बुधवार 22 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

022/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ab tumhē̃ naī duniyā mē̃ chalnā hai , yah duḥkh K|kē din pūrē hō rahē haĩ , isliē purānī bītī huī bātō̃ kō bhūl jāō ' '

1Essence: Sweet children, you now have to go to a new world. 2These days of sorrow are coming to an end. 3Therefore, forget old things of the past.

Question

2Praśhna  : tum karmayōgī bachchō̃ kō kaun sā abhyās nirantar karnā chāhiē  ?

4Question: What should you karma yogi children constantly practise?

Answer

3Uttar  : abhī-abhī śharīr nirvāh arth|earth dēh mē̃ āyē aur abhī-abhī dēhī-abhimānī .

5Answer: One moment, you’re in your body for its livelihood and the next moment you become soul conscious.

4Dēh key|kī smr̥iti bigar karma tō hō nahī̃ saktā isliē abhyās karnā hai ki karma kiyā , dēh-abhimānī banē̃ phir dēhī-abhimānī ban jāō , aisā abhyās tum bachchō̃ K|kē sivāē duniyā mē̃ kōī kar nahī̃ saktā .

6You cannot do anything without having some awareness of your body. 7Therefore, practise doing everything without any awareness of your body and be soul conscious. 8No one in the world, other than you children, can practise this.

Song

5Gīt  : jāg sajniyā̃ jāg …

9Song: Awaken O brides, awaken! 10The new age is about to come!

Murli

6Ōm śhānti .

11Om shanti.

7Rūhānī bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē rūhō̃ nē athavā bachchō̃ nē yah gīt sunā .

12The spiritual Father says that you sweetest spirits, which means you children, heard this song.

8Iskō kahā jātā hai gyān kā gīt .

13This is called a song of knowledge.

9Yah gīt tō bahut achchhā hai .

14This song is very good.

10Tum ātmāyē̃ ab jāg gaī hō . 11Drama K|kē rāz kō bhī abhī tum jān gayē hō .

15You souls have now awakened and you also know the secrets of the drama.

12Bhakti mārg kā tō kautuk dēkh liyā hai nā - jō kuchh bītā vah tumhārī buddhi mē̃ hai .

16You have also seen the show of the path of devotion. 17Whatever happened in the past is in your intellects.

13Tum apnē bītē huē 84 janmō̃ key|kī history kō jāntē hō .

18You know the history of your past 84 births.

14Bāp nē 84 janmō̃ key|kī kahānī sunāī hai .

19The Father has told you the story of your 84 births.

15Yah hai naī duniyā kē liē naī bātē̃ .

20These are new things for a new world.

16Bāp dvārā tum naī bātē̃ suntē hō .

21You listen to new things from the Father.

17Bāp bachchō̃ kō dhīraj dētē haĩ .

22He gives you children patience.

18Bachchē ab naī duniyā mē̃ chalnā hai tō purānī bātō̃ kō bhūl jāō .

23He says: Children, you now have to go to a new world. 24Therefore, forget the old things!

19Yah vēd śhāstra jō bhī bhakti mārg kī sāmagrī hai , yah sab khatm hōnī hai .

25All of those Vedas and scriptures that are the paraphernalia of the path of devotion are to be destroyed.

20Vahā̃ bhakti mārg kā chinh bhī nahī̃ rahtā .

26There are no signs of the path of devotion there.

21Vahā̃ tō bhakti kā phal mil jātā hai .

27There, you receive the fruit of devotion.

22Bhaktō̃ kō bāp ākar phal dētē haĩ .

28The Father comes and gives devotees the fruit.

23Bachchō̃ nē jānā bāp kaisē ākar bhakti kā phal dētē haĩ , jisnē sabsē jāstī bhakti kī hai , unkō jarūr jāstī phal milēgā .

29You children now know how the Father comes and gives you the fruit of devotion. 30Those who have performed more devotion would definitely receive more fruit.

24Gyān kā puruṣhārth bhī vah jāstī karēgā .

