शुक्रवार 31 जुलाई 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-07-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

031/07/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhivbābā kō yah bhī lālsā nahī̃ ki bachchē baṛē hōṅgē tō hamārī sēvā karē̃gē , vah kabhī būṛhā hōtā nahī̃ , bāp hī hai niṣhkām sēvādhārī ' '

1Essence: Sweet children, Shiv Baba doesn’t expect His children to serve Him when He grows old. 2He never becomes old. 3Only the Father is the altruistic Server.

Question

2Praśhna  : bhōlānāth śhivbābā ham sab bachchō̃ kā bahut baṛā grāhak hai - kaisē  ?

4Question: How is Shiv Baba, the Innocent Lord, the biggest Customer of all of the children?

Answer

3Uttar  : bābā kahtē maĩ itnā bhōlā grāhak hū̃ , jō tumhārī sab purānī chīzē̃ kharīd kar lētā aur uskē return mē̃ sab naī-naī chīzē̃ dētā hū̃ .

5Answer: Baba says: I am such an innocent Customer that I buy all your old things you have and, in return, I give you everything new.

4Tum kahtē hō bābā yah tan-man-dhan sab āpkā hai tō uskī ēvaz mē̃ tumhē̃ byūṭīphul tan mil jātā , apār dhan mil jātā .

6You say: “Baba, this body, mind and wealth are all Yours.” 7In return, you receive beautiful bodies and limitless wealth.

Song

5Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

8Song: No one is unique like the Innocent Lord!

Murli

6Ōm śhānti .

9Om shanti.

7Yah bhakti mārg mē̃ gīt gātē haĩ .

10They sing this song on the path of devotion.

8Jō bhī gīt haĩ sab bhakti mārg K|kē haĩ , unkā bhī arth|earth bāp samjhātē haĩ .

11The Father tells you the meaning of all the songs that belong to the path of devotion.

9Bachchē bhī samajh jātē haĩ ki bhōlānāth kiskō kahā jātā hai .

12You children also understand who is called the Innocent Lord.

10Dēvtāō̃ kō bhōlānāth nahī̃ kahē̃gē .

13Deities cannot be called the Innocent Lord.

11Gāyā huā hai sudāmā nē dō muṭṭhī ann kī dī tō mahal mil gayē . 12Tō bhī kitnē samay kē liē  ?

14It is remembered that Sudama gave two handfuls of rice and received a palace in return; but for how long?

1321 janm kē liē .

15For 21 births.

14Ab bachchē samajhtē haĩ ki bāp ākar K|kē bhāratvāsiyō̃ kō barōbar hīrē-javāharō̃ K|kē mahal dētē haĩ .

16You children understand that the Father truly does come and gives the people of Bharat palaces studded with diamonds and jewels.

15Kiskī ēvaz mē̃ dētē haĩ  ?

17In return for what?

16Bachchē kahtē haĩ bābā yah tan-man-dhan sab āpkā hai .

18Children say: “Baba, this body, mind and wealth are all Yours.

17Āpkā hī diyā huā hai .

19All of this was given by You.”

18Kiskō bachchā paidā huā tō kahtē haĩ bhagvān nē diyā .

20When someone has a child, they say that God gave that child.

19Dhan kē liē bhī kahtē haĩ bhagvān nē diyā .

21They even say that God gave them wealth.

20Kahnē vālē kaun haĩ  ?

22Who says this?

21Ātmā .

23Souls.

22Bhagvān arthāt bāp nē diyā .

24God, that is, the Father, gave it.

23Bāp kahtē haĩ - sab kuchh tumkō ab dēnā hōgā .

25The Father says: You have to give everything to Baba at this time.

24Uskī ēvaz mē̃ ham tumkō bahut byūṭīphul tan transfer kar dēgē , apār dhan dēgē .

26In return, I will transfer you into beautiful bodies and give you limitless wealth.

25Lēkin kiskō dēgē  ?

27However, whom does He give that to?

26Jarūr bachchō̃ kō hī dēgē .

28He definitely gives it to you children.

27Laukik bāp sē alpkāl kē liē dhan milā hai .

