रविवार 19 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
019-07-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-11 madhuban
019/07/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/2011
1Brahmā bāp samān jīvan mē̃ rahtē jīvanmukt sthiti key|kī majā lō|low , snēh key|kī saugāt manjīt jagatjīt bankar dō
1Experience the pleasure of the stage of liberation-in-life like Father Brahma while living this life. 2Give the Father a gift of love by becoming a conqueror of your mind and, therefore, a conqueror of the world.
2Āj kā din viśhēṣh brahmā bāp K|kē avyakt hōnē kā smr̥iti kā din hai .
3Today is the special day of remembrance of Father Brahma, of when he became avyakt.
3Sabhī bachchō̃ K|kē nayanō̃ mē̃ brahmā bāp kā snēh samāyā huā hai .
4Love of Father Brahma is merged in the eyes of all of you children.
4Āj chār bajē sē bhī pahlē bachchō̃ kā snēh vatan mē̃ pahuñch gayā .
5Today, from even before 4.00 am, the love of you children reached the subtle region, so you celebrated a meeting with Father Brahma.
5Brahmā bāp sē milan manānē aur snēh key|kī , apnē dil K|kē snēh key|kī niśhāniyā̃ , mālāyē̃ brahmā bāp kē pās pahuñch gaī .
6Symbols of love, signs of love from the heart reached Father Brahma as garlands.
6Har ēk mālā key|kī khuśhbū mē̃ bachchō̃ kā snēh samāyā huā thā .
7The love of you children is merged in the fragrance of each garland.
7Har ēk bachchē K|kē nayan aur muskarāhaṭ , dil key|kī bātē̃ bōl rahī thī .
8Each and every child’s eyes and smile spoke of matters of the heart.
8Brahmā bāp bhī har ēk kō snēh kā return dē rahē thē .
9Father Brahma was also giving the return of love to each one.
9Bāp dēkh rahē haĩ ki abhī bhī her|har bachchā nayanō̃ key|kī bhāṣhā mē̃ apnē dil kā snēh dē rahē haĩ kyōṅki yah paramātma snēh her|har bachchē kō sahaj bāp kā banānē vālā hai .
10The Father saw that even now each child is giving the love of his heart through the language of the eyes. 11God’s love makes each child easily belong to the Father.
10Yah alaukik snēh « mērā bābā ' ' K|kē anubhav sē apnā banānē vālā hai .
12This alokik (spiritual) love makes Him belong to you through the experience that Baba is mine: “Mera Baba”.
11Yah snēh bāp K|kē khajānō̃ kā mālik banānē vālā hai kyōṅki bachchō̃ nē kahā mērā bābā , tō mērā bābā kahnā aur sarv khajānō̃ K|kē mālik bannā .
13Because you children said: “My Baba”, this love makes you the masters of the Father’s treasures. 14As soon as you say: “My Baba” you become a master of all the treasures.
12Yah snēh dēh kā bhān second mē̃ bhulākar dēhī abhimānī banā dētā hai .
15This love makes you forget the consciousness of your body in a second and makes you soul conscious.
13Sivāē bāp K|kē aur kuchh bhī ātmā kō ākarṣhit nahī̃ kartā .
16Nothing, other than the Father, attracts you souls.
14Is din kā bahut baṛā mahatva hai .
17This day has great importance.
15Sirph smr̥iti divas nahī̃ lēkin samarthī divas hai kyōṅki is din bāp nē bachchō̃ kō viśhva sēvā kē liē svayã karāvanhār ban bachchō̃ kō karanhār banānē kā tilak diyā .
18It is not just the day of remembrance, but it is the day of power, because, on this day, the Father himself became the one who gets things done (Karavanhar) and gave the children the tilak of being the doers (karanhar) for world service.
16Son shows father kā karan-hār nimitt banāyā .
19The Son who shows Father was made an instrument to carry out the task.
17Sēvā mē̃ saphaltā kā sādhan svayã karāvanhār banā aur bachchō̃ kō karanhār banāyā kyōṅki sēvā mē̃ saphaltā kā sādhan maĩ karanhār hū̃ , karāvanhār karā rahā hai , yah smr̥iti vā yah sthiti bahut āvaśhyak hai kyōṅki 63 janm key|kī smr̥iti maĩ pan , dēh abhimān mē̃ lē ātī hai .
20He himself became Karavanhar and made the children karanhar, for there to be success in service. 21The means of success in service is to have this awareness: “I am karanhar and Karavanhar is making me do everything.” 22This awareness is essential because you had the awareness of “I” which brought you into body consciousness for 63 births.
18Karāvanhār karā rahā hai , maĩ nimitt karanhār hū̃ , is smr̥iti sē hī apnē kō nimitt samajhnē sē dēh abhimān samāpt hō jātā hai .
