शुक्रवार 17 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

017-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

017/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah bhārat bhūmi nirākār bāp key|kī janm-bhūmi hai , yahā̃ hī bāp ātē haĩ tumhē̃ rājyōg sikhlākar rājāī dēnē , tumhārī sēvā karnē ' '

1Essence: Sweet children, this land of Bharat is the birthplace of the incorporeal Father. 2It is here that the Father comes to teach you Raja Yoga, to give you your sovereignty and to serve you.

Question

2Praśhna  : śhivbābā apnē har ēk bachchē sē kaun see|sī|C pratigyā karātē haĩ  ?

3Question: What promise does Shiv Baba have each of His children make?

Answer

3Uttar  : mīṭhē bachchē - pratigyā karō ki bābā ham kōī bhī vikarma nahī̃ karē̃gē .

4Answer: Sweet children, promise Baba that you will not perform any sinful actions.

45 vikārō̃ kā ham dān dētē haĩ .

5You are donating the five vices.

5Andar mē̃ ḍar rahnā chāhiē - agar ham dān dēkar phir vāpis lē̃gē tō bahut pāp ban jāyēgā , jiskī kaṛī sazā khānī paṛēgī .

6Have the concern inside you that, if you take back anything that you have given as a donation, you will accumulate a lot of sin, the punishment for which is severe.

6Hariśhchandra key|kī kahānī bhī isī par banī huī hai .

7The story of King Harishchandra is based on this.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Yah bachchō̃ kī hai godly student life .

9This is the Godly student life of you children.

9Bachchē jāntē haĩ ki ham unkē pās|pass āyē haĩ .

10You children know that you have come to Him.

10Vahī kalp-kalp bhārat-vāsī bachchō̃ kō ākar rājya bhāgya dētē haĩ .

11He comes and gives you children of Bharat your fortune of the kingdom every cycle.

11Bhārat mē̃ hī ātē haĩ nā .

12He only comes in Bharat.

12Yah bhārat bhūmi hai .

13This is the land of Bharat.

13Apnī bhūmi par bahut pyār regard hōtā hai .

14One has a lot of love and regard for one’s own land.

14Jaisē kōī vilāyat kā baṛā ādmī yahā̃ martā hai tō unkō vilāyat lē jātē haĩ athavā yahā̃ kā kōī baṛā ādmī vilāyat mē̃ martā hai tō unkō yahā̃ lē ātē haĩ .

15When an important person from abroad dies here, he is taken back home and when an important person from here dies abroad, his body is brought back here.

15Apnī bhūmi kā mān rakhtē haĩ .

16There is that much regard for one’s own land.

16Bhārat kō kahā jātā hai bhagvān key|kī janm bhūmi .

17Bharat is called God’s birthplace.

17Yah bhī jāntē hō jiskō bhagvān athavā allāh , paramātmā kahtē haĩ unkē sāmnē abhī tum baiṭhē hō .

18You know that you are now sitting in front of the One whom you call God, Allah, the Supreme Soul.

18Nām tō jarūr chāhiē nā .

19There definitely has to be a name.

19Allāh kahtē haĩ tō bhī liṅg key|kī pūjā kartē haĩ .

20Even though they speak of Allah, they still worship the oval image.

20Īśhvar athavā khudā kahtē haĩ tō jarūr unkī niśhānī chāhiē nā .

21Since they speak of Ishwar and Khuda, there have to be signs of Him.

21Liṅg kō sab taraph pūjtē haĩ .

22People everywhere worship an oval image.

22Chitrō̃ mē̃ bhī ājkal dēvtāō̃ kē āgē parampitā paramātmā kā chitra liṅg dikhātē haĩ .

23In pictures of the deities, they put in front of them an image of the Supreme Father, the Supreme Soul, in the form of an oval image.

23Vah hai sabsē ūñch , unkō apnā śharīr nahī̃ hai , isliē nirākār kahā jātā hai .

24He is the highest of all. 25He doesn’t have a body of His own and this is why He is called the Incorporeal.

24Sākār nahī̃ hai .

26He is not corporeal.

25Abhī tum bachchē jāntē hō ham unkē sāmnē kalp-kalp hāzir hōtē haĩ - śhikṣhā lēnē kē liē .

