बुधवार 8 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

008/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - is sabhā mē̃ bāharmukhī bankar nahī̃ baiṭhnā hai , bāp kī yād mē̃ rahnā hai , mitr sambandhī athavā dhandhē ādi kō yād karnē sē vāyumaṇḍal mē̃ vighna paṛtā hai ' '

1Essence: Sweet children, don’t become extroverted while sitting in this gathering. 2Stay in remembrance of the Father. 3By remembering your friends, relatives and business etc. you create obstacles in the atmosphere.

Question

2Praśhna  : tum bachchō̃ K|kē rūhānī drill key|kī viśhēṣhtā kyā hai , jisē manuṣhya nahī̃ kar saktē  ?

4Question: What is the speciality of the spiritual drill of you children that human beings cannot have?

Answer

3Uttar  : tumhārī rūhānī drill buddhi kī hai , uskī viśhēṣhtā yahī hai jō tum āśhik ban apnē māśhuk kō yād kartē hō .

5Answer: Your spiritual drill is of the intellect. 6Its speciality is that you become lovers and remember your Beloved.

4Iskā hī iśhārā gītā mē̃ bhī āyā hai - manmanābhav .

7This is referred to in the Gita as: Manmanabhav!

5Parantu manuṣhya apnē māśhuk paramātmā kō jāntē hī nahī̃ tō drill kaisē kar sakē̃gē .

8However, people don’t know their Beloved, the Supreme Soul, so how could they perform this drill?

6Vē|way tō ēk dō kō jismānī drill sikhlātē haĩ .

9They teach one another how to perform physical drill.

Murli

7Ōm śhānti .

10Om shanti.

8Bachchē bhī samajhtē haĩ , bāp bhī samajhtē haĩ ki bachchē ( yōg karānē vālē ) yahā̃ kyā kar rahē haĩ  !

11You children understand and the Father also understands what the children who are sitting here (those conducting meditation) are doing.

9Yād K|kē yātrā key|kī drill karā rahē haĩ .

12They are conducting the drill of the pilgrimage of remembrance.

10Mukh sē kuchh bhī kahnē kā nahī̃ hai .

13There is no need to put anything into words.

11Kiskī yād hai  ?

14Whose remembrance is this?

12Parampitā paramātmā śhivbābā key|kī .

15Remembrance of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiv Baba.

13Unkī yād mē̃ rahnē sē hamārē jō bhī vikarma haĩ , vah bhasma hō jāyēṅgē aur vikarmājīt ban jāyēṅgē , jitnā jō yād kī drill mē̃ rahē̃gē .

16To the extent that we stay in remembrance of Him, on the pilgrimage of remembrance, all our sins will accordingly be burnt away and we will become conquerors of sinful actions.

14Yah ātmā key|kī drill hai , śharīr key|kī nahī̃ .

17This is drill for souls, not bodies.

15Bhārat mē̃ jō bhī drill sikhātē haĩ , vah sab haĩ jismānī , yah hai rūhānī drill .

18All the drills that people in Bharat teach are physical, whereas this one is spiritual drill.

16Is rūhānī drill kō tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī jāntē hī nahī̃ .

19No one, apart from you children, knows this spiritual drill.

17Rūhānī drill kā iśhārā gītā mē̃ hai jarūr .

20This spiritual drill is referred to in the Gita.

18Bhagvānuvāch athavā bhagvān K|kē bachchō̃ kā bhī vāch hai .

21The versions of God are also the versions of God’s children.

19Tum abhī bhagvān śhivbābā K|kē bachchē banē hō nā .

22You have now become the children of God, Shiv Baba.

20Bachchō̃ kō pharmān milā hai - māmēkam yād karō .

23You children have been given the direction: Constantly remember Me alone!

21Bāp bhī drill sikhlātē haĩ .

24The Father teaches you drill.

22Bachchē bhī yahī drill sikhlātē haĩ .

25You children also teach the same drill.

23Kalp pahlē bhī bāp nē yahī kahā thā ki mujh bāp kō yād karō .

26In the previous cycle too, the Father said: Remember Me, your Father!

