सोमवार 13 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
013/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum bāp kē pās āyē hō apnī jīvan hīrē samān banānē , bāp kī yād sē hī aisī jīvan banēgī ' '
1Essence: Sweet children, you have come to the Father to make your lives as valuable as a diamond. 2Only by having remembrance of the Father will your lives become like that.
Question
2Praśhna : naī duniyā mē̃ ūñch pad kē liē kaun sā ēk mukhya puruṣhārth karnā hai ?
3Question: What main effort do you need to make in order to claim a high status in the new world?
Answer
3Uttar : bābā kahtē - mīṭhē bachchē , jin purānē sambandhiyō̃ nē itnā duḥkhī kiyā , ab unkē mōhjāl sē buddhi kō nikāl ēk mujhē yād karō .
4Answer: Baba says: Sweet children, now remove your intellects from the trap of attachment to your old relations, who have made you so unhappy, and remember Me.
4Unkē sāth rahtē bhī man kō mērē mē̃ lagāō .
5While living with them, connect your mind to Me.
5Manmanābhav kā mantra sadā yād rakhō tō tum naī duniyā mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .
6Constantly remember the mantra: Manmanabhav! and you will claim a high status in the new world.
Song
6Gīt : tūnē rāt ganvāī …
7Song: You spent the night in sleeping and the day in eating. 8Your life, that was as valuable as a diamond, has become as worthless as a shell.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Jaisē bachchō̃ kō sabhī śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ , vaisē in gītō̃ kā bhī sār tumkō samjhātē haĩ .
10Just as the essence of the scriptures is explained to you children, similarly the essence of these songs is also explained to you.
9Vahī sabkā rūhānī bāp , rūhānī bachchō̃ kō brahmā tan sē baiṭh samjhā rahē haĩ .
11He alone is the spiritual Father of everyone. 12He sits here and explains to all of you spiritual children through the body of Brahma.
10Bāp samjhātē haĩ hē bachchō̃ - tum jāntē hō hamārā hīrē jaisā janm ban rahā hai .
13The Father explains: O children, you know that this birth of yours is becoming as valuable as a diamond.
11Bāp kē pās ātē hī hō hīrē jaisā janm banānē .
14You come to the Father to make your life as valuable as a diamond.
12Hīrē jaisā janm kahā jātā hai svargvāsiyō̃ kā .
15The birth of the residents of heaven is said to be a diamond-like birth.
13Kauṛī jaisā janm hai narkavāsiyō̃ kā .
16The birth of the residents of the iron age is worth shells.
14Tum saṅgamyug kō bhī jān chukē hō .
17You now also know the confluence age.
15Ham abhī saṅgamyugvāsī haĩ .
18We are now residents of the confluence age.
16Yah saṅgamyug sabkē liē kalyāṇkārī hai .
19This confluence age is the benevolent age for everyone.
17Is saṅgamyug mē̃ hī sarv key|kī gati sadgati hōtī hai .
20It is at the confluence age that everyone receives liberation or salvation.
18Kaun kartē haĩ ?
21Who grants this?
19Paramdhām sē ānē vālā musāphir .
22The Traveller who comes from the supreme abode.
20Vah musāphir hai nā .
23He is the Traveller.
21Tum musāphir nahī̃ hō , tum ākar jātē nahī̃ hō .
24You are not travellers. 25Once you come here, you don't go back.
22Bāp kahtē haĩ - maĩ purānī duniyā mē̃ ākar phir lauṭ jātā hū̃ .
26The Father says: I enter this old world and then go back.
23Bachchē jāntē haĩ yah sēvā karnē vālā sirph ēk musāphir hai , jō ākar ham bachchō̃ key|kī baṛī sēvā kartē haĩ .
27You children know that there is just that one Traveller who does service. 28He comes and serves us children very well.
24Aisī sēvā aur kōī kar na sakē .
29No one else can do such service.
25Sēvā kē liē hī pukārtē haĩ ki ākar ham patitō̃ key|kī sēvā karō .
