मंगलवार 28 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
028/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārī bigaṛī kō sudhārnē vālā arthāt takdīr banānē vālā ēk bāp hai , jō tumhē̃ knowledge dēkar takdīrvān banātē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, only the one Father rectifies everything that has gone wrong for you, that is, only the one Father creates your fortune. 2He gives you this knowledge and makes you fortunate.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ key|kī is rūhānī bhaṭṭhī kā ēk kāydā kaun sā hai ?
3Question: What discipline do you children have in this spiritual furnace (bhatti)?
Answer
3Uttar : rūhānī bhaṭṭhī mē̃ arthāt yād kī yātrā mē̃ baiṭhnē vālō̃ kō kabhī bhī idhar-udhar K|kē khyālāt nahī̃ chalānē haĩ , ēk bāp kō yād karnā hai .
4Answer: Those who sit in this spiritual furnace (bhatti), that is, those who are on the pilgrimage of remembrance should never allow their thoughts to wander here and there. 5Let only the one Father be remembered.
4Agar buddhi idhar-udhar bhaṭaktī hai tō jhuṭkā khātē rahē̃gē , ubāsī dēgē , issē vāyumaṇḍal kharāb hōtā hai .
6If your thoughts wander here and there, you continue to yawn and doze off and the atmosphere is spoilt.
5Apnā hī nuksān kartē haĩ .
7You then cause yourself a loss.
Song
6Gīt : dil kā sahārā ṭūṭ na jāyē …
8Song: Neither should support of your heart nor your fortune break after being created!
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt K|kē dō akṣhar sunē .
10You sweetest, spiritual children heard two lines of the song.
9Bachchō̃ kō sāvadhānī miltī hai . 10Is samay jō bhī haĩ sabkī takdīr bigaṛī huī hai - sivāē tum brāhmaṇō̃ K|kē .
11You children are cautioned because the fortune of everyone except you Brahmins is spoilt at this time.
11Tumhārī ab bigaṛī sē sudhar rahī hai .
12Everything that went wrong for you is now being put right.
12Bāp kō kahā hī jātā hai takdīr banānē vālā .
13The Father is called the One who creates your fortune.
13Tum jāntē hō śhivbābā kitnā mīṭhā hai .
14You know how sweet Shiv Baba is.
14Bābā akṣhar baṛā mīṭhā hai .
15The word "Baba" is very sweet.
15Bāp sē sab ātmāō̃ kō varsā miltā hai .
16All souls receive an inheritance from the Father.
16Laukik bāp sē bachchō̃ kō varsā miltā hai , bachchī kō nahī̃ .
17In the world, sons, not daughters, receive an inheritance from their father.
17Yahā̃ bachchā vā bachchī sab varsē K|kē hakdār haĩ .
18Here, everyone, sons and daughters, have a right to the inheritance.
18Bāp paṛhātē haĩ ātmāō̃ kō arthāt apnē bachchō̃ kō .
19The Father teaches souls, that is, His children.
19Ātmā samajhtī hai ham sab brothers haĩ .
20You souls understand that all of us are brothers.
20Barōbar brotherhood kahā jātā hai nā .
21This is truly called a brotherhood.
21Ēk bhagvān K|kē bachchē haĩ phir itnā laṛtē jhagaṛtē kyō̃ ?
22All are children of the one God. 23In that case, why do they all fight and quarrel so much?
22Sab āpas mē̃ laṛtē hī rahtē haĩ .
24All of them continue to fight among themselves.
23Anēk dharm , anēk mat haĩ aur mukhya bāt tō rāvaṇ rājya mē̃ laṛāī hī chaltī hai kyōṅki vikārō̃ key|kī pravēśhtā hai .
25There are innumerable religions and innumerable directions. 26The main thing is that there is always battling in the kingdom of Ravan because of the existence of the vices.
24Kām vikār par bhī kitnā laṛāī jhagaṛā|jhagṛā hōtā hai .