24Ismē̃ ghaṛī-ghaṛī kahnē key|kī darkār nahī̃ hai , parantu kahnā paṛtā hai .

27There is no need to repeat this again and again, but He does have to say it.

25Yahā̃ baiṭhē kōī apnē mitr-sambandhiyō̃ , dhandhē ādi kō yād kartē rahtē haĩ tō vāyumaṇḍal mē̃ vighna ḍāltē haĩ .

28If, while sitting here, any of you continue to remember your friends, relatives or business etc., you create obstacles in the atmosphere.

26Bāp kahtē haĩ - jaisē yahā̃ tum yād mē̃ baiṭhē hō aisē hī chaltē phirtē , karma kartē huē yād mē̃ rahnā hai . 27Jaisē āśhik māśhuk ēk dō kō yād kartē haĩ .

29The Father says: While you are sitting here and when you are working or walking and moving around, stay in remembrance, just as a lover and beloved continue to remember one another.

28Unhō̃ key|kī yād hai jismānī . 29Tumhārī hai rūhānī yād .

30Their remembrance is physical whereas your remembrance is spiritual.

30Ātmāyē̃ bhakti mārg mē̃ bhī āśhik hōtī haĩ parampitā paramātmā māśhuk key|kī . 31Parantu māśhuk kō jāntē nahī̃ haĩ , na apnī ātmā kō jāntē haĩ .

31On the path of devotion, too, souls are lovers of the Beloved, the Supreme Father, the Supreme Soul, but neither do they know their Beloved nor do they know themselves to be souls.

32Māśhuk bāp āyā huā hai .

32The Father, the Beloved, has come.

33Bhakti mārg sē lēkar ātmāyē̃ āśhik banī haĩ .

33Souls have become lovers through the path of devotion.

34Yah hai hī ātmāō̃ aur paramātmā key|kī bāt .

34This is a matter of souls and the Supreme Soul.

35Bāp bachchō̃ kō sammukh kahtē haĩ - tum āśhik mujh māśhuk kō yād kartē hō ki bābā āō .

35The Father personally tells you children: You lovers, who remember Me, your Beloved, say: Baba, come!

36Hamkō ākar duḥkh sē liberate karō aur apnē sāth śhāntidhām mē̃ lē chalō .

36Come and liberate us from sorrow and take us back with you to the land of peace.

37Tum jāntē hō ab is duḥkhdhām , mr̥ityulōk kā vināśh hōnā hai . 38Amarlōk jindābād , mr̥ityulōk murdābād .

37You know that this land of sorrow, this land of death, is now to be destroyed: Death to the land of death and victory to the land of immortality.

39Tum abhī brāhmaṇ bachchē banē hō , tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār haĩ .

38You have now become Brahmin children, but it is also numberwise among you according to your efforts.

40Tum bachchō̃ kō pūrā niśhchay hōnā chāhiē ki ham ab narkvāsī sē svargvāsī 21 janma liē bantē haĩ .

39You children should have full faith that you are now changing from residents of hell into residents of heaven for 21 births.

41Kōī martā hai tō kahtē haĩ svargvāsī huā . 42Parantu kitnē samay kē liē svargvāsī huā … yah kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

40When someone dies, people say that he has become a resident of heaven, but no one knows for how long he has become a resident of heaven.

43Ab tum puruṣhārth kar rahē hō - svargvāsī bannē kē liē .

41You are now making effort to become residents of heaven.

44Yah kaun niśhchay karātē haĩ  !

42Who is inspiring you to have this faith?

45Vah hai gītā kā bhagvān .

43It is the God of the Gita.

46Parantu vah tō ēk hī nirākār hōtā hai .

44However, He is the one and only incorporeal One.

47Manuṣhya samajhtē haĩ - nirākār tō nirākār hī hai .

45People do understand that the incorporeal One is incorporeal.

48Vah kaisē yahā̃ ākar sikhāyēṅgē  ?

46So, how would He come here and teach us?

49Bāp kō na jānnē K|kē kāraṇ drama anusār śhrīkr̥iṣhṇa kā nām bhūl sē ḍāl diyā hai .