23Karavanhar is making me do everything. 24I am karanhar, an instrument. 25With this awareness of considering yourself to be an instrument, your body consciousness finishes.
19Tō bachchō̃ kō isīliē karanhār banāyā , svayã karāvanhār banē̃ .
26This is why he made you children ‘karanhar; and He Himself became ‘Karavanhar’.
20Karanhār bannē sē svataḥ hī nimitt haĩ , nirmāṇ ban jātē haĩ .
27When you are karanhar, you automatically become an instrument and humble.
21Abhī bhī bāpdādā nē dēkhā ki bachchē nimitt ban sēvā kartē haĩ , tō nimitt ban sēvā karnē vālē jō sēvādhārī haĩ unhō̃ K|kē mastak mē̃ sēvā kā phal sitārā chamak rahā hai .
28Even now, because BapDada made the children instruments for service, the Father saw that the fruit of service in the form of success is sparkling on the foreheads of the servers, the stars.
22Majority bachchō̃ key|kī sēvā kō dēkh bāpdādā khuśh hai isliē aisē bachchō̃ kō viśhēṣh brahmā bāp vāh bachchē vāh ! 23Kahkē mubārak dē rahē haĩ .
29BapDada is pleased to see the service of the majority of the children, and this is why Father Brahma is especially congratulating such children and saying: “Wah children! wah!”
24Brahmā bāp viśhēṣh khuśh bhī hō rahē haĩ aur āgē bhī sēvā kō nimitt ban āgē baṛhānē kē liē mubārak dē rahē haĩ .
30Father Brahma was especially happy and congratulating them for becoming instruments for service and moving service forward.
25Abhī bhī brahmā bāp bachchō̃ kō āp samān phariśhtā sthiti mē̃ rahnē kē liē iśhārē dē rahē haĩ .
31Father Brahma is even now signalling you children to adopt the angelic stage and become like him.
26Bāpdādā nē dēkhā hai ki bachchō̃ kā attention hai ki sadā jaisē brahmā bāp jīvan mē̃ rahtē jīvanmukt thē , itnī jimmēvārī hōtē bhī itnē baṛē parivār kō sambhālnā , sabhī kō yōgī jīvan vālā banānā , itnī sēvā key|kī jimmēvārī sambhālnā , sēvā mē̃ sadā āgē baṛhānā , sab kuchh jimmēvārī hōtē bhī jīvanmukt K|kē majē mē̃ rahā , isliē bhakti mārg mē̃ brahmā kā āsan kamal āsan dikhātē haĩ .
32BapDada saw that you children are paying attention. 33Father Brahma was constantly liberated in life. 34Although he still had such a big responsibility to look after such a big family, to make everyone have a yogi life, to look after the responsibility of so much service, to enable everyone to move constantly forward in service, while having all of these responsibilities, he still experienced the pleasure of liberation in life. 35This is why, on the path of devotion, Brahma has been shown on a lotus seat.
27Jīvanmukt ban abhī jīvanmukt kā majā liyā aur āp sabhī bachchō̃ kō bhī aisā hī banāyā .
36He became liberated in life and experienced the pleasure of liberation in life at this time and he made all of you children the same too.
28Abhī bhī āp bachchō̃ kō phariśhtā bannē key|kī bhinn-bhinn yuktiyā̃ batāē āp samān banānē chāhtē haĩ .
37Even now, he is showing you children various ways to make you angelic because he wants you to become the same as himself.
29Bāpdādā nē dēkhā ki lakṣhya her|har bachchē kā achchhā hai , kōī sē bhī pūchhtē haĩ āpkā lakṣhya kyā hai tō kyā kahtē hō ?
38BapDada saw that each child has a good aim. 39What do you say when anyone asks you what your aim is?
30Yād hai kyā kahtē hō ?
40Do you remember what you say?
31Bāp samān bannā hī hai .
41That you definitely will become equal to the Father.
32Tō bāp samān kyā banē̃gē ?
42In what way will you become equal to the Father?
33Isī jīvan mē̃ jīvanmukt jīvan kā sample banē̃gē .
43In this life you will become a sample of a life of being liberated-in-life.
34Bāpdādā nē dēkhā hai jō homework dētē haĩ , usmē̃ attention tō dētē haĩ , anubhav bhī kartē haĩ , lēkin sadā nahī̃ kartē haĩ .
44BapDada saw that you do pay attention to the homework that you are given. 45You have those experiences, but you do not do it all the time.
35Abhī bhī jō kām diyā thā , uskī report kaī bachchō̃ nē puruṣhārth kar ēk-ēk mās attention diyā hai .
46Regarding the work you have just been given, Baba received a report that some children made effort and paid attention every month.
36Kaī zone key|kī report ēk mās key|kī result mē̃ achchhī bhī āī hai .
47Some zones have reported a good result for one month.