29You received wealth for temporary periods from your physical fathers.

28Bēhad kā bāp hamkō bēhad kā varsā dēgē .

30The unlimited Father gives us the unlimited inheritance.

29Bāp samjhātē haĩ gyān aur bhakti mē̃ rāt-din kā fark hai .

31The Father explains: There is the difference of day and night between devotion and this knowledge.

30Bhakti mē̃ alpkāl kē liē miltā hai .

32On the path of devotion, you receive everything for a temporary period.

31Dhan hai tō sukh hai .

33When you have wealth you are happy.

32Dhan K|kē bigar manuṣhya kitnē duḥkhī hōtē haĩ .

34However, people without money experience so much sorrow.

33Bachchē jāntē haĩ bābā hamkō athāh dhan dētē haĩ isliē khuśhī hōtī hai .

35You children know that Baba gives you limitless wealth and this is why you experience happiness.

34Sukhdhām mē̃ tō sukh key|kī kōī kamī nahī̃ .

36There is no lack of happiness in the land of happiness.

35Har ēk kō apnī-apnī rājdhānī hai .

37They all have their own kingdom.

36Uskō kahā jātā hai pavitra gr̥ihasth āśhram .

38That is called the pure household ashram.

37Tō bāp kitnā bhōlā hai , kyā lētē haĩ aur kyā dētē haĩ  !

39The Father is so innocent. 40Just see what He takes from you and what He gives you in return!

38Kitnā achchhā grāhak hai bāp  !

41The Father is such a good Customer.

39Yū̃ bhī bachchō̃ kā tō bāp grāhak hī hai . 40Bachchā paidā huā aur sārī milkiyat unkī hai .

42A father is the customer of his children anyway: as soon as a child is born, all his property belongs to him.

41Vah hōtē haĩ had K|kē grāhak , yah hai bēhad kā bhōlānāth .

43Other customers are limited, whereas that One is the unlimited Innocent Lord.

42Bēhad K|kē bachchō̃ kā grāhak .

44He is the Customer of the unlimited children.

43Bāp kahtē haĩ - maĩ paramdhām sē āyā hū̃ .

45The Father says: I have come from the supreme abode.

44Purānā sab kuchh tumsē lēkar naī duniyā mē̃ tumkō sab kuchh dētā hū̃ isliē dātā kahā jātā hai .

46I take everything old you have and give you everything new in that new world. 47This is why He is called the Bestower.

45Dātā bhī in jaisā aur kōī nahī̃ .

48There is no other Bestower like that One.

46Niṣhkām sēvā kartē haĩ .

49He does altruistic service.

47Bāp kahtē haĩ - maĩ niṣhkāmī hū̃ .

50The Father says: I am altruistic.

48Mērē kō kōī bhī lālsā nahī̃ .

51I don’t have any expectations.

49Aisē tō nahī̃ kahtā hū̃ ki bachchō̃ kā kām hai - būṛhē bāp key|kī sambhāl karnā kyōṅki hamnē tumhārī sambhāl kī hai .

52I don’t say that it is the duty of you children to look after your old Father, because I have looked after you; no.

50Nahī̃ , yah kāydā hōtā hai - bāp būṛhā hō tō bachchē unkī sambhāl karē̃ .

53It is a rule that the children have to look after their father when he grows old.

51Yah bāp tō kabhī būṛhā hōtā nahī̃ , sadaiv javān hai .

54This Father never grows old; He is always young.

52Ātmā kabhī būṛhī nahī̃ hōtī .

55The soul never grows old.

53Yah tō jāntē hō laukik bāp bachchō̃ mē̃ ummīd rakhtē haĩ ki ham būṛhā hōgā tō bachchē hamārī sēvā karē̃gē .

56You know that a physical father hopes his children will serve him when he grows old.

54Bhal sab kuchh bachchō̃ kō dētē haĩ phir bhī sēvā tō hōtī hai .

57Although he gives everything to his children, he still takes service from them.

55Yah śhivbābā kahtē haĩ maĩ hū̃ hī abhōktā .

58Shiv Baba says: I am beyond the effect of experiencing anything (Abhogta).

