बुधवार 5 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-08-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
005/08/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum apnē yōgbal sē is purānī duniyā kō parivartan kar nayā banātē hō , tum prakaṭ huē hō rūhānī sēvā kē liē ' '
1Essence: Sweet children, you are transforming this old world and making it new with your power of yoga. 2You were born to do spiritual service.
Question
2Praśhna : īmāndār sachchē puruṣhārthī bachchō̃ key|kī niśhāniyā̃ kyā hōṅgī ?
3Question: What are the signs of true and honest effort-making children?
Answer
3Uttar : īmāndār bachchē kabhī bhī apnī bhūl kō chhipāyēṅgē nahī̃ .
4Answer: 1) Honest children never hide their mistakes.
4Phauran bābā kō sunāyēṅgē .
5They instantly tell Baba.
5Vah bahut-bahut nirahaṅkārī hōtē haĩ , unkī buddhi mē̃ sadā yahī khyāl rahtā ki jaisā karma ham karē̃gē … .
6They are very egoless. 7Their intellects are constantly aware that whatever actions others see them perform, they will do the same.
62 - vah kisī key|kī dis-service kā gāyan nahī̃ kartē .
82) They never spread news of the disservice done by anyone.
7Apnī service mē̃ lagē rahtē haĩ .
9They remain busy doing their own service.
8Vah kisī kā bhī avguṇ dēkh apnā māthā kharāb nahī̃ kartē .
10They never spoil their heads by seeing anyone's defects.
Song
9Gīt : dhīraj dhar manuvā . . .
11Song: Have patience O mind! 12Your days of happiness are about to come.
Murli
10Ōm śhānti .
13Om shanti.
11Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp dhīraj dētē haĩ . 12Jaisē laukik bāp bhī dhairya dētē haĩ nā .
14The spiritual Father gives patience to the sweetest, spiritual children, just as a physical father gives patience.
13Kōī bīmār hōtā hai tō unkō āthat dētē haĩ , tumhārī bīmārī K|kē duḥkh K|kē din badalkar sukh K|kē din āyēṅgē .
15When someone is ill, he is reassured and told: Your days of the suffering of your illness will change and days of happiness will come.
14Vah had kā bāp had kā dhairya dētē haĩ .
16A limited father gives you limited patience.
15Ab yah tō hai bēhad kā bāp , jō bachchō̃ kō bēhad kā dhairya dē rahē haĩ . 16Bachchē , abhī tumhārē sukh K|kē din ā rahē haĩ .
17That One is the unlimited Father who gives you children unlimited patience: Children, your days of happiness are now coming.
17Bākī yah thōṛē din haĩ .
18Only a few more days now remain.
18Ab tum bāp kī yād mē̃ rah aurō̃ kō bhī sikhlāō .
19Now, stay in remembrance of the Father and also teach others.
19Tum bhī śhiv śhaktiyā̃ hō nā .
20You are Shiv Shaktis.
20Śhivbābā key|kī śhakti sēnā phir sē prakaṭ huī hai .
21The Shakti Army of Shiv Baba is being created once again.
21Yah ( gōp ) bhī ātmāyē̃ haĩ .
22These brothers (gopes) are also souls.
22Yah sab śhiv sē śhakti lētē haĩ .
23They all take power from Shiva.
23Tum bhī śhakti lētē hō .
24You also take power.
24Bāp nē samjhāyā hai ismē̃ kr̥ipā vā āśhīrvād key|kī kōī bāt nahī̃ hai .
25The Father has explained: There is no question of blessings or mercy in this.
25Yād mē̃ rah śhakti lētē jāō .
26Stay in remembrance and continue to take power.
26Yād sē hī tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur tum śhaktivān bantē jāyēṅgē .
27Only by having remembrance will your sins be absolved. 28You will also continue to become powerful.
27Śhiv kī śhakti sēnā itnī sarvśhaktivān thī jō purānī duniyā kō palaṭ nayā banā diyā .
29The Shakti Army of Shiva was so powerful that it changed the old world and made it new.
28Tum jāntē hō yōgbal sē ham is purānī duniyā kō palṭātē haĩ .
30You know that you are changing this old world with the power of yoga.
29Aṅgulī sē bhī manuṣhya aisā iśhārā kartē haĩ ki allāh kō , god kō yād karō .
31People signal upwards with their finger and say: Remember Allah, God!