37Jinhōnnē report bhējī hai , jis zone vālō̃ nē bhējī hai , uskō bāpdādā vāh bachchē vāh ! 38Kah karkē mubārak dē rahē haĩ lēkin bāpdādā abhī kyā chāhtā hai ?
48BapDada says: “Wah children! 49Wah” to the zones who have sent their reports, and congratulates them. 50What does BapDada want now?
39Abhī bāpdādā her|har bachchē sē yahī chāhtā hai ki abhī kabhī-kabhī ṭhīk rahtē haĩ , lēkin bāp sadā chāhtā hai .
51Although you stay all right sometimes, BapDada now wants every child to be like this all the time.
40Yōgī bhī achchhē banē haĩ lēkin sadā yōgī banānē chāhtē haĩ .
52You have become good yogis, but He now wishes to make you constant yogis.
41Ājkal bāpdādā nē bachchō̃ kō kām bhī diyā thā , sadā rahnē kē liē her|har ghaṇṭē apnē ūpar kōī na kōī yukti rakhō , jō kabhī-kabhī kō badal sadā śhabda ā jāē .
53BapDada had given you children some work: To create a method every hour to be able to change sometimes into all the time in order to be constant.
42Abhī bāpdādā yahī chāhtē haĩ jaisē kahāvat hai man jītē jagatjīt , man kō jō saṅkalp dō vahī karē .
54According to the saying: those who conquer their minds conquer the world. 55BapDada now wants your mind to only have the thoughts that you ask it to have.
43Kyō̃ ?
56Why?
44Jaisē aur karmēndriyā̃ jab chāhō jaisē chāhō vaisē kartī haĩ nā !
57All of your physical senses do what you want when you want, do they not?
45Aisē hī man kō bhī jō order karō vahī karē .
58In the same way, let your mind also only do what you order it to do.
46Abhyās kartē hō lēkin kabhī-kabhī nahī̃ bhī kartē haĩ .
59You practise this, but, sometimes, you don’t practise it.
47Bāpdādā abhī yahī chāhtē haĩ ki man kō śhaktiyō̃ key|kī lagām sē jaisē chalānē chāhō vaisē chalāō .
60BapDada now wants you to take control of your mind by using the reins of the powers.
48Jō gāyan hai , man jītē jagatjīt , vah kiskā gāyan hai ?
61To whom does the praise “those who have conquered their mind have conquered the world” belong?
49Āp bachchō̃ kā hī tō gāyan hai .
62It is the praise of you children.
50Her|har kalp kiyā hai tabhī gāyan hai kyōṅki jaisē aur karmēndriyō̃ kō mērī kahtē hō vaisē hī man kō bhī mērā kahtē hō .
63It is because you achieved this every cycle, there is this praise. 64You say that all your physical senses belong to you. 65In the same way, you also say that your mind belongs to you.
51Mērā kahnā arthāt mālik banō .
66To say that it is yours means you are its master.
52Man mē̃ jō saṅkalp karnē chāhō , jitnā samay vah saṅkalp karnē chāhō vah bandhā huā hai kyōṅki mērā hai .
67Whatever thought you wish your mind to have and for however long you wish it to be there, your mind is bound to do that, because it is your mind.
53Tō bāp-dādā is snēh K|kē din yahī homework dēnē chāhtē haĩ ki jō saṅkalp karnē chāhō vahī chalē , agar āp śhuddha saṅkalp karnē chāhtē hō tō vah śhuddha saṅkalp vyarth saṅkalp kō khatm kar dē .
68So, on this day of love, BapDada wishes to give you this homework: Only create the thought that you wish to have. 69If you wish to have pure thoughts, then, if any waste thoughts arise, your pure thoughts should finish them.
54Chāhtē hō yōg lagānā aur saṅskār K|kē kāraṇ vyarth saṅkalp chalē̃ , yā yōg key|kī siddhi nahī̃ milē , yah control hōnā chāhiē .
70If you wish to have yoga but, due to your sanskars, waste thoughts arise instead, or, if you are not successful in having yoga, you must develop this control.
55Agar ēk ghaṇṭā yōg lagānē chāhtē hō tō man disturb nahī̃ karē .
71If you wish to have yoga for one hour, do not let your mind be disturbed.
56Ātmā mālik hai , man mālik nahī̃ hai , man tō ātmā kā sāthī hai .
72The soul is the master; the mind is not the master. 73The mind is the companion of the soul.
57Tō sāthī kō pyār sē order karō , manjīt banō kyōṅki bāp-dādā kē pās bahut bachchō̃ kā samāchār ātā hai - vyarth saṅkalp samay prati samay ātē haĩ .
74So, order your companion with love. 75Become the conqueror of your mind. 76BapDada receives news from many children that they have waste thoughts from time to time. 77You have waste thoughts even against your wish.