56Maĩ kabhī khātā hī nahī̃ hū̃ .

59I never eat anything.

57Maĩ ātā hī hū̃ sirph bachchō̃ kō knowledge dēnē .

60I just come to give knowledge to you children.

58Supreme rūh , rūhō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

61The Supreme Spirit sits here and explains to you spirits.

59Rūh hī suntī hai , har ēk bāt rūh kartī hai .

62It is the spirit who listens and does everything.

60Saṅskār bhī rūh lē jātī hai jiskē ādhār par śharīr miltā hai .

63The spirit carries the sanskars and, on the basis of them, he receives a body.

61Yahā̃ manuṣhyō̃ key|kī anēk matē̃ haĩ .

64Human beings here have many opinions.

62Kōī kahtē haĩ rūh paramātmā hī ṭhaharā|ṭhahrā . 63Unkō kuchh bhī lēp-chhēp nahī̃ lagtā hai .

65Some say each spirit (soul) is God and is immune to the effect of action.

64Ātmā nirlēp kah dētē haĩ .

66They also say that souls are immune to the effect of action.

65Agar ātmā nirlēp hōtī tō kyō̃ kahtē pāp ātmā , puṇya ātmā .

67If souls are immune to the effect of action, why do they say: “Sinful soul and charitable soul”?

66Agar ātmā nirlēp hai tō kahā jāē - pāp śharīr puṇya śharīr .

68If souls are immune to the effect of action, it should be: “Sinful body and charitable body.”

67Abhī tum jāntē hō ki sabhī ātmāō̃ kā rūhānī bāp ham rūhō̃ kō paṛhā rahē haĩ , is śharīr dvārā .

69You now know that the spiritual Father of souls is teaching you spirits through this body.

68Ātmā kō bulātē bhī haĩ nā .

70They invoke souls.

69Kahtē haĩ hamārē bāp key|kī ātmā I|āī|eye , taste lī .

71They say: “The soul of my father came here and tasted this.”

70Ātmā hī taste lētī hai .

72It is souls who taste everything.

71Bāp tō aisā nahī̃ kahē̃gē .

73The Father does not say this.

72Vō tō abhōktā hai .

74He is beyond experiencing anything (Abhogta).

73Brāhmaṇō̃ kō khilātē haĩ , ātmā ātī hai .

75When a soul comes, it is the brahmin priest who is fed.

74Kahā̃ tō virājmān hōtī hōgī .

76The soul has to enter someone.

75Brāhmaṇō̃ ādi kō khilānā bhārat mē̃ common bāt hai .

77To feed a brahmin priest is a common thing in Bharat.

76Ātmā kō bulātē haĩ , unsē pūchhtē haĩ phir kaī bātē̃ unkī sachchī bhī nikaltī haĩ .

78They invoke a soul and then ask him many things; some of the replies they receive turn out to be correct.

77Yah pitra ādi khilānā - yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

79To feed departed souls is also fixed in the drama.

78Ismē̃ kōī wonder nahī̃ khānā chāhiē .

80You shouldn’t be surprised about this.

79Bāp nutshell mē̃ drama K|kē rāz kō batātē haĩ .

81The Father tells you the secrets of the drama in a nutshell.

80Detail tō itnī drama key|kī samjhānī dē nahī̃ saktē .

82He cannot give a detailed explanation of the drama.

81Ēk-ēk key|kī samjhānī mē̃ hī varṣh lag jāyē̃ .

83It would take years to explain about each one individually.

82Tum bachchō̃ kō baṛī sahaj śhikṣhā miltī hai .

84You children receive such easy teachings.

83Gātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar hamkō pāvan banāō .

85It is sung: “O Purifier, come! 86Come and purify us!”

84Unkā nām hī hai patit-pāvan .

87His name is the Purifier.

85Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō patit-pāvan nahī̃ kah saktē haĩ .

88Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called the Purifier.

86Bāp kō hī patit-pāvan , liberator kahtē haĩ .

89Only the Father is called the Purifier and the Liberator.

87Duḥkh hartā , sukh kartā bhī unkō hī kahā jātā hai .