27You children now know that you become present in front of Him every cycle in order to receive teachings from Him.

26Bhagvānuvāch hai tō jarūr rājyōg sikhlātē hōṅgē .

28Since there are the versions of God, He must surely be teaching Raja Yoga.

27Student kō rājyōg sikhāyā thā aur vah rājā rānī banē thē .

29Raja Yoga was taught to the students and they then became kings and queens.

28Laṛāī ādi key|kī tō bāt hai nahī̃ .

30There was no question of a war, etc.

29In lakṣhmī-nārāyaṇ ādi nē laṛāī sē thōṛēhī bādśhāhī pāī hai . 30Bilkul nahī̃ .

31Lakshmi and Narayan did not attain their kingdom by battling; not at all.

31Duniyā bilkul nahī̃ jāntī ki inhōnnē satyug mē̃ rājya kaisē pāyā .

32People of the world don’t know at all how they attained their kingdom of the golden age.

32Abhī tum bachchē samajhtē hō ham bāp sē rājya lē rahē haĩ . 33Ham unkē sammukh baiṭhē haĩ .

33You children understand that you are now claiming the kingdom from the Father and that you are personally sitting in front of Him.

34Vahī bābā hai , śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ .

34That One is Baba, not Shri Krishna.

35Śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai , vah hai rachnā .

35Shri Krishna is a young child; he is a creation.

36Abhī barōbar śhrīkr̥iṣhṇa apnā pad lē rahē haĩ jō phir bhaviṣhya mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kahalāyēṅgē .

36Shri Krishna is truly claiming his status now so that he will be called Shri Krishna in the future.

37Yah hai sārī paṛhāī kī bāt .

37All of this is a matter of studying.

38Tum jāntē hō bābā hamkō rājyōg sikhlātē haĩ . 39Jaisē manuṣhya , manuṣhya kō barrister , engineer ādi banātē haĩ .

38You know that Baba is teaching you Raja Yoga, just as human beings teach other human beings and make them barristers and engineers.

40Haĩ tō manuṣhya nā .

39They are human beings.

41Tum samajhtē hō ham bhī manuṣhya haĩ , parantu ham patit haĩ .

40You understand that you too are human beings, but that you are impure.

42Abhī bāp pāvan bhī banātē haĩ aur hamē̃ varsā bhī dētē haĩ .

41The Father is now making you pure and also giving you your inheritance.

43Pāvan duniyā tō naī duniyā hī hōgī .

42That new world will be a pure world.

44Naī duniyā mē̃ hai hī rājāī .

43There is the kingdom in that new world.

45Abhī tum bāp K|kē sammukh baiṭhē hō .

44You are now sitting personally in front of the Father.

46Jaisē laukik bāp bachchō̃ kō pyār sē baiṭh samjhātē haĩ , yah hai pārlaukik vichitr bāp . 47Jiskē liē tum gātē āyē hō tvamēv mātāśhcha pitā … is samay tum jāntē hō yah apnā part bajātē haĩ , jō bhakti mārg mē̃ ham gāyan kartē haĩ .

45Just as a worldly father sits with his children and explains to them with love, so, here, this is the unique Father from beyond this world to whom you have been singing: “You are the Mother and You are the Father.” 46You know that that One, whom we remember on the path of devotion, is playing His part at this time.

48Tum kahtē hō ham śhivbābā kē pās āyē haĩ .

47You say that you have come to Shiv Baba.

49Chiṭṭhī bhī likhtē hō - śhivbābā care of brahmā .

48You even write a letter: Shiv Baba c/o Brahma.

50Kōī kō tum post dikhāō tō wonder khāyēṅgē - śhivbābā care of brahmā aisā tō kabhī sunā nahī̃ hai .

49If you were to show this post to others they would be amazed. 50They would never have heard of any such thing as: Shiv Baba c/o Brahma.

51Śhivbābā brahmā mē̃ ākar viṣhṇupurī key|kī sthāpanā kar rahē haĩ , sāmnē khaṛē haĩ . 52Ūpar mē̃ hai śhivbābā .

51Shiv Baba enters Brahma and establishes the land of Vishnu. 52He is standing in the front and Shiv Baba is up above.

53Śhivbābā nē brahmā dvārā sthāpanā kī thī , ab phir sē kar rahē haĩ .

