar rahē hō , majbūtī kis ādhār sē ātī hai  ?

4Question: On what basis do you children make your foundation strong?

Answer

3Uttar  : pavitratā K|kē ādhār sē .

5Answer: On the basis of purity.

4Jitnā-jitnā ātmā pavitra arthāt sachchā sōnā bantī jātī , utnī majbūtī ātī .

6The purer you souls become, that is, the more you become real gold, the stronger you will become.

5Bābā abhī svarājya kā foundation itnā majbūt ḍāltē haĩ jō ādhākalp us foundation kō kōī hilā nahī̃ saktā .

7Baba is now laying such a strong foundation of self-sovereignty that no one can shake that foundation for half a cycle.

6Tumhārē rājya kō kōī chhīn nahī̃ saktā .

8No one can snatch away your kingdom.

Song

7Gīt  : ōm namō śhivāē …

9Song: Salutations to Shiva!

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Bābā kahtē haĩ - mujhē yād karō arthāt aśharīrī banō arthāt dead silence . 10Jaisē manuṣhya martē haĩ tō dead silence hō jātī hai .

11Baba says: Remember Me; become bodiless, that is, let there be dead silence, just like the dead silence there is when someone dies.

11Kahtē haĩ inkā śharīr śhānt hō gayā .

12They say: His body has become silent.

12Śharīr aur ātmā alag hō gaī , khatm hō gayā .

13As soon as the soul separates from the body, everything ends.

13Yahā̃ bhī tum bachchē jab baiṭhtē hō tō iskō dead silence kahā jātā hai .

14When all of you children sit here, it is called dead silence.

14Jītē jī aśharīrī ban jāō .

15Become bodiless while alive!

15Apnē kō ātmā samjhō , bāp kō yād karō .

16Consider yourselves to be souls and remember the Father!

16Tum jāntē hō yah sachchī śhānti hai .

17You know that this is true peace.

17Vō lōg śhānti kō nahī̃ jāntē .

18People don’t know what peace is.

18Dead silence kā arth|earth tō jāntē hī nahī̃ .

19They don’t know the meaning of dead silence.

19Dead silence kyō̃ kahtē haĩ  ?

20Why do they say: Dead silence?

20Yād dilātē haĩ - vah mar gayā , śhānt hō gayā .

21To remind you that a person has died and that he has become silent.

21Tum bhī mar jāō , tum bhī śhānt hō jāō .

22You also die, that is, you become silent.

22Baṛē-baṛē lōg gāndhī key|kī samādhi par jātē haĩ . 23Vahā̃ jākar kahē̃gē dead silence arthāt śhānti mē̃ baiṭhō .

23When eminent people go to the sacred memorial of Gandhiji, they say: Let there be dead silence, that is, sit in silence.

24Tumkō bhī mālūm hai ham ātmā śhānt svarūp haĩ , duniyā kō patā hī nahī̃ .

24We know that we souls are embodiments of peace. 25The world doesn’t know this.

25Ham apnē svarūp mē̃ ṭik jātē haĩ , hamārā svadharm hai śhānt .

26We stabilise in our original form. 27Our original religion is peace.

26Hamārī ātmā śhānt svarūp hai .

28We souls are embodiments of peace.

27Unkō yah patā hī nahī̃ isliē śhānti māṅgtē haĩ .

29People don’t know this and this is why they ask for peace.

28Ātmā kahtī hai - śhānti chāhiē .

30Souls say: I want peace!

29Ātmā apnē svadharm kō bhūlī huī hai .

31Souls have forgotten their original religion.

30Vāstav mē̃ ātmā kā dharm hī śhānt hai .

32In fact, the religion of souls is peace.

31Phir ātmā kyō̃ kahtī hai - aśhānti hai .

33So, why do souls say that they are peaceless?

32Aśharīrī hō baiṭh jāō .

34Just sit down and become bodiless.

33Vah tō haṭh sē prāṇāyām chaṛhā dētē haĩ tō jaisē mar jātē haĩ , uskō kahā jātā hai artificial śhānti .

35Those people sit and practise breath control exercises (pranayama) by force as though they have died. 36That is called artificial peace.