27There is so much fighting because of the vice of lust.
25Aisē bahut rājāō̃ nē laṛāī kī hai .
28Many kings have battled in this way.
26Kām kē liē bahut laṛtē haĩ .
29They fight a lot because of lust.
27Kitnē khuśh hōtē haĩ . 28Kōī kē sāth dil hōtī hai tō mār bhī dētē haĩ .
30They become so happy, but when someone’s heart becomes attached to another, he may even kill for her.
29Kām mahāśhatru hai .
31Lust is the greatest enemy.
30Krōdh vālē kō tō krōdhī hī kahē̃gē . 31Lōbh vālē kō lōbhī kahē̃gē . 32Lēkin jō kāmī haĩ unkē bahut nām rakhē huē haĩ isliē kahā jātā hai - amr̥it chhōṛ viṣh kāhē kō khāē .
32Those who have anger are said to be angry and those who have greed are said to be greedy, but those who are lustful have been given many different names. 33This is why it is asked: Why should we renounce nectar and drink poison?
33Śhāstrō̃ mē̃ amr̥it nām likh diyā hai .
34Nectar is mentioned in the scriptures.
34Dikhātē haĩ sāgar manthan kiyā tō amr̥it nikalā . 35Kalaṣh lakṣhmī kō diyā .
35It is written that nectar emerged when the ocean was churned and that Lakshmi was given the urn.
36Kitnī kahāniyā̃ haĩ .
36There are so many stories.
37Ismē̃ bhī baṛē tē baṛī bāt hai sarvavyāpī key|kī , gītā kā bhagvān kaun ?
37The main thing is the notion of omnipresence. 38Who is the God of the Gita?
38Aur patit-pāvan kaun ?
39Who is the Purifier?
39Pradarśhanī mē̃ mukhya inhī̃ chitrō̃ par samjhāyā jātā hai .
40These are the main things in the pictures that have to be explained in the exhibitions.
40Patit-pāvan , gyān kā sāgar aur unsē nikalī huī gyān gaṅgāyē̃ vā pānī key|kī nadī vā sāgar ?
41Is the Purifier the Ocean of Knowledge and the rivers of knowledge that emerge from Him or is it a river or an ocean of water?
41Kitnī achchhī-achchhī bātē̃ samjhāī jātī haĩ .
42So many good things are explained to you.
42Bāp baiṭh samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ tumkō kisnē pāvan banāyā ?
43The Father sits here and explains to you. 44Sweetest children, who purifies you?
43Bigaṛī kō sudhārnē vālā kaun hai ?
45Who reforms everything that has gone wrong?
46The Purifier.
44Vah patit-pāvan kab ātē haĩ ?
47When does that Purifier come?
45Yah khēl kaisē banā huā hai ? 46Kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .
48No one knows how this play is created.
47Bāp kō kahā hī jātā hai knowledgeful , blissful , peaceful .
49The Father is said to be knowledge-full, blissful and peaceful.
48Gāyā bhī jātā hai - bigaṛī kō banānē vālā ēk .
50It is remembered that only the One puts right everything that has gone wrong.
49Yah tō samajhnē mē̃ ātā hai - barōbar rāvaṇ hamārī bigāṛtē haĩ .
51You can understand that it truly is Ravan who spoils everything for you.
50Yah khēl hai hār jīt kā .
52This is a play about victory and defeat.
51Rāvaṇ kō bhī tum jāntē hō jiskō bhāratvāsī varṣh-varṣh jalātē haĩ .
53You know Ravan whose effigies the people of Bharat burn every year.
52Yah bhārat kā duśhman hai .
54He is the enemy of Bharat.
53Bhārat mē̃ hī her|har varṣh jalātē haĩ .
55It is in Bharat that they burn him every year.
54Unsē pūchhō kab sē jalātē ātē hō ?
56Ask them: When did you start burning him?
55Tō kahē̃gē yah tō anādi chalā ātā hai , jab sē sr̥iṣhṭi śhurū hōtī hai .