47Because of not knowing the Father, they have put Shri Krishna’s name by mistake according to the drama.

50Śhrīkr̥iṣhṇa aur śhiv kā sambandh is samay najdīk hai .

48At this time, Shri Krishna and Shiva have a close relationship.

51Śhiv jayantī hōtī hai saṅgam par .

49The birthday of Shiva takes place at the confluence age.

52Phir kal hōgī śhrīkr̥iṣhṇa jayantī .

50Then, tomorrow, it will be the birthday of Shri Krishna.

53Śhiv jayantī hai rāt mē̃ , śhrīkr̥iṣhṇa jayantī hai savērē , uskō prabhāt kahē̃gē .

51The birthday of Shiva is in the night, whereas the birthday of Shri Krishna is in the early morning, at dawn.

54Jab śhivrātri pūrī hōtī hai tab phir śhrīkr̥iṣhṇa jayantī hōtī hai .

52When the night of Shiva comes to an end, the birth of Shri Krishna takes place.

55Yah bātē̃ bachchē hī samajh saktē haĩ , kāydā hai - yahā̃ sabhā mē̃ kōī bāharmukhī na hō .

53Only you children can understand these things. 54It is a law that no one sitting in this gathering is allowed to become extroverted.

56Bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

55Stay in remembrance of the Father.

57Manuṣhya pukārtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō .

56People call out: O Purifier, come! 57Come and purify us!

58Parantu drama anusār pattharbuddhi kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

58However, according to the drama, those with stone intellects don’t understand anything at all.

59Agar jāntē hōtē tō batātē .

59If they did, they would tell others.

60Unkō yah bhī patā nahī̃ hai ki abhī kaliyug kā ant hai phir jab bāp ātē haĩ tab ādi hōtī hai .

60They don’t even know that it is now the end of the iron age and that when the Father comes, it is the beginning.

61Manuṣhya tō bilkul ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

61People are in total darkness.

62Lōg samajhtē haĩ kaliyug mē̃ ajun 40 hajār varṣh paṛē haĩ .

62People believe that 40,000 years of the iron age still remain.

63Bēhad kā bāp samjhātē haĩ had kā bāp kab patit-pāvan hō na sakē̃ .

63The unlimited Father explains that no limited father can ever be the Purifier.

64Bāpū nām tō bahutō̃ K|kē rakh diyē haĩ .

64Many people have been given the name: Bapu.

65Bujurg kō bhī bāpū athavā pitājī kahtē haĩ .

65Even older men are called Bapu or Pitaji.

66Yah rūhānī pitāśhrī tō ēk hī hai jō patit-pāvan , gyān kā sāgar hai .

66Only the One is the spiritual Pitashri (Father) who is the Purifier and the Ocean of Knowledge.

67Bachchō̃ kō pāvan hōnē kē liē gyān chāhiē .

67You children need this knowledge in order to become pure.

68Pānī mē̃ snān karnē sē kōī pāvan thōṛēhī banē̃gē .

68No one can become pure just by bathing in water.

69Tum jāntē hō śhivbābā hamārē sāmnē is tan mē̃ pratyakṣha hai .

69You know that Shiv Baba is in front of you, present in this body.

70Brahmā dvārā brāhmaṇō̃ kō rājyōg sikhā rahē haĩ .

70He is teaching you Brahmins Raja Yoga through Brahma.

71Vah tō kah dētē haĩ bhagvānuvāch arjun prati .

71They say: God speaks to Arjuna.

72Brāhmaṇō̃ kā nām niśhān nahī̃ hai .

72There is no name or trace of Brahmins.

73Gāyā jātā hai brahmā dvārā sthāpanā , viṣhṇu dvārā pālnā .

73It is remembered that the establishment takes place through Brahma and that sustenance takes place through Vishnu.

74Sthāpanā tō brahmā dvārā hī karē̃gē , na ki viṣhṇu dvārā , na śhaṅkar dvārā .

74The establishment would only take place through Brahma, not through Vishnu or Shankar.

75Tum bachchō̃ kō yah samjhānī ab milī hai .