58Nahī̃ chāhtē haĩ tō bhī ātē haĩ .
78Would you call this being its master?
59Tō kyā yah mālik kahē̃gē !
79You have love for Father Brahma, do you not?
60Tō brahmā bāp sē snēh hai nā , tō bāp āj snēh mē̃ apnē dil key|kī chāhnā sunā rahē haĩ ki abhī man-jīt jagatjīt bannā hī hai .
80So, today, the Father is telling you his heart’s desire with a lot of love. 81Now, you must definitely become a conqueror of your mind for this makes you a conqueror of the world.
61Tō brahmā bāp kō yah snēh key|kī saugāt dēgē nā !
82Will you give Father Brahma this gift of love?
62Snēh mē̃ kyā diyā jātā hai ?
83When you have love, what would you give?
63Gift dī jātī hai nā !
84A gift is given, isn’t it?
64Tō āj brahmā bāp bachchō̃ sē yah saugāt dēnē kē liē kah rahē haĩ .
85So, today, Father Brahma is asking you children to give this gift.
65Taiyār haĩ ?
86Are you ready?
66Taiyār haĩ ?
87Are you ready?
67Hāth uṭhāō .
88Raise your hands!
68Tō abhī jab bhī order karē tō āj K|kē din sē vyarth saṅkalp ānē nahī̃ dēnā , kar saktē hō ?
89If you are given the instruction not to allow any waste thoughts to come from today, would you be able to do it?
69Āj dō ghaṇṭā , chār ghaṇṭā yōg key|kī stage mē̃ karma bhī karō , yōg bhī lagāō , kar saktē hō ?
90Today, are you able to perform actions while in a stage of yoga and also have yoga for two or four hours?
70Kar saktē hō , karē̃gē ?
91Can you do this? 92Will you do it?
71Chalō abhī bītī sō bītī lēkin ab order karē̃ ki āj K|kē din vyarth saṅkalp kō fullstop , tō karnā paṛēgā nā .
93OK, now let the past be the past! 94Now order your mind to put a full stop to all waste thoughts from today. 95You will have to do it, will you not?
72Āj yōg mē̃ yahī lakṣhya rakhō usī pramāṇ sārē din kā puruṣhārth karnā paṛēgā nā !
96Today, keep this aim in yoga and you will then have to make effort according to that throughout the day, will you not?
73Bāp sē snēh mē̃ jō bāp kahē vah karnā hai .
97Out of love for the Father, you will have to do what the Father says.
74Saṅkalp vyarth band , iskī yukti hai brahmā bāp K|kē snēh kō dil sē yād karō .
98The way to finish all waste thoughts is to remember Brahma Baba’s love in your heart.
75Chāhē sākār mē̃ dēkhā , chāhē nahī̃ dēkhā lēkin buddhibal dvārā tō sabhī nē dēkhā hai nā !
99Whether or not you saw him in the corporeal form, all of you have seen him with the power of your intellect, have you not?
76Dēkhā hai yā nahī̃ dēkhā hai ?
100Have you seen him or not?
77Jō kahtē haĩ mainnē bābā kā pyār dēkhā , mainnē brahmā bāp key|kī pālnā dēkhī tō kyā usī sē chal rahā hū̃ … vah hāth uṭhāō .
101Those of you who say that you have seen Baba’s love and who have seen the sustenance of Father Brahma, are you moving forward according to that? 102If so, raise your hands!
78Achchhā .
103Achcha.
79Hāth uṭhākē tō khuśh kar diyā .
104You have pleased Baba by raising your hands.
80Bāpdādā kō khuśhī hai , himmat tō rakhī hai nā .
105BapDada is pleased that at least you have had that courage.
81Lēkin jab bhī kōī tākat kam hō jāē nā tō sadā bāp K|kē sambandh , kitnē sambandh haĩ kabhī bāp , kabhī bachchā bhī ban jātā hai .
106However, when you lose courage, always remember your relationships with the Father. 107How many relationships are there? 108Sometimes He is the Father, sometimes He even becomes the Child.
82Kabhī bāp tō kabhī sakhā bhī ban jātē haĩ isliē yā sambandh yād karō yā prāptiyā̃ yād karō , prāptiyā̃ aur sambandh . 83Jaisē āj dil sē yād kar rahē hō nā !
109Sometimes He is the Father and sometimes He even becomes your Friend. 110Remember either the relationships or the attainments. 111Remember the attainments and the relationships, just as you are remembering those in your hearts today, are you not?
84Aisē yād karnē sē pyār paidā hō jāyēgā .
112If you remember in this way you will develop love.
85Āj bhī sabkē dil mē̃ brahmā bāp kā pyār ā rahā hai nā !
113Even today, all of you are experiencing Father Brahma’s love in your hearts, are you not?
86Tō jab kuchh nīchē ūpar hō tō sambandh aur prāptiyā̃ yād karnā .