57They would reply that it has continued eternally from when the world began.
56Śhāstrō̃ mē̃ jō paṛhā sat-sat kartē ātē haĩ .
58Whatever they have heard from the scriptures, they believe to be the truth.
57Mukhya bhūl hai īśhvar kō sarvavyāpī kahnā .
59The main mistake is to say that God is omnipresent.
58Bāp yah nahī̃ kahtē ki yah kiskī bhūl hai ! 59Yah drama mē̃ nūndh hai .
60The Father doesn’t say that this is anyone's mistake, but that it is fixed in the drama.
60Hār jīt kā khēl hai .
61This is a play about victory and defeat.
61Māyā sē hārē hār , māyā sē jītē jīt .
62Those who are defeated by Maya are defeated by everything and those who conquer Maya conquer everything.
62Māyā sē kaisē hār khātē haĩ , vah bhī samjhāyā jātā hai .
63It has been explained to you how you are defeated by Maya.
63Pūrā ādhākalp rāvaṇrājya chaltā hai .
64Ravan’s kingdom continues for a full half-cycle.
64Ēk second kā bhī phark nahī̃ hō saktā .
65There cannot be the difference of even a second.
65Rāmrājya key|kī sthāpanā aur rāvaṇ rājya kā vināśh . 66Apnē samay par accurate chaltē haĩ .
66The establishment of Rama’s kingdom and the destruction of Ravan’s kingdom take place accurately at their own time.
67Satyug mē̃ tō laṅkā hōtī nahī̃ .
67There is no Lanka in the golden age.
68Vah tō buddha dharm kā khaṇḍ hai .
68Lanka is a land of the Buddhist religion.
69Paṛhē likhē key|kī buddhi mē̃ rahtā hai , london is taraph hai , America is taraph hai .
69It is in the intellects of educated people where London is and where America is.
70Paṛhāī sē buddhi kā tālā khultā hai , rōśhnī ātī hai .
70It is by studying this knowledge that the locks on your intellects open and you receive light.
71Iskō gyān kā tīsrā nētra kahā jātā hai .
71This is called the third eye of knowledge.
72Buṛhiyā̃ bahut bātē̃ samajh na sakē̃ .
72The old mothers cannot understand many of these things.
73Inhō̃ kō ēk mukhya bāt dhāraṇ karnī hai , jō hī ant mē̃ kām ātī hai .
73They just have to imbibe one main thing and that will be useful at the end.
74Manuṣhya śhāstra tō bahut paṛhtē haĩ . 75Pichhāṛī mē̃ phir bhī ēk akṣhar kah dētē haĩ ki rām-rām kahō .
74People study many scriptures but, ultimately, they just say: Chant the name of Rama!
76Aisē nahī̃ kahtē śhāstra sunāō , vēd sunāō .
75They don't say: Read the scriptures or the Vedas to that person.
77Pichhāṛī mē̃ kahē̃gē rām kō yād karō .
76At the end, they just say: Remember Rama!
78Jō jāstī samay jis chintan mē̃ rahtē haĩ , ant mē̃ bhī vah yād ā jātā hai .
77Whatever you think about over a long period of time that is what you will remember at the end.
79Abhī vināśh tō sabkā hōnā hai . 80Tum jāntē hō sab kiskō yād karē̃gē ?
78Now that everyone is to be destroyed, you know who everyone would remember.
81Kōī śhrīkr̥iṣhṇa kō , kōī apnē gurū kō yād karē̃gē .
79Some remember Shri Krishna and others remember their guru.
82Kōī apnē dēh K|kē sambandhiyō̃ kō yād karē̃gē .
80Some would remember their bodily relations.
83Dēh kō yād kiyā , khēl khalās .
81When you remember a body, everything is finished.
84Yahā̃ tumkō ēk hī bāt samjhāī jātī hai ki apnē kō ātmā samajh bāp kō yād kartē rahō .