75You children receive this explanation at this time.

76Bāp kō yahā̃ ānā paṛtā hai , vāpis tō kōī bhī ātmā jā nahī̃ saktī .

76The Father has to come here. 77No soul can return home.

77Jō bhī ātē haĩ unkō satō rajō tamō sē pās|pass karnā hī hai .

78Everyone who comes here has to pass through the sato, rajo and tamo stages.

78Śhrīkr̥iṣhṇa bhī pūrē 84 janma lētē haĩ aur pūrē 5 hajār varṣh part bajāyā .

79Shri Krishna has taken the full 84 births and has played a part for the full 5000 years.

79Jab ātmā pēṭ mē̃ hai tō bhī janm tō hai .

80It is considered a birth even while the soul is in a mother’s womb.

80Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā jab satyug mē̃ ātī hai , garbh mē̃ pravēśh kiyā tab sē lēkar 5 hajār varṣh mē̃ 84 janmō̃ kā part bajānā hai .

81From the moment the Shri Krishna soul comes down and enters a womb, he has to play the part of 84 births in 5000 years.

81Jaisē śhivjayantī manātē haĩ tō ismē̃ baiṭhā hai nā .

82You celebrate the birthday of Shiva when He is sitting in this one.

82Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī garbh mē̃ I|āī|eye churpur huī , us samay sē lēkar 5 hajār varṣh kā hisāb śhurū hōtā hai .

83Similarly, when the Shri Krishna soul enters a womb, there is movement and the calculation of 5000 years begins from that moment.

83Agar cum|kam jāstī hō tō phir 5 hajār varṣh mē̃ kam hō jāē .

84If it were any different, it would be 5000 years, minus that much.

84Yah baṛī sūkṣhma samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

85These matters are very subtle and have to be understood.

85Bachchē jāntē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā phir sē yah gyān lē rahī hai , phir sē śhrīkr̥iṣhṇa bannē kē liē .

86You children know that the Shri Krishna soul is once again taking this knowledge in order to become Shri Krishna once again.

86Tum bhī kanspurī sē kr̥iṣhṇapurī mē̃ jātē hō .

87You too go from this land of Kans to that land of Krishna.

87Yah bātē̃ bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

88The Father sits here and explains these things to you children.

88Bābā kahtē haĩ - māyā baṛī duśhtar hai .

89The Father says: Maya is very powerful.

89Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō bhī harā dētī hai .

90She defeats good maharathis too.

90Gyān lētē-lētē kahā̃ grahachārī baiṭh jātī hai .

91While some are receiving this knowledge, there are sometimes bad omens.

91Āśhcharyavat hamārā banantī , kathantī . . . ahō māyā phir bhī bhāgantī hō jātē haĩ .

92They become amazed when they hear this knowledge, they belong to Me, they speak this knowledge. 93Oho Maya, they still run away.

92Kamāī mē̃ grahachārī baiṭh jātī hai .

94There are then bad omens over their earning an income.

93Rāhū kā grahaṇ sabkō lagā huā hai .

95There is an eclipse of the bad omens of Rahu over everyone.

94Abhī tumhārē par brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai phir chaltē-chaltē kōī par rāhū kā grahaṇ baiṭh jātā hai , tab kahtē haĩ mahān kambakht is duniyā mē̃ dēkhnā hō tō yahā̃ dēkhō .

96There are now the omens of Jupiter over you. 97Then, while moving along, some experience an eclipse of the omens of Rahu. 98This is why it is said, if you want to see the greatest unfortunate ones in the world, you can see them here.

95Tumhārī ātmā kahtī hai - ham bāp sē sadā sukh kā varsā lē rahē haĩ .

99You souls say: I am receiving the inheritance of constant happiness from the Father.

96Bābā āp sē kalp pahlē bhī yah varsā liyā thā .

100Baba, I took this inheritance from you in the previous cycle too.

97Phir sē ab bāp kē pās āyē haĩ .

101You have come to the Father once again.

98Bāp nē samjhāyā hai - bāhar tumhārē centres par bahut āyēṅgē samajhnē kē liē .

