रविवार 12 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-07-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 31-12-10 madhuban 1Purānē varṣh kō vidāī dēnē kē sāth purānē saṅskārō̃ kō vidāī dē nirvighna rahnē kā dr̥iṛh saṅkalp lō|low aur merciful , master dātā ban mansā sēvā dvārā duḥkhī aśhānt ātmāō̃ kō sahārā dō

012/07/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 31/12/2010 1As well as bidding farewell to the old year, bid farewell to your old sanskars and have the determined thought to remain free from obstacles. 2Be merciful and a master bestower and give support to unhappy and peaceless souls by serving them with your mind.

2Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō nayā varṣh aur naī duniyā key|kī mubārak dēnē , sūkṣhma vatan sē sthūl vatan mē̃ mubārak dēnē āyē haĩ .

3Today, BapDada has come from the subtle region to this corporeal world to give greetings and congratulations for the New Year and the New World to all of you children everywhere.

3Sabhī bachchē bhī snēh aur pyār sē apnē madhuban ghar mē̃ pahuñch gayē haĩ .

4All of you children have reached your home of Madhuban with love.

4Duniyā vālē tō sirph new varṣh manātē haĩ , jō ēk din kā hōtā hai . 5Āp lōg naī duniyā kā saṅgam par sadā manātē rahtē hō .

5People of the world simply celebrate the New Year, which is just for one day, whereas you constantly continue to celebrate the confluence of the new world.

6Āpkē sāmnē naī duniyā nayanō̃ mē̃ sadā samāī huī hai .

6You have the new world constantly merged in your eyes in front of you.

7Yād karō aur pahuñch jāō .

7You now remember it and just reach there.

8Āṅkhō̃ mē̃ samāī huī hai nā  !

8It is merged in your eyes, is it not?

9Anubhav hōtā hai ki abhī-abhī saṅgam par haĩ , āj saṅgam par haĩ aur kal apnē rājya mē̃ gayē ki gayē  !

9You experience being at the confluence age; today you are at the confluence age and tomorrow you will enter your kingdom.

10Aisē nayanō̃ mē̃ spaṣhṭ dikhāī dētī hai .

10You are able to see it clearly in your eyes.

11Duniyā vālē tō ēk dō kō ēk din key|kī mubārak dētē haĩ lēkin āpkō bāpdādā nē gift mē̃ golden world dī hai , jō kāphī samay chalnē vālī hai .

11People of the world give greetings to one another for one day, whereas BapDada has given you the golden world as a gift, which is going to last a long time.

12Aisī nayanō̃ mē̃ samāī huī hai jō ēk second mē̃ pahuñch saktē hō .

12It is merged in your eyes in such a way that you can arrive there in a second.

13Sabkē sāmnē apnī golden duniyā nayanō̃ mē̃ samāī huī hai .

13The golden world is merged in your eyes in front of all of you.

14Ēk second mē̃ pahuñch saktē hō nā  !

14You can reach there in a second, can you not?

15Āj saṅgam mē̃ haĩ kal rājya adhikārī ban rājya karē̃gē .

15Today, you are at the confluence age and tomorrow, you will rule the kingdom with a right.

16Abhī samay anusār jāntē hō ki āp pūrvajō̃ K|kē bhakta lōg duḥkhī aur aśhānt hōnē K|kē kāraṇ , āp pūrvaj ātmāō̃ kō kitnā pukār rahē haĩ .

16Now, according to the time, you know that the devotees of you ancestors are calling out to you because they are unhappy and peaceless.

17Āvāj sunnē ātā hai , kaisē duḥkh aśhānti sē pukār rahē haĩ  ?

17Can you hear the sounds of how they are calling out in sorrow and peacelessness?

18Hamē̃ śhānti dē dō , sukh dē dō , khuśhī dē dō .

18“Give us peace! 19Give us happiness! 20Give us joy!”

19Āvāj sunnē ātā hai  ?

21Can you hear their sound? 22“Give!

20Dō , dō … tō abhī āp ātmāō̃ kō merciful , kalyāṇkārī dātā K|kē bachchē rūp mē̃ ātmāō̃ kō mansā sēvā dvārā dēnē kā kārya karnā hai .

23Give!” 24Now, you souls, as children of the merciful and benefactor Bestower, have to serve souls with your mind and carry out the task of giving.

21Bāpdādā kō tō baṛā taras paṛtā hai in duḥkhī , aśhānt ātmāō̃ par .