82Here, only one thing is explained to you and that is: Consider yourselves to be souls and continue to remember the Father.
85Chart rakhō ki ham kitnā yād kartē haĩ .
83Keep a chart of how much you remember the Father.
86Jitnā yād karē̃gē , pāvan hōtē jāyēṅgē .
84The more you remember Him, the purer you will become.
87Aisē nahī̃ ki gaṅgā mē̃ snān karnē sē pāvan banē̃gē .
85It isn't that you will become pure by bathing in the Ganges.
88Ātmā key|kī bāt hai nā . 89Ātmā hī patit , ātmā hī pāvan bantī hai nā .
86It is a matter of souls because, it is souls who have become impure and souls who have to become pure.
90Bāp nē samjhāyā hai - ātmā ēk star bindī hai . 91Bhrakuṭī kē bīch mē̃ rahtī hai .
87The Father has explained that each soul is a star, a point that resides in the centre of a forehead.
92Kahtē haĩ ātmā star ati sūkṣhma hai .
88They say that a soul, a star, is extremely subtle.
93Tum bachchē hī in bātō̃ kō samajh saktē hō .
89Only you children can understand these things.
94Bāp kahtē haĩ maĩ kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ .
90The Father says: I come at the confluence age of each cycle.
95Unhōnnē phir kalp akṣhar chhōṛ yugē-yugē akṣhar likh diyā hai . 96Tō manuṣhyō̃ nē ulṭā samajh liyā hai .
91They have removed the word “cycle” and said that I come in every age, and this is why people have understood it wrongly.
97Mainnē kahā hai ki kalp-kalp saṅgamyugē ātā hū̃ , ghōr andhiyārā aur ghōr sōjharē K|kē saṅgam par .
92I said: I come at the confluence age of each cycle, at the confluence of extreme light and extreme darkness.
98Bākī yugē-yugē ānē key|kī tō darkār hī nahī̃ . 99Sīṛhī utartē hī ātē haĩ .
93There is no need to come in every age because you continue to come down the ladder.
100Jab pūrē 84 janm key|kī sīṛhī utartē haĩ tab bāp ātē haĩ .
94The Father comes when you have come right down the ladder of 84 births.
101Yah gyān sārī duniyā kē liē hai .
95This knowledge is for the whole world.
102Sannyāsī lōg tō kah dētē haĩ inhō̃ K|kē chitra sab kalpanā haĩ .
96Sannyasis say that all of our pictures are just imagination.
103Parantu kalpanā key|kī tō ismē̃ kōī bāt hī nahī̃ .
97However, there is no question of imagination in this.
104Yah sabkō samjhāyā jātā hai , nahī̃ tō manuṣhyō̃ kō kaisē patā paṛē isliē yah chitra banāyē gayē haĩ .
98This is explained to everyone; otherwise, how would people know? 99This is why these pictures have been created.
105Yah pradarśhanī dēśh-dēśhāntar mē̃ ḍhēr hōtī rahē̃gī .
100There will continue to be many exhibitions in many countries.
106Bāp kahtē haĩ bahut bhārat-vāsī bachchē haĩ .
101The Father says: There are many children who are residents of Bharat.
107Haĩ tō sab bachchē nā .
102All are children.
108Anēk dharmō̃ kā yah jhāṛ hai .
103This is the tree of many religions.
109Bāp baiṭh samjhātē haĩ - yah sab kām chitā par baiṭh jal marē haĩ .
104The Father sits here and explains: Everyone has been sitting on the pyre of lust and become burnt.
110Satyug mē̃ jō pahlē-pahlē ātē haĩ , vahī phir pahlē-pahlē dvāpar sē lēkar kām agni mē̃ jaltē haĩ isliē kālē hō gayē haĩ .
105Those who come at the beginning of the golden age are the first ones to get burnt by the fire of lust from the copper age onwards and this is why they have become ugly.
111Abhī sabkī sadgati hōnī hai .