30It is for service that you call out: Come and serve us impure ones!
26Bāp bhī kahtē haĩ ham bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ āyē haĩ kyōṅki bachchē bahut duḥkhī haĩ .
31The Father too says: I have come to serve you children because you are very unhappy.
27Pukārtē bhī haĩ hamārē duḥkh harō aur śhānti dō .
32You call out: Remove our sorrow and grant us peace!
28Dō chīz hamēśhā yād rahtī hai - sukh aur śhānti .
33You always remember these two things: happiness and peace.
29Yahā̃ duḥkh aur aśhānti hai , tab pukārtē haĩ .
34Here, there is peacelessness and sorrow and this is why people call out.
30Bāp hī ākar sārā rāz sr̥iṣhṭi chakra kā bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
35Only the Father comes and explains the secrets of the world cycle to you children.
31Bachchē samajhtē haĩ - ab bhakti mārg khatm hōtā hai .
36You children understand that the path of devotion is now coming to an end.
32Kaliyug kā ant mānā bhakti nīchē utartī ātī hai .
37The end of the iron age means that devotion is continuing to descend.
33Gyān sē tumhārī chaṛhtī kalā hō jātī hai .
38Your stage of ascending is through this knowledge.
34Tum ūñch tē ūñch pad pā lētē hō phir vah prālabdh kā sukh kam hōtā jātā hai .
39You claim the highest-on-high status and then the happiness of that reward reduces.
35Bhakti tō bhārat mē̃ jitnī hōtī hai utnī aur kahā̃ nahī̃ .
40There isn't as much devotion anywhere else as there is in Bharat.
36Ādhākalp bhakti chaltī hai .
41Devotion lasts for half a cycle.
37Jab sē dvāpar śhurū hōtā hai aur dūsrē dharm sthāpan hōnā śhurū hōtē haĩ tab sē bhakti śhurū hōtī hai .
42Devotion begins when the copper age begins and the other religions begin to be established.
38Bhakti bhī pahlē bahut achchhī hōtī hai . 39Jaisē svarg pahlē bahut achchhā hōtā hai phir āhistē-āhistē kalā kam hōtī jātī hai .
43Devotion is at first very good, just as heaven is also very good at first, and then its degrees gradually reduce.
40Bhakti śhurū hōtī hai tō pahlē-pahlē śhiv K|kē pujārī bantē haĩ .
44When devotion begins, you first become worshippers of Shiva.
41Ādhākalp kōī pūjā hōtī nahī̃ hai .
45There is no worshipping for half a cycle.
42Phir bhaktimārg śhurū hōtā hai aur dūsrē dharm bhī śhurū hōtē haĩ .
46Then, when the path of devotion begins, the other religions also come into existence.
43Itnī bhakti aur kōī kar nahī̃ saktē , pūrā ādhā-kalp bhakti chaltī hai .
47No one else can do as much devotion. 48Devotion continues for a full half cycle.
44Yah bhī tum bachchē jāntē hō ki bāp , jō sabkō , khās bhārat kō sadgati dētē haĩ , svarg kā mālik banātē haĩ vahī dūrdēśh kā musāphir āyā huā hai - ham bachchō̃ kō phir sē svarg kī bādśhāhī dēnē .
49You children also know that the Father, the Traveller from the faraway land, who grants salvation to all and especially to Bharat and makes them into the masters of heaven, has come once again to give us children the sovereignty of heaven.
45Varsā bhī kitnā jabardast hai . 46Parantu ēk bhī bāt kiskī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtī .
50You receive such a huge inheritance, but not a single thing sits in anyone’s intellect.
47Bhārat mē̃ bhakti kitnī kartē haĩ .
51The people of Bharat do so much devotion.
48Kitnē mandir haĩ .
52There are so many temples.
49Bhārat khaṇḍ mē̃ tō ḍhēr mandir haĩ .
53There are so many temples on the subcontinent of Bharat.