25BapDada feels a lot of mercy for those unhappy and peaceless souls.

22Āpkō bhī taras paṛtā hai nā  !

26You also feel mercy, do you not?

23 ( khā̃sī I|āī|eye ) ( āj brahmā bāp key|kī khā̃sī ā gaī hai ) tō āpkō bhī ātmāō̃ kē ūpar taras paṛ rahā hai nā  !

27(BapDada coughed. 28Today, Father Brahma’s cough has come back.) 29You also feel mercy for souls, do you not?

24Abhī is varṣh mē̃ , kyōṅki āj K|kē din varṣh nayā ā bhī rahā hai aur purānā varṣh jānē vālā bhī hai .

30Now, in this coming year, because today, a new year is coming and the old year is going…

25Tō jānē vālē varṣh mē̃ āpnē kyā plan banāyā hai  ?

31What plan did you make in this year that is passing?

26Varṣh tō jāyēgā lēkin āp sab apnē liē varṣh kē sāth kyā vidāī dēgē  ?

32The year will go, but, along with the year, what else did you bid farewell to?

27Jaisē varṣh vidāī lēgā vaisē āp apnī jīvan mē̃ kyā vidāī dēgē  ?

33Just as you will bid farewell to the year, in the same way, what will you bid farewell to in your life?

28Aur nayā kyā bharē̃gē  ?

34Then, with what new thing will you fill it?

29Sadā kē liē vidāī dēgē vā thōṛē samay kē liē  ?

35Will you bid it farewell for all time or for a short time?

30Kyōṅki bāpdādā nē iśhārā diyā hai ki ab tak jō purānē saṅskār rahē huē haĩ un saṅskārō̃ kō man mē̃ dēkhkar , jānkar samāpt karnā hī hai .

36BapDada has given you the signal that, whatever old sanskars still remain, you have use your mind to see and know those sanskars and definitely finish them.

31Bāpdādā kō yah purānē saṅskār puruṣhārth mē̃ vighna rūp dikhāī dētē haĩ .

37BapDada sees that these old sanskars are obstacles to your efforts.

32Bachchē ēk taraph kahtē haĩ bābā hī mērā saṅsār hai phir purānē saṅskār kahā̃ sē āyē  ?

38On the one hand, you children say that Baba is your world, and so from where do the old sanskars come?

33Saṅsār hī bāp hai tō yah purānē saṅskār jō puruṣhārth mē̃ vighna ḍāltē haĩ , yah khatm hōnā chāhiē nā  !

39Since the Father is your world and the old sanskars create obstacles in your efforts, they should be finished, should they not?

34Amr̥itvēlē jab sab rūhrihān kartē haĩ tō bāp nē dēkhā sab apnā pōtāmēl dētē haĩ tō ab tak purānē saṅskār hī puruṣhārth kō ḍhīlā kartē haĩ .

40At amrit vela, when all of you have a heart-to-heart conversation, the Father has seen that all of you give your chart in saying that, even until now, it is your old sanskars that make you slack in your efforts.

35Tō āj K|kē din varṣh kō vidāī dētē huē in saṅskārō̃ kō bhī vidāī dē saktē hō  ?

41So, today, when bidding farewell to the year, can you also bid farewell to those sanskars? 42Can you bid farewell?

36Dē saktē hō  ?

43Raise your hands!

37Hāth uṭhāō . 38Dēnā paṛēgā .

44You will have to bid them farewell.

39Hāth uṭhānā tō bahut sahaj hai lēkin man kā hāth uṭhānā hai .

45It is very easy to raise your hands, but raise the hands of your minds.

40Uṭhā rahē haĩ .

46You are raising them.

41Purānē saṅskārō̃ kō sadā kē liē vidāī dēgē isliē hāth uṭhā rahē hō .

47You are raising your hands to say farewell to your old sanskars for all time.

42Phir sē uṭhāō .

48Raise your hands again!

43Achchhā .

49Achcha.

44Majority bachchō̃ nē hāth uṭhākar bāpdādā kō khuśh kar diyā .

50The majority of you children raised your hands and pleased BapDada.

45Bāpdādā kō yahī khuśhī hai ki himmat vālē bachchē haĩ .

51BapDada is pleased that you are children who have courage.

46Jahā̃ himmat hai vahā̃ bāpdādā kā sadā sahyōg hai .

52Where there is courage, BapDada’s constant co-operation is there.

47Tō abhī jab hāth uṭhāyā hai tō bāp kā her|har chhōṭā baṛā sthān sadā kē liē nirvighna hō gayā nā  !