102The Father has explained: Many will come to your centres out there to understand these things.

99Yahā̃ yah hai indra sabhā .

103This here is the Court of Indra.

100Indra śhivbābā hai nā , jō gyān varṣhā barsātē haĩ .

104Shiv Baba is Indra. 105He rains this knowledge on you.

101Tō aisī sabhā mē̃ patit kōī ā nahī̃ saktā .

106Therefore, no one impure can come into such a gathering.

102Sabj parī , pukhrāj parī jō brāhmaṇiyā̃ paṇḍā ban ātī haĩ , unkō kahē̃gē apnē sāth kōī bhī vikār mē̃ jānē vālē kō nahī̃ lā saktē hō .

107All of you angels, you Brahmins who are guides, are told not to bring those who indulge in vice with you.

103Nahī̃ tō dōnō̃ responsible hō jātē haĩ .

108Otherwise, both are responsible.

104Kisī vikārī kō sāth lē āyē tō un par bahut dāg lag jātē haĩ . 105Phir bahut bhārī sajā mil jātī hai .

109If someone brings along a person who indulges in vice, both of them have big stains on them and there will then be great punishment.

106Pariyō̃ kē ūpar bahut responsibility hai .

110There is a huge responsibility on you angels.

107Kahtē haĩ - mānsarōvar par snān karnē sē parī ban jātē haĩ .

111It is said that by bathing in the Mansarovar (Lake), one becomes an angel.

108Vāstav mē̃ yah hai gyān mānsarōvar .

112In fact, it is the Mansarovar of this knowledge.

109Bābā manuṣhya tan mē̃ ākar gyān varṣhā barsātē haĩ .

113Baba enters a human body and rains this knowledge.

110Gyān sāgar hai nā .

114He is the Ocean of Knowledge.

111Tum nadī bhī hō , sarōvar bhī hō , gyān sāgar ismē̃ baiṭh bachchō̃ kō lāyak banātē haĩ - svarg mē̃ jānē kē liē .

115You are rivers and also lakes. 116The Ocean of Knowledge sits in this one and makes you children worthy of going to heaven.

112Svarg mē̃ hai śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya .

117In heaven, it is the kingdom of Shri Lakshmi and Narayan.

113Yah hai pravr̥itti mārg kā aim object .

118This is the aim and objective of the family path.

114Kahtē haĩ ham dōnō̃ gyān chitā par baiṭh lakṣhmī-nārāyaṇ bannē vālē haĩ .

119They say: We will both sit on the pyre of this knowledge and become Lakshmi and Narayan.

115Ūñch pad pānā hai nā .

120You want to claim a high status.

116Ādhākalp ātmāyē̃ taṛaptī rahtī haĩ . 117Bābā āō ākar hamkō rājyōg sikhlāē pāvan banāō .

121Souls are desperate for half a cycle: Baba, come and teach us Raja Yoga and purify us!

118Bāp iśhārā dētē haĩ .

122The Father gives you a signal.

119Bhāratvāsī jō dēvī-dēvatāō̃ kō mānnē vālē haĩ unhōnnē jarūr 84 janm bhōgē haĩ .

123The people of Bharat who believe in the deities have definitely taken 84 births.

120Jō dēvī-dēvatāō̃ K|kē bhagat haĩ , kōśhiśh kar unkō samjhāō . 121Bāp kaisē ākar 3 dharm sthāpan kartē haĩ .

124Try and explain to those who are the devotees of the deities how the Father comes and establishes three religions.

122Brāhmaṇ , sūryavanśhī , chandravanśhī , tīnō̃ dharm bāp sthāpan kartē haĩ .

125He establishes the Brahmin, the sun dynasty and the moon dynasty religions.

123Ādhākalp phir aur kōī dharm sthāpan nahī̃ hōtā hai .

126Then, for half a cycle, there are no religions established.

124Phir ādhākalp mē̃ kitnē maṭh panth ādi dharm ḍhēr K|kē ḍhēr sthāpan hōtē haĩ . 125Kahā̃ ādhākalp mē̃ ēk dharm sō bhī saṅgamyug par bhaviṣhya kē liē rājdhānī sthāpan kartē haĩ .