30Bachchē abhī samajhtē haĩ - bāp kī yād sē yah pattharō̃ K|kē pahāṛ arthāt duniyā badal jāyēgī .
32You children understand that these mountains of stone, that is, the world, will be changed by you having remembrance of the Father.
31Abhī ham paristān sthāpan kar rahē haĩ .
33We are now establishing the land of angels.
32Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - pradarśhanī par khūb service karō , mēhnat karō jō samay milē usmē̃ baiṭhkar sīkhō .
34The Father explains to you children: Do a lot of service at exhibitions. 35Make effort! 36Sit and study whenever you have time.
33Hai bahut sahaj .
37It is very easy.
34Bachchō̃ kō her|har prakār key|kī śhikṣhā miltī rahtī hai .
38You children continue to receive teachings of every type.
35Har ēk K|kē karmō̃ kā hisāb hai .
39There is an account of each one's actions.
36Kanyāō̃ K|kē karma achchhē haĩ .
40The actions of kumaris are good.
37Jinkī śhādī key|kī huī hai vah kahtī haĩ - is samay ham agar kanyā hōtī tō in sab jañjīrō̃ sē chhūṭī huī , free bird hōtī .
41Those who are married say: If I were a kumari at this time, I would be a free bird and free from all of these chains.
38Kanyāyē̃ free birds haĩ .
42Kumaris are free birds.
39Parantu kharāb saṅg mē̃ nuksān hō jātā hai .
43However, when they keep bad company, damage is caused.
40Strī kō puruṣh bachchō̃ ādi key|kī kitnī jañjīrē̃ haĩ , ismē̃ rasam-rivāj ādi K|kē kitnē bandhan rahtē haĩ .
44A married woman has so many chains of her husband and children, etc. 45There are so many bondages of systems and customs.
41Kanyāō̃ kō kōī bandhan ādi nahī̃ hai .
46Kumaris don't have any bondages, etc.
42Abhī bāmbē mē̃ bhī kanyāyē̃ taiyār hō rahī haĩ .
47In Bombay, kumaris are now becoming ready.
43Kahtī haĩ ham apnē prānt kō āpēhī sambhālē̃gī .
48They say: We will take care of our state.
44Sabhī apnē prānt kē liē kitnī mēhnat kartē haĩ .
49Everyone makes so much effort for their own state.
45Kahtē haĩ hamārā gujarāt , hamārī U|you . pī|P . . . . tum abhī apnā svarājya lētē hō , ismē̃ maĩ phalānā hū̃ , phalānē prānt kā hū̃ , yah bhī na rahē .
50They say: Our Gujarat, our U.P. 51You are now claiming your own self-sovereignty. 52Do not let there be any consciousness of: I am so-and-so from such-and-such a state.
46Tumhē̃ kisī sē bhī īrṣhyā nahī̃ rakhnī chāhiē .
53You mustn’t be jealous of anyone.
47Kōī kā avguṇ ādi dēkh māthā kharāb nahī̃ hōnā chāhiē .
54Don't spoil your head when you see someone's defects.
48Apnē kō dēkhnā chāhiē hamnē kitnī ātmāō̃ kō , bahanō̃ bhāīyō̃ kō sukh kā rāstā batāyā hai !
55Look at yourself and see to how many souls, brothers and sisters, you have shown the path of happiness.
49Agar rāstā nahī̃ batāyā tō vah kōī kām kā nahī̃ . 50Dil par chaṛh nahī̃ saktā .
56If you haven’t shown the path to anyone, you are of no use and cannot climb into Baba's heart.
51Bāpdādā K|kē dil par nahī̃ chaṛhā tō takht par nahī̃ baiṭh saktā .
57If you don't climb into BapDada's heart, you cannot be seated on the throne (in the future).
52Bābā jāntē haĩ - kōī-kōī bachchē kō service kā bahut śhauk hai .
58Baba knows that some children have a lot of interest in doing service.
53Jarā bhī dēh kā abhimān nahī̃ hai .
59They don't have the slightest arrogance of their bodies.
54Kōī-kōī tō baṛā ahaṅkār mē̃ rahtē haĩ .
60Others are very arrogant.
55Samajhtē haĩ apnē ūpar nahī̃ , bāp par kr̥ipā kī hai .
61They think that they are doing the Father a favour and not themselves.