34Tum bachchō̃ kō tō patā hai hamārā svadharm śhānt hai .

37You children know that your original religion is peace.

35Tum ātmā svarājya lē rahī hō .

38You souls are receiving your self-sovereignty.

36Ātmā hī sab kuchh bantī hai .

39It is souls who become everything.

37Ātmā barrister bantī hai .

40A soul becomes a barrister.

38Ātmā kahtī hai hamkō rājya chāhiē .

41A soul says: I want a kingdom.

39Āgē bhī rājya liyā thā bāp sē , ab phir lēnē āyē haĩ .

42That soul claimed a kingdom previously from the Father and has come to claim it once again.

40Manuṣhya dēh-abhimān mē̃ haĩ tō duḥkh mē̃ haĩ .

43When people are body conscious, they experience sorrow.

41Abhī tum samajhtē hō ki ham ātmā haĩ , apnē parampitā paramātmā sē svarājya lēnē āyē haĩ .

44You now understand that you are souls and that you have come to claim your self-sovereignty from your Supreme Father, the Supreme Soul.

42Tum ātmā kō rājāī chāhiē .

45You souls want your kingdom.

43Is samay ātmā svarājya mā̃gatī hai - bēhad K|kē bāp sē .

46Souls ask the unlimited Father for self-sovereignty at this time.

44Śhrīkr̥iṣhṇa kō tō svarājya thā phir gum hō gayā .

47Shri Krishna had self-sovereignty and then he lost it.

45Ab bāp ākar tum ātmāō̃ kō rājya dētē haĩ , iskō rājyōg kahā jātā hai .

48The Father has come and is now giving you children the kingdom. 49This is called Raja Yoga.

46Parampitā paramātmā rājyōg sikhlātē haĩ .

50The Supreme Father, the Supreme Soul, teaches you Raja Yoga.

47Manuṣhya dēh-abhimānī hōnē K|kē kāraṇ kahtē haĩ - maĩ phalānā hū̃ .

51Because human beings are body conscious, they say: I am So-and-so!

48 «  maĩ ' ' dēh kō hī samajh lētē haĩ .

52Each one considers the body to be “I”, the self.

49Vāstav mē̃ «  maĩ ' ' «  maĩ ' ' ātmā kartī hai .

53In fact, it is the soul who says: I, I.

50Ātmā kahtī hai maĩ yah chīz uṭhātā hū̃ .

54The soul says: I am picking this thing up.

51Female kahēgī maĩ uṭhātī hū̃ .

55A female would say: I am picking this thing up (using the female gender).

52Vāstav mē̃ ātmā tō male|mail|mēl hai .

56In fact, souls are male.

53Maĩ ātmā bāp kā bachchā hū̃ .

57I, a soul, am a son of the Father.

54Ātmā kahtī hai - bābā ham āpsē svarājya lē rahē haĩ .

58The soul says: Baba, I am claiming my self-sovereignty from You.

55Ātmā kō svarājya dētē haĩ paramātmā .

59The Supreme Soul gives you souls your self-sovereignty.

56Bhakti aur gyān mē̃ dēkhō kitnā fark hai .

60Look how much difference there is between devotion and this knowledge.

57Śhiv kā mandir bhī hōtā hai .

61There are temples to Shiva.

58Sabsē jāstī ghaṇṭē bhī śhiv K|kē mandir mē̃ bajtē haĩ . 59Unkō jagātē haĩ .

62The most bells are rung in temples to Shiva; they awaken Him.

60Jagātē tō sabkō haĩ .

63They awaken everyone too.

61Savērē-savērē band bājē bajtē haĩ .

64Bands play early in the morning.

62Yahā̃ bāp bachchō̃ kō jagākar dēvtā banātē haĩ .

65Here, the Father awakens you children and makes you into deities.

63Ghaṇṭē ādi bajānē key|kī kōī bāt nahī̃ .

66There is no question of ringing bells etc.

64Bāp kahtē haĩ - tumkō svarājya chāhiē tō pahlē pavitra banō .

67The Father says: If you want your self-sovereignty, first of all, become pure!