127Then, in the other half, there are so many sects and religions established. 128On the other hand, there is only the one religion established for half a cycle and that is also a kingdom that is established at the confluence age for the future.

126Vah sab purānī duniyā mē̃ hī apnā dharm sthāpan kartē haĩ .

129All the other founders of religions establish their own religions in this old world.

127Yahā̃ bāp ādhākalp kē liē ēk dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .

130Here, the Father establishes one religion which lasts for half a cycle.

128Kōī aur mē̃ power nahī̃ .

131No one else has this power.

129Bāp tumkō apnā banākar , sūryavanśhī chandravanśhī gharānā sthāpan kar bākī sabkā vināśh karā dētē haĩ .

132The Father makes you belong to Him, establishes the sun and moon dynasties and then has everything else destroyed.

130Sabhī ātmāyē̃ śhānti mē̃ chalī jātī haĩ . 131Tum sukh mē̃ ātē hō , us samay duḥkh kōī hai nahī̃ , jō god kō yād karē .

133All souls then go into silence and you go into happiness. 134At that time, there is no sorrow for which you would need to remember God.

132Yah gyān bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .

135You have this knowledge in your intellects.

133Tum jāntē hō - bāp jō gyān kā sāgar hai , vah knowledge dē rahē haĩ .

136You know that the Father, who is the Ocean of Knowledge, is giving you this knowledge.

134Sāgar tō ēk hī hai .

137There is only the one Ocean.

135Tum apnē kō sāgar nahī̃ kahalāyēṅgē .

138You would not call yourselves oceans.

136Tum unkē madadgār bantē hō isliē tumhārā nām hai gyān gaṅgāyē̃ .

139You become His helpers and this is why you are called the Ganges of knowledge.

137Bākī vah haĩ pānī key|kī nadiyā̃ .

140That other one is a river of water.

138Bāp kahtē haĩ - mujh sāgar K|kē tum bachchē kām chitā par baiṭh jal marē hō arthāt patit ban paṛē hō .

141The Father says: You, My children of the Ocean of Knowledge, have been burnt by sitting on the pyre of lust, that is, you have become impure.

139Ab phir mujhē yād karnē sē hī tum pāvan banē̃gē .

142By remembering Me now, you will become pure.

140Yah sr̥iṣhṭi kā chakra 5 hajār varṣh kā hai .

143This world cycle is 5000 years.

141Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

144No one knows this.

142Sr̥iṣhṭi kā chakra pūrē 4 bhāg mē̃ hai .

145The world cycle is of four equal parts.

1434 yug haĩ nā .

146There are four ages.

144Yah saṅgamyug hai kalyāṇkārī .

147This confluence age is the benevolent age.

145Kumbha kahtē haĩ nā .

148It is called the confluence (kumbh).

146Kumbha kahā jātā hai - mēlē kō .

149A confluence is a meeting (mela).

147Nadī ākar sāgar sē miltī hai .

150A river comes and merges into the ocean.

148Ātmā ākar paramātmā sē miltī hai , iskō kumbha kahtē haĩ .

151Souls come and meet the Supreme Soul. 152This is also called a meeting.

149Ātmā aur paramātmā kā mēlā bhī tum dēkhtē hō .

153You can now witness the meeting of souls with the Supreme Soul.

150Tum āpas mē̃ miltē hō , seminar kartē hō , iskō kumbha nahī̃ kahē̃gē .

154You meet among yourselves and have seminars. 155That cannot be called the meeting, the confluence.

151Sāgar tō apnī jagah par baiṭhē haĩ .

156The Ocean is seated in His own place.

152Is tan mē̃ haĩ nā .

157He is in this one’s body.

153Jahā̃ inkā tan vahā̃ gyān kā sāgar hai .

158The Ocean of Knowledge is where this one’s body is.

154Bākī tum āpas mē̃ gyān gaṅgāyē̃ miltī hō .

159You Ganges of knowledge meet among yourselves.