53Shiv Baba had carried out establishment through Brahma and is now doing that once again.

54Yah hai pravr̥itti mārg .

54This is the family path.

55Rājvidyā mē̃ bhī barrister paṛhātē haĩ tō male|mail|mēl female dōnō̃ paṛhtē haĩ .

55When law is being taught as a higher education, both males and females study.

56Female bhī judge , barrister , doctor ādi bantī haĩ .

56Even females become judges, barristers, doctors, etc.

57Yah bhī pravr̥itti mārg hai .

57This is the family path.

58Sannyāsiyō̃ kā hai nivr̥itti mārg , vah alag hai .

58The path of sannyasis is that of isolation and is a different thing.

59Yah bhī bābā nē samjhāyā hai - śhaṅkarāchārya agar nahī̃ ātā tō pavitratā kā aṅśh nahī̃ rahtā .

59Baba has also explained that, if it weren’t for Shankaracharya, there wouldn’t be any trace of purity in Bharat.

60Bhārat bilkul hī jal martā .

60Bharat would have been completely burnt.

61Yah nūndh hai - bhārat kō thamānē liē .

61Therefore, that is fixed in order to support Bharat.

62Bhārat bahut pavitra thā phir apavitr banā hai .

62Bharat was very pure and it then became impure.

63Abhī bhārat kitnā kaṅgāl hai .

63Bharat is now so poverty-stricken!

64Kahtē haĩ sōnē key|kī laṅkā samudra kē nīchē chalī gaī .

64People say that the golden Lanka sank beneath the sea.

65Ab laṅkā tō sōnē kī hō nahī̃ saktī .

65However, there cannot be a Lanka of gold.

66Yah sab kahāniyā̃ baiṭh likhī haĩ jissē phāydā kuchh bhī nahī̃ .

66They just wrote stories through which there has been no benefit.

67Tum bachchē jāntē hō barōbar bābā hamkō bilkul sahaj yād K|kē bal sē kitnā ūñch banātē haĩ .

67You children know that Baba is truly making you very elevated with the power of this completely easy remembrance.

68Bāp pratigyā kartē haĩ , agar nirantar yād karnē kā puruṣhārth karē̃gē tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .

68The Father promises that if you make effort to stay in constant remembrance, your sins will be absolved.

69Bhakti mārg mē̃ bhī yād karnē kā puruṣhārth kiyā hai nā .

69You also made effort to stay in remembrance on the path of devotion.

70Kyō̃ yād kartē haĩ  ?

70Why do they remember God?

71Ki hamkō sākṣhātkār hō .

71So that they can have visions.

72Aisē nahī̃ yād kartē ki kr̥iṣhṇapurī mē̃ hamkō bādśhāhī mil jāyē vā ham nar sē nārāyaṇ ban jāyē̃ , nahī̃ .

72They don’t think that they will receive a kingdom in the land of Krishna by remembering God or that they will become Narayan from an ordinary man; no.

73Tumkō bhī yah āśh nahī̃ thī ki ham manuṣhya sē dēvtā banē̃ .

73Even you didn’t have any hope of changing from a human being into a deity.

74Gātē bhī haĩ manuṣhya sē dēvtā kiyē . . . tum dēkhtē hō barōbar kaliyug kē bād satyug āyēgā .

74It is remembered that it didn’t take God long to change humans into deities. 75You can see that there really will be that golden age after this iron age.

75Kaliyug mē̃ itnē manuṣhya haĩ .

76There are so many people in this iron age.

76Satyug mē̃ ēk dharm hōgā .

77There will be one dharma in that golden age.

77Abhī tumkō ātmā aur paramātmā kā bhī gyān milā hai , duniyā mē̃ ēk bhī manuṣhya nahī̃ jiskō ātmā kā gyān hō .

78You have now received this knowledge of souls and the Supreme Soul. 79There isn’t a single human being in the world who has this knowledge of souls.

78Ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part kaisē nūndhā huā hai , yah kōī jāntē nahī̃ .

80No one knows how a part of 84 births is recorded in a soul.

79Yah akṣhar bhī kabhī kōī sē nahī̃ sunē haĩ .

81You would never have heard these words from anyone else.

80Bāp tō hai gyān kā sāgar , patit-pāvan , nirākār .