53Now that you have raised your hands, every small and big place of the Father’s has become free from obstacles, have they not?

48Kyōṅki bāpdādā kē pās jō result ātī hai uskā kāraṇ purānē saṅskār hōtē haĩ . 49Tō āj saṅskār saṅkalp sē samāpt kiyā arthāt nirvighna bhav kā vardān liyā .

54The reason for the result that BapDada received is the old sanskars. 55So, today, you have finished the sanskars in thought, that is, you have received the blessing of being free from obstacles. 56Have you received it?

50Liyā  ? 51Vardān liyā  ?

57Did you take the blessing?

52Himmat kā phal tō miltā hai nā  !

58You receive the fruit of your courage, do you not?

53Aur bāpdādā kā vardān milā huā hai ki ēk kadam bachchō̃ K|kē himmat kā aur anēk kadam bāp key|kī madad K|kē haĩ hī haĩ .

59You have received BapDada’s blessing that when there is one step of the children’s courage, there will definitely be many steps of the Father’s help.

54Tō yah saṅkalp āj sē yād rakhnā hamnē purānē saṅskār dē diyē .

60So, from today, remember the thought: that you have handed over your old sanskars.

55Agar mānō āpkē pās|pass vāpas āyē̃ tō kyā karē̃gē  ?

61If they come back to you, what will you do?

56Kyā karē̃gē  ?

62What will you do?

57Vāpas dī|the huī chīz apnē pās|pass nahī̃ rakhī jātī hai kyōṅki dē dī arthāt mērī nahī̃ .

63You cannot keep anything with you that you have already handed over because, once you have given it, it is no longer yours.

58Tō jab mērī nahī̃ tō apnē pās|pass kaisē rakh saktē  ?

64So, since they are not yours, how can you keep them with you? 65You gave them to the Father.

59Bāp kō diyā , tō bāp kō hī dēgē nā .

66Of course, you would give them to the Father, would you not?

60Pakkā hai nā , dē diyā nā  !

67Is it firm that you have given them?

61Pakkā  ?

68Are you sure?

62Abhī dō-dō hāth uṭhāō .

69Now raise both your hands! 70Sure?

63Pakkā . 64Pīchhē vālē bhī uṭhā rahē haĩ .

71Those sitting at the back are also raising their hands.

65Bāpdādā kō yahī khuśhī hai ki kaliyug mē̃ rahtē bhī jō bāp dvārā prāpti huī hai uskā anubhav ab saṅgam par karē̃gē .

72BapDada is pleased that, while living in the iron age, you experience the attainments that you have received from the Father at this confluence age.

66Duniyā kē liē kaliyug hai lēkin āpkē liē saṅgamyug arthāt sarv prāptiyō̃ kā yug hai .

73It is the iron age for the world, whereas it is the confluence age for you, that is, it is the age for all attainments.

67Paramātma prāptiyā̃ , sarv śhaktiyā̃ , sarv guṇ , sarv gyān kā khajānā jō prāpt hai uskā practical anubhav karē̃gē .

74You have the practical experience of having all the Godly attainments, all powers, all virtues and all the treasures of this knowledge that you have attained.

68Tō āj K|kē din jinhōnnē bhī hāth uṭhāyā hai un sabhī bachchō̃ kō chāhē yahā̃ sammukh baiṭhē haĩ , chāhē dūr baiṭhē dēśh vidēśh mē̃ sun rahē haĩ , un sabhī bachchō̃ kō bahut dil sē bāpdādā kyā dē rahē haĩ  ?

75So, today, what is BapDada giving from His heart to all the children who have raised their hands, whether they are personally sitting here or sitting far away in this land or abroad and listening to Baba?

69Mubārak tō dē rahē haĩ lēkin mubārak kē sāth sabhī K|kē mastak kē ūpar hāth rakh rahē haĩ .

76He is giving congratulations, but, along with congratulations, He is placing His hand on each one’s forehead.

70Āp bhī aur bāpdādā bhī man hī man mē̃ dance kar rahē haĩ «  vāh bachchē vāh  !

77You and BapDada are dancing in your mind: “Wah children! 78Wah!”

71' ' abhī āp bhī man mē̃ dance kar rahē hō nā  !

79Now, even you are dancing in your mind.

72Bōlō , hā̃ jī .

80Say: “Ha ji!”

73Abhī dēkhnā teachers .

81Now, teachers, just be careful!

