शनिवार 25 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
025/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum yahā̃ āyē hō apnē sahit sārī duniyā key|kī kāyā-kalpatarū banānē , yād sē hī kāyā-kalpatarū hōgī ' '
1Essence: Sweet children, you have come here to make the bodies of the whole world, including your own, as eternal as the kalpa tree. 2It is only by having remembrance that your bodies will become eternal (you will have a long life).
Question
2Praśhna : narkvāsī sē svargvāsī bannē key|kī vidhi kaun see|sī|C hai ?
3Question: What is the way to become residents of heaven from residents of hell?
3Abhī tum bachchō̃ kō jīyadān miltā hai kaisē ?
4How do you children now receive this donation of life?
Answer
4Uttar : narkvāsī sē svargvāsī bannē kē liē jarūr marnā paṛē .
5Answer: In order to become a resident of heaven from a resident of hell, you definitely have to die.
5Bābā kahtē maĩ āyā hū̃ tum sabkō maut dēnē .
6Baba says: I have come to bring death to all of you.
6Tumhārī is dēh kō khatm karāē bākī ātmāō̃ kō lē jāūṅgā .
7I will finish off all the bodies and take all souls back with Me.
7Yahī sachchā jīyadān hai .
8This is the true donation of life.
8Iskē liē yah mahābhārat laṛāī hai , jismē̃ sabkā vināśh hōgā .
9The Mahabharat War, in which everyone will be destroyed, is for this.
9Phir ātmāyē̃ pāvan ban vāpas ghar jāyēṅgī . 10Phir svarg mē̃ āyēṅgī .
10Souls will become pure and return home and then go to heaven.
Song
11Gīt : mātā ō mātā …
11Song: Mother, o Mother, you are the Bestower of Fortune for the world!
Murli
12Ōm śhānti .
12Om shanti.
13Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt key|kī line sunī .
13You sweetest, spiritual children heard a line of the song.
14Jagat ambā key|kī mahimā sunī .
14You heard the praise of Jagadamba (the world mother).
15Jagat ambā yahā̃ bhārat mē̃ hī gāī jātī hai .
15Jagadamba is only remembered here in Bharat.
16Jagat ambā hai tō jagat pitā bhī jarūr hōgā .
16Since there is Jagadamba, there must also be Jagadpita (the world father).
17Jagat ambā sarasvatī kō hī kahtē haĩ .
17Saraswati is called Jagadamba.
18Vāstav mē̃ unkā nām ēk hī hōnā chāhiē .
18In fact, she should only have one name.
19Tumhārā bhī nām ēk hī hai nā . 202-3 tō nahī̃ haĩ .
19You too only have one name; you don’t have two or three names.
21Ab jagat ambā kō barōbar sākār mē̃ dikhātē haĩ , śharīrdhārī hai .
20They show Jagadamba as a bodily being in a corporeal form.
22Jagatpitā bhī hai , jiskō prajāpitā bhī kahā jātā hai .
21There is also Jagadpita who is called Prajapita (Father of People).
23Jaisē sārē jagat key|kī ambā hai , vaisē sārē jagat kā pitā hai .
22Just as there is the mother of the whole world, similarly, there is also the father of the whole world.
24Jarūr dōnō̃ hī yahā̃ hōṅgē .
23Surely, both of them must exist here.
25Dōnō̃ kā nām bhī sunāyā .
24You have been told the names of both of them.
26Dōnō̃ haĩ prajāpitā aur prajā mātā .
25They are the mother and father of people.
27Ab dūsrā jagat pitā kahā jātā hai nirākār śhivbābā kō . 28Jōki sabkē pitā haĩ , unkā nām hī hai parampitā param ātmā śhiv .
26The other World Father is incorporeal Shiv Baba, who is the Father of all. 27His name is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.
29Sirph īśhvar vā paramātmā nahī̃ kahnā hai .
28You mustn’t just say ‘God’ or ‘the Supreme Soul’.
30Unkā nām rūp bhī hai nā , unkō god father kahā jātā hai .
29He has a name and form. 30He is called God, the Father.