82The Father is the Ocean of Knowledge, the Purifier, the incorporeal One.

81Tum jāntē hō hamārī ātmā ab pāp ātmā sē puṇya ātmā ban rahī hai .

83You souls know that you are now becoming charitable souls from impure souls.

82Satyug mē̃ tō haĩ sab puṇya ātmāyē̃ .

84In the golden age, all are charitable souls.

83Yahā̃ haĩ pāp ātmāyē̃ .

85Here, all are sinful souls.

84Aisē nahī̃ ki bahut dān-puṇya karnē vālō̃ kō puṇya ātmā kahā jātā hai . 85Nahī̃ .

86It isn’t that those who make many donations and perform a lot of charity are charitable souls; no.

86Puṇya ātmā hōtē hī haĩ satyug mē̃ .

87Charitable souls are only in the golden age.

87Yahā̃ jō manuṣhya dān puṇya kartē haĩ , unkō puṇya ātmā samajhtē haĩ .

88People here think that souls who make many donations are charitable souls.

88Vahā̃ tumkō dān puṇya ādi karnē key|kī darkār nahī̃ rahtī .

89There, you won’t need to donate anything or perform charity.

89Vahā̃ garīb kōī hōtā hī nahī̃ .

90No one there is poor.

90Tum vahā̃ sadaiv kē liē puṇya ātmā hō hī .

91You are constantly charitable souls there.

91Tum tan-man-dhan sab bēhad K|kē bāp arth|earth dētē hō , jiskō balihār jānā kahā jātā hai .

92You give your bodies, minds and wealth to the unlimited Father and this is known as surrendering yourselves.

92Bāp kahtē haĩ pahlē maĩ balihār jātā hū̃ vā tum  ?

93The Father asks: Do I surrender first or do you?

93Bābā kahtē haĩ - pahlē tum balihār jātē hō tab phir 21 janmō̃ kē liē balihārī milēgī .

94Baba says: You surrender first, for only then can you receive your return of that for 21 births.

94Yah bātē̃ abhī tum achchhī rīti samajhtē hō , direct suntē hō .

95You now understand these things very clearly, because you hear them directly.

95Ghar mē̃ rahtē hō tō vahā̃ murlī ātī hai . 96Dūr sē suntē hō .

96When you are living at home, you receive the murlis there and so you hear them from a distance.

97Abhī tō bāp K|kē sammukh baiṭhē hō .

97You are now personally sitting in front of the Father.

98Bāp kahtē haĩ - bachchō̃ , maĩ tumhārā bāp bhī hū̃ .

98The Father says: Children, I am your Father.

99Yahā̃ andhaśhraddhā key|kī kōī bāt nahī̃ .

99There is nothing of blind faith here.

100Bāp bhī hai , teacher bhī hai .

100He is the Father and also the Teacher.

101Bāp kā bannē sē vah śhikṣhā dētē haĩ , tumhārī buddhi mē̃ ab sārā gyān hai .

101When you belong to the Father, He gives you teachings. 102Your intellects now have all of this knowledge.

10284 kā chakra bhī tumkō samjhāyā jātā hai .

103The cycle of 84 births has been explained to you.

103Jō 84 janm lēnē vālē nahī̃ hōṅgē vah samajhē̃gē nahī̃ .

104Those who are not to take 84 births will not understand this.

104Tum samajhtē hō barōbar ham 84 kā chakra lagākar ab vāpis jātē haĩ .

105You understand that you truly have been around the cycle of 84 births and are now to return home.

105Bāp kahtē haĩ - tum ātmā aśharīrī āī thī phir aśharīrī hōkar vāpis jānā hai .

106The Father says: You souls came bodiless and you have to return home bodiless.

106Tum pavitra ātmāyē̃ hōkar jātī hō .

107You become pure souls and then go back.

107Pavitra bannē kē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .

108You are making effort to become pure.

108Yōgbal arthāt yādabal sē tum pavitra ban jāyēṅgē .

109You will become pure with the power of yoga, that is, with the power of remembrance.

109Yōg akṣhar śhāstrō̃ kā hai .

110The word “yoga” is from the scriptures.

110Right akṣhar hai yād .

111The right word is remembrance.

111Strī kō pati key|kī athavā puruṣh kō patnī key|kī yād rahtī hai nā .