56Kabhī bhī kiskē avguṇ kō nahī̃ dēkhnā chāhiē . 57Phalānā aisā hai , yah kartē haĩ .
62Never look at anyone's defects: So-and-so is like this and he does this and that.
58Ājkal aisē bhī sayānē haĩ jō ēk dō key|kī dis-service kā gāyan kartē haĩ . 59Phalānā yah kartā hai , aisā hai .
63Nowadays, there are some such clever children who spread news of the disservice done by others: So-and-so is doing this and he is like this.
60Arē tum apnī service karō .
64Just carry on with doing your own service.
61Brāhmaṇ bachchō̃ kā kām hai service mē̃ lag jānā .
65The duty of you Brahmin children is to keep yourselves busy in doing service.
62Bāp baiṭhā hai , bāp kē pās sab samāchār ātē haĩ .
66The Father is sitting here and He receives all the news.
63Har ēk key|kī avasthā kō bāp jāntē haĩ .
67The Father knows each one's stage.
64Service dēkh mahimā bhī kartē haĩ .
68On seeing their service, He also praises them.
65Bachchō̃ mē̃ service kā jōśh ānā chāhiē .
69You children should be enthusiastic about doing service.
66Har ēk kō apnā kalyāṇ karnā hai - is rūhānī service sē .
70Each of you has to benefit yourself by doing this spiritual service.
67Vah dhandhā ādi tō janma-janmāntar kartē āyē .
71You have been doing that business, etc. for birth after birth.
68Yah dhandhā kōī virlā vyāpārī karē .
72Hardly any businessmen do this business.
69Bāp tarīkā bahut sahaj samjhātē haĩ service kā .
73The Father explains a very easy way for you to do service.
70Kabhī bhī dūsrē key|kī nindā nahī̃ karō .
74Never defame anyone.
71Aisē bahut kartē haĩ .
75Many do this.
72Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō bhī māyā nāk sē pakaṛ lētī hai .
76Maya even catches hold of good maharathis by their nose.
73Bābā kō yād nahī̃ kiyā tō māyā pakaṛ lēgī .
77If you don't remember Baba, Maya catches hold of you.
74Bāp bhī kahtē haĩ nā - mujhē sādhāraṇ tan mē̃ āyā huā dēkh pahchān nahī̃ saktē haĩ .
78The Father says: Because they see that I come in an ordinary body, they’re unable to recognise Me.
75Bābā kō bhī rāy dētē haĩ aisē-aisē karnā chāhiē .
79Some even give advice to Baba: Baba, You should do this and that.
76Avasthā aisī hai jō bābā thōṛā bhī aisē karē̃gē tō traitor ban jāyēṅgē .
80Their stage is such that when Baba tells them a small thing, they become traitors.
77Bābā kō bhī apnī mat bhēj dētē haĩ .
81They give their own dictates to Baba.
78Kahāvat hai nā - chūhē ladī . . . . ( chūhē kō haldī key|kī gāṇṭh milī tō samjhā pansārī hū̃ ) yah nahī̃ samajhtē ki ham dis-service kartē haĩ .
82It is said that when a mouse found a piece of turmeric he thought that he was a big grocer. 83They don't understand that they are doing disservice.
79Bhūlē̃ tō bahutō̃ sē hōtī rahtī haĩ .
84Many continue to make mistakes.
80Kabhī avasthā ūñch , kabhī nīch , yah chaltā āyā hai .
85Sometimes their stage is elevated and sometimes low. 86This has continued all the time.
81Har ēk apnī avasthā kā dēkhē .
87Each of you has to check your own stage.
82Īmāndār bachchē apnī avasthā jhaṭ batlātē haĩ .
88Honest children instantly tell Baba about their stage.
83Kōī tō apnī bhūlē̃ chhipā lētē haĩ , ismē̃ baṛā nirahaṅkārīpanā chāhiē .
89Some hide their mistakes. 90You have to be very egoless about this.
84Service kō baṛhānē mē̃ lag jānā chāhiē .
91Engage yourself in increasing service.
85Hamēśhā yah khyāl rahnā chāhiē - jaisē karma ham karē̃gē hamkō dēkh aur karē̃gē .
92Constantly remain aware: Whatever actions others see me perform, they will do the same.
86Maĩ kiskī nindā karū̃gā tō aur bhī karnē lag paṛē̃gē .
93If I defame someone, others will also begin to do that.