31Ēk hai ātmāō̃ kā bāp , dūsrā hai sākārī manuṣhya ātmāō̃ kā bāp aur mama .
31One is the Father of souls and the other is the father of corporeal human beings. 32Then, there is also Mama.
32Śhiv hai ātmāō̃ kā pitā .
33Shiva is the Father of souls.
33Ātmā kahtī hai vah hamārā bāp hai .
34Souls say that He is their Father.
34Phir ātmā kō yah sākār śharīr miltā hai tō kahtē haĩ brahmā bābā , tō dō bāp hō gayē .
35This soul receives this corporeal body, and so they say Brahma Baba. 36So, there are two fathers.
35Ēk śhivbābā , dūsrā prajāpitā brahmā .
37One is Shiv Baba and the other is Prajapita Brahma.
36Śhivbābā kā bachchā hai brahmā .
38Brahma is a child of Shiv Baba.
37Ēk nirākār pitā ēk sākārī pitā .
39One is the incorporeal Father and the other is the corporeal father.
38Nirākār pitā kō kahā jātā hai patit-pāvan .
40The incorporeal Father is called the Purifier.
39Brahmā vā sarasvatī kō patit-pāvan nahī̃ kahā jātā .
41Neither Brahma nor Saraswati can be called the Purifier.
40Patit-pāvan tō ēk hai , yah dō hō gayē .
42There are two of them. 43Only the One is the Purifier.
41Sab pukārtē haĩ - patit-pāvan āō tō dō bāp hō gayē .
44Everyone calls out: “O Purifier, come!” 45Therefore, you have two fathers.
42Śhivbābā hai rachayitā .
46Shiv Baba is the Creator.
43Naī duniyā rachtē haĩ .
47He creates a new world.
44Tō pahlē brahmā kō jarūr rachnā hai .
48So, He first definitely has to create Brahma.
45Viṣhṇu aur śhaṅkar kō kabhī prajāpitā nahī̃ kahtē haĩ .
49Neither Vishnu nor Shankar can ever be called Prajapita.
46Brahmā kō hī prajāpitā kahtē haĩ .
50Only Brahma is called Prajapita.
47Tō śhivbābā prajāpitā brahmā dvārā adopt kartē haĩ .
51Shiv Baba adopts you through Prajapita Brahma.
48Kahtē haĩ ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ .
52You say: “We are the children of Shiv Baba.
49Śhivbābā nē ismē̃ pravēśh kar adopt kiyā hai .
53Shiv Baba has entered this one and adopted us.”
50Vahī ātmāō̃ kō pāvan banātē haĩ , ātmā hī patit banī hai .
54He purifies souls. 55It is souls who have become impure.
51Is kāraṇ śharīr bhī patit miltā hai .
56Because of this, you receive impure bodies.
52Sōnē mē̃ chāndī , tāmbē , lōhē key|kī khād ḍāltē haĩ tō ātmā mē̃ bhī khād paṛtī hai .
57Just as alloys of silver, copper and iron are mixed into gold, so alloy is mixed into souls.
53Asul mē̃ ātmā pavitra muktidhām mē̃ rahnē vālī hai , jahā̃ śhivbābā bhī rahtē haĩ .
58Originally, souls were pure and residents of the land of liberation, where Shiv Baba also resides.
54Ab śhivbābā , prajāpitā brahmā - ēk kō bāp , ēk kō dādā kahē̃gē .
59Here, there are Shiv Baba and Prajapita Brahma. 60One is called Bap and the other is called Dada.
55Yah tō tum jāntē hō sab manuṣhy-mātra śhiv key|kī santān haĩ .
61You know that all human beings are the children of Shiva.
56Śhivvanśhī phir haĩ brahmākumār kumāriyā̃ .
62Those of the dynasty of Shiva then become Brahma Kumars and Kumaris.
57Śhivbābā aur dādā ikaṭṭhē haĩ .
63Shiv Baba and Dada are combined.
58Śhivbābā ismē̃ virājmān haĩ , hamkō brāhmaṇ banāē rājyōg sikhātē haĩ , manuṣhya kō dēvtā banānē .