31They would also make more effort with this knowledge.

25Tum jāntē hō ham ātmāō̃ nē jāstī bhakti kī hai .

32You know which souls have done more devotion.

26Jarūr gyān mē̃ bhī vah tīkhē jāyēṅgē tab in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā ūñch pad pāyēṅgē .

33They are the ones who will definitely go faster in this knowledge for only then can they attain a status as high as that of Lakshmi and Narayan’s.

27Ab gyān aur yōg kē liē tumhārā puruṣhārth hai .

34You are now making effort in this knowledge and yoga.

28Dēhī-abhimānī hō rahnā hai phir dēhdhārī bhī hōnā hai .

35Remain soul conscious, but you also have to remain aware of being in a body.

29Karma kartē huē bāp kō yād karnā hai .

36While doing everything, remember the Father.

30Dēh bigar tō ham karma kar na sakē̃ .

37We cannot perform actions without bodies.

31Yah tō ṭhīk hai - bābā kō yād karnā hai , parantu apnē kō ātmā samajhē̃ , dēh kō bhulā dēnē sē kām nahī̃ hōgā , karma tō karnā hī hai .

38It is right that you have to remember Baba, but you also have to consider yourselves to be souls. 39Nothing will be achieved by forgetting your body because you still have to perform actions.

32Bāp kī yād mē̃ bahut majā hai .

40There is a lot of pleasure in remembering the Father.

33Uṭhtē-baiṭhtē , chaltē-phirtē bāp kō yād karō parantu phir bhī pēṭ kō bhōjan tō chāhiē .

41You have to remember the Father while sitting, standing and moving around but, nevertheless, your stomach does need food.

34Dēhī-abhimānī hō rahnā hai .

42Remain soul conscious!

35Dēhī-abhimānī is samay tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī bhī nahī̃ .

43No one apart from you children, is soul conscious at present.

36Bhal apnē kō ātmā bhī samajhē̃ parantu paramātmā kā parichay nahī̃ .

44Although they may consider themselves to be souls, they don’t have God’s introduction.

37Bhal samajhē̃ ham ātmā avināśhī haĩ , yah śharīr vināśhī hai parantu yah samajhnē sē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .

45Although they may understand that souls are imperishable and that bodies are perishable, their sins will not be absolved by understanding that.

38Kahtē bhī haĩ puṇya ātmā , patit ātmā .

46It is said: Charitable soul, impure soul.

39Maĩ ātmā hū̃ , mērā yah śharīr hai .

47I am a soul and this is my body.

40Yah tō common bāt hai .

48That is a common thing.

41Mūl bāt bāp samjhātē haĩ ki mujhē yād karō .

49The main thing that the Father explains is: Remember Me!

42Śharīr nirvāh arth|earth dēh-abhimān mē̃ tō ānā hai .

50You have to be aware of your body for the livelihood of your body.

43Dēh kō khilānā bhī hai , dēh bigar tō kuchh kar nahī̃ saktē .

51The body has to be fed. 52You cannot do anything without a body.

44Her|har janm mē̃ apnā śharīr nirvāh kartē ātē hō , karma kartē huē bhī apnē māśhuk kō yād rakhnā hai .

53You have been doing something for the livelihood of your body in every birth. 54While doing everything, you have to remember your Beloved.

45Us māśhūk kā kisī kō pūrā patā nahī̃ hai .

55No one fully knows that Beloved.

46Us māśhūk athavā bāp sē hamkō varsā milnā hai aur unkī yād sē vikarma vināśh hōṅgē , yah kōī nahī̃ samjhātē haĩ .

56No one else can explain that we are to receive the inheritance from that Beloved, from that Father, and that our sins will be absolved by having remembrance of Him.

47Tum bachchē abhī naī bātē̃ suntē hō .

57You children are listening to new things.

48Tum jāntē hō abhī hamē̃ ghar jānē kā rāstā milā hai .

58You know that you have found the path to go home.