74Jō bhī teachers haĩ vah hāth uṭhāō .

82All of you teachers, raise your hands!

75Foreign key|kī teachers bhī haĩ nā  !

83There are teachers from abroad too.

76Bāpdādā kō tō har ēk bachchē kā yah dr̥iṛh saṅkalp sun khuśhī hai ki bachchō̃ nē jō lakṣhya rakhā hai - bāp samān sampann aur sampūrṇ bannē kā , usmē̃ yah nirvighna rahnē kā dr̥iṛh saṅkalp sampann samay kō bhī samīp lāyēgā .

84On hearing the determined thought of each of you children, BapDada is pleased about the aim you children kept of becoming complete and perfect like the Father, and that your determined thought of remaining free from obstacles will bring the time of completion close.

77Bāpdādā kō yah bhī khuśhī hai ki sabhī bachchō̃ nē jō saṅkalp kiyā hai vah sampann karē̃gē aur jō duniyā vālē duḥkhī haĩ , aśhānt haĩ unkī mansā sēvā kar unhō̃ kō bhī kuchh na kuchh sahārā dētē rahē̃gē kyōṅki bāpdādā kō bachchō̃ kā pukārnā , chillānā sahan nahī̃ hōtā .

85BapDada is also pleased that all of you children will fulfil the thought you have had and will use your minds to serve those who are unhappy and peaceless in the world and give them one support or another, because BapDada cannot bear to hear the children calling out and crying out in distress.

78Hai tō āpkā bhī parivār nā  !

86They are all part of your family, are they not?

79Tō bahut baṛh rahā hai duḥkh aśhānti , tō ab merciful banō .

87Sorrow and peacelessness are increasing a lot and so, now, become merciful.

80Yah saṅkalp bhī sāth mē̃ karō ki chaltē phirtē aur viśhēṣh amr̥itvēlē ātmāō̃ key|kī mansā sēvā bhī avaśhya karē̃gē , yah saṅkalp lē saktē hō  ?

88Also have this thought at the same time: while walking and moving around and at amrit vela, you will definitely serve souls with your mind. 89Can you have this thought?

81Jaisē yah saṅkalp liyā ki sadā kē liē purānē saṅskārō̃ kō samāpt karē̃gē , sadā kē liē liyā hai nā  !

90When you had the thought of finishing your sanskars for all time, you had the thought for all the time, did you not?

82Thōṛē samay kē liē tō nahī̃  !

91It is not just for a short time, is it?

83Tō jaisē saṅskār kō samāpt kar bāp samān banē̃gē aisē dātā K|kē bachchē ban master dātā svarūp sē mansā sēvā bhī karnī hai .

92Just as you will finish your sanskars and become equal to the Father, in the same way, become master bestowers, children of the Bestower, and definitely serve them with your minds.

84Iskē liē taiyār hō  ?

93Are you ready for this?

85Mansā sēvā karnē kē liē taiyār hō  ?

94Are you ready to serve with your mind?

86Hāth uṭhāō , mansā sēvā bhī karē̃gē  ?

95Raise your hands if you are going to do service with your minds at the same time!

87Sārē din mē̃ jō bhī time milē , usmē̃ mansā sēvā jarūr karnā kyōṅki āp bachchō̃ kō hī sukhmay saṅsār lānā hai .

96Throughout the day, whatever time you have, definitely serve with your minds in that period, because it is you children who have to bring about that world of happiness.

88Bāp nē āp bachchō̃ kō isī sēvā kē liē right-hand banāyā hai .

97The Father has made you children into right hands to do this service.

89Hāth sē diyā jātā hai nā .

98You give with your hands, do you not?

90Tō āp bāp K|kē right hand haĩ .

99So, you are the Father’s right hands.

91Tō bāpdādā āp right hand arthāt hāthō̃ dvārā sabhī kō yah sēvā dilānē chāhtā ki kuchh na kuchh dētē rahō .

100So, BapDada wants to give with His hands you right hands, this service of definitely continuing to give something or other. 101They are crying out: “Give!

92Vah chillā rahē haĩ dō-dō aur āp duḥkhiyō̃ kō sukh dē , parēśhān kō kuchh śhakti dē karkē puṇya kā kām karō .

102Give!” and so you have to give happiness to those who are unhappy. 103Give some strength to those who are distressed and do some charitable work.

93Abhī āp bachchē jinhōnnē apnē āpkō jānā , bāp kō jānā , varsē K|kē adhikārī banē tō dūsrō̃ kō bhī banāō kyōṅki abhī sabhī mukti chāhtē haĩ .