64Shiv Baba is present in this one. 65He makes us into Brahmins and teaches us Raja Yoga in order to change human beings into deities.
59Dēvtāyē̃ rahtē haĩ satyug mē̃ .
66Deities reside in the golden age.
60Dēvtāō̃ kō patit-pāvan , gyān kā sāgar nahī̃ kahā jātā .
67Deities cannot be called purifiers, oceans of knowledge.
61Unkō bābā bhī nahī̃ kahā jā saktā .
68They can’t even be called Baba.
62Ab tum viṣhṇupurī K|kē mālik ban rahē hō .
69You are now becoming the masters of the land of Vishnu.
63Viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ , yah manuṣhya nahī̃ jāntē .
70The two forms of Vishnu are Lakshmi and Narayan. 71People don’t know this.
64Jō bhakti kartē haĩ unkō dō bāp jarūr haĩ .
72Those who perform devotion definitely have two fathers.
65Satyug mē̃ ēk bāp hōtā hai .
73In the golden age, each of you only has one father.
66Vahā̃ aisē nahī̃ kahtē ki hē parampitā paramātmā , duḥkh hartā sukh kartā āō .
74There, you don’t say: “O Supreme Father, Supreme Soul, Remover of Sorrow and Bestower of Happiness, come!”
67Vahā̃ tō dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
75There, it is the kingdom of deities.
68Vē|way kabhī hē god father , liberator nahī̃ kahē̃gē .
76They never say: “O God, the Father, the Liberator!”
69Vahā̃ kōī patit duḥkhī hōtē hī nahī̃ , jō patit-pāvan kō bulāyē̃ .
77There, no one is impure or unhappy that they would have to call out to the Purifier.
70Tum jāntē hō bhārat mē̃ āj sē 5 hajār varṣh pahlē dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
78You know that, 5000 years ago, there was the kingdom of the deities in Bharat.
71Pīchhē phir 1250 varṣh bād hōtā hai rām sītā kā rājya .
79Then, 1250 years after that, there was the kingdom of Rama and Sita.
72Bāp siddh kar batātē haĩ - satyug trētā mē̃ tumnē 21 janma liē .
80The Father explains all of this to you very clearly. 81You took 21 births in the golden and silver ages.
73Brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya . . . sab bhārat mē̃ hī bantē haĩ .
82It is in Bharat that there are Brahmins, deities, warriors, etc.
74Bāp ākar purānī duniyā kō nayā banātē haĩ . 75Rejuvenate kartē haĩ .
83The Father comes and makes this old world new; He rejuvenates it.
76Kāyā-kalpatarū banātē haĩ . 77Amar banātē haĩ .
84He makes your bodies eternal; He makes you immortal.
78Tum bachchō̃ kō bāp ākar amarlōk kā mālik banātē haĩ .
85The Father comes and makes you children into the masters of the land of immortality.
79Jab bhārat amarlōk thā tab dēvtāō̃ kā rājya thā .
86When Bharat was a land of immortality, it was the kingdom of deities.
80Sīṛhī utartē-utartē mr̥ityulōk K|kē ākar mālik banē haĩ .
87Having come down the ladder, you have now become masters of this land of death.
81Kahtē haĩ nā - hamārā bhārat , tō prajā bhī mālik huī nā .
88They say: “Our Bharat.” 89Therefore, the people are also the masters.
82Tum bhī kahē̃gē hamārā bhārat .
90You would also say: “Our Bharat.”
83Ham bhārat K|kē mālik thē parantu narkvāsī .
91We were the masters of Bharat, but we have become the residents of hell.
84Dēvtāyē̃ kahē̃gē ham svargvāsī haĩ .
92Deities would say they are the residents of heaven.
85Tum bhī svarg-vāsī thē phir 84 janm bhōg narkvāsī banē hō .
93You too were the residents of heaven. 94Then, having taken 84 births, you have become the residents of hell.
86Yahā̃ bhārat mē̃ hī śhivbābā janma lētē haĩ .
95It is here in Bharat that Shiv Baba takes birth.