114Whenever something is not right, then remember the relationships and the attainments.
87Bāp her|har bachchē kē sāth sahyōgī hai , sirph āp yād karnā .
115The Father co-operates with every child. 116All you have to do is to remember Him.
88Tō samjhā āj kyā karnā hai ?
117Have you understood what you have to do today?
89Manjīt jagatjīt jō gāyan hai , vah svarūp dhāraṇ karnā hai .
118Become an embodiment of this praise: “Those who conquer the mind are conquerors of the world.”
90Order sē chalāō .
119Control your mind with your orders.
91Abhī thōṛā free chhōṛ diyā hai nā tō vah apnā kām kartā hai .
120Now, because you have left it a little free, it does its own work.
92Abhī attention dō .
121Now, pay attention!
93Man mērē order mē̃ chalē na ki āp man K|kē order mē̃ chalō .
122Your mind has to work under your orders, not that you act under the orders of your mind.
94Chāhtē hō gyān key|kī bātō̃ kā ramaṇ karē̃ aur ā jātī haĩ phāltū bātē̃ .
123You want to contemplate on matters of this knowledge but useless thoughts arise in your mind instead.
95Tō kyā huā ?
124So, what happened?
96Man mālik banā yā āp mālik banē̃ ?
125Is your mind the master or are you the master?
97Tō sabhī nē yah homework samjhā !
126Have you all understood your homework?
98Man jīt bannā hai .
127You have to conquer your mind.
99Jō order karē̃ , vah mānēgā jarūr mānēgā , attention dēnā paṛēgā bas .
128Whatever your order is, it has to obey that; it definitely has to obey that. 129All you have to do is to pay attention.
100Mātāyē̃ yā teachers , hō saktā hai ?
130Mothers and teachers, is this possible?
101Hō saktā hai ?
131Is it possible?
102Teachers hāth uṭhāō .
132Teachers, raise your hands!
103Teachers hāth uṭhā rahē haĩ .
133Teachers are raising their hands.
104Agar samajhtē haĩ hō saktā hai tō hāth hilāō .
134If you think this is possible, then wave your hands!
105Pahlī line tō hilāō .
135At least, those sitting in the first row, wave your hands!
106Bhāī hāth hilāō .
136Brothers, wave your hands!
107Vāh !
137Wah!
108Phir tō brahmā bāp kō snēh key|kī saugāt dī|the , iskī mubārak hō , mubārak hō .
138This means that you have given Father Brahma the gift of love. 139Congratulations for that. 140Congratulations.
109Achchhā hai , bāpdādā sē snēh bahut sahyōg dētā hai .
141It is good. 142Love for BapDada gives you a lot of co-operation.
110Mērā bābā kahā dil sē , tō mērā bābā kahā tō maĩ kaun ?
143When you say: “My Baba from your heart”, when you say “My Baba”, then, who is “I”?
111Bāp kā sikīladhā bachchā .
144The Father’s long-lost and now-found child.
112Sabhī kitnē bārī kahtē hō mērā bābā , mērā bābā , kitnē bār kahtē hō ?
145How many times do all of you say “Mera Baba, Mera Baba”? 146How many times do you say “Mera Baba”?
113Bāp suntā hai nā , sab note kartā hai .
147The Father hears it and notes everything.
114Double foreigners bhī sun rahē haĩ nā .
148You double foreigners are also listening, are you not?
115Bāpdādā nē dēkhā ki full season mē̃ double foreigners nē hājirī bharī hai .
149BapDada saw that double foreigners were present during the whole season.
116Madhuban mē̃ her|har time hājir rahē haĩ .
150You have been present in Madhuban every meeting.
117Abhī bhī 350 haĩ . 118Apnē turn mē̃ bhī ātē haĩ lēkin her|har turn mē̃ bhī thōṛē-thōṛē kahā̃ na kahā̃ sē ātē haĩ .
151Even now, there are 350. You come in your own turn and, a few come in every turn from somewhere or other.
119Tō abhī yah result bāpdādā bhī dēkhtē rahē̃gē aur āp sab bhī sākṣhī hōkar apnē āpkī result dēkhtē rahnā .
152Now, BapDada will continue to look at the results and all of you should also continue to look at your results as detached observers.
120Yahī yād rakhnā ki bāpdādā kō mālik bannē kā vāydā kiyā hai .
153Simply remember that you have promised BapDada that you will become the masters.
121Bāpdādā abhī bachchō̃ kō kam sē kam ēk ēk zone kō tō yah kārya dē saktē haĩ ki yah zone is saptāh yā 15 din result dē ki vyarth saṅkalp nahī̃ lēkin jō viṣhay man kō diyā vah kiyā yā nahī̃ kiyā ?