49Apnē ghar jākar phir rājdhānī mē̃ āyēṅgē .

59You will return home and then go to your kingdom.

50Bābā nayā makān banātē haĩ tō jarūr dil hōgī nā ki usmē̃ jākar baiṭhē̃ .

60Baba is building a new home, so you definitely have the desire to go and stay in it.

51Ab tumkō rāstā milā hai , jiskō aur kōī nahī̃ jāntē .

61We have now found the path that no one else knows.

52Kitnē bhī yagya tap ādi kartē , māthā phōṛtē rahtē haĩ , sadgati kō pā nahī̃ saktē . 53Is duniyā sē us duniyā mē̃ jā nahī̃ saktē .

62No matter how many sacrificial fires they create or tapasya etc. they do or how much they beat their heads, they cannot attain salvation; they cannot go from this world to that world.

54Yah bhī samajhnā chāhiē .

63This too has to be understood.

55Śhāstrō̃ mē̃ lākhō̃ varṣh likh diyā hai isliē manuṣhyō̃ key|kī buddhi kām nahī̃ kartī hai .

64In the scriptures, they have written that the duration of each cycle is hundreds of thousands of years and this is why the intellects of people do not work.

56Tum achchhī rīti samajh saktē hō - kal key|kī bāt hai . 57Bhārat tō svarg thā , ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē thē .

65You can understand very clearly that it was only yesterday when Bharat was heaven, that we belonged to the original eternal deity religion.

58Dēvī-dēvtā dharm bahut sukh dēnē vālā hai .

66The deity religion was one that gave a lot of happiness.

59Bhārat jaisā sukh kōī bhī pā nahī̃ saktā .

67No one else can attain the happiness of Bharat.

60Svarg mē̃ tō aur kōī dharm vālā jā na sakē .

68Those of other religions cannot go to heaven.

61Tumhārē jaisā sukh aur kōī kō hō na sakē . 62Kitnā bhī prayatna karē̃  !

69No matter how much they try, no one else can have the happiness that you have.

63Dhan kharcha karē̃ phir bhī svarg mē̃ jō sukh hai vah mil na sakē .

70Even if they spend money, they cannot find the happiness that exists in heaven.

64Kiskō health hōgī tō wealth nahī̃ hōgī .

71Some may have health, but won’t have wealth.

65Kiskō wealth hōgī tō health nahī̃ hōgī .

72Some may have wealth but won’t have health.

66Yah hai hī duḥkh key|kī duniyā , tō ab bāp kahtē haĩ hē ātmāyē̃ jāgō . . . tumkō ab gyān kā tīsrā nētra milā hai .

73This is a world of sorrow and so the Father says: Awaken, O souls! 74Each of you has now received a third eye of this knowledge.

67Kitnī jāgr̥iti āī hai .

75You have been awakened so much.

68Tum sārī duniyā key|kī history-geography jāntē hō .

76You know the history and geography of the whole world.

69Bāp jānī-jānanahār hai nā .

77The Father is the Knower of all secrets within (Janijananhar).

70Iskā matlab yah nahī̃ ki sabkē dilō̃ kō jāntā hai .

78This doesn’t mean that He knows what is in the heart of everyone.

71Yah kaun hai , kitnā samjhātē haĩ .

79Who is this one? 80How much does he explain?

72Yah kahā̃ tak pavitra rahtē haĩ , kahā̃ tak bābā kō yād kartē haĩ .

81To what extent does this one remain pure? 82To what extent does he remember Baba?

73Maĩ har ēk kā yah khyāl kyō̃ baiṭh karū̃ . . . ham tō rāstā batātē haĩ ki tum ātmāō̃ kō apnē parampitā paramātmā kō yād karnā hai .

83Why should I sit and think such things about everyone? 84I just show you souls the path: you have to remember your Supreme Father, the Supreme Soul.

74Is sr̥iṣhṭi chakra kō buddhi mē̃ rakhnā hai .

85Keep this world cycle in your intellects.