65Aim object buddhi mē̃ rahtī hai .

68You have your aim and objective in your intellects.

66Student kahē̃gē - ham yah matric pās|pass karē̃gē phir yah karē̃gē .

69Students say: I will pass my matriculation and then do this.

67Sannyāsī chāhē̃gē hamkō śhānti milē .

70Sannyasis want to have peace.

68Ēk kahānī bhī hai nā - rānī K|kē galē mē̃ hār paṛā thā , ḍhūṇḍhtī thī bāhar .

71There is a story about a queen who was searching for her necklace while it was still around her neck.

69Tō vah bhī śhānti kō bāhar ḍhūṇḍhtē haĩ .

72Similarly, people also search outside for peace.

70Parantu ātmā tō svayã śhānt svarūp hai .

73However, souls are embodiments of peace.

71Ātmā apnē svadharm kō bhūl apnē kō śharīr samajh baiṭhī hai .

74Souls have forgotten their original religion and now consider themselves to be bodies.

72Bāp phir smr̥iti dilātē haĩ ki tum ātmā hō .

75The Father reminds you once again: You are souls.

73Tum ātmā nē 84 janm bhōgē haĩ .

76You souls have taken 84 births.

74Yah bātē̃ dūsrā kōī samjhā na sakē .

77No one else can explain these things.

75Bāp kahtē haĩ - tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō , maĩ batātā hū̃ .

78The Father says: You don’t know your own births. 79I tell you about them.

76Tum hō brahmākumār-kumāriyā̃ .

80You are Brahma Kumars and Kumaris.

77Bāp nē samjhāyā hai - sivāē pavitratā K|kē gyān key|kī dhārṇā hō nahī̃ saktī .

81The Father has explained: You cannot imbibe this knowledge without having purity.

78Kahtē haĩ nā - śhērnī K|kē dūdh kē liē sōnē kā bartan chāhiē .

82It is said: You need a golden vessel to hold the milk of a lioness.

79Tō ismē̃ bhī sōnē kā bartan chāhiē .

83Here, too, a golden vessel is required.

80Ātmā bāp kō yād karnē sē sōnā ban jātī hai .

84Souls become gold by remembering the Father.

81Bāp bhī sachchā sōnā hai .

85The Father too is real gold.

82Ātmā bāp kō yād kartī hai tō gyān ā jātā hai .

86When a soul remembers the Father, this knowledge is then able to enter his intellect.

83Tum sachchā sōnā pavitra thē - yah gyān kā asar kiskō hōtā nahī̃ .

87You were real gold and pure – but this knowledge does not affect anyone.

84Bāp kahtē haĩ - maĩ tum ātmā kō svarājya dētā hū̃ .

88The Father says: I give you souls self-sovereignty.

85Yah svarājya milēgā tab jab purānī sr̥iṣhṭi kā ant aur naī sr̥iṣhṭi key|kī ādi hōgī .

89You receive this self-sovereignty when it is the end of this old world and the beginning of that new world.

86Manuṣhyō̃ kō had key|kī rājāī hai . 87Bēhad key|kī rājāī manuṣhyō̃ kō kabhī miltī nahī̃ .

90People have limited kingdoms now; they never receive an unlimited kingdom.

88Viśhva kā mālik ban na sakē̃ .

91They cannot become the masters of the world.

89Tum bantē hō , bāp dvārā .

92You become this through the Father.

90Bhagvān bāp kō hī tumhārē 84 janmō̃ kā mālūm hai .

93Only God, the Father, knows about your 84 births.

91Dēvtāyē̃ apnē janmō̃ kō jān nahī̃ saktē .

94Deities cannot know about their births.

92Agar jān jāyē̃ tō duḥkhī hō jāyē̃ , kyā sīṛhī utartē jāyēṅgē  !

95If they were to know about them, they would become unhappy. 96They would wonder if they are going to continue to come down the ladder.

93Rājāī kā sukh hī gum hō jāyē .

97They would lose the happiness of the kingdom.

94Yahā̃ tumkō patā hai .

98Here, you know everything.