87Bahutō̃ kō yah khyāl nahī̃ ātā hai .
94Many don't even think about this.
88Bāp samjhātē haĩ - tum apnī service mē̃ lag jāō .
95The Father explains: Engage yourself in doing your own service.
89Nahī̃ tō bahut pachhatāyēṅgē .
96Otherwise, you will repent a great deal.
90Duśhman bhī bahut bantē haĩ .
97Some even become enemies.
91Tum abhī śhūdra sē transfer hō brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hō gayē .
98You have now been transferred from shudras and have become Brahmins, the mouth-born creation of Brahma.
92Jinmē̃ 5 vikār haĩ - vah haĩ āsurī sampradāy , tum hō daivī sampradāy .
99Those who have the five vices are said to be part of the devilish community. 100You belong to the deity community.
93Tum dēvtā bannē kē liē vikārō̃ par vijay pā rahē hō .
101You are conquering the vices in order to become deities.
94Dēvtāyē̃ tō yahā̃ haĩ nahī̃ .
102Deities do not exist here.
95Dēvtāyē̃ hōṅgē satyug mē̃ .
103Deities exist in the golden age.
96Tum abhī daivī sampradāy ban rahē hō .
104You are now becoming part of the deity community.
97Tum bachchō̃ kō abhī samjhānē kē liē chance miltē haĩ .
105You children have now been given a chance to explain to others.
98Pradarśhanī mē̃ samjhātē rahō .
106Continue to explain at the exhibitions.
99Pradarśhanī , mēlē mē̃ har ēk key|kī nabz kā patā paṛ jātā hai .
107At the exhibitions and gatherings, you can feel everyone's pulse.
100Projector mē̃ tō kiskō samjhā nahī̃ sakē̃gē .
108You can't explain to anyone when you use projectors.
101Sammukh samjhānē sē hī samajh sakē̃gē .
109People are only able to understand when you explain to them personally, face to face.
102Pradarśhanī mēlā achchhī chīz hai , usmē̃ likh bhī saktē haĩ .
110Exhibitions and gatherings are very good. 111You can have posters with writing on them too.
103Pradarśhanī mēlē kā śhauk hōnā chāhiē .
112You should have an interest in having exhibitions and gatherings.
104Regular paṛhnē sē hī naśhā chaṛhēgā .
113When you study regularly, your intoxication will rise.
105Bāndhēlī hō tō ghar mē̃ rahtē bāp kō yād kartī rahō tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .
114If you are in bondage, continue to remember the Father while staying at home and your sins will be absolved.
106Ghar mē̃ baiṭhē bhī yād karnā achchhā hai .
115It is good to remember Baba even while at home.
107Parantu yād karnā - yah bachchō̃ kē liē baṛī muśhkil bāt hō gaī hai .
116However, it has become a very difficult thing for children to remember Baba.
108Bāp jissē 21 janm kā varsā miltā hai unkō yād nahī̃ kartē .
117You don’t remember the Father from whom you receive the inheritance for 21 births.
109Achchhē-achchhē bhāṣhaṇ karnē vālē mahārathī bhī bāp kō yād nahī̃ kartē . 110Na savērē uṭh saktē haĩ .
118Even the maharathis, who give very good lectures, neither remember the Father; nor wake up early in the morning.
111Uṭhtē haĩ tō baiṭhnē sē jhuṭkē khātē haĩ .
119Even if they do wake up, when they sit to remember Baba, they doze off.
112Yād karnē kē liē savērē kā hī time achchhā hai .
120The early morning time is very good for having remembrance.
113Bhakti mārg mē̃ bhī savērē uṭh yād mē̃ lag jātē haĩ .
121People on the path of devotion also wake up early in the morning and busy themselves in having remembrance.
114Unkī tō utartī kalā hai .
122However, theirs is the stage of descending.
115Yahā̃ tō hai hī chaṛhnē key|kī bāt .
123Here, it is a matter of climbing up.
116Māyā kitnē vighna ḍāltī hai .
124Maya causes so many obstacles.
117Savērē uṭhkar bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō dhārṇā kaisē hōgī , vikarma vināśh kaisē hōṅgē .
125If you do not wake up early in the morning and remember the Father, how would you be able to imbibe this knowledge and how would your sins be absolved?
118Bākī sirph murlī chalānā - vah tō chhōṭē bachchē bhī sīkhkar samjhānē lag paṛtē haĩ .