50Abhī tum jāntē hō yah kiskē mandir haĩ .
54You now know whose temples they are.
51Pahlē-pahlē tō śhivbābā kā mandir bantā hai , phir bantē haĩ dēvtāō̃ K|kē .
55First of all, they build a temple to Shiv Baba. 56Then they build temples to the deities.
52Vah mandir bhī tumhārē sāmnē khaṛē haĩ .
57Those temples are in front of you.
53Ēk taraph śhivbābā key|kī pūjā kartē rahtē haĩ , dūsrē taraph śhivbābā tumkō pūjya banā rahē haĩ .
58On the one hand, they continue to worship Shiv Baba and, on the other hand, Shiv Baba is making you worthy of worship.
54Tum yahā̃ āyē hō pūjya dēvtā bannē .
59You have come here to become worthy-of-worship deities.
55Jō bhī dēvtāō̃ K|kē pujārī haĩ - vāstav mē̃ vah bhī ākar yahā̃ brāhmaṇ banē̃gē .
60In fact, all the worshippers of the deities will come here and become Brahmins.
56Dhīrē-dhīrē vr̥iddhi hōtī jāyēgī .
61Growth will continue gradually.
57Sabhī ikaṭṭhē tō paṛh na sakē̃ . 58Samay lagtā hai .
62Not everyone can study at the same time; it takes time.
59Kalp pahlē bhī jinhōnnē paṛhā hōgā vahī phir paṛhē̃gē .
63Those who studied in the previous cycle will study again.
60Ēk dō kō paṛhātē rahnā hai .
64You have to continue to teach one another.
61Sabkō bāp aur sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge sunātē haĩ , jissē manuṣhya svarg kā mālik ban saktē haĩ .
65You give everyone this knowledge of the Father and the beginning, the middle and the end of the world through which people can become the masters of heaven.
62Sō ākar samjhō .
66Come and understand this!
63Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki yah nāṭak kaisē chakra lagātā hai .
67It is in the intellects of you children how this play continues to turn.
64Kahānī kōī lākhō̃ varṣh key|kī tō nahī̃ sunā saktē .
68No one can relate a story hundreds of thousands of years long.
65Tum jāntē hō 5 hajār varṣh pahlē kyā thā , kiskā rājya thā !
69You know what existed 5000 years ago and whose kingdom it was.
66Bhārat mē̃ ham pūjya dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
70It used to be the kingdom of us worthy-of-worship deities in Bharat.
67Yād āyā nā - ham pūjya thē , phir pujārī banē̃ .
71Do you remember that you were worthy of worship and that you then became worshippers?
68Āgē yah patā nahī̃ thā - ham sō pūjya dēvtā thē , phir hamnē 84 janma liē .
72Previously, you didn't know that you were worthy-of-worship deities who then took 84 births.
6984 janmō̃ key|kī kahānī lakṣhmī-nārāyaṇ kī hai .
73The story of 84 births is the story of Lakshmi and Narayan.
70Tum apnē 84 janmō̃ key|kī kahānī sunātē hō .
74You relate your story of 84 births.
71Unkō tō apnī kahānī baiṭh likhnē mē̃ bahut samay lagtā hai .
75It takes people a lot of time to sit and write their stories.
72Tum ēk minute mē̃ 84 janmō̃ key|kī kahānī batā saktē hō .
76You can tell your story of 84 births in a minute.
73Vah tō ēk janm key|kī kahānī likhtē haĩ . 74Chhōṭē pan mē̃ kyā-kyā kiyā .
77They just write their stories of one birth, of what they have done since their childhood.
75Yah bhī apnī kahānī batātē haĩ . 76Ham 84 kā chakra kaisē lagātē haĩ .
78This one also tells his own story, of how he goes around the cycle of 84 births.
77Ēk key|kī tō bāt nahī̃ , bahut brāhmaṇ haĩ .
79It isn't just a matter of one Brahmin; there are many Brahmins.
78Tum hī is chakra kō jāntē hō .