87Śhivrātri aur śhiv jayantī gāī jātī hai .
96The night of Shiva and the birthday of Shiva are remembered.
88Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī bhī manātē haĩ , unkī tō vēlā bhī batātē haĩ .
97They celebrate the birthday of Shri Krishna. 98They even show a time when it happened.
89Phalānē samay mātā K|kē garbh sē janm huā .
99They say He took birth from his mother’s womb at such-and-such a time.
90Satyug mē̃ janm tō jarūr mātā K|kē garbh sē liyā hōgā .
100He would surely have taken birth from his mother’s womb in the golden age.
91Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī hōtī hai satyug naī duniyā mē̃ , phir punarjanma mē̃ ānē lagā .
101The birth of Shri Krishna took place in a golden age, in the new world. 102Then he began to take rebirth.
92Bābā sirph ēk key|kī bāt nahī̃ kartē .
103Baba doesn’t tell you about just one person.
93Kr̥iṣhṇapurī sō viṣhṇupurī .
104The land of Krishna is the land of Vishnu.
94Rājāyē̃ utartē haĩ tō sārī dynasty utartī hai .
105When the kings descend, the whole dynasty descends.
95Usmē̃ rājā-rānī prajā sab ā jātē haĩ .
106The king, queen and subjects are all included in that.
96Jab chandravanśhī kā rājya hōtā hai tō sūryavanśhī kā rājya past hō gayā .
107When it becomes the moon-dynasty kingdom, the sun-dynasty kingdom has already passed.
97Transfer hōkar chandravanśhiyō̃ kō miltā hai phir vaiśyavãśiyō̃ kō miltā hai .
108It is transferred to the moon dynasty. 109Then the merchant dynasty receives it.
98Ab tum samajhtē hō - ham brāhmaṇ kul K|kē haĩ chōṭī . 99Chōṭī kē ūpar hai bāp .
110You now understand that you are the topknot, the Brahmin clan, and, above the topknot, there is the Father.
100Ham pahlē brāhmaṇ thē phir śhūdra athavā pair banē̃ .
111At first, we were Brahmins, then we became shudras, the feet.
101Pair sē ēkdam chōṭī bantē haĩ .
112From the feet we become the topknot.
102Pahlē śhivbābā phir hai chōṭī .
113First is Shiv Baba and then the topknot.
103Bābā nē tumkō brāhmaṇ banāyā hai .
114Baba made us into Brahmins.
104Ab tum śhivbābā kō bābā-bābā kahtē hō .
115You now say to Shiv Baba: “Baba, Baba.”
105Is hisāb sē pōtrē-pōtriyā̃ hō gayē .
116In this way, you are grandsons and granddaughters.
106Tum jāntē hō ki ham sab brahmā key|kī santān haĩ - brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ .
117You know that you are all Brahmins, the children of Brahma.
107Ēk bāp K|kē ham sab bachchē haĩ .
118We are all the children of one Father.
108Bhāī-bahin kab criminal assault kar nahī̃ saktē .
119Brothers and sisters cannot criminally assault one another.
109Kitnē ḍhēr bachchē sab kahtē haĩ bābā . . . tō itnē sab jhūṭhē thōṛēhī hō saktē .
120There are so many children and all of them say: “Baba”, and so all of them cannot be wrong.
110Sabkā bāp tō vahī nirākār śhiv aur sākār prajāpitā brahmā hai , bas .
121Only incorporeal Shiva and corporeal Prajapita Brahma are father of all; that is all!
111Ēk bāp K|kē bachchē bhāī-bahin ṭhaharē .
122Children of the one Father are brothers and sisters.
112Tumkō pavitra jarūr bannā hai .
123You definitely have to become pure.
113Strī-puruṣh pavitra kaisē banē̃ , isliē yah yukti drama mē̃ nūndhī huī hai .
124How can a husband and wife become pure? 125That is why this method has been fixed in the drama.
114Yahā̃ sirph brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .
126Here, there are just Brahma Kumars and Kumaris.
115Kōī śhūdra kumār-kumārī hai nahī̃ .
127There are no shudra kumars or kumaris.