75Dēhī-abhimānī tō jarūr bannā hai .

86You definitely do have to become soul conscious.

76Dēh-abhimānī bannē K|kē kāraṇ tumhārī yah durgati huī hai .

87It was because you became body conscious that you became degraded in that way.

77Ab tumkō bāp kō yād karnā hai .

88You now have to remember the Father.

78Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān bannā hai .

89While living at home, become like a lotus flower.

79Svadarśhan chakradhārī bhī tum hō , dēvtāō̃ kō tō śhaṅkh ādi nahī̃ hai .

90You are also spinners of the discus of self-realisation. 91The deities don’t have ornaments like the conch shell, etc.

80Yah gyān śhaṅkh ādi tum brāhmaṇō̃ kō hai .

92You Brahmins have the conch shell of this knowledge.

81Sikkh lōg śhaṅkh bajātē haĩ , bahut baṛā āvāz kartē haĩ .

93When Sikhs blow a conch shell, they make a very loud noise.

82Tum bhī yah gyān baiṭh dētē hō tō baṛī sabhā mē̃ loud-speaker lagātē hō .

94When you give this knowledge to a big gathering, you use loudspeakers.

83Tumkō yahā̃ lāuḍ speaker lagānē key|kī darkār nahī̃ .

95You don’t need to put up a loudspeaker here.

84Teacher paṛhāyēṅgē tō loud-speaker lagāyēṅgē kyā  ?

96Would a teacher teach using a loudspeaker?

85Yahā̃ tō sirph śhivbābā kō yād karnā hai tō vikarma vināśh hōṅgē .

97Here, you simply have to remember Shiv Baba so that your sins are absolved.

86Maĩ sarvśhaktimān hū̃ nā .

98I am the Almighty Authority.

87Tum loud-speaker lagātē hō ki āvāj dūr-dūr tak sunnē mē̃ āyē .

99You use loudspeakers so that people at a distance can also hear.

88Vah bhī āgē chal kām mē̃ āyēgā .

100They will be useful as you make further progress.

89Tumkō sunānā yah hai ki maut sāmnē hai .

101You have to tell them that death is just ahead.

90Abhī sabkō vāpis jānā hai .

102Everyone now has to return home.

91Mahābhārat laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .

103The Mahabharat War is in front of you.

92Gītā mē̃ bhī likhā huā hai ki mahābhārat laṛāī lagī , vināśh huā .

104It is written in the Gita too that the Mahabharat War took place and that destruction took place.

93Achchhā phir kyā huā  ?

105Achcha, what happened then?

94Pāṇḍav bhī gal marē .

106Even the Pandavas melted away.

95Bāp samjhātē haĩ - pahlē agar vināśh hō jāē phir tō bhārat khaṇḍ bhī khālī hō jāē .

107The Father explains: If destruction were to take place first, then even the land of Bharat would become empty.

96Bhārat tō avināśhī khaṇḍ hai , khālī tō hōtā nahī̃ .

108Bharat is an imperishable land; it never becomes empty.

97Tum jāntē hō pralay tō hōtī nahī̃ .

109You now know that total annihilation never takes place.

98Bābā avināśhī hai tō unkā birth place bhī avināśhī hai .

110Baba is imperishable and His birthplace is also imperishable.

99Bachchō̃ kō khuśhī rahnī chāhiē - bābā sarv kā sadgati dātā , sukh-śhānti kartā hai .

111You children should remain happy. 112Baba is the Bestower of Salvation for All, the One who gives peace and happiness.

100Jō bhī ātē haĩ , kahtē haĩ śhānti chāhiē .

113Anyone who comes here says that he or she wants peace.

101Ātmā kō itnī śhānti kyō̃ yād ātī hai  !

114Why do souls remember peace so much?

102Śhāntidhām ātmāō̃ kā ghar hai nā .

115The land of peace is the home of souls.

103Ghar kiskō yād nahī̃ rahēgā  ?

116Who would not remember his home?