95Jāntē haĩ ki ham ātmā haĩ , ismē̃ sanśhay key|kī bāt nahī̃ .

99You know that you are souls. 100There is no question of having doubts about this.

96Ēk dō sē sunkar vr̥iddhi hōtī jātī hai .

101You listen to one another and the number of you continues to grow.

97Yah daivī dharm kā jhāṛ sthāpan hō rahā hai .

102This tree of the deity religion is being established.

98Tum samajh saktē hō - yah hamārē brāhmaṇ kul kā āyā huā hai . 99Isnē pūrī bhakti kī hai phir bāp sē varsā lēnē āyā hai .

103When someone comes, you can understand: This one, who belongs to our Brahmin clan, has come; he has completed his devotion and has now come to claim his inheritance from the Father.

100Gyān pūrā hōtā hai phir bhakti śhurū hōtī hai .

104When this knowledge comes to an end, devotion begins.

101Yah kiskō patā hī nahī̃ hai .

105No one knows this.

102Makān bhī nayā aur purānā hōtā hai nā .

106A building too is first new and then becomes old.

103Kachchē makānō̃ key|kī āyu jarūr kam hōgī .

107A building with a weak foundation definitely has a shorter life span.

104Ājkal makān bahut pakkē banātē haĩ . 105Bhal earthquake ādi hō tō bhī makān girē nahī̃ , nuksān na hō , bahut majbūt banātē haĩ .

108Nowadays, they build very strong buildings so that even when there is an earthquake, they don’t fall and there’s no loss. 109They build them very strong.

106Foundation jāstī pakkā banātē haĩ .

110They make the foundations very strong.

107Ab foundation paṛ rahā hai - svarājya kā .

111You are now laying the foundation for your self-sovereignty.

108Ātmā kō 21 janm kē liē rājya miltā hai .

112You souls receive the kingdom for 21 births.

109Yahā̃ key|kī rājāī tō kuchh hai nahī̃ .

113Kingdoms here are nothing.

110Āj rājāī hai kal kisī nē chaṛhāī kī , khalās .

114Today, they have a kingdom and tomorrow, someone attacks them and everything would be over.

111Foundation kōī kā hai nahī̃ .

115There is no foundation to anything.

112Manuṣhya kā bhī foundation nahī̃ , āj hai kal mar jāyē .

116Human beings have no foundation either; they are here today and gone tomorrow.

113Abhī tumhārā foundation bābā pakkā ḍāl dētē haĩ , jō 21 janm tum rājya bhāgya pātē hō .

117Baba is now laying a strong foundation for you so that you claim your fortune of the kingdom for 21 births.

114Tumhārī rājāī kā pakkā foundation paṛtā hai .

118There is a strong foundation being laid for your kingdom.

115Tumkō kōī bhī dhartī kā tūphān hilā na sakē .

119No physical storms can shake you.

116Gītā mē̃ bhī kahtē haĩ bābā hamkō svarājya dētē haĩ , jiskō kōī lē na sakē , girā na sakē .

120It also says in the Gita: Baba is giving you such a kingdom that no can take it away from you or make it fall.

117Aisī bādśhāhī dētē haĩ jō jarā bhī duḥkh key|kī bāt nahī̃ rahtī .

121He gives you such sovereignty that there isn’t the slightest mention of sorrow there.

118Ātmā kō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

122You souls should experience so much happiness!

119Niśhchay tō hai nā .

123You have that faith.

120Niśhchay nahī̃ hai tō vō svarg mē̃ chalnē K|kē lāyak nahī̃ .

124If a soul doesn’t have faith, that soul isn’t worthy of going to heaven.

121Itnē ḍhēr brahmākumār-kumāriyā̃ vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .

125There are so many Brahma Kumars and Kumaris; they continue to increase.

122Tum jāntē hō gyān sāgar , patit-pāvan hamkō paṛhākar rājyōg sikhā rahē haĩ .

126You know that the Ocean of Knowledge, the Purifier, is teaching us Raja Yoga.

123Vah phir kah dētē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa nē sikhāyā .

127People say that Shri Krishna taught it.

124Yah kaisē samajhē̃ śhivbābā nē manuṣhya tan mē̃ ākar sikhāyā .