90He is also called the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

88Vah hai nirākār .

91He is incorporeal.

89Śhiv K|kē mandir mē̃ jākar dēkhō vahā̃ liṅg rakhā hai .

92Go and see the Shiva Temples and you will see an oval image there.

90Jarūr chaitanya thā tab tō pūjā kartē haĩ .

93He definitely existed in a living form, which is why He is worshipped.

91Yah dēvtā bhī kabhī chaitanya thē tab tō unhō̃ key|kī mahimā hai .

94The deities also existed in their living forms and this is why they are praised.

92Nēhrū chaitanya mē̃ thā tab tō unkā phōṭō nikāl mahimā kartē haĩ .

95Nehru existed in the living form and this is why people keep a photograph of him and praise him.

93Kōī achchhā kām karkē jātē haĩ tō unkā jaṛ chitra banāē mahimā kartē haĩ .

96When someone has done something good in his lifetime, people create a statue of that one and praise him.

94Pavitra key|kī hī pūjā kartē haĩ .

97Only pure ones are worshipped.

95Kōī bhī manuṣhya key|kī pūjā nahī̃ kar saktē .

98No human beings should be worshipped.

96Vikār sē paidā hōtē haĩ nā tō unkī pūjā nahī̃ hō saktī .

99They shouldn’t be worshipped, because they are born out of vice.

97Pūjā dēvtāō̃ key|kī hōtī hai , jō sadaiv pavitra hōtē haĩ .

100Deities are worshipped because they are constantly pure.

98Tum jāntē hō bāp āyā thā phir ab saṅgam par āyā hai - svarg key|kī sthāpanā karnē .

101You know that the Father came and has now come again at this confluence age to establish heaven.

99Phir dvāpar sē rāvaṇ rājya śhurū hōgā .

102Later, the kingdom of Ravan will begin in the copper age.

100Rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē jhaṭ śhiv kā mandir banātē haĩ .

103When the kingdom of Ravan begins, they soon build a temple to Shiva.

101Abhī tō chaitanya mē̃ knowledge sunā rahē haĩ .

104He is now telling you this knowledge in a living form.

102Vah sat hai , chaitanya hai .

105He is the Truth and the Sentient Being.

103Unkī hī mahimā gātē haĩ - nirākār kō śharīr tō chāhiē nā .

106People sing His praise. 107The incorporeal One requires a body.

104Tō bāp hī ākar viśhva kō heaven banātē haĩ , us heaven mē̃ rājya karnē kē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .

108The Father comes and makes this world into heaven. 109You make effort in order to rule in that heaven.

105Svargvāsī tum ban rahē hō .

110You are becoming residents of heaven.

106Nirākār parampitā paramātmā gyān kā sāgar hai . 107Parantu sunāyē kaisē  ?

111The incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge, but how does He give this knowledge to you?

108Kahtē haĩ maĩ is śharīr mē̃ āyā hū̃ , mērā drama mē̃ yah part hai .

112He says: I enter this body, for this is My part in the drama.

109Maĩ prakr̥iti kā ādhār lētā hū̃ .

113I take the support of matter.

110Yah jō pahlē number kā hai inkē hī bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ maĩ ākar pravēśh kartā hū̃ aur inkā nām brahmā rakhtā hū̃ .

114I enter this one who was number one and is now at the end of the last of his many births and I name him Brahma.

111Pahlē yah sab bhaṭṭhī mē̃ thē tō bahutō̃ kō nām diyē thē .

115At first, when all of you were in the bhatthi (furnace), many were given names.

112Parantu bahutō̃ nē phir chhōṛ diyā isliē nām rakhnē sē kyā phāydā  ?

116However, many left; so what was the benefit of giving them names?

113Tum vah nām dēkhō tō wonder khāō .

117If you were to hear those names, you would be amazed.

114Ēk hī sāth sab ikaṭṭhē kitnē ramaṇīk nām āyē .

118So many entertaining names were given all at one time.

115Sandēśhī nām lē ātī thī .

119The trance messengers used to bring names.