104Now, you children know yourselves, you know the Father, you have claimed a right to your inheritance, and so make others the same, because everyone now wants liberation.

94Sabhī kō mukti mē̃ bhēj āp bāp K|kē vardān sē rājya adhikārī banē̃gē isliē bāp yahī her|har bachchē kō saṅkalp dē rahē haĩ - nirvighna bhav , sēvādhārī bhav .

105You will send everyone into liberation and, with the Father’s blessings, you will claim a right to the kingdom. 106Therefore, the Father is giving every child this thought: “May you be free from obstacles!

95Jō bachchē bāp K|kē ban gayē haĩ un bachchō̃ kō saṅgamyugī brāhmaṇ jīvan kā mazā anubhav hō rahā hai aur hōtā hī rahēgā .

107May you be a server!” 108The children who belong to the Father are experiencing the pleasure of the confluence-aged Brahmin life and will continue to experience it.

96Tō chāhē nayē āyē haĩ , chāhē purānē bhī haĩ lēkin jō apnē kō samajhtē haĩ bāp K|kē varsē K|kē adhikārī haĩ , atīndriya sukh mē̃ jhūltē rahtē haĩ aur āgē bhī jō saṅkalp kiyā hai , saṅskār par vijayī bannē kā saṅkalp liyā hai , vah sabhī ātmāyē̃ kōṭō̃ mē̃ kōī banē haĩ , yā kōī mē̃ bhī kōī banē haĩ  ?

109Those of you who consider yourselves to have a right to the Father’s inheritance, whether you are new or old, who continue to swing in the swing of supersensuous joy and who have had a thought for the future of being victorious over your sanskars, have you souls become the handful out of multimillions? 110Or, have you become the few out of the lucky handful?

97Bachchī nē kahā hai nā , janak nē 108 key|kī mālā , 16 hajār key|kī mālā kā khās milan karō . 98Tō āp jō samajhtē haĩ ki ham 16 hajār yā 108 is mālā mē̃ ānē hī vālē haĩ , vah hāth uṭhāō .

111The daughter Janak said: “Have a get-together of the rosary of 108 and the rosary of 16,000.” Those of you who feel that you will definitely go into the rosary of 16,000 or 108, raise your hands!

99Nayē nayē bhī uṭhā rahē haĩ .

112New ones are also raising their hands.

100Mubārak hō .

113Congratulations.

101Niśhchaybuddhi vijayī hōtē haĩ . 102Bāpdādā bhī jāntē haĩ ki jō niśhchaybuddhi haĩ vah āgē jā saktē haĩ , jāyēṅgē .

114There are those who are victorious through their intellects having faith. 115BapDada also knows that those whose intellect have faith are able to go ahead and they will.

103Achchhā .

116Achcha.

104Jō pahlī bārī āyē haĩ vah hāth uṭhāō .

117Those who have come here for the first time, raise your hands.

105Sabhī key|kī taraph sē bāpdādā āp lōgō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

118BapDada is congratulating all of you on behalf of everyone.

106Niśhchay jō kiyā hai nā , iskō amr̥itvēlē sadā revise kartē rahnā .

119Every day at amrit vela, constantly continue to revise the faith that you have.

107Achchhā .

120Achcha.

108Bāpdādā kō bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai ki samay toolate K|kē pahlē apnē varsē K|kē adhikārī ban gayē .

121BapDada is pleased to see you children, because you have claimed a right to your inheritance before the time of “Too late” came.

109Isīliē yahā̃ āyē huē sarv parivār key|kī taraph sē vā apnē-apnē sēnṭarō̃ par rahnē vālē sabhī bachchō̃ key|kī taraph sē bhī bāpdādā āp sabkō mubārak dē rahē haĩ .

122This is why BapDada is congratulating you on behalf of all the family who has come here and those who are staying at their centres. 123Now, perform a wonder.

110Abhī āp ēk kamāl karnā , himmat hai  ?

124Do you have this courage? 125Should Baba tell you?

111Bōlē̃ , himmat hai  ?

126Do you have courage?

112Āp lōg pahlē sē hī nirvighna rahnā .

127Remain free from obstacles beforehand.

113Niśhchay aur naśhē mē̃ number one jānā .

128Be number one in your faith and intoxication.

114Bāpdādā kō khuśhī hōtī hai ki purānē tō purānē haĩ lēkin nayē thōṛē samay mē̃ kamāl dikhāyēṅgē .