155Nadiyā̃ chhōṭī-baṛī tō hōtī haĩ nā .

160Rivers can be big or small.

156Vahā̃ snān karnē jātē haĩ .

161People go to bathe there.

157Gaṅgā jamunā sarasvatī ādi tō haĩ hī .

162There are the Rivers Ganges, Jamuna and Saraswati etc.

158Dēhlī jamunā kā kaṇṭhā hai - svarg .

163Delhi, on the banks of the River Jamuna, is heaven.

159Dēhlī kē liē kahtē haĩ - paristān thā , jab lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā . 160Aisē nahī̃ ki śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya thā .

164It is said that when Delhi was the land of angels, it was the kingdom of Lakshmi and Narayan; not that it was the kingdom of Shri Krishna.

161Rādhē-kr̥iṣhṇa yugal hō̃ tab rājya kar sakē̃ .

165Only when Radhe and Krishna become a couple can they rule.

162Ab tum bachchē kitnē khuśhī mē̃ hō .

166You children are now so happy.

163Māyā K|kē tūphān tō bahut āyēṅgē .

167Many storms of Maya will come.

164Bēhad key|kī boxing haĩ .

168This is unlimited boxing.

165Har ēk key|kī 5 vikārō̃ kē sāth yuddha chaltī hai .

169Each one is battling with the five vices.

166Ham chāhtē haĩ bābā kō nirantar yād karē̃ . 167Māyā hamārā yōg uṛā dētī hai .

170We want to remember Baba constantly, but Maya breaks our intellects’ yoga.

168Ēk khēl bhī dikhātē haĩ - paramātmā apnī taraph khīñchtē haĩ , māyā apnī taraph .

171They even show a play where God pulls you from one side and Maya pulls you from the other side.

169Aisā ēk nāṭak banāyā hai .

172They have made a play about this.

170Bioscope kā fashion abhī nikalā hai .

173The fashion of films has come about recently.

171Tumkō drama anusār bioscope par hī samjhānā thā .

174According to the drama, you have to explain using the example of films.

172Nāṭak mē̃ tō badlī-sadlī hōtī hai .

175In a play, there can be change.

173Yah tō anādi avināśhī drama banā banāyā hai .

176This is an eternally predestined, imperishable drama.

174Banī banāī ban rahī . . . phalānā mar gayā itnā hī part thā , ham chintā kyō̃ karē̃ .

177That which is predestined is taking place. 178When So-and-so dies, it is because he only had that much of a part to play. 179Therefore, why should we worry?

175Drama hai nā .

180It was in the drama.

176Śharīr chhōṛ diyā phir thōṛēhī ā saktā .

181Once he has left his body, he cannot come back into it again.

177Rōnē sē phāydā hī kyā  ?

182What is the benefit of crying about it?

178Iskā nām hī hai duḥkhdhām .

183The name of this place is the land of sorrow.

179Satyug mē̃ mōhjīt rājāyē̃ hōtē haĩ .

184In the golden age, there are the kings who had conquered attachment.

180Is par kahānī bhī hai .

185There is a story about this too.

181Satyug mē̃ mōh key|kī bāt hōtī nahī̃ .

186There is no question of attachment in the golden age.

182Yahā̃ tō manuṣhyō̃ kā kitnā mōh hai .

187Here, people have so much attachment to one another.

183Kiskō rōnā na āyē tō rōkar bhī unkō rulā dēgē . 184Tō samajhē̃ ki yah aphsōs kartē haĩ .

188When someone doesn’t cry on the death of someone, others would cry and make that person cry so that they feel he is sympathising.

185Nahī̃ tō glānī hō jāē .

189Otherwise, there would be defamation.

186Bhārat mē̃ hī yah sab rivāj hai .

190All of these systems belong to Bharat.

187Bhārat mē̃ hī sukh , bhārat mē̃ hī bahut duḥkh hōtā hai .

191It is in Bharat that there is happiness and it is in Bharat that there is a lot of sorrow.

188Bhārat mē̃ god goddess rājya kartē thē .

192Gods and goddesses used to rule in Bharat.