106Everyone is now to receive salvation.
112Tum nimitt bantē hō . 113Tumhārē pichhāṛī sabkī sadgati hōnī hai .
107You become instruments; everyone will receive salvation through you.
114Bāp kitnā sahaj rīti samjhātē haĩ .
108The Father explains so easily.
115Kahtē haĩ sirph bāp kō yād karō .
109He says: Simply remember the Father!
116Ātmā nē hī durgati kō pāyā hai .
110It is souls who have reached degradation.
117Ātmā patit bannē sē śharīr bhī aisā miltā hai .
111When souls become impure, they receive impure bodies.
118Ātmā kō pāvan banānē key|kī yukti bāp bilkul sahaj batātē haĩ .
112The Father shows you a very easy way to purify souls.
119Trimūrti K|kē chitra mē̃ brahmā kā chitra dēkh manuṣhya hāy-hāy machā dētē haĩ .
113People cause a lot of upheaval when they see Brahma in the picture of the Trimurti.
120Inkō brahmā kyō̃ kahtē hō ?
114Why do you call him Brahma?
121Brahmā tō sūkṣhmavatan vāsī dēvtā hai , yahā̃ kahā̃ sē āyā ?
115Brahma is a deity of the subtle region, so how can he exist here?
122Yah dādā tō nāmīgrāmī thā .
116This Dada was very famous.
123Akhbārō̃ mē̃ sab jagah paṛā thā , ēk jauhrī kahtā hai maĩ śhrīkr̥iṣhṇa hū̃ , hamkō 16108 rāniyā̃ chāhiē .
117It was printed in the newspaper everywhere: A jeweller says that he is Shri Krishna and that he wants 16,108 queens.
124Baṛā haṅgāmā mach gayā thā , bhagānē kā .
118There was a lot of upheaval created because he was accused of abducting women.
125Ab ēk-ēk sē māthā kaun mārē .
119Who would beat their heads with each person?
126Itnē ḍhēr manuṣhya haĩ .
120There are so many people.
127Ābū mē̃ bhī kōī ātē haĩ tō unkō jhaṭ kahtē haĩ arē brahmākumāriyō̃ kē pās jātē hō !
121When someone is to come here to Abu, he is quickly asked: Oh! 122You are going to the BKs?
128Vah tō jādū kar dētī haĩ . 129Strī-puruṣh kō bhāī-bahin banā dētī haĩ .
123But they cast magic spells and make husband and wife into brother and sister.
130Lambī chauṛī bāt batākar māthā kharāb kar dētē haĩ .
124They tell such tall stories and spoil your heads.
131Bāp kahtē haĩ tum mujhē gyān sāgar world almighty authority kahtē hō .
125The Father says: You call Me the Ocean of Knowledge, the World Almighty Authority.
132World almighty arthāt sarvśhaktimān , sab vēdō̃ śhāstrō̃ ādi kō jānnē vālā .
126“World Almighty Authority” means the One with all powers. 127He is the One who knows all the Vedas and scriptures.
133Baṛē vidvān kō bhī authority kahtē haĩ kyōṅki vah sab vēdō̃ , śhāstrō̃ ādi kō paṛhtē haĩ phir banāras mē̃ jākar title lē ātē haĩ .
128Even great scholars are called authorities. 129Why? 130Because they study all the Vedas and scriptures. 131Then they go to Benares and earn a title.
134Mahā-mahōpādhyāy , śhrī śhrī 108 sarasvatī yah sab ṭāīṭilsa vahā̃ hī miltē haĩ .
132They earn titles such as: Mahamahopadhyaya (great scholar), Shri Shri 108 Saraswati, there.
135Jō bahut hōśhiyār hōtē haĩ , unkō baṛā title miltā hai .
133Those who are very clever receive higher titles.
136Śhāstrō̃ mē̃ janak kē liē likhā huā hai . 137Usnē kahā ki sachchā brahm gyān kōī hamkō sunāyē .