80Only you know this cycle.
79Is chakra kō jānnē sē tum rājā rānī bantē hō aur phir aurō̃ kō banātē bhī hō .
81By knowing this cycle you become kings and queens and you also make others the same.
80Bhakti bhī bhāratvāsiyō̃ jaisī kōī nahī̃ kartē haĩ .
82No one else does as much devotion as the people of Bharat.
81Aur jō bhī maṭh panth dharm ādi haĩ , vah hamārē bhakti K|kē samay sthāpan hōtē haĩ .
83All the other sects, religions, etc. are established at the time of our devotion.
82Pahlē-pahlē hamārā kitnā chhōṭā phūlō̃ kā jhāṛ thā , rūhānī garden thā . 83Tum chaitanya fool|phūl thē .
84At first, our tree of flowers was very small. 85There was the spiritual garden and you were the living flowers.
84Inkō kahā jātā hai phūlō̃ kā bagīchā .
86That is called the garden of flowers.
85Phir vahī kāṇṭō̃ kā bagīchā hōtā jātā hai .
87Then it continues to become your garden of thorns.
86Is samay sab kāṇṭē ban gayē haĩ .
88At this time, all have become thorns.
87Phir kāṇṭō̃ sē fool|phūl kaisē bannā hai , sō bāp baiṭh samjhātē haĩ .
89The Father sits here and explains how you have to change from thorns into flowers.
88Ēk dō kō duḥkh dēnā kāṇṭā lagānā hai .
90To cause each other sorrow is to prick like a thorn.
89Student life is the best kahā jātā hai .
91It is said that student life is the best.
90Vah bahut achchhī hōtī hai .
92That is the best life.
91Bachchē bachchiyā̃ baṛī khuśhī mē̃ paṛhtē rahtē haĩ .
93All the girls and boys study in great happiness.
92Śhādī key|kī aur ēk dō kō kāṇṭā lagānā śhurū kiyā .
94Then, as soon as they get married, they start to prick one another like thorns.
93Satyug mē̃ kōī kāṇṭā nahī̃ lagātē .
95No one in the golden age pricks anyone.
94Abhī tum phir fool|phūl bantē hō .
96You are now becoming flowers.
95Tum jāntē hō bhārat svarg thā tō kitnē apār sukh thē . 96Sōnē key|kī khāniyā̃ thī .
97You know that when Bharat was heaven, there was limitless happiness; there were mines of gold.
97Abhī vah khālī hō gaī hai .
98They have now become empty.
98Phir tumkō sōnā bharpūr milēgā .
99You will then receive a lot of gold.
99Bhārat mē̃ hī sōnē , hīrē , javāharāt key|kī khāniyā̃ thī .
100There were mines of diamonds, gold and other gems in Bharat.
100Us samay America ādi kuchh bhī nahī̃ hōtā .
101At that time, America, etc. didn’t exist.
101Bāmbē bhī nahī̃ hōtī .
102Even Bombay didn't exist then.
102Wonder hai nā . 103Kaliyug K|kē ant mē̃ kuchh bhī sōnā dēkhnē mē̃ nahī̃ ātā phir satyug ādi mē̃ itnī sōnē key|kī khāniyā̃ bhartū hō jātī haĩ . 104Sōnē K|kē mahal ban jātē haĩ .
103It is a wonder that, at the end of the iron age, no gold is visible anywhere, whereas at the beginning of the golden age the mines will be full and palaces of gold will be built.
105Wonder hai nā .
104It is a wonder!
106Vahā̃ khāniyō̃ sē kitnā ḍhēr sōnā nikāltē haĩ .
105There, so much gold emerges from the mines.
107Jaisē yahā̃ miṭṭī key|kī īṭē̃ bantī haĩ , vaisē vahā̃ sōnē key|kī īṭē̃ bantī haĩ .
106Just as you have bricks of clay here, so you will have bricks of gold there.