116Vah hai patit , śhūdra , tuchchh buddhi kyōṅki bāp kō nahī̃ jāntē haĩ .
128Shudras, those with degraded intellects, are impure because they don’t know the Father.
117Kahtē haĩ ō god father .
129They say: “O God, the Father!”
118Achchhā , unkā occupation patā hai ?
130OK, do you know His occupation?
119Nām , rūp , dēśh , kāl batāō .
131Tell us His name, form, place and time!
120Unkī jīvan kahānī batāō .
132Tell us His life story!
121Agar nahī̃ jāntē hō tō nāstik ṭhaharē .
133If they don’t know this, they are atheists.
122Rachayitā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē .
134They don’t know the Creator or the beginning, middle or end of creation.
123Vah hai hī patit duniyā .
135This is an impure world.
124Satyug pāvan duniyā , kaliyug kō patit duniyā kahā jātā hai .
136That golden age is a pure world and this iron age is an impure world.
125Is samay bilkul tamōpradhān haĩ , inkō raurav nark kahā jātā hai .
137At this time, they are completely tamopradhan. 138This is called the extreme depths of hell.
126Inkī bhī stages hōtī haĩ .
139There are stages in this too.
127Dvāpar sē nark bannā śhurū hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātā hai .
140Hell starts from the copper age and it continues to grow.
128Bhakti bhī pahlē satōpradhān avyabhichārī thī phir satō rajō tamō hōtī hai .
141Devotion is at first satopradhan and unadulterated and it then also goes through the stages of sato, rajo and tamo.
129Tumnē dēkhā hōgā jahā̃ 3 rāstē miltē haĩ uskō ṭivāṭā kahtē haĩ . 130Us par tēl ādi chaṛhātē haĩ , māthā jhukātē haĩ .
142You must have seen devotees pouring oil, etc. (in lamps) and worshipping and bowing down where three roads meet.
131Ab kahā̃ śhivbābā key|kī pūjā kahā̃ ṭivāṭē key|kī .
143There is so much difference between worshipping Shiv Baba and worshipping a T-junction!
132Iskō kahā jātā hai tamōpradhān bhakti .
144That is called tamopradhan devotion.
133Pānī key|kī bhī pūjā kartē haĩ , patit-pāvnī gaṅgā bahut gātē haĩ .
145They even worship water. 146They say that the Ganges is the Purifier.
134Ab patit-pāvan kaun ?
147Who is the Purifier?
135Pānī key|kī gaṅgā kaisē patit-pāvnī hō saktī hai !
148How can the water of the Ganges be the Purifier?
136Vah tō pānī hai nā .
149It is just water.
137Patit-pāvan tō bāp hai .
150The Father is the Purifier.
138Śhiv jayantī bhī bhārat mē̃ hōtī hai tō jarūr bhārat mē̃ hī ātā hōgā - patitō̃ kō pāvan dēvtā banānē .
151The birthday of Shiva is celebrated in Bharat, and so He must definitely come in Bharat in order to make the impure ones into pure deities.
139Brahmā tan mē̃ ākar manuṣhyō̃ kō dēvtā banātē haĩ .
152He enters the body of Brahma and changes human beings into deities.
140Yahā̃ tum ātē hī hō patit sē pāvan bannē .
153You come here to become pure from impure.
141Jaisē tumhārī dō bhujāyē̃ haĩ vaisē unhō̃ key|kī bhī dō bhujāyē̃ haĩ .
154Just as you have two arms, so they also have two arms.
1424-8 bhujā vālā kōī manuṣhya hōtā nahī̃ .
155There cannot be any human beings with four or eight arms.
143Yah alaṅkār dē diyē haĩ . 144Chaturbhuj dikhāyā hai - pravr̥itti dikhānē kē liē .
156They have shown those ornaments and the four-armed image in order to represent the family path.
145Viṣhṇupurī , lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī purī kō kahā jātā hai .
157The land of Lakshmi and Narayan is called the land of Vishnu.
146Vaiṣhṇav akṣhar bhī viṣhṇu sē nikalā hai .