116Vah list bhī jarūr rakhnī chāhiē .

120You should definitely keep that list.

117Sannyāsī bhī jab sannyās kartē haĩ tō unkā bhī nām badal jātā hai .

121When sannyasis adopt renunciation, their names are changed.

118Gharbār chhōṛ dētē haĩ .

122They leave their homes and families.

119Tum chhōṛtē nahī̃ hō .

123You don’t leave your homes.

120Tum brahmā K|kē ākar bantē hō . 121Śhiv K|kē tō hō hī .

124You come and belong to Brahma and you belong to Shiva anyway.

122Tum kahtē hī hō bāpdādā .

125You say: “BapDada”.

123Sannyāsiyō̃ kā aisē nahī̃ hōtā hai .

126It doesn’t happen like this for sannyasis.

124Bhal nām badaltē haĩ parantu bāpdādā nahī̃ miltā .

127Although they change their names, they don’t find BapDada.

125Unkō sirph gurū miltā hai .

128They just meet a guru.

126Haṭhyōgī had K|kē sannyāsī aur rājyōgī bēhad K|kē sannyāsī mē̃ rāt din kā fark hai .

129Hatha yogis are limited renunciates, whereas Raja Yogis are unlimited renunciates. 130Therefore, there is the difference of day and night.

127Gāyā bhī jātā hai gyān , bhakti aur vairāgya .

131It is remembered: “Knowledge, devotion and disinterest.”

128Unkō bhī vairāgya hai . 129Parantu unkā hai gharbār sē vairāgya . 130Tumkō sārī duniyā sē vairāgya hai .

132They too have disinterest, but they have disinterest in their homes and families, whereas you have disinterest in the whole world.

131Unkō patā hī nahī̃ ki sr̥iṣhṭi badaltī hai .

133They don’t understand that the world changes.

132Tumhārā hai bēhad kā vairāgya .

134You have unlimited disinterest.

133Yah sr̥iṣhṭi khalās hōnī hai .

135This world has to end.

134Tumhārē liē naī duniyā ban rahī hai .

136A new world is being created for you.

135Vahā̃ jānā hai parantu pāvan hōnē bigar tō vahā̃ jā nahī̃ saktē .

137You have to go there, but you cannot go there without becoming pure.

136Dil mē̃ jañchtā hai barōbar naī duniyā mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā , jō bāp ab sthāpan kartē haĩ .

138It touches your hearts that there truly was the kingdom of deities in a new world. 139The Father is now establishing that.

137Tum jāntē hō śhivbābā kō yād karnē sē ham puṇya ātmā ban jāyēṅgē .

140You know you will become charitable souls by remembering Shiv Baba.

138Hai baṛā sahaj , parantu yād bhūl jātī hai .

141This is very easy but you forget to remember Him.

139Bhakti mārg key|kī rasam rivāj bilkul hī alag hai .

142The systems and customs of the path of devotion are completely separate.

140Vāpis apnē ghar tō kōī jā nahī̃ saktā .

143No one can return home yet.

141Punarjanma sabkō jarūr lēnā hai .

144Everyone definitely has to take rebirth.

142Ghar jānē kā samay ēk hī hai .

145There is only the one time to return home.

143Phalānā mōkṣh kō prāpt huā , yah tō gapōṛā hai .

146To say that So-and-so attained eternal liberation is a lie.

144Bāp kahtē haĩ - kōī bhī ātmā bīch sē vāpis nahī̃ jā saktī . 145Nahī̃ tō sārā khēl bigaṛ jāyē .

147The Father says: No soul can return home in the middle of the play; otherwise, the whole play would be ruined.

146Har ēk kō satō rajō tamō mē̃ jarūr ānā hai .

148Everyone definitely has to go through the stages of sato, rajo and tamo.

147Mōkṣh kē liē tō bahut ātē haĩ , samjhāyā jātā hai mōkṣh hōtā nahī̃ .

149So many people come here to attain eternal liberation, but it is explained to them that there is no such thing as eternal liberation.

148Yah tō anādi banā banāyā drama hai . 149Vah kabhī badlī|badalī nahī̃ hō saktā .