128How can they understand that Shiv Baba entered a human body and taught it?

125Bhārat hī pavitra thā , ab apavitr patit hai .

129Bharat was pure and is now impure.

126Dēvtāō̃ kē āgē jākar unhō̃ key|kī mahimā gātē haĩ .

130They go and bow down in front of the deity idols and sing their praise.

127Śhiv kē āgē kabhī aisā nahī̃ gāyēṅgē - tum sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ hō .

131They would never sing in front of Shiva: You are full of all virtues, 16 celestial degrees full.

128Śhiv key|kī mahimā alag hai .

132The praise of Shiva is different.

129Vah gyān kā sāgar , patit-pāvan , sarv kā sadgati karnē vālā , sarv key|kī jhōlī bharnē vālā bhōlānāth hai .

133He is the Ocean of Knowledge, the Purifier, the Bestower of Salvation for All, the Innocent Lord who fills everyone’s apron.

130Aisē bāp kō sab bhūlē huē haĩ .

134Everyone has forgotten such a Father.

131Parampitā paramātmā kō bulātē haĩ ki ākar duḥkh harō , sukh dō .

135People call out to the Supreme Father, the Supreme Soul, to come and remove their sorrow and give them happiness.

132Sukh kartā duḥkh hartā tō ēk hī hai .

136The Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness is only the One.

133Unkī hī śhrēṣhṭh mat hai .

137His directions are the most elevated.

134Vah hai śhrī śhrī bhagvān key|kī mat , jissē tum bachchē bhī śhrēṣhṭh bantē hō .

138They are the directions of God, the doubly elevated One, with which you children become elevated.

135Government bhī kahtī hai ki bhraṣhṭāchārī duniyā hai .

139The Government too says that this world is corrupt.

136Ab śhrēṣhṭh kaun banāyē , patā hī nahī̃ paṛtā hai .

140They don’t know who can make it elevated.

137Samajhtē haĩ sādhū lōg banāyēṅgē parantu vah tō śhrēṣhṭh banā nahī̃ saktē . 138Yah tō bāp kā hī kām hai nā .

141They think sages will make it elevated. 142However, they can’t do that; it is the task of the Father alone.

139Pahlē ēk rājā K|kē hukm par chaltē thē .

143Previously, they used to follow the directions of the one king.

140Satyug mē̃ tumkō vajīr ādi kōī bhī nahī̃ hai .

144In the golden age, you don’t have advisers etc.

141Bādśhāh mē̃ bhī tākat rahtī hai .

145The emperors themselves would have the power.

142Vajīr kā nām gāyā hī nahī̃ jātā .

146The title “adviser” is not mentioned there.

143Tum samajhtē hō hamnē viśhva kā mālik ban rājya chalāyā thā .

147You understand that you became the masters of the world and ruled the kingdom.

144Aisē hī jākar chalānā hai , jaisē chalāyā thā .

148You have to go and rule it as you did previously.

145Barōbar satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā .

149Truly, there was the kingdom of Lakshmi and Narayan in the golden age.

146Har ēk kō apnī-apnī rājdhānī milēgī .

150Everyone will receive his or her own kingdom.

147Śhrīkr̥iṣhṇa kō apnī rājdhānī hōgī .

151Shri Krishna will have his own kingdom.

148Dūsrē bhī rājāyē̃ hōtē haĩ nā .

152There are also other kings.

149Kam sē kam 8 tō haĩ nā , phir 8 haĩ vā 108 haĩ , āgē chal patā paṛ jāyēgā .

153There are at least eight, but then, whether there are eight or 108, you will come to know as you progress further.

150Aisē nahī̃ ki jō pichhāṛī mē̃ gyān dēnā hai vah abhī dēgē .

154It isn’t that you would now be given the knowledge that you are to be given at the end.

151Jō jiyēṅgē , bāp gyān dētē rahē̃gē .

155The Father will continue to give this knowledge to those who are still alive.

152Dēnā hī hai . 153Drama mē̃ nūndh hai .

156He has to give it; it is fixed in the drama.