104Vilāyat mē̃ kōī martā hai tō chāhtē haĩ inkō apnī janm bhūmi mē̃ lē jāyē̃ .

117If someone dies abroad, they want to take that person’s body back to his place of birth.

105Yah agar sabkō patā hōtā ki bhārat sarv K|kē sadgati dātā , duḥkh sē mukti dilānē vālē śhivbābā kā birth place hai tō unkā bahut mān hōtā .

118If everyone were to know that Bharat is the birthplace of Shiv Baba, who is the Bestower of Salvation for All, the One who liberates you from sorrow, they would give it a lot of respect.

106Ēk hī śhiv kē ūpar ākar fool|phūl chaṛhāyē .

119They would come and offer flowers to Shiva alone.

107Ab tō kitnō̃ kē ūpar fool|phūl chaṛhātē rahtē haĩ .

120Now they offer flowers to so many.

108Jō sabkō sukh-śhānti dēnē vālā hai , unkā nām niśhān hī gum kar diyā hai .

121They have completely lost all name and trace of the One who gives happiness and peace to everyone.

109Jō bāp kō achchhī rīti jāntē haĩ vahī varsā lēnē kā puruṣhārth kartē haĩ .

122Only those who know the Father very well make effort to claim the inheritance.

110Mērā nām hī hai duḥkh hartā sukh kartā .

123My name is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

111Duḥkh sē liberate karkē kyā karē̃gē  !

124What would He do after liberating you from sorrow?

112Tum jāntē hō śhāntidhām mē̃ śhānt rahtē haĩ , sukhdhām mē̃ sukh hai .

125You know that you remain in peace in the land of peace and that there is happiness in that land of happiness.

113Śhāntidhām kī jagah alag , sukhdhām kī jagah alag , yah tō hai hī duḥkhdhām .

126The land of peace is separate from that land of happiness. 127This is a land of sorrow.

114Sabkō is samay duḥkh hī duḥkh hai .

128At this time, everyone has nothing but sorrow.

115Abhī tum jāntē hō ham aisē sukh mē̃ jātē haĩ , jahā̃ 21 janm kōī prakār kā duḥkh nahī̃ rahēgā .

129You now know that you are going into such happiness there that there will not be any type of sorrow for 21 births.

116Nām hī hai - sukhdhām .

130The very name is the land of happiness.

117Kitnā mīṭhā nām hai .

131It is such a sweet name.

118Bāp kahtē haĩ - tumkō kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

132The Father says: I don’t give you any difficulty.

119Sirph bāp kō aur varsē kō yād karnā hai . 120Apnē kō ātmā samajhnā hai .

133Simply remember the Father and the inheritance and consider yourselves to be souls.

121Yah gyān tumkō bābā sikhlā rahē haĩ .

134Baba is teaching you this knowledge.

122Satyug mē̃ ātmā kā gyān hai , ham ātmā yah śharīr chhōṛ dūsrā janma lē̃gē , iskō ātma-abhimānī kahā jātā hai .

135In the golden age, you have the knowledge that you are souls and that you have to shed your bodies and take another birth. 136That is called being soul conscious.

123Yah hai rūhānī knowledge , jō aur kōī dē na sakē .

137This is spiritual knowledge and no one else can give it.

124Rūh kō rūhānī bāp ākar knowledge dētē haĩ .

138The spiritual Father comes and gives this knowledge to you spirits.

125Her|har 5 hajār varṣh bād dētē haĩ .

139He gives it every 5000 years.

126Manuṣhya tō bilkul hī ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

140People are in total darkness.

127Ab tumkō rōśhnī milī hai , tum agyān nīnd sē jāgē hō .

141You have now received light and have awakened from the sleep of ignorance.

128Sabhī sajaniyō̃ kā sājan hai - ēk bāp .

142The one Father is the Bridegroom of all the brides.

129Bāp kahtē haĩ - maĩ tumhārā bāp bhī hū̃ , sājan bhī hū̃ , gurūō̃ kā gurū bhī hū̃ .