126However, as for conducting the murli, even small children can learn and begin to explain it.
119Yah paṛhāī baṛō̃ kē liē hai .
127This study is for adults.
120Kitnī baṛī university hai .
128It is such a big university.
121Hamkō paṛhānē vālā kaun hai - yah bachchō̃ kō naśhā nahī̃ rahtā hai .
129Some children do not have the intoxication of who it is that is teaching them.
122Māyā kisī kō dhōkhā dētī hai tō ham unkō na dēkh apnī service mē̃ lagē rahē̃ .
130When Maya deceives someone, don’t look at that one, but continue to do your service.
123Bāp kē pās sab samāchār ātē rahtē haĩ .
131The Father continues to receive all the news.
124Kōī dēh-abhimān mē̃ ākar samajhtē haĩ , yah aisē kartē haĩ , yah kartē haĩ , aurō̃ key|kī hī nindā kartē time west|waste kartē haĩ .
132Some become body conscious and think: This one is doing this and that one is doing that. 133They waste their time in defaming others.
125Tumhārā kām hai service mē̃ rahnā .
134Your duty is to remain busy in doing service.
126Kōī bhī bāt hai iśhārā bāp kō dē diyā bas .
135Whenever something happens, just give a signal to the Father, that’s all.
127Parchintan nahī̃ karnā chāhiē .
136Don’t think about others.
128Service mē̃ bachchō̃ kō din rāt lagnā chāhiē .
137You children should remain busy in doing service day and night.
129Tumhārā dhandhā hī yah hai .
138This is your business.
130Rōz pradarśhanī mē̃ samjhāō ki yah śhivbābā , yah prajāpitā brahmā .
139Explain at the exhibitions every day: This is Shiv Baba and this is Prajapita Brahma.
131Kalp pahlē bhī prajāpitā brahmā gāyā huā hai . 132Prajāpitā brahmā dvārā manuṣhya sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .
140Prajapita Brahma has also been remembered from the previous cycle: The human world is created through Prajapita Brahma.
133Aisē nahī̃ ki manuṣhya thē hī nahī̃ .
141It isn't that human beings don't exist at all.
134Manuṣhya sr̥iṣhṭi rachtē haĩ arthāt kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē haĩ .
142God creates the human world, that is, He changes thorns into flowers.
135Brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachtē haĩ tō ūpar mē̃ thōṛēhī sr̥iṣhṭi rachē̃gē .
143He creates the world through Brahma, but He does not do that from up above.
136Brahmā tō yahā̃ hōgā nā .
144Brahma has to exist here.
137Kitnā clear samjhāyā jātā hai .
145It is explained to you so clearly!
138Bāp kahtē haĩ - maĩ bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ pravēśh kar manuṣhya kō dēvtā banātā hū̃ .
146The Father says: I enter this one at the end of the last of his many births and change human beings into deities.
139Tō bachchō̃ kō service mē̃ rāt din mēhnat karnī chāhiē .
147So, you children have to work hard doing service day and night.
140Dhandhē ādi sē thōṛā time nikāl ismē̃ lag jānā chāhiē .
148Take some time off from your business and engage yourself in doing this service.
141Aisē nahī̃ ki phursat nahī̃ miltī .
149Don’t say that you don't have time.
142Bīmār paṛ jāō tō kyā phir kahē̃gē ki phursat nahī̃ !
150If you were to fall ill, would you say that you don't have time?
143Puruṣhārth karnā chāhiē .
151You have to make effort.
144Prērṇā sē kuchh bhī nahī̃ hō saktā hai .
152Nothing can be done through inspiration.
145Bhagvān sē hī prērṇā dvārā kām nahī̃ hō saktā tō aurō̃ sē phir kaisē hōgā .
153Even God can’t do anything through inspiration, so how could others do so?
146Samajhtē haĩ bhagvān kyā nahī̃ kar saktā hai . 147Marē huē kō jindā kar saktē haĩ .
154They believe that there’s nothing God cannot do, that He can even bring the dead back to life.
148Arē bhagvān kō tum kahtē hō , hē patit-pāvan ākar hamkō patit sē pāvan banāō , bas dūsrī kōī bāt nahī̃ .
155Oh! 156But you say to God: “O Purifier, come and make us pure from impure.” 157You don’t say anything else.
149Aisē thōṛēhī kahtē ākar murdē kō jindā banāō .