154Paramātmā kā abhī part hai .

157The part of the Supreme Soul is performed at this time.

155Yah gyān dēnē kā part abhī nūndhā huā hai .

158The part of giving knowledge is fixed for this time.

156Bāp kahtē haĩ - āgē chal tum bahut samajhnē vālē hō .

159The Father says: You will understand a lot more as you progress further.

157Din-pratidin samjhātē rahtē haĩ .

160He continues to explain to you day by day.

158Yah bhī patā chalē ki ham vahā̃ rājdhānī kaisē kartē haĩ  ! 159Svayamvar kaisē hōtā hai  !

161You should also know how you rule the kingdom there and how marriage takes place there.

160Tum dhyān mē̃ jātē hō , vaikuṇṭha mē̃ jākar dēkhtē bhī hō . 161Kaisē vahā̃ sōnē K|kē mahal haĩ . 162Sōnā hī sōnā hai .

162When you go into trance, you see Paradise (Vaikunth) and how there are golden palaces there, how there is nothing but gold there.

163Apnē kō pāraspurī mē̃ dēkhtē hō .

163You see yourselves in the land of divinity.

164Sōnē key|kī īṭō̃ K|kē makān ban rahē haĩ .

164Buildings of gold bricks are being built.

165Samajhtē haĩ - thōṛī īṭē̃ lē jāyēṅgē . 166Phir utartē hō tō apnē kō yahā̃ dēkhtē hō .

165You feel that you should bring some bricks back, but when you come down from trance you see yourselves here.

167Mīrā bhī dhyān mē̃ apnē kō rās kartē śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth dēkhtī thī .

166Meera went into trance and would see herself dancing with Shri Krishna.

168Tum sūkṣhmavatan mē̃ jātē hō , vahā̃ haḍḍī mās nahī̃ hōtā , phariśhtē ban jātē haĩ .

167You also go to the subtle region, but there are no flesh or bones there and you become angels.

169Brahmā kā bhī sūkṣhma śharīr dēkhnē mē̃ ātā hai .

168Even the body of Brahma is visible in the subtle region.

170Yahī phariśhtā ban jātē haĩ .

169This same one becomes an angel.

171Tum bagīchā ādi dēkhtē hō .

170You see gardens etc.

172Yah bāp sākṣhātkār karātē haĩ .

171The Father grants you visions.

173Tum kahtē hō bābā hamkō śhūbīras pilātē haĩ .

172You say that Baba is giving you mango juice (subiras) to drink.

174Ab sūkṣhmavatan mē̃ tō pilā na sakē̃ .

173He cannot give it to you to drink in the subtle region.

175Phal-phūl vaikuṇṭha mē̃ baṛē first class hōtē haĩ .

174The flowers and fruit in Paradise are first-class.

176Sūkṣhmavatan mē̃ tō bagīchā nahī̃ hōgā .

175There aren’t any gardens in the subtle region.

177Tum batātē hō ki bagīchē mē̃ gayē phir vahā̃ prince thā , vah tō vaikuṇṭha hō gayā nā  !

176You say that you went to a garden and that there was a prince there. 177That is Vaikunth.

178Vaikuṇṭha K|kē vaibhav yahā̃ mil na sakē .

178You cannot find things of Vaikunth here.

179Vahā̃ tō first class vaibhav hōtē haĩ .

179All the things there are first-class.

180Bāp kahtē haĩ - ham tumkō vaikuṇṭha kā mālik banātē haĩ .

180The Father says: I am making you into the masters of Vaikunth.

181Yahā̃ tō duḥkh hī duḥkh hai , kōī aisā manuṣhya nahī̃ jō aisā na kahē ki hē bhagvān duḥkh sē chhuṛāō .

181Here, there is nothing but sorrow. 182There isn’t a single human being who doesn’t say: O God, liberate me from sorrow!

182Duḥkh mē̃ hī yād kartē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa K|kē pujārī kahē̃gē - kr̥iṣhṇa kahō , hanumān K|kē pujārī hanumān key|kī jay bōlē̃gē . . . yahā̃ bāp kahtē haĩ nirantar mujh bāp kō yād karō .