143The Father says: I am your Father, your Bridegroom and also the Guru of all gurus.

130Supreme teacher hū̃ .

144I am the Supreme Teacher.

131Sarv gurūō̃ kā sadgati dātā ēk hī satgurū hai .

145Only the one Satguru is the Bestower of Salvation for all the gurus.

132Kahtē haĩ bachchē maĩ sarv key|kī sadgati kartā hū̃ .

146He says: Children, I grant everyone salvation.

133Gati kē bād sadgati hōtī hai .

147After liberation, there is salvation.

134Bāp nē samjhāyā hai - har ēk key|kī ātmā kō vāpis jānā hai .

148The Father has explained that the soul of each one has to return home.

135Ātmā hī satōpradhān , satō-rajō-tamō bantī hai .

149It is souls who become satopradhan, sato, rajo and tamo.

136Kōī-kōī kā bahut thōṛā part hai .

150Some people have very small parts.

137Āyē aur gayē .

151They just come and go.

138Jaisē machchharō̃ muāphik janamē aur marē .

152They just take birth and die like mosquitoes.

139Aisē tō bāp sē varsā nahī̃ lētē haĩ .

153Such souls don’t claim the inheritance from the Father.

140Bāp sē varsā liyā jātā hai pavitratā , sukh-śhānti kā .

154The inheritance of purity, peace and happiness is received from the Father.

141Bāp tum ātmāō̃ kō samjhātē haĩ , bāp tō hai nirākār .

155The Father explains to you souls. 156The Father is incorporeal.

142Vah bhī is mukh sē ākar samjhātē haĩ .

157He comes and explains through this one’s mouth.

143Śhivbābā K|kē mandir bhī bahut ūñch-ūñch banātē haĩ .

158They build temples to Shiv Baba very high up.

144Kitnā dūr-dūr jātē haĩ , tīrthō̃ par mēlē par .

159They go so high up on pilgrimages and gatherings.

145Ūpar mē̃ kōī gyān amr̥it pīnē kā rakhā hai kyā  !

160Is there any nectar of this knowledge for them to drink up there?

146Kitnā kharchā kartē haĩ .

161They spend so much money.

147Government kō bhī unhō̃ kē liē kitnē prabandh ādi rakhnē paṛtē haĩ .

162Even the Government has to arrange so many facilities for them.

148Taklīph hōtī hai .

163There is difficulty in that.

149Yahā̃ tīrthō par chhōṭē bachchō̃ kō kaisē lē jāyēṅgē .

164How could you take small children on a pilgrimage there?

150Bachchō̃ ādi kō kōī na kōī kō sambhālnē liē dē jātē haĩ . 151Sāth mē̃ nahī̃ lē jātē haĩ .

165They leave their children to be looked after by someone; they don’t take them along.

152Dō tīn mās yātrā kartē haĩ .

166They go on pilgrimages for two to three months.

153Yahā̃ tum ātē hō , tumkō baiṭhkar sunnā hai , paṛhnā hai .

167When you come here, you have to sit and listen and study.

154Chhōṭē bachchē tō nahī̃ sunē̃gē .

168Little children will not listen to this.

155Yahā̃ tum āyē hī hō - yōg aur gyān sīkhnē .

169You have come here to study this knowledge and yoga.

156Bāp baiṭh gyān sunātē haĩ tō kōī āvāj ādi nahī̃ hōnā chāhiē .

170The Father sits here and gives you this knowledge. 171Therefore, there shouldn’t be any noise, etc.

157Nahī̃ tō attention jātā hai .

172Otherwise, your attention would be drawn to them.

158Śhānti sē baiṭhkar attention dēkar sunnā hai .

173Here, you have to sit down quietly and listen with attention.

159Yōg tō bahut sahaj hai .

174Yoga is very easy.

160Kuchh bhī kām kartē rahō , buddhi kā yōg vahā̃ lagā rahē .

175Continue to do whatever work you have to, but your intellects should be connected in yoga there.