189Vidēśhī lōg purānē chitra baṛī khuśhī sē lētē haĩ .

193Foreigners used to take back old images with a lot of happiness.

190Purānī chīz kā mān hōtā hai .

194There is a lot of regard for antiques.

191Sabsē purānā śhiv tō yahā̃ āyā thā nā , unkī kitnī pūjā kartē haĩ .

195The most ancient One of all, Shiva, came here. 196They worship Him a great deal.

192Ab tō śhivbābā āyā hai , tum pūjā nahī karē̃gē .

197Now that Shiv Baba has come, you don’t worship Him.

193Vah hōkar gayā hai tō unkī pūjā kartē rahtē haĩ .

198It is because He came and departed that they continue to worship Him.

194Achchhā  !

199Achcha.

195Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

200To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

196Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

201The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

197Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

202Essence for dharna:

1981 ) drama K|kē gyān kō buddhi mē̃ rakh niśhchint bannā hai .

2031. Keep this knowledge of the drama in your intellect and remain carefree.

199Kisī bhī prakār key|kī chintā nahī̃ karnī hai kyōṅki jāntē haĩ banī banāī ban rahī . . . nirmōhī bannā hai .

204Don’t worry about anything because you know that that which is predestined is taking place. 205Become free from attachment.

2002 ) bāp dvārā jabki brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai tō sambhāl karnī hai , rāhū kā grahaṇ na lag jāē .

2062. Since you are experiencing the omens of Jupiter from the Father, take care that you don’t become eclipsed by the omens of Rahu.

201Kōī bhī grahachārī hō tō usē gyān dān sē samāpt karnā hai .

207If there are any bad omens, finish them by donating this knowledge.

Blessing

202Vardān  : svayã K|kē tension par attention dēkar viśhva kā tension samāpt karnē vālē viśhva kalyāṇkārī bhav

208Blessing: May you pay attention to your own tension and then finish the tension of the world as a world benefactor.

203Jab dūsrō̃ kē prati jāstī attention dētē hō tō apnē andar tension chaltā hai , isliē vistār karnē kē bajāē sār svarūp mē̃ sthit hō jāō , quantity K|kē saṅkalpō̃ kō samākar quality vālē saṅkalp karō .

209When you pay more attention to others, you create tension in yourself. 210So, instead of creating expansion, stabilise in the essence, merge thoughts of quantity and have thoughts of quality.

204Pahlē apnē tension par attention dō tab viśhva mē̃ jō anēk prakār K|kē tension haĩ unkō samāpt kar viśhva kalyāṇkārī ban sakē̃gē .

211First of all, pay attention to your own tension; you will then be able to become a world benefactor and finish all the many types of tension in the world.

205Pahlē apnē āpkō dēkhō , apnī service first , apnī service key|kī tō dūsrō̃ key|kī service svataḥ hō jāyēgī .

212First of all, look at your own self: self-service is first. 213When you serve yourself, others will then automatically be served.

Slogan

206Slōgan  : yōg key|kī anubhūti karnī hai tō dr̥iṛhtā kī śhakti sē man kō control karō .

214Slogan: In order to experience yoga, control your mind with the power of determination.

215*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

207Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

216Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

208Jitnā sthāpanā kē nimitt banē huē jvālā-rūp hōṅgē utnā hī vināśh-jvālā pratyakṣha hōgī .

217To the extent that you become a volcanic form of an instrument for establishment, to that extent the flames of destruction will appear.

209Saṅgaṭhan rūp mē̃ jvālā-rūp key|kī yād viśhva K|kē vināśh kā kārya sampann karēgī .

218The collective, volcanic form of remembrance will complete the task of destruction of the world.

210Iskē liē her|har sēvākēndra par viśhēṣh yōg K|kē programme chaltē rahē̃ tō vināśh jvālā kō paṅkhā lagēgā .

219For this, special yoga programmes should continue to take place at all the centres and these will fan the flames of destruction.

211Yōg-agni sē vināśh key|kī agni jalēgī , jvālā sē jvālā prajjavalit hōgī .

220The fire of destruction will begin with the fire of yoga, and the flames will be ignited by the flame.