154At the very least, BapDada can give all the children in each zone this task: In the next week or fortnight, you give BapDada the result, not that you didn’t have waste thoughts, but the subject that was given for your mind, did you do that or not?
122Yah mañjūr hai teachers ?
155Teachers, do you agree?
123Mañjūr hai ?
156Do you agree?
124Zone kō kārya dēvē̃ ?
157Should the zone be given a task?
125Hāth uṭhāō teachers .
158Teachers, raise your hands!
126Mahārāṣhṭra hai nā .
159This is Maharashtra, is it not?
127Tō mahārāṣhṭra kō tō mahān kām dēgē nā .
160Those from Maharashtra would be given some great work to do, would they not?
128Bāpdādā kō har ēk zone kē liē pyār hai aur sadā yah niśhchay rakhtē haĩ ki yah bachchē , bāp nē kahā aur bachchō̃ nē kiyā .
161BapDada has love for each zone and always has faith that this child will do exactly what the Father has asked.
129Aisā hai ?
162Is it so?
130Mahārāṣhṭra , jō bāp nē kahā vah kiyā , aisā hai ?
163Maharashtra, is it the case that the Father asked you to do something and you did it?
131Mahārāṣhṭra vālē hāth uṭhāō .
164Those from Maharashtra, raise your hands!
132Bahut haĩ .
165There are many.
133Paunā class hai .
166It is three-quarters of the class.
134Tō har ēk zone bāp K|kē āgyākārī haĩ , kāndh hilā rahē haĩ sabhī .
167Each zone follows the instructions of the Father. 168Everyone is nodding.
135Bāp kō bhī niśhchay hai ki yah mērē bachchē haĩ hī niśhchaybuddhi .
169The Father also has the faith that His children have faith in their intellects.
136Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki jō rōz K|kē mahāvākya suntē hō vah homework hai .
170BapDada wants you to use every day’s elevated versions (murli) as your homework.
137Agar rōz key|kī murlī jō bāp nē kahā aur bachchō̃ nē kiyā tō uskō kahā jātā hai bāp K|kē sikīladhē bachchē , āgyākārī bachchē .
171If you children do what the Father asks you to do in each day’s murli, it means that you are acting as the Father’s long-lost and now-found children, the obedient children.
138Kyā karnā hai , vah rōz key|kī murlī paṛh lō kyōṅki bāpdādā nē dēkhā hai majority bachchē murlī sē pyār rakhtē haĩ .
172What do you have to do? 173Read every day’s murli because BapDada has seen that the majority of children love the murli.
139Agar kōī nahī̃ bhī rakhtā hō , tō bāpdādā kō kōī bachchā kahē bābā āpsē mērā bahut pyār hai , lēkin bāp kā pyār kissē hai ?
174Even if someone doesn’t love it, if a child says to BapDada: Baba, I love You a lot, what does the Father love?
140Murlī sē .
175He loves the murli.
141Murlī kē liē kitnā dūr sē ātē haĩ .
176He comes from so far away to speak the murli.
142Kōī teacher aisā hōgā jō itnā dūr sē paṛhāī paṛhānē āyē .
177Would there be any other teacher who comes from so far away just to teach you?
143Tō jab bāp kā pyār murlī sē hai , tō jō mērā bābā kahtā hai , uskā pahlā pyār bāp kē sāth bāp key|kī murlī sē hōnā chāhiē .
178Since the Father loves the murli, then those who say “My Baba” and who have love for the murli, their first love also has to be for the Father’s murli as well as for the Father.
144Dēkhō , brahmā bāp nē ēk din bhī murlī miss nahī̃ key|kī .
179Look, Father Brahma did not miss a murli for even one day.
145Chāhē bāmbē bhī jātē rahē , kāraṇē akāraṇē , tō murlī likhtē thē aur mātēśhvarī vah murlī sunātī thī .
180Even when he went to Bombay for one reason or another, he wrote the murli and Mateshwari would read that murli.
146Last ḍē|day tabiyat thōṛī ḍhīlī thī , savērē kā class nahī̃ karāyā lēkin śhām kō class karānē kē bād avyakt huē .
181Even on the last day, when his health wasn’t that good, so he didn’t conduct class in the morning, but he became avyakt after conducting evening class.
147Tō brahmā bāp kā pyār kissē huā ?
182What did Brahma Baba love?
148Murlī sē .
183The murli.
149Jō kōī samajhtē haĩ ki mērā bābā sē pyār hai tō bāp kā jissē pyār rahā , bachchē kā rahnā chāhiē nā !
184Those who think that they love Baba, should also love what the Father loved, should they not? 185This is why the Father thinks that you should read the murli or study it in class.
150Tō murlī rōz class mē̃ paṛhnā vā sunnā . 151Agar majbūrī hai , bahānā nahī̃ hai , sahī kāraṇ hai tō kisī sē sunō .