112A wife remembers her husband and a husband remembers his wife.

112Yōg kā arth|earth hī hai yād .

113The meaning of yoga is remembrance.

113Bāp bhī kahtē haĩ - māmēkam yād karō aur saṅg buddhiyōg tōṛ mujh apnē bāp kē sāth buddhi yōg jōṛō .

114The Father says: Constantly remember Me alone and break your intellects’ yoga away from everyone else and connect it to Me, your Father.

114Yād karō .

115Remember Me!

115Jitnā yād karē̃gē utnā tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

116The more you remember Me, the more your sins will be absolved.

116Barōbar bhārat kō kalp-kalp varsā miltā hai .

117Truly, Bharat receives the inheritance every cycle.

117Śhiv jayantī bhī maśhhūr hai .

118The birthday of Shiva is very well known.

118Jaisē buddha , Christ ādi key|kī jayantī hai vaisē nirākār śhiv key|kī jayantī hai .

119Just as there are the birthdays of Christ, Buddha, etc., similarly, there is the birthday of incorporeal Shiva.

119Vah ūñch tē ūñch hō gayā .

120He is therefore the highest of all.

120Kr̥iṣhṇa jayantī bhī maśhhūr hai . 121Parantu vah kyā ākar kartē haĩ , yah kiskō bhī patā nahī̃ haĩ .

121The birthday of Krishna is also well known, but no one knows what he does when He comes here.

122Śhrīkr̥iṣhṇa satyug kā prince thā .

122Shri Krishna was a prince of the golden age.

123Jarūr unkō kōī nē aisā karma sikhāyā hōgā , jō satyug kā prince banā hai .

123Someone must definitely have taught him to perform such actions that he became a prince of the golden age.

124Chhōṭā bachchā tō pavitra hī hai .

124A small child is pure anyway.

125Vahā̃ vikār key|kī bāt nahī̃ hōtī .

125There is no question of vice there.

126Bachchā śhuddha rahtā hai .

126Children are pure anyway.

127Bhagvān tō ēk hī nirākār hai , god is one .

127God is the only incorporeal One. 128God is One!

128Bākī sārī hai rachnā .

129All the rest are the creation.

129Rachnā sē kabhī rachnā kō varsā nahī̃ mil saktā hai .

130A creation cannot receive the inheritance from a creation.

130Varsā bāp sē milēgā .

131The inheritance is only received from the Father.

131Bhāī kō bhāī sē varsā nahī̃ mil saktā .

132A brother cannot receive the inheritance from a brother.

132Tum sab bhāī hō .

133All of you are brothers.

133Brotherhood kahtē haĩ nā .

134They speak of brotherhood.

134Bāp tō ēk hī hai , varsā bāp sē milēgā .

135There is only the one Father and the inheritance is received from Him.

135Sarv bhāīyō̃ kā sadgati dātā ēk bāp hai .

136The Bestower of Salvation for all brothers is the one Father.

136Sabhī ātmāō̃ kō bāp sē varsā mil rahā hai .

137All souls are to receive the inheritance from the Father.

137Bāp kahtē haĩ - maĩ ātmāō̃ kō ākar paṛhātā hū̃ , ātmāō̃ kō sadgati dētā hū̃ .

138The Father says: I come and teach you souls and grant salvation to souls.

138Bāp baiṭh rājyōg sikhlātē haĩ .

139The Father sits here and teaches you Raja Yoga.

139Is paṛhāī kā pad tumkō yahā̃ nahī̃ pānā hai .

140You will not receive a status here from this study.

140Vah barrister ādi is janm mē̃ bantē haĩ , phir dūsrā janm lēkar phir sē paṛhē̃gē .

141Those people become barristers, etc. in this birth. 142Then, in their next birth, they will study again.

141Tum jāntē hō is paṛhāī sē ham 21 janm kē liē prālabdh pātē haĩ .

143You know that you attain a reward for 21 births through this study.

142Vahā̃ satyug mē̃ doctor ādi kōī hōtē nahī̃ . 143Vahā̃ bīmārī hī nahī̃ hōtī .

144There are no doctors, etc. in the golden age; there is no illness there.

144Vahā̃ tum garbh mahal mē̃ rahtē hō .

145There, you stay in the palace of a womb.