108Māyā machchhandar kā khēl dikhātē haĩ nā . 109Dhyān mē̃ dēkhā yahā̃ tō sōnā hī sōnā hai .
107They perform a play about Maya, the fool, who saw nothing but gold in trance.
110Barōbar satyug mē̃ sōnā hōgā .
108Truly there will only be gold in the golden age.
111Yahā̃ tō dēkhō miṭṭī key|kī īṭē̃ bhī nahī̃ miltī haĩ .
109Here, you can’t even find bricks of clay.
112Jitnī yahā̃ īṭē̃ paisē sē miltī haĩ , utnī vahā̃ sōnē key|kī īṭē̃ mupht miltī haĩ .
110You buy bricks with rupees here, but you will receive gold bricks there free.
113Rāt-din kā phark hai .
111There is the difference of day and night.
114Tō kyō̃ nahī̃ puruṣhārth karnā chāhiē - naī duniyā mē̃ ūñch pad pānē kā !
112So, why should you not make effort to attain a high status in the new world?
115Yahā̃ mōhjāl mē̃ kyō̃ phasē̃ !
113Why should you become trapped in this trap of attachment?
116Bāp kahtē haĩ purānē sambandhō̃ mē̃ tum kitnā duḥkh uṭhātē hō !
114The Father says: You take so much sorrow from your old relationships.
117Bābā aisē nahī̃ kahtē ki inkō chhōṛ dō .
115Baba doesn't tell you to leave them.
118Sirph buddhiyōg ēk bāp sē lagāō tō tum viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .
116Simply connect your intellects in yoga to the one Father and you will become the masters of the world.
119Manmanābhav kā arth|earth hī hai - mujhē yād karō aur viṣhṇu chaturbhuj kō arthāt viṣhṇupurī kō yād karō .
117The meaning of “Manmanabhav” is: Remember Me and remember Vishnu, the four-armed image, that is, the land of Vishnu.
120Mūl hai hī ēk akṣhar .
118There is just one main term.
121Bhakti mārg mē̃ tō ḍhēr pañchāyat hai .
119There are so many complications on the path of devotion.
122Abhī tum sab ātmāyē̃ āśhik hō ēk māśhūk parampitā paramātmā K|kē .
120You souls are all lovers of the one Beloved, the Supreme Father, the Supreme Soul.
123Vah tumkō sukhdhām kā mālik banātē haĩ .
121He makes you into the masters of the land of happiness.
124Sab ātmāyē̃ unkō yād kartē haĩ .
122All souls remember Him.
125Tum rūhānī āśhik , rūhānī māśhūk K|kē ēk hī bār bantē hō .
123Only once do you become spiritual lovers of the spiritual Beloved.
126Bākī tō sab manuṣhya haĩ jismānī āśhik māśhūk .
124All others are human, physical lovers and beloveds.
127Abhī bēhad K|kē āśhikō̃ kō bēhad kā māśhūk ākar milā hai .
125You unlimited lovers have now found the unlimited Beloved.
128Unkō kahtē bhī haĩ - āō ākar hamkō patit sē pāvan banāō .
126You tell Him: Come and make us impure ones pure!
129Ēk kō hī pukārtē haĩ .
127They only call out to the One alone.
130Tum jāntē hō hamārī ātmā patit banī hai isliē pukārtē haĩ patit-pāvan āō .
128You souls know that you have become impure and this is why you call out to the Purifier.
131Kumbha kā mēlā lagtā hai , kitnē jākar gaṅgā snān kartē haĩ .
129When a kumbha mela takes place, so many go and bathe in the Ganges.
132Phāydā kuchh bhī nahī̃ .
130There is no benefit in that.
133Pāvan kōī bhī bantā nahī̃ .
131No one becomes pure through that.
134Abhī bāp ākar gyān varṣhā kartē haĩ .
132The Father comes now and rains this knowledge on you.
135Tumhārē ūpar gyān kī varṣhā hō rahī hai , jissē phir kāṇṭō̃ kā jaṅgal phūlō̃ kā bagīchā ban jāyēgā .