186If this is not possible, and you are not making an excuse, but there is a valid reason, then get someone to read it to you.
152Jō samajhtē haĩ ki murlī kā itnā mahatva rakhūṅgā vah hāth uṭhāō .
187Raise your hands if you feel that you will give that much importance to the murli!
153Achchhā , yahā̃ tō sab dikhāī dē rahā hai , bāp āp pīchhē vālō̃ kō bhī dēkh rahā hai .
188Achcha. 189Everything is visible from here. 190The Father is also seeing all of you sitting at the back.
154Achchhā , bahut achchhā .
191Achcha. 192Very good.
155Bāp bīch-bīch mē̃ paper lēgā ki āj kisnē murlī nahī̃ sunī , vah teacher likhkē bhējē .
193Every now and then, the Father will take your paper as to who didn’t hear the murli today. 194The teacher should send that in writing.
156Pasand tō hai nā .
195You like this, do you not?
157Achchhā .
196Achcha.
158Āj brahmā bāp her|har bachchē sē milkar , bahut-bahut snēh sē her|har bachchē kō nayanō̃ dvārā snēh dē rahē haĩ .
197Today, Father Brahma was meeting all the children with a lot of love and giving every child love through his eyes.
159Achchhā .
198Achcha.
160Double vidēśhī bhāī bahinō̃ sē : vidēśh vālō̃ kō sēvā kā umaṅg-utsāh achchhā hai .
199Speaking to double foreign brothers and sisters: 200Those from abroad have good zeal and enthusiasm for doing service; day by day this is more visible.
161Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō yahī kahtā hai ki sēvā khūb karō kyōṅki samay kabhī bhī badal saktā hai . 162Jō sēvā karnā chāhōgē lēkin kar nahī̃ pāōgē , aisā samay bhī ānē vālā hai isliē jō karnā hai vah ab karō .
201BapDada is telling everyone: Do a lot of service because the time can change at any moment and then, even if you want to do service, you will not be able to do it. 202Such a time will also come. 203This is why you must do what you want to do, now.
163Kab nahī̃ , ab .
204Not later, but now!
164Bāpdādā hamēśhā kahtē haĩ ki kal par nahī̃ chhōṛō .
205BapDada always says: Do not leave it till tomorrow.
165Āj par bhī nahī̃ , ab kyōṅki samay pāñchō̃ tatva bāp kē pās ātē haĩ , hamkō batāō kab tak duḥkh chalēgā !
206Do not leave it for today, but do it now. 207Because time and the five elements come to the Father and ask: Tell us how much longer this suffering will continue.
166Khud duḥkhī hō rahē haĩ tō kyā karē̃gē ?
208They themselves are suffering and so what can they do?
167Manuṣhyātmāō̃ kō bhī duḥkhī karē̃gē nā isliē jō bhī āyē haĩ uskō saṅkalp karnā hai ki jaisē brāhmaṇ jīvan āvaśhyak hai vaisē abhī K|kē samay anusār har ēk kō sēvā bhī jarūrī hai .
209They will cause sorrow for human souls too, will they not? 210This is why all of you who have come have to have the thought: Just as Brahmin life is essential, in the same way, according to the present time, it is essential for each one to do service.
168Karō yā karāō .
211Do it or get it done through others.
169Bākī jō bāpdādā nē homework diyā , manjīt jagatjīt bannā hī hai .
212The homework that BapDada has given: You definitely do have to become a conqueror of your mind and, therefore, a conqueror of the world.
170Āpkā hī gāyan hai , uskō repeat karnā hai .
213It is your praise and you simply have to repeat that.
171Achchhā .
214Achcha.
172Chārō̃ ōr sē bachchō̃ dvārā sandēśh āyē haĩ .
215Baba has received messages from children everywhere.
173Chārō̃ ōr K|kē āyē huē pyār K|kē mīṭhē-mīṭhē bhāv yā bhinn-bhinn śhabdō̃ key|kī yād , chārō̃ ōr sē bhinn-bhinn patra āyē haĩ , sabhī kō bāpdādā respond kar rahē haĩ her|har bachchā snēh mē̃ bāp K|kē dil mē̃ samāyā huā hai aur yah avināśhī snēh sadā bāp kā aur bachchō̃ kā anādi avināśhī hai aur sārā saṅgamyug yah bāp bachchō̃ kā milan niśhchit hī hai .
216Different letters filled with sweet feelings of love and remembrance in different words have come from everywhere. 217BapDada is responding to all of them: Each child is merged in the Father’s heart with love, and this imperishable love of the Father and the children is eternal and imperishable. 218Throughout the whole of the confluence age, the Father and the children’s meetings are fixed.
174Achchhā .
219Achcha.