134It is written of Janak in the scriptures: He said he wanted to hear the true knowledge of brahm from a knowledgeable person.
138Ab brahm gyān tō hai nahī̃ .
135There is no one who has the knowledge of the brahm element.
139Bātē̃ sārī yahā̃ kī haĩ .
136All of those things refer to this time.
140Kahānī baṛī banā dī hai .
137They have made up tall stories.
141Śhaṅkar pārvatī key|kī bhī kahānī likhī huī hai .
138They have also written a story about Shankar and Parvati.
142Kitnī kahāniyā̃ baiṭh banāī haĩ .
139So many stories have been written.
143Śhaṅkar nē pārvatī kō kathā sunāī , vāstav mē̃ thā śhiv unhōnnē phir śhaṅkar pārvatī kā nām dē diyā hai .
140They say that Shankar told a story to Parvati. 141In fact, it was Shiva, but they have mentioned the names of Shankar and Parvati.
144Bhāgavat ādi mē̃ yah sab is samay key|kī bāt hai .
142All the things of this time are written in the Bhagawad, etc.
145Phir kahānī mē̃ batātē haĩ , unkō khyāl āyā - rājā kō yah gyān jākar dū̃ .
143Then, they show stories of how Ashtavakra (someone who had eight deformities) thought he would go and give this knowledge to a king.
146Bāp bhī samjhātē haĩ - rājāō̃ kō jākar gyān dō .
144The Father explains: You too must go and give this knowledge to the kings.
147Tum hī sūryavanśhī thē phir chandravanśhī , vaiśhya vãnśhī , śhūdravanśhī banē̃ .
145Tell them: You belonged to the sun dynasty and you then became part of the moon dynasty, then the merchant dynasty and then the shudra dynasty.
148Tumhārī rājdhānī hī chaṭ hō gaī hai .
146Your kingdom is now completely finished.
149Ab phir sūryavanśhī rājdhānī lēnā hō tō puruṣhārth karō .
147If you want to claim a sun-dynasty kingdom again, make effort!
150Rājyōg sikhānē vālā bābā āyā huā hai .
148Baba who teaches Raja Yoga has come.
151Phir ākar bēhad kā svarājya lō|low .
149Come and claim the unlimited sovereignty once again.
152Rājāō̃ kē pās bhī bahut chiṭṭhiyā̃ jātī haĩ phir unkō miltī thōṛēhī haĩ . 153Unkē private secretary chiṭṭhiyā̃ dēkhtē haĩ .
150The kings receive so many letters, but these are not given to them (the kings); they are opened by their private secretaries.
154Kitnī chiṭṭhiyā̃ phēṅk dētē haĩ .
151So many letters are just thrown away.
155Kōī mē̃ aisī jarūrī bāt hōtī hai tō unkō dikhā dētē haĩ .
152If a letter has something important in it, they give that to the king.
156Kahtē haĩ - aṣhṭāpā nē janak kō second mē̃ jīvanmukti kā sākṣhātkār karāyā .
153It is said that Ashtavakra gave King Janak a vision of liberation-in-life in just a second.
157Yah bhī ab hai .
154That refers to this time.
158Ab bāp kitnā achchhī tarah baiṭh tumkō samjhātē haĩ .
155The Father now sits here and explains to you so well.
159Jō samajhnē vālē nahī̃ haĩ , vah yahā̃-vahā̃ dēkhtē rahē̃gē .
156Those who are not going to understand will continue to look around here and there.
160Bābā jhaṭ samajh jātē haĩ - unkī buddhi mē̃ kuchh baiṭhtā nahī̃ hai .
157Baba quickly understands when nothing is sitting in someone's intellect.
161Bābā chārō̃ taraph dēkhtē bhī haĩ - sabhī achchhī tarah suntē haĩ . 162Inkī buddhi kahā̃ bhaṭaktī rahtī hai .