150This drama is eternally predestined; it can never be changed.

150Makkhī yahā̃ sē pās|pass huī phir 5 hajār varṣh bād aisē hī pās|pass hōgī .

151When a fly passes by here, it will pass by here in the same way in 5000 years time.

151Yah tō jāntē haĩ bābā kitnā bhōlā hai .

152You know how innocent Baba is.

152Patit-pāvan bāp apnē paramdhām sē ātē haĩ - part bajānē .

153The Purifier Father comes from His supreme abode to play a part.

153Vahī samjhātē haĩ yah drama kaisē banā huā hai , ismē̃ mukhya kaun-kaun haĩ .

154He explains how this drama is created and who the main ones in it are.

154Jaisē kahtē haĩ nā ki sabsē sāhūkār kaun haĩ - is duniyā mē̃  ? 155Usmē̃ number-vār nām nikāltē haĩ .

155They have a directory of those who are the wealthiest in all the world and they have the names listed, numberwise.

156Tum jāntē hō , sabsē sāhūkār kaun hai  ?

156You know who the wealthiest of all are.

157Vah kahē̃gē America . 158Parantu tum jāntē hō svarg mē̃ sabsē sāhūkār yah lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

157They say it is America, but you know that the wealthiest of all are Lakshmi and Narayan, when they are in heaven.

159Tum puruṣhārth kartē hō bhaviṣhya kē liē , sabsē baṛā sāhūkār bannē kē liē .

158You are making effort to become the wealthiest of all in the future.

160Yah race hai .

159This is a race.

161In lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā sāhūkār kōī hōgā  ?

160Would there be anyone as wealthy as Lakshmi and Narayan?

162Allāh avaldīn key|kī bhī story|storey banātē haĩ .

161They have even created a story about Aladdin’s magic lamp.

163Ṭhakā karnē sē kubēr kā khajānā nikal gayā .

162When he clapped, the treasures of Kuber emerged.

164Bahut kisam-kisam K|kē nāṭak banātē haĩ .

163They have created many varieties of such plays.

165Abhī tumhārī buddhi mē̃ hai - yah śharīr chhōṛ svarg mē̃ jāyēṅgē .

164It is now in your intellects that you will leave those bodies and go to heaven.

166Hamkō kārūn kā khajānā milēgā .

165You will receive limitless treasures.

167Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karnē sē māyā ēkdam bhāg jāyēgī .

166The Father says: When you remember Me, Maya will run away from you completely.

168Bāp kō yād nahī̃ kartē tō māyā phir taṅg kartī hai .

167When you don’t remember the Father, Maya harasses you.

169Kahtē haĩ bābā hamkō māyā K|kē tūphān bahut ātē haĩ .

168You say: “Baba, many storms of Maya come to me.”

170Achchhā bāp kō bahut pyār sē yād karō tō tūphān uṛ jāyēṅgē .

169Achcha, remember the Father with a lot of love and the storms will fly away.

171Bākī nāṭak ādi baiṭh banāyē haĩ . 172Bāt hai kuchh bhī nahī̃ .

170They have just created plays, but there is nothing like that.

173Bāp kitnā sahaj batātē haĩ - sirph bāp kō yād karō tō tumhārē mē̃ jō alloy hai vah nikal jāyēgī aur kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

171Everything that the Father tells you is very easy. 172Simply remember the Father and the alloy in you will be removed. 173He doesn’t give you any other difficulty.

174Ātmā jō pavitra sachchā sōnā thī , vah ab jhūṭhī ban gaī hai phir sachchī banēgī - is yād agni sē .

174Pure souls who were real gold have now become false and will become real again in the fire of remembrance.

175Āg mē̃ ḍālnē bigar sōnā pavitra hō na sakē tō iskō bhī yōg agni kahtē haĩ .

175Gold cannot be purified without it being put on a fire. 176This is called the fire of yoga.

176Hai yād kī bāt .

177This is a matter of remembrance.

177Vō lōg tō anēk prakār K|kē haṭhyōg sikhlātē haĩ .

178Those people teach many different types of hatha yoga.