145Yahā̃ garbhajail mē̃ rahtē hō jahā̃ bahut sajāyē̃ miltī haĩ , tab pukārtē haĩ is jēl sē bāhar nikālō , ham phir kōī bhūl nahī̃ karē̃gē .

146Here, you stay in the jail of a womb where a lot of punishment is experienced. 147This is why souls call out: “Let me out of this jail; I will not make any mistakes again!”

146Dharmarāj sē pratigyā kartē haĩ .

148People promise this to Dharamraj.

147Yahā̃ tumkō śhivbābā sē pratigyā karnī hai . 148Bābā ham kabhī vikarma nahī̃ karē̃gē .

149Here, you have to promise Shiv Baba: Baba, I will never indulge in vice again.

1495 vikār ham āpkō dē dētē haĩ .

150I am giving You the five vices.

150Yah bhī bāp jāntē haĩ ki vikār kōī aisē phaṭ sē nahī̃ chhūṭē̃gē .

151The Father knows that the vices cannot be renounced instantly just like that.

151Andar ḍar rahnā chāhiē , ham vikārō̃ kā dān dēkar phir lē̃gē tō baṛā pāp hō jāyēgā .

152There has to be the concern inside you that, if you take back the vices you have donated, a lot of sin will then be accumulated.

152Jaisē rājā hariśhchandra kā misāl hai .

153There is the example of King Harishchandra.

153Bāp jāntē haĩ aisē nahī̃ ki 5 vikār jhaṭ sē chhūṭ jātē haĩ .

154The Father knows that the five vices will not be renounced just like that.

154Nahī̃ , time lagtā hai .

155No, it takes time.

155Tumhārī karmātīt avasthā hōgī tab laṛāī lagēgī .

156The war will begin when you reach your karmateet stage.

156Yah 5 vikār haĩ baṛē duśhman .

157These five vices are your great enemies.

157Usmē̃ bhī mukhya ēk hai dēh-abhimān .

158In those too, the main one is body consciousness.

158Uskā dān dēnā kitnā muśhkil hai .

159It is so difficult to donate that.

159Ghaṛī-ghaṛī bāp kahtē haĩ - apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .

160The Father repeatedly tells you: Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.

160Parantu yah hōtā nahī̃ hai .

161However, this does not happen.

161Dēh-abhimānī bannē sē phir kām key|kī chōṭ lagtī hai .

162When you become body conscious, you are struck by the vice of lust.

162Dēh-abhimān sabsē tīkhā hai .

163Body consciousness is the strongest of all.

163Dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat hai .

164Effort is required to become soul conscious.

164Mukhya dēh-abhimān ānē sē hī pāp huē haĩ .

165Sin has increased because of souls becoming body conscious.

1655 vikār dān mē̃ dēnā paṛē , ismē̃ samay lagtā hai .

166The five vices have to be donated and it is this that takes time.

166Sājan bigar sajniyā̃ tō jā na sakē̃ .

167The brides cannot go back without the Bridegroom.

167Pahlē sāzan kō jānā hai phir sajniyā̃ .

168First, the Bridegroom has to go and then the brides will follow.

168Sāzan kō ākar sab ātmāō̃ kō lē jānā hai .

169The Bridegroom has to come and take all the souls back home.

169Jab tak karmātīt avasthā hō tab tak puruṣhārth karnā hai .

170Effort has to be made until you reach your karmateet stage.

170Dēh-abhimān ānē sē hī phir bhūlē̃ hōtī haĩ .

171Mistakes are made when you become body conscious.

171Kahtē haĩ bābā dēh-abhimān mē̃ ākar vikār mē̃ girē .

172Some say: “Baba, I became body conscious and fell into vice.”

172Tūphān tō bahut āyēṅgē .

173Many storms will come.

173Vikār kā saṅkalp āyē parantu karmēndriyō̃ sē kabhī kōī pāp nahī̃ karnā .

174There may be thoughts of vice, but you must not commit any sin with your physical organs.

174Māyā kō jītnē kē liē kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .

175So much effort has to be made to conquer Maya!

175Bāp kahtē haĩ - agar śhādī key|kī huī hai tō pavitra rahkar dikhāō tō sannyāsī bhī dēkhē̃gē .