183They remember God when in sorrow. 184A worshipper of Shri Krishna would say: Take Krishna’s name, and a worshipper of Hanuman would say: Victory to Hanuman. 185Here, the Father says: Constantly remember Me alone!

183Aisā yād karō jō antkāl kōī key|kī smr̥iti na āyē .

186Remember Me in such a way that, at the end, there be will no awareness of anyone else.

184Kāśhī kalvaṭ khātē thē , usmē̃ kiyē huē pāpō̃ key|kī aisī mahsūstā ātī hai - jaisē janma-janmāntar key|kī sajāyē̃ bhōgtē haĩ .

187When people used to sacrifice themselves at Kashi, they would realise the sins they had committed and feel as though they were experiencing the punishment of birth after birth.

185Bahut pāp kiyē haĩ .

188Many sins have been committed.

186Iskō kahā hī jātā hai pāp ātmāō̃ kī duniyā .

189This is called a world of sinful souls.

187Ātmā pāpī hai .

190Souls are sinners.

188Ātmā hī bāp kō bulātī hai - hē parampitā paramātmā , hē paramdhām K|kē rahnē vālē śhivbābā , unkā aslī nām tō ēk hī hai .

191It is souls who call out to the Father: O Supreme Father, Supreme Soul! 192O Shiv Baba, Resident of the Supreme Land. 193He only has one real name.

189Vah hai ātmāō̃ kā bāp .

194He is the Father of all souls.

190Rūdra kē sāth sāligrām śhabda śhōbhtā nahī̃ hai .

195It doesn’t seem right to say: saligrams after the name Rudra.

191Śhiv aur sāligrām śhōbhtā hai .

196It seems right to say: Shiva and the saligrams!

192Śhiv kā miṭṭī kā liṅg banātē haĩ tō sāligrām bhī banātē haĩ .

197They create an oval Shiva lingam and also saligrams out of clay.

193Patit-pāvan tō vahī hai nā .

198Only He is the Purifier.

194Yahā̃ yagya bhī rachtē haĩ .

199They create sacrificial fires here too.

195Bhārat sabsē ūñch hai parantu dēvtā dharm kō bhūl gayē haĩ .

200Bharat is the most elevated of all, but they have forgotten the deity religion.

196Tumhārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hai .

201Your religion is the original eternal deity religion.

197Vah tō chalā ānā chāhiē .

202It should have continued all the time.

198Hindū kōī dharm thōṛēhī hai .

203Hinduism is not a religion.

199Dēvtā dharm vālē hī satō rajō tamō mē̃ ātē haĩ .

204Those of the deity religion go through the stages of sato, rajo and tamo.

200Jab tamō mē̃ ā jātē haĩ tō apnē kō dēvtā kah nahī̃ saktē .

205When they come into the tamo stage, they can no longer call themselves deities.

201Vāstav mē̃ hindū tō dharm hai nahī̃ .

206In fact, there is no Hindu religion.

202Tō samjhāyā jātā hai ki tum dēvī-dēvtā ban saktē hō , ākar samjhō .

207Therefore, it is explained to you: You can become deities, so come and understand this.

203Tō kah dētē phursat kahā̃ hai  !

208They reply that they don’t have the time.

204Bāp kahtē haĩ - ham tumkō apnā banātē haĩ - śhānti aur sukh kā varsā dēnē liē .

209The Father says: I make you belong to Me in order to give you the inheritance of happiness and peace.

205Kōī parivār āpas mē̃ ikaṭṭhē rahtē haĩ , bahut pyār sē chaltē haĩ .

210Some families live together and interact with one another with a lot of love.

206Sabkī kamāī ikaṭṭhī hōtī hai . 207Kōī haṅgāmā nahī̃ rahtā hai , parantu inkō svarg tō nahī̃ kahē̃gē nā .

211They put all their earnings together and there is no upheaval about anything. 212However, this place cannot be called heaven.

208Satyug mē̃ ēk bhī ghar mē̃ bīmār , duḥkhī hōtē nahī̃ . 209Nām hī hai svarg .

213In no home in the golden age is anyone ever ill or unhappy: the very name is heaven.