158The term “Vaishnav” has emerged from the name Vishnu.
147Dēvtāyē̃ vaiṣhṇav thē .
159The deities were Vaishnavs.
148Vallabhāchārī vaiṣhṇav hōtē haĩ vegetarian , vah kōī nirvikārī nahī̃ hōtē haĩ .
160The Vallbhachari Vaishnavs are vegetarians; they are not viceless.
149Unhō̃ key|kī baṛī havēliyā̃ hōtī haĩ .
161They have big havelis (large mansions, with a courtyard in the middle, where extended families live).
150Vaiṣhṇav kā arth|earth hī nahī̃ samajhtē haĩ .
162They don’t understand the meaning of Vaishnavs.
151Viṣhṇupurī mē̃ rahnē vālō̃ kō vaiṣhṇav kahā jātā hai .
163Those who live in the land of Vishnu are called Vaishnavs.
152Vaiṣhṇav pavitra kō kahā jātā hai .
164Those who are pure are called Vaishnavs.
153Rādhē-kr̥iṣhṇa kā alag mandir . 154Lakṣhmī-nārāyaṇ kā alag mandir banā diyā hai .
165There are separate temples to Radhe and Shri Krishna and to Lakshmi and Narayan.
155Bhāratvāsī jāntē hī nahī̃ ki unhō̃ mē̃ kyā fark hai .
166The people of Bharat don’t know what the difference is between them.
156Rādhē-kr̥iṣhṇa hī lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ , yah kiskō bhī patā nahī̃ .
167No one knows that Radhe and Krishna become Lakshmi and Narayan.
157Vah hai bachpan kā rūp . 158Vah hai baṛē pan kā rūp .
168One is their childhood form and the other is their adult form.
159Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chhōṭēpan K|kē chitra kōī haĩ nahī̃ .
169There are no images of the childhood of Lakshmi and Narayan.
160Lakṣhmī-nārāyaṇ kō satyug mē̃ , rādhē-kr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .
170They have shown Lakshmi and Narayan in the golden age and Radhe and Krishna in the copper age.
161Abhī tum rachayitā bāp aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jān gayē hō .
171You now know the Father, the Creator, and the beginning, the middle and the end of creation.
162Bābā jhāṛ kā bhī rāz samjhātē haĩ . 163Drama kā bhī rāz samjhātē haĩ .
172Baba tells you the secrets of the tree and the drama.
164Jhāṛ kō dēkhnē sē samajhē̃gē ki śhaṅkarāchārya tō kaliyug mē̃ ātē haĩ .
173When you look at the tree, you understand that Shankaracharya comes in the iron age.
165Sannyāsiyō̃ key|kī dynasty satyug mē̃ tō hō nahī̃ saktī .
174The dynasty of sannyasis cannot exist in the golden age.
166Sab bhagvān K|kē bachchē haĩ tō svargvāsī hōnē chāhiē .
175If all are the children of God, they should all be residents of heaven.
167Parantu svargvāsī tō sab hōtē nahī̃ haĩ , sirph dēvtāyē̃ hī hōtē haĩ .
176However, not everyone becomes a resident of heaven. 177Only deities become that.
168Abhī tum brāhmaṇ vãnśhī banē hō phir dēvtā banē̃gē .
178You have now become the Brahmin dynasty and you will then become the deity dynasty.
169Pavitra jarūr bannā hai .
179You definitely do have to become pure.
170Tum jāntē hō chhōṭē baṛē sab brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .
180You know that, young and old, all of you are Brahma Kumars and Kumaris.
171Dōnō̃ kahtē haĩ - bābā ham āpkē bachchē haĩ , brāhmaṇ haĩ .
181Both say: “Baba, we are Your children. 182We are Brahmins.”
172Yah hai bāpdādā - ādi dēv brahmā aur śhivbābā .
183This is BapDada: Adi Dev Brahma and Shiv Baba.
173Tum jāntē hō ham brahmā bābā aur śhivbābā K|kē sāmnē baiṭhē haĩ .
184You know that you are sitting in front of Brahma Baba and Shiv Baba.
174Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō patit sē pāvan ban jāyēṅgē .
185The Father says: Remember Me and you will become pure from impure.
175Ham varsā śhivbābā sē lētē haĩ .
186We are claiming our inheritance from Shiv Baba.
176Śhivbābā hamārā bāp bhī hai , patit-pāvan bhī hai , gurū bhī hai .
187Shiv Baba is our Father and also the Purifier. 188He is our Guru too.
177Ab yah hai saṅgamyug .
189This is now the confluence age.
178Patit sē pāvan bannē kā mēlā .
190This is the meeting (mela) to become pure from impure.
179Patit-pāvan dvārā hī pāvan bantē haĩ .
191It is through the Purifier that we become pure.
180Saṅgam par nadiyō̃ aur sāgar kā mēlā hai .
192There is the confluence of you rivers with the Ocean at the confluence age.
181Nadiyō̃ kā mēlā tō hōtā nahī̃ .
193There isn’t a meeting of rivers.
182Ab gyān sāgar aur tum ātmāō̃ ( bachchō̃ ) kā mēlā lagtā hai .
194This is now the meeting of the Ocean of Knowledge and you souls.
183Tum āyē hō - gyān sāgar kē pās .
195You have come to the Ocean of Knowledge.
184Gyān gaṅgāyē̃ tum gyān sāgar sē nikalī huī hō .
196You Ganges of this knowledge have emerged from the Ocean of Knowledge.
185Tum gyān snān karāē pāvan banātē hō , yōg sikhātē hō .
197You bathe everyone in this knowledge and make them pure and teach them yoga.
186Sāgar kā parichay dē tum yahā̃ lē āyē hō mēlē par .
198You introduce them to the Ocean and bring them here to the meeting.
187Is samay tum jab brāhmaṇ bantē hō tō tumkō 3 bāp haĩ . 188Laukik pitā bhī hai aur prajāpitā bhī hai phir śhivbābā bhī hai .
199At this time, when you become Brahmins, each of you has three fathers: you have your physical father, Prajapita and also Shiv Baba.
189Bhakti mārg mē̃ dō pitā hōtē haĩ .
200You have two fathers on the path of devotion.
190Satyug mē̃ ēk pitā hōgā .
201In the golden age, you have one father.
191Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
202These matters have to be understood.
192Abhī tumhārī ātmā kahtī hai mērā tō ēk śhivbābā dūsrā na kōī .
203You souls now say: “Mine is one Shiv Baba and none other.”
193Mitra-sambandhī ādi hōtē huē bhī kahtē haĩ mērā tō ēk śhivbābā hai .
204Even while having friends and relatives, you say: “Mine is one Shiv Baba.”
194Unkī yād sē hī patit sē pāvan bannā hai .
205It is by having remembrance of Him that you become pure from impure.
195Ātmā jāntī hai vah hamārā bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai .
206The soul knows that He is your Father, Teacher and also your Satguru.
196Hamārī ātmā kō bāp lēnē āyē haĩ .
207The Father has come to take us souls back.
197Brahmā tan mē̃ pravēśh kar pāvan banātē haĩ .
208He enters the body of Brahma and makes us pure.
198Tumkō lē jānē kē liē bāp āyē haĩ .
209The Father has come to take you back home.
199Tum sabkō maut dēnē āyā hū̃ .
210I have come to bring death to all of you.
200Narkvāsī sē svargvāsī bannē kē liē jarūr marnā paṛē nā .
211In order to become a resident of heaven from a resident of hell, you definitely have to die.
201Tumhārī is dēh kō khatm karāē bākī ātmāō̃ kō lē jāūṅgā .
212I will destroy those bodies and take you souls back home.
202Bāp kahtē haĩ - tumkō jīyadān dētā hū̃ .
213The Father says: I give you this donation of life.
203Yah mahābhārat laṛāī hai nā .
214The Mahabharat War is for this.
204Sabkā vināśh hōgā .
215Everything will be destroyed.
205Nahī̃ tō kaisē lē jāūṅgā .
216How else could I take everyone back home?