176The Father says: If you are already married, then demonstrate how you remain pure, so that even the sannyasis will see that it is possible to remain pure.

176Tumkō āmdanī dēkhō kitnī bhārī hai .

177Look how great the income you receive is!

177Pavitra rah dikhāyā tō bahut ūñch pad pāyēṅgē .

178If you demonstrate that you remain pure, you will attain a very high status.

178Tum par tō sab kurbān jāyēṅgē .

179They will all surrender themselves to you.

179Bābā bhī mahimā kartē haĩ .

180Even Baba praises you.

180Bhal pavitra bhī rahē parantu phir yōg bhī chāhiē .

181Perhaps you do remain pure, but yoga is also needed.

181Yōg mē̃ hī ghaṛī-ghaṛī vighna paṛtē haĩ . 182Dēh-abhimān ā jātā hai .

182It is in yoga that there are constantly obstacles; there is body consciousness.

183Pavitra rahtē haĩ sō tō ṭhīk , pavitratā sē hī pavitra duniyā mē̃ varsā pāyēṅgē .

183It is good that you remain pure; only with purity will you claim an inheritance in that pure world.

184Parantu phir māyā bhī jōr rakhēgī , māyā bahut war|vār kartī hai .

184However, Maya will also show her force. 185Maya attacks a great deal.

185Bāp samjhātē haĩ yah sab hōgā .

186The Father explains: All of that will happen.

186Bahādurī dikhlātē haĩ parantu sāth-sāth nirantar yād bhī rahē tab hī vikarma vināśh hōṅgē .

187You show that courage but, along with that, there also has to be constant remembrance, for only then will your sins be absolved.

187Rūstam jō bantē haĩ unkō māyā bhī bahut satātī hai .

188Maya very much harasses those who become very powerful.

188Yād mē̃ muśhkil rah saktē haĩ .

189Some are hardly able to stay in remembrance.

189Jō rah saktē haĩ unsē anubhav pūchhnā chāhiē .

190You should ask those who are able to stay in remembrance their experience.

190Kyā samajhtē haĩ , kaisē rahtē haĩ .

191“What do you think? 192How are you able to do this?”

191Yād mē̃ rahnē sē vikarma vināśh hōṅgē .

193By staying in remembrance, your sins will be absolved.

192Yah bāt hī bilkul nyārī naī hai .

194This is something very new and unique.

193Yahā̃ baiṭhē hō tō naśhā chaṛhā huā hai .

195While sitting here, you become intoxicated.

194Yah bhī samajhtē haĩ bhagvān ēk hī nirākār hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .

196You also understand that God, and not Shri Krishna, is the only incorporeal One.

195Vāstav mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kē liē śhāstrō̃ mē̃ bātē̃ likh dī haĩ - ōkhalī sē bāndhā , yah kiyā . . . vah kōī bātē̃ haĩ nahī̃ .

197They have written stories about Shri Krishna in the scriptures, about how he was tied to a pole and how he did this and that. 198In fact, none of those things are true.

196Yah bhī unkī glānī kartē haĩ , insult kartē haĩ .

199They just defame and insult him.

197Śhrīkr̥iṣhṇa mē̃ tō kōī bhī avguṇ nahī̃ thā .

200Shri Krishna didn’t have any defects.

198Chañchaltā karnā yah bhī ēk avguṇ hai nā .

201To be mischievous in that way would also be a defect.

199Śhrīkr̥iṣhṇa tō bilkul hī maryādā puruṣhōttam hai .

202Shri Krishna was the highest being who completely followed the highest code of conduct.

200Unkī mahimā gātē haĩ - sarvguṇ sampann . . . gāyā jātā hai gurū brahmā , gurū viṣhṇu . . . bōlō gurū tō hamārā hai nahī̃ .

203His praise is sung: “Full of all virtues…” 204They sing: “Guru Brahma, Guru Vishnu”, but you must tell them that you don’t have a guru.

201Ham inkō na tō gurū , na īśhvar māntē haĩ .

205We do not believe this one to be our guru or our God.

202Patit-pāvan tō ēk hī nirākār hai nā .

206Only the one incorporeal One is the Purifier.

203Sākār gurū kōī patit-pāvan hō na sakē .

207No corporeal guru can be the Purifier.

204Is samay tum parampitā paramātmā key|kī sārī jīvan kahānī kō jāntē hō .