133You are being rained on with this knowledge through which this forest of thorns will become that garden of flowers.
136Tum jāntē hō - hamārā jab rājya hōgā tō vahā̃ kōī patit hōgā hī nahī̃ .
134You know that when it is your kingdom, there is no one impure there.
137Sārē viśhva par gyān varṣhā hō jātī hai .
135The whole world is being rained on with the rain of this knowledge.
138Sab kuchh harā bharā hō jātā hai .
136Everything becomes fresh and green.
139Khāniyā̃ bhī hīrē javāharō̃ key|kī naī ban jātī haĩ .
137Even the mines of diamonds and jewels become new again.
140Ab tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .
138You children should now remain in so much happiness.
141Sammukh dēkhtē hō , bēhad kā bāp baiṭh samjhātē haĩ ki tum mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
139You can see that the unlimited Father personally sits here and says to you children: Remember Me and your sins will be absolved.
142Bhal tum kahā̃ bhī baiṭhō - snān karō , buddhi mē̃ bāp kī yād rahē .
140You may sit anywhere; even when bathing, let there be remembrance of the Father in your intellects.
143Vahā̃ tō yād karnē key|kī phursat hai .
141At that time, you have time to remember the Father.
144Bāp kō jitnā yād karē̃gē utnī kamāī hai .
142You will earn an income according to how much you remember the Father.
145Yād sē hī kamāī hai .
143There is an income earned by having remembrance.
146Aisā kabhī sunā ki yād sē kamāī hōtī hai !
144Have you ever heard that you earn an income by having remembrance?
147Kitnī baṛī kamāī hai , tum viṣhṇupurī K|kē mālik ban jāyēṅgē .
145This is such a huge income. 146You become the masters of the land of Vishnu.
148Tum jāntē hō ham ātmāō̃ kā bāp nirākār hai .
147You know that the Father of you souls is the incorporeal One.
149Usnē is śharīr kā ādhār liyā hai .
148He has taken the support of this one's body.
150Bhāgīrath kā bhī varṇan hai nā .
149“The Lucky Chariot” is also mentioned.
151Bhāgyaśhālī rath , jis rath par parampitā key|kī param ātmā savār hōtī hai .
150It is the Lucky Chariot that the Supreme Soul of the Supreme Father enters and rides.
152Ātmā kā rath jab taiyār hōtā hai tō jhaṭ ātmā ākar pravēśh kartī hai .
151When the chariot of a soul is ready, that soul quickly comes and enters it.
153Bāp kō tō is rath mē̃ ākar sirph knowledge dēnī hai .
152The Father simply has to enter this chariot and give this knowledge.
154Inkē bhī bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ jab vānaprasth avasthā hōtī hai tab bāp kahtē haĩ - maĩ ākar inmē̃ pravēśh kartā hū̃ athavā is rath mē̃ virājmān hōtā hū̃ .
153When it is the end of the last of this one's many births and it is his stage of retirement, the Father says: I come and enter this one, that is, I become present in this chariot.
155Bākī kōī ghōṛē gāṛī K|kē rath key|kī bāt nahī̃ hai .
154It isn't a question of a horse chariot.
156Abhī tumkō yah gyān milā hai .
155You have now received this knowledge.
157Bāp baiṭh sammukh tum bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
156The Father sits here and explains to you children face to face.
158Tumkō tō bahut khuśhī hōnī chāhiē .
157You should have a lot of happiness.
159I|āī|eye . see|sī|C . S . kā imtahān paṛhtē haĩ tō baṛā naśhā rahtā hai .
158When someone studies for the ICS, he has great intoxication.
160Vah hōtā hai sabsē ūñch imtahān .
159That is the highest examination.
161Tumhārī bhī yah paṛhāī hai .
160This too is a study for you.
162Yah bhagvān key|kī pāṭhśhālā hai .
161This is the school where God teaches.
163Ab praśhna uṭhtā hai bhagvān kaun ?