129BapDada is pleased that the old ones are old, but that the new ones will show wonders in a short time.

115Achchhā .

130Achcha.

116Abhī bāpdādā chāhē nayē haĩ , chāhē purānē haĩ , sabhī kō ēk second kā kārya dētē haĩ .

131Now, whether you are old or new, BapDada is giving all of you the task of a second.

117Sabhī abhī-abhī ēk second mē̃ apnē āpkō aur sabhī saṅkalpō̃ sē dūr kar ēk second mē̃ apnē kō bindū rūp mē̃ sthit kar saktē hō , karē̃gē  ?

132Now, are all of you able to remove yourselves from all other thoughts and stabilise yourselves in the form of a point in a second? 133Will you do this?

118Ēk second mē̃ maĩ bindū hū̃ , kōī saṅkalp nahī̃ bindū hū̃ .

134In one second: “I am a point” and no other thoughts. 135“I am a point.”

119 ( drill karāī ) jisnē second mē̃ apnē kō bindū sthiti mē̃ sthit kiyā vah hāth uṭhāō .

136Those who stabilised themselves in the stage of a point in a second, raise your hands!

120Second mē̃ lagāyā .

137You did this in a second?

121Achchhā .

138Achcha.

122Abhī yah practice 15 din , sārē din mē̃ her|har ghaṇṭē mē̃ ēk second mē̃ bindū lagāō , yah practice har ēk karnā aur vahā̃ vātāvaraṇ mē̃ rahkar , apnē kārya mē̃ rahtē check karnā ki ēk second mē̃ bindū rūp mē̃ saphaltā milī  ?

139Now, practise this for 15 days! 140Throughout the day, put a full stop in a second at every hour. 141Each one of you has to practise this and, while in that atmosphere, while engaged in activity, check whether you were successful in stabilising yourself in the form of a point in a second, while living at your own places.

123Kyōṅki yahā̃ tō vāyumaṇḍal bhī hai lēkin apnē-apnē sthān mē̃ rahtē second mē̃ bindū svarūp mē̃ sthit hō saktē haĩ , yah abhyās karnā kyōṅki bāpdādā nē batā diyā hai , jitnā āgē chaltē jāyēṅgē utnā yah ēk second mē̃ bindū sthiti mē̃ sthit hōnē key|kī āvaśhyaktā paṛēgī isliē apnē āpkō hī check karnā aur apnē-apnē sthān mē̃ report teacher kō likh-kar dēnā .

142Here, you have the help of the atmosphere, but check whether you are able to stabilise in the form of a point in a second. 143Practise this, because BapDada has told you that the more you progress, the more you will need this practice of being able to stabilise yourself in the stage of a point in a second. 144Therefore, check yourself and write your report and give it to your teacher.

124Phir teachers dvārā chāhē yahā̃ haĩ yā nahī̃ bhī haĩ , sabhī classes kē liē yah homework hai , iskī result bāpdādā kē pās āyēgī tō dēkh lē̃gē , issē patā paṛēgā ki āp 108 yā 16 hajār key|kī mālā , uskē adhikārī haĩ . 125Second mē̃ rōz key|kī dincharyā mē̃ kitnā saphal huē , ussē patā paṛēgā ki āp kis yōgya haĩ  !

145Then, through the teachers, whether they are here or not – this is the homework for all the classes – when BapDada receives the result, He will see whether you are worthy of coming into the rosary of 108 or 16,000. From your daily timetable, it will be seen how successful you are in stabilising yourselves in a second and it will be seen from this which rosary you are worthy of.

126Kyōṅki abhī hāth uṭhvāyēṅgē , kaun apnē kō samajhtē haĩ practical dhārṇā mē̃ ki maĩ 108 yā 16 hajār key|kī mālā mē̃ āyēṅgē , tō sab uṭhā dēgē , isliē āp sirph result likhnā ussē samajh jāyēṅgē kyōṅki dādiyā̃ mānō nām dētī haĩ tō kōī samajhē̃gē ham bhī ā saktē haĩ nā , tō is report sē patā paṛ jāyēgā .

146If BapDada were to ask you to raise your hands now, then whoever feels that, according to your practical dharna, you will go into the rosary of 108 or 16,000, just write your result. 147Then Baba will understand from that, because, even if the Dadis were to give the names of some, others would feel: “I too can come in that, can I not?” 148Therefore, everything will be known from this report.