210Vahā̃ sab sukhī rahtē haĩ .

214Everyone there remains happy.

211Bāp sē tum sadā sukh kā varsā lēnē āyē hō .

215You have come to the Father to claim your inheritance of constant happiness.

212Tumkō gyān milā hai .

216You have now received this knowledge.

213Kahtē haĩ bābā āp patit-pāvan hō .

217You say: Baba, You are the Purifier.

214Hamkō bhī pāvan banāō .

218Purify us!

215Bāp kē sāth tum bachchē bhī khudāī khidamagār hō .

219You children are also the Father’s Godly helpers.

216Achchhā  !

220Achcha.

217Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

221To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

222The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

219Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

223Essence for dharna:

2201 ) svarājya lēnē kē liē pavitratā kā foundation abhī sē majbūt karnā hai .

2241. In order to claim self-sovereignty, now make your foundation of purity strong.

221Jaisē bāp patit-pāvan hai aisē bāp samān pāvan bannā hai .

225Just as the Father is the Purifier, so become as pure as the Father.

2222 ) apnē śhānt svadharm mē̃ sthit rahnā hai .

2262. Stabilise yourself in your original religion of peace.

223Jitnā hō sakē dēh-abhimān chhōṛ dēhī-abhimānī rahnā hai .

227Renounce body consciousness as much as possible and remain soul conscious.

224Dead silence arthāt aśharīrī rahnē kā abhyās karnā hai .

228Practise remaining in dead silence, that is, practise becoming bodiless.

Blessing

225Vardān  : anya ātmāō̃ key|kī sēvā K|kē sāth-sāth svayã key|kī bhī sēvā karnē vālē saphaltāmūrt bhav

229Blessing: May you become an embodiment of success by serving yourself as well as serving others.

226Sēvā mē̃ saphaltāmūrt bannā hai tō dūsrō̃ key|kī service K|kē sāth-sāth apnī bhī service karō .

230In order to become an embodiment of success, as well as serving others, also serve yourself.

227Jab kōī bhī service par jātē hō tō aisē samjhō ki service K|kē sāth-sāth apnē bhī purānē saṅskārō̃ kā antim saṅskār kartē haĩ , jitnā saṅskārō̃ kā saṅskār karē̃gē utnā hī satkār milēgā .

231Whenever you go to do service, always think that, together with doing that service, you are also finally cremating your old sanskars. 232The more you cremate your sanskars, the more respect you will receive.

228Sabhī ātmāyē̃ āpkē āgē man sē namaskār karē̃gī .

233All souls will salute you in their minds.

229Lēkin bāhar sē namaskār karnē vālē nahī̃ banānā , mānasik namaskār karnē vālē banānā .

234However, you must not make them into those who simply salute you externally, but make them into those who salute you in their minds

Slogan

230Slōgan  : bēhad key|kī sēvā kā lakṣhya rakhō tō had K|kē bandhan sab ṭūṭ jāyēṅgē .

235Slogan: Keep the aim of doing unlimited service and all of your limited bondages will break.

236*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

231Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

237Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

232Jab tak āpkī yād jvālā rūp nahī̃ banī hai tab tak yah vināśh key|kī jvālā bhī sampūrṇ jvālā rup nahī̃ lētī hai .

238For as long as your remembrance does not become volcanic, the flames of destruction will also not take their complete volcanic form.

233Yah bhaṛaktī hai , phir śhītal hō jātī hai kyōṅki jvālā mūrt aur prērak ādhār-mūrta ātmāyē̃ abhī svayã hī sadā jvālā rūp nahī̃ banī haĩ .

239They flare up and then cool down because souls who have the volcanic form and images of support have not become that volcanic form for all time.

234Ab jvālā-rūp bannē kā dr̥iṛh saṅkalp lō|low aur saṅgaṭhit rūp mē̃ man-buddhi key|kī ēkāgratā dvārā powerful yōg K|kē vibration chārō̃ ōr phailāō .

240Now, have the determined thought to become the volcanic form and use the concentration of your mind and intellect in a collective way, to spread the vibrations of powerful yoga everywhere.