162Now, the question arises: Who is God?
164Kyā śhrīkr̥iṣhṇa yā śhivbābā ?
163Is it Shri Krishna or Shiv Baba?
165Sabkā bhagvān kaun hai ?
164Who is everyone's God?
166Sivāē ēk nirākār K|kē sab tō śhrīkr̥iṣhṇa kō mānē̃gē nahī̃ .
165Although people believe that it could be the incorporeal One, not everyone believes Shri Krishna to be that.
167Sabhī ātmāō̃ kā bāp vah nirākār parampitā paramātmā hai .
166The Father of all souls is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
168Vah sadaiv paramdhām mē̃ rahtē haĩ .
167He constantly stays in the supreme abode.
169Ēk hī bār ātē haĩ - bachchō̃ kō svarg kā mālik banānē .
168He only comes once to make you children into the masters of heaven.
170Tum jāntē hō vahī bābā kalp-kalp ākar hamkō raṅk sē rāv banātē haĩ .
169You know that that same Baba comes every cycle and changes you from beggars into princes.
171Bhārat ab raṅk hai nā .
170Bharat is now a beggar.
172Phir dūsrē janm mē̃ kyā bannā hai , tumkō sab sākṣhātkār huē haĩ .
171You have had visions of what you will become in your next birth.
173Vināśh kā bhī sākṣhātkār kiyā hai . 174Sthāpanā kā bhī kiyā hai .
172You have also had visions of destruction and establishment.
175Bhagvānuvāch maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
173God speaks: I make you into the kings of kings.
176Bahut dān-puṇya karnē sē kōī kō alpkāl kā sukh miltā hai .
174Some receive temporary happiness when they donate a lot and perform a lot of charity.
177Rājāō̃ kē pās janma lē phir phaṭ sē mar jātē haĩ .
175They take birth to kings and then die immediately.
178Kōī garbh mē̃ bhī mar jātē haĩ .
176Some even die in a womb.
179Kōī lūlē laṅgṛē , kānē ban jātē haĩ .
177Some are less abled or one eyed.
180Jaisē karma kartē haĩ vaisā pad pātē haĩ .
178As are the actions you perform, so is the status you receive.
181Ab tumkō tō rājāō̃ kā rājā banātē haĩ .
179I am now making you into the kings of kings.
182Tum kahtē hō - bābā ham balihār jāyēṅgē .
180You say: Baba, I will surrender myself to You.
183Tō jarūr rājāī bhī tum pāyēṅgē .
181So, you will definitely gain a kingdom.
184Bhārat kō mahādānī khaṇḍ kahā jātā hai .
182Bharat is called the land of great donors.
185Yahā̃ dān-puṇya bahut kartē haĩ .
183Here, people donate a lot and also perform a lot of charity.
186Vah phir śhurū hōtā bhakti mārg mē̃ .
184All of that begins on the path of devotion.
187Ab bāp tumkō 21 janmō̃ kē liē dān dētē haĩ .
185The Father is now giving you a donation for 21 births.
188Ab tum bābā par balihār jātē hō .
186You now surrender yourselves to Baba.
189Tan-man-dhan sab kuchh dē diyā .
187You have given your bodies, minds and wealth.
190Ab bāp kahtē haĩ trustee hōkar rahō .
188The Father says: Now live as trustees.
191Apnā gharbār sambhālō . 192Sab śhivbābā kā hai .
189Look after your households and families: Everything belongs to Shiv Baba.
193Maĩ āpkā hū̃ , āpkō hī yād kartā hū̃ .
190I belong to You. 191I only remember You.
194Dil sē surrender kartē haĩ .
192You surrender yourselves from your hearts.
195Bāp kahtē haĩ bhal mahal mē̃ rahō , ghūmō phirō mauj manāō , sirph mujhē yād karō tō tum bahut khuśhī mē̃ rahē̃gē .
193The Father says: You may live in palaces and tour around and enjoy yourselves, but simply remember Me and you will remain very happy.