175Abhī jō bachchē sammukh hai yā dūr baiṭhē bhī dēkh rahē haĩ , bāpdādā nē sunā ki abhī tō chārō̃ ōr yah kōśhiśh kī hai ki har ēk dēśh mē̃ centre par bhī jākē dēkhtē haĩ , suntē haĩ , chāhē rāt kā kitnā bhī bajtā hai tō bhī dēkhtē haĩ , yah bhī science K|kē sādhan āpkē liē hī nikalē haĩ aur āpkō hī lābh hō rahā hai .
220Now, regarding all the children who are personally present here and those who are watching from afar, BapDada has heard that a lot of effort was made for the centres in every country to see and listen to Baba. 221It doesn’t matter what time of the night it may be for some countries, they also watch Baba. 222These methods of science were invented for you and are benefitting you.
176Agar science dvārā vināśh hōgā tō bhī āpkē rājya kē liē kar rahē haĩ .
223Although destruction takes place through science, it is for your kingdom.
177Tō chārō̃ ōr K|kē snēhī bachchō̃ kō viśhēṣh brahmā bāp kā yādpyār , dil kā dulār , dil kā pyār svīkār hō .
224To all of you lovely children everywhere, special love and remembrance, please accept affection from the heart and lots of love from the heart of Father Brahma.
Blessing
178Vardān : saccāī-saphāī key|kī dhārṇā dvārā samīpatā kā anubhav karnē vālē sampūrṇamūrta bhav
225Blessing: May you experience closeness by imbibing honesty and cleanliness and become an image of perfection.
179Sabhī dhārṇāō̃ mē̃ mukhya dhārṇā hai sachchāī aur saphāī .
226Of all the virtues, the main ones to imbibe are honesty and cleanliness.
180Ēk dō kē prati dil mē̃ bilkul saphāī hō .
227Let there be full cleanliness in your hearts with one another.
181Jaisē sāph chīz mē̃ sab kuchh spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
228Everything is clearly visible in something that is clean.
182Vaisē ēk dō key|kī bhāvnā , bhāv-svabhāv spaṣhṭ dikhāī dē .
229In the same way, let your motives and your feelings for one another be clearly visible.
183Jahā̃ saccāī-saphāī hai vahā̃ samīpatā hai .
230Where there is honesty and cleanliness, there is closeness.
184Jaisē bāpdādā K|kē samīp hō aisē āpas mē̃ bhī dil key|kī samīpatā hō .
231Just as you are close to BapDada, in the same way, let there be closeness to one another in your hearts.
185Svabhāv key|kī bhinnatā samāpt hō jāē .
232Finish any differences in your natures.
186Iskē liē man K|kē bhāv aur svabhāv kō milānā hai .
233For this, you have to harmonise the feelings of your minds and your natures.
187Jab svabhāv mē̃ fark dikhāī na dē tab kahē̃gē sampūrṇamūrta .
234When there is no difference visible in your natures, you can then be said to be images of perfection.
Slogan
188Slōgan : bigaṛē huē kō sudhārnā - yah sabsē baṛī sēvā hai .
235Slogan: To restore something that has been spoilt is the greatest service of all.
189
236 237*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
190Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō
238Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.
191Yōg kō jvālā rūp banānē kē liē second mē̃ bindī svarūp ban man-buddhi kō ēkāgr karnē kā abhyās bār-bār karō .
239In order to make your yoga as intense as a fire, continue to practise becoming the form of a point in a second and concentrate your mind and intellect.
192Stop kahā aur second mē̃ vyarth dēh-bhān sē man-buddhi ēkāgr hō jāē .
240As soon as you say “stop”, let your mind and intellect be concentrated from all body consciousness.
193Aisī controlling power sārē din mē̃ use karō .
241Use this type of controlling power throughout the day.
194Powerful brake dvārā man-buddhi kō control karō , jahā̃ man-buddhi kō lagānā chāhō vahā̃ second mē̃ lag jāē .
242Control your mind and intellect with this powerful brake. 243Let your mind and intellect become focussed on whatever you want in a second.
195Viśhēṣh sūchnā - mās K|kē tīsrē ravivār kā yōg abhyās 196Āj mās kā tīsrā ravivār hai , sabhī bhāī bahinē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkatrit hōkar sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak apnē phariśhtē svarūp dvārā bhaṭaktī huī duḥkhī aśhānt ātmāō̃ kō sukh śhānti key|kī pavitra kiraṇē̃ dēkar unhē̃ sahārē dātā paramātmā bāp key|kī smr̥iti dilānē key|kī sēvā karē̃ .
244Special notice: The Practice of yoga for the Third Sunday of the Month Today is the third Sunday of the month and all brothers and sisters collectively sit for yoga from 6.30 to 7.30 pm. 245Give the unhappy and peaceless wandering souls, pure rays of happiness and peace with your angelic form and, do the service of reminding them of the Father, the Supreme Soul, the Bestower of Support.