161Bābā key|kī yād rahnē sē kamāī bahut jabardast hōtī hai .

176You earn a huge income by remembering Baba.

162Tum jāntē hō ham ever healthy banē̃gē .

177You know that you will become ever healthy.

163Apnē sāth bātē̃ karnī hōtī hai .

178You have to talk to yourself.

164Bābā key|kī yād mē̃ rahkar bhōjan bhī apnē hāth sē banānā hai .

179Stay in remembrance of Baba while cooking food for yourself.

165Hāthō̃ sē kām bhī karō , bākī yād karō apnē bāp kō .

180While continuing to work with your hands, remember your Father.

166Tumhārā bhī kalyāṇ hōgā aur yād mē̃ rahnē sē chīz bhī achchhī banēgī .

181You will benefit and, by your staying in remembrance, whatever you cook will turn out well.

167Tumkō viśhva kī bādśhāhī miltī hai .

182You are receiving the sovereignty of the world.

168Tum yahā̃ ātē hī hō - lakṣhmī-nārāyaṇ bannē .

183You come here to become like Lakshmi or Narayan.

169Sab kahtē haĩ ham sūryavanśhī banē̃gē .

184You all say that you will become part of the sun dynasty.

170Tum jāntē hō hamārē mammā-bābā is samay brahmā-sarasvatī haĩ .

185You know that, at this time, your Mama and Baba are Saraswati and Brahma.

171Dūsrē janm mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē .

186In their next birth, they will become Lakshmi and Narayan.

172Bhaviṣhya mē̃ kōī kyā banē̃gē , aisē kiskē janm kā patā nahī̃ hai .

187You can’t tell what anyone will be in their next birth.

173Nēhrū kyā jākar banā , kyā patā .

188No one knows who Nehru became in his next birth.

174Achchhā kuchh dān kiyā hōgā tō yahā̃ achchhē kul mē̃ janma lē̃gē .

189If someone has made very good donations, he would receive a birth in a good family.

175Abhī tumkō pūrā patā paṛtā hai .

190You now understand everything.

176Abhī inkā nām hai - ādi dēv brahmā , ādi dēvī sarasvatī .

191The names of these two are Adi Dev Brahma and Adi Devi Saraswati.

177Vahī phir svarg K|kē mālik banē̃gē .

192They will then become the masters of heaven.

178Achchhā inkē bachchē bhī sāth haĩ .

193Achcha, their children are with them.

179Vah bhī kahē̃gē ham svarg K|kē mālik banē̃gē .

194They too say that they will become the masters of heaven.

180Yah tō pakkā hai .

195This is certain.

181Sūkṣhmavatan mē̃ bhī tum dēkhtē hō - dēviyō̃ K|kē mandir mē̃ bhī bahut mēlē lagtē haĩ .

196You also see them in the subtle region. 197There are many gatherings in the temples to the goddesses.

182Abhī jagadambā tō hai ēk .

198There is just the one Jagadamba.

183Unkē features bhī ēk hī hōnē chāhiē .

199The features of her images should be the same everywhere.

184Mama kō bhī tum dēkhtē hō .

200Look at Mama.

185Tum bachchō̃ K|kē features haĩ phir nām rakh diyē haĩ , kanyā-kumārī , adhar-kumārī .

201The idols have the same features as you children and so they have been named ‘kumari’, ‘adhar kumari’.

186Tum jāntē hō yah ham hī bantē haĩ .

202You know that you are the ones who become those.

187Ham sab haĩ brahmākumār-kumārī .

203We all are Brahma Kumars and Kumaris.

188Yugal bhī kahtē haĩ ham brahmākumār-kumārī haĩ , ēk bāp K|kē bachchē haĩ .

204Even couples say that they are Brahma Kumars and Kumaris that they are the children of the one Father.

189Tumhārā hī yādgār hai .

205That is your memorial.

190Barōbar tum baiṭh yah knowledge dētē hō , arth|earth sahit yah dēlvāṛā mandir hai . 191Parantu yah tum hī samjhā saktē hō .