127Bāpdādā pūchhtē haĩ ki sadā second mē̃ jō rūp anubhav karnē chāhō vah kar saktē hō  ?

149BapDada is asking: Are you constantly able to experience in a second the form that you want?

128Second mē̃  ?

150In a second?

1295 svarūp jō sunāyē thē , vah bhī jab chāhō tab second mē̃ vah svarūp ban saktē hō  ?

151The five forms that you were told about, are you able to become that form in a second, whenever you want?

130Yah practice karkē apnē āpkō mālūm paṛē ki maĩ jō chāhū̃ us sthiti mē̃ second mē̃ rah saktā hū̃ , yā time lagtā hai  !

152Practise this and know for yourself whether you are able to remain in the stage that you want in a second or whether it takes time.

131Bākī bāpdādā khuśh hai ki hāth uṭhānē mē̃ , majority hāth uṭhātē haĩ .

153BapDada is pleased that, in raising your hands, the majority of you raised your hands.

132Abhī yah hāth uṭhāyā hai lēkin abhyās kartē-kartē yah aisā hō jāyēgā jaisē abhī dvāpar kaliyug K|kē abhyās mē̃ dēh abhimān mē̃ ānā natural hō gayā hai , aisē jis svarūp mē̃ bhī sthit hōnē chāhō vah aisā hī easy hō jāē kyōṅki samay aisā ānē vālā hai jismē̃ āpkō is abhyās key|kī āvaśhyaktā paṛēgī .

154You have raised your hands now but, while practising this, it will be like the practice of the copper and iron ages, where it has become natural to come into body consciousness. 155In the same way, let it be just as easy for you to stabilise yourself in whichever form you want, because such a time is to come in which you will need this practice.

133Tō yah abhyās har ēk apnē-apnē kārya mē̃ hōtē kartē rahō aur result apnī nimitt teachers kō dētē rahō .

156So each one of you has to continue with this practice while engaged in your work and continue to give your result to your instrument teachers.

134Tō is varṣh key|kī samāpti mē̃ yah practice kartē rahnā .

157So, continue to practise this until the completion of the year. 158Do it by yourself.

135Apnē āpēhī karō , apnā teacher bhī āp banō lēkin result dikhānē kē liē apnā chart dētē rahē̃gē tō attention jāyēgā .

159Become your own teacher! 160However, if you continue to give in your chart to show your result, your attention will be drawn.

136Aisā anubhav karō jaisē hāth kō jahā̃ chāhō ṭhaharē , ṭhahrā saktē hō nā  !

161You are able to place your hand wherever you want, are you not? 162Experience this in the same way.

137Aisē man kō jis sthiti mē̃ rahānē chāhō us sthiti mē̃ rahē .

163Similarly, you have to be able to make your mind stay in the stage that you want.

138Mahāmantra bhī yādgār mē̃ manmanābhav hai .

164The memorial is the great mantra of “Manmanabhav”.

139Man key|kī drill ismē̃ saphaltā kitnī hai , vah apnā āp hī anubhav karō .

165Experience for yourself how much success you have in performing the drill of your mind.

140Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki ēk-ēk bachchā abhī saṅgamyug kā sukh , saṅgamyug key|kī prāptiyā̃ , her|har prāpti K|kē anubhavī banē̃ .

166BapDada wants each child to become experienced in the happiness of the confluence age, the attainments of the confluence age and all other attainments.

141Apnē āpkō check karnā , her|har prāpti , her|har śhakti , her|har gyān K|kē rāz kō , yōg key|kī her|har vidhi kō , dhārṇā mē̃ bhī her|har dhārṇā mē̃ anubhavī banā hū̃  ?

167Check yourself: Have I become experienced in every attainment, every power, every secret of this knowledge, every method of yoga and every type of inculcation?

142Apnī sārī checking kartē rahō aur āgē sē āgē baṛhātē rahō .

168Continue to check yourself in every way and continue to move ahead of all.

143Tō āj bāpdādā checking aur prāpti iskō check karnē kē liē kah rahē haĩ .

169So, today, BapDada is asking you to check your way of checking and your attainment.

144Kōī bhī prāpti mē̃ kam hō gayē tō ḍrāmānusār parīkṣhāyē̃ bhī samay anusār vahī āyēṅgī isliē sab subject mē̃ sampann aur sampūrṇ key|kī checking karō aur change karō .

170If you lack any attainment, then, according to the drama and the time, those are the tests that you will have. 171This is why you have to check yourself in order to change yourself and become complete and perfect in every subject.