196Tum viśhva K|kē mālik thē .
194You were the masters of the world.
197Ab phir tum puruṣhārth kar vah bantē hō .
195You are now becoming that once again by making effort.
198Bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ is yōgbal sē hī tum vikarmājīt banē̃gē .
196The Father says: Sweet, sweet children, only through the power of your yoga will you become conquerors of sin.
199Bāp kī yād sē tum viśhva K|kē mālik bantē hō .
197You become the masters of the world by having remembrance of the Father.
200Achchhā !
198Achcha.
201Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
199To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
202Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
200The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
203Dhārṇā kē liē mukhya sār :
201Essence for dharna:
2041 ) rājāī pad pānē kē liē bāp par pūrā-pūrā balihār jānā hai .
2021. In order to claim a royal status, surrender yourself completely to the Father.
205Tan-man-dhan sab samarpaṇ kar trustee hōkar rahnā hai .
203Surrender your body, mind and wealth and live as a trustee.
206Vikarmājīt bannē kā puruṣhārth karnā hai .
204Make effort to become a conqueror of sin.
2072 ) yād mē̃ hī kamāī hai , isliē nirantar yād mē̃ rahnē kā puruṣhārth karnā hai .
2052. Only by having remembrance do you earn an income. 206Therefore, make effort to stay constantly in remembrance.
208Aisā rūhānī fool|phūl bannā hai jō phūlō̃ key|kī duniyā kā adhikārī ban jāyē̃ .
207Become such a spiritual flower that you claim a right to the world of flowers.
209Andar mē̃ kōī bhī kāṇṭā na rahē .
208No thorns should remain inside you.
Blessing
210Vardān : ēk bāp mē̃ sārē saṅsār kā anubhav karnē vālē bēhad K|kē vairāgī bhav
209Blessing: May you have unlimited disinterest and experience the whole world in the one Father.
211Bēhad K|kē vairāgī vahī ban saktē jō bāp kō hī apnā saṅsār samajhtē haĩ .
210Only those who consider the Father to be their world can have unlimited disinterest.
212Jinkā bāp hī saṅsār hai vah apnē saṅsār mē̃ hī rahē̃gē , dūsrē mē̃ jāyēṅgē hī nahī̃ tō kinārā svataḥ hō jāyēgā .
211Those who have just the Father as their world would just stay in their world, they would not get involved with anyone else, and so they automatically step away.
213Saṅsār mē̃ vyakti aur vaibhav sab ā jātā hai .
212Both people and possessions are included in the world.
214Bāp key|kī sampatti sō apnī sampatti - isī smr̥iti mē̃ rahnē sē bēhad K|kē vairāgī hō jāyēṅgē .
213The Father’s wealth means my wealth. 214By maintaining this awareness, you will become one who has unlimited disinterest.
215Kōī kō dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhē̃gē . 216Dikhāī hī nahī̃ dēgē .
215While looking at others, you will not see anyone, they will just not be visible to you.
Slogan
217Slōgan : powerful sthiti kā anubhav karnē kē liē ēkānt aur ramaṇīktā kā balance rakhō .
216Slogan: In order to experience a powerful stage, keep a balance of being in solitude and being entertaining.
217*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
218Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō
218Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.
219Jaisē kilā bāndhā jātā hai , jissē prajā kilē K|kē andar safe rahē .
219A fortress is built for people to stay safe within it.
220Ēk rājā kē liē kōṭhrī nahī̃ banātē , kilā banātē haĩ .
220You would not create a small alcove for a king, you would build a fortress.
221Āp sabhī bhī svayã kē liē , sāthiyō̃ kē liē , anya ātmāō̃ kē liē jvālā rūp yād kā kilā bāndhō .
221Each of you has to build a fortress of volcanic remembrance for yourself, for your companions and for all other souls.
222Yād K|kē śhakti key|kī jvālā hō tō her|har ātmā safety kā anubhav karēgī .
222When there is the volcano of the power of remembrance, all souls will then experience safety.