178Tumkō tō bāp kahtē haĩ - uṭhtē baiṭhtē yād karō .

179The Father tells you: Remember Me while walking and moving around.

179Āsan ādi kahā̃ tak tum lagāyēṅgē .

180For how long could you sit in a particular pose and remember Me?

180Yah tō chaltē phirtē kām kartē yād mē̃ rahnā hai .

181You have to stay in remembrance while moving around and doing everything.

181Bhal bīmār hō tō yahā̃ lēṭkar bhī bāp kō yād kar saktē hō .

182Even if you are ill, you can lie down here and remember Baba.

182Śhivbābā kō yād karō aur chakra phirāō , bas .

183Remember Shiv Baba and spin the cycle, that’s all!

183Unhōnnē phir likhā hai gaṅgā kā taṭ hō , amr̥it mukh mē̃ hō .

184They have then written that the person should be on the banks of the River Ganges with nectar on his lips.

184Gaṅgā K|kē kinārē tō gaṅgājal hī miltā hai , isliē manuṣhya haridvār mē̃ jākar baiṭhtē haĩ .

185On the banks of the River Ganges, you will only find the water of the Ganges, and this is why people go and stay at Haridwar.

185Bāp tō kahtē haĩ tum kahā̃ bhī baiṭhō , bhal bīmār hō sirph bāp kō yād karō .

186The Father says: You can stay anywhere. 187Even if you are ill, just remember the Father.

186Svadarśhan chakra phirātē rahō tab prāṇ tan sē nikalē̃ .

188Life should leave the body while you are spinning the discus of self-realisation.

187Yah practice karnī paṛē .

189Practise this!

188Us bhakti mārg key|kī bātō̃ mē̃ aur is gyān mārg key|kī bātō̃ mē̃ kitnā rāt din kā phark hai .

190There is the difference of day and night between the things of the path of this knowledge and the things of the path of devotion.

189Bāp kī yād sē tum svarg K|kē mālik ban jāyēṅgē .

191You become the masters of heaven by having remembrance of the Father.

190Vah tō laṛāī vālō̃ kō kahtē haĩ - jō yuddha K|kē maidān mē̃ marēgā vah svarg mē̃ jāyēgā .

192Soldiers are told: “Those who die on the battlefield will go to heaven.”

191Vāstav mē̃ yuddha yahī hai .

193In fact, this is the battle.

192Unhōnnē kauravō̃ , pāṇḍavō̃ kā laśhkar dikhāyā hai .

194They have shown the armies of the Kauravas and the Pandavas.

193Mahābhārat laṛāī huī phir kyā huā  ?

195There was the Mahabharat War, but what happened afterwards?

194Result kuchh bhī nahī̃ .

196No result has been shown.

195Bilkul hī ghōr andhiyārā hai , kuchh bhī samajhtē nahī̃ isliē agyān andhiyārā kahā jātā hai .

197They are in total darkness and don’t understand anything. 198This is why it is called the darkness of ignorance.

196Bāp phir rōśhnī karnē āyā hai .

199The Father has come to bring light.

197Unkō gyān kā sāgar , knowledgeful kahā jātā hai .

200He is called the Ocean of Knowledge, the knowledge-full One.

198Abhī tumkō bhī sārā gyān milā hai .

201You have now received all of this knowledge.

199Vah hai mūlvatan , jahā̃ tum ātmāyē̃ rahtī hō unkō brahmāṇḍ bhī kahā jātā hai .

202That is the incorporeal world, where all you souls reside. 203It is also called Brahmand.

200Yahā̃ rūdra yagya rachtē haĩ tō bāp K|kē sāth-sāth tum ātmāō̃ key|kī bhī pūjā kartē haĩ kyōṅki tum bahutō̃ kā kalyāṇ kartē hō .

204People create a sacrificial fire of Rudra here. 205It is because you bring benefit to many that you souls are also worshipped with the Father.

201Bāp kē sāth tum bhārat key|kī khās aur duniyā key|kī ām rūhānī sēvā kartē hō isliē bāp kē sāth tum bachchō̃ kā bhī pūjan hōtā hai .