208You have now come to know the whole life story of the Supreme Father, the Supreme Soul.

2055 hajār varṣh mē̃ śhivbābā kā kyā part bajtā hai - yah tum jāntē hō , bāp dvārā .

209You have now come to know from the Father what part Shiv Baba plays in 5000 years.

206Knowledgeful tō bāp hai nā .

210The Father is knowledge-full.

207Sukh-śhānti , ānand kā sāgar . . . . yah mahimā unkī hai .

211He is the Ocean of Happiness, Peace and Bliss. 212This is His praise.

208Bāp kē pās khajānā hai tō jarūr bachchō̃ kō bhī dētē hōṅgē nā .

213The Father has treasures. 214Therefore, He definitely gives them to the children too.

209Achchhā  !

215Achcha.

210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

216To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

217The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

212Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

218Essence for dharna:

2131 ) karmātīt avasthā kō prāpt karnē kē liē in karmēndriyō̃ sē kōī bhī bhūl nahī̃ karnī hai .

2191. In order to attain the karmateet stage, don’t make any mistakes with your physical organs.

214Pavitra rahnē K|kē sāth-sāth yād mē̃ bhī majbūt hōnā hai .

220As well as remaining pure, also become strong in remembrance.

2152 ) sadā puṇya ātmā bannē kē liē tan-man-dhan sē bāp par balihār jānā hai .

2212. In order to be a constantly charitable soul, surrender your body, mind and wealth to the Father.

216Ēk bār balihār jānē sē 21 janm kē liē puṇya ātmā ban jāyēṅgē .

222By surrendering yourself to the Father once, you become a charitable soul for 21 births.

Blessing

217Vardān  : sahajyōg kō nature aur natural banānē vālē her|har subject mē̃ perfect bhav

223Blessing: May you be perfect in every subject and make your yoga natural and your nature.

218Jaisē bāp K|kē bachchē hō - ismē̃ kōī percentage nahī̃ hai , aisē nirantar sahajyōgī vā yōgī bannē key|kī stage mē̃ ab percentage khatm hōnī chāhiē .

224Just as there is no percentage in you being the Father’s children, in the same way, let there be no percentage of yoga in your stage of a constant and easy yogi.

219Natural aur nature hō jānī chāhiē .

225Let it become natural and your nature.

220Jaisē kōī key|kī viśhēṣh nature hōtī hai , us nature K|kē vaśh na chāhtē bhī chaltē rahtē haĩ .

226Some people have a particular nature and they continue to move along according to that nature even against their conscious wish.

221Aisē yah bhī nature ban jāē .

227In the same way, let this also become your nature.

222Kyā karū̃ , kaisē yōg lagāū̃ - yah bātē̃ khatm hō jāē̃ tō her|har subject mē̃ perfect ban jāyēṅgē .

228Finish all of the things of “What can I do? 229How can I have yoga?” and you will then become perfect in every subject.

223Perfect arthāt effect aur defect sē parē .

230Perfect means to be free from any effect or defect.

Slogan

224Slōgan  : sahan karnā hai tō khuśhī sē karō , mazbūrī sē nahī̃ .

231Slogan: If you want to tolerate something, tolerate it happily, not out of compulsion.

232*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

225Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

233Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

226Powerful yōg arthāt lagan key|kī agni , jvālā rūp key|kī yād hī bhraṣhṭāchār , atyāchār key|kī agni kō samāpt karēgī aur sarv ātmāō̃ kō sahyōg dēgī , issē hī bēhad key|kī vairāgya vr̥itti prajvalit hōgī .

234Powerful yoga, that is, the fire of love, the remembrance that is like fire, will destroy the fire of corruption and violence and give co-operation to all souls. 235It is through this that your attitude of unlimited disinterest will be ignited.

227Yād kī agni ēk taraph us agni kō samāpt karēgī dūsrī taraph ātmāō̃ kō paramātma sandēśh key|kī , śhītal svarūp key|kī anubhūti karōyagī , issē hī ātmāyē̃ pāpō̃ key|kī āg sē mukt hō sakē̃gī .

236On the one hand, the fire of remembrance will destroy that fire and, on the other hand, it will give souls God’s message and cool them down. 237Through this, souls will be liberated from the fire of their sins.