206Ātmāō̃ kō pavitra banāē ghar lē jātā hū̃ .
217I purify souls and take them back home.
207Vah tō śhāntidhām hai .
218That is the land of peace.
208Satyug āyēgā tō kaliyug jarūr vināśh hōgā iskē liē mahābhārat laṛāī maśhhūr hai .
219When that golden age comes, this iron age will definitely be destroyed. 220The Mahabharat War is very well known for this.
209Lagtī bhī yah saṅgam par hai jabki tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō .
221It takes place at the confluence age when you change from humans into deities.
210Achchhā !
222Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
223To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2141 ) gyān sāgar mē̃ gyān snān kar svayã kō pāvan banānā hai .
2261. Bathe in the ocean of this knowledge and make yourself pure.
215Mitr-sambandhiyō̃ kē sāth rahtē buddhi mē̃ rahē mērā tō ēk śhivbābā dūsrā na kōī .
227While living with friends and relatives, keep this in your intellect: “Mine is one Shiv Baba and none other.”
2162 ) viṣhṇupurī mē̃ chalnē kē liē pakkā vaiṣhṇav arthāt pavitra bannā hai .
2282. In order to go to the land of Vishnu, become true Vaishnavs, that is, become pure.
217Nark sē jītē jī markar buddhiyōg svarg mē̃ lagānā hai .
229Die alive to hell and connect your intellect in yoga with heaven.
Blessing
218Vardān : ēk lagan , ēk bharōsā , ēkras avasthā dvārā sadā nirvighna bannē vālē nivāraṇ svarūp bhav
230Blessing: May you be constantly free from obstacles and become an embodiment of solutions by having a constant and stable stage, by having love for the One and having faith in the One.
219Sadā ēk bāp key|kī lagan , bāp K|kē kartavya key|kī lagan mē̃ aisē magan rahō jō saṅsār mē̃ kōī bhī vastu yā vyakti hai bhī - yah anubhav hī na hō .
231Remain constantly absorbed in love for the one Father and for His task in such a way that you do not feel that there is any other person or possession in the world.
220Aisē ēk lagan , ēk bharōsē mē̃ , ēkras avasthā mē̃ rahnē vālē bachchē sadā nirvighna ban chaṛhtī kalā kā anubhav kartē haĩ .
232The children who have love for the One, who have faith in the One and have a constant and stable stage are constantly free from obstacles and experience the stage of ascent.
221Vē|way kāraṇ kō parivartan kar nivāraṇ rūp banā dētē haĩ .
233They transform excuses into solutions.
222Kāraṇ kō dēkh kamjōr nahī̃ bantē , nivāraṇ svarūp ban jātē haĩ .
234They do not become weak by making excuses, but become embodiments of solutions.
Slogan
223Slōgan : praśhansā K|kē ādhār par prasannatā alpkāl kī rahtī hai .
235Slogan: Happiness on the basis of praise is temporary.
236*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
224Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō
237Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.
225Jvālā svarūp key|kī sthiti kā anubhav karnē kē liē nirantar yād kī jvālā prajvalit rahē .
238In order to make your stage as powerful as fire, keep the fire of your remembrance constantly ignited.
226Iskī sahaj vidhi hai - sadā apnē kō « sārathī ' ' aur « sākṣhī ' ' samajhkar chalō .
239The easy way to do this is to constantly consider yourself to be a charioteer and a detached observer.
227Ātmā is rath key|kī sārathī hai - yah smr̥iti svataḥ hī is rath ( dēh ) sē vā kisī bhī prakār K|kē dēhbhān sē nyārā banā dētī hai .
240You, the soul, are the charioteer of your chariot. 241This awareness will detach you from your body and any type of body consciousness.
228Svayã kō sārathī samajhnē sē sarv karmēndriyā̃ apnē control mē̃ rahtī haĩ .
242By considering yourself to be a charioteer, you can control all your physical senses.
229Sūkṣhma śhaktiyā̃ « man-buddhi-sanskār ' ' bhī order pramāṇ rahtē haĩ .
243Even the subtle powers of your mind, intellect and sanskaras will remain in order.