206You serve spiritually Bharat in particular and the world in general with the Father. 207This is why you children are also worshipped with the Father.

202Achchhā  !

208Achcha.

203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

209To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

210The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

205Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

211Essence for dharna:

2061 ) māyā K|kē tūphānō̃ kō bhagānē kē liē bāp kō bahut-bahut pyār sē yād karnā hai .

2121. In order to chase away the storms of Maya, remember the Father with a lot of love.

207Ātmā kō yōg agni sē sachchā-sachchā sōnā banānā hai .

213Make your soul into real gold with the fire of yoga.

2082 ) bēhad kā vairāgī ban is purānī duniyā kō bhūl jānā hai .

2142. Become an unlimited renunciate and forget this old world.

209Duniyā badal rahī hai , naī duniyā mē̃ jānā hai isliē issē sannyās lē lēnā hai .

215This world is changing and you will have to go to that new world. 216Therefore, renounce this old world.

Blessing

210Vardān  : kadam-kadam par sāvadhānī rakhtē huē padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē padampati bhav

217Blessing: May you accumulate an income of multimillions by being cautious at every step and thereby become a multimillionaire.

211Bāp bachchō̃ kō bahut ūñchī stage par rahnē key|kī sāvadhānī dē rahē haĩ isliē abhī jarā bhī gaphlat karnē kā samay nahī̃ hai , ab tō kadam-kadam par sāvadhānī rakhtē huē , kadam mē̃ padamō̃ key|kī kamāī kartē padampati banō .

218The Father cautions you children to stay in a very high stage. 219Therefore, now is not the time to be even slightly careless. 220Now, by being cautious at every step, by earning an income of multimillions at every step, you will become a multimillionaire.

212Jaisē nām hai padmāpadam bhāgyaśhālī , aisē karma bhī hō̃ .

221Just as you are called multimillion times fortunate, so make your actions become the same too.

213Ēk kadam bhī padam key|kī kamāī K|kē bigar na jāē .

222Let not a single step be taken that does not earn you multimillions.

214Tō bahut sōch-samajhkar śhrīmat pramāṇ her|har kadam uṭhāō .

223Therefore, take every step according to shrimat, with a lot of careful consideration beforehand.

215Śhrīmat mē̃ manmat mix nahī̃ karō .

224Do not mix up the dictates of your own mind with shrimat.

Slogan

216Slōgan  : man kō order pramāṇ chalāō tō manmanābhav key|kī sthiti svataḥ rahēgī .

225Slogan: Keep your mind in order and you will automatically have the stage of “Manmanabhav”.

226*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

217Yē avyakt iśhārē - jvālāsvarūp sthiti mē̃ rah śhaktiśhālī yād kā anubhav karō

227Avyakt signal: Stay in the volcanic stage and experience powerful remembrance.

218Yād kō śhaktiśhālī banānē kē liē vistār mē̃ jātē sār key|kī sthiti kā abhyās cum|kam na hō , vistār mē̃ sār bhūl na jāyē .

228In order to make your remembrance powerful, while going into any expansion, let your practice of the stage of the essence be no less. 229In the expansion, do not forget the essence.

219Khāō-piyō , sēvā karō lēkin nyārēpan kō nahī̃ bhūlō .

230Eat, drink and do service, but do not forget to be detached.

220Sādhnā arthāt śhaktiśhālī yād . 221Nirantar bāp kē sāth dil kā sambandh .

231Spiritual endeavour means to have powerful remembrance and to be in a constant relationship of the heart with the Father.

222Sādhnā iskō nahī̃ kahtē ki sirph yōg mē̃ baiṭh gayē lēkin jaisē śharīr sē baiṭhtē hō vaisē dil , man , buddhi ēk bāp key|kī taraph bāp K|kē sāth-sāth baiṭh jāē .

232Spiritual endeavour does not mean just to sit in yoga, but, just as you sit physically, similarly, your heart, mind and intellect must be connected to the Father and constantly sitting with Him.

223Aisī ēkāgratā hī jvālā kō prajjavalit karēgī .

233Such concentration will ignite the flames.