206You give this knowledge and also explain it. 207This is the Dilwala Temple that has meaning, but only you can explain this.

192Tum jāntē hō ham sthāpanā kar rahē haĩ , rājyōg sē śhrīmat par bhārat kō svarg banā rahē haĩ .

208You know that you are carrying out this establishment; you are making Bharat into heaven through Raja Yoga by following shrimat.

193Achchhā  !

209Achcha.

194Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

210To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

195Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

211The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

196Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

212Essence for dharna:

1971 ) gyān aur yōg par pūrā-pūrā attention dēnā hai .

2131. Pay full attention to this knowledge and yoga.

198Sunnē samay bahut śhānt , ēkāgrachit hōkar baiṭhnā hai .

214When listening to this knowledge, sit very quietly and concentrate.

199Karmayōgī bhī bannā hai .

215You also have to become karma yogis.

2002 ) bāp nē jō ghar kā rāstā batāyā hai , vah sabkō batānā hai .

2162. Show everyone the path home that the Father has shown you.

201Svadarśhan chakradhārī bannē K|kē sāth-sāth gyān śhaṅkh bhī bajānā hai .

217Together with being spinners of the discus of self-realisation, also blow the conch shell of this knowledge.

Blessing

202Vardān  : mahān aur mēhmān - in dō smr̥itiyō̃ dvārā sarv ākarṣhaṇō̃ sē mukt bannē vālē uparām va sākṣhī bhav

218Blessing: May you remain beyond, as a detached observer and become free from all attractions by being aware of the two words “great” (mahan) and “guest” (mehman).

203Uparām vā sākṣhīpan key|kī avasthā banānē kē liē dō bātē̃ dhyān par rahē̃ - ēk tō maĩ ātmā mahān ātmā hū̃ , dūsrā maĩ ātmā ab is purānī sr̥iṣhṭi mē̃ vā is purānē śharīr mē̃ mēhmān hū̃ .

219In order to make your stage that of a detached observer being beyond, pay attention to two things: 1) I, this soul, am a great soul. 2202) I, this soul, am a guest in this old world and this old body.

204Is smr̥iti mē̃ rahnē sē svataḥ aur sahaj hī sarv kamjōriyā̃ vā lagāv key|kī ākarṣhaṇ samāpt hō jāyēgī .

221By your having this awareness, all your weaknesses and attractions of attachment will easily finish automatically.

205Mahān samajhnē sē jō sādhāraṇ karma vā saṅkalp saṅskārō̃ K|kē vaśh chaltē haĩ , vah parivartit hō jāyēṅgē .

222By understanding yourself to be great, any ordinary actions you perform and ordinary thoughts that you have under the influence of your sanskars will be transformed.

206Mahān aur mēhmān samajhkar chalnē sē mahimā yōgya bhī ban jāyēṅgē .

223By moving along, while considering yourself to be great and a guest, you will become worthy of being praised.

Slogan

207Slōgan  : sarv key|kī śhubh bhāvnā aur sahyōg key|kī būnd sē baṛā kārya bhī sahaj hō jātā hai .

224Slogan: With everyone’s good wishes and their drops of co-operation, a big task becomes easy.

225*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

208Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

226Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

209Powerful man key|kī niśhānī hai - second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahuñch jāē .

227The sign of your having a powerful mind is that you can reach wherever you want to in a second.

210Man kō jab uṛnā ā gayā , practice hō gaī tō second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahuñch saktā hai .

228When your mind has learnt how to fly and develops that practice, you should be able to reach wherever you want in a second.

211Abhī-abhī sākār vatan mē̃ , abhī-abhī paramdhām mē̃ , second key|kī raphtār hai - ab isī abhyās kō baṛhāō tō yād śhaktiśhālī ban jāyēgī .

229One moment, you are in the corporeal world and in the next second, you are in Paramdham, it is the speed of a second. 230Now increase this practice and your remembrance will become powerful.