158Baba looks around to see whether everyone is listening to Him well or whether someone's intellect is wandering elsewhere.
163Ubāsī dētē rahtē haĩ .
159Some continue to yawn.
164Gyān buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhēgā tō jhuṭkē khātē rahē̃gē , nuksān hō jātā hai .
160When this knowledge doesn't sit in their intellects, they continue to doze off and they incur a loss.
165Karāchī mē̃ in bachchō̃ key|kī bhaṭṭhī thī .
161There was a bhatthi of these children in Karachi.
166Kōī jhuṭkā khātā thā tō phir jhaṭ bāhar nikālā jātā thā .
162Those who were about to doze off were immediately sent out.
167Apnē hī baiṭhtē thē . 168Bāhar kā kōī ātā nahī̃ thā .
163Only all of us used to sit there; no one from outside came there.
169Śhurū mē̃ inhō̃ kā baṛā part chalā hai .
164This was a big part of the beginning.
170Lambī history hai .
165There is a long history.
171Śhurū mē̃ tō bachchiyā̃ bahut dhyān mē̃ chalī jātī thī .
166In the beginning, daughters used to go into trance a lot.
172Abhī tak bhī kahtē rahtē haĩ jādū hai .
167Even now, people still say that there is magic here.
173Parampitā paramātmā kō jādūgar kahtē haĩ nā .
168They call the Supreme Father, the Supreme Soul, the Magician.
174Śhivbābā dēkhtē haĩ - inkā bahut prēm hai , tō dēkhnē sē hī jhaṭ dhyān mē̃ chalē jātē haĩ .
169Shiv Baba can see when someone has a lot of love. 170So, as soon as He looks at her, she would go into trance.
175Vaikuṇṭha tō bhārat-vāsiyō̃ kō bahut pyārā hai .
171The people of Bharat have a lot of love for Vaikunth.
176Kōī martā hai tō bhī kahtē haĩ vaikuṇṭhvāsī huā , svargvāsī huā .
172When someone dies, they say that he has become a resident of Vaikunth, a resident of heaven.
177Abhī yah tō hai hī nark .
173This is now hell.
178Sab narkvāsī haĩ , tab tō kahtē haĩ phalānā svargvāsī huā .
174All are residents of hell. 175This is why they say that So-and-so has become a resident of heaven.
179Parantu svarg mē̃ tō kōī jātā hī nahī̃ hai .
176However, no one goes to heaven.
180Abhī sirph yah tum jāntē hō ham svargvāsī thē phir 84 janma lē narkvāsī ban gayē haĩ .
177Only you now have this knowledge that you were residents of heaven and, whilst taking 84 births, you became residents of hell.
181Ab phir bābā svargvāsī banā rahē haĩ .
178Baba is now making you into residents of heaven once again.
182Svarg mē̃ hai rājdhānī .
179There is the kingdom in heaven.
183Rājdhānī mē̃ bahut pad haĩ .
180There are different levels of status in the kingdom.
184Puruṣhārth kar nar sē nārāyaṇ bannā hai .
181Make effort to change from an ordinary human into Narayan.
185Tum jāntē hō yah mama bābā bhaviṣhya mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .
182You know that Mama and Baba become Lakshmi and Narayan in the future.
186Abhī puruṣhārth kar rahē haĩ , isliē kahā jātā hai follow mother-father .
183You are now making effort and this is why you are told to follow the mother and father.
187Jaisē yah puruṣhārth kartē haĩ , tum bhī karō .
184You also make effort just as they are making effort.
188Yah bhī yād mē̃ rahtē haĩ , svadarśhan chakradhārī bantē haĩ .
185They also stay in remembrance and become spinners of the discus of self-realisation.
189Tum bāp kō yād karō aur varsē kō yād karō .
186Remember the Father and your inheritance.
190Trikāldarśhī banō .
187Become seers of the three aspects of time.
191Tumkō is sārē chakra kā gyān hai , ismē̃ tatpar rahō , aurō̃ kō samjhātē rahō .