158You don't say: “Come and bring the dead back to life!”
150Vah hai hī patit-pāvan .
159He is the Purifier.
151Bhārat pāvan thā nā .
160Bharat was pure.
152Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp-kalp ākar pāvan banātā hū̃ .
161The Father says: I come every cycle and purify you.
153Māyā phir ākar patit banātī hai .
162Maya then comes and makes you impure.
154Ab phir maĩ āyā hū̃ pāvan banānē .
163I have now come to purify you once again.
155Kitnī sahaj bāt batlātē haĩ .
164I tell you such easy things.
156Hakīm lōg baṛī bīmārī kō bhī jaṛī būṭiyō̃ sē ṭhīk kar dētē haĩ phir unhō̃ key|kī mahimā bhī hōtī hai . 157Kōī kō bachchā vā dhan milā tō kahē̃gē gurū kr̥ipā huī .
165Herbalists cure very severe illnesses with herbs and then they are praised. 166When someone has a child or receives wealth, he would say that he was blessed by his guru.
158Achchhā , bachchā mar gayā tō kahē̃gē bhāvī .
167OK, when the child dies, he would say: That is destiny!
159In sab bātō̃ kō abhī tum bachchē samajhtē hō .
168You children now understand all of these things.
160Sannyāsī lōg pavitra bantē haĩ tō unkī mānyatā hōtī hai .
169Sannyasis become pure and they are respected.
161Parantu vah haĩ haṭh yōgī , vah rājyōg sikhlā na sakē̃ .
170They are hatha yogis; they cannot teach Raja Yoga.
162Vah sannyāsī , ham gr̥ihasthī , phir ham apnē kō followers kaisē kahlā saktē .
171Those are sannyasis and people are householders, so how can we they say that we are their followers?
163Bāp tō kahtē haĩ bachchō̃ kō pūrā follow karnā hai - manmanābhav .
172The Father says: Children, you have to follow fully. 173Manmanabhav!
164Mujhē yād karō tō tum pavitra ban jāyēṅgē aur mērē sāth chalē̃gē .
174Remember Me and you will become pure and go back home with Me.
165Maĩ tō ever pāvan hū̃ .
175I am ever pure.
166Manuṣhya patit banātē haĩ , bāp ākar pāvan banātē haĩ .
176Human beings make you impure and the Father comes and purifies you.
167Vah pavitratā , śhānti , sukh kā sāgar hai .
177He is the Ocean of Purity, Peace and Happiness.
168Tumkō bhī aisā banā rahē haĩ .
178He is also making you the same.
169Tum yōgbal sē ātmā kō pavitra banātē hō .
179You souls purify yourselves with the power of yoga.
170Jāntē hō hamkō first class śharīr milēgā .
180You know that you will receive first-class bodies.
171Manuṣhya kō dēvtā practical mē̃ banānā hai .
181Humans have to be changed into deities in a practical way.
172Aisē thōṛēhī sirph dēvtāī kapṛā ādi pahan liyā , apnē par pūrā dhyān dēnā hai .
182It isn't that you just have to wear deity clothes; you also have to pay full attention to yourselves.
173Dēh-abhimān na āyē .
183Let there not be any body consciousness.
174Bābā ham tō āpsē varsā lēkar hī chhōṛē̃gē .
184“Baba, I will definitely claim my inheritance from You.”
175Tum bhī kahtē hō ham bhārat kō śhrēṣhṭhāchārī banākar hī chhōṛē̃gē .
185You also say: “We will definitely make Bharat elevated.”
176Niśhchay vālē hī kahtē haĩ nā .
186Only those who have faith say this.
177Kōī tō kahtē haĩ itnē thōṛē samay mē̃ kaisē hōgā .
187Some ask: “How can all this be done in such a short time?”
178Vāstav mē̃ kabhī bhī yah sanśhay nahī̃ lānā chāhiē .
188In fact, you must never have any of these doubts.
179Sanśhay mē̃ ānē sē phir service mē̃ ḍhīlē hō paṛtē haĩ .
189When you have doubts, you become slack in doing your service.
180Time bahut thōṛā hai .
190Very little time remains.
181Jitnā hō sakē puruṣhārth khūb karnā chāhiē .
191Make as much effort as possible.
182Thōṛā laṛāī ādi kā kahā̃ haṅgāmā hōgā tō phir dēkhnā kitnī mēhnat karnē lag paṛtē haĩ .