145Āj K|kē din bāpdādā āp sabkē sādhāraṇ svarūp mē̃ bhī āpkē bhaviṣhya kā rūp , prāptiyō̃ kā rūp dēkh rahē haĩ .

172Today, in your ordinary form, BapDada is seeing your future form and your form of attainments.

146Achchhā .

173Achcha.

147Sabhī taraph K|kē sikīladhē , bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn , bāpdādā K|kē pharmānvardār , āgyākārī , tīvr puruṣhārthī bachchō̃ kō bāpdādā kā bahut-bahut dil kā pyār aur bāpdādā key|kī mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō .

174To all of you long-lost and now-found, beloved children everywhere, to those who are seated on BapDada’s heart throne, to those who are obedient to BapDada and who follow every direction of BapDada, to you intense effort-making children, lots and lots of love and remembrance from BapDada’s heart.

148Bāpdādā kō bhī bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai vāh , vāh , vāh  !

175Congratulations, congratulations, congratulations. 176BapDada is also pleased to see you children: Wah!

149Mērē bachchē vāh  !

177Wah! 178Wah! 179Wah! 180My children!

150Sārā hī sāl nirvighna aur khuśhmijāz rahnā .

181Wah! 182Throughout the year, remain free from obstacles and happy.

151Apnī chalan aur chēhrē sē sabkō khuśhī aur muskarāhaṭ sikhānā .

183Teach everyone with your activity and your face how to remain happy and how to smile.

152Sadā uṛnā aur uṛānā .

184Constantly fly and make others fly.

153Chalnā nahī̃ uṛnā .

185Do not walk, but fly.

154Uṛtī kalā sarv kō priya hai .

186Everyone loves the flying stage.

155Tō uṛtē uṛtē sandēśh dēnā .

187Therefore, give the message while flying.

156Sab āpkō dēkhkarkē khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē lagē . 157Happy happy happy new year .

188On seeing you, let everyone begin to swing in the swing of happiness.

158Achchhā - ōm śhānti .

189Happy, happy, happy New Year.

159Vardān  : īśhvarīy bhāgya mē̃ light kā crown prāpt karnē vālē sarv prāpti svarūp bhav

190Blessing: May you become an embodiment of all attainments and receive a crown of light as your Godly fortune.

160Duniyā mē̃ bhāgya key|kī niśhānī rājāī hōtī hai aur rājāī key|kī niśhānī tāj hōtā hai .

191In the world, the sign of fortune is a kingdom and the sign of a kingdom is a crown.

161Aisē īśhvarīy bhāgya key|kī niśhānī light kā crown hai .

192In the same way, the sign of having Godly fortune is a crown of light.

162Aur is crown key|kī prāpti kā ādhār hai purity .

193The basis of receiving this crown is purity.

163Sampūrṇ pavitra ātmāyē̃ light K|kē tājdhārī hōnē K|kē sāth-sāth sarv prāptiyō̃ sē bhī sampann hōtī haĩ .

194Completely pure souls, as well as having a crown of light, are full of all attainments.

164Agar kōī bhī prāpti key|kī kamī hai tō light kā crown spaṣhṭ dikhāī nahī̃ dēgā .

195If any attainment is missing, the crown of light will not then be clearly visible.

165Slōgan  : apnī rūhānī sthiti mē̃ sthit rahnē vālē hī mansā mahādānī haĩ .

196Slogan: Only those who remain stable in their spiritual stage can use their minds to be great donors.

166

197

167Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

198*** Om Shanti *** 199Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

168Abhī achchhā-achchhā kahtē haĩ , lēkin achchhā bannā hai yah prarēṇā nahī̃ mil rahī hai .

200Now, people say that this is good, but they do not receive the inspiration to become good.

169Uskā ēk hī sādhan hai - saṅgaṭhit rūp mē̃ jvālā svarūp banō .

201There is only one method for this: become the volcanic form collectively.

170Ēk ēk chaitanya light house banō .

202Let each one become a living lighthouse.

171Sēvādhārī hō , snēhī hō , ēk bal ēk bharōsē vālē hō , yah tō sab ṭhīk hai , lēkin master sarvśhaktivān key|kī stage , stage par ā jāē tō sab āpkē āgē parvānē K|kē samān chakra lagānē lagē̃gē .

203You are serviceable and loving, you have one Strength and one Support and all of that is fine, but when you have the stage of a master almighty authority, everyone will then begin to circle around you like moths.