188You have this knowledge of the whole cycle. 189Remain aware of it and continue to explain it to others.
192Is service mē̃ hī lagē rahē̃gē tō aur kōī dhandhā ādi yād nahī̃ paṛēgā .
190When you remain busy in doing this service, you won't remember any other business etc.
193Achchhā !
191Achcha.
194Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
192To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
195Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
193The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
196Dhārṇā kē liē mukhya sār :
194Essence for dharna:
1971 ) satyug mē̃ ūñch pad pānē kē liē māt-pitā kō pūrā-pūrā follow karnā hai .
1951. In order to claim a high status in the golden age, follow the mother and father fully.
198Unkē samān puruṣhārth karnā hai .
196Make effort in the same way.
199Sēvā mē̃ tatpar rahnā hai .
197Remain engaged in doing service.
200Ēkāgr hō paṛhāī karnī hai .
198Study with concentration.
2012 ) yād kā sachchā-sachchā chart rakhnā hai .
1992. Keep a true chart of your remembrance.
202Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai , dēh vā dēhdhāriyō̃ kō yād nahī̃ karnā hai .
200Consider yourself to be a soul and remember the Father. 201Don’t remember your body or bodily beings.
Blessing
203Vardān : apnē highest position mē̃ sthit rahkar her|har saṅkalp , bōl aur karma karnē vālē sampūrṇ nirvikārī bhav
202Blessing: May you create every thought, speak every word and perform every action while stable in your highest position and become completely viceless.
204Sampūrṇ nirvikārī arthāt kisī bhī percent mē̃ kōī bhī vikār taraph ākarṣhaṇ na jāē , kabhī unkē vaśhībhūt na hō̃ .
203To be completely viceless means that you are not attracted by any vice to any percentage, and not to be influenced by them.
205Highest position vālī ātmāyē̃ kōī sādhāraṇ saṅkalp bhī nahī̃ kar saktī .
204Souls who have the highest position cannot have any ordinary thoughts.
206Tō jab kōī bhī saṅkalp vā karma kartē hō tō check karō ki jaisā ūñchā nām vaisā ūñchā kām hai ?
205So, before you create any thoughts or perform any actions, check: Is the task as elevated as your name?
207Agar nām ūñchā , kām nīchā tō nām badnām kartē hō isliē lakṣhya pramāṇ lakṣhaṇ dhāraṇ karō tab kahē̃gē sampūrṇ nirvikārī arthāt holiest ātmā .
206If your name is elevated and your task is low, you are then defaming the name. 207Therefore, adopt the qualifications according to your aim, and you will then be said to be completely viceless, that is, a holiest soul.
Slogan
208Slōgan : karma kartē karan-karāvanhār bāp key|kī smr̥iti rahē tō sva-puruṣhārth aur yōg kā balance ṭhīk rahēgā .
208Slogan: While doing anything, remain aware of the Father who is Karankaravanhar and there will then be a proper balance between your efforts and your yoga.
209*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
209Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō
210Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.
210Is kaliyugī tamōpradhān jaṛjaṛībhūt vr̥ikṣha key|kī durdaśhā dēkhtē huē brahmā bāp kō saṅkalp ātā hai ki abhī-abhī bachchō̃ K|kē tapasvī rūp dvārā , yōg agni dvārā is purānē vr̥ikṣha kō bhasma kar dē̃ .
211On seeing the degraded condition of this iron-aged, tamopradhan and decayed tree, Father Brahma has the thought: The children’s tapaswi form should burn this old tree right now with their fire of yoga.
211Parantu iskē liē saṅgaṭhit rūp mē̃ fullforce sē yōg jvālā prajjavalit chāhiē .
212However, for that to happen, your yoga has to be volcanic and ignited in full force collectively.
212Tō brahmā bāp K|kē is saṅkalp kō sākār mē̃ lāō .
213So, now put Father Brahma’s thought into practice.