192Just see, when there is even a little upheaval through war, etc. everyone will then start to make effort.
183Samajhtē haĩ nā - ham yād mē̃ pūrā nahī̃ rahtē haĩ phir us samay kaśhmakaśhā tō kar nahī̃ sakē̃gē .
193You understand that if you don’t stay in full remembrance, you will have to struggle and will not be able to have remembrance.
184Us samay tō bahut āphatē̃ ādi rahtī haĩ isliē bāp kahtē haĩ jitnā hō sakē gallop kartē jāō .
194At that time, there will be many calamities and this is why the Father says: Continue to gallop as much as possible.
185Yah ātmāō̃ key|kī race hai .
195This is a race of souls.
186Bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
196The Father explains to you so well.
187Niśhānē par jākar arthāt bāp K|kē ghar jākar phir chalē ānā hai naī duniyā mē̃ .
197Go and touch the target, that is, the Father's home, and then go down into the new world.
188Baṛī fine race hai .
198This is a very fine race.
189Bāp kahtē haĩ - mērē kō touch kar arthāt mūlvatan mē̃ jākar phir ānā hai .
199The Father says: Touch Me, that is, go to the incorporeal world and then come down here again.
190Pahlē-pahlē vah āyēṅgē jō yōgyukt hōṅgē .
200Those who are immersed in yoga will go first of all.
191Chāhtē haĩ ham muktidhām mē̃ jāyē̃ .
201You want to go to the land of liberation.
192Tō bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō chalē jāyēṅgē .
202The Father says: Remember Me and you will be able to go there.
193Muktidhām tō sabkō pasand hai phir āyēṅgē part bajānē .
203Everyone likes the land of liberation and you will then go down to play your parts.
194Mōkṣh kiskō miltā nahī̃ .
204No one receives eternal liberation.
195Īśhvarīy history-geography mē̃ mōkṣh kā akṣhar hai nahī̃ .
205The term: eternal liberation doesn’t exist in God’s history and geography.
196Ēk second mē̃ tumkō jīvanmukti miltī hai , bākī sab mukt hō jāyēṅgē .
206You receive liberation-in-life in a second and everyone else becomes liberated.
197Rāvaṇ rājya sē mukt hōnā hī hai , jō puruṣhārth karēgā vahī ūñch pad pāyēgā .
207Everyone has to be liberated from the kingdom of Ravan. 208Those who make effort will claim a high status.
198Bachchō̃ kō baṛā mīṭhā bannā hai .
209You children have to become very sweet.
199Svabhāv baṛā mīṭhā chāhiē .
210Your nature has to be very sweet.
200Krōdhī nahī̃ bannā hai , durvāsā kā nām hai nā .
211You mustn't get angry. 212The name of Durvasa has been remembered.
201In rājr̥iṣhiyō̃ mē̃ bhī kōī-kōī aisē haĩ .
213There are also some like that among the Raj Rishis.
202Hamēśhā apnī dil par hāth rakhnā chāhiē ki maĩ kyā kartā hū̃ ! 203Issē hamkō kyā pad milēgā !
214Always place your hand on your heart and see what you are doing and what status you will claim by doing that.
204Agar service nahī̃ key|kī , āp samān nahī̃ banāyā tō kyā pad milēgā .
215If you don't do service and don't make others similar to yourself, what status will you receive?
205Thōṛē mē̃ rāzī nahī̃ hōnā hai .
216You mustn't be satisfied with just a little.
206Bāp kahtē haĩ - maĩ āyā hū̃ bachchō̃ kō full bādśhāhī dēnē .
217The Father says: I have come to give you children full sovereignty.
207Tō himmat rakh karkē dikhānā chāhiē .
218Therefore, remain courageous and demonstrate it practically.
208Sirph kathnī sē tō hō nahī̃ saktā .
219It’s not possible to do this just by speaking about it.
209Bāp key|kī service mē̃ tō haḍḍiyā̃ bhī dēnī haĩ .
220You also have to give your bones in doing the Father's service.
210Kartē bhī haĩ phir kahā̃ dēh-abhimān ā jānē sē naśhā ā jātā aur gir paṛtē haĩ .
221Some do everything, but they sometimes become body conscious and become intoxicated and then fall.
211Māyā bhī cum|kam pahalvān nahī̃ hai .
222Maya is no less powerful.
212Bāp key|kī śhrīmat par na chalnē sē māyā war|vār kartī hai , tō bāp kō phārkatī dē dētē haĩ .
223When you don’t follow the Father's shrimat, Maya attacks you and you then divorce the Father.
213Bāp sukhdhām kā mālik banātē haĩ tō apnē par taras ānā chāhiē .
224The Father makes you into the masters of the land of happiness, and so have mercy on yourselves.
214Bāp rāy baṛī simple dētē haĩ .
225The Father gives you very simple advice.
215Māyā K|kē tūphān tō bahut āyēṅgē parantu mahāvīr bannā hai .
226Many storms of Maya will come but you have to become mahavirs.
216Achchhā !
227Achcha.
217Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
228To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
229The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
219Dhārṇā kē liē mukhya sār :
230Essence for dharna:
2201 ) service kā śhauk rakh apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karnā hai .
2311. Have an interest in doing service and benefit yourself and others.
221Kisī key|kī dis-service kā gāyan nahī̃ karnā hai .
232Never spread news of anyone's disservice.
222Parchintan mē̃ apnā samay nahī̃ ganvānā hai .
233Don't waste your time in thinking about others.
2232 ) īmāndār aur niranhakārī ban sēvā kō baṛhānā hai .
2342. Be honest and egoless and increase service.
224Savērē-savērē uṭhkar bāp kō pyār sē yād karnā hai .
235Wake up early in the morning and remember the Father with a lot of love.
225Kathnī aur karnī samān banānī hai .
236Let your deeds be equal to your words.
Blessing
226Vardān : manmanābhav key|kī sthiti dvārā man K|kē bhāvō̃ kō jānnē vālē saphaltā svarūp bhav
237Blessing: May you understand the feelings in each one’s mind with the stage of “Manmanabhav” and become an embodiment of success.
227Jō bachchē manmanābhav key|kī sthiti mē̃ sthit rahtē haĩ vah aurō̃ K|kē man K|kē bhāv kō jān saktē haĩ .
238The children who remain stable in the stage of “Manmanabhav” can know the feelings in the minds of others.
228Bōl bhal kyā bhī hō lēkin uskā bhāv kyā hai , usē jānnē kā abhyās kartē jāō .
239No matter what their words are, you have to continue to practise understanding what their feelings and motives are.
229Har ēk K|kē man K|kē bhāv kō samajhnē sē unkī jō chāhnā vā prāpti key|kī ichchhā hai , vah pūrī kar sakē̃gē .
240By understanding the feelings in each one’s mind, you will be able to fulfil their needs and desires for attainment.
230Issē vē|way avināśhī puruṣhārthī ban jāyēṅgē phir service key|kī saphaltā thōṛē samay mē̃ bahut dikhāī dēgī aur āp puruṣhārthī svarūp kē bajāē saphaltā svarūp ban jāyēṅgē .
241Through this, they will become constant effort-makers. 242Then, in a short time, you will see great success in service and, instead of being an effort-maker, you will become an embodiment of success.
Slogan
231Slōgan : sōtē samay sab kuchh bāp havālē kar khālī hō jāō tō vyarth vā vikārī svapn nahī̃ āyēṅgē .
243Slogan: When going to sleep, hand everything over to the Father and become empty and you will not have any wasteful or vicious dreams.
244*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
232Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
245Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
233Āp ātmāyē̃ brāhmaṇ jīvan mē̃ aisē pavitra bantē hō jō śharīr bhī , prakr̥iti bhī pavitra banā dētē hō isliē śharīr bhī pavitra hai tō ātmā bhī pavitra hai .
246You souls become so pure in your Brahmin life that you even make your bodies, matter, pure. 247Therefore, your body also becomes pure when your soul is pure.
234Sampūrṇ pavitra arthāt apavitratā kā anśh-mātra bhī na hō kyōṅki jitnī pavitratā hai utnī brāhmaṇ jīvan key|kī personality hai .
248Totally pure means that there should not be the slightest trace of impurity. 249This is because, to the extent that you have purity, you will accordingly have the personality of Brahmin life.
235Agar pavitratā cum|kam tō personality cum|kam .
250If there is some purity lacking in you, then this personality will also be lacking.
236Yē purity key|kī personality sēvā mē̃ bhī sahaj saphaltā dilāyēgī .
251This personality of purity easily enables you to achieve success in the service you do.